Ye Review "Drakht(Trees) lganay " pe mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review "Drakht(Trees) lganay " pe mabni hai
    HELLO DUDES!!🙋🏻*♂️Me aj apse ek review share krna chahta hn.. jis k bry me sbko information honi chahye .. aj me apse b kuch informative baten share krnga.. Jis review k baare me main discuss krna chahta hn wo h;“TREES LAGANA” (Embower):🌳🌴🌲Trees lagana bht e essential h.. ap sbko is k benfits k bry me pata hona zroori h.. k trees lagany k kia kia faidy hyn.. or iski kia importance h or yeh itne zroori q hyn?❔IMPORTANCE OF TREES:🍀Trees na sirf apki life k zroori hyn blkeh tamam living species jo earth pe exist krte hyn.. un sb k lye trees bht ziada essential hyn, inki wjah yeh h k trees hamary lye Is lye zroori hyn k q k yeh apko fresh air provide krte hyn takeh ap fresh air me saans le sken.. hmary ilawa yeh tamam animals or birds k lye b isi trah essential hyn.. 😌☝️
    Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-20-16-53-26-73.jpg
Views:	1
Size:	251.4 کلوبائٹ
ID:	12467585
    ADVANTAGES (BENEFITS OF TREES):🤩
    Trees hmry lye different ways se benficial sabit hota h :Trees are beneficial for :1. trees benefits our health: 👩🏻*⚕️Trees hamri sehat k lye bht ziada sehat mand sabit hote hyn trees as a physical filter act krte hyn.. trees dust pollution ko absorb krte hyn,, is trah se ap k as pas ki jo dust hoti wo trees lagany se door hjti.. dusra yeh shades provide krte hyn… or trees medically b bht ziada faidy mand h.. The oil from birch bark, for example, isme bht si antiseptic properties hoti hyn..💯2. beneficial for our environment:🏡Trees jese jese grow hote hyn iki growing k sth sth yeh carbon dioxide ko absorb krti h or yeh carbon dioxide trees apni woods me store krlete hyn is trah se global warming k rates ko decrease krne me useful sabit hote hyn.. yeh wind speeds ko b slow krte hyn.. or hawa inki wja se bht cool hoti h… trees wgera lagany ka ek faida yeh hta h yeh hmen floods wgera se b bachaty hyn..🌊3. beneficial for other living organisms:🐴🐪🦓🐏Trees lgany se bqi jaandaryani animals wgera ko b bbht faida hota h.. jese k animals apni khoorak wgera drakhton se hasil krte hyn.. is k ilawa kuch birds wgera k lye trees e unka shelter hote hyn..🌱4. trees provides us timber and paper:🎋Trees se jo woods hasil hoti h wo hmen furniture bnany k kaam ati h bht bry bry furniture k business trees ki woods se e hasil hoti h.. or paper wgera bnany me b bht kaam aty hyn..Trees hmary lye bht e essential hyn.. q k in k bger hmri life bht mushkil h.. pr log ziada tr darakhton ko kaat dete hyn jinhe hm deforestation kehte hyn.. deforestation k bht se nuksanat hyn..

    DISADVANTAGES OF DEFORESTATION: ❌
    Trees ko kaatnay se hmen bht se nuksanat hote hyn agr trees wgera ko kaat dia jye tou floods wgera k chances bht ziada hjty hyn… or is se carbon dioxide or fresh air wgera b hamen bht kamilti h jo k hmri health k lye zroori h agr trees na hon tou hmri health pe bht negative impact prta h…. or aisy bht se jaandarhyn jo apni food trees se hasil krte hy agr unhen food na mile tou wo marr skte hyn.. islye trees lagana bht ziada zroori hHm sbko cahhye k hm ziada se ziada trees lgayen or kgudko or apne environment ko fresh or healthy bnayen..😍❤️👍🏻
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

