Yeh review fridge Kay barya main hea
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yeh review fridge Kay barya main hea
    fridge Har Ghar ki zarurat hoti hai aur fridge ka hona har Ghar mein lazmi hai Kya unke kyunki fridge ke bajar gujara nahin hota Ham tamam khane peene ki Asia fridge mein rakhte hain aur befikre jaate Hain kyunki fridge mein Asia kharab nahin hoti fridge ka istemal jyadatar garmiyon ke mausam mein hota hai kyunki garmiyon mein chijen bar padi bade kharab ho jaati Hain fridge kafi qualities mein aate Hain aur paresh kafi size mein bhi aate Hain jaisa ke Samsung hire aur agar company Cafe jaate Hain to hamen ek se lagakar achcha fridge Le Lena chahie aur FIR Puri jindagi ke liye befikri Ho jaati hai uske kafi colours hote hain black white fridge har Ghar ki bahut mein jarurat hoti hai dear member fridge bahut m cheez hai har Ghar ke liye kyon ke yah hamen garmiyon ke alava sardi mein bhi istemal karte Hain lekin jyada hamen iski jarurat garmiyon mein hoti hai hai kyunki garmi ki vajah se Ham bahut sara khana agar fridge Na Ho to kharab ho sakta hai aur fridge hone ki Surat mein hamara khana kharab hone se baat karta hai hoti hainjaisa ki Ham sab jante Hain ki please ke kafi size hote Hain to main ek Hi tatha paise se laga ke Bada fresh Lena chahie hamare ghar to ek hi Fraser Jo mere Bhai ka hai uska etar jal gai apni chij apni aati hai
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

    Ji han Jaisa ke aapko pata hai dear members aaj ka Mera review fridge per magani hai fridge Har Ghar ki jarurat hai khaskar garmiyon mein ya bahut hi he jarurat Ban Jaati Hai Hai Garmi Mein Hamen ghar mein baraf jarurat padati hai hai agar fridge Na Ho To bahut Mushkil hoti hai fridge aajkal Pakistan mein bahut si companiyon ke Paye Jaate Hain sabse acchi company aur best company e-hire Walon Ki Hai Hai is company ke fridge bahut hi acche Hote Hain Agar aapke ghar mein fridge Achcha hoga to kharab hone ke chance bhi bahut kam Honge aajkal fridge ka istemal Sardi aur garmiyon donon Mausam Mein Kiya jata hai Kyunki ghar mein Bahut Si dishes Ban Jaati Hai Jo fridge ke bagair Gujara nahin kar sakti aur vah kharab ho Jaati Hai garmiyon Mein khaskar Hamen fridge ki bahut jarurat padati hai Kyunki fridge ke bugyal Ham apni kitchen Ki Pukar Hui chij koi bhi save nahin kar sakte a Aur Subah Hone tak vah kharab ho Jaati Hai garmiyon Mein fridge ke bahut se fayde bhi hai aur nuksan bhi Jo main aapse abhi Kher karunga
    Advantages of fridge
    Garmiyon Mein Hamare liye fridge bahut jaruri hai Barf banane ke liye isase Hamen baraf milati hai Ham Apne khane ko kharab hone se bacha sakte hain fridge ke istemal se ham Jin gharon mein Main fridge Nahin Hota vah Unki bhi madad kar sakte hain baraf de sakte hain ya Unki Koi chij Apne fridge mein rakh sakte hain
    Disadvantages of fridge
    Dear members Jaisa ke aapko pata hai hai ki aajkal Masjid mein fek bahut hi Mange Milte Hain aaj kal market main fridge bahut hi mein game Milte Hain Aur ine Ka kharab Hona bhi Mumkin ho sakta hai agar aap iski Itihaas na Karen bijali kam hone par bhi Bridge kharab ho sakta hai Hai Bar Bar ise kholne se fridge ki cooling Bhi khatm Ho Jaati Hai
    • #3 Collapse

      Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

      Assalamu Alaikum Pyare bhaijaan Jaisa ki aap ko pata hai ki aaj ka Mera review fridge per Madhuri Hai fridge Har Ghar ki jarurat hoti hai aur garmiyon mein yah bahut hi jyada jarurat Ban Jaati Hai Garmi Mein Hamen ghar mein baraf jarurat padati hai aur Agar Na Hote Tu aajkal Pakistan mein bahut chahie company ki Pai jaati hai aur sabse acchi company aur best company hair walon ki hai aur kis company ke fridge bahut hi acchi hoti hai aur Agar aapke ghar mein Parichay Achcha hoga to kharab hone ke chance bhi bahut hi kam Honge aajkal Bridge ka istemal Sabhi aur Garmi donon Mausam Mein Kiya Jata Hai Kyon Ke Ghar Mein Bahut Si Aisi chijen Hoti Hai post Vishay Ban Jaati Hai Jo Zara Jo ke fridge ke bagair Gujara Nahin ho sakta aur vah kharab ho jaati hai aur garmiyon mein khaskar Hamen parichit ki bahut hi jarurat padati hai Kyunki Parichay ko Humne apni kitchen ki chij koi bhi sev nahin kar sakte Aur Subah Hone tak vah kharab ho jaati hai aur garmiyon mein fridge ke bahut se fayde bhi hote hain aur nuksan bhi Hote Hain Jo ki main aapse Byan karta hun

      Advantage

      Garmiyon Mein Hamare liye fridge bahut hi Jaruri hoti hai baat sunane ke liye se Hamen Barat milati hai aur ham Apne khane ko kharab hone se bacha sakte hain aur fridge Ka istemal se Ham Jim gairon Mein fridge Mein Nahin Hoti vah Unki bhi madad kar sakte hain aur Bharat ke sakte hain aur Unki Koi chij apni Farid mein rakh sakte hain


      Nuksan

      Der member Jaisa ke aap ko pata hai ki aajkal Masjid Mein Sach bahut hi mahange Milte Hain aur aajkal market Mein fridge bahut hi mahangi milati hai aur is ka kharab Hona bhi Mantri ho sakta hai isliye agar aap isko Itihaas ke sath Karen To bijali Kam Karne par bhi aap isko use kar sakte
      • #4 Collapse

        Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

        ji member kya hal hain aapke ummid karte Hain ki aap sab thik honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge kyunki apna Kam bahut acche se karne chahie hamen bahut jyada prapt hota hai aur ham bahut jyada achievement hasil karte Hain aaj ka jo topic hai vah hai fridge fridge ke bare mein kya baat ki jaaye please key value to har ghar mein bahut jyada important hoti hai agar fridge Na Ho to insan ki jindagi ka daromadar bahut jyada mushkil ho jata hai kyunki free har Ghar mein fridge ka bahut important role hota hai aur fridge hamare liye bahut jyada jaruri hoti hai free electricity se Kya bijli se chalne wali chij haiPrince ka har Ghar mein hona bahut jyada jaruri hai Pizza fridge hamare liye garmiyon mein bahut jyada important Ho jaati hai please tohar season nahin important hoti hai lekin garmiyon mein bahut jyada important Ho jaati hai agar Ham garmiyon mein thande Pani ki jarurat ho to barish ke Pani nahin sakte kyunki barfrakhne ke liye istemal hoti haiISI tarah bahut hi aisi chijen Jo kharab ho jaati hai vah Ham please mein rahte hain unke vah freshwater rota ja Rahe sale anugraha taveira aur bahut hi dusri chijon ko impress karne ke liye fridge mein rakhte hain aur sabjiyan fal fruit dwara ko bhi dukaan hamen fridge mein rakhne ki jarurat hoti hai tamatar asthma mein si chij hai jo kharab ho jaati hai vah hamen fridge mein rakhne ki jarurat hoti hai bakeries ki chijen cake pastry Jo Ham banaa hai to usko bhi Ham please mein rakhte Hain hamen chahieke fridge ko Ham bahut jyada neat and clean dekhe please bahut pyar ki bahut jyada important roti aur jarurat ko pura karne ki jarurat hoti hai
        • #5 Collapse

          Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

          Dear friends freezer aajkal Har Ghar Mein maujud Hota Hai Mujhe Hamari Roj Mara ki ki jarurat ka hissa Ban chuka hai Kyunki Hamen main garmiyon Mein iski bahut jyada jarurat padati hai Hamen Thanda Pani chahie Hota Hai aur hamare pass Agar freezer maujud Na Ho To Hamen bahut jyada Mushkil pesh Aati Hai Hai freezer ke bahut jyada fayde Hain

