capital aur equity may kya farq hay ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    capital aur equity may kya farq hay ?
    capital aur equity me bahot zeyda difference hota hay es ko samjna be bahot hi important hay, new traders capital aur equity ko same hi samjty hey es key ley bary me discus karna bahot zarori hay,
    Capital: account capital investors key total account balance ko kehty hey, investors jetna be deposit karty hey ya trading me jetna be profit/loss karty hey ye traders ka capital hota hay.
    Equity: Traders open karny key bad equity same nahi hoti aur profit/loss ki waja se es me changing ati rehti hay es ki waja ye hoti hay key hamy agar profit ho raha hota hay to hamari equity par es ka effect hota hay jab tak trades ko ham close nahi karty es profit/loss ka effect hamary account capital par nahi hota.
    capital apka wo balance hota hai jo ap bonus hasil krty ho ya ap khud sy deposit krty ho jub ky equity apki trade lgany ki option remainin money hoti hai agr ap koi trade execution krty ho to remainin opportunity for trade ko equity kaha jata hai
    Dear forum members forex trading na he bahot asan hai na he bahot zeyada complicated hai is ma apko step by step guidance experience knowledge aor skills ky sath agy behn chue qor market ma jis chez ki apko understanding na ho rahi ho pehly uska experiment demo account ma kr leay kro is sy apko bahot faida ho ga aor apko kam sy kam loss ho ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: capital aur equity may kya farq hay ?

    dear members is market main kaam kartay huway hamko is baat ka khaas khyal rakhtay huway kaam karna chaye k jub tak ham makret k har aik tool sko nai samjh laitay hain jub tak ham markeet k chart main roonma honay wali har aik cheez k baray main nai jaan laitay hain hamko is big markeet main kabhi bhi enter nai hon achaye is liye k yeh kaam koi bhi tukkay baazi wala kaam nai hai k jis main hamko thori bahut mehnat karnay say aur thoray bahut kaam say bahut barray reward ka milna mumkin hay is liye hamin nhar aik ko propper tarekay say smajhtay huway kaam karnay main he hmari samjhdaari hay aur hamari kamyaabi hay jis main agar ham markeet main kaam kartay huway koi trades lagatay hain to usk sath sath hamary chart main hamara hisaab kitaab chal raha hota hay agar hamara order lose main jaa raha hay to sath sath hmaray account ka balance bhi show ho raha hota hay aur jis say hamain pata chal raha hota hay k hamaray account ka bakaya balance kitna hay ya hamaray account main kitna zaida balance chal raha hay is baaki k acount balance k ham equety kehtay hain,ham market main jub kaam ko start kartay hain to hamaray passs jo khud ki invest hoty hay ya haaray paass jo kuch bonus waghaira hota hay usay ham markeeet main capitals ka name daitay huway kaam kartay hain agar ham in sab baatonko jantay huway is markeet main kaam kartay hain to ham aik samjhdaar trders han jis say ham markeet main kam say kam lose kartay jatay hain aur zada say ziada earning karnay walay traders ban jaya kartay hain.
    • #3 Collapse

      Re: capital aur equity may kya farq hay ?

      Forex main trading say oehly hamain kai basic trading and financia terms kay names, maqsad, use aur aamjh hini chahiye. In he main capital and equity bhi aik financial term hay jiska hamain knowlesge hona bahut zaroori hay.

      Capital.

      Capital ka matlab hota hay keh jab trader ya owner forex main trading kay liye koi amount invest kary, ye bonus bhi ho sakta hay, ya real investment bhi, ya bonus aur real investment donon ko mila kar bhi capital ban sakta hay jo keh aik he cheez hay. Capital woh amount hoti hay jo trader trading plan kay mutabiq starting main invest karta hay, aur isko trading kay maqsad kay liye utilize karta rehta hay. Trader ki yehi priority hoti hay uska capital yani asal sarmaya kisi tarah bhi kam na ho, yani isko is main loss na ho.

      Equity.

