dear yahan pak forum main ham sab learning hisaab say kaam kartay hain to aap sab say maira yahi sawal hay k jub ham is markeet k baray main bahut kuch seekh jatay hain to kia usk baad hamko phir dubra kuch mazeed seekhnay ki zarurat hay ya phir aisa karnay ki hamain kuch bhi zarurat nai hay jisk liye hamko markeet maiin achi earning k liye baar baar learning ki koi zarurat nai rehty hay isk baray main explain kar dain k kia aisa karna theek hay jis main ham sab ka faida bhi ho sakta hay aur usk baad ham sirf aik baar he achi learning karnay ki koshish kar skatay hain?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим