Trend Reversal Strategy :
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trend Reversal Strategy :

    Forex trading ki market ki Jab move Karti Hai To usme different type ke trend bante hi Hamen in Tamam different types Trend ko acchi Tarah Se understand karna chahie Kyunki Jab market rivers Murti Hai to use Waqt he ismein different types ke trend bante hain aur use Waqt market Mein price bhi rivers Mod jaati hai isliye Hamen market Mein trade Lagate Waqt market ki movement ko acchi Tarah Se check Karte Rahana chahie Kyunki Ke jariya se Ham market Mein acchi trade Laga Sakenge aur apne knowledge Ko Bhi Bada Sakenge isliye Hamen market ki movement Koi avoid nahin karna chahie BEL ke unko Bar Bar Dekhte Rahana chahie tha ki Ham Apne kam ko acchi tarike Se Kar Saken

    Trend reversal strategy mein time frame ke hisab se kam Kiya jata hai aur Hamen is time frame ko acchi Tarah Se samajhna chahie Taki Ham market ke rivers madnay ko acchi Tarah Se samajh sake Hamen in strategy ke time-frame ke hisab Se Hi Chalna chahie Hamen forex market mein sirf use strategy ko hi use karna chahie jo ki Hamare liye bahut hi faydemand sabit hoti hai Jiske zariye se Ham market Mein acchi trade Laga paate Hain isliye Tamam members ko chahie ki vah trend strategy ko use karte Waqt sabse pahle is Mein maujud Tamam strategies ko acchi Tarah Se understand Karle aur sirf usse strategy ko hi use Karen Jo ke Hamare liye bahut hi profitable sabit aur Jisko Ham Kafi Achcha use kar Saken aur usmein Apna Kam ko acche tarike se kar sake trend reversal strategy ki help se Ham market ki position se ko acchi Tarah Se samajh sakte hain trend reversal strategy May ham different types ke candlestick patterns ko bhi use kar sakte hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trend Reversal Strategy :

      Trend reversal strategy bahut se log trading karte hain aur yah straight ji hamari trading ke liye useful hoti hai hai baat e-strategy ke liye hamare pass ek achcha tajurba Hona chahie tab hi ham market mein a strategy ko samajh sakte hain kyunki yah strategy thodi si mushkil hoti hai aur agar ham reversal trades ko analyse kar lete hain to fir hamari trading se hamen Kabhi achcha munafa mil sakte hain kyunki reversal trade hamen bahut hi jald market mein munafa de jaati Hain isliye hamen jarur reversal trades ko analyse karna chahie aur market se munafa kamane ki koshish Karni chahie.

      Reversal trading strategy jahan per hamen ek achcha munafa deti hai vahan per hamare liye bahut hi khatarnak hai hai kyunki reversal trades ke liye ham market ke against chale jaate Hain jiski vajah se agar trend aur jyada aage jata hai to hamen kafi nuksan bhi ho jata hai isliye hamen reversal trades ki confirmation Karni chahie agar hamari strategy acchi hai aur ham acchi confirmation kar lete hain to fir yahan se hamesha munafa ho sakta hai aur agar hamara tajurba achcha Nahin hai to fir hamen kabhi bhi reversal trades ko Nahin pakda chahie.

      Reversal trading strategy job market mein koi badi movement ho jaati hai to iske bad market usi speed ke sath wapas aana shuru kar deti hai aur job market speed ke sath wapas aane shuru Karti hai to tab ham ko yad kar lete hain aur bus adda se hamen bahut achcha munafa mil jata hai isliye hamen chahie ke ham koi bhi market mein order lete hue market ki acchi tarike se confirmation kar len tab hamen koi reversal trade open Karni chahie Varna hamen market Ka vate Karna chahie.jab ham market Ka intezar karte Hain to tab hi hamen market se Accha munafa mil sakta hai aur agar ham market Ka intezar Nahin karte Hain to fir hamen Kabhi achcha munafa Nahin milta isliye pahle hamen market Ka intezar Karna chahie aur jab hamen market acchi confirmation date ab hamen trading Karni chahie Varna hamen trade open Nahin Karni chahie kyunki agar ham aisa karte Hain to hamara nuksan jyada ho jata hai.
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #18 Collapse

        Re: Trend Reversal Strategy :

