Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?
    Forex market ka technical base par jaiza leny waly expert traders kia ye bata sakty hey key bullish aur bearish flag chart pattern ka kia matlab hota hay aur ham es se market ki advance movement ka andaza kesy laga sakty hey?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

    Forex trading ki market ke andar bahut jyada pattern bante Hain Jo ki bahut hi advance type ke hote hain aur Agar Hamen ko samajh Lete Hain To Ham use se fayda Utha sakte hain candlestick pattern ke bad is market ke andar aur patterns bhi bante Hain Jaisa ke double bottom pattern double top pattern aur is main sport or resistance bhi bante Hain jinko Ham follow karke is market Mein Ek acchi trade Laga sakte hain

    Bullish flag pattern vah hota hai Jiske andar Jab market uptrend ke andar move kar rahi ho to Uske bad thoda correction Karen Upar niche move Karen aur uske bad again market Upar ki taraf Chali Jaaye To Ham is pattern ko bullish flag pattern Kahate Hain aur yah Ek jhande Ki Tarah Hota Hai Isko Ham aasani se find kar sakte hain aur iska Pata Hamen chal Jata Hai Jab Ham market ko Dekhte Hain Uske bad Ham ismein trade Laga sakte hain Hamen ismein Sahi Waqt Ke Andar trade Lagane chahie To Hamen fayda hoga .

    bearish Flag pattern is market Mein ose Waqt Banta Hai Jab market niche ki taraf Move kar rahi ho aur uske bad Thodi Si correction Karen market thoda sa up Move Karen aur uske bad market thoda sa Down Mein move Karen aur fir market Apne a Pichhle trend ko follow karte hue move karen to yah Pattern bhi bahut hi jyada important hota hai aur is market Mein bullish flag Patra aur Barish flag Patra Jab Ham is ko Dekhte Hain To Hamen pata chal jata hai ki yah flag pattern Hai Kyunki Iske shape Hoti Hai vah flag Ki Tarah hi hoti hai Hamen kabhi bhi is patron ko ignore nahin karna chahie Jab yah market Mein ban raha ho To Hamen market se fayda uthana chahie Hamen is market Mein Kabhi Bhi bagair knowledge ke work nahin karna chahie Agar hamare pass knowledge Hoga To Hamen profit hoga
    • #3 Collapse

      Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

      Dear Forex member yeah pattern candlestick chart ke patton ko show karta hai hi is patton ke jariye Ham market ko analyse kar sakte hain market ke trend ko dekh sakte hain ki vah Upar ja rahi hai yah niche ja rahi hai yah Hamen main support and resistance show karti hai jo ki Hamen candles ki form mein show hota hai do Tarah Ki candles chart Mein show hoti hai Ek black aur ek white ine donon candle's KE trend ko Dekhte Hue ham market ko samajh sakte hain Agar market Upar ja rahi hai tu vah white candles banaegi aur continuously Upar Jayegi Agar yah candles black ho aur niche ki taraf ja rahi ho to yeah niche ka Trend show karegi Trends ko Dekhte hue a Ham buy yah sell Ka order Lagate Hain Agar black candle Ho aur niche Ja Rahi Ho To Ham Sel ka order Lagate Hain aur Agar white candles Ho aur vah Upar Ja Rahi Ho To Ham buy ka order Lagate Hain in SAB candlestick Ke patton ko ham bearish aur bullish pattern Kahate Hain bearish Hamen kam time ke liye pattern show karta hai aur bullish Hamen long-term ke liye pattern show karta hai trading karne ke liye yah Tamam chijen bahut Jaruri hoti hai inke bagair Ham trading nahin kar sakte ine ke bagair Ham Nahin Jaan Sakte ke kis currency ka trend kya hai aur Hamen kaun sa order lagana hai isliye in patterns ko follow karke Ham profitable trade kar sakte hain Shukriya
      • #4 Collapse

        Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

        my dear friend forex trading main jub ap market ko analysis karty hain or apni trading main market main banny waly sub he patterns ko follow karty hain or market main bohat se patterns banty hain or hmain un patterns ko follow kar k apni trading krna hoti hai market k pattern ko smjhny k liye hmain technical ka use krna hota hai jis se hum market ko smjhty hain or apni trading karty hain forex market main humain aik flag pattern bhi mlta hai jo bullish and bearish main hota hai jis main hum apni trading karty hain
        bullish flag :
        market jub continuously buliish main hoti hai tu market aik bari impulse k sath movement deti hai jis main market ko hum yah kahty hain k market boht fast main apna trend change kar k oper ko gai hai jub market tezi se oper jati hai or aik bari impulse banati hai tu os k bad market correction main hoti hai jis k bad apni correction ki movement main flag ki shakal bnati hai jis ko hum kahty hain k market ny bullish flag diya hai jis main hum os ki sort e hal ko smjh ko apni trading karty hain or forex main faida milta hai
        Bearish flag:
        bearish market main market down trend main hoti hai jo apni pechli market ki movement k hisab se banti hai es main bhi market apan bullish trend ko khtam karny k bad aik tez raftae se apni movement change karta hai or osk bad slow down trend main rahty howe apna flag banata hai jis ko hum bearish flag kahty hain es main hum aghr apni trading karen tu break out par apni trade lga skty hain jis main hmain acha profit mil skta hai
        Click image for larger version

Name:	bullish bearish flag romank.png
Views:	1
Size:	90.5 کلوبائٹ
ID:	12331138
        • #5 Collapse

          Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

          Assalamu Alaikum dear Forex members. Dear member of Achcha unwan Lekar Aaye Ho bullish or bearish flag Se Kya Murad hai.. doston forex trading main jub ap market ko analysis karty hain or apni trading mein market main banny waly tmam he patterns ko follow karty hain q kh market main bohat zayada patterns banty hain to ham ny us patterns ko follow kar k apni trading krni hoti hai market k pattern ko understand krny k liye hmain technical ka istemal krna hota hai jis se hum market ko understand krtt hain aur apni trading karty hain.. forex market main humain aik Flag ka pattern bhi milta hai jo bullish aur bearish main hota hai jis mein ham apni trading karty hain..

          Bullish flag %%%
          market Jab jarii hoty howy bullish main hoti hai tu market aik barhi impulse k sath sath movement deti hai jis main market ko hum yah kahty hain Aksar k market boht teezi main apna trend tabdeel kar k up ho gai hai jab market fast se oper jati hai or aik bari impulse banati hai tu us k bad market ko teek krny main hoti hai jis k bad apni correction ki movement main flag ki shakal banati hai jis ko hum aksr kahty hainnn k market ny bullish flag diya hai jis main hum os ki tabdeeli ko smjh kr apni trading karty hain aur forex main success milta hain....

          Bearish flag%%%
          Dear Forex friends bearish market main market down trend main hoti hai jo apni pechy walii market ki harkat ky hissab se banti hai es main bhi market apnaa bullish trend ko khatam karny k bad aik fast se apni movement tabdeel karta hai or os ky bad slow down trend mein rahte howe apna flag banata hai jis ko hum bearish flag kahty hain es main hum agar apni trading karen tu break out par apni trade lga skty hain jis main hmain achi kamyabi mill skti hai......
          • #6 Collapse

            Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

            assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane bahut hi achcha question poochha hai iska answer yah hai ki bullish flag pattern hota hai ki jab bhi aapka market musalsal ab word ki taraf ja raha ho aap ki sari candles 10 se 15 sessions aapke bullish rahe ho aur uske darmiyaan ek aapko agar triangle mile jawab ki market UP mein ja rahi ho aur vah apne is tarike se jaaye ki ek triangle banae to usko Ham bullish flag pattern kahenge aur ISI tarah agar market musalsal niche ki taraf gir raha hai aur girte girte usne ek triangle banai hai jismein aapko najar a raha hai ki market musalsal niche ki tarah gir raha hai to usko Ham bearish flag candlestick pattern kahenge

            * Bullish flag candlestick pattern

            jaisa ke main aapko upar bataya Kar jab bhi aapki market musalsal UP mein jayegi aur ek point per jakar ek triangle c-shaped aapko najar aati hai to use triangle c shaped ko Ham flag bolate hain aur agar aap ki market musalsal up word ki taraf ja rahi hai to usko Ham bullish flag candlestick pattern bolenge

            * Bearish flag candlestick pattern

            jab bhi aapki market musal se niche ki taraf gire aur vahan per hua aapko ek flag banakar de joker triangle shakal mein hoga to aapko samajh Jana chahie ki ya ek bearish flag candlestick pattern ban raha hai iski pahchan yahi hai ki aapki market musalsal niche ki taraf giregi aur ek aapko triangle shape mein main najar aaegi usko Ham bearish flag candlestick pattern bolate Hain
            • #7 Collapse

              Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

              ji member ke pattren se bahut acche hote hain aur yah pata samay market mein sport aur resistance ke bare mein analyse karne ke liye madad dete Hain aur yah hamen market ko ab and don't dekhne mein madad dete Hain aur hamen batate Hain ki market kis time ab aur down ja rahi hai yah donon botrenbahut acche in patron ka intekhab karne ke liye hamen chahie ki Ham in Patra ko acche se analyse karne aur analyse karne ke bad hi Ham ine Patna ka intekhab Karen vaise to market mein bahut se a pattern hai aur har pattern ki apni Hi ek value hai kisi bhi patron ke intkhaf se pahle hamen chahie ki Ham use patron ke bare mein information hasil Kale aur use Patra ko acche se acche se analyse kar le aur analyse karne ke bad hi Ham usepatron ka intekhab Karen use Patna pattern ko choose karne ke bad hi hamen pata chalta hai ki humne Jo pattern lagaya hai yah pattern hamen kitna fayda aur kitna nuksan dega isliye hamen chahie ki Ham kisi bhi trade mein pattern ka intekhab karne se pahle uske bare mein acche se experience hasil karne aur experience Ham tabhi hasil kar sakte hain jab Ham apne senior member ko follow karenge aur unse guideline lenge aur unse guideline Ham tabhi Le sakte hain jab Ham jyada se jyada online reh Kar apna Kam karenge aur apne kam ko focus karenge aur apna self-interest show karenge aur yah sab kuchh karne ke liye hamen sabse jyada online hone ki jarurat hai
              • #8 Collapse

                Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                Dear aapane bahut hi important topic apni discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab market Mein bullish flag pattern aur bearish flag pattern banta hai to ismein technical analysis karne mein bahut jyada help milti hai. Dear jab aap bullish flag pattern obvious black pattern ko observe karne ki baat karte hain aur is per focus karte hain to aapko market mein ek strong downtrend aur uptrend Milta Hai.

                Bullish flag pattern Jab Ham observe karte hain to ismein aapko market mein ek strong uptrend Milta Hai jismein market gradually uptrend Mein Apni movement ko continuesly se karte hue correction aur retracement Karti rahti hai Jaise Jaise market apni movement ko Jari rakhti hai use time per maximum time apni correction aur movement ko bhi continue karti hai.

                Dear jab aap market Mein bullish flag pattern ko dekhte hain to ismein aap do different lines draw kar sakte hain jismein donon line niche se upar honi chahie aur usmein aap support level aur resistance level mention kar sakte hain jismein aap bahut jyada scalping kar sakte hain aur Jaise hi is level ka Breakout hota hai use time per bhi aap market Mein achha profit Hasil kar sakte hain.

                Dear ISI Tarah Jab aap market Mein bearish flag pattern ko dekhte hain to yah totally bullish flag pattern ke against hota hai aur ismein Market ek strong downtrend maintain rakhte Hue Ye many times correction aur retracement karti hai agar aap market ke in different it Trends ko properly focus karte ho ya apni trading Karte Hain To no doubt aap Forex trading mein bahut acche advantages aur profit Hasil karne ke sath Apne account ki safety ko maintain karne mein bahut jyada help Faisal kar sakte hain agar aap Inko avoid Karte Hain To aap ke liye bahut jyada problem ho sakti hai aur aap kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte.
                • #9 Collapse

