Ye review Hunting key shooq par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Hunting key shooq par mubni hay
    Introduction: Hunting ka shooq mery khayal me har esy person ka ho sakta hay jes ki seyhat achi ho aur jo khud hunting kar be sakta ho, hunting key intekhab key ley agar achy area ka intekhab kia jaye to zaror es shooq ko pora karty howy enjoyment feeling ki ja sakti hay, Pakistan me sab se zeyada hunting (fish, khargosh, murghabi) waghira ka kia jata hay,

    Advantages: Agar kesi ko hunting ka bahot hi zeyada shooq ho aur es ka ye shooq zeyada time tak pora na ho aur us ko hunting key ley office se ya apni study se time na mily to esy persons kaki be acha feel nahi karty hey es ley agar month me 1 dafa hunting ka shooq ko pora kia jaye aur apny ghar key nazdeek kesi area me ja kar fishing ya murghabi ka shaker Karen to asani se esy afraad ka hunting ka shooq pora ho sakta hay es shooq ki waja se mind par bahot acha Saar pardta hay aur hamari seyahat ko be es se koi nuqsan nahi ponchta, hunting key Duran pedaal walk ki waja se zaror hamari health achi ho sakti hay, hunting key shooq ki waja se hamy different maqamaat aur areas me jany ka itefaq ho sakta hay aur hamy tarfeeh karny ka be muqa mil jata hay, mery khayal me hunting karny se hi ham achi tafreeh karny me kamyab ho sakty hey,

    Disadvantages: agar har time hi hunting ki jaye to es shook ki waja se hamara bahot hi zeyada time zaya ho sakta hay hamy kabi be apna keemti time es Tara se barbad nahi karna chaye, hunting zaror karni chaye magar etni be zeyada nahi key hamy kesi aur kam karny key ley time hi na mil saky.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Hunting key shooq par mubni hay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے

    Well bro ye shook bilkul hi bekar hai, mere khayal se to is ko koe faida nhi hai, is se srf masom janwaro ki zindagi khatam karte hai aur kuch nhi hai. MUjhe bilkul is traha ki cheeze nhi pasand jis se dosro ko takleef ho.
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Hunting key shooq par mubni hay

      Hunting ka shook har kesi ko ho sakta hay magar behtar maloomat na hony ki waja se aur complete hunting tools ki information na hony ki waja se bahot kam afraad hi esy hoty hey jo apna shook pora karty hey, agar deka jaye har age key afraad ko jes cheez ka sab se zeyada shook hota hay wo hunting ka hi hay, hunting tarfeeh key ley ki jati hay aur mind ko fresh karny key ley be ye shook pora kia jata hay, agar ham hunting karny jaty hey to es key ley hamy outdoor koch din bahir rehna hota hay aur friends key sath koch time guzarny ka time be mil jata hay aur sath me tafreeh karny ka muqa be koch din key ley mil jata hay, hamary ley hunting hi esa shook ho sakta hay jes ko ham bahot kam cost me pora kar sakty hey aur es shook ki waja se bahot zeyada hamy refreshment ka muqa be mil jata hay, holidays ya weekend par hamara hunting ka program ban jata hay to mery khayal me es ka koi be nuqsan na to hamary business, job ko ho sakta hay na hi hamari helth ko ye nuqsan de sakta hay, hunting karty time apni safety ka bahot khayal rakna chaye, hunting ka maza jungel me hi zeyada ata hay es maqsad se hamary pass safety se related har tool majood hona chaye ta key ham hefazat aur khreyat se jungel se nikal be aye aur ham kamyabi key sath hunting be kar saken.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Hunting key shooq par mubni hay

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Earie پيغام ديکھيے
        Well bro ye shook bilkul hi bekar hai, mere khayal se to is ko koe faida nhi hai, is se srf masom janwaro ki zindagi khatam karte hai aur kuch nhi hai. MUjhe bilkul is traha ki cheeze nhi pasand jis se dosro ko takleef ho.
        Bilkul bro ye srf cruelty hai nothing else. Jis tarha koe chot lagne pe hume takleef hoti hai use tarha janwaro ko bhi hoti hai, to jab hum apne liye itna sochte hai to in masom janwaro ke liye bhi sochna chahiye, mein un sab dosto se, jo is tarha ka shooq rakhte hai, sab se request karta ho ke please is traha apne shook ke liye bezaban janwaro pe zulam mat kia kare.:1f628:

        اب آن لائن

        Working...
        X