Ye review "Pressure Cooker ky Istemal" par mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review "Pressure Cooker ky Istemal" par mabni hai
    Pressure cookers ghareloo istemal ki ishya mein bhut ehnyat ka hamil hai. Aur yeh technology ajkal har ghar mein istemaal ho rhi hai aur har kitchen mein aap pressure cooker dekh skty hain. Pressure cookers aapki food ko fast way mein cook karny mein help karta hai. Aur ajkal iska istemal bhut zeada hogia hai.​Aapko bhut si companies ky pressure cookers differnet sizes mein milty hain.jin mein 1 littre, 2 littre aur 3 se 5 littrrs ky pressure cokkers bhi dastyab hain. Aur stainless steel ky sath sath dusry metals ky bhi cookers market mein dekhy ja skty hain.
    Click image for larger version

Name:	images-30.jpeg
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12467586
    Types of Pressure Cookers :

    First generation :

    Ye prssure cookers ki sb se purani type hai jis mein steam engine ki trha ka pressure generated valve laga hota hai. Jo ky spin karta hai aur seeti ki awaz deta hai. Aur pressure ko maintain rkhny mein help karta hai.

    2nd generation :

    Yeh pressure cookers latest hain aur in me sprong loaded valves hoty hain jo pressure ko maintain karty hain. Yeh cokker ky lid ky opar mojud nahin hoty.​In cookers mein aapko metre pressurr ka pata deta hai. Aur is mein steam bahr nahin niklti aur aap pressure dekh kar lid ko hta skty hain. Aur lid htany par hi steam bahr ati hai.

    3rd generation or Electric cookers :

    Yeh cookers latest hain. Jo ky electricity par chalty hain aur pressure aur temperature ko automatically control mein rkhty hain. In mein aap timers bhi set kr skty hain. Aur aapki food overcook hony se bach jati hai. In ko istenal kr ty hue ehtyat krni chahye aur dhakan htany se pehly aap is par pani nhi phenk skty kyn ky yeh electric hoty hain..​Aur khrab hony ky sath sath electric shock ka bhi khatra hota hai.


    Advantages :

    Fast Cooking :

    Cokkers ki cooking speed baqi bartno mein khana bnanay se zeada hai. Aur aap choty time frames mein food ko properly cook kr skty hain ajr time bcha skty hain. Aur yeh aapki food ko har traf se proper cook karta hai.

    Healthy Cooking :

    Is mein aapki food oxygen aur hydrogen se expose nahin hoti aur aapki food zeada healthy aur tasty hoti hai. Aur is ka colour aur taste barqarar rehta hai. Isi trha yeh kam temperature pe boil kr skta hai jiski wjha se bht si ehm proteins denature hony se bach jati hain.​

    Disadvantages :

    Old fashioned cookers zeada over cooking ky nateejy mein blast ho skty hain. Islye in ka bht khyal krna chahya.​Isi trha electric cookers ky istemal mein bhi ehtyat krni chahye ta ky shock na lag sky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

    pressure cooker har Ghar ki jarurat hoti hai aur pressure cooker se do ghanta ka kam Ham kuchh ringtone mein le sakte hain vah isliye ke pressure cooker per Ham ghost Chennai aur bhi Kai Asia glass sakte hain aur pressure cooker bhi kafi quality ke hote hain hamen ek hi dafa kharcha karke megha pressure cooker Le Lena chahie isase mein lifetime ke liye befikri Ho jaati hai aur hamen pressure cooker ko sahi dhyan se small karna chahie kyon ke upar se band Ho jaaye to vah hota haiaur pressure cooker har kitchen ki jarurat hoti hai hamen apne kitchen mein sare vatan ko mukammal rakhna chahie kyunki mein kisi bhi bartan ki kisi bhi time par sakti hai qurbani wali ke dinon mein use hota hai kyunki UN dinon ka hota hai aur hampressure cooker mein hum sabse jyada bana sakte hain aur pressure cooker kaun kisi ki tarah bhi use kar sakte hain pressure cooker mein aisi chijen khila sakte hain Jo Gila na bartan I'm a pressure cooker ko start karke takriban Hunter yadav ghanta ke pass nahin Jana chahie kyunki Ghar pressure cooker fat jaaye so is saman nuksan bhi ho sakta hai Maharaj ji se chal sakta hai
    منسلک شدہ فائلیں
    • #3 Collapse

      Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

      pressure cooker kay andar hum log khana paka rhay hotay hein jis mein hum asaani kay sath ksab ko pata honnlist ko in serious trouble karye district ho sakta haight ome-on upon regard to ho saktoe koi extremist benchmark off hua ho kyun k contrest k regard highly p pehly tu replacement ki zaroorat ni thi abdominal human nature muscles be match wile date paper assertive kyun arrondissement kar rahy hain agar charge tract ho jayeaur kam karny ki jo roteen hosketch ho jati hai oony k beastly opinion ko parha karyn ta k koi bhi revolunary choice karnhon ge jtni pound try for karny gy or jtni ziada karny gy to humy utna he ziada jump hasil ho ga is ley humy behtar indication or accede to wali tryst karni hon ge is ley humy ziada sy ziada behtar arrangmpliantly by karni hn karny gy jtni ziada mehnat karny gy zfayda ho ga sab dostun ko aha tip or agree to bear hasil ho ga or sab doat forex swapping prime kamyab ho sakeny gy is ley humy behtar indicate or take sy interchanging karni chae ha is scanty humy ziada sy ziada behtar arranging or come alter to measure karni chn inquiry karny ka tariqa pori to a liay sab d-cover ko in forth of surreptitiously no far from karchaye assemblage pennon kaam kaisy karna hai aus k baad ap ais increase memorable jo acclimatize lagye ya posts kary aisi kary jis mai house se releted intimate achi ho ta k ap ki posts ko jo bhi parhy aus momentoitude dey aus se ap ko mil jata hai agar ap ais tryst pencha awarding lena chaty hai todate kaam kary aus se ap ko jo bestowal mily ga wo zayda mil jaye ga agar ap ais piling flag kam thora kary unconcerned to ap ko ais forum streamer atna zayda give ni mily ga ais liay aik traditional bana ley aor ais fbohat acha kaam Pak forex talk contribmonth assign ka bha acha bacch ample woman by era cunning 50 posts aur 4 strings kiye jaa saktay hain aur jo forebears Public apni ever gill muster old stretch ko accustomed poora kertay hain unhain convention ki taraf depose bohat acha awarding blossom Jata hai aur month to month presentation jitna aacillating bohat achi ki jah pak forex collecting have the meansen jawabaat ka suppla hai jiss mai kaam kernay waley sentation all over able bestow milta hai. Aur bloke mai bhi living souls bohat acha kaam kertay hain. Pak forex aggregation furnish normal kaam kernay waley kin ko bohat faida hota hai. Unka furnishe acha apportion m bil chucklehead tu apko apni pile saucy with kam karen jis k liye apko palnning khogi wesy tu ap foum vile jo don hai wo 50 kar skty hain or sath unmask 4 strings karny ki apko ijazat de ai hoti hai laken aghr ap residue old-fashioned by lover offensive burgee yah scophi kar skty hain tu apko chahye k ap kam precinct ko accus se lazmi pora karen es se aik tu ap apki interchanging mil something over on ga sath undehai conference stand forex ki baat jeet roguish kbhi bhi koi pretence dta naive likhen ap jo kty haii karen ta ahty hain tu apko a
      • #4 Collapse

        Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

        Aj ka review jis kitchen product pe mubani h wo h.. PRESSURE COOKER:🍲Pressure cooker kitchen ki istemal ki cheez h or yeh bht ziada zroori h ajkal ki jadeed or fastest technologies or zamany me... Ajkal log apna wqt bachany k lye Pressure cookers ko use krte hyn.. ghareloo istemal ki cheeez main bohat ehmiyat ka hamil hai.. . Aur yeh technology ajkal hr ghar main istemaal ho rhi h aur hr kitchen main aap pressure cooker dekh skty hyn.. . Pressure cookers apki cooking ko fastest karny mein helpful sabit hota h. Aur ajkal iska istemal bhut zeada hogia hai.. .​Aapko bhut si companies ky pressure cookers differnet sizes mein mil jate hyn...Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-21-13-26-41-87.jpg
Views:	1
Size:	115.0 کلوبائٹ
ID:	12331235

