Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

    Acha thread dia ha ap ne Forex m three River Nahi three Drive pattern hota hy aur is Ka use pattern bht important aur aik unique working strategy hy specialy volatile market me working krty Wakt apko is me dakhna chye Kay ap is me Acha Kam kren lkin hamesha say basic Pattern ki learn krna chye es pattern kay baary main janna zaroori hain. Bullish teen drive pattern asal main 3 pattern hain jiss kay baad aapko signal milta hai kay market main kis jagha par buy ya sell ka order lagana hai. Aur ye pattern sahi tarha say maanpny kay liey aapko Fibonacci Retracement ka istemaal bhe karna parta hai.Jab ye pattern start hota hai to uske pehli Retracement 61.8% kay level tak hoti hai. Aur phir esi tarha second step main market 1.27 level par jaati hai aur wahan say phir 61.8% ke retracmnent hoti hai aur phir 1.27 level par jaati hai aur ess tarha ye process complete hota haiYe baat bhe maind main rakhne chahy kay aik level say dosry level tak pohnchny tak aor phir dosry say teesry level tak pohnchny kay liey time bhe same hona chahey pattern ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai amount invesr kar ky profit gain kar sakty hain or agar hamary pass paisa nahi hain to hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamy apny ander ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey 3 drive pattern ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hoa forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai raatr mai ya din mai kese be wakt ka ka time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apne life time carer be bana sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex pury pakisatan mai legal business ban cuka hain.
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

      Is business mai pattren bohot say hain jin ko use kar ka hum log ak bahtreen kamai kar sakta hain is lia huma har pattern ka bara mai information honi chaya ta ka hum log kamyabi hasil kar sakain agr hum pattren ki bat karian tu bohot sara pattren hai jin ko hum use kar sakta hain is lia huma in mai mahnat karni chaya ya pattren huma acchi trade da sakta hain abi jis pattern ki ap bat kar raha hain ya three candle pr mushtamil hota hai is pattren ko huma use karna ka lia three candle ki study karni parti hai tub ja kar huma is pattern ka bara mai malom hota hai is lia huma mahnat karni chaya or accha kamna chaya jis na mahnat ki wo kamyab huwa hai is lia mahnat lazmi karian or forex mai jis na bi mahnat ki wo aga bahra hai pattern ko sekahin laken is ka lia ap ko market ki study karna parti hai tub ja kar huma market ka bara mai maloom ho sakta hai or candle ka agr knowledge hai tu ap pattern bana sakta hain agr candle ka knowledge nahi hai tu ap kabi bi pattern nahi bana sakta hain or na acchi trade kar sakta hain is business mai munafa kamana mushkal hai laken agr hum bat karian experience or knowledge wala traders ki tu wo accha profit kama lata hain ya asa kahain ka un ki waja sy huma bi sekhna ko milta hai is lia mahnat karian or acchi earning karian ta ka ap ko is mai bahtreen munafa hasil ho saka or ap ak acchi life guzar sakain
      • #18 Collapse

        Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

        Dear aapane bahut hi important market pattern apni discussion ke liye select kiya hai no doubt Jab Ham market Mein kam kar rahe hote hain to different market patterns Hamare liye bahut jyada helpful ho sakte hain aur ham ko market se related maximum information provide karti hui Hamari trading mein bahut jyada profit Hasil karne ke liye Hamari madad Karte Hain. Three river pattern se related main aapse Kuchh information share karna chahta hun jo aapki trading ke liye helpful ho sakti hain.

        Three river Patterns :

        Dear jab aap Forex trading mein three river pattern ki study karte hain to ismein aapko 3 different candlestick sequence mein milati hain aur in 3 different candlesticks ki basis per aap three river pattern ko build kar sakte hain.

        1 : Long Downtrend Body :

        Dear jab aap three river pattern ko observe Karte Hain To ismein sabse pahle candlestick jo hoti hai uski long downtrend body hoti hai three river pattern ko complete karne ke liye fast candlestick Hamesha long downtrend body per include honi chahie otherwise Ja three river pattern account nahin kiya jaega.

        2: Hammer Candlestick :

        Dear three river pattern ki second candlestick bi Hema candlestick hoti hai jo aapko market Mein downtrend Hi show kar rahi hoti hai aur Market Mein continuation pattern indicate kar rahi hoti hai.