      Equity say murad trader kay pas wo availabke amount hay jo wo mazeed trading kay liye use kar sakta hay, equity capital kay baraber, capital say kam ya ziada bhi ho sakti hay. Ager to capital use na hua ho, to yehi owner ki equity kehlaye gi, ager trading main loss ho jaye to caoital main say loss ko nikal kar remaining amount ko equity kaha jaye ga, isi tarah ager trading main profit ho aur trader ismain say kuvh amiunt capital kay sath shamil kar lay to capital plus ye reserve amount equity kehlaye gi. Yani jo reserve amount hoti hay woh bhi capital kay sath sum up kar kay equity ko strong karny kay liye use ki jati hay.

      Capital equity ki he sab catogary hay jab keh equity capital kay sath profit mila kar strong ya capital main say losses ko nikal kar weak consider ki jati hay.
      • #4 Collapse

        Re: capital aur equity may kya farq hay ?

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Ayeza پيغام ديکھيے
        capital aur equity me bahot zeyda difference hota hay es ko samjna be bahot hi important hay, new traders capital aur equity ko same hi samjty hey es key ley bary me discus karna bahot zarori hay,
        Capital: account capital investors key total account balance ko kehty hey, investors jetna be deposit karty hey ya trading me jetna be profit/loss karty hey ye traders ka capital hota hay.
        Equity: Traders open karny key bad equity same nahi hoti aur profit/loss ki waja se es me changing ati rehti hay es ki waja ye hoti hay key hamy agar profit ho raha hota hay to hamari equity par es ka effect hota hay jab tak trades ko ham close nahi karty es profit/loss ka effect hamary account capital par nahi hota.
        capital apka wo balance hota hai jo ap bonus hasil krty ho ya ap khud sy deposit krty ho jub ky equity apki trade lgany ki option remainin money hoti hai agr ap koi trade execution krty ho to remainin opportunity for trade ko equity kaha jata hai
        Dear forum members forex trading na he bahot asan hai na he bahot zeyada complicated hai is ma apko step by step guidance experience knowledge aor skills ky sath agy behn chue qor market ma jis chez ki apko understanding na ho rahi ho pehly uska experiment demo account ma kr leay kro is sy apko bahot faida ho ga aor apko kam sy kam loss ho ga
        G han dear capital balance mai ap kay pass equipty bhi capital hoti hai jub kay ager ap kay pass balnce he kam hai tu us mai ap ki equipty bhi kam hoti hai ap nay daikha ho ga kay ap trade open kartye hain tu us mai show ho rhi hoti hai equpity aur balance dono tu ap ka kam hai kay ap us mai daikha karain jub ap ka lose hota hai tu ap ka balnce kabhi kam nhi hota hai ap ki equipty kam hoti hai tu acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap es mai equipty pay kam karain ap ki equipty jitni zayda hoti jati hai ap kay balnce mai izafa kartye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain ap es mai mahbet kiya karain aur ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap kamyab bhi ho jatye hain tu bina mahnet kay kamyabi pana na mumken hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain aur account equity pay acha kam kar saktye hai ager ap ka trade ap ko profit daita hai tu ap kafi faidye mai jatye hain aur a ki equity bhi zayda ho jatye hain tu ap es mai acha kam karain aur ap trade repalce kartye hain tu ap ka kam hai kay ap uai time pay trade ko daikh kay replace kiya karain ta kay bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai acha faida laitye hain tu ye sarye kam ap dil say karain mahnet kay sath karain ta kay bad mai ap kay achye kam ka acha result mil jata hai aur ap es mai kamyba ho jatye han tu ye sub mahnet kay sath he mumken hain bina mahnet kay nhi
        $$$ Never Give Up $$$
        • #5 Collapse

          Re: capital aur equity may kya farq hay ?

