Ya review generator per mabni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: Ya review generator per mabni hai

    Assalam walekum Pyare bhai jaan generator electronic device Hai is basically used to generate electricity hai aur isko Ham use bahut hi acche se kar sakte hain Jaisa ki aap Sabko Maloom Hai Ke Pakistan mein is Waqt Laut shaadi mein bahut hi jyada hai isliye ji Neta ka Kafi jyada istemal ho raha hai

    Fayde

    Generator emergency Ki Surat main aapko bijali Pranam karta hai ismein bahut se quality per Jaati Hai Jaati Hai normal bijali ke liye Chhote size mein yah Mil Jata Hai Aur lekin yah Bade setup ko chalane ke liye be available Hota Hai

    Is ke andar for dalta hai aur Jisko ya Thodi Si kaun sa Karke Kafi bijali Paida karta hai

    Jyadatar shop wale Chhote size ka generator istemal Karte Najar Aate Hain aur iski vajah se Unka karobaar Nahin rukta Hai

    Nuksan

    Generator Har Kisi Ke Pass Nahin Hote Kyunki Unki price Kafi Jyada hoti hai

    Yah Jyada aapko Kare per hi Milta Hai Jinke aap karaya Ada karte hain aur Saath 4 bhi apna dalte Hain Jis per aapka Kafi Khadya a jata hai

    Iska Kafi Shor hota hai jo ki aap ko Kafi tang karta hai

    Purane generator se bahut Hi Dua nikalta Hai Jo ke mahaul ko bahut hi anuda karta hai aur generator ke Kuchh nuksan Bhi jaruri hai aur unke liye emergency Ki Surat Mein yah aapke bahut kam Aata Hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: Ya review generator per mabni hai

      GENERATOR
      Jo aj k zamany mai.kaffi help out krta hai hamari . yh aik use ful electric generator hai or yeh electrical generator bhut famous matlb k kaffi log isse use krty hain yh tab use huta hai jb light ni hu electricity chali gay hu iski bhut mang hai market mai or use full bhi hai aik taraf se jese k har aik device technology yh phir electric chezoun ki advantage khobi disadvantage yani koi khoobi ni huti wese hi is ki bhi hain ab ham bari bari zikar krengy

      ADVANTAGE OF GENERATORS
      Yeh dear iski bari advantage Dekhi jatti ha yh use full hai agar light chali jy tu yh help out krta hau hamari or is par bhut fans electric chezain chal skti hain phechky dino maine ups pu review kia tha jesa k us mai btiya gya tha k ups mai thori chezain chaliti hain magar generator mai kaffi ziada tadad mai chezain chalti hain yh yun keh do k double of ups chezain chal jatti hain iski disadvantage bhi bhut hain usk abhi ham ziakr krty hain

      DISADVANTAGE OF GENERATOR'S

      Pheli tu yeh mashoor baat hai k yeh bhut ziada noise create krti hai jese hi light chali jy tu isko on kia jy tu yh yqeen jany bhut disturb kr detta hai generator isi trhan ups assa ni krta woh apna darost andaaz ma krta hai yh generator bhi kaam shi krta but yeh bhut noose create krta jis se aasss pass k log tang a jatty hain yh phir uski assi Jaga rakha jy jahan ss nioise bahir kahee na ja sky taky log preshan na hu or disturbances creates na hu skky yhi rasta hai k agar isko assi Jaga rakh dya hey jahan se aawaaz na bahir jy tu yeh bhut acha huga isky mhuktalif kisam k parts huty hain jo isko chalany mai chalny mai madad farhaam krty hain zikar krty hain ab

      DIFFERENT PARTS OF GENERATOR

      Engine huta hai
      Engine supply huti hai
      Fuel suplly huti hai
      Voltage regulator huta hai
      Lubrication system huta hai jis ss emadad milti hai or kaam agy start huta hai
      Exhausted system huta hai
      Or han cooling system bhi is mai paiya jatta hai tab hi yh kaam start hu kr der tak chalo.rehta hai kamal ki.technology par bais krta hai or light na huny par hamara sth detta hai
      • #33 Collapse

        Re: Ya review generator per mabni hai

        Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review generator per mananiy hai to Chaliye generator ke Kuchh advantages or disadvantages Byan Karte Hain..

        Advantages of Generator %%%
        Doston Jaisa ke aap Sabko pata hai ki Hamare Mulk Mein load shedding Kafi Jyada hoti hai aur specially garmiyon Ke Mausam Mein Hamari country Mein Intezar Ki loadshedding hoti hai aur Garmi me bahut jyada hoti hai tu Jis time bijali na ho aur Hamen bijali ki jarurat Ho To Ham Apne electric ki jarurat Mukhtalif kism ki chizon se phir Puri Karte Hain in mukhtalif machine mein se ek generator Bhi Hai Jo hamari bijali ki zarurat ko Behtar tarike se Puri karti hai generator Khoya To Ham petrol per chalate hain ya iske sath gas connection Laga Lete Hain to gas connection ke sath bhi ya start hokar Hamari bijali ki zarurat Puri karta aur ham isase bijali Hasil Karke Apna fayda Karte Hain. Generator bahut hi voltage is Ka Hota Hai Is par ham washing machine water electric machine Bade voltage wali machine bhi Chala sakte hain aur Apna fayda Hasil kar sakte hain..

        Disadvantages of Generator %%%
        Doston Jaisa ke aap sab dost Jante Hain Ki Har EK chiz ke jitne fayde hote hain use Tarah Sath Sath Uske nuksan bhi bahut Hote Hain esii Tarah generator ky bhi kuch nuksaanat hai sab sy phly essy noise bht zyada paida hota hai. Aur yah bahut hi voltage is Ka Hota Hai Is par Agar Ham kam voltage wale Misal ke Taur per charger mobile charger Aur Is Tarah Ki chizen Laga dy to unko jalata hai. Aur aur yah price mein bhi Kafi mahanga hota hai isliye Har Koi Isko aasani ke sath khareed Bhi Nahin Sakta...
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #34 Collapse

          Re: Ya review generator per mabni hai

          Generator Aik Aisi Device Hy jo Mechanical Power Ko Electrical power main tabdeel krti hy.
          Es ka Parts Yeh Hain.
          Engine
          Pipes
          Start stop switch
          Fuel Tank
          Alternator
          [IMG]null[/IMG]Click image for larger version

Name:	IMG_20201126_201209.jpg
Views:	1
Size:	204.0 کلوبائٹ
ID:	12337976
          Generator Ke Bhot se Iqsam hain hn.
          Kuch generator Gass P chalty hn jbka Kuch Petrol Ore Diesel P chalty hain. Generator Ka bahot sy fawaid hain jo k manadrja zail hain.
          Advantages:
          Jb light Chali Jay to hum Generator ka zariya light hasil kr k apni zroriyat ko pora kr sakty hain.
          doar daraz ka ilaqon main jahan p bijli nahi hoti wahan bijli ke kami ko pora krny k lia Generator Ka istemal kia jata hy.
          Disadvantages:
          Generator Ka kharcha thora ziada ata hy.baki eska kuch nuqsan nahi hy.

          اب آن لائن

          Working...
          X