Ya review generator per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review generator per mabni hai
    Dear friend Jaisa ki aap ko pata hai ki Hamare Mulk Mein bijali ka Nizam bahut kharab hai aur khaskar Garmi Mein Jab Bijli Chali Jaati Hai To Ek Azab ban jata hai aur Insan ki koshish Hoti Hai Ki vah Kisi Thandi aur ab Aadhar Jagah per jakar baith Jaaye Taki usko thoda sa Sukoon Mile aur isiliye aajkal Har Ghar Mein generator se Lagaye Ja Rahe Hain generator 1 basic requirement Ban chuki hai Har Ghar Ki ismein Kuchh Bade generator Saman Hai Kuchh Chhote generator Saman Hai yah aapke Upar hai ki aap Kitni e range ka generator apne liye forward kar sakte hain to Mere Khyal se agar aap generator Le Aate Hain To aapki garmiyon ka season bahut hi acchi tarike Se Guzar jata hai ab aap apna review Den generator per ke generator kaise chij hai aap jitne hi KV ka generator Lenge aapka generator used hisab se aapke ghar ke pankhe aur light Hai chalega ab yah aap Kyon par depend karta hai ki aap ka ghar kitna bada hai aur aapane uske upar Kitna load dalna hai aapane load ke hisab se apne generator ko decide Karen ke aapki Ham Pareshan kitni hai aur aapko generator kitne ke liye kya chahie Agra Chhota generator le lenge aur aapka load Jyada hoga to vah jhatake marega chalega Nahin jisse aapko pareshani ka Samna karna pad sakta hai is bare mein Apne kimti khyalay se aagah
    Karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ya review generator per mabni hai

    Assalam o Alaikum dear
    Mera ye review generator per mubni he jaisa ke generator ka istamaal jo ho raha he wo buhut hi shandar he bijli na hone ki soorat main log zyada istamaal generator ka kar rahe hain
    • #3 Collapse

      Re: Ya review generator per mabni hai

      Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review generator per mananiy hai to Chaliye generator ke Kuchh advantages or disadvantages Byan Karte Hain..

      Advantages of Generator %%%
      Doston Jaisa ke aap Sabko pata hai ki Hamare Mulk Mein load shedding Kafi Jyada hoti hai aur specially garmiyon Ke Mausam Mein Hamari country Mein Intezar Ki loadshedding hoti hai aur Garmi me bahut jyada hoti hai tu Jis time bijali na ho aur Hamen bijali ki jarurat Ho To Ham Apne electric ki jarurat Mukhtalif kism ki chizon se phir Puri Karte Hain in mukhtalif machine mein se ek generator Bhi Hai Jo hamari bijali ki zarurat ko Behtar tarike se Puri karti hai generator Khoya To Ham petrol per chalate hain ya iske sath gas connection Laga Lete Hain to gas connection ke sath bhi ya start hokar Hamari bijali ki zarurat Puri karta aur ham isase bijali Hasil Karke Apna fayda Karte Hain. Generator bahut hi voltage is Ka Hota Hai Is par ham washing machine water electric machine Bade voltage wali machine bhi Chala sakte hain aur Apna fayda Hasil kar sakte hain..

      Disadvantages of Generator %%%
      Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah generator ky bhi kuch nuksaanat hai sab sy phly essy noise bht zyada paida hota hai. Aur yah bahut hi voltage is Ka Hota Hai Is par Agar Ham kam voltage wale Misal ke Taur per charger mobile charger Aur Is Tarah Ki chizen Laga dy to unko jalata hai. Aur aur yah price mein bhi Kafi mahanga hota hai isliye Har Koi Isko aasani ke sath khareed Bhi Nahin Sakta...Click image for larger version

Name:	FB_IMG_16007687211752808.jpg
Views:	1
Size:	134.4 کلوبائٹ
ID:	12331322
      • #4 Collapse

