Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha
    786 Assalam U Alaikum -
    INTRODUCTION :-
    Friends Electric Heater ak aese bijli ke aale par baat karte han ju keh bijli ke connection dene se working shoru karta ha or ghar men ya bare ijtemaaat men khana tayyar kar ke dene keliay istemal hota ha yeh darassal ak chohla ya pakwan ka jadeed aala ha Heater ki technology bahut sada or asan hoti ha yeh ak processed mud se tayyar karda plate ke andar ak steel ka spring dall kar tayyar kiya jata ha spring mud plate ke oopar spring ko gol circles men set kiya jata ha or iss ke donon sirron se electric circuit conect karne see spring heat up ho kar iss had tak temperature khareg karta ha keh oopar pare bartanon men mojod cheezon men darja e khulaow peda kar deta ha or yon khana tayyar hu sakta ha
    VARIETIES :-
    Iss ke bahut see Aqsaam hoti han or yeh size or power men bhi kafee kissmon men hota ha kuch heaters Gharelo satah par istemal keliay hote han jinn ke voltages kafee kam hote han jo keh 200 se 1000 tak ho sakte han or iss se bare bhi ho sakte han jinn ko hotels ya shadee halon men istemal kiya ja sakta ha yeh gol tekon or rod numa shape men hote han
    SHAPES ya DESIGNS :-
    Iss je bahut se designe ya shapes hote han kuch heaters men steel spring ke bajaey metallic plate hoti ha iss ke ilawa iss men spring ke bajaey Electric Rods se bhi tayyar shuda hote han

    ADVANTAGES :-
    (No 1) yeh bahut se mutabadel zaraey jese gass ka cohla , lakri ya koely ke chohle ki nisbat adani se istemal kiya ja sakta ha (no 2) har qissam ki shapes or designs men hasil kiya ja sakta ha (no 3) iss ke istemal se time ki bahut bachat hoti ha (no 4) Electric Heater ka sab se bara faeda yeh ha keh iss ke istemal se fizaa men kissi qissam ka dhonwan ya alodgi nahen phahlti (no 5) intehaey kam qeemat men har ilaqe men available hota ha (no 6) iss men bahut sada technology hone ke baes maintenance iss ki asan or kam qeemat hoti ha
    DISADVANTAGES :-
    (No 1) yeh bahut zeada bijli istemal karta ha ju Electricity charges men izafa kar deta ha ( no 2) iss ka Electric ka circuit short ya earth hone ka khatra bahut zeada hota ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

    ji member kya hal hai aapke ummid karti hun ki aap theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aaj ka review bhi bahut achcha hai yah review electric heater ke bare mein hi electric heater ki bahut hi khushiyan hoti hai aur electric heater har Ghar mein istemal Kiya jata hai lekin kuchh aise gharon mein istemal nahin kiya jata Jo isko phone nahin kar sakte electric heater ke bahut se fayde Hain electric heater Kaya hota hai sabse m fayda yah hai ki yah bijali se chalta hai aur bijali sathiyon mein bahut kam jaati hai jiski vajah se electric heater kahan mein bahut jyada fayda ho jata hai gas heater ka nuksan bhi hota hai ki gas wale heater se aag lagne ka khatra hota hai aur aag lagne ke sath agar gas nahin hoti sabjiyon mein aksar gas nahin hoti jis vajah se Ham gas ke heater ka istemal nahin kar sakte agar Ham electric heater ka istemal karen to is hamen gas Ho ya Na Ho is Koi Fark nahin padta is ka nuksan hota hai ki electric heater saman short circuit lagne ka kharcha hota hai aur electric heater se hona chahie ki Ham dur rahen aur electric heater kamre ke ek Kone mein laga ke usse kafi dur baithana chahie Agarwal lag jaaye to kamra Sara garam ho jata hai aur ghar bhi kam ho jata hai isliye zaroori nahin ke Ham uske pass hokar baithe electric heater se Ham na se apne kamre Koi apne ghar ko garam kar sakte hain balki aur bhi bahut dusri chijon ke liye kam aata hai electric heater ke bahut sare fayde Hain electric heater bahut jyada achha hota electric heater ke bahut jyada fayde hote hain electric heater bahut jyada achcha hota hai yah market mein bahut aasani se Mil jata hai aur iski mukti price hoti hai aur ham jis price mein Lena chahie Le sakte hain ki mukhya shapes bhi hoti hai aur yah bahut achcha hota heater hota hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

      ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

      🔶Topic name: ELECTRIC HEATER

      🔸INTRODUCTION :

      """ ELECTRIC HEATER """
      Dear friends Humara aj ka Review Electric heater pe mabni hai.
      Electric heater ak electrical device hai Jo electric current ko heat me convert karta hai. Har electric heater me electrical resistor hota hai. Ye Joule heating k principle par work karta hai. Jab electric current resistor par sy guzarta hai to ye heat me convert ho jata hai.

