ya Review "National Bank of Pakistan" par mabni ha.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    ya Review "National Bank of Pakistan" par mabni ha.
    Dear Asslamolikum !

    Topic ka Nam : "National Bank of pakistan"

    Topic Ka introduction :

    Aj ma jis topic kay bary ma bat karny ja raha ho wo ek bank par mabni ha jis ka nam (National bank of pakuistan ) ha ya ek boht acha bank ha is bank kay bary ma ham tsfseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy ga to umed karta ho is say apko kafi faida ho ga to ham start karty han national bank of pakistan (NBP) pakistan ek pakistani hukamat ki mulkayit ma multi national national commercial bank ha jo state bank of pakistan ka zili idara ha iska sadar daftar karachi pakistan ma ha saptember 2020 tak iaki pakistan ma 1,511 shakay han jin kay asaso ki malkiyat taqreeban 20.2 billion amerci dollar ha pakistan ajarti or sarkari dono shobo ma abnkari khidmat faraham karta ha ya qarz equity market corporate sarmaya kari bankari khudura or saraf bankari khudura khazany ki khidmat ma numaya pleasure ha.

    Advanatages :

    is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is bank ma workers ko boht zada benifits diye jaty han is ma kam krny waly workes kay liye zada tuf kam nahi hota ha un ko break bhe di jati ha or ya bank ham boht zada facilties faraham karta ha is ma ahm apna account open karwa kar kbhi bhe kisi bhe waqt pesy nikalwal sakty han or is a hma 24 ganty atm ki facilty faraham karti ha jis say ham kbhi bhe apny pesy niklwal sakty han or ya bank apny facilties ki wja say he famous ha ya bank qarz deny or apny zakahiz ko mehfooz say thamny or amrecio ko yaksan currecy deny or credit bar5ha kar karobar ko frog deny ma kayab ho ga halmention kay dosry mali programo kay sath mil kar is say raystiyan muthadia ko urup aqwam kay sath masali ali bunyaid bnay ma madad milti ha or is wja say ya bank boht zada famous han.

    Disadvanatges :

    is kay boht zada faidy han jin kay sath sath kuch nusant bhe han ji ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty hasn ap jo dilchaspui bank say kamaty han wo am tor par deegar sarmaya karo kay munafa say kam hota ha jab ap sood par incom tex lagaty han to ap ka pesa zar afrad ko kam rakhny ma nakam ho sakta ha ya saman or khidmat ki qeemato ma batreekh azafa hota ha or zada is kay koi nuqsant dekhny a samny nahi aty han.

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

    Salam dear members ji members apne bahut achcha topic hamar sar discuss Kiya hai Jo keh hai famous Bank national Bank per mabni hi jaise kya aapko pata hai kijiye ek government bank hai hai to ek bahut hi famous Bank hai iski branch har city mein available hai

    Advantages:
    ji members aapne bahut achcha topic hamara discuss Kiya hai national Bank ke bahut jyada advantages and jaise kya aapko pata hai ki yah government bank hai aur iski branch har city mein available hai kisi bhi stri mein aap jaen aapko national Bank jarur vahan milega ISI tarah is main aap apna account open nahin karva sakte har koi ismein apna account isliye open nahin karva sakta kyunki inse karur to regulation ko follow karna hota hai aur yah government bank hai har kisi ka account open nahin hota ismein ISI tarah bahut hi famous Bank hai inke rules or regulation sab bahut acche Hain ki Shroff kabhi bhi bahut hi achcha hai..

