Forex mein lagging span kia hota hy?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein lagging span kia hota hy?
    Plz lagging span k baary me apna experience zrur share kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

    ji members kya hal hai aapka ummid karti hun ki aap thik honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aapane Jo chat post ki hai yah bahut informative hogi lekin is bare mein janne ke liye hamen chahie ki Ham apne senior member ko follow Karen aur apne senior member se guideline nahin kyunki yah bahut jyada kam istemal hone wali hai login Spain ke bare mein hamen kuchh jyada nahin pata lekin jitna pata hai vah yah hai ki yah trading karne ke bare mein hi iSmart hoti hogi aur products ke sath hi doori hai tu meri baat hai per uske bare mein hi hoga ismein isliye hamen chahie ki Ham Jo hai vah isko analyse Karen aur iske bare mein information hasil karne ke bad hi Ham ki post ka jawab de sakte hain mein dekh rahi hun to bahut se logon ne abhi tak iska Koi reasonable jawab nahin diya bar ke Diya hi nahin hai isliye cake in kahin bahar se logon ko iske bare mein nahin pata hoga lekin agar jis ko pata hai to hua jawab dena ok hamen bhi use information hasil Ho Ham is post per jawab ke intezar mein haijaruri nahin hai ki hamen Jo pata Ho Ham vahi likhe Ham apne naresh ko badhane ke liye kisi se kuchh poochh bhi sakte hain isliye hamen is post ke bare mein yatra ke bare mein jaane ke liye jaruri hai kya mixing kaise karen aur badh hokar forex ko time day or despair mein jaan sake apne singers member ko follow Karen aur unse guideline len
    • #3 Collapse

      Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

      dear members yah ek bahut important question hai aur maximum members ko yah maloom nahin hai ki legging span kisko kahate Hain aur is related members ko apne information ko increase kar lena chahie yahan per kam karne mein aur acche result hasil karne mein yah baat important hai ki members ko har tarah ki information ke bare mein acchi tarah Se maloom hona chahie aur jab koi bhi member form per online ho jata hai to usko yahan per maximum knowledge aur acchi information mil jaati hai aur iski vajah yah hai ki yahan per maximum members har tarah ka experience share kar rahe hain aur bahut useful information Baki aur members ke sath share kar rahe hain members ko agar kisi bhi type ki information ke bare mein acchi tarah Se apne experience ko improve karna hai to members ko yahan per online hokar aur Baki members ke work ko acchi tarah Se read kar lena hoga aur is tarah Se members ko bahut sari information mil jayegi aur yah sab information yahan per kam karne se related bahut important hai membership acchi tarah Se apni information ko improve kar lete hain to is information ki vajah se members ka experience improve ho jata hai aur yah experience improve ho jane ke bad members ko na sirf trading karne mein help milati hai aur is tarah Se members ko trading se related bahut achcha knowledge bhi milta hai aur yah members per depend karta hai ki vah yahan per online hokar apne kaam ko kis tarah Se continue karte hain aur kis tarah Se yahan per acche results lene mein apni struggle mein successful ho rahe hote Hain
      • #4 Collapse

        Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

        Dear friends apne topic ki tarah padhte hue discussion ka aaj karte Hain laging spread ko dykhty hoye humain kam karna ho ga ta kay humain maloom ho saky kay trade main kaisay kam ho sakta hay humain achi earning hasil ho gi kay nai ho gi k loss ho ga aur laging spread Spread wo pips hoti hain jo key broker hamien charge kartey hain yeh faida brokers ko hota hai matlab key ap ney jaisey dekha hoga her pair ki bid and ask mie thora sa farq hota hai jaisey key eur/usd pair mien teen pips ka farq hota hai yeh farq spread hota hai aur forex trading main har pair ka differnt spread hota hay jo keh hum keh sakty hay broker ki fes hoti hay aur hum agar theak say market ko samjh kar trade karen gay tabhi esmain achi earning mumkin kar sakty hay Forex trading main ap kay account main har currency pair ki two prices chal rahi hoti hain un mainsay aik price ko buying price kaha jata hay aur dusri ko selling price kaha jata hay lehaza buying aur selling price main jo difference hota hay us ko spread kaha jata hay ye kisi pair main kam hoti hay aur kisi main ziayda hoti hay Forex spread money important to us,because its needs for everybody.people now very smart,we are also needs help any other.you are lot size and spread money between needs must be so,spread using important to us aur forex trading main spread buyer or seller k darmihyan jo differance hota hai us ko kahty hain ye spread differant brokers k apss differnart hota hai or koch broker aisy b hain jo bina spread k bhi kam karwaty hain so is liye spreed koye specific nahin hota har broker ha
        • #5 Collapse

          Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

          Forex per hamen laging spread ko dykhty hoye humain kam karna ho ga ta kay humain maloom ho saky kay trade main kaisay kam ho sakta hay humain achi earning hasil ho gi kay nai ho gi k loss ho ga aur laging spread Spread wo pips hoti hain jo key broker hamien charge kartey hain yeh faida brokers ko hota hai matlab key ap ney jaisey dekha hoga her pair ki bid and ask mie thora sa farq hota hai jaisey key eur/usd pair mien teen pips ka farq hota hai yeh farq spread hota hai aur forex trading main har pair ka differnt spread hota hay jo keh hum keh sakty hay broker ki fes hoti hay aur hum agar theak say market ko samjh kar trade karen gay tabhi esmain achi earning mumkin kar sakty hay Forex trading main ap kay account main har currency pair ki two prices chal rahi hoti hain un mainsay aik price ko buying price kaha jata hay aur dusri ko selling price kaha jata hay lehaza buying aur selling price main jo difference hota hay us ko spread kaha jata hay ye kisi pair main kam hoti hay aur kisi main ziayda hoti hay Forex spread money important to us,because its needs for everybody.people now very smart,we are also needs help any other.you are lot size and spread money between needs must be so,spread using important to us aur forex trading main spread buyer or seller k darmihyan jo differance hota hai us ko kahty hain ye spread differant brokers k apss differnart hota hai or koch broker aisy b hain jo bina spread k bhi kam karwaty hain so is liye spreed koye specific nahin hota har broker ha.thanks
          • #6 Collapse

            Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

            Lagging span or chikou span.

            Chikou span ichimoku kinki hyo ka component ha. Ye use hai kisi commodity ya pair ki 26 periods pehle ki closing price ko plot karny k lae. Chikou span es lae design kiya giya hai k trader current or prior trend k relationship ko observe kar sakyn. Es k elaway ye reversal trend k bary ma b information deta hai. Jb lagging span market ki price sy above show ho to eska matlab hai k uptrend any wala hai or jb lagging span indicator market price sy nechy appear ho to eska matlab hai k market ma downward move hony wala hai. Bhot sy trader lagging span ko use karty hain kr trend k change hony ka wait kar k apni trade ko place karty hain. Lagging span inchimoku kinko hyo indicator ka fifth component hai. Ye aksar ichimoku kinko hyo indicator k sath conjuction ma use kiya jata hai or ye signal ko generate karny k lae akela use ni kiya jata.

            Calculation of lagging span.

            Market ki last closing point ko observe kiya jae or phr esko 26 periods back plot kiya jae. Har closing price k sath es process ko repeat karna parta hai. Phr last step ma all value ko connect kiya jata hai or single line draw kar di jati hai.

            What information lagging span give you.

            Ye ichimoku ki 5 ma sy ik key line hai. Ichimoku indicator ko trader use karty hain market k trend ko find karny ma or kisi pair ya commodity k momentum ko find karny ma. Es indicator ki best use karny ka tareeka ye hai k es sy current price k relationship ko observe kiya jae. Jb market ki price line sy uper show ho jae to eska matlab hai k price ma weakness ah rahi hai. Or jb market ki price es line sy below ki taraf ja rahi ho to eska matlab hai k price strong ho rahi hai or uper ki taraf move karny ja rahi hai. But es technique ko ham use ni kar sakty jb market ki price lagging line ko bar bar uper nechy cross kar rahi ho. Eska matlab ye hota hai k market coppy condition ma hai but ichimoku k other components ko situation ma use kar k ham market ko better understand kar sakty hain.
            • #7 Collapse

              Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

              Lagging span asal main ichimoku indicatir ka aik component hay jo hamain trend ki stability, strength, continuation momentum and reversal ki information and indication daita hay. Ye aik vast use hony wala indicator ha q keh iski effectivity kafi ziada hoti hay. Yeh current closing price ko past 26 periods ki closing price say compare kar kay calculate kia jata hay. Yehi waja hay keh kafi traders is say mojuda aur past price ko visualize karny kay liye use karty hain.

              Ager indicator mojudah price say upward ho to ye upward trend jabkeh monuda price say lower hony per down ward trend ka batata hay. Yani ye hamain donon trend ki indication daita hay. Iskay ilawah ye hamain trend ki change kay sath sath trend kay momentum ka bhi signal batata hay. Iski calculation easy nai hay q keh ye ichimoku indicator kay baqi elemnts ko use karny kay bad he hamain trading signals provide karta hay.

              Iski calculation kay liye hamain current close price say last 26 periods kay sath calculate kar kay sab values ko apas main aik line kay through connect karna hota hay. Iskay bad is say up ya down price he hamain trend ki changes ka signal daiti hay.

              Is indicator ko traders security kay momentum ka pata chalany kay liye bhi istemal karty hain. Laikin ye aik lagging indicator hay is liye hamain chahiye keh iskay sath kisi leading indicators ka bhi use karain jab keh trade ki more success kay liye hamain fundamental analysis ko bhi support kay liye use karna chahiye.
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

                Fellow aap nay Boat he Important Topic Chose kiya Hai Trading Main Discussion Karny kay liy.Main ap Ko Batana Chata Hu Kay aap market Main Different Indicator kay bary main information Rakty hu Gay or Different Indicator Ko Understand karny kay Liy Different Knowledge Ka Use Karna Boat lazmi Hota hai Ku kay Tmaam Indicator aak He Information per Kam nahi akrty har Indicator main Different Logic ka Use Hoa Hai iss Liy aap Ko Indicators Or Market Ke Movement Per apni Practice Strong Karna Hoti Hai.Jaab aap Ke Practice Strong Ho ge Toh he Acha Knowledge Share Ho Ga..