        Re: Ya review generator per mabni hai

        Assalam walekum pyare doston jaisa ki aap jante Hain aaj ka jo hamara topic hai vah generator per madani hai doston mujhe ummid hai kya aap log bahut khairiyat se honge doston jaisa ke aap log jante ho ki hamare mulk mein load setting ka bahut jyada issue a raha hai Tu ISI ISI ko HAL karne ke liye hukumat ne UPS mein tarif kaarvayi vah bhi e na kam raha kyunki usko bhi e charge ki ki jarurat thi to itne aisa uh uh la device jarur Kiya jise ham generator kahate Hain generator ka kam bijali banana hota hai ismein bahut allocation ke parde Lage hote Hain yah bijali e paida Karne mein madad dete Hain generator ki madad se a Ham bijali mein sarkar sakte hain generator ne insan jindagi ko bahut aasan banaa Diya hai hai ab bijali Na Ho to Ham aasani se gujara kar sakte hain generator ka Hamari jindagi mein bahut jyada kirdar hai generator mein Ham fuel use karte hain fuel kesari jab neta ke pahiye harkat karte Hain aur hamen bijali faram karte hain generator ki bahut SI exam hoti hai Jay generator China ki ki ijaz hai generator 1 ghante mein main bahut jyada megha dhade bijali paida kar sakta hai hi generator kesariya ham apne bijali ko pura kar sakte hain mujhe a bahut Khushi Hui hai ke a engineer name hamare liye ye ek aisa Allaha divorce Kiya hai jo Hamari Zindagi mein mainskonn maheshwar karta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ya review generator per mabni hai

          introduction ::

          Assalam O Alaikum dear friends aj ham bat karen ge Electric Generator k bare main dear friends jese k ham sab jante hai k pakistan main electricity ka buhat problem hai kabi kabi kai kai ghanton tak bijli nahi ati hai is liyehame bijli ki waja se preshani ka samna karna parta hai lekin agar ham electrical generator ko use karento hamm apni khud ki bijli bana sakte hai our tension free ho ka apne rozmarra k kam kar sakte hai electrical generator ek esi device hoti hai jo k bijli peda karto hai

          ELECTRICAL GENERATOR ::

          DEAR friends electrical generator ek esi machine hoti hai jo k mechanical energy o energy ko electrical energy main tabdel karti hai our hame electrical energy fraham karti hai our ham is ko us wakt use krte hain jab bijli chali jati hai ye gass ya oil se chalte hai our is main ek engen hota ha our ek electrical generator device hoti hai oil ki madad se engen chalta hai jo generator ko chalata hai jis se bijli banti hai our ham us bijli ko use kartehai
          Click image for larger version

Name:	generator.jpg
Views:	3
Size:	8.3 کلوبائٹ
ID:	12333323
          Generator parts ::

          dear friends generator k mandrja zail parts hote hai :

          • Engine.
          • Alternator.
          • Fuel System.
          • Voltage Regulator.
          • Cooling and Exhaust Systems.
          • Lubrication System.
          • Battery Charger.
          • Control Panel.



          Advantages ::

          dear friends is k mandrja zail advantages hote hai :


          • dear friends generator hame bijli fraham karta hai
          • dear friends agar bijli chali bhi jay to ham is se bijli peda kar sakte hai
          • ye portable hote hai in ko jaha dil kare waka ke k jaya ja sakta hai
          • ye hame utni hi energy dete hai jitni k hame zarorat hoti hai
          • in ka istamal bare bare jalse our fnction main kiya jata hai
          • ye ap k sare gar ko power de sakte hai


          DisAdvantages ::

          dear friends electrical generator k kuch disadvantages bhi hote hai


          • dear friends ye baish keemat hote hai is liye in ko aam admi nahi kharid sakta hai
          • ye oil par chalte hai is liye aam bijli se zayda is ka kharch hota hai
          • garm pani ka akhraj mahol main thermal alodgi ki wja banta hai
          • dear friends is se hadsaat ka khatra hota hai
          • ye tabkari madon ka ikhraj bhi karta hai jo k buhat khatrnak hai
          Ayisha Cutey's Trading Journal
          https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
          • #6 Collapse

            Re: Ya review generator per mabni hai

            Asalmoalikum

            TOPIC
            ". Generator"

            Maira yae review generator k bary mai hy jis ka hami kafi istemal milta hy

            INTRODUCTION
            GENERATOR ko ham aik device bol sakty hain keu k yae mechanical energy ko electricity energe curent mai tabdeel karta isy electric generator b bola jata hy
            Is mai deisel dala jata hy jis py is ka engine chal k hmari bijli ki kami ko pora karta hy
            Jaisa k sab ko malom hy pakistan mai is wakt load shading bhut zaida hy is ley genrator ka kafi istemal ho rha hy


            FAWAID
            genrator emergency ki sorat mai apko bijli faraham karta hy is mao bhut c quality pae jati hain normal bijli k ley choty size mai yae mil jaty hain laken yae bry setup ko chalnany k ley b avalble hain

            Is k andr fuel dalta hy jisko yae thori consume kar k kafi bijli paida karta hy

            Zaida tar shop waly chota size ka generator istemal karty nazar aaty hain or iski waja sy unka karobar ni rukta

            NUKSANAT

            GENERATOR har kisi k pas ni hoty keu k in ki price kafi zaida hy

            Yae zaida apko karay py e milty hain jin ka ap karaya b dyty hain or sath fuel b apna dalty hain jis py ap ka kafi khrcha ajata hy

            Is ka kafi shor hota hy jo apko kafi tang karta hy

            Porany genrator sy bhut dooan nikalta hy jo k mahol ko bhot aloda karty hain

            Generator k kuch nuksant zaror hain laken emergncy ki sorat mai yae ap k bhut kam ata
            • #7 Collapse

              Re: Ya review generator per mabni hai

              ji members kya hal hain aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aaj ka jo topic hai vah generator jaisa ki aap ko pata hai ki generator ka istemal ghar mein bahut jyada hota hai aur vah bhi ISI hota hai ki jaisa ki aap ko pata hai ki hamare Pakistan jaise mulk mein bijali ka bahut jyada jaati hai jiski wajah se log generator ka istemal karte Hain Jo neta ka istemal Ham petrol se bhi kar sakte hain aur gas se bhi kar sakte hain jyada log generator ka istemal gas kis liye karte hain gas kis se karte Hain ki gas comfort hoti hai aur stable bhi jyada nahin aata aur petrol se bahut kam log karte hain aur vah bhi isliye nahin karte kyunki petrol hamare mulk mein bahut jyada manga milta hai aur vah jyada kharch bhi hota hai isliye Ham per generator ka istemal kaise karte hain generator tab istemal Kiya jata hai Kiya jata hai jab bijli chali jaati hai aurandhera Ho jata hai aur tab Ham Jo neta lagate Hain generator market mein available Ho jaate Hain sabse pahle bijali jaane se generator yah the uske bad FIR bijali jaane ki vajah se bahut hi acchi chijen aaj a gai hai jo Ham generator ke baras Mara kar sakte hain generator ka istemal har Ghar mein hota hai generator ka shor jyada hota hai agar Ham generator koduthara se start kar sakte hain ek tarah ki kick kick start hota hai aur dusri tarah thodi mehnat se start hota hai agar aap ki system karvane to hamari wali aasan nahi hoti hai usko koi bhi start kar sakta hai aur agar pic na lagi ho to se neta sirf insan kar sakta hai start Jo bahut jyada takatwar ho karke generator start karte hain bahut mehnat lagti hai
              • #8 Collapse

                Re: Ya review generator per mabni hai

                Asalamualaikom Dosto.....!
                Generator k bare main aaj batane Wala ho. Aaj Kal hamare mulk Pakistan Main bijli ki bahut kami hai Har waqt bijli jaatii rehta hai. Hamesha se Pakistan loads hading bahut zyada hai. Hamare mulk main bijli bhi bilkol acha nhi hai. Is lye Hamare lye Generator ki sakht zarorat hoti hai Gar k lye or Hamare business k lye bhi bahut zarorat hoti hai.
                Hamare mulk main yahi generator Sab se behtar Mana jaata hai Gao Mai jaa Kar dekho waha bijli ka nizam kitna kharab hai or waha k bahut pareshan rehte hai apni kaiti Bari ko chalana k lye Pani ki Joo zarorat hoti hai wo kis k zarye aati hai?
                wo bijli k zarye Aatii hai....! Pir waha k log SHamsi, UPS ya Generator use karte hai.
                • #9 Collapse

                  Re: Ya review generator per mabni hai

                  Introduction #

                  Generator is a electronic device which is the basically used to generate electricity due to the shortage of electricity and high load shedding in today's time general are become very important part of our life and almost every rich person a force generator in his home and uses generator when there is load shedding.
                  Advantages #

                  if we talk about the advantages of generator then it is a basically made for the advantage of shortfall of electricity if there is shortfall of electricity and you are facing the load shedding problem then you can use your generator and you can keep your home lighted by generating the electricity by using generator it basic advantages of generator include the completion of electricity shortfalls during the time of shortfall of electricity and load shedding and its advantages that it can be carried at any place especially in marriage halls and in function hall where is some important function is being held and there's a chance of going electricity and then we can use a generator there for fulfilling the need of electricity .
                  Disadvantages #

                  definitely everything has its advantages and disadvantage of generator is it uses a high amount of fuel and it is very expensive poor people cannot afford The generator and it is just because of that it is a very expensive and its uses high amount of fuels only rich people can afford generator
                  Conclusion =

                  so every utensil is made for the the easier purpose of humanity in generator is also one of these devices which are in for reliability of human and it is for becoming the easy life of human we should try to use the electric utensils for better purpose instead of our harm thank you very much
                  • #10 Collapse

                    Re: Ya review generator per mabni hai

                    generator aik bahut he advanced technology hae jis ke madad se hum extra energy create kar sakte hain or usko hum utilize bhe kar sakte hain to bas is waja se yeh use hota hae pakistan main load shedding ke issues ke waja se is ka usage increase ho gya hae ab hae office main banks main or gharon main bhe generator available hota hae
                    Advantages
                    generator ke bahut se faide hain ke yeh hamen instantly energy deta hae is main hamen bas isko petrol dena hota hae yeh jese he start hota hae hamen energy deta hae to is tarah se yeh aik bahut he impressive device hae or aj kal zayada loadshedding ke waja se yeh bahut use hota hae banks main ap dekhte hon ge bahut bare generator hote hain jo chal rahe hote hain to yeh jo bijli ke kami hote hae usko pora kar dete hain generator apko pore volts provide karta hae jis se apke electronic devices ko kuch nhe hota hae
                    Disadvantages
                    generator ka sab se bara disadvantage yeh hae ke is main jab yeh chal raha hota hae to yeh smoke release karta hae or heat bhe jo ke hamare liye pollution or garmi ke reasin banta hae jis ke waja se ghar main bahut garmi bhe ho jate hae or pollution bhe or is ke prices bahut zayada hain itne zayada hain ke aik aam banda isko nhe le sakta hae to bas is liye isko sirf ameer log he afford kar sakte hain to tamam logon ko cahiye ke wo is main iska use sahe tarah se kara karen take is se faida hasil kar saken or yeh hamare liye air pollution ke be reason ban raha hae remember
                    • #11 Collapse

                      Re: Ya review generator per mabni hai

                      mera yeh evaluate genrator par mabni hy
                      Faeday:
                      Hamare Mulk Mein load shedding Kafi Jyada hoti hai aur especially garmiyon Ke Mausam Mein Hamari us of a Mein Intezar Ki loadshedding hoti hai aur Garmi me bahut jyada hoti hai tu Jis time bijali na ho aur Hamen bijali ki jarurat Ho To Ham Apne electric powered ki jarurat Mukhtalif kism ki chizon se phir Puri Karte Hain in mukhtalif computing device mein se ek generator Bhi Hai Jo hamari bijali ki zarurat ko Behtar tarike se Puri karti hai generator Khoya To Ham petrol per chalate hain ya iske sath fuel connection Laga Lete Hain to fuel connection ke sath bhi ya begin hokar Hamari bijali ki zarurat Puri karta aur ham isase bijali Hasil Karke Apna fayda Karte Hain. Generator bahut hello voltage is Ka Hota Hai Is par ham washing computing device water electric powered laptop Bade voltage wali laptop bhi Chala sakte hain aur Apna fayda Hasil kar sakte hain.
                      Nuksanaaat:
                      Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah generator ky bhi kuch nuksaanat hai sab sy phly essy noise bht zyada paida hota hai. Aur yah bahut hello voltage is Ka Hota Hai Is par Agar Ham kam voltage wale Misal ke Taur per charger cellular charger Aur Is Tarah Ki chizen Laga dy to unko jalata hai. Aur aur yah fee mein bhi Kafi mahanga hota hai isliye Har Koi Isko aasani ke sath khareed Bhi Nahin Sakta
                       
                      • #12 Collapse

                        Re: Ya review generator per mabni hai

                        Assalam walekum doston kya hal hai doston jaisa ki aap jante Hain insan usnejaise jaise insan netra ki hai usne apni jarurat ke mutabik bahut kuch Diya hai usi ijad mein ek chij generator ki hai generator system hai jo mechanical to electrical tawanai mein generate karta haigenerator ke a jaane ki vajah se hamen kabhi bhi loadsetting ke missile mein generator bahut kam aata hai generator mein generator aksharo ka gas per chalte hain aur achcha petrol per chalte hain aur kuchh generator local bhi banae jaate Hain generator what your mukhtalif Shukla kahate Hain aur different se apne hote Hain yah takriban har maarpeet se aapko asali mil jaate Hain generator Javed ki duniya mein ek bahut hi jabardast hai aapko karte Hain jab aapke pass koi aur main kuchh aur kuchh Kam nahin haidoston generator mein kuchh kudiyan di hai aur kuchh kamyabi hai jaisa ki aap jante Hain ke generator hamen hungama pura hall mein rahata haidoston generator mein ek hisab mechanical per Mr mein hota hai jab ke dusra hai sar electrical per mein shamil hota hai mechanical mein iska istemal hota hai aur petrol ke liye Tanki lagai jaati hai jab ke dusra hai usmein electrical ke liye lagaya jata hai jis mein hota haigenerator kishan ke hote hain aur Muslim ke hote hain aap ko apne Ghar ke lode ke hisab se hi generator Lena chahie to doston jaisa ki aap jante Hain ki har chij ke fayde ke sath sath khana bhi hote hain to I am a generator ke kuchh fayde aur kuchh sonata aapke sath share karta hun

                        Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-24T111053.430.jpeg
Views:	1
Size:	24.1 کلوبائٹ
ID:	12333405

                        ADVANTAGE.....

                        JASSI KE PYARE DOSTON AAP SAB JANTE HAIN THER BAHUT CHIJ JO FAYDA DETI HAI USKE KUCHH NUKSAN AAPKI HOTE HAIN TO SABSE PAHLE HAM ISKE FAYDA KI BAAT KARTE HAIN GENERATOR KA SABSE BADA FAYDA YAH HAI KI AAP KO KISI BHI KARKE AAP USSE APNE KAR SAKTE HAIN kisi bhi halat mein aap generator start karke aap usse aasani se apne ghar ka Laut Chala sakte hain agar aapke pass achcha generator hai to aap use per Ghar ki har chij Chala sakte hain jaise ki aap neta per apni Pani wali motor bhi Chala sakte hain jaisa ke aap apne ghar ka parade bhi generator per Chala sakte hain generator ke bahut jyada fayde Haingenerator ek jabardast item hai iski aapko market mein warranty bhi mil jati hai aur kitne price mein aap hamen lenge aap jab bhi khariden acchi quality ka generator generator for jyada faydemand rahega aapke aaj kal party mein lat generator acchi quality ka hi khariden is se bahut jyada fayda hoga generator mein aajkal self start mil jaate Hain vah bahut behtarin chij hai generator acchi quality ka ho to uske sath silencer laga hota hai jiski vajah se jab generate estimate hota hai to aapke kanota cover nahin kaun si aur aap disturb nahin hote is jab bhi generator is baat ho aap ko kharidna haigenerator ka ek fayda hai ki agar aapka generator self start hai to aap hai usmein ek automatic panel lagva sakte hain jisse ya fayda hota hai ke jaise hi aapki bijali jayegi generator ko bahut start ho jaega aur aap ko bijali from karne lag jaega aur jaisi hi aapki electricity dobara aaegi aap ho jaega aur Kar dega

                        DISADVANTAGE....