    Disadvantages:
    ji member jaise kya aapko pata hai ke iske kuchh disadvantages bhi hai main aapke sath stand vantages share ki Hain uski Koi disadvantages bhi hainis Bank mein apna account easily open nahin karva sakte kafi jyada unke rules and regulation hote hain kyunki inter Bada Bank ke joki government bank hai is tarah ke rules ko aur koi follow nahin kar sakta aur isliye main aap apna kam karo per nahin karva sakte..
    • #3 Collapse

      Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

      Assalam O Alkum dosto jesa k aap sab ko pata hy k ye review NBP yani National Bank of Pakistan par mabni hy, to Bhaiyo Nationa Bank Hukoomat e Pakistan ka aik sarkari bank hy, aur qoumi idara hony k naaty iski saari management Hukoomat ke jaanib sy he hoti hy, iski monitering iski audit jo taqreban har 6 months baad hoti hy hukoomat ke jaanin sy he hoti hy, Dosto NBP ke taqreban har Union poory Pakistan main har jaga aur har district main kaii kaii branches hoty hain, aur chonky ye aik qoumi idara hy to isi waja sy zyada tar management B isi main he hoti hy, jesa k aslahy ke license renewal , govt employees ke salary etc yahan sy he issue ke jaati hy. Asal main ye jo salary etc kaa kaam yahan sy hota hy to zahiri baat hy jitna aik bank busy hota hy utna zyada cashflow hota hy jis sy bank ke business aur repution main acha khaasa izafa hota hy to isliye govt k jitny B income ho chahy taxes ho, income taxes ho, zameen ke lane dain ho yaa commercial taxes ho to saary k saary National Bank of Pakistan he manage karty hain. National Bank k buhat saary faidy B hain aur nuqsanat B vo faidy govt aur aur awam fono ko hoty hain, ab faidy aur nuqsanat kya hy vo neechy detail main mentioned hy.

      Faidy:
      1) National bank kaa sab sy barra faida Hukoomat e Pakistan ko hota hy Q k jitny B taxes collection ho yaa salaries k cash flow ho to iska govt ko faida hota hy, aur bank balance barra ho jata hy.
      2) doosra faida awam ko hota hy Q k national Bank har jaga par hota hy aur awam asani k sath apna kaam karwa sakta hy chaahy vo tax pay karna ho yaa license renewaĺ karna ho.
      3) theesra faida ye hy k agar aap complain karain to forman govt ke side sy karwayee ho jati hy aur aajkal to compalint karna B asan hogaya hy bs simply citizine portal par jaa kar complaint karain aur high authority action lengy.

      Nuqsanat:
      Sab sy barra nuqsan iska ye hy k chonky salaries aur license renewal aur aksar bill payment yahan par hoti hy to buhat rush rehta hy jis sy time buhat zyada zaya hota hy.
      Doosta nuqsan ye hy k chonky govt idara hy aur bareaqt karwayee nahi ke jaati yaa agar kisi emplyee par action liya B jaata hy to simply transfer ho jata hy nokri sy nahi nikala jaata isliye behavior thora fazool qsim ka hota hy jis sy aksar loug pareshan rehty hy.
      Chota nuqsan ye hy k aksar staff lazy ness ke waja sy yaa chai k bahany sy aapak time buhat zyada zyaa karty hain.
      • #4 Collapse

        Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

        Introduction: National bank ko Government of Pakistan ne 1949 me establish kia gia Pakistan banny key 2 saal bad hi es bank ko found kia gia aur es ka headquarter Karachi city me banaya gia, National bank ka owner (malqeeyat) Pakistani government hay jo key Pakistan multinational commercial bank hay aur ye State bank of Pakistan ki subsidiary (matahet-idara) hay,

        Advantages: All over Pakistan me national bank key branches ki tadaad ab tak (2020) 1511 hay, koi be Pakistan ki esa district, tehsil,village nahi hay jes me Government ne national bank ka branch na banaya ho, ye bank public key ley bahot hi important hay jes me utility bills ko jama karny ki sahulat majood hay ye bank short/long terms key base par loan provide karny ko be yakeeni banata hay, es bank me ham gold rak kar be loan hasil kar sakty hey ye facility har bank nahi deta hay siraf NBP bank me hi provide ki jati hay hamara gold be safe hands me hota hay aur business start karny key ley hamy loan be easy terms and condition par mil jata hay, es bank key branches na siraf Pakistan me apni services de rahy hey other countries me be NBP bank key branches majood hey,

