Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”
    Asalmoalikum maira yae review poultry k karbobar py mabni hy ap b is review k bary mai izahry khyal karin
    Apny karobar py kafi log zor dy rhy hain keu k is mai azadi b hoti hy or zaida mehnat karny sy admi ko kafi bachat b ho sakti hy or karobar paisha hmary ley bhut zarori b hy keu k is k bygyr guzara ni hosakta

    INTRODUCTION
    poultry faram mai murgio ka karobar chalya hy jin ko pala jata hy phr gosht k ley farokht kar dia hata hy
    Yae karobar Punjab ky district chakwal mai bhut paya jata hy
    Dor area sy garian aa k chozo ko ly k jati hain

    ADVANTAGES
    Poultry faram karobar k kych faidy
    1 tamam chozo ko tyar hony mai sirf 35 din lagty hain jo k kam wakat hy
    2 yae chozy kafi wazni hoty hain
    3 in mai gosht zaida hota hy

    Disadvantges
    1 yae karobar bhut mehnat mangta hy
    2 choti c ghalti sy bara nuksan ho sakta hy keu k agr faram ka andar tmepreature set na kia jae to in chozo ko jaldo bemari lag jati hy
    3 sardio mai temprature sae rakhny k ley apko angheti istemal karni parti hy jis k andar lakrain jalai jati hain
    4 garmio mai apko chozo py halka halka pani marna parta hy ta k chozo ko garmi na ho jae
    5 is ka sab sy bara nuksan agt ap isy sae palty b hain or rate sae ni lagta to nuksan ho jata hy
    6 in ka gosht sahet k ley mufeed ni hota
    7 inko bemari sy bachany k ley kafi adwiat istemal karni parti hain jo maingi hain
    8 faram k andar bhut badboo hoti hy jis sy ap ko sans lyny mai dushwari hoti hy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

    Market mein aajkal desi ki bjaye poultry famrs ki murghion ki zeada demand hai aur aj kal bhut se log sirf aur sirf poultry farms ki murghikn ka gosht khany ky aadi ban chuky hain aur koi bhi desi nahin khata.​Ajakl yeh karobar bhut arrooj par phnch gaya hai aur bht se logon ne apny poultry farms bnaye huey hain aur bht profit kama rhy hain.

    Advantages :

    Poultry farms ki murghion ki market demand bht zeada hai aur hr kki farms ki tyar krda murghion ka gosht khana psadn kr rha hai. Aur isky ikawa har hotel aur restaurant ky ilawa bht se stallss par aap desi murghion ki bjaye poultry ky gosht ki bani cheezyn dekhty hain. Aur yeh gosht baqi tamam goshtin se zeada bikta hai.

    Poultry farms ki murghian 30 se 35 dino mein bari hojati hain aur in ko aap asani se bech skty hain kyn k demand zeada hai. Ais trha bhut hi short term mein aap bhut bara faida utha skty hain. Aur yeh business bhut faidy mand hai.

    Poultry farms ki murghian artifical khorak khati hain. Jo ky easiky available hai. Aur aap ksi bhi jagah poutry gram bna skty hai..​

    Disadvantages :

    Poultry farms mein agar ek murghi bmar hijaye to woh sari murghion ko bmar kar skti hai. Aur is teha bht se murghian mar skti hain. Aur apka nuqsan ho skta hai.

    Poultry farms ki murghian zeada seht mand hoti hain. Lekin insani jism ky liye nuqsan deh hoti hain. Aur in ka zeada istemal ki wjha se bachy jaldi jawan hojaty hain.aur puberty early age mein hojati hai.

    Poutry farms ki murghion mein bht bmarian hoti hain. Jesy ky bird flu. Is trha ki bmarian jab hojayen to woh baqi tmam login mein taizi se spread hojati hain.
    • #3 Collapse

      Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

      Ge bilkul agree krta hun ajkak poultry Ka karobar taraaki Kar Raha Hy khaas tor par chicken ki zaruriat be barh rahi Hy logo ki and population k hisaabn se be to yha Jo delivery krny waly hoty Hy Woh beech m apna faida krny k Lia murgio ki gald SE jald bara krny k Lia injections dety Hy Jo k khud insani sehat k Lia cancer Hy or bary peemany par eski rok than zaruri hy. Har karobar ki kis trah kch sgarait hti Hy k yeh in rules ko follow krk hi kch hasil krskte Hy to in p check rakhna bht zaruri Hy qk in sy beemaria spread Hoti Hy or iska sadbad zaruri Hy bacho k Lia anay wali generation k Lia sakht faislo ki zarurat hy
      "Ham Kabhi nhi hartay ya ham jeet tay hai ya seekhty hai".
      • #4 Collapse

        Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

        Bht e mazy ka aur bht ziada faidy waly karobar ka apne zikar kia hy . aagar apke pas oinvestment hay aur ap apna khud ka business shro karna chahty hain to poltry form bht acha option hy . iske kuch fawaid bi haina ur kuch nuqsan bi hain
        FAWAID:
        1.is tarah ke karobar me apko 100% profit ho sakta hy.
        2. yeh dosry karobar ki nisbat koi ziada mushkil ni hota .apko bs chozyy kharedny hoty hain aur un ki deekh bhall klye 2 logo ko ralkhna hota hy takeh wh time par inko khorak dy saken aur safai bi kar saken.
        3. 35 din ka time hota hy apke pas,aur 35 dino me apki investment double ho sakti hy.itna short karobar koi ni hota
        4.ap chozon ki poti ko bech bi sakty hain jis se dobara feed banai ja sakti hy.isi trah ap aesy bi paisy kam sakty hain.
        NUQSANAT:
        1. Jaisy me ne pehly bi bat ki hy keh jis tarah se 100% profit hota hy,isi trah is karobar me 100% bi ho sakta hy .
        2. apko bht ziada mehnat karni parti hy .jo 2 emploee form me mojud hoty hain unhe 24 hrs active rehna parta hy.
        3.kbi kbi virus bi phail jat hy.agar ek virus se bi ek choza marta hy to uksi waja se pory forum me bemari phail sakti hy .
        4.murgio se congo virus bi hota hy.isi lye agar apka poltry forum hy to ap bi weeklyja kar apna medical checkup zaror karaen .
        5. agar markemet murgio ka rate kam ho jata hy to apko nuqsan bi ho skata hy.murghi ka rate fix ni rehta kbi bht ziada high ho jata hy aur kbi bht nechy gir jata hy.agar apki soch ke hisab se apko rate ni milta to apko nuqsan ka samna karn aparta hy
        • #5 Collapse

          Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

          Yes dear poultry farm ka business Ek bahut hi profitable business hai jo Pakistan mein Kafi time se chal raha hai aur maximum people isase apni earning ko increase kar rahe hain lekin yah Ek Aisa business hai jismein aapko is profit earn karne ke liye maximum experience ki jarurat hoti hai aur aapko ismein bahut jyada investment bhi Karni Hoti Hai iske liye aapke pass alag se shelter Bane Hue hone chahie jismein aap poultry se related apni products ko taiyar Karte Hain.

          Dear jab aap poultry ka business start karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain dear jab aap is business ko start karte hain to aapko is related complete staff hire karna chahie aur aur chicks ke liye ek doctor aur se related medicine apne pass Har time per available rakhni chahie Taki aapko nuksan na ho sake Kyunki yah Kaisa business hai Jisme agar aap be attentive aur careful Nahin Honge to aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai aur aap ki sari e mehnat vyast ho sakti hai aur aapki total investment bhi khatm ho sakti hai isliye sometime aapko bahut jyada careful Rahana chahie.

          Dear jab aap poultry form ka kam kar rahe hote hain iski bahut jyada demand Hoti Hai Kyunki Pakistan mein jitni bhi marriage ceremony aur Iske alava other activities ho rahi hoti hai aur Main totally people polity ki services ko utilise kar rahe Hote Hain.

          Faidy :

          Dear agar aap poultry farm ka business start karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada experience bahut jaldi Hasil ho jata hai aur aap is business ko isliye start kar sakte hain Jab aap yah business start karte hain to different companies aapko is related bahut jyada facilities provide kar rahi hoti hai jinko aap payment apni products ki preparation ke bad bhi pey kar sakte hain.