          capital ka matlb ye hota hay kay apnay apnay account me invest karwana hay infection ki waja semarketplace ki movement up down fast ho sakti hai anyway ye commercial center band ni hoti auragar ap ais commercial center mein is situation mein purchasing and selling kar rahy hain tu apko pehlyye janna chahye OK kon si countries corrona ke zayada sway hoihain aur unk unfamiliar cash uski OK assessment kar lyn auressentiament aj kal zayada helpfakty hain purchasing and selling mein is liyeinformation OK sath tuch bhi rahyn aur agar commercial center se faida hasil OK ntrol principal hainjinty bhi tremendous us of a hain sab key infection ki soraty l essential hai kyonky wahn pay bohat he ain state nho nay boaraiaur pakistan basic abdoinal muscle khatra ho sakta hai mager es state commercial center off nahi hohee es key movement hoti he rah he ho es lea ap ko commercnter fundamentalager acha sign milta hl aik design ki tarf reh kar kam karlaina chaheay ju bhi commercial center major style chal raha hai wohi interchange karna chaheaykyon ky infection ki wajah state ju pair bhi jidher bhi ja raha hai wo uder he jaraha hai jiss state ham ko bhi usi design kam e pory molk buri trha se mutasir we hain jis ki wjah se sara n os ki wjah se sara naam he distrub ho chuka hai or stomach muscle es infectijah seforeign trade commercial centebhi sway parha hai jis basic main apni purchasing and selli OK liye bhimarketple boht rsiky mil rahi hai es liye aghr murmur en dinu jub venture buri trhase es trouble basic phi tad kr denachahye qk es ki wjah se hmar skta hai jo OK hmary liyeboht zarori hain es liye hmain cahhye OKl ko achi tha smjhty hower karty howe kam krna hoga ta OK hm Mulkein sharpen grain undeing BuriTarah Simbu Taisi ho gaye hain Jiski vajah se Sare Nazam khar ar sakaty hojas purchasing an selata hoga tou mera ap koen hadayatyehi ha ap purchasand selling ko rok o aur ap becoming acquainted with pehle entire karo right purchasing andsellingka datekho auethods banaar khud sey nahe p kisisniors sey quality purchasig and selling strategies seekho
          • #6 Collapse

            Re: capital aur equity may kya farq hay ?

            Je dear forex trading ma in hony sy pehle hamy market or apny account ki complete information honi chahe. Agr hamy apny account k bary ma zayada information ni hai to ham usk hesab sy trade ko open ni kar paty. So es discussion ma ham equity or capital k difference par bat karyn gy.


            1. Capital.


            Ik trader k pass jetni amount hoti hai market ma invest karny k lae wo uska capital hota hai. Achi trading k lae acha capital ho to trader ko acha profit hasil karny ka edge hota hai. But agr usk pass small balance hai to pir usk pass mistake ki kio gunjaish ni hoti. Forex trading ma apna capital ham 2 methods sy gain kar sakty hain ik to ham direct investment sy apna capital improve kar sakty hain or secondly ham bonus account ko use kar k b investment kar sakty hain.


            2. Equity.


            Forex trading ma current equity ya simply equity ka matlab hai k hamary account ki current value kiya hai. Trading ma equity ki value kam ya zayada hoti rehti hai. Ye equity hamary profit ya loss account balance ma plus kar k ya minus kar k show ho rhi hoti hai. Jb running trade ma hamy profit hota hai to hamari equity barh jati hai but jb running trades ma hamy loss ho rha ho to hamari equity kam show rahi hoti hai. Forex trading ma equity loss k margin ko kam kar k show kar rahi hoti hai. Trader ko hamesa trade k doran apni equity par nazar rakhni chahe. Kam equity ho jae to phr loss ko recover karny ma bhot problem hoti hai.


            3. Balance.


            Balance asal ma wo value ko show kar raha hota hai jo sari trades k close hony par hamy hasil hoti hai.
             
            • #7 Collapse

              Re: capital aur equity may kya farq hay ?