                  Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                  yah ek aisi type ka pattern hai kya iske bare mein members ko maloom hona chahie aur is ko members apne trading mein acchi tarah Se istemal kar sakte hain bullish and bearish flag patron maximum members apne trading mein isase help lekar aur bahut acchi tarah Se apni trading co continue kar rahe hain aur yah members ke liye important hai ki unko apni trading bahut acchi tarah Se continue kar lene ke liye inki help Lena hoti hai aur Jin members ke pass trading se related Koi achcha experience nahin hota hai unko technical trading se related indicators ko apni trading mein istemal karna chahie members ko apni trading mein tools Ka istemal karna chahie aur jab members acchi tarah Se to uske bare mein apni learning ko improve kar lete hain tu is tarah Se vah bahut acchi tarah Se apni trading ko continuing kar lete hain aur members ke liye depend karta hai ki vah apni trading ko kis tarah Se continue kar rahe hain acchi learning ke bad hi members aapane trading ko bhi acchi tarah Se continue karke aur acchi learning kar paate hain aur members ko apni trading per acchi tarah Se focus karna hota hai members ko apni trading co Inc group kar lene ke liye apne time ko manage karna hota hai aur isko improve kar lene ke liye members ko hath per karna hoti hai aur members ko har aik terha say trading se related information honi chahie members of trading mein expert Ho jaate Hain to is tarah Se unko koi bhi problem nahin hoti aur is tarah Se unki regular earning khana start Ho jaati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                    BULLISH FLAG PATTERN
                    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	20.2 کلوبائٹ
ID:	12331142
                    Dear mere experience KY according jab bhi bullish flag pattern banta hai to wo humein market ko buy krny ki ache opportunity provide krta Hai jis ko avail kr k hum ache trading ko possible bna sakty hain lekin is ky liye hmara patterns se related acha knowledge aur experience hona chaheye kyun KY jab tak hmare pas pattern ko use krny ka experience nahi ho GA pattern ko jab tak hum market Mein find krna nahi seekhen ge tab tak hmare liye pattern ko follow krna aur apni trading ko successful bnana possible nahi ho sake GA is liye sab se pehle hum jis pattern ko istemal kr rahe hain us ki complete information Hasil kr lyni chaheye ta ky sahi istemal see acha faida hasil Kiya jae
                    BEARISH FLAG PATTERN
                    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	22
Size:	21.4 کلوبائٹ
ID:	12331143
                    Dear bullish flag pattern ki tarha bearish flag pattern bhi humein market Mein trade open krny ki ache opportunity provide krta Hai lekin same wahe baat hum tab tak ache opportunity ko hasil kr KY us ky according kaam nahi kr sakty jab tak ky hum apny pattern ko istemal krna nahi seekhen ge koi bhi pattern ho humein hmari ache learning ky baad he faida dy GA Agar hum proper learn kren ge to us ka proper faida utha saken ge lekin Agar hum complete learn kiye bgher istemal krny ki koshish kren ge to humein nuqsaan bhi ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                      Trading chart ko analyse krna zbsy imprtant hta hai trade m enter hty wqt aur issy different technique sy analyse kia jata hai isllei bht c chzn dekhni prti hain
                      Bullish aur bearish patterns bhi inhii analysis techniques m sy 2 hain jo hmy trade ki future movement's k bry m Inform krti hain.Combinations of different shape of candles milly.hmy ksi.b trade ky trend ka bullish ya bearish hny ka btati hain .
                      Bullish Flag pattern:
                      Bullish flag pattern wo htaa hai jo ksi b trade k buy m jaany ko represent krta hai iskaa mtlb yh htaa ha k ab trade buy mn jayegi. Jab b yh combination bnta hai candles ka yh pattern hmy trade k buy kk taraf jaany ka ishara deta hai.
                      Bearish Flag pattern:
                      Bearish Flag pattern aesa pattern hai jo hmy ksi bhi trade ky sell m jaany ka ishara deta hai aik khas combination htaa hai candle's ka yah pattern hmy btata hai k ab trade sell m jayegi.

                      Trade ki succes kilie in 2 patterns ko judge krna aur inka knowledge hna bht zruri hai.issy pehcanna sekhien aurr iski learning haasil krien.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                        Dear member trading market mein do kisam ke trend hote Hain ek ko ham bullish trend bullish market kahate Hain jab ke dusre ko bearish trend ya bearish market kahate Hain sabse important baat yah hai ki hamen ine donon trend mein dekhna yah hota hai ki hamari strategy kya haiBullish market,, agar market up trend ki taraf jaati hai to Ham isko bullish market ya bullish flag kahate Hainis ko Ham dusre lafzon mein is tarah Ham bhi kah sakte hain ki vah market jismein share ki price badh gai hai yah yah usmein tazi a gai hai forex market mein trader ko pata hota hai ki market mein kab hona hai aur kab down hona haiBearish flag,,, bearish flag bearish trend market yard bearish flag bilkul opposite hota hai ismein chijon ki kimat kam hoti hai aur yah last ko show karta hai yah downmarket ko show karta hai aur loss prices ko show karta hai job market upar se niche aati hai to isko bhi bearish market yah bearish flag kahate Hain agar market 20% se niche a jaaye to Ham use bearish market kahate Hain agar koi investor yah trader yah kahta hai ki vah bullish ya bearish hi agar to vote raider barrage hai to iska matlab yah hai ki vah bahut jyada niche chali jaati hai to use per trading lagakar bahut jyada profit hasil karna chahta hai lekin agar vah bullish hai to jab marke top per chali jaati hai to vah use per apni trading lagakar jyada se jyada profit hasil karna chahta hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                          Dear Fox members jaisa ki aap ko pata hai ki Forex mein bullish and bearish pattern ko bahut hi zyada ahmiyat aise hi lekin abhi Ham discourage karenge bullish flag aur bearish flags ke bare mein
                          Bullish Flags
                          Bullish flags ki agar bat ki jaye to long uptrend key bad market up down trend slop channel key sath connect ho jati hay es ko bullish flags ka name dia jata hay jes me market ki up down slop channel flags shape key hoty hey, ye bullish trend ki 1 tarha se strong hony ki conformation karta hay.
                          Bearish flags:*Bearish flags ki agar bat ki jaye to ye bullish flags key opposite ho sakty hey, bearish trend ne agar mazeed strong bearish move karni ho to market trend up down slop channel me move karny lagti hay aur some time move key bad market mazeed bearish trend me convert ho jati hay jab market up trend mai ja rahe hoti hai to aus time thora thora nechy aati jati hai magar sath aik range bana rhe hoti hai jab ap aus par lines lagaty hai to ap ko flag pattern nazar aa jata hai aus mai ye hai k jab market aus flag pattern ko break karti hai to phir kafi zayda up jati hai magar ais mai ap ne break ka wait karna hota hai, aisy hi market jab down trend mai aa rahe hot hai to aus time ais mai support point se up jati hai magar sath flag bana deti hai ye bearish flag bana rahe hoti hai jab ye pattern break hota hai to aus k baad ap ne ais mai entry leni hoti hai aor ais mai ap apna target le sakty hai kun k market ais pattern k baad kafi zayda move karti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                            Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aur apne kam ko acchi tarike se perform kar rahe Honge Aaj Ham aapke sath bullish or bearish flag pattern ka Achcha experience or knowledge share Karenge market Mein different pattern maujud Hote Hain To Hamen chahie ki Ham important ko acchi Tarah Se samajhne ki koshish karen Jitna Jyada hamare pass pattron ki acchi information Hogi utna hi acche tarike se Ham market mein Apne Karm ko Achchy tarike se perform kar Sakenge