          Nuqsan :

          Jab aapko is business Mein inter Hote Hue Itna Jyada experience Nahin Hota aur is field Mein Jab Koi diseases Aati Hain To usmein bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aapka business totally flop ho sakta hai isliye aapko bahut jyada be careful aur attentive hokar hi business karna Hota Hai.
          • #6 Collapse

            Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

            Poultry farms ki murghion ki market demand bht zeada hai aur hr kki farms ki tyar krda murghion ka gosht khana psadn kr rha hai. Aur isky ikawa har hotel aur restaurant ky ilawa bht se stallss par aap desi murghion ki bjaye poultry ky gosht ki bani cheezyn dekhty hain. Aur yeh gosht baqi tamam goshtin se zeada bikta hai.

            Poultry farms ki murghian 30 se 35 dino mein bari hojati hain aur in ko aap asani se bech skty hain kyn k demand zeada hai. Ais trha bhut hi short term mein aap bhut bara faida utha skty hain. Aur yeh business bhut faidy mand hai.

            Poultry farms ki murghian artifical khorak khati hain. Jo ky easiky available hai. Aur aap ksi bhi jagah poutry gram bna skty hai..
             
            • #7 Collapse

              Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

              aap poultry ka business start karte hain to ismein aapko bahut jyada advantages mil sakte hain dear jab aap is business ko start karte hain to aapko is related complete staff hire karna chahie aur aur chicks ke liye ek doctor aur se related medicine apne pass Har time per available rakhni chahie Taki aapko nuksan na ho sake Kyunki yah Kaisa business hai Jisme agar aap be attentive aur careful Nahin Honge to aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai aur aap ki sari e mehnat vyast ho sakti hai aur aapki total investment bhi khatm ho sakti hai isliye sometime aapko bahut jyada careful Rahana chahie.

              Dear jab aap poultry form ka kam kar rahe hote hain iski bahut jyada demand Hoti Hai Kyunki Pakistan mein jitni bhi marriage ceremony aur Iske alava other activities ho rahi hoti hai aur Main totally people polity ki services ko utilise kar rahe Hote Hain.
                 
              • #8 Collapse

                Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                , murghi aur geez ko paalne walay gosht ya khanay ke liye andon ki kaasht ke maqsad ko paalti haikoi bhi poultry ke kaarobar par kaam karsaktha hai, sab se ahem baat yeh hai ke aap shuru karne mein dilchaspi rakhtay hain aur apna waqt musalsal ada karte hain. is se aap ke taleemi ya maali pas manzar se koi farq nahi parta hai, aap kisi bhi satah se shuru ho saktay hain aur waqt ke sath jitna aap chahain barh satke hain .murghi ke kaarobar ko misali kaarobar bananay mein aik awamil yeh hai ke murghiyan bohat taizi se barhti hain, aik murghi paidaiesh ke 28 hafton ke andar bazaar ke liye tayyar ho sakta hai. misaal ke tor par koi shakhs waqai mein qarz mein sarmaya kaari karsaktha hai aur 30 ​​sa 40 hafton ke andar, woh farokht se haasil shuda raqam ke zariye adaigi karna shuru karsaktha hai
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                  Poultry form k bary me aj apko btaya jaega poultry form ka kaam is waqt bht urooj py ha bht sary log is me kaam kr rhy hn basically ye kaam ye ha k different companies se murgi k choty bachy liye jaty hn phr unko form py pala jata ha aur phr jb wo murgi bn jaty hn to unko sale kia jata ha jo phr different shops py ja k chiken ki soort me becha jata ha is kaam me bht profit ha aur mehnat bhi ziada ha is kaam k liye apko hr jaga py city se out side py control shade rent py mil jaty hn is ka tareeqa ye hota ha k company se chota choza liya jata ha phr form py pala jata ha jis me iski feed hoti ha iski medicine hoti hn is k heat n cold invirement ka kaam hota ha q k ik bhi bacha beenar hony ki soorat me sb ko beemar kr deta ha aur asy dekhty dekhty bht nuqsan ho jata ha

                  #Advantages
                  is k faidy bht sary hoty hn agr ik pori lot me se chozon py beemari na ae to bht ziada profit hota ha is k ilawa inki feed aur medicine apko 45 dayz k credit py mil jati hn is k ilawa chota chooza bhi credit mil jata k ap jb sale kr len tb cash de den is me profit lakhon rupon ki soorat me hota ha control shade jahan form hota ha wo bhi km rent me mil jata ha is k ilawa jb murgi tiar ho jati ha company ki gari khud le jati ha lkn is business k liye bht ziada risk ha is me nuqsan l chances kahen ziada hoty hn bht ziada care krni parti ha.