          Aap Jo Bhi freezer kharide Hain sabse pahle usko check Jarur kar liya Karen ki uski warranty kitni hai warranty lazmi honi chahie Kyunki freezer kharab bhi ho Jaate Hain tu bahut Mein Unki replacement koi bhi nahin deta Agar uski warranty Hogi to aap ko Jarur claim mil jaega

          Freezer Jab Bhi istemal karen to pahle a bijali ko check kar liya Karen ki aapke pass bijali Puri hai ya nahin Agar Puri Hai To fir to bahut hi acchi baat hai aapka freezer bahut hi acchi tarike se cooling banayega aur aapko cooling thanks provide Karega Aap Ho Jo Bhi chij Thandi chahie Hogi vah aap freezer mein rakhkar aasani se Thandi kar sakte hain

          Freezer per Hamesha plain Jagah per rakhen Aisa Na Ho ki aap galat Jagah per rakhen to vah Gir Jaaye aur aapka bhi loss ho jaaye freezer ko Hamesha steplizer ke sath use Kiya Karen isase Agar aapke bijali e kam ya Jyada Bhi Ho Jaati Hai Hai To aapki freezer per Koi Asar Nahin padega aur vah samuth Chalti Rahegi otherwise usko electrically nuksan bhi ho sakta hai to is nuksan se bachne ke liye aap pahle hi uski safety Le Le To bahut behter hai
          • #6 Collapse

            Re: Yeh review fridge Kay barya main hea


            introduction :

            Aj hm ak aesi cheez k bary mn bat kren gy jis ko har koe janta hota hy.. is kk bht s faida hn r sath is k bht s nuqsan bhi Hot hn... hn in dono ko discuss kren gy.....jesy k ap bhi janty hn k yh har ghr ki zarort hy r aj k dor mn yh almost har ghr mn hi paya jata h... pichly dor mn bht s login k ghron mn fridge mojood nh hoty ty.. to woh log dosry logon k ghron s thnd apani leny jaty ty.. is k bht s faidy bhi hn r sath nuksan b hn hm aj inko discuss kren gy........

            Advantages :

            jesy k sab hi janty hn k fridge ko grmiaon mn bht hi zyada use kea jata h q k is s thnda pani milty h Jo k grmi mn bht zyada zarort hota hy r sath hi iski zarort is waqt hoti h jb ap ghr s bahir s aaty hn.. is k ilawa ap ghr mn azafi Khan Jo bacha hoa hota hy isko bhi bht s a ay waly Dino k leay istamal kr skty hn.. is k ilawa ap is mn chezon ko freez kr k agy safari k leay bhi rakh skty hn. r lamby safari k leay le k ja skty hn.. ap fridge mn cold drinks, fruit and juices etx bht kuch save kr skty hn.......

            Disadvantages :
            har chez k apny nuqsan hoty hn... isi tra Is k bhi kuch nuqsan hn Jo k hm abi idr discuss kren gy.. jesy k apko pta h k yh bijli p chlta hy to is k chlny s bijli bht zyada consume hoti hy.. jis ko wja s iska expense bht zyada hota hy.. is k ilawa yh srdi k mosam mn ham isko band kr nh skty q k is s iski machine khrab ho jati h.. is leay hmen isko har mosam mn ksi had tak on rakhna part a h.. jis ki wja s iska expense permanent hota hy.. Is ka ak nuqsan yh b h k a is ki price bht zyada hoti hy.. is leay is ko ameer log hi lety hn.. mostly gahreeb log isko purchase nh Krt.....
            • #7 Collapse

              Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

              Assalamu alaikum dear friends aaj ham jis topic per baat kar rahe hain vah ek Ghar mein istemal hone Wali chij Hai fridge har Ghar mein to kariya ban maujud hai fridge ke bahut se a fayde Hain fridge kai advantage per baat karte hain. advantage,,,,,,,,,,,,,,,,,, fridge har ghar zarurat hai aur takriban har Ghar mein istemal hoti hai fridge ke sath steplizer ka bhi istemal hota Hai hai jo k jab aap naya fridge purchase karte hain to aapko iske sath nahin diya jata yah aapko illada se Lena padta hai fridge ke bahut se fayde Hain fridge mein aap apne khane peene ki tamam chizay store kar sakte hain Jo hafte ya dinon chal sakti hain fridge bahut si companiyon ke market mein available hai jo aapko affordable price mein mil jaate Hain fridge ke bhe size hote Hain room size medium size or large size aur window size room size fridge room ke liye istemal hota hai ismein aap thanda Pani kar sakte hain jakoi tablets vagaira Rakh sakte hain medium size fridge bahut se gharon mein istemal hota Hai window size fridge zyadatar hotels mein istemal hota Hai aajkal fridge mein bhi new technology launch karvai gai hai jo k inverter hai ismein aapko supply ki zarurat Nahin padati aur yah voltage bhi bahut kam khata hai fridge takriban har kitchenki jarurat hai fridge ke disadvantage per baat karte hain. disadvantage ,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,fridge ka disadvantage hai ki yah metal body mein hota Hai iske upar coating hui hoti hai jo ke dhone se junglehood ho jaati Hai aur aapke fridge ki body kharab ho jaati Hai agar fridge ki safai Sahi tarike se na ki jaaye to ismein smell paida ho jaati Hai aur aap ise jyada achcha band kar ky rakhenge to yah bhi kharab ho jaega.
              • #8 Collapse

                Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                Assalamu alaikum dear friends aaj ka hamara review fridge ke bare mein hai doston free ji har Ghar mein istemal hone wali ek aam chij Hy fridge ke bahut jyada fayde Hain fridge ka istemal garmiyon mein bahut hi jyada hota hai kyunki garmiyon mein Ham fridge mein jyadatar Pani thanda Kar ke peete Hain doston aaj Ham fridge per apna knowledge share karenge aur iske advantage aur disadvantage ke bare mein janenge
                Advantage
                Doston aap sab jante Hain ke har chij ke fayde jarur hote Hain aise Hi tarah fridge ke bhi bahut jyada fayde Hain fridge ka istemal ham takriban har mausam mein karte hain lekin garmiyon mein fridge ka istemal bahut jyada hota hai kyunki garmiyon mein Hi sakta garmi hone ki vajah se abe thande Pani ki bahut jyada jarurat hoti hai isliye Ham fridge mein Pani ko thanda karte hain aur baraf banate hain aisi chijen Jo garmi mein kharab ho jaati Hain unko bhi Ham fridge mein Hi rakhte Hain doston agar hamari Koi chij bacche jaaye to Ham use fridge mein rakh dete Hain Taki vah jaldi kharab Na Ho jaaye fridge ka istemal har Ghar mein Kiya jata hai yaakkai size aur design mein available hai aaj ke is technology ke daure mein fridge kai companiyon ki market mein available hai lekin bistar company aajkal peel hi hai joke bahut hi behtarin aur munasib kimat per fridge taiyar kar rahi hai jiski 5 year compressor warranty bhi hai bahut hi behtarin aur naye quality ki fridge hai fridge aaj ke is daur mein main har Ghar ki jarurat ban gayi hai
                Disadvantage
                Doston aap jante Hain ke har chij ke fayde ke sath uska nuksan bhi jarur hota hai ISI tarah fridge ke bhi kahin nuksan Hain hamen fridge ko bahut hi itihaas se use karna chahie fridge ke jyada istemal se hamara bijli ka bill bahut jyada aata hai fridge bahut jyada bijali use karti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                  Fridge ka aap ko pata he hay kay ye aik yahsubanalysis ankar theek sakte hainsamajh sakte hain first assembly Karnal obtain karna bahut jyada Duri HaiKuchhUske naked meinHam Logon se baat karke unko Samajh Ke apni kaar sakte hain Koi Chidiya nareshit ke naked meinjaane ke liye usmein Ham Logon ke unke naked mein foremost poochh sakte hainUnsesawalat Karke buying andselling ke naked meinaur acche Samay sakte hain ki buyingand selling meinkaun se essential ki jarurat Hoti Hai Kaun Sa kis time karna chahieKis SeHamen fayda Had selling Mein evaluation karna hai theekhai to iska matlab Ham buying and selling mein bahutacche se income Kamasakte hain aurham Ek acche se ideal Adabhi ban saeke liye apni scale kovistar banana hota hai vah bhi makingplans ke sath Itnifanning ke sath tha Mushkil ko image banaenge Achcha Karengeitne hello acche seHamying and selling se associatedjitne bhi aapko karne hotehain vah aap buying and selling the Forex market ke shape nahin kar saktehain paintings for Mein Kaisa platform Iske trh contributors ko khud Se Hi research karnahota hai aur aise contributors jinki getting to know sturdy Hojaati hai unko kam karne meinkoi hassle bhinahin hota isliyuse kam ke begin kar lene se pahle contributors ko getting to know karna hoti haiaur agargetting to know naki je tu is tarah Se contributors koisliye kam ke naked meinkuchh bhimal keh on-line hokar agar vah apnekam ko preserve karna chahte hain tounko apni acchi getting to know preserve kar lenahogi aur uske horrific unko itna achcha enjoye aur is tarahSe marketplace ko examine kar leneke horrific unko education karne mein koi hassle nahin hogi aur contributors ke byskipmarketplace kors apni mehnat se hasil kar lete hain agar koi bhimember apnibuying and selling co preserve kar raha hai to uskeliye yah baat crucial haiusko yahbhi maloom hona chahie ki mexamine Kiyajata hai aur agar contributors ko motion ko examine karne seassociated koi bhi achcha concept na ho to is tarah Se contributors ko buying and selling karne meinmors apni buying and selling co kar toRahehote hain lekin is tarah Se contributors calaur ho raha hota hai aur contributorsko cautious hokar buying and sellin enjoy hasilkar lena chahie ki marketplace ko kis tarah Se analye jyada hello Ek evaluation use hotahai jo kijyadatar investors Usike hisab se apni buying and selling KarteHain Jo good enoughtecical evaluation ki agar sturdy cappotential aap boomkarlete hain tab aap Usi ke hisab se acchi buying and selling kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                    Frige bhi ksis namat sy kam nahi hai because frige aik aisi zaberdast ijad hi jo hamari cheeson k kharab hony gharelo cheesain bhaut sari cheesin aisi hain jo is jaisi namat k marhonminut na ho ,,,
                    Bs aisy samjh lain k frige k baghair ghar adhora hai thats all,,,,,,,
                    Ham is mein bahut sari cheesain rakh aour store kr sakty hain is mein her chees k liay apecific placement bani hoti hai jo is k banany waly ki katigari ko bari khosorat andaz mein paish krti hai ,,,,
                    Thandy pani k liay saprat botal rakhny ki jagha aour barf k liay bhi,sabziaon k rkhny ki jagha aour bhi bahut kush rakh sakty hain ,,,,,
                    Frige differnet aize hoty hain ,,,,aour different companion ki different shale hoti hai jo aik customer ko apni taraf khanchta hai ,,,,,,
                    But ham jo use krty hai hair walon ka deep freezer aour fulll size frige jo k best result dy rahy hain,,,
                    • #11 Collapse

                      Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                      Asslamolikum !

                      Aj ma jis topic ka jawab eny ja raha ho wo ek ghr am istimal hony wali frigratior par mabni ha is kay bary mas ham tafseelan bat kary gan or is kay faidy or nuqsant ko dekhy gan to umeed karta ho is say apko kafi ho ga to hyam start karty han ya ja kal har ghr ki zarorat6 ban chujka ha or taqreeban har ghr ma majood hota ha or is ka istimal am ho chuka ha is ki life ma boht zada zaroart ha jis ko ham face karty han is ma ham apna kahny peny ka samn rkhty han or is ma ham pani tahnda karny ka liye rakhty han or is say ham apna bacha hoa kahan bhe rakty han jo ceezan garmi ma khrab ho jati ha u ko refrigator ma rakha jata ha wo udr khran nhi hoty han in kay 2 hisy hoty han ek bara or ek chota ek ma thadak kam hoti ha ek ma zada zada thandak wali hisay ma ham pani ya koi fast food ko freeze karny ka liye rakhty han.

