Ye Review 'Play Store'per mubni he
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Ye Review 'Play Store'per mubni he

    Play Store ka platform Hai Kaisa utility hota hai jo aapko Har cellular mein mil sakta hai pricey jab aap Koi utility down load karna chahte hain dost Mein Play Store ka platform Ek bahut hello essential function play kar raha hota hai Play Store ke choice se aap koi bhi utility effortlessly down load kar sakte hain expensive jab aap Play Store ko right replace Karte rehte hain aur time to time as associated specific vital elements to focal point Karte rahte hain to aapko Jab koi software program required hota hai yah Jab aap apne Kisi bhi software program ko correct replace karna chahte hain to ismein aapko Play Store bahut hello amenities furnish kar raha hota hai pricey Jaise hello koi oi software program market Mein aata hai to vah aapko Playstore ke choice Mein mil raha hota hai aur iske sath sath aapko distinct it software program key updation se associated bhi bahut hello vital position play kar raha Hota Hai.Play Store se aap top use time per hello utilise ho sakte hain Jab aapko Ek desirable Google account Hota Hai Jab aapke omit Google account hota hai to Uske awful aap is Play Store platform ko good utilised kar sakte hain.jesy okay ap sab my apny cellular mn play save ko use to kea hello hoga r apko yh b pta hoga ok yh q use kea jata hy. doston yh ak aesi app h Jo cell mn mojood hoti h jis ko down load nh krna parta... r is ki madad sy hm apni mrzi r apny istamal ok mutabiq koe bhi app apny cellular mn down load kar skty hn.... isko istamal krny ka tareqa bht hello zyada easy hota h. r is p ako har qis. ki app bht hello asani sy mil jati h.. ispy kam krny ok leay pessy nh den birthday party however Internet chaey hota hy. yh ak aesi app h Jo har contact cell chay woh bra ho ya chota us mn yh mojood hoti hy. . hbht. log apni mrzi s apps dow8krty hn jesy ok WhatsApp, Facebook, tiktok, splendor cameras, one of a kind video games etx etx... har koe bht asani sy isko use kr skty h
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Ye Review 'Play Store'per mubni he

      Dear ap ka review bohat acha hai or main be khuch information AP ka sath share kartha hon.
      Dear paly store bohat he popular apps hai Jo mobile main use hoti hai.
      Dear play store bohat he achi apps hai or is apps main hamy bohat zaida achi quality ke or latest apps milti Hain.
      Dear ap na jab be koi new apps download karni ho ge to ap paly play store ko open Kary gay or us main games , dictionary. Books .
      Calculator or bohat zaida apps Jo be ham download karna chay ham play store SC download Kar sakty Hain.
      Dear play store bohat he achi apps hai Jo ham Regular use karthy Hain .
      Dear play store ko ham jis waqat be open Kary us waqat he available hoti hai.

      Advantage.
      Dear play store main different types ke apps available Hain Jin ko Ham use Kar sakty Hain or download Kar sakty Hain.
      Disadvantage.
      Dear without net AP is apps ko use nai Kar sakty . Is apps ko use karny ka lay AP ka pas Android mobile phone or inter net hona chay.
      • #18 Collapse

        Re: Ye Review 'Play Store'per mubni he

        Introduction: Google play store Android platform key ley banaya gia es ko operate aur es ki development Google ne 2008 me ki hay, google play store android system key ley market aur digital distribution service provide karti hay,

        Advantages: Google play store android mobile play store hony ki waja se es me bahot se applications aur games available hoty hey, es play store ka advantage hamy ye hota hay key es app ko hamy download ya per install karny k zarorat nahi hoti ye android key (mobiles, tablets) me installed kia jata hay, google play store me zarorat key mutabeq ham har application aur games ko find kar key apny mobiles me install kar sakty hey es me applications aur games key size bahot hi kam hoty hey jes ki waja se ye jald download ho jaty hey jab key iOS system key ley jo play store hota hay es me applications key size Google play store key muqably me bahot zeyada size key hoty hey jes ki waja se Google play store ko bahot hi zeyada pansand kia jata hay aur esi play store ki waja se android mobiles ki demand worldwide me iOS platform key mobiles se zeyada hoti hay, google play store ki khas bat ye be hoti hay key es key ley koi be application aur game bana kar es me release kar sakta hay es key ley mobile application development ka knowledge zarori hay,

        Disadvantages: Google play store me million ki tadaad me applications aur different games available hoty hey me samjta hon google play store ko use karny ka koi disadvantage nahi hota hay.
        Click image for larger version

Name:	google-play-store-1280x720.jpg
Views:	1
Size:	100.2 کلوبائٹ
ID:	12333706
        • #19 Collapse

          Re: Ye Review 'Play Store'per mubni he

          Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha review discuss kiya hai playstore k bary main bahot informative topic hai...

