Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #16 Collapse

    Re: Yeh review '' Electric Heater '' par Mabni ha

    Assalam.u.Alaikum!
    hopefully ap sab kheriyat sy hon gy or forex posting sy bohatt knowledge gain kar rahy hon gy to chalyn ab ham apny aj ky topic ki taraf chalty hain.
    Introduction :
    G to guys hmara aj ka topic bhi bohat important electronic home appliance par mubni hai jo ky aik ''Electric Heater'' hai.sab sy pehly ma apko ye btati hun ky electric heater kia cheez hai electric heater aik asi electronic appliance hai jo electric current ko heat ma change kar ky hamy heat provide karta hai in heaters ma aik resistor hota hai jo ky electric current ko heat ma change karta hai electric heater har ghar ki eham zrurton ma sy aik eham zrurat ban chuka hai isky bohat sy fawaaid or nuqsanaat hain jinky bary ma apko ma btany ja rahi hun i hope apko is post sy bohatt faida hoga.
    Advantages:
    Ab ma apko electric heater ky advantages ky bary ma btaon gi to chalyn ab ham advantages ki traf chalty hain isky bohat sy faaidy hain electric heater ka sab sy bara faida yeh hy ky ham bgair faltoo r fazool cheezo ko jlay apny ghar ko aik safe tareeky sy safe appliance ki madad sy heat up kar sakty hain r apny ap ko sardi sy bacha sakty hain is sy hmary gharo ma gand nhi parta electric heaters ka faaida yeh bhi hy ky gas or oil bohat mehngy party hain agr hm gass or oil sy apny ghar ko heat karna chahyn to ye bht costly method hoga is ki nisbat agr hm electric heaters use karty hain to electricity consumption cheapest way hai as compared to gass or oil ko use karna. electric heaters ka aik bara faaida ye bhi hai ky agar ham apny ghar ka aik room istemaal nahi kar rahy to electric heater us kamry sy araaam sy doosry kamry ma shift kar skty hain jis sy mazeed kharcha hony sy bach sakta hai iska matlab yeh hai ky ye easy to carry hoty hain and moveable at any place hoty hain electric heating sy bohat c toxic gases environment ma jany sy bach jati hain jsy ky carbon dioxide e.t.c jo ky ddosry methods os heating sy environment ma release hoti hain.
    Disadvantages:
    Ab ma apko electric heater ky nuqsanaat ky bary ma btaon gi to chalyn ab isky nuqsanaat ki traf chalty hain inka aik bara nuqsaan yeh hai ky agar ham rat ko elrctric heater band karna bvhool jayn to is sy hmary ghar ma aag bhi lag sakti hai r electric short circuits bhi hoskty hain jo ky jaani or maali nuqsaan ka baais ban sakty hain isky elawa inki cords bohat choti hoti hain hmy inky sath plug attach karna party hain in heaters ka aik nuqsaan ye bhi hai ky hmary poory ghar ko aik sath heatup nahi kar sakta ye small spaces ko hi heat kar sakta hai or aik mashoor.e.zamana nuqsaan yeh hai ky yeh bohat costly hoty hain aam admi inhy mushkil sy gain krta hai.
    yeh tha aj ka hmara aj ka topic i hope apko mri post sy bohat faaida ho saky ga. JazakAllah !

    اب آن لائن

    Working...
    X