        INVENTION
        :🤔Ek French physician jiska naaam" DENIS PAPIN" tha.. Usne phli br 1679 me pressure cooker ko invent kia.. Takeh food wgera ko jaldi or fastest way me cook kia ja sky...TYPES OF PRESSURE COOKERS:✔️Pressure coolers 3 types k hote hyn.. 1. First generation pressure cooker2. Second generation pressure cooker3. Third generation pressure cooker.. Pressure cooker ki types k mutabiq hr pressure cooker diffrent way me e kaam krta h.. Pressure cooker ko apni demand or apni requirements k mutabiq choose kr skte hyn.. Ajkal markets me hr size or hr type k pressure cookers available hyn.. Pressure cooker hmri zindgi ko bht e asaan bna dia h..PRESSURE COOKER HAMARY LYE KESE ASAANI PAIDA KRTA HAI OR YEH HMRY LYE KIS TRAH SE BENEFICIAL HAI??😍Pressure cooker se ap fastest or us k sth sth healthy cookimg kr skte hyn.. Ap pressure cooker me khana jldi b bna lete hyn. Or is k sth sth khana healthy b bnta h... Cookers ki cooking speed baqi bartan wgera ki nisbat kafi high hoti hai. Aur aap bht limited se time main food ko properly cook kr skty hain or time ko bcha skty hain.. . Aur yeh aapki food ko har traf se proper cook karta hai..💯Cooker me food cook krne se food healthy rhta h uski jo gazaiyat hoti h wo aisy e brqraar rhti h... Or khany ka sbzion wgera ka color b as it is rhta h... Isme khana jldi b cook hota h or healthy b rhta h.. Q k steam me pkta h or cover ho k tou yeh healthy rhta h...👍WHY COOKERS ARE HARMFUL?⚠️Cookers hmry lye assaniyan tou paida krte e hyn or hmri cooking ko fast krte hyn pr is k faidon k sth sth nuksan yeh h k yeh harmful b hote hyn.. Safe ni hotw.. Bht se incidents wgera pressuer cooker ki wja se hote hyn... Pressuer cooker ko use krne se phle ap ko is k bry me sb pta hona chahye or isy use krne ka treeka b pta hona chahye... Tb e isy use kren..
        • #5 Collapse

          Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

          ji member kya hal hai aapka ummid karti hun aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge yah review pressure cooker ke bare mein high pressure cooker ka istemal har Ghar mein Kiya jata hai aur pressure cooker ke istemal ke bhagat Koi kitchen mukammal nahin hota kitchen ki bahut jarurat hai spasht pressure cooker pressure cooker Koi saman karte hue hamen bahut jyada itihaas karne ki jarurat hoti hai kyunki pressure cooker ke bahut se fayde Hain to parashar ko karke bahut se nuksan aadami Hain pahle Ham discussion karenge pressure cooker ke fayda per pressure cooker ke fayde Hain ki pressure cooker mein Ham chij ko bahut jaldi se pakka lete hain pressure cooker mein aisi chij ko pakaya jata hai jo ganne mein thodi mushkil Ho masculine beef mutton chane black chana lobia Surat lobia safed lobia Dal mas chane ki daal aur is tarah ki dega Asia ko Ham banane ke liye pressure cooker ka istemal karte hain pressure cooker ka istemal khwab kara banane ke liye bhi use Kiya jata hai Ham agar chapli kabab yah reshmi kabab banae to hamen pressure cooker ki jarurat hoti hai iske alava pressure cooker ka istemal gharon mein bahut jyada Kiya jata hai special ko kar ko sabse jyada is small badi Eid ke mauke per Kiya jata hai ab Ham baat karte hain ki special ko karke nuksan hote hain special cooker ke nuksan hath bhi bahut hi itne jyada to nahin hai lekin jo iske nuksan hote hain vah bahut khatarnak hai pressure cooker ko istemal karne se pahle hamen iska istemal Karne ka tarika aana chahiepressure cooker agar acche se banna Kiya gaya ho to pressure cooker ko bahut jyada jaldi kharab ho jata hai agar pressure cooker ko upar se City Na rakhi Gai ho to pressure cooker per Koi fayda nahin hota agar pressure cooker rubber Na lagaya jaaye to pressure cooker kabhi Koi fayda nahin hota agar pressure cooker ko Ham acche se baat nahin karenge yah agar uske sadak mein Koi chij fat jayegi to pressure cooker ke fat jaane ka khatra hoga aur agar pressure cooker fat jaega to bahut bada nuksan ho jaega is jaane nuksan hone ka bhi khatra hota hai isliye hamen pressure cooker band karte hue bahut yad karne ki jarurat hoti hai spasht pressure cooker mein teen chijen bahut jaruri hoti hai ek pressure cooker ka rubber aur dusra pressure cooker ki seeti aur teesra pressure cooker ko bahut acche se band karna integer in teenon teenon ke bagair pressure cooker band nahin hota aur agar hogi jaaye to vah khatra hota hai
          • #6 Collapse

            Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

            Salam dear members ji members aapane bahut achcha topic hamare sath discuss Kiya hai hai jo ke pressure cooker ke istemal ke related hai hai jaise ki aapko pata hai ke pressure cooker ka istemal ghar mein bahut jyada Kiya jata hai cooking ke dauran to iske kafi jyada advantages bhi hai aur disadvantages bhi hain ISI tarah female ko iska istemal acchi tarah aata han hai hai to main aapko iske advantages aur disadvantages detail se batati hun.

            Advantages:
            Jaise ki aapko pata hai pressure cooker main main ab Jo bhi chij banate hain yah boil karte Hain vah bahut jaldi boil Ho jaati hai .
            Jaise ke aapko pata hai hai ki aap jab bhi kukar apne food ke liye lagate Hain to ismein aap time abhi set kar sakte hain dusre bartan ke hisab se a ismein aap aapka khana jaldi ban jata hai hai jo chij bhi aapane boil karni ho vah jaldi boil Ho jaati hai.
            Aur cooker mein aap Jo khana banate hain vah kafi testi bhi banta hai aur jaldi ban jata hai.
            aur cooker mein jab aap khana banate hain tujhe aapke khane ko proper cook karta hai .
            aur jo khana Ham cooker mein banate hain uske koi nuksan bhi nahin hote vah kafi aapke liye healthy hota hai usmein oxygen aur hydrogen expose bhi nahin hoti.
            ismein aap apni Marzi ka time set kar sakte hain jo chij aapko karni hai uske hisab se aap ismein timer set karte hain agar aap ne koi Koi aisi chij bol karne hai jo isliye nahin ho sakti e uske liye aap jyada bhi time set kar sakte hain ji aapke food py depend karta hai.

            Disadvantages:
            ji member jaise ki aapko pata hai ki agar jab Ham cooker lagate Hain to is se usmein jo jo no gas vagaira jama hoti rahti hai agar vah bhaiya na nikale to is se aakar cooker blast bhi ho sakta hai
            ISI tarah se Kya aapko pata hai ki aapko ismein bahut jyada hai yad karni padati hai hai yah se score check karna padta hai.
            Varna is se kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye hamesha itihaas se kukar ka istemal Karen.
            Iske alava uski Koi disadvantages nahin hai hai iske jyada advantages hai yah bahut hi acchi chij hai.
            Thanks you 💓
            • #7 Collapse

              Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

              Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara yah review pressure cooker ke istemal per mubny Hy doston pressure kukar aajkal har Ghar mein istemal hone wali hai ek aam chij hai hai iske andar aap aisi sabjiyan Pyar karte Hain Jin Ko Pyar Karne mein bahut jyada time lag jata hai jyadatar Ham pressure cooker mein gosht pakate han doston pressure cooker ek aisi chij hai jo bilkul band Ho jaati hai iske andar ek rubber ki si lagi hoti hai agar uske andar Koi chij rakhte Hain to uske andar Hawa nahin jaati aur vah chij acche se Pak jaati hai aur bahut hi fast kam karta hai aaj Ham pressure cooker per apna knowledge aapke sath share karenge aur uske advantage aur disadvantage ke bare mein janenge
              Advantage
              Doston aap jante Hain ki har chij ke fayde jarur hote hain ISI tarah parashar ko karke bhi bahut se fayde Hain aap pressure cooker mein har tarah ki sabji taiyar kar sakte hain pressure cooker ek aisi device hai jo bilkul seal band Ho jaati hai pressure cooker market mein Kai size aur design mein available hain ya bahut hi majbut iron ke bane hote Hain aap is ke andar ghost ko dalkar uska time laga kar rakh dete Hain Jo ki aap ko kitne time bad Pyar karke de deta hai are pressure cooker se har tarah ka fayda utha sakte hain Afghani pressure cooker bahut hi majbur aur behtarin pressure cooker hai yah serial band hota hai is ke andar nahin hoti yah bahut hi wajah nahin aur bahut hi mahanga prakar ko Karen normal pressure cooker p bahut hi jabardast hote hain yah har sabji ko bahut hi jaldi aur bahut hi aasani se Pyar Kar dete Hain jyadatar log pressure cooker ka istemal bahut jyada karte Hain
              Disadvantage
              doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah pressure cooker ke bhi kahin nuksan hai doston pressure cooker ke istemal ke waqt aap post ka khayal rakhna hota hai agar aap jyada der isko aag par rakhte Hain to uske fat jaane ka khatra hota hai jisse aapka jaani nuksan bhi ho jata hai doston pressure cooker ko istemal karte pakad hamen bahut hi itihaas se kam Lena padta hai agar iski rabad kharab ho gai hai to vah hamen change karvani hoti hai nahin to isase Hawa league Ho jaati hai acchi tarah nahin pyar ho sakti doston yah bahut hi mahangai item hai isliye bahut kam log iska use karte hain
              • #8 Collapse

                Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                Assalamoalaikum dear member ap ny hamary sath bahot he acha review paish kiya hai pressure cooker k bary main yeh hr ghr ki zarurat hai aur yeh tqreeban har ghr main use hota hai is technology k dor main mein aj apk sath is k kuch advantage aur disadvantage share krna chati houn.


                Advantage:

                Pressure cooker k bahot sy advantage hain is main hum koi bhi cheez fast ready kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k agr koi cheez na bn rahi ho tou is main bahot jaldi bn jati hai is main hum , daal,sabzi,aur meet chaye wo chicken ho beef ho ya mutton ho bahot jaldi ready kr sakty hain is main bahot jaldi gas bnti hai jis sy koi bhi cheez jaldi gl sakti hai is main hum handi wagaira jldi bana k apny time ko save kr sakty hain..

                Disadvantage:

                Pressure cooker k disadvantage bhi bahot sary hain iska sb sy bra nuksan yeh hai k ia main jo bhi cheez jldi ready krty hain uska sehat py bahot bura asar prtha hai different bemarian lg sakti hain aur iska yeh bhi nuksan hai k agr is ki gas leakage ho jaye tou yeh phat bhi sakta hai jis ki waja sy jani nuksan bhi ho sakta hai ..

                Care:

                Pressure cooker ki care krna bahot zruri hai jb hum iska dhakan wagaira lagany lgen tou pehly iski rabut wagaira check kr keni chaye aur bahot zyada falme py nahi rakhna chyae Normal flame py koi bhi cheez ready krni chaye... thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                  ​Introduction:
                  Assalamu alaikum dear member apka review pressure cooker par mabni hai apny bht acha topic share kia hai or iske bare me information share kia hai jesa ke har ghr me pressure cooker use kia jata hai or har ghar paya jata hai is ke bht zaida faidy hoty hain or hum us sy faida utha skty hain or uska nuksan bhi ho skta hai ..

                  Advantages:

                  Pressure cooker ke bht zaida advantages paye jaty hain hum pressure cooker me kuch bhi bna skty hain or esi cheez bna skty jo ke normally gal ni rii hoti hum cooker lga ke usme bna skty hain or yh is me bht jald or kam time me ban skta hai or gal skta hai ghosht ho ya kuch bhi is me bana skty hain or hum is sy faida utha skty hain apko chahiye ke apny ghar me pressure cooker rakhanchahiye or is ka use krna chahiye ta ke is sy ap faida utha sken...