                        JAISE DOSTON AAP JANTE HAIN PYAR KE FAYDE DETI HAI USKE KUCHH MUSA NAAT BHI HAI TO MAIN AAPKO GENERATE KE KUCHH FAYDE BATATA HUN NUKSAN BATATA HUN GENERATOR KA SABSE BADA NUKSAN HAI KI YAH BAHUT HI COSTLY HOTE HAIN AUR IN KI OUTPUT VOLTAGE FREQUENCY BAHUT HI KHATARNAK HOTI HAI AGAR IN AVR SASTA GADBAD KAR CHAI TO AAPKE PURE GHAR MEIN SAB JAL SAKTE HAIN JA AUTOMATIC NA HONE KI VAJAH SE HAMEN RAAT HOTE KAR SE START KARNA PAD JATA HAI URJA BIJALI JAATI HAI TO HAMEN AAP KARNA PADTA HAI ISI TARAH ISKI AWAAZ BAHUT SHAADI HOTI HAI YA NA KIS DISTURB KARTA HAI HAMARE SATH WALE PADOSIYON KO BHI BAHUT JYADA DISTURB KARTA HAI ISMEIN BAHUT JYADA VIBRATION HOTI HAI JISKI VAJAH SE JISKI VAJAH SE RAAT KO HAM KIS JAGAH PER RAKHTE HAINSUBAH VAH USE JAGAH PER NAHIN HOTA KYUNKI VIBRATION KI VAJAH SE VAH SARI RAAT HUN KARTA RAHATA HAI AUR ISKE YAH BHI BAHUT MASLA HAI KI AGAR IS KI BODY KA SARA HAMARE HAMARE HAMESHA SMART HUSSAIN MERA JAB AAP GENERATOR FARID HAMESHA ACHCHA HI VARNA AAPKE LIYE BAD BAD QUALITY GENERATOR BAHUT MASLA KAR SAKTE HAIN ISLIYE AAP HAMESHA ACCHI QUALITY KA GENERATOR HI KHARAB KE LIYE BAHUT NUKSAN SABIT KAR SAKTE HAIN KYUNKI DED PART GENERATOR OUTPUT BAHUT LAKSHMI KARTI RAHTI HAI JISSE GHAR KI TAMAM CHIJON KE JALNE KA KHATRA RAHATA HAI
                        • #13 Collapse

                          Re: Ya review generator per mabni hai

                          ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

                          🔶Topic name: GENERATOR

                          🔸INTRODUCTION :

                          """ GENERATOR """
                          Dear friends Humara aj ka Review Generator pe mabni hai.
                          Generator zayada tar banks , factories , schools or Bry Bry adaro me use hoty hain. Is k elawa home use bhi aatay hain.

                          🔸HISTORY OF GENERATOR
                          Generator ko sab sy phly Charles F.Brush ny invent Kiya tha. Generator ak esi device hai jo mechanical energy ko electrical energy me change karti hai. Electrical generator ko Dynamo bhi khty hain.

                          Generator K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

                          🔸ADVANTAGES OF GENERATOR ✅:
                          Generator K bht se advantages hain.
                          Generators ko banks , factories , schools or Jo bhi Bry Bry adary hain waha use hoty hain lekin mostly log gharo me bhi generator use karty hain. Generator ka benefit ye hai k banks wagera me har waqt work hota hai or unka kaam bhi online hota hai to jab light off ho jati hai to wo work nahi kar skty isiliye wo generator use karty hain. Isitarha factories wagera me bhi kbhi light me koi problem huny ki waja sy band ho jaye to generator waha bhi use hoty hain isi tarha schools me bhi bohat zayada bachy hoty hain or colleges me bhi isiliye light off huny ki sorat me waha bhi generator use hoty hain. Marriage halls me bhi generator isi maqsad keliye use kiye jaty hain or gharo me bhi isiliye generator use kiye jaty hain.

                          🔸DISADVANTAGES OF GENERATOR ❌:
                          Generator K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
                          Generator ka bra nuqsan to iska bohat zayada shor ho hai Jo lagatar is me se aata rehta hai . Jo log zayada generator wali jga par rehty hain unki sunny ki salhiyat kam ho skti hai. Isky ilawa esy log blood pressure ky patient ban jaty hain Generator ky shor sy sir me dard rehny lgta hai. Isky baad generator sy nikalny Wala dhowa surrounding ko bhi mutasir karta hai jis sy air pollution me izafa ho raha hai.

                          ♻CONCLUSION
                          Is topic me hum ne generator Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k
                          Generator K bohat benefits hain k agar light off bhi ho ham iski help sy apna kam Chala skty hain lekin iska zayada use hamari surrounding ko pollute kar raha hai or iski waja logo me bemariyo ka izafa bhi ho skta hai.

                          THANK YOU 👍
                          • #14 Collapse

                            Re: Ya review generator per mabni hai

                            Introduction :
                            Aj ma jis cheez ky bary ma review dny ja rahi hun wo ''Generator'' hai jesa ky ham sab jaanty hain hain ky genertor aik asi electrical devicve hy jo mechanical energy ko electrical energy ma convert karti hai taa k ham us electrical energy ko external circuits ma use kar saken.ab mazeed ma apko isky fawaid r nuksanat sy agaah karny ki poori kaushish karun gi mjhy ummeed hy k mri is post sy apki knowledge ma mazeed izafa hoga.isky bad generators ki bohatt c iqsaam hain jin ma sy aik bohatt important qisam ''portable generator'' hai ye gass or diesel sy chalny wala generator hai jo k temporary electrical energy provide karta hai ye bohat amazing hai.

                            Advantages :
                            G to jesy ham sab janty hain ky pichly chand salo ma loadshadding ka doraniya bohatt barh gya tha ye pakistan ka boht bara ishu h jo jald resolve hona chaye to asy halaat ma jb apky ghar main electricity mojood na ho to genertor apko electrical energy fraham karta hai jiski wja sy ap apny ghar ki electrical devices ko run kar skty hain jesy ky hm sb ye b jaanty hain ky aj ky dor ma har cheez electronic hai jiski wja sy electricity zindagi ka bohat important part ban chuki hai yaa yun kehna galat nahi hoga ky electricity insano ki life ban chuki hy is daur ma generator ki invention bohatt mufeed saabit hui hy rozmara ky kamo ma jsa k tv dekhna sandwiches bnana sewing machine har jgah hmy electricty ki zrurt hoti hy r loadsheddimg ky is daur ma generator hmy bohatt sy fawaid sy malamaal karta haii.
                            Disadvantages :
                            g to guys jesy ky ham janty hain ky agr aj k daur ma koi cheez hmy faida pohncha rahi hay to kahi na kahi wo hmy nuksaan b pohnvha rahi hai jesy ky ye generatot hmy bhtt si asaaniya fraham kar raha hai wahin is sty niklny wala dhuwaaan hmari environment ma air pollution ko barha raha ha chunky ham janty hain ky is dhuway ma bhtt c zehrilli gases hoti hsin jo hmari sehat r skin k liye bht muzir hain air pollution k sath sath isky shor ki wjah sy noise pollution ma bht izafa horaha hai jo k insano ky hearing system ko buri trah mutasir kar raha hy.isky elawa ye bohatt mehngy hoty hain har aam insaan ye device nahi khareed ska ye b iska bhtt bara nuksan haii.beherhaal in tmam nuqsanat k bawjud ye aj ki zrurat hai r har ghar ma mojood hai
                            mjhy umeed hy mri post apky liye faida mand saabit hogi shukriyaa !
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Ya review generator per mabni hai

                              Assalm o alaikum

                              Introduction:

                              Ye
                              review generator pe mabni hai . Generator k aesi machine mechanical mmachine ka naam hai jo mechincal work ki elerctical Mai chnge krti hai aur electrical hum pankhon aac firdg bulb mai ismai istemal kr k aoni zaroriate bijli ko pura pura krty hain . Generator 1831-1832 mai ek naami graami angrez Faraday ne ijaaad kiya tha

                              Genrator basically ek engine hota hau jis mai mai petrol diesel aur gas istemal kee jati hai jis kee wja se engine mai mechanical work hota hai aur s mechincal work ko elecrical work mai chnge krne kliye generating turbines hoti hain jo bijli paida krti hain aur phir os bijli ko generator k output wali jga se hassil kiyabjata aur ohir generator ka connect ek 3 phase board jis pe relay opretion lgaye jaty hain os se connect krdia jata hai aur Compny kee bijli aur geneerator kee bijli ka collision ni hota . Aur ghr ko safely bijli muhayia ki jati hai.

                              Click image for larger version

Name:	Screenshot_2020-09-26-09-50-23-25.jpg
Views:	1
Size:	161.1 کلوبائٹ
ID:	12333511


                              Faiday:

                              bijlli na honay kee soora mai ye aapko bijli provide krta hai .
                              ✓ ye bray backup kliye behtreen cheez hai
                              ✓ ye mazboot cheez hau iskay tootne ka dr ni hai
                              ✓ ye petrol gas pe b chal jata hai ye cheezen tou aam mil janay wali hain .
                              ✓ ye chotay size k b hoty hain aur inko manage krna v assan hotra hai .

                              Nuqsanaat:



                              ✓ iska fluctuations krta hua hihigh voltage current hota hau jo bht tezz hota hahau insani jism kliye kafi khtrnak b hota hai
                              ✓ generators kee agr koi khaas jga na ho tou ye show macha k disturb krty hain
                              ✓ Generators kafi expensive b hoty hain aur petrol diesel ka khrcha b bht ziada hi jata hau kuunki petrol diesel kafi mehngy hain.
                              ✓iski current mai fluctuations hinay kee waja se appliances jalne ka khtra hota hau

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X