yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..
    dear dusray mummalik ki tarha ab kuch years say hamaray pakistan main bhi aik aisa tareeka intoduced karwaya ja chukka hay jis main pooray punjaab bhar main emegency k liye aik aik team banai gai hay jisko ham kisi bhi jaga pay emergncy k tour pay istemaal kar saktay hain aur apni help k liye unko bula saktay hain jisay ham sab rescue 1122 k name say jantay hain jinko yeh hidayat ki jaty haik wo emegency k liye 24 hours ready rahain aur kisi bhi caal ko mis na karty huway har kisi ki free main help karain is liye ham aaj is review main is emrgncy force k baray main baat kartay hain aur unk sath sath unki duty k faday aur nuksanaat ko bhi bayan kartay hain jo dar zail hain.
    ADVANTAGES;
    dear rescue 1122 ka sab say barra hamko faida yeh hay k hamko agar kisi accident main ya kisi aur emergncy main kuch bhi nazar nai ata hay ya kuch bhi nai milta hay to hamari aik he call pay wo kuch he lamhay main hamaray pass pouch jatay hain aur sth sath unk pass first aid bhi hoty hay jis main unk pass achay achay doctors ka hona bhi lazmi hota hay kisi bhi houspitals tak pounchnay tak wo hamray treatmnt kar skatay hain hamain ya hamaray kisi bhi patient ko wo treatmnt kar saktay hain mairay khyal aur experience k mutabik agar ham unk sath co operate kartay hain to hamko is jaisa kahin pay bhi faida na milnay ki umeed hay is liye hamain is team k sath hamesha co operate karna chaye jo apni zmadaari say haamri help kartay hain.
    DISADVANTAGES;
    dear rescue force1122 ka koi bhi hamko nuksaan nai hay agar unki force bar wakt time pay pounchty rahay to aur agar unka staff koi bhi ghaflat karta hay to haamr koi bhi patient time pay houspital na pounchnay ki wjaha say jaan ki baazi haar sakta hay jisk liye agar wo sab apni duty time pay aur zimadaari say nibhatay hain to hamko is force say har tarha k faiday ki he gunjaish ka samna ho sakta hay jo sab say ziada aur sab say acha kaam hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

    Rescue 1122 ek disasters ky time pe aap ki fori madad ky liye bnae gae ek organization hai jo ky pury pakistan mein mojud hai. In ky pas thousands of employees hain ky pury mulk mein phaily huey hain. In ky jagah jagah centres qaim hain jo ky aapki call pe fori amal dramad karty huey apny employees aapki traf rawana karty hain. In ky pas ambulances aur fire extinguisher vehicles waghera mojud hoti haim.

    Advantages​:

    Rescue 1122 domestic levels par aap ki help ky liye phnch jati hai..​Aap ky ghar​ya makan mein bhi agar aag lag jaye, koi cylinder phat jaye ya koi electricity ka msala ban jaey, ksi ko electric shock laga ho ya koi kahin se gir kar zakhmi hua ho to aap inko call kar ky fori talab kar skty hain. Aur yeh kuch hi minutes mein aap tak phnch jaty hain..​

    Pakistan ki history mein bhut se historic disasters jesy ky floods, bomb blasts, large fires mein bhut help ki hai. Inho ne sailab ky bais be ghar logon tk khany ky saman se le kar in ky rehny ky tents tk fraham kiye hain. Yeh service har bar bhut helpful sabit hue hai.

    Disadvantages :

    Rescue 1122 kuch ilaqon se bhut door centres bnati hai jin mein fori imdaad talab nahin ki ja skti sur in ky aany tak mamla bigar chuka hota hai. Government ko chahye ky hae ilaqy ky qareeb centres bana kar shehrion ki hifazat ko yaqeeni bnaye.​Is trha bhut​se logon ko jani nuqsan se bachaya ja skta hai.
    • #3 Collapse

      Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

      Assalamu Alaikum dear friend aaj Ham jise topic per baat Karne wale Hain rescue 1122 per aaj ka topic hai Tu mere pyare doston jaisa ki aap jante Hain Ki dusre mobile ki tarah hun hamare mulk Pakistan yah khidmat introduce Kare hai yah Hamari garib aadami ke liye bahut hi boisar aur faydemand hai insan ke sath Kisi bhi waqt achanak hadsa pesh ho jata hai to Ham sidha 1122 Tu Ki jaane mein khate hote Hain yah vah idhar hai Jo 24 ghante service per maujud hota hai yah idhar aa 1990 mein pervez Musharraf ki ki jaati is bare mein main bahut se nahin nasl ke naujawan kam karte Hain yah idhar aa 1990 ke lagbhag pervez Musharraf ne a to tarif karvaye aap mujhe Pakistan ke a har Kone mein maujud hai hamare Sath Kisi bhi vastu raat Ho Ya din aaj tapesh ho jata hai to Ham Ras Ki Ho jaora ke jariye hospital mein Mamta Kale Ho jaate Hain
      • #4 Collapse

        Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

        ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
        Yeh review Rescue 1122 ki khidmatt par mabni hai ;

        Dears , Ajj ka hamara review hai 1122 ki khidmatt .
        Introduction ;

        Rescue 1122 ek disasters ky time pe aap ki fori madad ky liye bnae gae ek organization hai jo ky pury pakistan mein mojud hai. In ky pas thousands of employees hain ky pury mulk mein phaily huey hain. In ky jagah jagah centres qaim hain jo ky aapki call pe fori amal dramad karty huey apny employees aapki traf rawana karty hain. In ky pas ambulances aur fire extinguisher vehicles waghera mojud hoti haim.mummalik ki tarha ab kuch years say hamaray pakistan main bhi aik aisa tareeka intoduced karwaya ja chukka hay jis main pooray punjaab bhar main emegency k liye aik aik team banai gai hay jisko ham kisi bhi jaga pay emergncy k tour pay istemaal kar saktay hain aur apni help k liye unko bula saktay hain jisay ham sab rescue 1122 k name say jantay hain jinko yeh hidayat ki jaty haik wo emegency k liye 24 hours ready rahain aur kisi bhi caal ko mis na karty huway har kisi ki free main help karain is liye ham aaj is review main is emrgncy force k baray main baat kartay hain aur unk sath sath unki duty k faday aur nuksanaat ko bhi bayan kartay hain jo dar zail hain.


        Advantages ;

        Rescue 1122 domestic levels par aap ki help ky liye phnch jati hai..​Aap ky ghar​ya makan mein bhi agar aag lag jaye, koi cylinder phat jaye ya koi electricity ka msala ban jaey, ksi ko electric shock laga ho ya koi kahin se gir kar zakhmi hua ho to aap inko call kar ky fori talab kar skty hain. Aur yeh kuch hi minutes mein aap tak phnch jaty hain..​
        Pakistan ki history mein bhut se historic disasters jesy ky floods, bomb blasts, large fires mein bhut help ki hai. Inho ne sailab ky bais be ghar logon tk khany ky saman se le kar in ky rehny ky tents tk fraham kiye hain. Yeh service har bar bhut helpful sabit hue hai.

        Disadvantages :

        Rescue 1122 kuch ilaqon se bhut door centres bnati hai jin mein fori imdaad talab nahin ki ja skti sur in ky aany tak mamla bigar chuka hota hai. Government ko chahye ky hae ilaqy ky qareeb centres bana kar shehrion ki hifazat ko yaqeeni bnaye.​Is trha bhut​se logon ko jani nuqsan se bachaya ja skta hai.
        • #5 Collapse

          Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

          Dosto ap sub dosto ny yaqeenan rescue 1122 ki kidmat dakhii hui hain k wo jass city main bania jaye wha pay kassy or kis tra logo ki jan mall tahafoz krta hain kiss tra kan halt main wo logo ki madadt krta hain rescue ko zyda tar emergency ki surat main apni kidmat pass karny k lay bulia jata hain jassy khai agg lag jaye ya koi accident ho jaye ya koi mulk k indr hangami surathall pada ho jaye wha pay rescue ki teem forn ja kr logo ki jan mall ka tahafoz krtii hain jb ka ya pakistan k kesi aik cutty main nii bilky overall pakistan k har city main apni kidmat sir anjam day rha hain........

          Advantage......

          Rescue ka idhra buht hi acha idhra hain as main logo ki parmanat job hotii hain Jha un ko par mnth selry malti hain wo 24 ganty mulk main kesi bhi emergency ki surat main apni jan pay khal kar dusro ki jan mall ka tahafoz krty hain as ki green clr ki uniform humry mulk k Parchm ki nishii hain jo jism pay buht achi lagtii hain as idhry ki humry mulk k lay buht kidmat hain jo har musbit main as ki teem forn apnI jan ki parva na Kaye bgr dusro ki jan bachry hain.........