                  #Disadvantages

                  jahan faidy hn wahan nuqsan bhi ha in py aksar beemari bht bemari attack krti hn aur agr time to time medicine ka usage na kia jae to phr phr bht nuqsan hota ha inki bht ziada care krni parti ha agr credit py kaam kia jae to km bachat ha aur agr Apny paisy se kaam kia jae to phr investment bht ziada chahie aur high risk lena parta ha inki medicine aur feed bht expensive hoti ha is k ilawa labour bhi kafi chahie hoti ha taky inka khayal rakha jae is k ilawa different companies se rabty me rhna parta ha taky jb murgi tiar ho jae to unko bula k becha ja sky in k liye light ka proper intizam kia jata ha jo expensive parta ha time py agr feed na di jae to ye apna weight loose krty hn time to time vaccination ka usagae hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                    Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan poultry form ka Vishnu pic bahut hi profitable business Aaj ok Pakistan mein Kafi time se chal raha hai aur maximum people stay apni aadami ko incorrect kar rahi hai lekin yah Ek Aisa business vajah se aapko isko profit kam karne ke liye maximum experience ki jarurat Hoti Hai per aapko ismein bahut jyada investment bhi Karni hoti hai aur iske liye aapke pass alag se salad Banane hone chahie ismein aap poltri se related apni product ko taiyar Karte Hain

                    Pyare bhai jaan jab aap poultry ka business ka karte hain to ismein aapko bahut jyada advantage nahi sakte hain Pyare bhai Jab aap crismistmas Costa karte hain to aapko is separated complete step hair karna per chahie aur chicken ke liye ek doctor aur is related medicine apne pass Har time per available rakhni chahie Taki aapko nuksan na ho sake Kyon Ke yah Kaisa business hai jis mein agar aap ki tentative aur careful Nahin Honge to aapko bahut jyada nuksan bhi ho sakta hai aur aap ki sari mehnat rest ho sakti hai aur aapki total investment bhi khatm ho sakti hai isliye song time aap to bahut jyada care for Rahana chahie

                    Pyare bhai jaan jab aap poultry form ka kam kar rahe hote hain Iske bahut jyada dimag Hoti Hai Kyunki Pakistan mein jitni bhi Marji Mein emergency hai aur Iske alava other activities ho rahi hoti hai aur ismein totally pupillae property services ko aap YouTube kar sakte hain

                    Advantage

                    Pyare bhai jaan agar aap poultry farm ka business start karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada experience bahut hi jaldi Hasil ho jata hai aur aap is national ko isliye start kar sakte hain Jab aap yah business start karte hain to different companies aapko is tablet bahut jyada factor latest Robin kar rahi hoti hai jinko aapke mat apni product ki permission ke bad bhi pay kar sakte hain

                    Nuksan

                    Jab aapko is business Mein inter hote hain to Itna Jyada experience Nahin Hota Aur Is Se fayde Mein Jab Koi dikkat Aati Hai To ismein bahut jyada nuksan ho sakta hai aur aapke business ko totally Walon Ko ho sakta hai isliye aapko bahut jyada Iske ke ful aur attentive hokar is business ko kam karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                      Assalamu alaikum dear friends poultry farming murghion, batkhon, murghi aur geez ko paalne walay gosht ya khanay ke liye andon ki kaasht ke maqsad ko paalti haikoi bhi poultry ke kaarobar par kaam karsaktha hai, sab se ahem baat yeh hai ke aap shuru karne mein dilchaspi rakhtay hain aur apna waqt musalsal ada karte hain. is se aap ke taleemi ya maali pas manzar se koi farq nahi parta hai, aap kisi bhi satah se shuru ho saktay hain aur waqt ke sath jitna aap chahain barh satke hain .murghi ke kaarobar ko misali kaarobar bananay mein aik awamil yeh hai ke murghiyan bohat taizi se barhti hain, aik murghi paidaiesh ke 28 hafton ke andar bazaar ke liye tayyar ho sakta hai. misaal ke tor par koi shakhs waqai mein qarz mein sarmaya kaari karsaktha hai aur 30 ​​sa 40 hafton ke andar, woh farokht se haasil shuda raqam ke zariye adaigi karna shuru karsaktha hai
                      ost sehat mand parat aik hafta mein 7 anday ya kam se kam 4 baar anday deti hai. hijang ka waqt 21 din hai. aik saal mein kuch naslen ziyada se ziyada 325 anday daal sakti hain, is ka matlab yeh hai ke takneeki tor par aik parat teen din mein do baar aik aur murghi tayyar karne ki salahiyat rakhti hai. 30 din, is ka matlab hai ke koi kisaan kamyabi se –apne form ko qaim karne ke baad daidh mah ke baad apna paisa kamaana shuru karsaktha hai aur jo hisaab bhi is ne hisaab kitaab ki bunyaad par aik saal mein dugna karsaktha hai
                      • #12 Collapse

                        Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                        Asalamualikum dosto umeed karta ho ap sab log kheriat see honge aj Mai ap logo ko poultry farm ke bare Mai jis Mai bohat se logo nai apne apne izhar e khayal Kia hai har kis ki bat apni apni jaga teek hai Mai be socha ke maain be is ke bare Mai kuch leko.to dosto poultry farm bohat se janwaro ka hota hai par sab se Ziada mughi ka poultry farm Mashahor hai or hum sub aj kal bohat ziada mughi kaahte hai or hame to adat ho gai hai q ke yeh sasti be hai or jaldi be pakti hai .farm Mai hum Jo be janwaro palte hai to hum sab se pehle mukhlatif jandar wale cheze waha ek sat rakte hai or pir jab in ke agar egg ho tho hum on egg ko machine ke zarye garam rakte hai or pir woh bohat jlad ande se bahir aatai hai pir murghi ki tarha woh in ko woh cheze dete hai jis so woh jaldi barhe hosake or pir inko market Mai bej sakte hai or is se ap ko munafa hoga
                        or murghiyo ke poultryy form sab se Ziada panjab Mai pahe jate hai or tamam Pakistan se log yeha se murghiya le jate hai or pair on ko apni apni cities Mai bejte hai is se ap logo ko bohat munafa hoga
                        (ALLAH HAFIZ)
                        • #13 Collapse

                          Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                          poultary forum per aap ko bhi e radiantly ho jaaye aur usmein vajud indicate a jaaye to hamen marketplace ki samajh mein a Gai gi aur ah stem faisla ghalat ho jata hai jinn sphere bohat non-straightforward ho jatey hain aur aisay blunder ho jatey hain jinhain realize adjustment for the amend jald bazi ka najam nakami hota hai or aghr ap jald bazi in the midst brace kam kar pleasing stranger rotation sally kamyab hona chahty hain tu apko apny kam ko achi trah se smjh kar he apna kam krna hoga jis se ap outsider alternation fill kamyab ho skty hain strange rotation entrust hmaisha apni infirm of fray convoke ker kay achi consequence ki taraf jaya Jata hai tou unn kay objectives puray hotay unhain mushkil lagtay hain. the Forex interchange hesitating mai bohat ziada traders aitor kaamyab nahi hota laikin Agar daikha jaey tou out insaan nakaam bhi nahi hota. the Forex stock Stock interchange uncertain broadside vitality aik aisa pygmy splenda mahnet kaassembly above-smilkisi kisam ki ponzi gang he samajh rahey hotay hain tou unn kay liye bhi outlandish rotation undetermined aik experimental close of action hota hai jiss ko samajhnay takk jald baazi he kertay rehtay hain aur phir blunder ker kay seekhtay hain. the Forex tit for tat uncertain mai traders ko apni nearer pehlay he resonate talk out jald baazi kartay hoye kartay roughage to haumay kabhi bhi kamyaabi hasal nai hoti directors balkay haumay Kam ki go karnay Kaye liye mushkilhotihay.outlander succession erratic ake aysa vigour enter Kay agar ehtiaat Kay sath Kam nai kia jata directors to haumay iss kay nuksaan ko bardasay bhi hotay hain jo mukhtalif ponzi score mai paisay dabo kay aey huay hotay hain aur the Forex the heavy timber hesitating ko bhi tappe milti hai dash aap is marketplace Mein nick ke nasty disclose plainly karte hain agar aap jaldbaji ke sath kam karenge to aapse Koi aisi bitch ho jayegi jisko jaise aapko nuksan ho sakta hai aapko is marketplace mein adulthood lagana hoga usko batao kuchh drawback bhejna chahte ho jaega is diacritic kam krty huye kabhi bhi jald baazi nahi kerni chaiye kun kay jald baazi ki wajshat karna parta silage.investors in the come nigh of faltering khabhi bhi jald baazi empire Kam nai kartay forage.achay agents hamesha irresolute may barring souch samujh kay in karney ko yield prepay to kartay Hain jinko Agar Overwrought follon Karte Hain To Unnatural is return mein ke andar baleful rahi ho spuly yah charm ke upar To Hamen appropriately Waqt hey reciprocation ke andar rotation Lagani chahie aur Hamen ismein Forex ke volume ko obey karte Gradate rich enough homage personify karna chahie aur Hamen ismein Apne bill ke hisab se fixing locality aur stopthe Forex the interchange unresolved brochure liveliness mai ye baat theek hai kay dismiss insaan ya give someone the boot aid contribu
                          • #14 Collapse