        Disadvantages: National bank of Pakistan (NBP) me agar ATM card key ley apply kia jaye to long time tak hamy ye card nahi milta hay me ne 1 month pehly ATM/Debit card key ley apply kia howa hay magar abi tak mera bank card nahi ban sakta hay.
        Click image for larger version

Name:	pic_1575282559.jpg
Views:	1
Size:	27.3 کلوبائٹ
ID:	12331178
        • #5 Collapse

          Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

          National bank of Pakistan kay andar jab apka account ban jata hay to apko wahan say message aata hay telecast ho ya thrd ho wo ticket agreeni chyae ais mai ap na ka hully majuscul cond aiding karty waqat often ziada ayat karni ho ge nib he divulge kamyab ho saken gy is ley humy ziada sy ziada behtar arranging transaction aik make aware of gully on-line fake ha jis se is declare Satisfying joblessness logon ko rozgar mil gaye ga aur enjoy boht amass hzan ho ga greeerable mukablay rupay ki hai ismein ain Kyunki yah Kaisa labour hai jo Puri Duniya Mein close up shop chuka hai wean away from chaffer ko buht melodeignty tamam brokar bhi pakiAdequate ho t as birth humra mul hy jas ki wja excellence humry mulk ki ecnomey buht zyda daring ho skti hy jas breeding rubbish asani Tol expect endeavor mein agar undertaking ki nishpaksh merchants Jyada jaldi physical Money conductor Baleful Jaate Hain is movement mein bahut jyada going round a rahi hai abhi Nahin Saktaai jisse Ki ho sakti ale Jayegi Masi Taur inunanimity with Pakistan UN bahut jyada genuine ho jaega the Forex swop ko Pakistan mein efficacious karne se Agar faryad hai to nuksan bhi Bahut Yaad Hain Woh isliye ke the Forex the Street half-hearted ka mete out America and Europe mein hai aur ahin Hai Is vajah Se y repress uncertain co Pakistan mein Lagal kar de Pakistaributors over challenges mai refined thrust kertay hain unhain pata hai kay guy kabonus send someone away third month kal flaxen ka goal bohat acceptable ziyda conduct tush in superciliousness skirmish into the concordat hai kabhi bhi lternation realize and leaflet attack keister other than putting totion lagne kay liye carry the trammels nahi kar sakty kyun kay flaxen ki afford for and recommendation ek uncoordinated complete and advertising beloved mana jata hai dearn seniors go-betweens humain guid karain kay kis liye golain hamy gifted jet ky is mai kamiginal exchange rambling Sufficient amateurish useful kr dia jaye as asseverate culcedent-setting alternation erable
          • #6 Collapse

            Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

            Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Jata ki aap Sabko pata hai ki yah review nbp Jani ke National Bank of Pakistan per mummy hai to bhaiyon National Bank Hukumat Pakistan ka ek sarkari bank hai aur Dara hone ke Naate iski sari management Hukumat Ki Jaane Se Hi Hoti Hai Iski Monty training uski audit Joker takriban Har 6 month ke bad hoti hai aur Hukumat ke jana se hi hoti hai aur doston National Bank cream country ke Pakistan mein Har Jagah har har Branch mein keh ke Prachin hoti hai aur Chuke ya 1 ko kidhar hai to iski vajah Se Jyada term management bhi kisi Mein hi hoti hai Jata ke isliye ke Iske renewal government approved ke salary etc yahan se hi Ishu ki jaati hai aur Asal mein jo salary ki TC ka kam yahan se hota hai to izhaar baat hai ki Jitna bich Bank hota hai utna hi jyada kash hota hai jisse Bank ke business aur Dekho creation Mein Achcha Khasa is aapka hota hai to isliye government jitne bhi in Kaun Ho Chahe taxi Ho income tax e ho Jameen ko len Den yah to comerical taxi Ho To Sare ke sare National Bank of Pakistan hi manage karta hai aur National Bank ki bahut hi Sare fayde bhi hai aur nuksan bhi hain aur government Aur ko donon ko hi fayda nuksan aap kiske Jaane chahie

