yeh review shaikh abdul qadir jeelani ki karamaat aur deeni khidmaat per mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review shaikh abdul qadir jeelani ki karamaat aur deeni khidmaat per mubni hay..
    Shaikh abdul kadir jeelani wo islam k banday hain jinhone islam ki bahut ziada khidmaat ki hain unki aik aik majlis main 70000 tak log baitha kartay thay jinko wo sirf islam ki taleem dia kartay thay ham unko ghouse pak k name say bhi yaad kia kartay hain aap bachpan say he bahut karmaat k malik thay unki khidmaat k faiday aur nuksaanaat ham zail main bayaan kartay hain umeed ki ja sakty hay k har kisi ko is review main faida milta jayega.
    ADVANTAGES;
    dear members chunk ham sab mulimaan hain to hamko aisay Allah k wali ki zarurat hoty hay jis say hamari rooh aur hamara imaan taza hota jaye un main say shaikh abdul qadir jellani ki khidmaat hain jin say hamko islam k baray main bahut ziada faida milta hay q k wo Allah k sachhay wali kamil thay apka har aik kaol harfe akhir hay jis main kisi bhi shak ki koi gunjaish nai hay agar ham ko deen k bunyadi masail ka pata nai hay to ham unki kutab unki books ko read kark yeh sab kuch jaan saktay hain mairay khayl main aik muslimaan k liye is say barrh kar aur koi bhi acha aur ziada faida nai ho sakta hay jis main uska koi aik chottay say chotta malsa bhi agar solve ho jaye to ap ghouse e azam k name say bhi janay jatay hain ap deen k bahut barray alim bhi hain jin say hamko har aik malsay ka hal milna mumkin hay to ham unki har aik khidmaat ko q na paish paish kartay huway wazahat say bayan karnay say har kisma ka faida hasil kartay jaeyn.
    DISADVANTAGES;
    dear members as a muslims hamko hamaray ulma karaam aur aulia ki khidmaat ko kabhi bhi na bhooltay huway is baat ko saaf saaf apnay mined main rakh kar yeh samjhna chaye k hamko unki khidmaat say kuch bhi aisa nai mil skata hay jis main un say koi bhi ghalty hue ho is liye hamko unki khidmaat pay amal kartay huway kisi kisam k koi nuksaan ki umeed nai rakhni chaye qk unk imaan pukhta thay aur wo sab Allah k khaas banday thay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review shaikh abdul qadir jeelani ki karamaat aur deeni khidmaat per mubni ha

    Assalamu Alaikum Pyare Bhai Jaan Main ummid Karta Hun ki aap sab khairiyat se Honge Pyare bhai jaan jab Ham allah ke Wali Ki Baat Karte Hain To unmen se sabse pahla number Shahar Abdul Kader Jilani Ka Aata Hai Jo ki Allah Ke waliyon ke Sardar hain aur aapki bahut hi khidmat din ke andar Shamil Hai Aur aapki bahut secret jo ki main aapke Samne Byan karta hun


    Shahar Abdul Kadir Jilani ki kramat


    Doston Shahar Abdul Kadir Jilani ki kramat mein se ek Ahmed Aham Qayamat yahi hai ki aap ek martba Kahin ja rahe the ki Raste ke andar Kaun ka Gehra have a Gaya aur aap ne Lakhon ko apni Deeni taleem 8 apni Man ki talim apni Man ke Palmer badari ke sab Daku ko Tauba ki nashibat De De aur Daku jo hai vah Toba Kar Li Kyon Ke Shahar Abdul Kadir Jilani ne apni Man Se Sikha tha ki tabiyat Jhooth Nahin bolna isliye Daku Ne Aap Se poochha Ki Ab bacche tumhare pass bhi Kuchh Hai Ki Nahin Kyon ke bacche ke sath kapde wale log bhi The Isliye Tamam Kafle ko loot Kar Jab Daku Jaane Lage to unhone Shaikh Abdul Khader jeelani se poochha ab bacche tumhare pass bhi Kuchh Hai To aapane farmer mere pass 40 asharfiya hai jo ke meri Bal jhadane Meri kameez Mein Sidhi Hai To Dekho bahut hairan Hua Ki Tu apna Mal Humse Chhupa bhi sakta Tha To Tum Ne Jhooth bhi bol sakta tha to Daku se Shah Abdul Kadir Jilani Ne Kaha Hai Mere Pyare bhai Meri Maa Ne Mujhe nasihat Ki Thi Ke Beta Kabhi Jhooth Nahin bolna Jab dakuan Itna Sona Tu Daku Ka Sardar Kahane Laga Ke yah apni Man ka itna Kahana mangta hai aur Main Apne lekin aap harmony karta hun ISI hi Sheikh Abdul Kadir Jilani ka itna hi Kahana tha ki aap kis Jinda Karamat theek Tamam Daku Ne Luta Hua Mal Kafle Walon Ko Wapas kar diya aur Tamam Ne Allah Tala se Tauba ki or Chal Chale to Dekho Pyare bhaijaan Sheikh Abdul Kadir Jilani Ki Yahi badi kramat hai


    Sheikh Abdul Kadir Jilani ki Din Mein khidmat

    Sheikh Abdul Kadir Jilani se poochha gaya hai Hazrat aap Allah Tala ke Wali Kaise Bane Hain To aap ne farmaya Main Allah Tala ka din itna Bada Itna Bada ke Allah Tala Ne Mujhe banaa Diya aapki din ke andar Kitni khidmat theek hai aapane bade bade aadami banaa Diye Mufti banaa Diye isliye Sheikh Abdul Kadir Jilani kavvaliyon Ka Sardar Kaha jata hai aur aap Amal aur dalit Bharat vah Tala ke har Farman per Amal Karne Wale aur Huzoor ki sirf per Amal Karne Wale Allah Ke Bani Hain

    اب آن لائن

    Working...
    X