Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.
    Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein different candlesticks patterns istemal ho rhy hoty hain, tu BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattern kon sa hota hai or is ko kesy learn kr kay hum apni trading pa apply kr sakhty hain. Please apny experience share krin.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

    dear member yah ek aisa pattern hi kijo members ko trading mein bahut help karta hai aur iski hai aap lekar agar members ko apne trading ko successful kar lena hai to members ko is se related bahut acchi learning ko continue kar lena hoga aur jab members apne lene ko acchi tarah Se continue kar lete hain unko har tarah Se and kata ko istemal karne ke bare mein knowledge a jata hai aur yah members per depend karta hai ki vah apne kam ko learn karne ke liye kitna time de rahe hain aur agar acche se time kar rahe honge to members ko kam karne mein koi problem bhi nahin hogi members ko apni learning per bahut acchi tarah Se isliye focus karna hai ki agar vah koi bhi kam ko acchi tarah Se learn nahin karenge tu is tarah Se main bas ko acche result bhi nahin milenge technical trading se related members ko har tarah Se information honi chahie aur yah information a jaane ke bad members ko patterns ke bare mein maloom ho jata hai aur yah different tarah ke patterns hai aur in sab ko acchi tarah Se agar learn kar liya jaaye tu is tarah Se member satna trading ko improve kar sakte hain trading ko bahut acchi tarah Se Kar lene ke liye members ko improvement lekar aana hoti hai aur improvement lekar aane ke bad maximum members ki trade unke liye successful Ho jaati Hain aur is vajah Se members apne trade mein profit le rahe hote Hain trading make profit Lena itna aasan nahin hai iske liye members ko bahut management karna hoti hai aur iske liye members ko maximum time form ko Dena hota hai
     
    • #3 Collapse

      Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

      my dear friend forex trading main bullish concealing baby pattern apny name se he pahchnai jati hain yah candlestick chart main banny wala aik pattern hai jis main candles apni movement se market main aik small baby candles bnati hai jis ka size bara hota hai jub k oski body choti hai jis main market ko humain next trend k change hony ki confirmation milti hai forex trading market main jub trend change hota hai tu market correction karty howe apni trading k liye pattern shwo karti hai jis ko hum follow kar k apni trade lgaty hain forex market main aghr humain candles se banny waly patterns ka knowledge hai tu hum os main boht achi trade find out kar skty hain jis se hmain acha profit mil skta hai jub k un patterns main se aik aptterns yah bhi hai k market main jub trend change hota hai tu market aik bari candkes show karti hai laken oski doji bari hoti hai laken wo body bari ahi bana pata jis se wo apna next trend change karny k mood main hoti hai
      bullish concealing baby main bhi market jub bullish movement main hoti hai tu os main yah hota hai k market jub apna trend change jo k net trend bearish hota hai osko change karny k liye yah candles bnati hai yah aik he candle banna zarori nahi hai asye or bhi candles ban skti hain laken es ki confirmation yah hoti hai k ab next tred market change hony k chances hain or humain market ko anlaysis kar lena chahye jis k bad apni trading startegy ka use karty howe apni trade lgaen tu hum forex main achi trading kar skty hain jis main hmain acha profit mils kta hai market ko smjhna or osko folow karna he hmari kamybhi hai aghr hum soch smh kar apni tarde karengy tu hmain boht kam loss face krna parhy ga
      Click image for larger version

Name:	baby councling mkaml.png
Views:	2
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12331305
      • #4 Collapse

        Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

        yes dear Forex bullish concealing baby swallow pattern bht rarely use hota hy is ki formation Kay bary me discuss kren to ye asy Banta hy me jab continuously pinbar type candles Jin ka na uper hota hy na bottom jesa Kay picture me dikhaya gya hy wo style basically Forex me itna use hony wala Nahi hy pattern kyun Kay baby swallow basically Forex me swing type ka hy aur is me ye uski ki replacement me use hota hy forex forum aik bahot hi zbrdst online buisness hy and ager baat ki jay trading ki to is mai ap ko bahit c cheezon ko follow kar skty hain and bahot c chezon ka focus krna bahot hi zyada zaroori hota hy jaisa k markeet main chart k oopar candles ki movments. And ager baat ki jay candles ki to 2 candles bahot importent role ada krti hain wo hain bullish and bearish ap na zaroor in k name to suna hi hoga to in k faidy bhi bahot sry hoty hain jaisa k aik sab sa bara faida ya hy k ya apko markeet k baary main btateen hain k ab markeet kaha movr kry gi jis sa apko idea ho jata hy k ap markeet loss ki traf jay gi ya proffit ki trf and us k baad bullish bull k name sa nikli hy jaisa k apko pta hy k bull aik animal ka name hy so ya markeet ko harket main lata hy and isi trha bearish bhi bear animal k name sa liya gya hy. Aik perfect and expert trader banny k liye in ko learn karna bahot zyada zaroori hy trend bantay rehtay hain. jo kay forex trading main aik khas nam say janay jatay hain. aur forex trader honay kay natay trader ko wo terminologies ka hona boht zarori hay jis say trader kay professional honay ka idea hota hay. market main jo trend oper ko move kerta hay us ko bullish trend kehtay hain. aur is ko up trend bhi kaha jata hay. lakin zayda ter bull market ka lafaz use kia jata hay. aur isi trah say ager donw trend hay to us ko bearish trend kaha jata hay aur down trend bhi kaha jata ahy. ya bearish market ka name bhi use kia jata hay. is kay ilawa aik aur trend hota hay jo side ways hota hay is ko consolidation ay side move bhi kaha jata hay. yeah total 3 trend market main paye jatay hain trend ko judge kerna bhi traders kay liye aik boht abra chalenge hota hay. que kay in trend ki wajah say hi trader ko market main apnay order entry aur exit kernay hotay hain . is liye ager trader market kay trend ko analysis ker kay talash ker sakta hay to wo achi trading kernay kay qabil ho ga lekin mery khyal me bullish concealing baby swallow pattern itna use hony wala pattern Nahi hy.
        منسلک شدہ فائلیں
        There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
        • #5 Collapse

          Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

          Concealing baby swallo patterns bearish to bullish reversal pattern hay jis main 4 bearish candles hoti hayn jo trend kay end main banti hain aur har candle dusri say kuch gap per open hoti hay. Is pattern ki indication hamain 4th candle say mil jati hay jab keh bullish trend ki confirmation fifth candle say he milti hay. Is liye is pattern ki 4 candlesticks ban'ny kay foran bad hamain buy ki trade nai lagani chahiye w keh sometimes ye isko bahut buri tarah reject kar kay new lower bottom bana daita hay.

          Is pattern main first do candles ka volume aur momentum bearish laikin slow hota hay, third candle first do candles say size main bari laikin bearish he hoti hay, jabkeh forth candle bearish engulfing candle hoti hay jo 3rd yani previous candle ko khud main ingulf kar laiti hay aur sometimes 2nd candle ko bhi engulf karti hay, lazmi nai keh ye last three candles ko khud main jazab kary. Iskay bad ager 5th candle bullish ho to ye bullish reversal trend ki confirmation provide karta hy.

          Trading entry and strategy.
          Bullish concealing baby swallow pattern main jab 5th candle bullish ban kar 4th candle kay high point say uper close ho to hamain ye bullish trend ki valadity ki confirmation daiti hay, yahan per trading entry bahut profitable ho sakti hay. Jab keh stop loss ka use bahut zaroori hay. Stop loss ham 4th candle kay lower point say 5 to 10 pips nichy per set kar sakty hain. Small lot use karni chahaiye, aur is pattern per trend ki confirmation kay liye indicators ka ise kar kay signals strength ko bhi measure karna zaroori hay.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

            Ji han bro aapane theek ka hai trading mein hamen kamyab hone ke liye ine chijon ki rasme jarurat hoti hai bhulekh Patna aur down Pattern k bare mein infocric nahin lajmi hai down bar se bhi ham kafi knowledge aasan kar sakte hain aur aap bahar se bhi hamen apni freight ka Ada knowledge chat mein se mil jata hai aur hamare pass s.s. ab se jaruri hai ki ek saradgi ho jisko ham follow karke kam Karen To hamen success Lene mein mushkil Ka samna nahin karna pade dear business mein kamyab hone ke liye hamen sabse pahle mehnat karna Hoti hai kamyabi hamen tabhi aasan Hoti hai yah business ek bahut achcha aur aadhunik dene wala business hai ismein ham kamyab ho sakte hain lekin hamen pahle minut karna hoti hai kamyabi hamen free mein nahin milati hamen is mahila lage se Kam Nahin Karna hota hai hai munni management ko follow karna hota hai knowledge aasal karna hota hai account banners ke sath se lot size use Karni Hoti hai extra load v se bahut jyada nuksan ho sakta hai
            • #7 Collapse

              Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

              dear friend, forex market ki moment ko preduct karnay n liay hm different patterns, indicators aur tools use kartay hain jo hmain trading ma support faraham kartay hain, in ma sa aik bullish concealing baby swallow pattern ha jo 4 candles sa mil kar bnta ha, ye aik reversal pattern hota ha jo bht km appear hota ha aur kafi saray traders isko ignore kar jatay hain, pehlay 2 falling marubozu candles appear ho k down trend ko confirm karti hain, jin ma second candle ki body first candle ki body ko overlap karti ha, third candle short black aur downside gap par hoti ha, fourth candle third candle ko shadow k sath engulf kar laiti ha, bullish trend ki confirmation k liay hmain fifth candle ko daikhna parta ha, lihaza pattern k foran baad trade open na karain, pattern ma candles ki formation sa pata chalta ha k first two candles bears k control ko zahir karti hain, third candle gap down k sath aur previous candle sa overlap karti ha, 4rth candle opening ma ziada gap show karti ha is gap k baad prices phr down jana start karti hain aur new low par set hoti hain, ye aik reliable pattern ha aur short sellers ko apnai position cover karnay ka moka zarur daita ha, ye pattern reversal k sath sath continutaion ko b predict karta ha, is k mutabik stop loss ko hmain 4th candle k lower point sa kuch pips below set karna chaiay, is pattern ko identify karnay k liay achay mind set ki zarurat hoti ha, lihaza hmain is tarah k patterns sa faida hasil karnay k liay apnay knowledge aur experience ko best karna chaiay ta k profitable trading karnay ma kamyab ho sakain
              • #8 Collapse

                Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Pips-Humter پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear senior and junior members main aapse yah puchna Chahta Hun Ki Jab aap Forex trading Mein kam kar rahe hote hain to ismein different candlesticks patterns istemal ho rhy hoty hain, tu BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattern kon sa hota hai or is ko kesy learn kr kay hum apni trading pa apply kr sakhty hain. Please apny experience share krin.
                G dear bullish bear baby mai ap acha kam kar saktye hain ap ka kam hai kay ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam kartye rhain pattren mai kam karna kafi asnai hai tu ap ka kam kafi asani paida karta hai market mai hamesha humari soch hoti hai kay hum es mai kamyabi pain hum es maj mahnet kartye nhi hai aur es mai chalye hain kamyabi panye tu kamyabi ager achi tarha apni hai tu us kaliye sub say zaroori kam hai kay ap es mai mahnet karain ager ap es mai acha kam kartye hain tu ap es mai acha kam karna hai tu mahnet kay sath kam kartye hain tu ap ka kam asan ho jata hai ab ap boltye hain kay ap es mai profit bhi lain aur ap mahnet na karain es tarha ka kam nhi hota hai ap ko es mai kafi mahnet kay sath aur lagan kay sath acha kam karna parta hai tabhi ja kay bad mai ap ka kam es mai easyho pata hai tu us kaliye kafi cheezainhain jis mai ap kafi acha kam kar laitye hain tu us mai sub say zaroori hai kay ap market mai achye anylsis pay kam kartye hain tu ap es kai kamyab hai aur ap ka kam kafi acha ho jata hai ager ap market mai entry kartye hain aur ap es mai daikh kay kartye hain tu ap kafi kamyabi kay nazdeek phunch jatye haun tu ap ka kam hai kay ap hamesha mahnet kay sath acha kam karain aur ap ka kam hai kay ap es mai achye anylsis pay kam kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain tu ap ka kam hai kay ap anylsis kay bad es mai kamyabi pana hai tu ap ka kam hai kay ap es mai indicator pay kafi acha kam kartye hain tu ap indicator pay bhi acha kam kartye hain us kay bad ap ka kam hai kay ap es mai pattren pay kam kartye hain tu bhi ap ka kam kafi acha ho sakta hai tu mahnet kay sath acha kam karain aur kamyabi pain
                $$$ Never Give Up $$$
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                  ji members kya hal hai aapka ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge jis pattern ke bare mein aap baat kah rahe hain ya bahut jyada hi important pattern hota hai is Patra ko analyse katai ke bad hi ham is Bear ko samajh is patton ko samajh sakte hain yah pattern hamen trading karne mein bahut jyada help deta haiagar kisi bhi trading co open karne ke bad hamen star pattern ko bhi dekhte rahenge to Ham use trading mein bahut jyada profitable benefit hasil kar sakenge isliye hamen chahie ki Ham is patton ke bare mein bahut acche se analyse Kale aur ham is patton ke bare mein bahut acche se analyse tabhi kar sakte hain jab Ham continuously online Raha kar apnehardworking ke sath aur focus hokar kam karenge agar Ham is tarah se karenge tu Hi hamen experience hasil hoga aur agar Ham experience hasil karna chahte hain to hamen chahie ki Ham hardworking ke sath aur continuously hokar apna Kam Karen aur maximum kam Karen aur apna self-interest show Karen maximum kam karne se hi hamen trading ke bare mein tamam information ke bare mein bahut jyada experience hasil ho jata hai aur agar Ham is tarah se karenge to hi Ham profitable benefit hasil kar sakenge aur sabse pahle jaruri hai ki agar jis bare mein hamen nahin maloom hai use mare mein seene mein was a guideline Le aur unko follow Karen is tarah se Hi hamare experience mein bahut jyada aisa Ho jaega aur ham trading se Judi to mum candles aur patterns ke bare mein bahut acche se jaan lenge
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                    Bullsih conceiling Baby swallow pattern ek Candlestick pattern hai jo Ky Bullish reversal pattern hai. Yeh pattern market ky downtrend ky end mein banta hai aur isky baad aap upward tredn ya Bulish trend dekhty hain.
                    Yeh Pattern 4 candles pe mushtamil hai aur is ki all 4 candles Bearish candles hoti hain.aur sell mein hoti hain aur apko black (red) colour mein dekhny ko milti hain.
                    First Candle :
                    Pehli candle Black Marubozu Candle hoti hai

                    Second candel :

                    Yeh bhi Black Marubozu Candle hoti hai.​Jo ky pehli candle ky pas se start hoti hai lekin close us se nechy hoti hai.

                    Third candle :

                    Yeh ek High wave candle hoti hai jis ki body 2dn candle ki body se nechy form hoti hai aur iska upper wick 2nd candle ki range mein hota hai.

                    Fourth Candle :

                    Yeh bhi Black body candle hoti hai jo ky 3rd candle ki body aur shadow ko completely engulf kar rhi hoti hai.

                    Function :

                    Yeh 4 candlestick pattern market mein Bearish trend ky bilkul end par banta hai aur yeh downtrend ky end ko zahir karta hai is ky bad ki candle Bullish candle hoti hai. Istrha aapko market mein achi entries mil skti hain.​Aur aap buy mein confirm signals ky sath profits bna skty hain.

                    Stop loss :

                    Is trend ky sath trade karty huey aap ko stop loss lagana zaruri hai jo ky aap 4th candle ki lowest wick ky mutabiq aap stop loss set kar skty hain. Aur is se mazeed risk nahin le skty.

                    Take Profit :