              Dear member market mein kaam karte hue koi bhi trading lagate Hain to uske sath sath per hamara hisab khata bhi chalta hai agar hamare order lose mein ja Rahe Hain to uske sath hamara balance bhi slow ho raha hota hai jisse hamen pata chalta hai ki hamare account mein kitna balance hai Equity, vah hi balance hota hai jo trader ke pass maujud hota hai our capital ke barabar hi chalta hai capital se kam jyada bhi ho sakta hai bonus class bonus ko agar Ham ek sahab karen to usko equity kahate Hain equity ke sath sar aapka running account bhi run karta haiisliye hamen market ke hath aur kaun samajhna bahut jaruri hai kyunki jab tak Ham market tool ko nahin samajhte Ham acche tarike se trading nahin kar paate capital Bouns mein aapke pass equity bhi capital hi hoti hai agar humko itrade open karte Hain to usko fauran Hi agar Ham band kar dete Hain to uske bad hamare pass Jo balance ban jata hai usko Ham equity kahate Hainagar aapko trade open karte Hain to usmein aap ka balance aur equity aur hi hoti hai agar aapane equity ko check karna hai to agar aapko Las hota hai to usmein aap ka balance Kam nahin hota balki equity ya kam ho rahi hoti hai isliye jitni jyada equity hogi itna hi aapke balance mein izafa hota hai aur aap ko kamyabi najar aati hai isliye hamen koshish karni chahie ki Ham Apne acche experience or knowledge ke sath open Karen ke hamen isase achcha fayda hasil ho sake
              • #8 Collapse

                Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                Yes dear aapane bahut hi acchi information Hamari Sath share Ki Hai no doubt Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko different important terminology se related complete information honi chahie jo aapki trading ke liye bahut jyada advantage aur profitable ho sakti hai. Capital or equity see related main aapse Kuchh important information share karna chahta hun aap in terminologies se related different information learn Karke apni trading per apply kar sakte hain aur is related complete information aapki trading ko profitable banaa sakti hai.

                Capital :

                Dear jab aap Pakistan Forex forum per kam karti hui bonus Hasil karte hain aur aapke automatically metatrader 4 mein transfer Ho Jata Hai Isko aap capital Kaise sakte hain Jis per aap apni trading kar sakte hain agar aap ismein apni investment Karte Hain To usko bhi aap capital Kahate Hain sometime aap ke pass hi option hoti hai ki aap apni investment Mein increment Karte Hain To usko aap additional capital Bhi Kya sakte hain.

                Equity :

                Dear jab aap apni trading kar rahe hote hain aur usmein aapke capital Mein aapka profit add ho raha hota hai aur aap ka nuksan Les ho raha hota hai aur uske bad aapke pass Jo balance a Raha hota hai usko aap equity Kahate Hain. Equity ka matlab kya hota hai ki aapke paas available Kitna balance hai aur usmein aap apni trading kar sakte hain Agar aapko profit ho raha hota hai to aapki equity increase Ho Jaati Hai Aur Agar aapko nuksan ho raha hota hai to aapko equity decline milegi.

                Equity or capital see related aapko complete information honi chahie aur some time agar aap additional capital invest karna chahte hain to see related bhi aapko information honi chahie jismein aapko maximum knowledge Milega aur aapko Jyada faida ho sakta hai.
                • #9 Collapse