      Electric heater K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

      🔸ADVANTAGES OF ELECTRIC HEATER ✅:
      Electric heater K bht se advantages hain.
      Electric heater bohat safe hai kiunky is me koi burning material nahi hai. Ye heater fuel heaters ki nisbat bohat zayada safe hain. Ye heaters environmentally friendly hain because ye atmosphere me carbon dioxide, burning material ya koi bhi gas nhi chorty. Electric heater ka size small hota hai to isy kisi bhi jga rakha ja skta hai. Ye highly portable hoty hain. Electric heater ko on kar k room me rakha Jaye or phir foran room ka door band kardy to quickly room me heating huna shoro ho jati hai.

      🔸DISADVANTAGES OF ELECTRIC HEATER ❌:
      Electric heater K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
      Electric heater gas heater ki nisbat more costly hoty hain. Ye siraf little space ko warm kar skty hain pory Ghar ko nahi kar skty. Electric heater more expensive hain because ye electricity use karty hain.

      ♻CONCLUSION
      Is topic me hum ne electric heater Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k electric heater gas heater ki nisbat bohat achy Hain kiunky in sy atmosphere ko koi nuqsan nhi hota lekin ye gas heater ki nisbat more costly or more expensive hain.


      THANK YOU 👍
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

        Electric heater

        Electric heater bijali se chalne wala electronic device hai Jiska zariye se a garmaish Paida hoti hai electric heater ko Zyada tar Log Sardi wale ilakon Mein istemal Karte Hain khaskar aon jagah par istemal Hota Hai Jahan per gas connection yah gas ki availability Nahin Hoti to log esko mutabadal ke Taur per is kisam kay electric heater use karte hain apne aap ko garam rakhne ke liye Pakistan mein chauki bijali ki problem bahut zyada hai lihaza yahan per electric heater bahut kam use hote hain lekin Fir Bhi bahut se log isko istemal karte hain khaskar an Jogan per Jahan per Sar Diyan bahut ziyada hoti hai Pakistan mein Bahut Si companies ke electric heater market mai available hai inmein se mahange bhi hain aur low price ke heater bhi hain ab yah depend karta hai aap per ke aapne kaun sa heater lena hai

        Faidey
        Electric heater se bahut aasani ke sath room ko garam Kiya Ja sakta hai aur Sardi ke level ko kam Kiya Ja sakta hai hai ismein bahut Ala quality ke heater market mein maujud hai hai jo bahut aasani ke sath kam Karte Hain electric heater bahut jaldi room ko garam kar leta hai market Mein electric heater Har Jagah daste aap hi lihaza isko kharidne Mein Koi Mushkil Nahin Hoti

        Nuksanat
        Electric heaters ko bijali per chalane se sabse zyada nuksan Yahi hota hai ki yah bahut zyada bijali ko consume Karta Hai Jiski vajah se Bill Kafi Jyada aata hai kiu ky ye bahut kam time mein bahut se unit kharch kar dety hai lehaza es sy aapke expenses bahut zyada badh Jaate Hain
        Zuhaib9988 Trading journal
        https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