          DISADVANTAGES...

          Rescue 1122 wly humsha kesi bhi emergency ki surat main late aty hain ya logo ki forn kidmat ni kr skty jab k as ka office mostly sharo main hota hain jo k door darz kesi bhi city main as ki services bilkul na hony k equl hotii hain na hi ya log ghao wgra main jaty hain as main logo ki selry buht kam hotii hain jas ki wja say wo ap I duty ko senjeda ni laty na hi thk say kam krty hain....
          • #6 Collapse

            Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

            Blkl ye rescue teams hamare lye bht mofeed sabit hui hain bht si insani jane bachane me isi trha rescue teams pure mulk me pheli hui kch eddhi or kch chippa or kch 1122 k name se bht si deegar Ye hamari khidmat bila garz krte hain to lehaza hume bi inke saath cooperation krni chahiye
            • #7 Collapse

              Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

              Introduction..

              Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge gaya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai rescue 1122 Ek bahut hi Jabardast helpful team hai jo Hamare bahut jyada help karti hai time pe aap ki fori madad ky liye bnae gae ek organization hai jo ky pury pakistan mein mojud hai. In ky pas thousands of employees hain ky pury mulk mein phaily huey hain. In ky jagah jagah centres qaim hain jo ky aapki call pe fori amal dramad karty huey apny employees aapki traf rawana karty hain. In ky pas ambulances aur fire extinguisher vehicles waghera mojud hoti haim.


              Advantages​:

              Rescue 1122 domestic levels par aap ki help ky liye phnch jati hai..​Aap ky ghar​ya makan mein bhi agar aag lag jaye, koi cylinder phat jaye ya koi electricity ka msala ban jaey, ksi ko electric shock laga ho ya koi kahin se gir kar zakhmi hua ho to aap inko call kar ky fori talab kar skty hain. Aur yeh kuch hi minutes mein aap tak phnch jaty hain..​

              Pakistan ki history mein bhut se historic disasters jesy ky floods, bomb blasts, large fires mein bhut help ki hai. Inho ne sailab ky bais be ghar logon tk khany ky saman se le kar in ky rehny ky tents tk fraham kiye hain. Yeh service har bar bhut helpful sabit hue hai.

              Disadvantages :

              Rescue 1122 kuch ilaqon se bhut door centres bnati hai jin mein fori imdaad talab nahin ki ja skti sur in ky aany tak mamla bigar chuka hota hai. Government ko chahye ky hae ilaqy ky qareeb centres bana kar shehrion ki hifazat ko yaqeeni bnaye.​Is trha bhut​se logon ko jani nuqsan se bachaya ja skta hai.
              • #8 Collapse

                Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

                Assalamu Alaikum dear member aapane bahut Achcha aur important review Hamare Sath share Kiya Hai jismein aapane rescue 112 2 se related knowledge Hamare Sath share Kiya Hai yah Hamari government ki taraf se provide ki Gai force hoti hai jismein bahut se employees kam Karte Hain yah pure country Mein Different cities Mein maujud Hote Hain aur kisi bhi emergency Ki Surat mein Main ine Ko Bulaya jata hai Hamare country Mein jitne bhi disasters Hote Hain Tanmay rescue 1122 Sabse Aage hoti hai....

                Faiday:

                Dear friends Jaisa ke AAP Sab Jante Hain rescue 1122 ke Hamen bahut se advantages hai hai Hamare ghar mein koi bhi problem ho ya Hamare country Mein Kahin Bhi bomb blast Ho ,floads ,earth quake Ka masla Ho ho yah Rescue Team Har Jagah per maujud hoti hn yeh teams hmari help k leay bnai jati hn. Earth quake ay tu rescue teams domestic level per help k leay ponch jati hn or motasreen ko khany peeny or har trah ki facilities provide krti hn ,bomb blast ya phir sailab ayn tu rescuee 1122 sab se agay hoti hn Achcha Hamen Jab Bhi help ki jarurat hoti hai To Ham 1122 Tu ko call karte hain iska sabse bada fayda yah bhi hai ke is number per call Hamari free Jaati Hai hamare pass balance nabhi ho to Hamari call 1122 forward ho jati hai ....