                    Market mein is pattern par kam karty huey aap ko within the pattern rehty huey trade karni chahaye aur iska Tp set karty huey aap First Marubozu candle ki upper wick ky mutabiq aap apna tp set kar skty hain.
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                      bullish concealing baby swallow pattern ek candle stick pattern hai jo k bullish revrsal ko show kerta hai aur ye pattern market k down trend mein jany k baad he benta hai aur is k baad hum upward trend yani k bearish trend ko dekhty hain is pattern ki feature ye hai ki ye pattern foure candles par comprise hota hai aur wo four candles bearish candles hoti hain aur ye tamam sell mein hoti hain aur is mein black aur red colour dekhny ko milta hai ye pattern humen trading mein bohat zeada help kerta hai is pattern ki pehli candle black marubuzo candle hoti hai doosri candle ka colour bhi black hota hai aur ye pehli candle k bilkul last se start hoti hai lekin ye close us se neechy hoti hai third candle second candle k neechy se shuru hoti hai aur ye aik high wave candle hoti hai yani k is ki wave zeada hoti hai fourth candle ka colour bhi black hota hai aur ye third candle ki body aur shadow ko mukammal tor par engulf kiye hoti hai
                      ye fourf candle stick patterns market mein bearish trend ko show kerti hain aur ye down trend k end ko zahir kerti hain aur is k baad candle jo candle benti hai wo bullish candle hoti hai is ko market mein achi entries bhi mil sakti hain is candle ko use kerty hue stop loss ko lagana bohat he zeada zaroori hai hamen market mein within the trend rehty hue trade kerni chahiye aur is mein aap apna take profit bhi set ker sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                        Dear mate Iss Baat ka Hum andaza Nahi aga sakty hain kay Forex Market Kitni Big Market hai or Iss Main use Hony Waly pattern Ke Tadad ketni Zada hai iss Liy Humy Chaye kay aak akk Candle Ke practice Ko Yqeni Banay or Daily Practice Kiya karein tab he Hum Kamyab Ho Sakty hain or Acha Profit Gain Kar Sakty hain Ku Kay Jitna Time Hum Market Ko Understand Karny main Lgaty hain Utna He Market be Respect Karti Hai.Ku kay Hum Nay Knowledge Gain kiya Hota hai or Knowledge He Wo key Hai jiss Say Forex Trading Main Success Milti Hai or Bonus Acha panny kay liy Humy Differnt Information ko Share Karna Boat Zrori hota hai..

                        Dear Fellow aap Nay Boat he perfect Knowledge Kay Bary Main Discussion Share Ke Hai or Main aap Kay thread Per Jitny review Ayn Hain un Sab say Agree karta Hu or Aap Kay Sath apna Knowledge Be Share Karna Chate Hu or Umeed karta hu aap Ko mary Knowledge Main say be Boat Kuch information Hasil ho ge.

                        Mate BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW PATTERN Kay bary Main main aap Ko bata Dyta Hu kay ye Candle Bearish Trend kay last main banty hain Or Ye Pattern Usually 4 Candle Per Mushtamil Hota hai or iss Ko Hum Reversal pattern be Kehty hain Ku Kay Ye Bearish trend Ka Ending Pattern hota hai or iss Ko Trade Karny Kay liy aap Ko Bullish Way main Long Entry place karna Hoti hai.Iss Ko Hum Ak Or Candle Say be Match kar sakty hain jiss Ko Hum Marubozu Candle be Khty hain ye Pattern iss Candle pattern kay Related Hota hain Or Iss Ko Mind main Rakna Tora mushkil Ho sakta hain.Ku kay ye Pattern Be Boat He rare Chances hain Kay market Main Dykny Ko Mily Lekin Serf iss Pattern per Trust Karty hoy Trading Nahi Karna Chaye Balky Strategy Say Confirmation Lazmi lyna Chaye..
                         
                        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                          Bullish concealing baby swallow pattern.

                          Bullish concealing baby swallow pattern ma 2 ik sath marubozu candlesticks hoti hai. Es pattern ma jo second candle ki body hoti hai wo pehle candle ki body ko overlap kar leti hai mgr market ka trend phr b decreasing he rehta hai. Es pattern ma 3rd session wala marubozu selling pressure ko show karta hai or ye new low point par close hota hai. Ye trader ko short trade k lae motivate karta ha but actually ye trend reversal hota hai.

                          Recogition.

                          Es pattern sy pehle market ma bearish trend hota hai. Phr pehle 2 sessions k marubozu red color k banty hain. 3rd session ma b red candle downward gap k sath banti hai ye candle previous sessions ki candle ko overlap kar leti hai or ya apna upper shadow b big banati hai. Ye pattern 4th session ma ik or marubozu banata hai or ye third session wali candle ko b cover kar leta hai.

                          Interpretation.