        3: Small Bullish Candlestick :

        Dear is patton Mein Jo third candlestick banti hai usko aap up small bullish candlestick kya sakte hain ya candlestick Hamesha reversal trend Mein banti hai lekin is ki body Hema candlesticks Se Jyada Nahin Hoti aur uski limits ke andar andar Ja candlestick rahti hai.


        Dear successful trader banne ke liye aapko market Mein different market patterns ko Jarur carefully study karte hue apni trading per apply karna chahie otherwise aapke liye bahut jyada problem ho sakti hai agar aap market Mein different important patterns ko ignore Karte Hain To aap kabhi bhi successful trader Nahin Ban Sakte isliye aapko Hamesha market patterns ko understand karne ke bad apni trading per apply karna chahie Taki aap hi trading aapke liye bahut jyada profitable ho jye.
        • #19 Collapse

          Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
          [ATTACH]19721[/ATTACH]


          Es topic ma ham unique three river pattern ko discuss karyn gy k eski formation kesy hoti hain or ye trader ki help kesy karta hai.

          What is unique three river pattern.

          Ye ik candlestick chart pattern hai jo bullish reversal ko predict karta hai or kuch cases ma ye bearish continuation k tor par b use hota hai. Unique three river pattern 3 price candles sy mel kar banta hai. Agr es pattern k bad price high move kar jae to ye bullish reversal consider ho ga or agr es pattern k bad price lower move kar jae to ye bearish continuation k tor par consider ho ga.

          Key advisors.

          Es pattern ma pehle candle downward real body ki banti hai. Second candle hammee hoti hai jo new low banati hai. Or third candle small uptrend show karti hai but eski body hammer candle k andar andar hoti hai. Zayada tar ye pattern bullish reversal ko show karta hai but kuch cases ma price us taraf move kary gi jis taraf ye pattern bany ga. Bhot sy trader es pattern ma trading k lae fourth candle ka wait karty hai oe confirm hony k bad he market ma in hoty hain.

          Information of unique three river pattern.

          Es pattern k lae ye specific criteria hai.

          1. Market pehle bearish trend ma hun.

          2. First candle bearish long body ki ho.

          3. New candlestick hammer ho or eski tail new low point bana kar wapas up aye.

          4. Third candle small ho or ye second candle k low or high point ko cross na kary.

          Pehli candlestick jo long down trend bana chuki hai esk trend ko second hammer candle control karti hai or ye show karti hai k market ma bull wapas any wala hai. Third candle market ki stability ko show karti hai or ye info deti hai k price phr high jany wali hai.So market down trend sy bullish reversal ma wapas ah jati hai. Ye pattern market ma large time frame ma zayada reliable mana jata hai.

          Unique three river pattern ki help sy trading.

          Traders ko es pattern ma trade k lae fourth candle K wait karna chahe or uski direction ma trade ko open karna chahe. Agr 4th candle bullish bany to trader ko buy ki trade open karni chahe or stop loss second candle k low point par set karna chahe. So agr ye pattern false break out howa to es ma trader ko loss bhot kam ho ga or wo trade sy stop loss ki help sy out ho jae ga. But agr market bull ma gae to usko bhot zayada profit ho ga.
          G han dear market mai acha kam karna hai aur ap nay kamyab hona hai tu us kaliye tu kafi zaroori hota hai kay ap indicator pay kam karain ya ap pattren pay kam karain kiyu kay ap tarz ka kam kartye hain tu ap es mai hamesha he kamyab ho jatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai achye pattren pay kam kartye hain tu ap es mai kagi achye market laitye hai yani kay ap bad mai es acha profit laitye hain tu ap ka kam hai kay ap hamesha acha kam kiya karain mahnet kay sath he hota hai aur ap es mai acha kam kartye hain tu wo ap kaliye asniya laye kay ata hai aur bad mai ap kaliye kafi kamyabi laye kay ata hai tu river pattren mai bhi ap acha kam kar saktye hain bus ap ka kam hai kay ap es mai kam karnye say phlye achi tarha candlekay barye maj jantye hain tu ap es mai kartye hain kiyu kay sara kam jo market mai hai wo candle pay he hai ap es mai kam kartye hain tu ye ap kay kam mai asani bhi laye kay atye hain aur ap kay kam mai masla bhi bantye haim kiyu kay ap nay candles ko achi tarha read kar kay kam kartye hain tu ap es mai kafj fi kamyabi oatye hain aur ap es mai acha kam kar kay kamyab bhi ho katye hain tu ap ager acha knowldge rakhtye hain candles kay barye mai tu ap es mai easy kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap focus daina hai tu ap start mai candlestick pay dain kiyu kay ager ap nay acha kam kar liya hai tu ap es mai kamyab zaroor ho jatye hain tu ager ap ka kam hai kay ap es kay bad mai he acha kam kar kay kamyabi pa saktye hain tu ap market mai any say phlye ap ka kam hai kay ap zayda acha kam karna chatye hain tu ap learning pay he time diya karain ap ko bad mai es mai earning auto pay ho jaye gaye aur ap es mai kamyab bhi ho jain gaye tu acha kam achye dam
          $$$ Never Give Up $$$
          • #20 Collapse

            Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

            Unique three river behtarin hamari trading ke liye ek bahut achcha pattern hai aur agar ham is petrol kothi tarike se analyse karne aur is pattern ke bare mein hamen acchi maloomat mil jaaye to fir yah pattern hamare liye bahut faydemand ho sakta hai isliye hamen jarur koshish Karni chahie ki is pattern ke a metallic acchi maloomat ne taki hamen scooty tarike se istemal karte hue market mein accha munafa Kama sake aise pattern market mein bahut hi kam bante Hain isliye hamen inko jarur hai naraj karna chahie.

            Market mein Reva 3 pattern bahut hi famous pattern hai aur hamen is patton se bahut good result mil jaate Hain aur ham market mein bahut hi aasan tarike se entry-point ko fight kar sakte hain isliye aise pattern ko hamen ignore nahin karna chahie aur aise baton ko jarur analyse karna chahie kyunki agar ham aise petrol ko ignore kar denge to ham yah samajh sakte hain ki humne ek bahut acchi trade mis kar di hai isliye hamen apni trade ko Kabhi mis nahin karna chahie aur acchi trading ke liye jaruri hai ki ham apni friend ko thik tarike se manage Karen tab hi ham trading mein kamyab ho sakte hain.

            Three river patron 1 bullish pattern hai hi aur ham is pattern ki true bullish trend ko analyse kar sakte hain jis waqt market mein koi bearish pattern apni moment ko complete kar chuka hota hai to iske bad yah pattern banta hai aur is pattern se ham market mein bahut hi aasani ke sath acchi trading kar sakte hain isliye hamen iske bare mein maloomat leni chahie aur is to jarur analyse karna chahie kyunki yah hamare liye bahut hi faydemand hota hai.

            Is baton ko ham kuchh Is Tarah se analyse karte Hain key resistance area per ek bearish candle banti hai hai aur iske sath ek hema candle banti hai aur iske bad Jo chhoti si bullish candle banti hai yah hamare liye friend changing ka ek signal hota hai aur is thendral katru ham market mein entry lete hain kyunki is candle mein maarpeet Apne trend ko change kar rahi hoti hai aur hamen market mein new entry mil rahi Hoti hai is candle se ham market mein Nahin entry le sakte hain aur Market mein bahut acchi working kar sakte hain.
            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

              Jab be ap trading karthay hay tho aap course me kuch na kuch naya sikhne ko milta hai out three river pattren be ek naya experience hota hai our is ko be samajna buhut ziada zaroori hay is post may aap nay buhut qche detail k zaath sab kuch bayaan kia hay our is may aap nay is may kis waqth trading karne chahiay ye be aap nay sahee discuss kia hay mera be yahe mashwara hay k asay time may hamay trading k liay intizaar karna chahiay kionka is waqth koi be position may ye trade trend lqy saktha hay agar hum is time may intizaar karay tho wo ziada faida mandh hotha hay.
              Is may ye baath hothe hay k asay time mah aap aksar confuse ho jathay hay jis ke wwja say aap ghalath faisala karnay pqr majboor ho jathay hay.
              Ye sab kuch jaldh baazi ke waja say hotha hay agar hum asay halaath may sabar say kaam lay our jaldh baazi say bachay tho hamay kabhi be ziada loss nqhee hoga our hamari ache trading hoge.
              Hamay har tarah k trading ko seekna chahiay kionka is mah aap k pass acha knowledge hoga tho he aap ko faida be hasil hoga our qgar aap is business ko easy lathay hay tho aap ko acha faida hasil nahee ho saktha.
              Hamay sab say pehlay apnay aap par mehnath karna chahiay thake hum is business may achay say expert ho jaaye our ham jab is may acha experiance hasil kar langay tho hamay zaroor is may faida hasil hoga our hamay is business may acha profit hasil hoga our hum is business may mehnath say kaam karangay our mehnath karangay tho profit hasil hoga.
              • #22 Collapse

                Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                forex trading ek bht zbrdast platform hy is me kam karny klye apko iska knowledge hona bht zarori hy . forex platform me mukhtalif qisam ke analysis hoty hain agar ham apni trade ko secure banana chahty hain to hamen bi indicators ko seekhna hoga . yeh aam tor par candle stick chart me apko dikhae dy raha hota hy .is me majood chart pattern ki maddad se ham values ko thek trah se analyze kar sakty hain .iski bi 2 types hoti hain agar market ka trend top py hota hy to yeh bullish type ka trend banta hy ,aur agar trend downtrend hota hy to yeh bellish type ki candlestick ko show karta hy .laken me sbko yeh suggest karonga keh start pattern ko samajny klye kosish karni chahye . aur agar hamen loss hota hy to pehly to hamen apny learning experience ko barhana ho ga . aur apni trading py grip aur ziada honi chahye .professional traders apni trade ko secure banany klye din rat star pattern ko aalyze karty hain . trading ki movement ke sath sath timeframe change hota rehta hy . wakt ke ssath sath jb ek ghanta guzar jata hy to agly ek ghanty me timeframe change ho jata hy . is time market me sb se ziada jo pattern pasand kia jata hy wh chart stick pattern hy kuyeh is me market ki thek range prices show hoti hain.is klye hamen bi chahye keh din rat mehnat karen aur three river pattern ko follow karen. is type ke pattern ko dhkny klye hamen market ki situation ko theek tarah se samajna hoga
                • #23 Collapse

                  Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                  Agar Ham charge ki motion Ko acchi Tarah Se study karna chahte hain to uske liye Hamen in Tamam candlestick patterns to acchi Tarah Se recognize karna chahie Jab Ham insamam candlestick sample ko acchi Tarah Se examine kar lenge tabhi Ham market Mein fee ki motion ko acchi Tarah Se study kar lenge uski hisab Se Hi market Mein Apni alternate open kar Sakenge Jab market Mein Ham exchange Lagate Hain to use Waqt Agar market Hamare in opposition to ja rahi hoti hai ya fir market Mein charge pass kar rahi Hoti Hai To Hamen use charge ki motion ko Dekhte Rahana chahie Taki Ham apni pal principal use transferring ke hisab se hello altering kar Saken aur is exchange Laga kar usse Achcha bonus Hasil kar Saken .Same sample is waqat entire ho jata hai jab market constantly down style major motion kerty huey final massive bearish candle ky bahd aik hammer candle isterha sy creat kerti hai jis ky small physique higher facet per jabky lengthy wick draw back per hoti hai tou usky bahd jaey hello subsequent candle creat hoti hai woh bullish primary hoti hai tou aesy time per special three river sample creat ho chuka hota hai jis ky bahd market ki hundred percentage motion uptrend most important anticipated hoti hai tou ham identical style ko comply with kerty huey change open kerty hain tou hamain bahot achi incomes hasil ho jati hai ky style alternate ho ker uptrend important market apni new motion begin ker deti hai tou aesy time per ham purchase most important exchange open ker ky jab tak proceed rakhty hain hamain income hasil hota rehta hai special three river sample market foremost downtrend ka reversal aur uptrend ki affirmation hoti hai jis ko comply with ker ky ham faida hasil ker sakty hain
                  • #24 Collapse

                    Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                    Unique three river pattern kay andar hum sub ko market ka aik aisa pattern mill jata hay jsi mein hum asani say flow daikh laitay hein pointer ko hi istemhahie tha ke Ham jyadasejyada acche se acchada utha sakn integrator utstanding isiliyehai kiisas Ham apni ping and selling acche tarikeakte hainismein nuksan karya kamhota hai jisse hamen acche se accha profit ko maar kar acchi purchasing and selling kar saktehain hamen hamesha legend marker ko hi istemal karna cahie tan ki acchicchi income pro purpose aur princile transfers ownership of se ke karna chahiemainer samajh lo yah kadam zone of premium hoga iska Koipata nahin chalta kabrs ke exposed mein Driving signs fundamental signs onko kahate Hain Jo hamen strate karne se pahle information mukhya karte hain aurhamen is develaasani Ho jaati hai aur hamen earninshota hai le punch tak apne account ko aur apnommercicenter ko ache seexami nahin kar lenge tab tak hamen is baat ka ki nahin hoga ke kaun seindicator samay fayda ya nuksan pahuncha sakte hain isliye is signs ko bhiacche se analyze kar lena chahie uske awful hamen commercial center mein apnsiko acche se gns login signs ke stripped meinke liye hamen ismarketplace ko bahut acche se mana kar lena chahie hamen substitute lagane ke terriblee art from karta hai en bahut jyada help mil jaatihai ki aage hater kis taraf Le jayegi aur hamari manage ki movement kistaraf hogi isliye is ka bhi acche se an inspect karna bahut jyada jaruri mukamalevaluation karen aur phir purchasing and selling diagram ko dekhen aur data aur cautions ko observekaren aur design ko wa karen aur phir aptnay strength aisab separcel lengthparen tu zara income hasil kar saktay chook aur assessment kisignificance be basic assessment ki tarha bahot hi zeyda feed, commercial center style kosamjny ki bat ho ya commercial center style inversion movement ko catch karna ho to eskey ley ham specialized assessment works ofart ko disregad nah kar saktyhiya, snappy tirame kibuyiand selling key ley ham specialized assessment standard ya signs standard hi depend karsakty hiya aur commercial center assessment hyagar aptechnical assssment sy supbstruction ka idea lgaa alright apni SL aur TP activekr alright interchange open krty chook to apko zaada tar yahi prospects hoty chook alright profit hogais leay specialized assessment lazmi kren exchange open krny sy pehly assessment ki basepa HM control aur oppositin apni purchasing and hahie aur apne steadinesab se aapko aLena chahie pka security kam hai to aapko hazardbhi kam Lena chahie isliye aapko chahie ke Hamesha Soch samajh ke kam KarenNahin eight Karen Taki acchi purchasinnd selling karne ke Kajal Boycott purpose aapki Ek acchibuying and selling
                    • #25 Collapse

                      Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                      Assalamu Alaikum dear aapane bahut hi acchi information Hamare Sath Ki Hai Forex trading Mein Ham Jab kam Karte Hain Tumhare pass Jab market Kaun knowledge or experience Hota Hai To Ham is market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain Kyunki Forex trading Ek Aisa business hai jismein aap jitni Jyada mehnat karte hain aur aapas mein Jitna Jyada knowledge Hasil Karke kam karte hain aapko ismein itna hi jyada fayda ho sakta hai.

                      Dear Forex trading Mein hamare pass different patterns hote hain jinko follow karke Ham market Mein kamyabi Hasil kar sakte hain unique 3 river pattern per Agar Ham kam Karenge To Hamen iska bahut jyada fayda ho sakta hai Kyunki market Mein Jab Bhi Ja Baithe banta hai isase market ki mood bahut Jabardast hoti hai aur aap Aise Achcha profit earning kar sakte hain agar aap ismein Achcha profit Hasil karna chahte hain to uske liye aapko ismein proper knowledge Hasil Karke kam karna hoga.