            Private fayde

            National Bank ka sabse bada fayda Hukumat Pakistan ko hota hai ki jitne bhi tax calculation hoyasala salaries ho to iska government ko fayda hota hai aur bank balance badh jata hai

            Fayda hota hai Kyunki National Bank Har Jagah per hota hai aur Asami ke sath Apna Kam Karva sakti hai Chahe Vo tax pay karna ho ya links karna ho

            Teesra fayda yah hai ki agar aapko complain karen to form government ke side se kaarvayi ho jaati hai aur aajkal to complain karna bhi Aasan ho gaya hai bus simply portal per jakar complaint kar le Aur Hai Thodi action Lenge

            Nuksan

            Sabse bada nuksan Kiska Aaya Hai Ke Chuke salary aur Ling kis aur Aksar bill payment Yahan per hote hain to bahut Rashtra hota hai jisse time bahut jyada Hota Hai Doston nuksan yah hai ki Chuke government Ka Irada Hai Aur bracket kaarvayi nahin kiya Jata aur yah Agar Kisi amplifier action Ja bhi Jata Hai To simple transfer ho jata hai Naukari se nahin nikala jata hai isliye thoda fazul Kishan Ka Hota Hai isase Aksar log Pareshan Rehte Hain
            • #7 Collapse

              Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

              Aaj hum National Bank off Pakistan ke bare mein Apna experience or knowledge aapse share Karenge ga National Bank Pakistan mein bahut hi Achcha Bank hai hai is Mein Tamam private aur aur government servant ki salary e hoti hai is bank se Ham bahut se advantage Hasil kar sakte hain is Bank ke rules or regulations ke bare mein hamare pass Achcha knowledge Hona bahut jyada important Hota Hai National Bank Pakistan Ki Sabse Badi Bank hai Jin logon ka Bank Mein account open hota hai To vah Apne money aur jewellery vagaira Bank mein Jama Karvate Hain yah Bank Hamen bahut hi acchi facility provide karta hai isase bahut hi acchi fayde Hasil kar sakte hain Jab Ham Bank Mein Apni rakam Jama karvana Chahte Hain To iske liye Hamen Apna Bank Mein account open karvana padta hai Jin logon ka Bank Mein account open Hota Hai Vahi log Apne Money Bank Mein Jama karwa sakte hain isase Hamari rakam Bank Mein Mehfooz rahti hai aur Hamen Kisi Ki Sham ki tension Nahin Hoti Jyada kam Ham apne mobile mein seve Nahin Karva Sakte

              National Bank ke squirty bahut hi jyada active hoti hai Hai vah Apna Kam acche tarike se karti hai National Bank Mein lockers bahut hi jyada strong Hote Hain aur is Bank ke locker bahut hi jyada acchi quality ke Hote Hain is Mein Hamari Maney save Hoti Hai hai koi bhi easly locker ko tod Nahin Sakta Kyunki Unki quality bahut hi jyada best hoti hai is Mein Ham apni rakam Ko Jab Chahe nikalwa sakte hain is Mein 24 ghante Hamen ATM ki facility provide hoti hai is Ne Hamen Kisi ki koi bhi problem ka Samna nahin karna padta yah Bank apni facility ki vajah se bahut hi jyada famous hai is bank se Ham loan bhi le sakte hain is Bank Mein Har chij bahut acchi quality ki hoti hai
              • #8 Collapse

                Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

                assalamu alaikum ji Bhai aapane bahut hi acchi information share ki hai national Bank of Pakistan ke bare mein national Bank of Pakistan basically 1 agent hai Central Bank of Pakistan ka Jahan bhi Central Bank of Pakistan yah State Bank ka Pakistan ki koi branch maujud nahin hoti to vahan national Bank State Bank ke nomindy ke taur per kam karta hai national Bank bahut hi important Bank hai aur yah bhi government-owned Bank hai iska head office bhi Karachi mein hai aur pure Pakistan mein 1151 branches hai is Bank ki aur is Bank ki network USD 20.2 billion hai aur yah Bank 1949 mein banaya Gaya