        Ham Sabko strategy Banakar Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab strategy develop Karke Apna Kam Karenge To Hamen kamyabi Hasil Hogi because strategy Banane se Hamen kamyabi isliye Hasil Hoti Hai vahan per Hamari trade aur maskati ki sabse acchi Hoti Hai To Hamen banane ke liye sabse pahle apni planning purpose karna hoga aur planning tab hi Hogi Jab hamare pass knowledge aur Hamara experience Jyada Hoga so isiliye Hamen Har time Apna knowledge aur Apna experience increase karne ka sochana chahie Aur Dil lagakar Apna Kam karna chahie Agar Ham Sab apni strategic focus Karenge To Ham Kamyab Honge isliye Ham Sab Ko Bhi apni mehnat ke sath Apna Hoga mehnat ke sath kam karne mein Hamara advantage hota hai isliye Ham Sabko Yahan per Apne time per kam karna chahie Apne time par online Aana chahie online Aana chahie aur usko apni job samajhkar spar online Aana chahie Jaisa aap apni job pe regular Apne time per jaate ho so isiliye Yahan per Bhi Apne time pass online Aana chahie ISI se kamyabi hai aapko nuksan hota hai aur use Hote Ho To Ham Sabko Apna knowledge increase Karke apni strategy design Karni chahiye is kam ke liye YouTube per lectures bhi dekhne chahie sabse acchi planning hi sabse acchi stat ji ka sab banti hai isliye Ham Sab ko bhi yahan per strategy ko strong karne ke liye Apna knowledge level increase karna hoga aur ISI ke andar Hamen kamyabi Hasil karne ki koshish Karna Hogi
        • #19 Collapse

          Re: Trend Reversal Strategy :

          jaisy keh lafaz se sf zahir hy keh reverse trend ka matlb keh kisi chaez ka uski ulti direction me aana. forexme bi aesa e hota hy kabi kbi . aam routine me jb market open hoti hy to traders buy aur sell ki trade lagaty hain aur market ki situation ko as normal lyy rahy hoty hain . laken kbi kbi aesa hota hy keh market ka trend change ho jata hy aur makret apni reverse direction me move karny lag jati hy .aesa tb hota hy j market me achanak se bulk me trade open hoti hy aur aesa tb hota hy jb news breakout hoti hy. sary traders news ke break hony ka intizar kar rhy hoty hain laken jaisy e news break hoti hy trader apni trade ko open kar dety hain jiski waja se bulk me trades open hoti hain aur achanak se market ka flow distrb ho jata hy. is sorat me bht se traders ko loss bi hota hy kyukeh market ki predection e ghalat prove ho jati hy .laken is sorat me bht sary traders aesy bi hoty hain jo market ki reversal trend strategy ka intizar kar rhy hoty hain . Click image for larger version

Name:	reverse.jpg
Views:	1
Size:	5.9 کلوبائٹ
ID:	12331160aur ek time py keh jb reverse trend start hota hy to wh apni trade ko open kartyy hain aur apny target ko pora kar lety hain .jb target pora ho jata hy to trade ko close kar dety hain aur phr se market ke reverse trend ka intizar karna shro kar dety hain . laken ek bat ka dhian rakhen keh jb ap reverse trend py trade lagaty hain to apko chahye keh stopp loss ko lazmi zehn me rakhenis se yeh hota hy keh ap apna profit book kar lety hain . aur apke capital ko ziada risk ni hota . is ko ek tarah se secure trading bi kehty hain ,
          Last edited by ; 20-09-2020, 09:24 AM.
          • #20 Collapse

            Re: Trend Reversal Strategy :

            Yes there should be a a strategy which could be worked out well in the market and reverses after moving to a positive or negative Trend and there should be a strategy which makes our profit and loss in the trading more and which can recover our losses which we have made during trade and that is definitely the trend reversal sadly this strategy in my trading before but then I can realise that the trend reversal strategy can be improved by the sources of time because they at this time the market movements changes in no time and market movement is changing frequently times so at and reversal strategy can the market movements changed his hand and turned off market changes I will personally I check this trend reversal stats in my on trade in their definitely I can observe that they are estimates that this strategy to work because this strategy is purely based on the market movement styles and the market movement suggestions and so I can I think that the strategy will work in the proper manner but somehow and unfortunately if this does not work then they are no chances that your account will be washed it because this strategy is to delete only best for those people who have small accounts and their mother level is small but those people who are trading on the smiler accounts they can adopt this strategy and this strategy has no loss is even we cannot wash your account so I try every person should try it and I would definitely try this strategy trading while other trades open the market movement is definitely can be controlled by the Strategies and the trend reversal strategy is one of them thank you very much
            • #21 Collapse

              Re: Trend Reversal Strategy :

              Yeah bahut hi interesting and informative topic hai ,,,k hm kis tarah trend reversal ka identification kr sakty hain waisy to allag allag tareeqy hoty hain identification k aik to ho giya k candles stick pattren sy trend reversal ki identifecation kr sakty hin is mein sngle candlesticck pattren bhi ho sakta hai double candle stick pattren aour third candle stick pattren ho sakta hai ,,,,,
              Is k illawa chart pattern bhi identification k liay best hota hi ....
              Forexample hm aik stack ka chart pattren daikhty hin jo k down trend mein chal raha hai jis mein lower bottum aour lower top level bna raha hai jb yeah lower botum level equal position py a jaiy ga aour lower top level equal ho jaiy ga to yeah position hm ko trend revesal Position ka indication dy rahi hoti hai yeah trend equal botum aour equal lower top ko break out kr k higher top py chala jata hai aour new trend uper trend bna laita hai ...
              Uper trend mein higher top aour higher bottum level ki position banti hai pher is pr hm trend reversal identification k baad apna trade lga sakty hain aor acha profit gain kr sakty hai stop loss lga kr ...
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Trend Reversal Strategy :