                      Deer unique three river pattern banta hai to aapko ismein yah dekhne ko Milte Hain Ki ismein market Thi candles banati hai aur entry candles aapko jo Bunty Hain ismein aapke pass Ek Full strong candle banti hai aur Iske bad aapke pass Ek hanging man candle banti hai third candle hanging Man ke candle ki Wick ke barabar hoti hai aur uske cross nahin karti aur ismein bahut jyada traders 4th candle per Apna decision lete hain Kyunki usse market ki confirmation Ho Jaati Hai Ki market Ne kahan jana hai.
                      • #26 Collapse

                        Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                        Forex ki market mein unique three river patterns hote hain jin ke bare mein information Hasil karna Forex ke Tamam members ke liye bahut jyada important hota hai Kyunki yah bahut jyada unique aur informative Hote Hain in Unique patterns Mein bullish patron barrish patron aur Hamara Patron Hota Hai Forex ke Tamam members ko chahie ke vah insamam patterns ko acchi Tarah Se study kar len Kyunki yah Tamam patterns ke hisab se hi market ki price movement karti hai isliye Tamam traders ko chahie ke vah in patrons related Tamam informations acchi Tarah Se Hasil kar len Kyunki Agar Hamen market related acchi information Hogi tabhi Ham market Mein acchi rate lagakar usse Achcha bonus Hasil kar Sakenge in patterns Mein pahle candle downtrend real body ki banti hai Jab Ham Forex trading Koi join karte hain to use Waqt usmein maujud Tamam different types ke patron ko acchi Tarah Se learn kar lena chahie Agar Hamen in candlestick patterns se related Achcha knowledge Hoga tabhi Ham Forex form Mein Apna Kam acche tarike Se Kar Sakenge aur acchi trading Karke usse Achcha profit Hasil kar Sakenge Hamen in tmam patrons ko careful study karna chahie Inko study karte waqt Kisi Kisi Ki jaldbaji Nahin Karni chahie Agar Ham jaldbaji Karenge To Hamen ke bare mein acchi information Hasil nahin kar Sakenge aur na hi market Mein acchi trade Laga Sakenge market Mein in Unique 3 river patrons se related bhi Hamen Achcha knowledge Hona chahie Kyunki yah 3 patrons market mein bahut jyada popular patterns hai isliye Tamam members ko sirf popular ko hi select karna chahie
                        • #27 Collapse

                          Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                          Unique thtee river pattern hamain candles bars kay through he trend ki reversal ka batata hay. Is pattern main hamain trend ki reversal ki indication per, to the trend trades lagany say achi earning mil sakti hay.

                          Is pattern ko unique three river pattern is liye kaha jata hay keh is main teenon candles gap say open hoti hain aur teenon alag alag movement and momentum pakarti hain.

                          Is pattern main first candle bearish hoti hay yani trend ki continuation main bany, aur bearish ban kay close ho, second candle again up position yani up side say open ho jo previous candle kay closing point say uper gap say open ho, iskay bad ye down trend main iski movement ho, aur again wapas uper ja kar just like a hammer candle banaye. Yahan do candles banti hain, aur iskay bad third candle bahut important samjhi jati hay, jis say hamain bearish ya bullish trend ki indication milti hay. Ager third candle gap say down ward open ho aur up side move kary laikin previous yani second candle ki body kay ander he movement kary aur bullish banaye to ye bullish trend ki indication daiti hay yani trend reversal ki. Laikin ager third candle down side gap say open ho kar bearish main bany aur previous yani second number wali candle ki body kay darmian he rahy, to yahan ye three river candle trend ki continuation yani bearish candle ki he nishandahi kar raha hay.

                          Is pattern ki takmeel agarcheh 3 candles kay bad ho jati hay laikin hamain 4th candle ko bhi iskay sath analysis kay liye sum up karna chahiye, aur 4th candle kay bullish ya bearish ban'ny kay bad he trading decision laina chahiye.
                          • #28 Collapse