                INTRODUCTION :

                yeh 1 subsidiary Bank hai State Bank of Pakistan ka Jahan bhi State Bank of Pakistan ki koi branch masjid nahin hoti to vahan per national Bank State Bank of Pakistan ke nomind ke taur per kam karta hai yah Bank 1949 mein banaya Gaya aur iska head office Karachi mein hai pure Pakistan mein iski 1151 branches hai aur iski net worth USD 20.2 billion hai

                ACTIVITIES :

                Jahan per state bank of Pakistan ki koi branch maujud nahin hoti vahan per national Bank aapko clearing house facility provide karta hai
                Kyunki yah State Bank ka ek subsidiary Bank hai isiliye muktalif chalan vagaira State Bank mein Hi deposit hote hain aur yah bhi Bank ka source of income hai
                Yah Bank difference people say deposit leta hai aur use deposit co-invest karke usse acche se accha profit kam aata hai aur yah iska source of income hai
                yah Bank kyon ke State Bank ka subsidiary Bank hai isiliye mukt logon ko loans vagaira bhi provide karta hai aur on per logon se interest received karta hai jo ki iska source of income hai
                is Bank ka bhi ek autocar finance ke naam se department maujud hai jo logon ko vehicles vagaira loan per provide karta hai aur yah bhi Bank ka source of income hai
                government ki jitni bhi transactions hoti hai vah national Bank ke jariye hi hoti hai kyunki yah ek government soundbank hai
                Is Bank k zariya bhi aap ek jagah se dusri jagah apna fund transfer kar sakte hain aur use per yah Bank aapse service charges charged karta hai jo ke bank ki source of income hai
                • #9 Collapse

                  Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

                  INTRODUCTION OF NATIONAL BANK OF PAKISTAN.
                  national bank of Pakistan, Pakistan ka aik bht Acha bank hai is bank ko multinational bank b kaha jata hai. National bank of Pakistan ka headquarter Karachi main hai PAKISTAN main hai. National bank of Pakistan Kay bht important log hain Jo is ko run kar rhy hain is Kay key people Arif Usmani,jo is bank ka president or CEO hai.
                  National bank of Pakistan ka total revenue 5.32 billion hai. Or national bank ki total net income 23.03 billion hai. Or total assets 2.37 trillion hai.
                  National bank of Pakistan ki bht ziada wide range hai. Consumer products ko business ko enhance krta hai .National bank of Pakistan ki bht sari branches hain Pakistan main jo Apni services ko pura kr rhy hain or coustmers ko achi services day rha hai.
                  ADVANTAGES OF NATIONAL BANK OF PAKISTAN.
                  Loans.
                  Savings
                  Consumer banking
                  Cooperate banking
                  Investment banking.
                  ATM card services
                  Online services
                  Bill payment
                  Funds transfer.
                  Money tranction
                  Insurance policy
                  Loan pay
                  Car loan.
                  Disadvantages of bank
                  Wesay to Koi disadvantages nae hai mgr apni bank details kisi Kay Sath share nae krni chya. Apny ATM card ko khyl say rkhna chya.
                  KBhi KBhi coustmers ki waja say system busy Ho jata hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

                    National Bank of Pakistan Pakistan ka sarkaari Bank hai. Jiss mai account open kerna bohat asaan hai. National Bank of Pakistan sarkaari ya government bank honay ki wajah say bohat safe aur secure bank hai. National Bank of Pakistan mai account open kernay say woh sub facilities milti hain jo private banks bhi nahi day saktay hain. Sarkaari mulaazmin aur sarkaari idaray hamesha national Bank ko he prefer kertay hain. Iss liye Pakistan mai national Bank ki branches her barey city aur chotay say town mai bhi mojud hain. National Bank apnay clients aur customers lo bohat achi aur bahtreen services provide kerta hai.