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Anas_Ali پيغام ديکھيے
                Asalamolaikum.Dear members hum janty hain ky market jab move karti hai to ek trend mein chalti rehti hai aur buy ya sale mein continuously move karti hai. Lekin ek time ata hai ky jab market us trend ko follow karna chor deti hai aur dusri direction mein move krna start kar deti hai. Issy hum kehty hain ky market ka trend reverse hogia hai aur market ka trend same nahi rha. Kuch traders sirf aur sirf market ky reversals par hi work karty hain aur apna target achieve kar ky market se close hojaty hain.jis ky bad woh new reversal ka intzar karty hain aur market ky reversal hiny par hi agli trades lagaty hain. Yeh traders sirf aur sirf market ky trend reverse hony par trades lagaty hain aur profits earn krty hain. Yeh ek profitable strategy hai jo ky smjhny mein bhi asan hai. Isko Trend reversal strategy kaha jata hai.

                Trend reversal strategies mein apko kam karny ky liye market ky achy time frames select krny party hain. Aur choty time frames pe work nahin krna chahye. Atleast h1 ya h4 par work karna chahye. Isi trha is strategy ko mazeed safe bnany ky liye aap d1 par bhi yeh strategy apply kar skty hain jis mein aap ko kam se kam lot size rkhna hoti hai aur is strategy par amal karty huey aap long term trade bhi kr skty hain. Market ky trend ky reversal ka analysis achi trha se krna chahye. Kyn ky aapko yeh chance miss nahin krna hita agar aap chance miss kr dety hain to aap is strategy ky mutabiq late entry nahin le skty aur us mein risk hita hai.​Islye​market ki regular analysis karni parti hai usi ky bad aap achy time pe trsde me entry le skty hain.

                Trend ky reversal ka pata laganay kay liye aap market ki Postion ko notice kar skty hain. Aur jab market top par ho to aap bottom pe any ky sath stah trend ko follow karty huey trade lagaty hain jab ky market neechy ho to aap buy mein trend ky jany ka wait kr skty hain. Aur buy mein profits gain kr skty hain.

                Trend reversal ka andaza aap differnet candle patterns se bhi laga skty hiain.​Aur un se confirm signals hasil kar skty hain. Kyn ky bht si candles market ko reverse krny ka function ada karti hain. Woh patterns aapko sekhny chahye. Jin me doji, hammer, inverted hammer, morning star, evening star waghera aapki help kar skti hain.​Aur in ko smjhna aur in ko market mein apply krny ka experience gain krna bhut zaruri hai. Tb hi aap is strategy par achy treqy se amal kar skty hain.
                G han dear market mai aksar aisa chalta rhata hai kay market kay kisi bhi pair ko ap laye lain tu es mai ye chalta hai kay market mai aik trade yani kay aik pair ka trade us side say move karta hai kisi aur side pay mean kay sell ya buy mai jata hai tu us nay jitna zayda ap kay haq mai jana hai ap ka kam atna he asan ho jana hai aur acha ho jana hai tu ap kay ager wo taraf nhi jata hai tu ap kaliye kafi nuqsan hai oer es mai ap nay aik bat ka khas khyal rakhna hai kay ap nay indicators pay acha kam karna hai tu ap ka kam acha hona hai ya easy ho jana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai knowldge kay sath acha kam karain aur ap es mai waite karain ager tu ap ka es mai nuqsan hai tu ap kaliye us tim epay trade ko hold karna he theak hai ap ka kam hai kay ap us time pay trade ko es mai hold kar kay kam kartye hain tu ap ka kam acha rhata hai jaisye he trend line change hoti hai ap ka kam hai kay ap apna trade bhi usi side pay move kar dain jis side pay trend line nay jana hai ab ap ki nazar market mai the tu ap us time pay apna trade hold kar kay us say faida sp nay lay liya hai tu ap ka kam acha ho jata hai aur bad mai ap es kai kamyab bhi ho jatye hain tu ye sara kam ap ki mahnet pay hai ap es kai achi mahnet kay sath acha kam kartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhj hotye hain balky ap kaliye kafi asani ban jatye hain aur ap es mai acha kam kartye howye es mai hamesha he kamyab rhatye hain
                $$$ Never Give Up $$$

                اب آن لائن

                Working...
                X