                      faidy :
                      is kay boht zada faidy han jin ma say kuch ma ap sab kay sath share kro ga to ham start karty han is kay beghar hamri life adhori ha ya hamri life ka ek imoportant hisa ban chuka ha is ma ham apni kahny wqli cheezan rakhty han jo khran nhi hoti ha bahir to ya sab cheezan kafi jaldi garmi ki wjas ay khrab ho jati ha or is kay under cheezan rakhjny kay liye partician ki hoti ha or har cheez kay liye special jaga bani hoti ha jo us jaga par bilkul fit ati ha is ma hma apny peny kay liye pani bhe thanda karty han or khan ko freeze karty han is ka temp 0 degree say bhe kam hota h.
                      Nuqsant :
                      is kay boht6 zada gfaidy kay sath sath kuch nuqsant bhe han jin ms ay kuch ma ap sab kay sath shre kro ga to ham start karty han is ka size kafi bara hota ha or ya kafi zada bijli khrach karta ha jis ka hma boht zada nuqsan hota ha or zada is kay koi nuqsant dekhny ma samny nahi aty han.
                      • #12 Collapse

                        Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                        Salam:

                        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo fridge ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han jese ka ap janty han ka fridge hamara liya kitni zarori ha ya har ghr ki zarorat ha aor ya har ghr ma majood hoti ha is ma ham apni cheza store kar sakty han is ma hamari cheze karab bhi nahi hoti aor is ma hamara khana penas ka saman tanda ho jata ha taraki yafta mumlik ma fridge ak zarori gazai zakira karny ki taknik ha fridge ka andar ko bhi jarasim nahi hota ha ya market ma bhi dastayab ha is ky uper ak icebox bhi hota ha jis ma ham baraf jama sakty han.
                        advantages:

                        fridge ka bohat sa faidy han jin ma sa kuch ma apka sath share karu ga ya ak bohat zarori chez ha is ma ham apni khana pena ki cheze rakh sakty han is ma koi chez karab nahi hoti ha balka is ma hamari cheze tandi ho jati han ya market ma asani sa mil jati ha ya bohat sa colours aor bohat si qulities ma dastayab hoti ha ham is ma baraf bhi jama sakty han.
                        disadvantages:

                        jese ka ap janty han ka har chez ka faidy hony ka sath sath is ky nuksan bhi hoty han fridge ka bhi kuch nuksan han jo ma apka sath share karu ga fridge bohat mahangi milti ha ya gareeb admi nahi la sakta ha aor ya hamara ghr ma bohat jaga ger leti ha aor baz ukat is am current bhi ajat ha jo bohat nuksan da sabat hota ha.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                          introduction :
                          hy guys aj ma jis topic kay bary ma jwab deny lagi hun wo fridge hai.fridge hmary roz mara istemal ki cheez hai.aj kal ye aik bohat eham zrurat ban chuki hai pichly zamany ma asi koi technology nahi thi lekin ab ye aik important part ban chuka hai . ye aik thrmal electronic device hai jo internal heat ko external environment ma bhejta hai r andar pari hui cheezon ko kharab hony sy bachata hai un cheezo ka temperature maintain karta ha.or ya aj kal har ghr ma majood hoti ha.
                          Advantages :
                          aj ma apko apny knowledge sy fridge ky baary ma advantages btaon gi ummeed karti hun ky is post sy apki knowledge ma kafi azafa ho ga ya aj kal har ghr ki zarort ban chuka ha isky bohatv sy fawaid hain is ma different parts hoty hain for example eggs ky liye elehda part vegetables ky liye elehda part hota hai. hmary ghar ma koi extra khany wali cheez bach jay to hm usko store kar k save rakh sakty hain.isky elawwa b bht fawaid hain.
                          Disadvantages :
                          jesy ky fridge ky bohat sy fawaid hain waha iska aik bohatt bara nuksaan hai ky is sy asi zehreeli gases fizzaa ma release hoti hain jinhy chlorofluorocarbons kaha jata hai jo k ozone layer ko tezi sy khatam kar rahi hai jiski wja sy eyes problem r skin cancer bhtt barh raha hai is sy zyda is ky nuqsanat samny nahi ay.a
                          • #14 Collapse