    Assalamu alaikum dear friend aaj ka topic bahut hi khaas aur alpha hai darkht lagana sadqa e jaria and Iraq lagane ke bahut se advantage hai iyain per baat karte hain. advantage,,,,,,,,,,,,,,, darakht lagane ka ek bar advantage Hain ke darkht aapko oxygen provide karte Hain Jo ham sabke liye bahut zaruri hai oxygen ke bahar ham zinda Nahin rah sakte, tree lagane ka ek bada advantage Hai ki isase lakadi hasil hoti hai jo ke furniture banane ke kam aati hai aur bahut hi jagah per lakadi Ka istemal hota Hai tree Lagan ka ek advantage hai Kaya zameen kataoy se hamen bajata hai tree lagane ka ek bada advantage yah Hai ki hamen ine se har kisam ke pal milte Hain Jaise kaise ka darakht aam ka darakht vagara shamil Hain Brock lagane ka ek bada addvantage hai ke lagane se pollution kam hoti hai tree sun rays se hamen bajata hai hai Suraj ki ultra wai raze Joker skin problem ka bais bante Hain isase darakht hum mein is sy chahte Hain kyunki jahan per zyada tree hote hain vahan per abohawa main dhup kaa tanasab kam ho jata hai aur Jawan Ka mausam khushgawar rahata Hai darakht lagane ka ek advantages hai ke prendo ki jo nasle kam ho rahi hai agar hamen is per tawja den to bahut Sare plane donkey nasal ko bachaya ja sakta hai Jo mahaul mein khubsurti ki alamat hai dark lagane ka ek advantage hai ki yah hamen fresh or refined kya karte hain Jo ke bahut Sare bimariyon se bachati hai Jaise kadam per Vergara darakht ke disadvantage per bat karte Hain .disadvantage,,,,,,,,,,,,,, darakht lagane ka koi bhi disadvantage nahin hai
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Darakht lagany par mabni hai ;
      Dears ; Ajj ka hamara review hai Darakht lagana .
      Introduction ;

      Trees lagana bht e essential h.. ap sbko is k benfits k bry me pata hona zroori h.. k trees lagany k kia kia faidy hyn.. or iski kia importance h or yeh itne zroori q hyn?IMPORTANCE OF TREES:
      Trees na sirf apki life k zroori hyn blkeh tamam living species jo earth pe exist krte hyn.. un sb k lye trees bht ziada essential hyn, inki wjah yeh h k trees hamary lye Is lye zroori hyn k q k yeh apko fresh air provide krte hyn takeh ap fresh air me saans le sken.. hmary ilawa yeh tamam animals or birds k lye b isi trah essential hyn.

      ADVANTAGES (BENEFITS OF TREES) ;
      Trees hmry lye different ways se benficial sabit hota h :Trees are beneficial for :
      Benefits our health:
      Trees hamri sehat k lye bht ziada sehat mand sabit hote hyn trees as a physical filter act krte hyn.. trees dust pollution ko absorb krte hyn,, is trah se ap k as pas ki jo dust hoti wo trees lagany se door hjti.. dusra yeh shades provide krte hyn… or trees medically b bht ziada faidy mand h.. The oil from birch bark, for example, isme bht si antiseptic properties hoti hyn..
      Beneficial for our environment:
      Trees jese jese grow hote hyn iki growing k sth sth yeh carbon dioxide ko absorb krti h or yeh carbon dioxide trees apni woods me store krlete hyn is trah se global warming k rates ko decrease krne me useful sabit hote hyn.. yeh wind speeds ko b slow krte hyn.. or hawa inki wja se bht cool hoti h… trees wgera lagany ka ek faida yeh hta h yeh hmen floods wgera se b bachatyhyn.
      Beneficial for other living organisms:
      Trees lgany se bqi jaandaryani animals wgera ko b bbht faida hota h.. jese k animals apni khoorak wgera drakhton se hasil krte hyn.. is k ilawa kuch birds wgera k lye trees e unka shelter hote hyn..🌱4. trees provides us timber and paper:🎋Trees se jo woods hasil hoti h wo hmen furniture bnany k kaam ati h bht bry bry furniture k business trees ki woods se e hasil hoti h.. or paper wgera bnany me b bht kaam aty hyn..Trees hmary lye bht e essential hyn.. q k in k bger hmri life bht mushkil h.. pr log ziada tr darakhton ko kaat dete hyn jinhe hm deforestation kehte hyn.. deforestation k bht se nuksanat hyn..

      DISADVANTAGES OF DEFORESTATION:
      Trees ko kaatnay se hmen bht se nuksanat hote hyn agr trees wgera ko kaat dia jye tou floods wgera k chances bht ziada hjty hyn… or is se carbon dioxide or fresh air wgera b hamen bht kamilti h jo k hmri health k lye zroori h agr trees na hon tou hmri health pe bht negative impact prta h…. or aisy bht se jaandarhyn jo apni food trees se hasil krte hy agr unhen food na mile tou wo marr skte hyn.. islye trees lagana bht ziada zroori hHm sbko cahhye k hm ziada se ziada trees lgayen or kgudko or apne environment ko fresh or healthy bnayen.
      Disadvantags ;
      Darakht lagane ka koi bhi disadvantage nahin hai .
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

        Assalamu Alaikum dear friend Apne trees ke bare mein bahut Achcha review Hamare Sath share Kiya Hai hi Hamen trees Jarur Lagana chahie please Hamari life ke liye bahut jaruri hai please Hamen bahut se hath 7 Se bachate Hain inke bahut se fayde Hain.

        Faiday :

        Please Hamen shelter provide Karte Hain Hamen main trees ke through fresh air milati hai trees se Ham carbon dioxide oxygen Hasil Karte Hain trees Lagan se Hamen bahut se benefits Milte Hain se Hamen wood Hasil hoti hai is wood se ham furniture aur different chijen Pyar Kar Baithe Hain trees human beings ke sath sath birds and animals ke liye bhi bahut jaruri hai trees Hamari health ke liye bahut jyada essential hai please ki vajah Se Hi Ham fresh air Mein Sans lete hain Hamen main trees Jarur Lagana chahie Hamen dusre trees ke sath sath fruits ke trees bhi Lagana chahie yah trees Lagane ke bad Ham fresh fruit Hasil kar sakte hain aur apni fruits ki needs ko bhi pura kar sakte hain.

        Triza Mari life mein support zaroori hai ine ke bagair hamara Gujara impossible hai hai ine kya koi bhi nuksan nahin hai balki ine ke fayde hi hen .
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

          Assalam o Alaikum friends
          Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke darakht (tree ) jo hain wo Allah taala ki di gaye bari nemat he darakht hamain kai bemaryon se bachata he hamain taazi Hawa farham karta he.
          Advantages
          Darakht hamain tandurst rakhte hain taazi Hawa dete hain shadeed garmi ho chahe darakht hamain garmi se bachate hain.
          Disadvantages
          Darakht kaatne se hamain corbon dioxide nahen milta aab Hawa nahen milti jise ham khushgawar nahen reh sakte.
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

            Mra aj ka review ap dosto k sth Drakt tress lagny par mabni hain jesa k ap sub dost janty hain k humy tress k buht zyda fiday hasil hoty hain aik tu ya Mahol ki sub say. Bhari khobsurati hain dusra hain as say humy oxcigin hasil hoti hain Drakto say mahol khobsurat thandi Hava or zameen ki mazbotii hoti hain jass aay Selab wgra ni aty an say hum zurart zindgii ki chezo ko pora kar skty hain hum Drakto ko furniture or cooking k lay agg lagny k kam laga skty hain as aay hum decoration ka Saman wgra sub kuch bina skty hain as say humy har mosam ka phal hasil hota hain as aay humry mulk ki economy Strong hony main buht important Rola hain Drakt kuda ki Qadrat hain jo humry lay buht. Bhari namat hain.........

            ADVANTAGES.......... %%%%%

            Drakto k wesy tu buht fiday hain lkn an say Mahol khobsurat thandi Hava wla rhta hain as aay insano or janvaro ko oxygen hasil hoti hain as say zameet mazbot hoti hain Selab wgra ni Aty as say humy phal hasil hoty hain or as ki larki say hum zurart zindgii ki hzro chezy bina skty hain dakht kuda ki buht bhri namat hain jo humri zindgii ki buht achi importance hain.........

            DISADVANTAGES...... %%%%%%

            Ap ko pata hona chye k agr hum Drakt cut day gay tu humy oxygen ki buht kami hogie as aay jandar inshan or havan 2no ki zindgii ko buht khata hoga as say humy buht bhra nuksan hoga as ay zameen kamzor ho jati hain jass aay Selab wgra buht zyda atty hain Drakt na hony ya un ko cut deny say humy buht zyda nuksan hoty hain....
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

              Assalam o alaikum dear member ap ny hamary sath bahot he acha topic share kiya hai jo bahot informative hai trees lagany py review dia hai inko hum apny ghr aua ghr sy bahitmr bhi laga sakty hain yeh QUDRAT ki traf sy bahot bri nymat hai ...

              Advantages:

              Dear member trees lagany k bahot zyada advantage hain inka sb sy bra faida yeh hai k in sy hamary ghr main khoub suri brhti hai trees jahan bhi nazar ayen bahot he khoubsurat lagty hain yeh zyada tr park,school,college,university,aur office,hospitals main lagayen jaty hain in sy hMen carbon dioxide hasil hota hai aur in ki greenery hr traf daik k dil bahot kusg hota hai especially jb walk k liye subha subha jayen tou inhen daik k freshness feel hoti hai jis sy insan active rehta hai pura din aur agr subha uth k in ki greenery dekhi jaye tou eyesight py good effect prhta hai aur agr yeh ghr main ho tou ghr ki khoubsurti brhti hai bahot zyada hum in sy apny ghr main gardening kr sakty hain yeh hamen choty bry size main markeet sy mil jaty hain jinhen hum purchase kr k laga sakty hain...

              Disadvantage:

              Dear member trees lagany k disadvantage bhi bahot hain agr hum inki care nahi kren gain tou yeh murjha jaty hain aur inhen daily pani ki zrurat hoti hai agr hum inhen pani nahi dain gain tou.inki growth ruk jaye gi inko pani ki bahot zrurat hoti hai especially summer season main inki care krni prhti hai kioun k tyez dhoup sy yeh jl bhi sakty hain...
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                786 Assalam U Alaikum :

                SHAJAR KAREEY ki WAZAHAT
                or AHMIYYAT :-

                Friends Aalmi qawaneen ke mutabiq har mulk ke logon zeada se zeada darakht lagane chahiay Trees Korrah e Arz par Zindagi ka ahm tareen hissa han jinn ke bagher Zameen par zindagi namumkin ha or yeh bazat e khud ak zinda Makhlooq han Tamaam jandaron ki tarrah Trees bhi Sance letey han or gheza istemal kartey han or yahee inn ka sance lena or Kharij karna hee darassal trees jo dosrey Tamaam jandaron keliay zaroori bana deta ha keunkeh Trees ke wajood se kharej hone wali Gase Aoxigin gase hee dosrey Tamaam jandaron ke jissam men sance ki soorat men jazzab hoti ha yani keh zinda rahne keliay jitna zaroori ha sance lena ittna hee zaroori ha darakhton ka hona issi tarrah tamam jandaron ke jissam se kharij hone wali Corbin Dyoxide ko Trees hee jazzab karte han wagarna dunya men Corbin Dyoxide ki zeadati hu jaey or uss soorat men bhi dunya se zindagi khatam ho jaey lehaza zindagi or darakht lazim o malzoom han iss liay aaj darakhton ki ahmiyyat par yeh tafseel se beyan kartey han International Rules ke mutabiq dunya ke Kissi bhi mulk men uss ke 25 % raqbey par darakhton ka ya Janglaat ka hona zaroori ha iss liay zeada se zeada darukht ugana zaroori ha or jahan tak mumkin hu mukhtalif Aqsaam ke darukht lagana chahiay jinn men agar phal dar darakht hon tu zeada behtar han Trees ki ahmiyyat se mutalliq du Farmoodat e NABBVEE (PBUH) bahut mashahoor han (1) koey bhi insan ju darakht lagata ha or uss ka phall koey bhi Chrind , Parind , ya jandar khata ha tu uss ka ajjar Darakht lagane wale ko zarror milta ha (2) iss tarrah agar qayamat aa jaey or toba ka waqat khatam ho jaey yani jandaron ke gunahon ki muafee ka waqat khatam hu jaey keunkeh Zahoor e Qeyamat par toba ke darwazey band honge tu uss waqat agar kissi ke haathon men koey Sabz poda ho tu woh uss ko foran Zameen men laga dey keunkeh keh uss waqat toba ka darwaza dosrey jandaron par band hu ga lakin darakhton par nahen or keunkeh darakht hamesha Allah ka zikkar kartey han tu unn ke zikkar ki waja se poda lagane wale ko bhi muafee mill jaey gi iss ke ilawa
                Islami or Aalmi qawaneen ke mutabiq jangzadda ilaqon men bhi kissi ko bhi kissi qissam ke darakhton ko nuqsan dene ki ijazat nahen iss darja ahmiyyat ke bawajood dunya men darakhton ki pedawar zaroorat se bahut kam ha or inn ko katne ka ammal jareey ha ju sarra sar ghalti ha or trees ko ugana palna insan ka farz ha jiss men bahut ghaflat barti ja rahee ha

                AQSAAM :-

                Dunya men Trees ki beshumar Aqsaam han jinn ko abhi tak insani beradri tahqeeq nahen kar sakki tahum itna ha keh inn ko inn ki jisamat or khasosiyaat ki waja se mukhtalif catagaries men taqseem kiya geya ha ha jesa keh (1) bahut barre or ghaney ko darakht , (2) bahut barre lakin kamm patton waley ko ju ghannah nah hu Jhari kaha jata ha issi tarrah (3) chote trees ko PODEY kaha jata ha or Mazeed (4) Darakhton ki ak Qissam Phal Dar jabkeh (5) Dosri ko bagher Phal dar kahtey han (6) kuch podey ya darakht phool dar hotey han (6) or kuch bagher phool ke issi tarrah (7) jandaron keliay behtreen gheza phal dete han or kuch (8) Bagher phal ke

                Darakhton ke Fawaed :-

                Inn ke beshumar fawaed han
                (1) In se hasil hone wali lakri se furniture or insani zarooriyat ki bahut see cheezen tayyar hoti han jinn men darwazwe kherkiyan waghera shamil han
                (2) jalane keliay inn ki lakri istemal hoti ha ju insani zidagi ka ahm tareen juzz ha
                (3) Bahut se Trees ki jarron or patton ko bimariyon ke ilaaj kiliay Addviyaat men istemal kiya jata ha
                (4) Khel or Warzish ka zeada tarr saman lakri se tayyar hota ha
                (5) Aaloodgi se bachate han inn se zameen ka mahol saf rahta ha
                (6) Fizza men khobsoorati ka baes hote han decorations men istemal hote han
                (7) zameen ko katao se bachate han
                (8) Selab men khater khawah kammi ka baes hote ha ju barshon men zeadati ke baes abadeyon ko barbad karta ha
                (9) Zameen par tazgi or mahole men tandarusti qaem rakhtey han
                (10) Bahut se jungli hayat keliay Khorak food ki frahmi ka baes hote han
                (11) Jungli hayat se tahaffuz keliay tayyar hone waley hathiyaron men inn ki lakri istemal hoti ha
                Inn ke ilawa inn ke beshumar fawaed abhi Yaqeenan insani addraak se bahar han

                Deforestation ke NUQSANAAT :-

                (1) Agar dunya men trees nah hon tu Zindagi namumkin ha or issi tarrah jon jon dunya ke kull raqbey ki nisbat se 25 % Darakhton ke hissa men kammi hu gi issi tarrah insani Mahole men Aaloodgi or bimariyan zeada hon gi
                (2) iss ke ilawa daryaon se aane wale selab insani abadeyon ko tabbah kar den ge
                (3) Zameen katao ka shikar hu gi
                (4) Faslen ju ibsani gheza hoti han unn ki pedawar khatram hu gi
                (5) Bahut se charend or parend ka maskan darakht hote han woh khatam hon ge ju keh zameeni khobsoorati keliay zaroori han
                (6) Darakht zameen par Barshon me ihtedaal ka sabbab hote han inn ke bagher barshen bhi nah hon
                Issi tarrah friends trees men kammi insani zindagi hee nahen har qissam ki HAYAT keliay naqabl e bardasht nuqsan ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                  Assalam walekum Pyare bhai jaan Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat se Aage Pyare Bhai Jaan all me cover Nahin ke mutabik Mulk Ke Logon Jyada Se Jyada draught Lagane chahie Kyunki isase Jindagi ahem Kissa Hai Chin ke bagair Jameen per Jindagi Mumkin Ho Nahi sakti aur bag market budhlada Makhmali cardamom janvaron Ki Tarah tresvista Kanki lete hain aur ka istemal karte hue aur Yahan per in bahut hi Achcha kirdar hai agar aap darakht Lagate Hain To aapko bahut hi jyada fayda hota hai Kyunki draught Lagane se aap ka muhurt Kushwah rahata hai aur aap bahut hi acche se vahan per Ja sakte hain aur aajkal sadkon Ke upadhyaksh Lage hote hain Kyunki Jab Musafir Safar Karta Hai vah vahan per niche baith sakta hai uski chhav Mai ke bad karta hai

                  Advantage

                  Duniya Mein draught ki beshumar Kisne hain jinko abhi tak after KYC nahin kar sakte to Pyare bhai jaan Kitna hi kahunga ke Inko Inki Jis manate aur Khubsurat ki vajah se Mowgli category se main Tak Sen Kiya gaya hai aur ja sake bahut badi Aur gehri Ko direct bahut Bade lekin kam button wale Yog ke Ghane Na Ho Aur Jari Kaha Jata Hai Aur Is Tarah Chhote draught ko bhi paudhe Kaha jata hai aur Masjid bartan ko ek Kisan faldar bhi Kaha Jata Hai dusre ko bagair faldar Kahate Hain aur kuchh paudhe Yaad rakhte for draught Hote Hain Jo ke bahut hi bataya Acche Lagte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                    Introduction..

                    Assalamu Alaikum dear members aapane Mata bahut acchi knowledge kiya hai aur ek informative topic discuss kiya hai dear Jaise kya Sab Jante Hain Ki please Lagana Kitna Jyada Achcha hai aur Hamen chahie Hamen Apne Mul Pakistan mein bahut jyada trees Lagane chahie Tak ke Har Jagah Shayad direct bade bade draught Hota ke har shaadi niche Baithe aur aapko duaaen Mele..

                    Dear member trees Lagane Ki Kuchh advantage bhi hai aur disadvantage mein jo main aapke Sa niche share karta hun...


                    Advantages..

                    Dear members tube Lagane ke bahut se fayde hain jaise kya aap Jante Hain Ki Jab Ham Apne Mulk Pakistan mein bahut lagaenge To Har Taraf Hariyali hogi khubsurti hogi aur aap jawab Bhi Milega aur jab Jis Jagah per draught yaar kis Jyada hote hain vahan bus hi 20 Yadav hoti hai aur aapki Fasle aur sab aur ganit chijen bhi bahut jyada hongi to isliye Hamen chai kam Jyada Se Jyada trees Lagane chahie Taki Har Jagah Hariyali ho ya Hamara farj Hai Aur Is Se sawab Bhi bahut jyada hai agar Ham Ek chij Lagate Hain aur ham uski dekhbhal ka kam se Bada karte hain Ek fayda draught banate hain usko Ho to yah bahut hi Achcha Hoga isliye Hamen chahie gamjada chij Lagane chahie...


                    Disadvantages..

                    India member it Kuchh disadvantage bhi hai jo main aapke pass share karta hun Hamen Chahe Hamen acid with Lagane chahie jo faydemand bhi ho aur Jin per fal bhi Aata Ho Hamen Anar ke rakh Lagane chahie mango ki draught Lagane chahie yah Aise Koi fruit ka draught Lagana chahie jismein jisse fayda bhi ho aur uska Shayad bhi ho....
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                      Aapane trees lagane ke bare mein apna knowledge share Kiya hai aapane bahut important information hamare sath share Ki hai Pakistan ki abu Hawa aisi hai ki yahan Jo trees lagaya jaaye vah ugg aate Hain aajkal jaded technology ki badaulat faza ma duwa aur gardu gabar bahut jyada hai es faza ko taza or saaf rakhne ke liye trees lagana bahut jaruri hai trees carbon dioxide gas ko absorb karte hain aur oxygen gass chhodate Hain human beings is Oxygen ko apne andar absorb kar lete hain kyunki human beings ko oxygen ki jarurat hoti hai aur vah carbon dioxide gas chodte Hain jetny trees lagaye jaenge apni taaja Hawa aap ko milegi aap bahut sari disease se bach jy ge government of Pakistan mein green Pakistan ke naam se a complain start Ki hai jiske through logon ko awareness Di ja rahi hai ki vah apne ass pass trees lgyn school college road motor way mein tere par lagaye ja rahe hain jis allaqy mein trees zada honge garmi bhi kam hogi vahan pollution bhi kam hogi wahan ke log se hamen honge unki jindagi lambi hogi trees lagane ke fayde hi fayde najar aate Hain nuksan Koi nahin lagane se jo lakadi hasil hoti hai usko different purpose ke liye istemal Kiya jata hai hamen trees lagane Ki company ko aage badhana chahie tha ki hamare mulk mein Pollution ka hathma ho sake ham aik sehtmand society bna bna saky yah k log kam bemar ho apna kaam acha tri kr sakien
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                        Assalamu Alaikum Forex friends ummid karti hun aap sab khairiyat se Honge members aaj ka Hamara topic darakht Lagane par Madani hai dost Jaisa ki aap Jante Hain Ki direct Lagana Neha I thi mufeed Hai Hamen bahut jyada isko Lagana chahie best Hamare Eid ki awaz ko saaf Karke Hamen from Karta Hai draught mahaul Mein aaloo DGI Paida hone Nahin deta jach Lagane Ki vajah se a Garmi ki shiddat mein Kami Ho Jaati Hai hai aur truck Lagane se Fiza Mein Dua Aur gadha go bar bahut jyada Nahin Milta aur Jack Lagane se Hamen oxygen fresh milati Hai Jab Ke AAP Sab Jante Hain ke draught din ke time oxygen kharch karte hain aur carbon dioxide ko judge Karte Hain Jo ke Hamare liye Nahin I Thi Mufti id hai Hamen it fresh air Mein Sans lene ka mauka Milta hai isliye Hamen draught ko Jyada Se Jyada Lagane Pata ji Deni chahie Jaisa ki aap Jante Hain Ki Pakistan mein bahut hi Shuddh Eid Garmi padhne padati hai Hai To Hamen Agar Ham Jyada Se Jyada direct lagaenge to use Garmi ki Siddhant ko kam Kiya Ja sakta hai aap Jante Honge Jab Bhi Ham 10 ke sahi mein Khade Hote Hain To Hamen bahut hi fresh aur Shayad aath Thandi chhav milati hai isliye Agar Ham druck Jyada Se Jyada lagaenge to mahaul mein bhi prashn se Aaegi aur Hamara Shahar Hamara Pakistan bhi bahut hi Khubsurat green Nazar aayega isliye greenery se aankhon ko bhi bol Jyada fayde Milte Hain jakhm Lagane ke doston bahut jyada fayde hain na sirf aankhon ko stomach Ko Dil Ko fashionss mahaul achha hota hai Aalu ki khatm hoti hai bahut hi jyada pollution khatm hoti hai hai aur environment bhi bahut hi Achcha ho jata hai aur Hamare Hamari government Ne vaise bhi Kanoon pass kiya hai ki Hamen Jyada Se Jyada darakht Lagane chahie
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                          INTRODUCTION
                          Assalamu alaikum dear Forex friends me apko btana chahta hon k trees hmary lye BHT ziada beneficial hoty Han or hmy chahye k hum ziada sy ziada apny country ya cities me trees lgaye yeh hmari health k lye BHT zrori Han Pakistan is lehaz sy BHT lucky country ha k yahan trees BHT ziada Han aj me apko trees k advantages or disadvantages btaonga..
                          Advantages
                          1) trees ka SB sy bra advantage yeh ha k yeh hmy fresh air provide krty Han.
                          2)trees hmary lye barisho ka zrya bnty Han..
                          3)trees grmio me hmy shade provide krty Han.
                          4)trees k zrye hum different fruits grow krty Han jesy banana,orange wgara..
                          5) trees hmary lye different season ka zrya bnty Han jinki wjah sy hum hr kism k season ko enjoy krty Han..
                          6) trees environment ko saf rkhny me BHT ziada helpful hoty Han jiski wjah sy pollution BHT km hojati ha..
                          7)trees ki lkri hmary lye aag jlany me b use hoti ha..
                          8) trees ki lkri sy hum furniture b bna skty Han..
                          Disadvantages
                          1) trees ka SB sy bra disadvantage yeh ha k yeh BHT ziada jgah gherty han..
                          2)winter season me trees k nechy bethny sy hmy BHT ziada thund feel hoti ha..
                          3)kch trees asy hoty Han jin me different Kerry mkory hoty Han or sometime snake wgara b hoty Han or AGR hum summer season me trees k shade k nchy bethty Han to hmy snake wgara Kat skty Han..
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                            Introduction...




                            Assalamu Alaikum friends ummid hai aap sab Harriet se Honge ...jaise ki of Jante Hain Ki Ham aapke sath Kuchh point share karne Aaye Hain Aaj ka Hamara important point hai aur Hamara Ham aapko is point ke bare mein information provide Karenge ...aaj ka Hamara point trees Lagane ke bare mein hai ...aapane Dekha hi hoga ki trees Har Ghar Mein maujood hote hain Kuchh Aise Bhi Hote Hain Jo bilkul fruits that hi nahin hai aur kuchh Aise hote hain Jin ke upar Hamen fruit Bihar se lagta hai isiliye bahut se log different type ke trees Apne gharon Mein Lagate Hain Shayad aap ne bhi kabhi apne ghar mein koi tree Dekha Ho Ya Lagaya Ho ..trees Lagane ke bahut se advantages hote hain aapko Maloom Hoga Ke Jab trees bade ho Jaate Hain To yah Ek Shadow create karte hain aur bahut se log Garmi Ke Mausam Mein is Shadow Ke Niche baith kar Apna Kam Karte Hain ...Ghar Rahane wali ladies ya housewife Thi Jab Ghar Mein kam kar rahi Hoti Hai To vah garmiyon Ke Mausam Mein any three is Ke Niche baith kar apna ghar ka kam karti hai ...Kyon Ke Agar trees acche lage honge to Unka Saya bhi bahut hi Thik Hota hai jismein aapko Garmi bilkul bhi feel Nahin Hoti Iske alava friends is ka ek sabse bada advantage hota hai ki Jab aapke ghar mein koi tree Laga hota hai to is se aapke ghar mein Hawa Aati Hai ...Garmi Ke Mausam Mein Hawa bahut acchi Lagti Hai ISI vajah se log Garmi Ka Mausam start hone se pahle hi Apne gharon mein bahut se trees lagva Dete Hain ...friends ka ek advantage-g bhi hai ki agar yah trees fruit bhi Dete Hain To is se Hamen advantage Hasil ho jata hai Ek to yah hota hai ki Ham Iske Shadow Ke Niche baith kar kam kar sakte hain Hawa Le sakte hain aur second yah hota hai ki Ham fruits bhi kha sakte hain isliye iska advantage jyada ho jata hai ...friends Ham Sab Ko Bhi chahie ki Hamen Apne gharon Mein trees Lagane chahie aur ine se Hasil hone wale advantages bhi Hasil karne chahie ..



                            Disadvantages....




                            friend trees Lagane ke bahut se advantages bhi hai Jaise ke Agar Hamen Daru Ke Andar trees lage honge to Garmi Ke Mausam Mein To vah Acche Lagte Hain Magar Sardi Ke Mausam Mein dhup nahin aati Jiski vajah se Sardi Jyada Ho Jaati Hai ...Jab Ek Aisa Mausam aata hai ke Patte drive hone lag Jaate Hain To is Mausam Mein trees ki vajah Se Hamare gharon mein bahut jyada Jindagi Ban jaati hai friends trees Lagane ke liye aapko Ek bahut jyada Badi jagah ki jarurat hoti hai jo ki sirf villages Mein available Hoti Hai City ke andar Rahane wale Logon Ka Ghar bahut Chhota hota hai isliye vah trees Nahin Laga sakte ummid hai Hamare point-of-view se aapki information mein ijafa hua Hoga aur aapko Hamara topic Achcha Laga Hoga thanks
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye Review &quot;Drakht(Trees) lganay &quot; pe mabni hai

                              Assalamu alaikum dear friends hamary sath bahot he acha topic share kiya hai jo bahot informative hai trees lagany py review dia hai inko hum apny ghr aua ghr sy bahitmr bhi laga sakty hain yeh QUDRAT ki traf sy bahot bri nymat hai ...

                              Advantages:

                              Dear member trees lagany k bahot zyada advantage hain inka sb sy bra faida yeh hai k in sy hamary ghr main khoub suri brhti hai trees jahan bhi nazar ayen bahot he khoubsurat lagty hain yeh zyada tr park,school,college,university,aur office,hospitals main lagayen jaty hain in sy hMen carbon dioxide hasil hota hai aur in ki greenery hr traf daik k dil bahot kusg hota hai especially jb walk k liye subha subha jayen tou inhen daik k freshness feel hoti hai jis sy insan active rehta hai pura din aur agr subha uth k in ki greenery dekhi jaye tou eyesight py good effect prhta hai aur agr yeh ghr main ho tou ghr ki khoubsurti brhti hai bahot zyada hum in sy apny ghr main gardening kr sakty hain yeh hamen choty bry size main markeet sy mil jaty hain jinhen hum purchase kr k laga sakty hain...

                              Disadvantage:

                              Dear member trees lagany k disadvantage bhi bahot hain agr hum inki care nahi kren gain tou yeh murjha jaty hain aur inhen daily pani ki zrurat hoti hai agr hum inhen pani nahi dain gain tou.inki growth ruk jaye gi inko pani ki bahot zrurat hoti hai especially summer season main inki care krni prhti hai kioun k tyez dhoup sy yeh jl bhi sakty

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X