          Assalamu alaikum dear friend aaj ka hamara yah review electric heater per mubny Hy electric heater ek bahut hi behtarin device hai jo ke charanon mein Ham bahut jyada use karte hain ya bijali ke istemal se hamen hararat mukhya karti hai aaj Ham electric heaterper apna knowledge share karenge aur iske advantage or disadvantage ke bare mein janenge
          Advantage
          doston electric heater ke bahut jyada fayde Hain pahle heater gas per chalte the lekin ab nai technology I hai aur metre bijali per chalne wale a gaye hain electric heater bahut hi mystery heater hai agar hamare ghar gas mein judna bhi Ho to Ham bijali per kidhar Ko Chala sakte hain aur khud ko garam rakh sakte hain charanon mein Ham electric heater ka bahut jyada use karte hain ek electric heater hamare ek June ke liye bahut hi behtarin hota hai jyada thand ki vajah se a Ham Koi Kam nahin kar sakte lekin agar hamare ghar heater Ho to Ham acchi se kam kar sakte hainkyunki heroine hamare jism ko garam rakhta hai aur jab garam jism hota hai to Ham bahut acche se kam kar sakte hain electronic heater se zyada gandgi nahin balty isase Mile bhi nahin aati lekin gas wale heater se hamesha milati hai isliye electronic heater jyadatar log apne gharon mein aur doston mein use karte hain
          Disadvantage
          doston aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah electronic heater ke bhi kahin nuksan hai doston yah bijali per chalne wala heater hai hamen isko Pani se rakhna padta hai agar inke saath Pani Lage tu yah short Ho jata hai doston electronic heater bijali se chalta hai iske chalane se bijali ka bahut jyada nuksan hota hai aur hamara bil bhi bahut jyada hota hai isliye bahut kam log electronic heater ka istemal karte Hain
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

            hi friends I hope you are fine today inshallah have a nice day this topic per baat kar rahe hain electric heater Hai electric heater ek bahut acche invention hai lekin is ka nuksan bhi hai iske nuksan per baat karte hain .disadvantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, heater KY bger sardiya guzarna takriban namumkin si baat Haielectronic kata ka ek bahut bada disadvantage hai ki bahut loge uska aford nahin kar sakte iski vajah jo hai ek to bahut zyada mahange hote Hain yes ka disadvantage hai electric inter ka disadvantage hai bahut jyada voltage khata hai jisse aapke electric city ka bill bahut zyada aata Hai jo aap afford nahin kar sakte iska ek aur disadvantage Hai ki yah metal body mein hota Hai isase current lagne ka khatra bahut jyada hota hai iska istemal karne se pahle dekh lena chahie ke is ka plug theek hai aur wire bhi acchi quality ki hai agar ismein yah qualities na ho to aapko current lag sakta hai electric heater har koi use nahin kar sakta yah iska disadvantage hai. electric heater kya advantage per baat karte hain .advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, electronic heater ka ek advantages hai ke aap is ko room temperature ko normal karne ke liye use kar sakte hain lekin Jo sardi mein bahut zaruri hota hai kyunki sardi meinjyada garam kapda se aapko allergy hoti hai to aap apne room temperature ke liye heater use karte hain electric room heater 1 advantage hai ki gas wale heater sardi mein main gas ki load shedding ki vajah se nahin chal sakte aur aap electronic heater use kar sakte hain ya iska advantage hai.electronic gas heater ko aur deewar ke sath bhi hang kar sakte hain .
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

              Electric heater wo hay jo garmi daita hay ho skty hain o important apko nkami tab hoti haijub ap lalach karty hain or foreignexchange important barbarloss ko face karty hain loss se bachna hai tu pahly demo account importantbuyinkam karna hai tu apgetting to know paymahnet kay sath kam.karain kiyu kay foreign exchange mai hamesha achakammahnet aur lagan kay sathkiya jata hai aur ap kay byskip agmobile pay he achi incomes mil jatye hai tu apna kammahnet kay sath kartye rhainaur ap ka kam hai kay ap es mai achi aur zaydakosesh getting to know mai liya karainjub ap kay byskip esmai achi getting to know hogaye tuap kay byskip esmai kafi acha expernce mil jata hai tu apna kam acha karainmap es mai kamyab ho patye haintu kamyabi kaliye sub say zayda zaroori kam haikay ap kay byskip achi getting to knowka hona ager apkay byskip hai tu apes kai hamesha he kamyabt kay sath getting to know payhe zoar diyakarain ta kay horrific maiap es mai acha expernce kay sath acha kam kar kan es importantpain getting to know hasl karnay kayn our hum es important kam kar kay humes important pain incomes be hasl kar skty hainour getting to know pr hum mahant karain advantage to he hum es important suceskar kay hum boht sa pisa kma skty hain our hum es important achaenjoy kaour humain es mian acha information hoga to he hum es important sucesshosw kay hum es important kam karain advantage tohumain es important loss ho gfa our humaraaccount be wash ho jay ga our hum es importantbgir pison kayainour agar hum bgir enjoy kay hum es important kam karain advantage to humain es importantloss hmehnat or laga sy kamkarna chahey pher he hum is mai pain incomes hasilksts or four threadskartyhain hamy every day basepar kam ko pora karna chahey hum is mai aik din importantaik account important 24ganty he kam kar sakty han hutant kamkarty hai hamy marketplace kyup or down ko watch karky is important pasiabe make investments karnachahey pher he hum is mai acha income hasilkarsakty hai agar hamara enjoy haiy hamyexercise
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                Electric heater aik alla chees hai serdion k mousam k liay because yeah almosat her ghr ki zarorat ban giya hai jis ghr mein bary bazurg aour new born baby hain un k liay to must ho gaiy hai ,,,,,
                Aour aj kal electric heater pani ko garam krny k use bhi ata hai aour is ka simple tariqa hota hai kisi balti mein pani bhr kr us mein five minuts rakh dain to yeah atumaticaly garm kr daita hai pani ko ,,,,
                Because sardion mein thandy paani sy nhana bara hi takleef dhe hota hai ,,,,,