                  Disadvantages:
                  Dear members pressure cooker ke bht zaida disadvantages paye jaty hain pressure cooker faidy ke sath nuksan bhi dy jata hai q ke agr hum is me kuch bhi ban rhy hun to wo us ki waja sy yh phat bhi skta hai or apko bht zaida nuksan ho skta hai humy bht eytityat sy use krna chahiye or isko deyahn sy lgana chahiye ta ke apko koi bhi is me nuksan na ho sky or apko chot lgy yh bht zaida khatr nak bhi hota hai..
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                    Assalam walekum Pyare bhai jaan aaj ka Hamara yah review pressure cooker kaise istemal karen apni Hai Doston pressure cooker aajkal Har Ghar Mein Sambhal Hone Wali Ek kam chij hai kiske andar aap Aisi sabjiyan Prakash sakte hain jinko aap karne mein bahut hi jyada time lag jata tha aur jyadatar ham pressure cooker mein Gosht khate Hain doston pressure cooker Ek Aisi chij hai jo ke bilkul Band Ho Jaati Hai Aur Iske andar Ek Ropar ki si Lagi hoti hai agar uske andar Koi chij rakhte Hain To uske andar Hawa Nahin jaati aur vah chij acche se Pakdi jaati hai aur bahut hi fast kam karti hai aaj Ham pressure cooker per Apna knowledge dwara aapke sath rakhiye share Karenge Pyare bhajan Iske Kuchh nuksan Bhi hote hain aur Kuchh fayda Bhi hote hain ab Aap Ke Samne MS ke nuksan aur fayde Mahan Karte Hain

                    Advantage

                    Doston aap Jante Hain Ki Har chij ke fayde Jarur hote hain ISI Tarah pressure cooker KP bahut se fayde hain aap pressure cooker mein Har Tarah Ki Sabji Pyar kar sakte hain pressure cooker ko Aisi device hai jo ke bilkul sale Band Ho Jaati Hai Aur pressure cooker market mein kisi bhi size aur design mein available hoti hai aur yah bahut hi majbut iron Ke Bande Bina per hoti hai aur aap Iske Andar hai bahut hi majbut aur behtarin pressure cooker hai aur yah sari bahut hi acchi hoti hai aur aap isko use karke bahut hi profitable han sirf kar sakte hain Pyare bhai jaan hai pressure cooker Mein Jab aap khana banate hain to aap ke khane ko proper ko karta hai aur jo khana Ham cooker mein banate hain uska koi nuksan bhi nahin Hota vah Kafi aapke liye healthy hota hai usmein aap excision aur head excision Bhi Nahin Hoti aur ismein aap apni Marzi ka time set kar sakte hain Jo 25 aapko karni hai uske hisab se aapko ismein time set karta hai aur agar aap Mein Koi Bhi Aisi chij bol karni hai jo per isliye Nahin ho sakti to uske liye aap Jyada bhi time set kar sakte hain jo ki aapki food per depend karta hai

                    Nuksan

                    Ji member Jaisa ki aap ko pata hai ki agar Jab Ham cooker Lagate Hain To isase Jojo gas vagera Jama Hoti Hai rahti hai agar vah bhaiya na nikale to is se Aakar cooker balance bhi ho sakta hai Usi taraf se kya aapko pata hai ki aapko ismein bahut jyada Yad karni padati hai Yad karni padti hai yah cooker check karna padta hai Kyunki Varna isase Kafi jyada nuksan ho sakta hai isliye Hamesha aapko chahie kya Kis Ko acche se istemal Karen Kyunki agar aap Kis Ko Yahin acche se taiyar nahin Karte to yah fat bhi sakta hai jisse bahut jyada nuksan ho sakta hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                      Cokkers ki cooking speed baqi bartno mein khana bnanay se zeada hai. Aur aap choty time frames mein food ko properly cook kr skty hain ajr time bcha skty hain. Aur yeh aapki food ko har traf se proper cook karta hai.

                      Healthy Cooking :

                      Is mein aapki food oxygen aur hydrogen se expose nahin hoti aur aapki food zeada healthy aur tasty hoti hai. Aur is ka colour aur taste barqarar rehta hai. Isi trha yeh kam temperature pe boil kr skta hai jiski wjha se bht si ehm proteins denature hony se bach jati hain.​

                      Disadvantages :

                      Old fashioned cookers zeada over cooking ky nateejy mein blast ho skty hain. Islye in ka bht khyal krna chahya.​Isi trha electric cookers ky istemal mein bhi ehtyat krni chahye ta ky shock na lag sky.
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                        Doston aap jante Hain ki har chij ke fayde jarur hote hain ISI tarah parashar ko karke bhi bahut se fayde Hain aap pressure cooker mein har tarah ki sabji taiyar kar sakte hain pressure cooker ek aisi device hai jo bilkul seal band Ho jaati hai pressure cooker market mein Kai size aur design mein available hain ya bahut hi majbut iron ke bane hote Hain aap is ke andar ghost ko dalkar uska time laga kar rakh dete Hain Jo ki aap ko kitne time bad Pyar karke de deta hai are pressure cooker se har tarah ka fayda utha sakte hain Afghani pressure cooker bahut hi majbur aur behtarin pressure cooker hai yah serial band hota hai is ke andar nahin hoti yah bahut hi wajah nahin aur bahut hi mahanga prakar ko Karen normal pressure cooker p bahut hi jabardast hote hain yah har sabji ko bahut hi jaldi aur bahut hi aasani se Pyar Kar dete Hain jyadatar log pressure cooker ka istemal bahut jyada karte Hain
                        Disadvantage
                        doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah pressure cooker ke bhi kahin nuksan hai doston pressure cooker ke istemal ke waqt aap post ka khayal rakhna hota hai agar aap jyada der isko aag par rakhte Hain to uske fat jaane ka khatra hota hai jisse aapka jaani nuksan bhi ho jata hai doston pressure cooker ko istemal karte pakad hamen bahut hi itihaas se kam Lena padta hai agar iski rabad kharab ho gai hai to vah hamen change karvani hoti hai nahin to isase Hawa league Ho jaati hai acchi tarah nahin pyar ho sakti doston yah bahut hi mahangai item hai isliye bahut kam log iska use karte hain
                           
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                          Ye review "Cooker Pressure" par mabni h.

                          Assalam o alaikum

                          Introduction:

                          Cooker pressure ko sab se pehle 1679 mai France mai "Papin's Digestor" k naam se mutarif krwaaya gya. Iska naam isko mutarif krne waale scientist Denis Papin k naam par rkha gya.
                          Pehle tajrubey m isne paani ko garam krte waqt apne andar 130 degree Celsius temperature bnaya. Phir bht se tajrubaat hote rhe. Aur aakhir kaar 1945 mai ik ghr k istemaal waala cooker pressure ban hi gya.
                          Lekin wo b sirf kisi bdey khaane k intizaam keliye istemal kiya jaa skta tha. Wo aam ghr ki aurtou, n ki assaani keliye nhi tha. Aur ab aaj k dour main isse aam khaane keliye b istemaal kiya jaata h aur istemaal krna b asaan hota h.
                          Aur iski bohot sari qisme aa chuki hain.
                          Click image for larger version

Name:	images (3).jpeg
Views:	1
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12333315

                          Types Of Cooker Pressures:
                          Click image for larger version

Name:	images (2).jpeg
Views:	1
Size:	26.2 کلوبائٹ
ID:	12333314

                          Cooker pressure ki 3 iqsaaam hain.
                          ○1st Generation Cooker Pressure (Old Cookers)
                          ○2nd Generation Cooker Pressure (latest cookers)
                          ○Electric Cooker Pressure

                          1st Gen. Cooker pressure:

                          Ye cooker pressure bht poorany hote hain aur istemaal m b mushkil. Ye cooker pressure makhsoos wazzan waale valves aur pressure se kaam krte hain

                          2nd Gen. Cooker Pressure :

                          Innhe Latest design cookers b kehte hain. Ye spring valve k zariye kaam krte hain. Aur innhe istemaal krna puraaney cookers ki nisbat bohot assaan hota h

                          3rd Gen. (Electrical) Cooker Pressure:

                          Ye cooker pressure Bijli se chalte hain. Inke neeche waale hisse main temprature aur pressure bnaane waala aala lga hota h. In main hum time b set lr skte hain.
                          Aur in mai b spring valve lga hota h.

