Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?
    Forex market mai resistance level aor support level buhot ahmeeyat raktay hai jaab market bullish side par jata hai tho ik point aisa zaror aata hai jeskay baad market rok jata hai aor aos say mazeed agay nahe jata matlab kesi khaas price ya point ko cross nahe kar patha jesko forex trading mai resistance level kaha jata hai same osi tarha jaab market bearish trend mai nechay ki taraf jata hai tho ik khaas point ya price par rok jata hai aor aosko cross nahe kar patha jesko forex language mai support level kaha jata hai es baath ko zeehan mai rakna zarore hai kay har resistance level say market dobara nechay girna shoro hota hai aor har support level say market dobara oper jana shoro hota hai matlab eska yahe howa kay agar kesi ko ye dono levels maloom hojaye tho trading buhot asaan hojati hai eskay leye mukhtalif kisam kay indicators mojood hai jaisay kay RSI aor fibonacci waghaira in indicators kay zareye say humay asaani kay saath patha chal sakta hai kay resistance level aor support level kaha par ho saktay hai lehaza har trader ko yahe kohsish karni chaheye kay ziyada say ziyada focus esi baath par laga de kay osnay pehlay esi dono levels ko identify karna hai
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?

    dear yeh baat to ham sab jantay he hain k forex market aik online work hay jis main hamko online ho kar aik chart ki help say trading karna party hay aur agar ham is amrkeet main kaam kartay huway yeh bhi nai jantay hain k hamko entery kahan say aur kis support ya resistnce say laini hay to haamray kaam akrnay ka maksad kabhi bhi is makreet main poora nai ho sakta hay jisk liye zaruri hay k ham sba say pehlay is market k baray main aur is main use honay wali har aik supprt and resistence k baray main jantay huway kaam karain,forex markeet main jahan say markeet baar baar ya ziada baar reject hoty hay usay ham support ya resistence k name say jantay hain aur agar markeet isi support ya resistence ko break akrty hay to hamko in k opposit main trades laganay main ziada faida bhi hay aur sath sath ham phir is makreet k baray main ziada sy ziada earning karnay main bhi success ho saktay hain laikin baaz daffa asia bhi hota hay k markeet kisi big news ki wajha say in support and resistence ko break akr jaty hay aur ham main say bahut saray aisy he traders hain jinko is makret main entery lainay main bahut ziada jaldi ki wajha say wait ki bajaye wo markeet main kisi big lot sa enter ho jatay hain jiski wajha say wo in support and resistnec k break honay k bawjod bhi lose kar jatay hain is liye hamko aisi situations say bach kar markeet main kaam akrna chaye.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?

      forex aik acha business hain is main kamyab hony ky liye hamy bohat zada mehnat sy kam karna chahey hamy is main acha or alla qualities ka kam karna chahey pher hi ham kamyab ho sakty hian hamy is main kmaaybi ky har tools ko achy sy samj kar use karna chahey pher hi ham acha pasia kama sakty h ian ham is main out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai kabe be band nan hony wla aik real business hain ham is main apni marzi sy time table bana kas ris main part time be kam kar sakty hain or ham is mmain apni amrzi sy full time be kam kar sakty hain yai aik aam job sy best business hian ham is main live time kam kar sakty hian or acha pasia kama kar apni zaorto ko pora kar sakty hain or aik achy tradr ban sakty hian forex aik acha business hain jis main poors man or job less man kam kar ky acha pasisa kama sakty hian or apni life sy gurbat ko kathm kar sakty hian hamy support or resistance ko achy sy samaj kar sahi waqt main sahi jaga par use karna chahey pher hi ham kmayab ho sakty hain or acha munfa kama sakty hian forex usa or china or new yourk main aik unique business hain or yao pakistna mian be aik legal business ban cuka hain ham is main apnydosto ko be add kar sakty hain yai aik real business hain is mian ham apny boss pa hi hoty hain is main hamara koi be boss nahi hota hian demo account hamara cha teacher hian hamy is sy achi learnign hasil kar ky real account mian kam karna chahey
      • #4 Collapse

        Re: Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?

        gee han bro sahi kaha ha hume is mn trading krne se phaly support and resistance level ko fallow krna hota ha forex mn kameyab hume mneat kr k hi milti ha acha kam krein regular is business ko time dein gein tu hume asani hogi ye hamre liye sab se zabardast business ha hume is mn kameyab hone k liye menat krna hota ha ur trading ki lots size select krne se phaly hume money management ko be fallow krna lazmi ha is business mn hum tab hi achy trader ban sakte hein jab hum acha kam krein gein ye hamre liye eik best onlines business ha daily tecnical analysis ur fundamnetal analysis ko fallow krte rehna lazmi ha hume is mn sahi samjdari se kam krte rehna hota ha hume daily tecnical analysis ur fundamental analysis ko be dekhna lazmi ha
        :1f60d: hard work :1f60d:
        • #5 Collapse

          Re: Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?