                Jitny fidy hain utny nusaan bhi hin electriv heater k ,,,,khasosi bachy is ko chairty rahty hain jo aik bahut bara shock lag skta hai ,,,,,
                Yeah kbhi bhi garm ho kr apny sath pari cheeson currnt mein convert kr sakta because is ki sakht lohy wali hoti hai aou ap ko pta hai current ka aour lohy ka aaps mein ktna piyar hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                  Assalamu Alaikum dear sisters and brother Jaisa ke aap ko pata hai kya aaj ka Mera review electric heater Madani hai dear members Asha ke aapko Pata Hai Ke electric heater aajkal bahut se gharon mein istemal kiye Jaate Hain electric heater jyadatar hospital on Daftar on schools ya factoriyon Mein ine ka istemal bahut jyada hai hai yahi Tera bijali se chalne wale heater Hain inke bahut se advantage aur disadvantage bhi hai dear friends aaj main aapko bataunga ki electric heater ka fayda aur nuksan kya hai dear friend electric heater market Mein Mukti designing Mein dekhte hain
                  Adventures
                  Dear member electric heater ke bahut se fayde Hain electric heater ke istemal se aap is per khana bhi banaa sakte hain Agar aapane kapde dhoya hue hain to aap is ke aage dalkar Sukha sakte hain electric heater aap Upar Karke bhi Laga sakte hain Kamra garam karne mein yah bahut hi jyada karta hai electric heater ke istemal se aapko sadiyan Mein Jaisa maja mahsus Hota Hai
                  Dis adventures
                  Dear member Jaisa ki aapko Pata Hai electric heater ke bahut se nuksan Aate Hain is Seeta ke istemal se aapka Ghar Kabil bhi bahut jyada a sakta hai bijali ka metre ko bacchon ki pahunche bahut Dur Rakhna chahie Aag lagne ka bhi Khata kya rahata hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                    Hello salam alaikum dear forex number kya hal chaal hai ummid hai aap sab theek thaak ho gyajaisa ki aap jante Hain ke aaj ka hamara topic electric heater ke bare meinhai kidhar jyada per sarson mein use hota hai kyon kesar bhaiyon mein jyada takat kis roj chudati hai ki tumko Ham apne room mein nahin Grand ko garm karne ke liye use karte hain aur iske allahabad garmiyon mein loadsetting gas kyon jaati hai To ek kam gas ke bich chal jata hai heater ki kafi quality hoti hain kuchh kam gas per chal jaati Hain kuchh heater electric hote Hain Jo bijali per chalte Hain people serving ke liye bahut hi acchi chij hai isase Ham apne hathon ko garam kar sakte hain aur heter ke madad se Ham sardi ka ehsas ke kam kar sakte hain kafi quality ke hote hain aur unke size bhi kafi hote Hain agar koi shak Bada nahin ki photo kaise kar do vah chhota bhi le sakta hai kaun se hote Hain