                            Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                            dear Forex me three River Nahi three Drive pattern hota hy aur is Ka use pattern bht important aur aik unique working strategy hy specialy volatile market me working krty Wakt apko is me dakhna chye Kay ap is me Acha Kam kren lkin hamesha say basic Pattern ki learn krna chye es pattern kay baary main janna zaroori hain. Bullish teen drive pattern asal main 3 pattern hain jiss kay baad aapko signal milta hai kay market main kis jagha par buy ya sell ka order lagana hai. Aur ye pattern sahi tarha say maanpny kay liey aapko Fibonacci Retracement ka istemaal bhe karna parta hai.Jab ye pattern start hota hai to uske pehli Retracement 61.8% kay level tak hoti hai. Aur phir esi tarha second step main market 1.27 level par jaati hai aur wahan say phir 61.8% ke retracmnent hoti hai aur phir 1.27 level par jaati hai aur ess tarha ye process complete hota haiYe baat bhe maind main rakhne chahy kay aik level say dosry level tak pohnchny tak aor phir dosry say teesry level tak pohnchny kay liey time bhe same hona chahey pattern ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai amount invesr kar ky profit gain kar sakty hain or agar hamary pass paisa nahi hain to hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain forex aik bohat bara business hain is mai hamy apny ander ky lalch or emotions ko qabo mai rahk ky mahnet sy kam karna chahey 3 drive pattern ko dahk kar kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy forex aik international business hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hoa forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai raatr mai ya din mai kese be wakt ka ka time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apne life time carer be bana sakty hain forex mai hum bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain forex pury pakisatan mai legal business ban cuka hain.
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                              yeh pattern bhe bahut impressive hae is main hum jitna sahe tarah se isko use karte howe kam karte hain to hum is main se kuch na kuch to gain kar he jaen ge to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kara karen hum is main jitne bhe zayada mehnat karte hain is main se hum is strategy ko follow karte howe hamen is main kam karna hota hae hum jitna zayada is main ache tarah se kam karte hain to he to hum is main success hasil karte he hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam karen sahe tarah se dil se is main kam kiya karen tab he to hum is main successful ho bhe sakte hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main jo bhe karen sahe tarah se in patterns ko use karte howe he in main kam kara karen hum jitna zayada is main isko use karte hain to hum yahan se kuch na kuch to success hasil kar he jate hain bas hamne is main apna kam ko acha karna hota hae hum jitna zayada is main sahe tarah se kar jate hain kam hum is main ho jate hain kamyab bas hamen is main mehnat zayada karne cahiye hum is main jitna zayada ache tarah se is main karte hain mehnat to hum is main successful zaroor ho sakte hain to bas jo bhe karen sahe tarah se ache trah se kam karne ke koshiish karen take hum is main kuch na kuch to gain kar saken ba hamen is main apna kam ko acha karna hota hae hum is main jitna mehnat karte hain hum kamyab ho jate hain
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: Jaiza: Unique Three River Pattern k related information.

                                Assalam walekum dear member kaise hain aap ummid hai kya aap sab khairiyat Kyunki Apne kam ko acchi Tarah se perform kar rahe Honge pure study Mein kam karte hue hamare pass Forex Mein maujud Tamam chijon ka Achcha Se Achcha experience aur Achcha Se Achcha knowledge Hona chahie Aur unKi acchi se acchi information bhi honi chahie tha ki Ham Forex Mein acche tarike se kam kar sake aur acchi se acchi earning Hasil kar Saken aur Hamen Forex Mein Tamam candlestick ke bare mein Achcha Se Achcha knowledge Hasil kar lena chahie Apne senior member se Forex trading mein bahut se member Aise Hote Hain Jinke pass ine candlestick ka Achcha Se Achcha knowledge aur Achcha Se Achcha experience Nahin Hota To vah Apne kam ko Sahi tarike se nahin kar paate

                                Unique three river pattern forex market Mein trade open karne ke liye Best pattern Hota Hai unique three river pattern create Hota Hai Tu yah clear indication hoti hai forex market Mein trade karte hue Hamen is patton Ka vate Karna chahie Jab yah pattern create ho chuka ho toh tabhi Hamen market Mein trade Lagani chahie jab tak ya pattern create Na Ho use Waqt tak Hamen market Mein trade Nahin Lagani chahie because Aisa karne se Hamen bahut bada loss ho sakta hai aur ine candle ke bad ek hammer candle is Tarah Se creat Karti Hai Jiski small body upper side per Jab Ke long wik down side per hoti hai same pattern use Waqt complete Hote Hain market County muesli downtrend movement karte hue bariesh Agar Hamen professional trader Ki Tarah kam karna chahte hain To Hamen chahie ki Ham sab se pahle ine Forex main majood in Tamam patron ko acchi Tarah se learn Karen FIR frocks Mein kam Karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X