                          Pehle 2 session ya 2 din k jo red marubozu banty hai wo selling pressure ko show karty hain. Third day ki candle downward gap banati hai or previous days ki candle ko overlap kar leti hai but market new minimum point par close hoti hai. Or es din volume sb sy highest point par he hota hai. Fourth day market ma ik or marubozu banta hai or market sy new low point banati hai. Ye pattern important signal deta hai. Es formation k bad jb bullish candle banti hai to wo market k reversal ko confirm kar deti hai. But eski closing price akhri marubozu k mid point tak honi chahe.

                          Important factor.

                          Ye pattern etna reliable ni hai serf kuch cases ma he ye valid hota kiu k ye lengthy bhot hai or market es pattern ko kahe na kahe zarur invalidate kar deti hai. Es lae bullish candle sy esko pehle confirm karna chahe or phr ye trade ma enter hona chahe.
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                            Bullish Concealing Baby Swallow Pattern!My dear friends forex trading main bullish concealing baby pattern apny name se he pahchnai jati hain yah candlestick chart main banny wala aik pattern hai jis main candles apni movement se market main aik small baby candles bnati hai jis ka size bara hota hai jub k oski body choti hai jis main market ko humain next trend k change hony ki confirmation milti hai forex trading market main jub trend change hota hai tu market correction karty howe apni trading k liye pattern shwo karti hai jis ko hum follow kar k apni trade lgaty hain forex market main aghr humain candles se banny waly patterns ka knowledge hai tu hum os main boht achi trade find out kar skty hain jis se hmain acha profit mil skta hai jub k un patterns main se aik aptterns yah bhi hai k market main jub trend change hota hai tu market aik bari candkes show karti hai laken oski doji bari hoti hai laken wo body bari ahi bana pata jis se wo apna next trend change karny k mood main hoti haibullish concealing baby main bhi market jub bullish movement main hoti hai tu os main yah hota hai k market jub apna trend change jo k net trend bearish hota hai osko change karny k liye yah candles bnati hai yah aik he candle banna zarori nahi hai asye or bhi candles ban skti hain laken es ki confirmation yah hoti hai k ab next tred market change hony k chances hain or humain market ko anlaysis kar lena chahye jis k bad apni trading startegy ka use karty howe apni trade lgaen tu hum forex main achi trading kar skty hain jis main hmain acha profit mils kta hai market ko smjhna or osko folow karna he hmari kamybhi hai aghr hum soch smh kar apni tarde karengy tu hmain boht kam loss face krna parhy ga aur ap kamyab rahen ge.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal : BULLISH CONCEALING BABY SWALLOW pattetn kia hota hai.

                              is pattern ke madad se hum is main ache tarah se kamyab ho sakte hain to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main mehnat karen or is pattern ko samajhne ke koshish karen take hum is main success hasil kar saken to is tarah se he to hum is main kamyab ho jate hain agar hum is main ache tarah se acha kam karte hain to bas hamen is main dil laga kar ache tarah se mehnat karne hote hae hum is main jitna zayada sahe tarah se ache tarah se is main success hasil karte hain to hamen is pattern ko samajhne ke koshish karne hote hae to bas is tarah se he to hum is main ho jate hain kamyab lakin bas hamen is main mehnat karne hote hae hum is main jitna zayada is main kam karte hain to hum is main successful ho he jate hain lakin hamen is main sahe tarah se kam karna hota hae take hum is main kamyab ho saken take hum yahan se kuch na kuch to hasil kar saken hum jitna zayada is main ache tarah se kam kar jate hain to hum yahan se success hasil karte he hain bas hamen cahiye ke hum is main mehnat karte rehna cahiye take hum yahan se kuch na kuch hasil kar saken tab he to hum is main kamyab ho sakte hain bas hamen bhe is main acha kam karna hota hae hum jitna zayada is main kam kar kjate hain to hum is main success hasil karte he hain lakin hamen is main zayada mehnat karne hote hae hum jitna zayada dil se is main kam kar he jate hain to hum yahan se success hasil karte he hain bas hamen bhe cahiye ke hum is main jo bhe kam karen to is waja se hamen bhe is main sahe tarah se kam karna ho ga take hum is main success hasil kar saken to is tarah se he to hum is main kamyab ho he jate hain bas hamen is main cahiye ke hum acha kam kara karen hum jitna zayada is main sahe tarah se kam kar jate hain to hum yahan se success gain karte he hain
                               

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X