                            Bearish flag pattern bullish flag pattern ke against Hota Hai Jab Ham bullish flag pattern ko observe Karte Hain To Hamen market mein strong uptrend Milta Hai jismein market apni movement ko Jari rakhti hai bearish flag pattern main help Lekar bahut se member apni trading co achy tarike se continue Karte Hain karte hain aur jab Ham market Mein banne wale Tamam patron ko acche tarike se follow Karte Hain To Ham Apne kaam ko Sahi tarike Se Kar paate Hain aur acchi se acchi kamyabi Ham Hasil kar paate Hain Jab Ham inke pattern ko acchi tarike se learn nahin karte To Hamen Iske bare mein jyada experience Nahin Hota aur ham Apne kam ko Sahi tarike se nahin kar paate Jiski vajah se Hamen Apne kam Mein Na Kami ka Samna karna padta hai Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie Apne kam mein jaldbazi bilkul bhi nahin Karni chahie Agar Ham Apne kam ko jaldbazi ke sath Karenge To Hamen loss ho sakta hai Hamen Apne kam ko Sabar ke sath karna chahie aur aaram ke sath karna chahie
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bullish aur bearish flag pattern se kia murad hay?

                              Yes dear aapane Ek bahut Achcha aur important topic discuss Kiya Hai hi hai start Mein Jab Ham ine pattern ko observe Karne Ki Baat Karte Hain to market mein ek strong downtrend aur uptrend Milta Hai ine friends ko Dekhte Hue ham trading per focus Karte Hain.

                              Bullish flag pattern main aapko ek strong up trend Milta Hai yah pattern use Karke Ham Jahan short selling Karte Hain To Hamen Achcha profit Milta Hai Ham Jo normal flag use karte hain Kisi bhi stock mein bye karne ke liye use Ham bullish flag Kahate Hain Kyunki Ham Jahan Se Puch banate hain vahan Se break-out Mil Jata Hai Aur vahan se stock Upar Jaane lagta hai isliye Ham ise bullish flag Kahate Hain bullish flag pattern mein aap different lines draw kar sakte hain jismein yah lines niche se upar ki taraf honi chahie.

                              Bearish flag pattern totally against hai bullish flag pattern k , bearish flag pattern downtrend mein dekhne wala pattern hai price Mein Teji se niche ki taraf girta hai hai aur FIR thodi der ke liye correct rahata hai aur fir se niche girta hai To vahan per Hamen yah petran dekhne Ko Milta Hai bearish flag pattern Hamesha niche ki taraf break hoga yah Ek resistant area se bante Hain to use time ya patton Jyada powerful Hote Hain.in patterns ko achi trah samaj k hum trading ko profitable bna sakty hen .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X