          Support say market upper jati hay bht zayada hai isi terhajn ker rehi hoti hai tabbhi oppositepath fundamental bar bar motion ky periods sy growing wedge sample creat hotahai jis fundamental marketplace ki large uptrend fundamental motion bhi predicted hoti hai touhamain aesisurat fundamental purchase fundamental alternate ovementupward ki taraf hone walihoti hai to parowingwedge indicator kahate Hain aurismein candles ki downward motion ke nakedmein bhi acchi tarah Seintimation mil jaati hai aur iske is temper ko downwardmotion kivajah se falling wedge indicator bhi kahate Hain participants ke liye isindicator ka istemal bahut zyada critical hai aur jab member jiskoapnibuying and sellings hokariskoistemal karna hoga jaisa ke lace consultation kay beginning hours aurremaining hours mai correctionshoti hai jiss wajah say USA marketplace kayopen aurrai. Individualbuyers ko USA marks kay pehlay hky samja jata hay agar firsthour me be esmarketplace consultation me koi hazard leya jaye to es ko deal with karna bae ko recognize nakia jaye to loss hosakta hay, 1st hour me US marketplace consultation ko samjny keyleyhamy technical aur fundaarah Se raske Samjha jata hai agar raye to usko deal with karnabahut Mushkil hosakta hai koi bhi marketplace consultation Ho Agar remaining Aur Main Marketko recognize nakiyajaaye to loss consultation ko samajhne keliyeHamen technical aur essentsequent goal bhi clean ho jata hai worthwhile buying and selling usemarketplace ke remaining Aur Main viable Nahin Van Hote AC marketplace correction KartiHaiIske awful hello sturdy motn SamjhaJata Hai Jiski Kuchh vaju had hoti hai use dolowad ki Mudassarchange forex kahlati hain aur use greenback in stepwith Sara processor USais marketplacemai alternate k buying andselling plan bana lena chae aor aus ok hisab se ais marketplace maikaam karnachaye agar ap ais marketplace maikaam karty hai to ap ko ais mrd le rahyhai
          • #6 Collapse

            Re: Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?

            Forex trading ke andar 2 levels hai jo aapko trading ke liye bahut jyada help karte hain Ek hota hai support level aur ek hota hai resistance level

            support level

            Support level market Mein vah point Hota Hai Jab market Mein downward trend ho aur ek Aisa point Aata Hai Jab market use point Se Jyada niche Nahin jaati aur vahan per Aa kar downward trend ruk jata hai is level ko Ham support level Kahate Hain ya ni Yahan per market Ne Aakar support Li Hai

            resistance level

            Jab market Mein upward trend Hota Hai hai to Ek Khas point ke upar jakar market os point ko cross nahin karti aur us se Majid Upar Nahin jaati bal ke vahan per jakar ruk jaati hai aur Jyada chance Yahi Hote Hain Ki Ab Yahan Se market Dobara niche ki taraf Jana Shuru Karegi ise Ham resistance level Kahate Hain

            support or resistance level aapko aapki trading strategy develop karne mein bahut jyada help karte hain vah log jo Forex trading Mein trade karte hain unhen ine donon levels ko Jarur focus karna chahie Is Tarah vah Jyada acchi trading Karke acche results Hasil kar Sakenge
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Forex market mai resistance level aor support level kiya hai?

              Support and resistance : support and resistance ka use hamari trading mei bohat value rakhta hay hamaray liye zaroori ha k hum jab bhi trade karain analysis mei agar hum support and resistance hongay hamaray analysis bohat best rahay gay so hamesha use karain support and resistance ka aur bara acha faida ye ha ap trades k liye pending orders ko proper use kar saktay ho eskay liye ap resistance pe ya tou achi tarah break out honay ka lazman wait karain tou best rehta ha ossi tarah hamay suport pe break down ka wait karna hamay wait karna chaiye jab break karay market tou hamay tab he enter hona chaye ye best way support and ressiatnce pe trade karnay ka best rule bhi ha tabhi success hoti ha

              اب آن لائن

              Working...
              X