                            Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                            Assalam_u_Alaikum!
                            Topic: Fridge.
                            Friends to aj ka hamara topic hai fridge. Aj ham is ky faidy ore nuksan ap ky shat share kary gay to main ummid karta hun aap ko fayda hoga.
                            Aj ham dykhy to fridge ik zarorat ban gai hai. Ya amir log to afford kar sakte hain lykin garib lo is ko afford ni kar sakty. Is ky bhot sy faidy hain. Fridge bi hamimy Allah ki tarf sy di gai ik nemat hai.
                            Advantage ✅:
                            Fridge ky bjot sy faody hain jin main sy kuh ham ap ky shat share kary gay. Fridge chhezo ko kharab hony sy bachati hai. Is main bhot zaida cheezy store ki ja sakti hain. Is main ap ko do khany mily gy oper valy khany main ap pani ya kisi bi cheez ko rakh kar ice bana sakty ho. Ore nichy valy khany main ap mukhtalif cheezy rakh sakty hain. Is main ap bacha hova kahna rakh sakty hain ore vo kharab bi ni ho ga. Is main ap milk rakh sakty hain ore vo kharab bi ni hoga. Fridge main ap fruit rakh sakty hain .fridge main ap cold drinks thandi karny kay liay rakh sakty hain. Ya Allah ki tarf sy naimate hai. Is laiy haminy Allah ka sukriya ada karna chahiye.
                            Disadvantage ❌:
                            Fridge ky jaha faidy hain wah nuksan bi bhot hain. Fridge bhot mhangi hoti hai is laiy isy har koi afford ni kar sakta. Fridge ki agar gas khatam ho jay to phir bhot pasy lagty hain gas barhany main. Fridge sy bijli ka bil bjot zaida ata hai. Fridge ko bhot itihaas se samaj karna chahie kio ky agar ya kharab ho jay to is ko thek karvany main bhot pasy lagty hain. Kabi kabi to fridge thek bi ni hoti.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yeh review fridge Kay barya main hea

                              Assalam walekum fridge ke bagair Mara Ghar bilkul na mukammal hai kyunki fridge ki jarurat bahut jyada hoti hai ghar mein hain fridge ki madad se Ham apne khana khane peene ki cheezon ko bacha sakte hain kyunki ab khane ki chijen rakhte Hain To vah chijen kharab ho jaati Hain auraur fresh tu Bazaar mein aam Hain Ham kisi bhi acchi dukaan se le sakte hain aur acchi company wala fridge Le sakte hain fridge har insan Lena chahega kyunki fridge ke bahut jyada fayde hote Hain fridge ko on nahin rakhna chahie din mein hamen ek se do ghante fridge ko aap kar dena chahie kyunki fridge ka istemal se jyada bijali ka kharcha bhi hota hai fridge mein Ham kafi sari khane peene ki chij mein rakh sakte hain jaisa ke fruits aur sabzain aur salan wajarafridge mein Ham pure hafte ki sabji store kar sakte hain isase yah fayda hota hai ki hamen hath sabji lene bajar nahin Jana padta hamare fridge mein pure hafte ka saman pada hua hota hai aur ram fridge mein doodh rakh sakte hainfridge ka jyada istemal garmiyon mein hota hai kyunki garmi mein barf ki jarurat padati hai aur gram bajar se lene jaaye to bahut mahangi milati hai thodi si agaram apne Hi Ghar mein free se barf banakar use karen to use bhi mein bahut zyada fayda ho sakta hai fridge ki zaroorat hamen sardi mein itni jyada nahin padati kyunki sardi mein mausam achha hota hai aur chijen kharab hone ka bhi zyada hi nahin hota.
                              Disadvantages
                              Hamen kabhi bhi fridge lagakar pura pura din nahin chalana chahie hai kyun kay is se fridge ki supply garam Ho jaati hai aur fridge jalne ka khatra hota haiaur ham chabi fridge ka darwaza band karte Hain To main dhyan rakhna chahie kya Mara fresh ka darvaja bilkul sahi tarah se band ho chuka hai ya nahin kyunki agar fridge ka darvaja shaitan se banna ho to uski gas leak hoti rahti hai aur kharab ho jata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X