          Advantages:

          Dear member play store k bahot sy advantage hain yeh feature pehly sy hamary mobile main moujoud hota hai is py google accounts bana jata hai jis k trough hum koi bhi app easily download kr k install kr sakty hain is main games,beauty tips,wazaif,naaten,recipes ,fashion ,dress designs ,photo frame,you tube downloader,aur bahot kuch download kr sakty hain aur install kr sakty hain is k ilawa whatsapp,Facebook,zypya,aur bahot sy app download kr sakty hain internet k trough bahot kuch is main available hain world ki hr cheez jo hum easily download kr sakty hain iska sb sy bra faida yeh hai k ismain hum fast koi bhi cheez search kr k download kr sakty hain aur lamby arsy tk wo features use kr sakty hain...

          Disadvantage:

          Dear member play store main bahot sy disadvantage bhi hain is main bahot sy app fazoul hain jis sy young jernation py bura asar prh raha hai aur bahot sy asy apps hain jo k bilkul fazool hain...
          • #20 Collapse

            Re: Ye Review 'Play Store'per mubni he

            Assalamu Alaikum Forex friends Umeed karta hun aap sab khairiyat se Honge doston aaj ka Hamara topic Play Store per mabani hai Play Store smart phones mein available Ek app hoti hai hai jo ke Har EK smartphone Mein Pahle Se maujud Hoti Hai Jab aap phone purchase karte hain to start karne per aapko play store app download karte hain usmein aap Gmail account banate hain use Gmail account K through aapka pura mobile kam karta hai To doston play store mein main Gmail account ke through different Kishan ki legal ped aur free Har kism ki apps maujud hoti hai Jisko aap apne use ke hisab se a download karte hain aur an ap score co-op aap fayda uthate Hain jaise ke Fashion Ke Mutalik apps hoti hain latest trend ke mutaliq hackers ke mutaliq study se Mutalik software hote hain books hoti hain cooking se related Aur Bhi bahut bahut bahut hi jyada bussy pemane per yah pahla vah network Hai Jiska Naam Hai Play Store yah Naam Se Hi Jaaye ho raha hai ki yah Ek store hai ismein bahut hi jyada available hoti hain chijen jinko aap jarurat ke mutabik Waqt Ke hisab Se download karte hain WhatsApp yah bhi aap Play Store se hi download karte hain Skype IMO Tik Tok dictionary Aur Bhi bahut jyada facility provide karta hai in SAB apps ko aap Play Store se download karke apne mobile mein main Rakh sakte hain aur jarurat padne par sambhal kar sakte hain Jo app free Hoti Hai Unka use bhi bilkul free hota hai aap free play store Se download kar sakte hain Anpadh apps aur UN se fayda Utha sakte hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Ye Review 'Play Store'per mubni he

              Assalamu alaikum dear friends playstore aik bahut he bara platform hae jis main hamen sare apps available milte hain hum jisko bhe use karna cahen usko hum install kar lete hain is main kjch heavy apps hote hain or kuch ese apps bhe hote hain o hamen free main nhe milte hain un ke liye hamen un ko pehle pay karna hita hae tab ja kar he to hum un ko install kar oate hain or un ko use kar pate hain to ab playstore ka introduction to ho gya hae ab hamen in ke fawaid or nuqsanat ka jaiza le lena cahiye is playstore main bahut se apps hote hain hae types ke about games,education,business,sports to hum sab ko avail kar sakte hain q ke yeh aik bahut he acha platform hae or yeh aj kal bahut zayada use hota hjae or is platform par jitne bhe apps hote hain wo bahut he zayada secure hote hain jitne bhe apps hum playstore ke ilawa open karte hain to wo risky hote hain hamare device ke liye bhe or hamare liye bhe q ke wo easily hacked bhe ho jate hain to is liye hamen cahiye ke hum sirf inhen apps ko he install kiya karen jo ke playstore main available hon or ab hum bat karte hain is ke disadvantages ke bare main to is ke kuch khas nuqsanat nhe hain bas jo yeh paid apps hin yeh sare agar free ho jaen to bahut acha ho jae ga hum easily sab apps ko approach kar saken with teh help of playstore to is liye yeh aik bahut he acha hae ke hamen isko use karna cahiye take hum is main se kamyab ho saken

              اب آن لائن

              Working...
              X