                Nuksan:

                Rescue 1122 ka koi bhi nuksan nahin hai balke yah teams Hamari security and help ke liye Banai gai hn bas in forces ko thora active hony ki zarorat hai .....thanks
                • #9 Collapse

                  Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

                  assalamu alaikum ji Bhai bilkul aisa hi hai 1122 basically rescue ki code hai agar aap is par call karte hain to pura Pakistan mein kahin per bhi aap direct call kar sakte hain aur rescue ko apni madad ke liye bula sakte hain Agar kahin per Koi agera lag Gai hai ya Koi building vagaira gir gai hai to uske liye aap rescue ki Siddharth aasan kar sakte hain isliye koshish karenge jyada se jyada rescue ki khidmat hasil karne ke liye aap 1122 per call Karen iske jariye bahut jald ab tak rescue team pahunch jayegi aur aapke sare missile Ho HAL kar denge isliye aapko ek bahut hi acchi facility hai aur aapke pass emergency numbers ki list maujud honi chahie jismein mukhtalif chijon ke number sabko provide kiye jaate Hain Agar aapke pass Ho list hai to aap direct ka Karan number par call karte hain to bahut jaldi aap ka masla Hal ho sakta hai 1122 paise ke liye rescue team ka code hai jiske sar hai vah bahut jald aap tak pahunch aate Hain iske liye aapko just unka code enter karna hota hai jaise hi aap unka code enter karte Hain to rescue team aapke pass kuchh minut mein pahunch jaati hai aur yah bahut hi jyada professional hote hain inko Barca training Di jaati hai ki aapane kaun se a halat mein kaise deal karna hai aur yah kyunki professional hone ki vajah se bahut jaldi sare mamla apne under control kar lete hain isiliye Agar kahin per bhi Koi masla banta hai to aapko rescue ko jarur call karni chahie kyunki agar aap receive ko call karenge to uske sar aap bahut se logon ki jaan bacha sakte hain isliye aapko jarur agar koi aisa mamla Ho jata hai kahin per aag lag jaati hai ya koi building gir jaati hai ki vajah se to aap ko jarur rescue walon ko call karni chahie tha ke vah time per pahunchkar matlab logon ki jaane bacha sake
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: yeh review rescue 1122 ki khidmaat par mubni hay..

                    Yes dear apni bahut hi important analysis Hamare Sath Apne review may share Kiye Hain no doubt Pakistan mein agar aap Different cities Mein Apni safety se related conscious hai to aapko Hamesha 1122 ki services Hasil karna chahie yah service Pakistan ke mostly biggest cities Mein available hai jismein aapko 24 hours yah service available Hoti Hai Magar aapke sath Kisi bhi Tarah Ki Koi emergency Hoti Hai To Aisi situation main aap is service se maximum advantages Hasil kar sakte hain aur isase bahut jyada value added services Hasil kar sakte hain.

                    Dear ya service Pakistan government Humko offer kar rahi hai aur ismein Pakistan government Ne specific trained staff applied Kiya Hua Hai Jisme Agar aapke ghar fire Lag Jaati Hai To Aisi situation Mein yah aapke liye bahut hi important facilities provide karti hai aur different Fire extinguisher ko istemal karte hue aapke problem ko control kar sakti hai iske sath sath yah service aapke liye different other emergencies aur contingencies mein help karne ke liye build ki gai hai.

                    Dear Agar aapke sath Koi emergency Ho Jaati Hai To aap Aisi situation Mein is service ko free of cost Hasil kar sakte hain aur is service Ko Kisi bhi time par apne liye utilise kar sakte hain dear agar aap is service ko Hasil karna chahte hain to aapko bahut jyada advantages mil sakte hain sometime aapko Kuchh Aise problems Ho Jaate Hain Jisko completely face karna aapke liye difficult ho jata hai aur aapko Aisi condition Mein Hamesha Kisi service ki requirements ko complete karna Hota Hai.

                    Faidy ;

                    1122 services ke aapko bahut jyada advantages aur value audit services mil rahi hoti hai aap Kisi bhi emergency aur contingency condition Mein is service ko Hasil kar sakte hain aur apne liye bahut jyada advantages Hasil kar sakte hain agar aap is service ko Hasil karna chahte hain to ismein aapko bahut jyada important benefits mil sakte hain dear agar aap is service ko Hasil karna chahte hain to is maksad ke liye aapko apne mobile se just ek call karna hoti hai aur within few minutes aapko yah service available ho sakti hai aap apne sath Hone Wali different emergencies ko khatm karne ke liye istemal kar sakte hain.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X