                    Disadvantages

                    Jaisa ki Hitler ke fayde bhi kafi hai per FIR kyon agar misuse karen to isliye nuksan pahunch jata hai main heater core on karke hi ke paas nahin aana chahieaur hamen heater ki setting upar deewar ki taraf karne chahie hai kyunki bacche aksar hita ki taraf bahut jaldi aate Hain aur hita se khelne ki koshish karte hain bacchon ko kya pata ke hit ko hath lagane se unka bhi chal sakta hai To hamen isliye careful karni chahie haiaur ek aur baat yad rakhen the hamen heater core aap ko aap karke sona chahie hai kyunki agar Puri rakhi chalta Rahe to kafi sare nuksan bhi ho sakte hain to isiliye pata hai ki metre ko aap sardi mein agar hamare pass Leta ho to Mari sar ki acchi gujar jaati Hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                      A. oa friends umeed h ap sab khriat sy hun gy....r hm yh bhi umeed krty hn k ap ko hmesha hamary reviews pasand aaty hun gy r usi trah aj ka review bhi apko bht zyada pasand aay ga.....

                      Introduction......

                      Aj ka hmara review Electric Heater k bary mn h.. ap sab ko maloom hi hoga k iska connection bijli sy hota hy... jesy hi ham isko bijli s connect krty hn yh on ho jata hy.. is mn aag hoti h... jis s harm ho k pory rom ko garam krta hy... is ko sardi k mosam mn sb s zyada use kea jata hy....... is k kuch advantages bhi hoty hn jin ka zikr abhi ham kren gy........

                      Advantages.....

                      doston is k bht s faidy hn.. jesy k is ki wja sy apka room full garam. ho jata h yh mostly sardi k mosam mn use hota H... is k ilawa isko aj kal to garion mn bhi use kea jata H.. ta k srdi mn safari krny walon ko asani ho... musafir us gari mn safari krna zyada pasand Krt hn jin mn unko achi facilities di jati hun.. is leay musafir us gari mn safari krna zyada pasand kren gy jis mn heater lga hoga... is k ilawa isko choty bachon k roms mn bhi lgaya jata hy... aj kal bri agr k log sardi s bachy k leay iska use krty hn... is k upr ap khana bhi garam kr skty hn...... is k ilawa jb koe bhi sakht sardi k mosam mn bahir s ata h to woh hath r paon garam krny k leay bhi isko use krta hy.....ia k kuch nuksan bhi hoty hn jin ka zikr hm kren gy......


                      disadvantages....


                      is k bht s nuksan bhi hn... sans k logon k leay bhi masla bnta h q k is ki wja s rom mn gas bannjati h.... bht s login k sar mn drd hony lg jata h r chkar any lg Jat hn.... bht s log jb heater s heat leny k bd us jga s bahir jaty hn to woh srdi ko bardasht nh kr skty jis ki wja swohbjaldi bemaar hony lag jaty hn..... jesy k ap sab ko maloom h k yh bijli ki madad s kam krta h to is ki wja s bijli bht zyada consume hoti h r bills zyada aaty hn... umeed h apko hmara yh review pasand aya hoga r apky knowledge mn izafa hoa hoga.... shukria
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                        Salam:

