yeh review electric denmo par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review electric denmo par mubni hay..
    dear electric denmo us jagha pay istemaal ji jaty hay jahan pay electric ka koi bhi tasawar nai hota hay laikin electric ki zarurat hoty hay agar hamaray pass koi aur resources nai hay to ham is electric denmo ki help say wahan pay bhi bijli ki farahmi ko rawan dawan rakhnay main kamyaab ho skatay hain jisk liye hamko aik oil engine ki zarurat hoty hay jo k isay run karta hay jisk run kartay say ham bijli ki zaruriat ko poora karnay main bhi success ho skatay hain aur sath sath ham apnay har aik malsay ka bhi solutions nikaal skatay hain jisk faiday aur nuksanaat darj zail hain.
    ADVANTAGES;
    dear electric dnmo aik aisi machnie hay jisay ham peeter engine say chala kar apnay ghar ki har aik zarurat ko poora kar saktay hain agar koi bijli ka short fall hay ya ham us aisi jagha pay hain jahan pay bijli ka hona bahut he na mumkin hay to ham isk use say bahut ziada faida hasil kar saktay hain aur ham iski help say water pump ko run kark apni har aik mushkil ko asaan bana kar bahut ziada faida hasil kar saktay hain agar ham isay raat ko run kartay hain to hamaray liye iski help say roshni ki har aik zaruriat ko bhi poora kia ja sakta hay jisk sath sath ham asaan alfaaz main bhi yeh keh saktay hain k iska har lihaaz say faida he hay.
    DISADVANTAGES;
    dear daikhnay main aya hay k jahan pay hamko kisi aisi cheez say faida milta hay k jahan pay uska koi tasawaer bhi nai hota hay to agar uski wajha say hamko thora bahut nuksaan bhi milta hay to hamain usay kabhi koi nuksaan nai samjhna chaye isi tarha he denmo hay jiska agar hamko ziada tar faida hay to hamaray engine say agar koi 2 4 liter diesel ka hamko nuksaan ho bhi jata hay to mairay experience say hamain usay kabhi bhikoi nuksaan ka name nai daina chaye.

اب آن لائن

Working...
X