dear mairay khyal main hamain yoon to har us manusat say bahut ziada faida milnay ki umeed hoty hay jis say hamara roz marra ka use hota hay laikin agar ham sirf pakistani masnuwaat say he faiday ki umeed kartay huway in ko use kartay hain to hamko aisa karnay say double faiday ki umeed ki jas sakty hay agar ham pakistani manusaat ka use aam akrtay hain to hamri economy ka barhna har haal main mumkin ho sakta hay jisk baad hamko kisi bhi ghair mulki cheez say koi nuksaan nai honay wala hota hay aur agar ham aisa karnay hain to ham apnay pakistan ko bhi baut uper lay ja saktay hain aur ham har aal main is world main champion is tarha say ho saktay hin jaisay aaj kk is dor main china slowly super power ban raha hay.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим