kaya hum indicato kay baghar trading kar saktay hai kay nahi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kaya hum indicato kay baghar trading kar saktay hai kay nahi
    kaya hum indicato kay baghar trading kar saktay hai kay nahi aghar kar saktay hai tu is kay kaya kaya rules hai bhai g
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex may hamra experience best indicators ha aur hum usi ki base per trade kar saktay ha. Hamay kesi bhi other indicators per totally depend nai kar sakatay. Jb market hamaray experience k mutabiq chal rahi hu tb hum little support k leay indicators ko check kar saktay ha k ya bhi hamray order ki direction may ha. then hum follow kar saktay ha otherwise hamay avoid karna chaheay ta k loss say save hua ja sakain.
    • #3 Collapse

      g han hum forex main without indicator trading kr skty hain ye sub hmary experiance py depend krta hy .. achy trader khud market ko analyz krty hain wo kisi indicators sy help ni lety len b to bht kam lety hain
      • #4 Collapse

        g bhai jaan zarror kar sakty hen ham indicator k baghair trading laikin agar ap indicator use kar k kaam karo gay to ap kaliye bahut best hoga
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: mjshon
          bhai ap indicator k bagher bhi trading kar sakte hai zarori nah hai k ap indicators use kren ye sirf signal pick karne kai kam atai hain
          Kiya indicators bilkul theek indications kerty hain? ya indicators use ker k bhi trading riski hoti hai? achy indicators kon kon sy hain?
           
          • #6 Collapse

            Forex me best strategy kiya hai? ager candlestick stragety use ki jaye only tu kiya achi trading ho sakti hai?
            Market analyze kaisy ki jati hai?
             
            • #7 Collapse

              assalamu alaikum bhai ap indicator k bagher bhi trading kar sakte hai zarori nah hai k ap indicators use kren ye sirf signal pick karne kai kam atai hain
              • #8 Collapse

                may b kuch trader indicators k baghir trading kernain k baad kamyabi hasil kertay hoon laikn mujay aisa nahain lgat hai k isay k baghair hum trading ko kmyab bna saktay hain.
                • #9 Collapse

                  bhai ap indicators k baghar trading to kar sakhte hain per ye indicators forex market k liye bohat zaroori hota hain jin sey hamam trading karna ma kafi help hote hain or in sy ham tehk trade or dorust simat ma laga sakhte hian or bhai ye kafi helpful hain forex market ma
                  • #10 Collapse

                    ji bilkul mumkin hai lakin agr ap ko candle stick pattrn ka pta hai tu ap indicator k bghair trading kr sakte hain lakin ap ko candlstick k rules ka pta hona lazmi hai
                    • #11 Collapse

                      jee bilkul kar skte hain indicator ka koi khaas kam nhn hota muje tu os ki smjh nhn aai log pata nhn q in cheezon k peeche time waste karte hain es liye ap ko chahiye apnii learning k hisaab se trading karo...
                      • #12 Collapse

                        kany ko kya hia jasy marzi trading karo chah ankh band kar k kar lo lakin indicators ka fida ya hi k app ko market ka idea ho jata hai ka market kis taraf jay gi baki app ka experience b hona chahy indicator b 100% sahi nai hoty
                        • #13 Collapse

                          nahi jnab,,,meray khyal main to esa bilkul bhi nahi kar sakty hain lekin app k khayl k bary main mujh nahi pata hay k kar skaty hain ya nahi ...
                          • #14 Collapse

                            wese to best indicator aap khud hote hain market main, kyun k khud k experience se market k move ko samjhna hi best hota hai , pr indicators ko bhi aik nazar dekh lene se risk kam hoskta hai loss ka, moving average boht acha tool hai market trends change hone ko indicate karta hai
                            Add Me on Facebook ~ sm0213 :rolleyes: (SM)
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ager app indicator k bagheer trading karein gy to app ko 1% bhe market ki movement our trend ki samjh nahe aey ge so indicators say trading boht he asaan ho jare hy

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X