                  Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                  Capital wo hai jo ap ka bonus hai or equity wo hai jo trade lagana ka bad remaining rah jata hai osa equity khta hain balance tu sub ko maloom hai capital ko kaha jata hai is lia in dono mai farq hota hai jasa ka equity or balance ki bat karian tu dono mai bohot fark hai or hum log jub equity ko use karta hain tu balance kum hona ka bad equity ko dahkta hain balance ko safe lazmi rakahin jatna ap ka capital safe raha ga othna fida hoga is lia huma capital ko safe rakhna chaya kiun ka jub hum bat karta hain balance ki tu balance jitna zyada ho ga othna acha ho ga misal ka tor pr agr hum trade karta hain or huma loss ho jata hai tu equity kum hona suru ho jati hai or equity huma batati hai ka remain kitna balance bachta hai jis sy hum trade kar sakta hain or ya equity tu minus mai chali jati hai aksar is lia equity ko zero na hona dain warna ap dobara trade nahi kar sakain gain is lia huma mahnat karni para gi or achi trade open karna pra gi jis ki waja sy huma loss na ho or hum accha kama sakain jub humari trade profit mai jati hai tub bi equity increase hoti hai ap na dahka ho ga equity bahrna suru kar dati hai is lia equity ko lazmi check karin or is ka kahyal rakhain balance ka remaining hona bohot zabardast bat hai kiun ka hum log is sy apna loss recover kar sakta hain equity ko lazmi sath kahyal rakahin ta ka minus mai na jaya or phr hum doabra bi trade kar sakain
                  • #10 Collapse

                    Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                    Dear friends members Ham jante Hain ki forex trading mein capital, equity basic trading terms hean aur Account balance ke sath hi aik column equity ka bhi hota hai equity ma ap ka woh balance zahir hota hai jo profit or loss ke tafreeq ke bad bachta ha woh equity ma show hota hai or us se ap trading kr skte ho aur equity humri woh amount hoti hay kah hum si ami agr is mai trading kar rhy hoty hayn tab hume tyah btati hay kah humre account mai kitny paise reh gaye hayn , or humra account kaise move kar rha hay akh hum is time agr is ko stop kar den to ,Equity asal main hamara initial deposit hota hai aur agar hamari equity achi ho gi to hum market main right direction main pips bhi achy laga sakte hain. Kun keh equity matlab capital jitna huge ho ga hum main fear ka factor utna kam ho ga aur hum easily koi bhi trade open kar sakte hain without any tension aur agar captial ki baat ki Jay to capital amount hoti hai k trader ke account mein maujud rahti hai har waqt jis per train karta hai aur profit yah loss leta hai aur agar agar hamara capital low ho ga to hamy low profit mily ga forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex aik international or unique buisness hain aur Low capital jub hamra pass ho tu hum bara profit nahi la sakta hain chota hi profit lain gain is lia ka hum choti trade open kr sakta hain or bari trade nahi kr sakta hai is lia low capital s choti trade laga kr ap earning kar sakta hain choti trade lagana s capital save raha ga trade maj profit kum ho ga laken koi bat nahi hona do accha profit ka lia capital zayda hona chaya
                    • #11 Collapse

                      Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                      Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath share Ki Hai forex market Mein Ham Jab kam Karte Hain To Hamen is main proper knowledge aur information honi chahie Kyunki Ham jo bhi kam Kahate Hain Iske bare mein agar Hamen proper information aur knowledge Nahin hoga to aapko ismein kabhi bhi fayda nahin ho sakta isliye aapko chahie Kyon first of all ismein knowledge Hasil Karen aur ismein learning ko increase karen to aapko ismein kamyabi Milegi aur market se aap Achcha profit Hasil kar sakte hain dear Jo question aapane kiya hai aur jo information aapane Hamare sath kya Kiye Hain Iske bare mein main bhi aapko batana Chahta Hun Ki capital aur equity mein kya Fark Hai.

                      Capital:

                      Dear brother forex market Mein capital o chij ko kaha jata hai ki jo market mein aap apni investment kar rahe Hote Hain Jab aap ismein investment karte hain to aapko ismein jo loss hota hai ya FIR aapko ismein jo profit hota hai aur use Waqt Jo aapka account balance hota hai aapko uska capital Kaha Jata Hai for example office mein $100 invest karte hain vah aapka $100 capital cal aaega aur vah aapka capital Hoga Agar use $100 mein se aapko $20 profit ho jata hai vah aapka $120 aapka ka balance hoga jo sovat aapke account Mein maujud Hota Hai To is chij ko capital Kahate Hain Jo aap market Mein investment Karte Hain.

                      Equity:

                      Dear forex market Mein Ek Tumko use Kiya Jata Hai Jisko aap equity ka naam Dete Hain Ek Majboori rakam ko kaha Jata Hai for example main aapko yah batana chahta hun ki aapki running trade hain aur aapki trade profit mein chal rahi hai aur aap ka account ka balance jo aapki trade se pahle Etawah $100 tha aur aapki trade $20 profit mein chal rahi hai to use Waqt aapke trade ki equity aapke account ki equity use Waqt $120 Hogi aur for example aapki investment is $100 hai aur aapke account mein $27 was chal raha hai ismein aapke account ki equity is Waqt $73 Hogi to dear main aapko yah Kahana chahta hun ke market Mein Aapki running trades ki situation aur aapke account balance ka jo difference hota hai usko aap equity ka naam Dete Hain.
                      • #12 Collapse

                        Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                        Trading ke liye aapane bahut hi acche topic per guftgu ki hai hai market mein hamen pata Hona chahie ke hamara capital aur hamari hi equity kiya hai aur hamara capital aur equity mein kya working hoti hai.
                        trading mein hamara balance hamare liye bahut important hota hai aur agar ham reading mein Apne balance ko sirf Nahin Rakh kahate Hain to fir hamari trading kabhi bhi profitable Nahin Hoti hai isliye hamen trading karti hui samajhna chahie ki reading mein hamara capital balance kya hai aur hamari equity kya hoti hai in basic baton Ka jab tak hamen pata nahin hoga to tab tak hamari trading behtar Nahin ho sakti hai.

                        capital balance hamara vah balance hota hai jo ham trade karne se pahle hamara Jo balance totally hota hai ham usko apna capital kahate Hain aur jab ham koi trade open kar lete hain to hamara capital vahi rahata hai lekin jo hamara running balance hota hai vah hamara change ho jata hai kyunki koi bhi trade jab ham open kar lete hain to fir hamara loss aur profit start ho jata hai hamara capital vahi shuru hota hai lekin jo hamara use waqt real balance hota hai vah hamare capital se yah to jyada shubh hota hai ya kam show ho raha hota hai usko ham Apne account mein equity kahate Hain equity hamare liye bahut important Hoti hai kyunki yahi hamara real bolna balance hai hai aur agar hamari equity loose hoti jaati hai to aap June samay Nahin ki hamara account lose hota jata hai aur FIR hamen apni capital se koi fayda Nahin hota hai.

                        market mein jab hamari koi trade running mein Hoti hai to tab hamara Jo balance hota hai vah hamari equity Hoti hai hamen apni khudi ko saaf rakhna chahie aur Market mein acchi trading Karni chahie kyunki market mein acchi trading karne ke liye hamen apni equity ko saaf rakhna jaruri hai.
                        :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                        CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                          dear members forex me kam karny klye iski har ek term ko achy tareky se samajna pary ga. bht se new members hain jinko forex ke kuch terms ka bilkul bi ni pata .unhe ni pata keh equity kia hoti hy.capital kia hota hy.aur in terms ka agar pta na ho to future me iska nuqsan ho sakta hy kyukeh ek time aesa bi ata hy keh usy dosry logo ko guide karna hota hy . aur agar wh aesa ni kar pata to log phr yhe samajty hain keh isko to kisi kam ka ni pata aur pory logo ke samny usko insult ka samna karna parta hy.to pehly me ap dear members ko samja deta hn keh equity aur capital me kia farq hota hy.is me koi ziada farq ni.capital wh hota hy jo paki total investment hoti hy.apke account me is time jitna bi money hy aur jb ap trading start karty hain to apki sari money ko ap apna capital bol sakty hain.same isi trah agar ap pak forex forum me kam kar rhy hain to apke account me jitna bi bonus hoga ap is bonus ko capital bol sakty hain laken equity time ke sath sath trade lgany ke sath sath change hoti rehti hy laken yeh equity apke loss aur profit margin me depend kar rhe hoti hy .apka jitna ziada loss hoga to apki equity kam hoti chli jay ge aur agar apka loss ziada hoga to equity kam hoge aur agar profit ziada hoga to equity bi ziada hoti chli jay ge.agar ap apna account maintain karna chahty hain to ap pori kosish karen keh apny account ki equity ko bi maintain rakhen aur agar ek trade py apko loss ho raha hota hy to dosri trade me apko profit len achahye .mery kehny ka matlab hy keh jo equity apko loss me chli gae hy apko isko dobara recover kar lena chaye.
                          • #14 Collapse