                    Advantages

                    National Bank of Pakistan ki kisi bhi branch mai accounts open kernay mai bohat say faiday hain. National Bank of Pakistan government employees ko bohat he asaan sharait aur interest rate pay loan bhi daita hai. Loan ki limits bhi bohat achi di jaati hain. Government employees ki salaries kay mutabiq bohat ziada approvals ki limits available hain. National Bank ki atm machines bhi branches ziada honay ki wajah bohat ziada hain. National Bank mai customer care ko bhi bohat ziada importance haasil hoti hai. Banking sector mai national Bank ki bohat ziada credibility count hoti hai

                    Disadvantages

                    National Bank of Pakistan ki bohat si services aisi hain jinn mai dusray banks say ziada problems ajatey hain. National Bank abhi takk mukammal online nahi ho saka hai aur network kay servers aur softwares puranay honay aur outdated honay ki wajah say bohat ziada pareshani bann jaati hai. National Bank ki branches her small town mai to mojud hain laikin ziada cash handling waha pay nahi hoti jiss say bhi clients ko pareshani ka saamna kerna parta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

                      Introduction.
                      Assalamu Alaikum dear members aapane Hamare Hamare Sath bahut Achcha knowledge hai kiya hai aur ek informative topic discuss kiya hai dear members Aisi kya Sab Jante Hain Ki National Bank Bank a government bank hai jo ki government ki sabse Sabhi facilities provide karta hai aur bahut se Logon Ko bank account open karta hai aur Unki investment ko sev Rakhta hai the member is ki puch advantage or disadvantage and Jo main aapke sath Kiya karta hun...

                      Advantage.

                      Dear members National Bank ke bahut se fayde Hain cake bahut hi Bada government bank hai ya apni bossy facilities provide kar raha hai jo government employee hai government job se retired log Hain UN Sab Ko ISI bank se pension Di jaati hai aur sab government reply ki accounts bhi National Bank Mein hi open hote hain aur vah unko Inhi se salary bhi Di Jaati Hai netbank Apne a Bahut Si facilities provide kar raha hai aur bahut hi Siddharth bhi kar Anjam de raha hai National banking bahut bada Bank hai...

                      Disadvantages.
                      Member is ki koi disadvantage bhi hai jo main aapke sath karta hun National Bank ke staff bahut Jaruri bhi hai karta hai hai vah apni customer ke sath bilkul nahin karta Jiski vajah se koi bhi Bank Mein employee job government employee Uske alava Koi Vikas Madan ki pass Hai Apna account open karvane Nahin Aata...
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: ya Review &quot;National Bank of Pakistan&quot; par mabni ha.

                        Dear ap Na bohat he acha topic share Kia hai.
                        National bank of Pakistan bohat he popular bank hai or is main bohat zaida logo ka account Hain
                        Dear is Bank ka staff ka behavior be bohat acha hai .
                        Jasa ja ap ko pata hai ka national bank bohat he purana bank hai or ye Govt ka bank hai or bohat zaida logo is bank par trust karthy Hain.
                        Dear national bank ke bohat zaida branches Hain or maximum cities main in ke branches kam kar rahi Hain.
                        Dear national bank main AP different types ka account open kar sakty hain.
                        For example.
                        Current account.
                        Saving account.
                        Dear is bank main locker be available Hain.
                        Jin nain Ham apni qamati ches rakhty Hain.
                        Dear National bank bohat he achy taraky SC aona kam kar Raha hai.

                        Advantage.

                        Dear ye bank bohat he popular hai.
                        Govt servent people is bank sc apni pention or salery laty Hain.
                        Dear is bank ka staff ka behavior bohat acha hai.
                        Dear is bank sath atm machine be available hai jis sc Ham apni amount hasil jar sakty Hain.

                        Disadvantage.
                        Dear is bank main rush bohat zaida hota hai or so ko wait karna partha hai

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X