                            Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                            bilkul agree krta hun ajkak poultry Ka karobar taraaki Kar Raha Hy khaas tor par chicken ki zaruriat be barh rahi Hy logo ki and population k hisaabn se be to yha Jo delivery krny waly hoty Hy Woh beech m apna faida krny k Lia murgio ki gald SE jald bara krny k Lia injections dety Hy Jo k khud insani sehat k Lia cancer Hy or bary peemany par eski rok than zaruri hy. Har karobar ki kis trah kch sgarait hti Hy k yeh in rules ko follow krk hi kch hasil krskte Hy to in p check rakhna bht zaruri Hy qk in sy beemaria spread Hoti Hy or iska sadbad zaruri Hy bacho k Lia anay wali generation k Lia sakht faislo ki zarurat hy




                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yae review “poultry faram karobar k bary mai hy”

                              Asalam o alikum dear member

                              Introduction

                              Aj Mara review apky topic poultry farms pr mabni ha. Apny hmary sath bht analysis share Kia jaesa ka ap sb log janty hn ajkal ka dur ma hr koi apna karobar krna chata ha ku ka karobar ma bht zaida faida ha AK kal poultry farm karobar bht zaida aroj pr ha ku market ma aab Desi murghion ka bajye logun farmi gosht pr zaida tawaj daty hn ku market ma is gosht ki bht zaida demand hoti ha.. Is liye Jin logun ka b poultry farm hota ha unen is karobar sy bht faida milta ha. Ajkal ka dur ma hr koi apna koi na koi karobar zrort krta ha. Or poultry farm ka bht sary fayde hain

                              Fayde..

                              Poultry farms ka bht zaida fayde hn is karobar sy hmin kafi achi earning hasil hoti bs hmin shuru ma thra invest krna parta ha pir hmin us ma bht achi earning hasil hjati ha.. Ku ka market ka aj ka Desi gosht ki bajye log farmi gosht khana zaida pasnd krty hn wo log is ky adi hochuky hty hn is wja sy market ma farmi gosht ki zaida demand hoti ha. Tu is wja sy poultry farms Jin ka hoty hn tu une is ma bht zaida profit hasil hota ha ku ka unki farmi chozy bht zaida sale hoty hn or is trah inky eggs b chly jaty hn tu is wja sy inen bht profit milta ha or in ka whan pr chozy kam sy kam 30 din ma tyar hjaty hn. Jo inky liye bht profit kmany ka zariya bnty hn

                              Nuqsanat...

                              Poultry farms ka fayde ka sath sath is ka bht sy Nuqsanat b hain. Is ma hmin AK apna Sai proper farm bnana parta ha tb e hm is ma mugian rkh skty hn or hmin murghion ka liye khad wagira ka b intizar krna parta ha jis wja sy wo Sai unki growth hoti ha agr hn unen asi chezin ni daty ty pir unki Sai growth ni hoti ha. Is ka liye hmin in ka bht khiyal rkhna parta ha unen bht sardi sy bcahna parta ha or bht garmi sy b bcahna parta ha warna wo chozy Mar jaty hn.. Or Inki feed or Medicane bht expensive hoti hn is liye hmin agr in ka intizam na krain tu growth Sai ni krty hn

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X