                            Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                            Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi acchi information Hamare Sath sher ki hai to Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to aapko different important terminology se related company information honi chahie jo ki aap kitne din ke liye bahut jyada advantage aur profitable ho sakti hai capital aur equity main aapko Kuchh important information shared karna chahta hun aap ine chijon ko related different information Lal Karke apni trading co apply kar sakte hain vah is celebrated complete information after reading ko profitable banaa sakti hain

                            Capital

                            Jab aap Pakistan press form per kam Karte bonus Hasil karte hain aur aapke automatically Mein trader format Ram per Ho Jaate Hain isko aap capital Kaise sakte hain Jis per aap apni training kar sakte hain agar aap Kis Mein Apni investment Karte Hain To usko bhi aap capitals kaise hain same time aapke pass bhi option hoti hai ki aap apni ki Murti main Tumhen increment Karte Hain To usko aap additional capital bhi kar sakte hain

                            Jab aap apne training kar rahe Hote Hain usmein Aapke capital Mein aapka perfect at ho raha hota hai aur aap kaun nuksan le rahe hote hain ho to Uske bad aapke pass Jo balance rehta hai usko Aap Ki Kothi Kahate Hain Ki Kothi ka matlab kya hota hai aapke pass available Kitna balance hai usmein aap apni trading kar sakte hain Agar aapko profit ho raha hota hai to aapki Ho Jaati Hai Aur Agar aapko nuksan ho raha hota hai to aapko milegi

                            Aur capital aapko complete information honi chahie aur agar aap karna chahte hain to aapko information honi chahie jismein aapko Milega aur ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: capital aur equity may kya farq hay ?

                              capital balance mai ap kay pass equipty bhi capital hoti hai jub kay ager ap kay pass balnce he kam hai tu us mai ap ki equipty bhi kam hoti hai ap nay daikha ho ga kay ap trade open kartye hain tu us mai show ho rhi hoti hai equpity aur balance dono tu ap ka kam hai kay ap us mai daikha karain jub ap ka lose hota hai tu ap ka balnce kabhi kam nhi hota hai ap ki equipty kam hoti hai tu acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath kam karain aur ap es mai equipty pay kam karain ap ki equipty jitni zayda hoti jati hai ap kay balnce mai izafa kartye hain aur ap ka kam kafi acha ho jata hai tu kamyabi kaliye zaroori hai kay ap es mai acha kam karain ap es mai mahbet kiya karain aur ap es mai dil say acha kam kartye hain tu ap kamyab bhi ho jatye hain tu bina mahnet kay kamyabi pana na mumken hai tu ap ka kam hai kay ap es mai acha kam kiya karain aur account equity pay acha kam kar saktye hai ager ap ka trade ap ko profit daita hai tu ap kafi faidye mai jatye hain aur a ki equity bhi zayda ho jatye hain tu ap es mai acha kam karain aur ap trade repalce kartye hain tu ap ka kam hai kay ap uai time pay trade ko daikh kay replace kiya karain ta kay bad mai ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai acha faida laitye hain tu ye sarye kam ap dil say karain mahnet kay sath karain ta kay bad mai ap kay achye kam ka acha result mil jata hai aur ap es mai kamyba ho jatye han tu ye sub mahnet kay sath he mumken hain bina mahnet kay nhi. Aap Agar main aap nahin karenge to aapki kamyabi ke chances bilkul bhi nahin honge.
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X