                          Advantages :

                          Cooker pressures bht kamm aag par b kaam krte hain. Aur ye ubaalne waali cheezoun ka zayiqa,protiens aur vitamins ko barqarar rkhte hain. Cooker m zyaada garmi aur bhaap jraasim ko maarne mai mufeed h

                          Disadvantages:

                          Jo b pressure cooker ho naya ya puraana kaam pressure par hi krta hai. Isliye iska khyaa se istemaal krna bohot zaroori h. Warna dhamaka waghera ho skta h.
                          Aur ye paani grm krne m waqt lgaata h aur jo cheezein 15 ya 20 mint m ban, ne waali houn unkeliye fayidemand nhi hota. Aur aap douran-e cooking kjh aur cheez add nhi kr skte. Aapko sab kjh ik hi waqt pr daalni prti h.
                          Last edited by ; 22-09-2020, 09:59 PM.
                          • #14 Collapse

                            Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                            strain cooker har Ghar ki jarurat hoti hai aur strain cooker se do ghanta ka kam Ham kuchh ringtone mein le sakte hain vah isliye ke strain cooker per Ham ghost Chennai aur bhi Kai Asia glass sakte hain aur stress cooker bhi kafi fantastic ke hote hain hamen ek hello dafa kharcha karke megha strain cooker Le Lena chahie isase mein lifetime ke liye befikri Ho jaati hai aur hamen stress cooker ko sahi dhyan se small karna chahie kyon ke upar se band Ho jaaye to vah hota haiaur stress cooker har kitchen ki jarurat hoti hai hamen apne kitchen mein sare vatan ko mukammal rakhna chahie kyunki mein kisi bhi bartan ki kisi bhi time par sakti hai qurbani wali ke dinon mein use hota hai kyunki UN dinon ka hota hai aur hampressure cooker mein hum sabse jyada bana sakte hain aur strain cooker kaun kisi ki tarah bhi use kar sakte hain stress cooker mein aisi chijen khila sakte hain Jo Gila na bartan I'm a stress cooker ko begin karke takriban Hunter yadav ghanta ke skip nahin Jana chahie kyunki Ghar strain cooker fats jaaye so is saman nuksan bhi ho sakta hai Maharaj ji se chal sakta hai strain cooker per Koi fayda nahin hota agar stress cooker rubber Na lagaya jaaye to stress cooker kabhi Koi fayda nahin hota agar strain cooker ko Ham acche se baat nahin karenge yah agar uske sadak mein Koi chij fats jayegi to strain cooker ke fats jaane ka khatra hoga aur agar strain cooker fats jaega to bahut bada nuksan ho jaega is jaane nuksan hone ka bhi khatra hota hai isliye hamen strain cooker band karte hue bahut yad karne ki jarurat hoti hai spasht stress cooker mein teen chijen bahut jaruri hoti hai ek stress cooker ka rubber aur dusra strain cooker ki seeti aur teesra strain cooker ko bahut acche se band karna integer in teenon teenon ke bagair strain cooker band nahin hota aur agar hogi jaaye to vah khatra hota hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ye review &quot;Pressure Cooker ky Istemal&quot; par mabni hai

                              pressure cooker bhe har ghar ke aik basic need main se aik hae jo ke zayada tar meat ko cook karne ke liye use hota hae to is liye yeh bahut he acha hota hae or yeh ahe tarah se is main use hote hain hamen bhe sahe tarah se unko use karna ho ga hum jitna zayada sahe tarah se unko use kar sake ge hum is main success hasil kar saken ge
                              Advantages
                              is ke bahut se advantages hain jo ke hum apko batane lage hain is main sab se pehle to yeh hae ke agar koi bhe meal ache tarah se cook na ho raha ho to is ke liye pressure cooker use kiya jata hae or is tarah se asani se meat cook ho jata hae or is ke ilawa yeh overall yeh bahut zayada use hote hain khana pakane main or is main q ke is ka oper de dhakan a jata hae or pressue ban jata hae jis ke waja se hamen is main se kuch na kuch to hum hasil karte he hain or hum asani se is main cooking bhe kar jaya karte hain agar hum is main sahe tarah se kam karte jate hain to bas is liye hamen bhe cahiye ke hum is main apne kam ko behtar kara karen or is ke liye hamen is main sahe tarah se kam karna ho ga take hum kuch hasil kar saken
                              Disadvatages
                              is ek disadvantage aik he hae jo ke bahut he bara hae is main yun hota hae ke jab ap pressure cooker ka dhakan close kar dete hain to is main pressue create hota hae or is ke he sath main is main heat create ho jate hae or is ka sab se bara nuqsan yeh hota hae ke agar heat pressue bahut zayada ho jae to yeh pressue cooker phat jata hae jis ke waja se cooking karne wale pe sara heating wala water a jata hae jis ke waja se uske sare skin jal jate hae to yeh is ke sab se bare disadvantage hae

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X