                        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo elctric heater ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ya ga tu ham start karty han jese ka ap janty han ka elctric heater har kisi ki zarorat hoti ha aor ya har ghr ma majood hoti ha ya ak bohat achi chez ha ya ak barki ala hota ha jo barki curent ko garmi ma dabdeel karta ha har elctronic heater ky andar hararti ansar ak bijli ka mazaham hota ha aor jawol heating ka tor par kam karta ha ak reztar karny wala barki bahou si barki tawanai ko garmi ki tawanai ma tabdeel karta ha.
                        advantages:
                        elctric heater ky bohat sa faidy ahn jin ma sa kuch ma apky sath share karu ga ya k bohat achi chez ha ya market ma asani sa mil jata ha ya bohat sa quiltes ma hoty han ya jalana wala chezu dahan gesu ya nuksan da duwa ka bagar, apky ghr ky liya elctric heating mahfoz treen hararti hal ha ya bijli sa garmi ki maholyati tor par dostana ha is ko ham kahi bhi rakh sakty han.
                        disadvantages:
                        jese ka ap janty han ka har chez ky faidy hony ka sath sath us ky nuksan bhi hoty han tu elctric heater ky bhi kuch nuksan han jo ma apky sath share karu ga ya bijli par chata ha ya bijli kafi leta ha aor ay tora mahanga bhi ha is ky sathy jori hoi tara bohat choti hoti han.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                          Hlw!!! umeed ha ap sab kheriyat sa hngy aj ma jis topic par bat karny ja rhyi hun wo ha "Electric Heater" electric heater ek bohat he faida mand chez ha yeh taqreeban sabka gharo ma majod hoti ha
                          Advantages: electric heater ek bohat he faidamand chez ha jo ka sardio ma hum sabka bohat kam ati ha zayada tar isko burf wala alako ma istamal kiya jata ha jesa ka aj kal gass ki bohat kami hoti ha sardio ma to log isko purchase kar lyta hain yeh asani sa market sy mil jati ha iskaliya koi gass ki zaroot ni hoti iska elawa hum isko khyi b utha ky ly ja sakty hain yeh sardio ma hamry bohat kam ati ha yeh hamari sardi ki shedat ma kami karta ha yeh wazan ma b bohat kam hota ha isliya log isko zayda prefer karty hain or is sy kamra b asani sa garam ho jata ha
                          Disadvantges: electric heater sy bijli bohat zayda use hoti ha jis sy bill par bohat ghera asar parta ha iska elawa agr apka electric heater kisi achi company ka na hoto bohat nuksan hota ha
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                            walekum assalam ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapane achcha point choose Kiya hai discussion ke liye kyunki electric heater har Ghar mein istemal hone wali chij hai hai isko electric heater isliye bola jata hai kyunki yah bijali per chalta hai aur agar aap ke pass gas wala hita hai to usko Ham sirf hita bolenge electric heater core electric heater isiliye bola jata hai kyunki vah electric Jani bijali per chalta ha

                            ADVANTAGES OF ELECTRIC HEATER :

                            Electric heater ka sabse bada advantage yah hai kyunki jab sardi ke din aate Hain to Pakistan ke mukhya Le aksharon mein main gas gayab ho jaati hai to agar aapke pass electric heater hai to aap easily usse heat Le sakte hain aur apne kamre ko band rakh sakte hain kyunki normally sardi mein bijali ki loadshedding kam se kam hoti hai

                            electric heater ka ek fayda yah bhi hai ki yah kisi bhi jagah per adjust Ho jata hai isko aap apne pass extension lead rakh Kar bhi laga sakte hain kyunki isko bijali ka koi connection chahie hota hai aap isko easily ek jagah se dusri jagah munh kar sakte hain kyunki iska size bhi kam hota hai

                            DISADVANTAGES OF ELECTRIC HEATER :

                            Electric heater ka disadvantage sabse bada yah hai ki yah bahut jyada electricity consume karta hai hai kyunki electric heater aapki electricity per chalta hai aur iski vajah se aapka electricity bill kafi jyada aata hai yah iska sabse bada disadvantage hai

                            iska ek aur disadvantage hai kyunki ismein direct bijali a Rahi hoti hai to agar kahin se iski Vaya vagera per tape Na Ho ja hua nangi ho to aapko current bhi lag sakta hai kyunki ismein direct electricity a Rahi hoti hai aur yahi is ka sabse bada disadvantage bhi hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

                              Introduction
                              Electric heater is an important electronic instrument which is used almost in all homes during the winter season specially and those people who are living in the cities use electric heater for their rooms during winter seasons here we are going to discuss some advantages and some disadvantages of an electric heater so let's start ..
                              Advantages
                              if we talk about the advantages of electric heater then the first advantage is for the people who are living in winter Areas where the winter season is for long time specially those people who are living in Europe and Northern areas of Pakistan they really need electric heater as an important electrical instruments in their homes they utilise it for cooking as your life for heating their rooms and it is a very essential instrument for home use age in the cold temperature areas in common areas electric heater is mostly used in winter season and also used for cooking purpose is people use electric heater to boil their different foods and to cook their food so electric heater is a very important instrument in homes rich people prefer electric heater for warming their rooms because a it does not produce smoke and if they use wood for heating their rooms would produce smoke and that is irritating so rich people who can afford electric heater they must use electric heater in their homes ...
                              Disadvantages
                              if we talk about the disadvantages of an electric heater then and the main disadvantage is that it is not a sword able to every person in Pakistan specially poor people cannot afford electric heater in their homes because it is very expensive and it consumes high voltage of electricity due to its high consumption of electricity people does not use electric heater in their homes specially poor people do not use electric heater in their rooms in this fulfills the requirement of heat by burning Woods because it is not much expensive

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X