                Indicator main Lagging Span aak 26 Moving Average Ka Indicator hai Jo kay Ichimoku Indicator kay andar Be use Hota Hai or Zada tar Traders is Ko Ichimoku Kay Sath He Use karty hain Ku kay Ye Indicator Trend Find Karny Main or Market ke MOvement Ko understand karny Kay Sath Main aap Key Chart Per Support Or Resistance Ka Kam be karta Hai Iss Kay use say aap market Main Different Point Per Different Entries Put kar Sakty hain Or Acha Profit Gain Kar sakty hain Ichimoku Indicator Main aap Ko market Kay Hawaly Say Kafi Information Milti Hai Or iss Main lagging Span Kay Hony Say aap Ko Market Ke Next Movement Kay Bary main andaza Ho Jata Hai.

                Dear Mate Lagging Span Indicator aap Ko Market Main Next Movement Ka Bta Dyta hai Ku Kay iss Main Colors be set Kiye Ja sakty hain Jin Ko use kar Kay aap market Say Exist Or Re enter Hony Ka Pata Laga Sakty hain or Acha profit Gain kar Sakty Hain iss Kay Liy aap Ko Boat he Zada Practice Karna Ho ge or Trading main aapna Boat zada Time Dyna Ho ga Us Kay Bad He aap iss Main Expert Ho Sakty Hain.
                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

                  Forex ki market kay andar lagging span ka matlb yhi hota hay kay fashion important mpen kerny according to hamain acha income hasilnehi ho sakta kyisterha ki exchange important bara loss bhi ho saktahai aur accountwash bhi ho sakta hai lekin agar ham capturing supermegacelebrity sample itcreat hony according toopposite course important exchange openkerty hain tou hamain bahot bara loss bhi hosarding to bhi wait kernachahiayky jab marketplace ki motion ky sath capturing begin pa fashion constantly comply withkarty karty top par ponch jati hai orik degree asi ati haijb es ma mazeedapny fashion ko comply with karny ki sakat nirehti. So at that degree marketplace ik asicandle bantihai jo entire hony ok awful asi hoti hai ok eski fradle ko hammer candle b kaha jata hai kiuok ye hammer ki tarha hoti hai. Just like hammer eski lambitail hoti hai orsmall head hota hai. So jis taraf candle ka head ho ham agr ustaraf exchange openkarleyn gy to acha income hasilkar sakyn gy. Hamy agr asy sample kapata hoga to ham acha income hasilkarny ma kamyab ho jayn gy helti hain. Orjo dealer marketplace mamost time tak rehta hai orapni buying and selling talent enhance karny ki khosis kartahai wo he asy sample sy faida utha sakta hai.Serf enjoy sy he hamasybhot sy sample discover kar leyn gy. the Forex market ma pehle din heye sb kuch ni sekha jasakta es ok lae lengthy method undertake kary rehtyn hain wo kbi acha end result hasil karny ma kamyabni hoty. Short reduceko comply with karny sy serf lossmelta hai or mastering or information b kbi hasil nihoti. the Forex market ma cross slow ay kha hai tu apko bata daita hai capturing supermegacelebrityasal mai aik pattrenhai jis mai ap kam kartye hain ager hain aur ager ap ka pattren acha nhihota hai tu ap kaliyekafi masla ban sakta hai tu ap ka kam hai kay ap es maimahnet aur lagan kaysath acha kam karain ta kay awful maiap kaliye masla nhibanta hai tu capturing supermegacelebrity kay fashion kay hisab say kam agerkiya jata hai tu apka kam kafi clean hojata hai aur ap es mai acha kam kamhai kay ap acha kam karna chatye hain tu ap capturing supermegacelebrity paykafiacha kam kar saktye hain aur ap es mai kamyab bhi ho jatye hain tu ap kakam haikay ap buying karni hai tu ap ko es mai primary equipmentpaykam karna zaroori hota hai kiyu kay ap es kay hisab say kam kartye hain tuap kakam kafi acha ho jata hai aur ap es mai acha kam kar kay kamyabi hasilkarlaitye hain tu ap ka kam hai k
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex mein lagging span kia hota hy?

                    Lagging spam basically indicators hoty han ye wo indicators hain jo trader use karty hain market analysis k lae or ye indicator signal provide karty hain using average previous price action data Lagging indicator jesa k name sy he zahir hai market ko lagg karty hain. Es ma trader signal ki verification sy pehle es ekdam ka mosahida karty hain. Es ka matlab hai k trader start ma kuch pips sy mehroom ho jaty hain in pips ko khona bhot sy trader zaruri samajty hain or kuch trader ye samajty hain k unho ny enter hony ka moka he ganwa deya hain Common lagging indicators ye hain Moving Average Convergence Divergence (MACD), Simple Moving Average (SMA), Stochastic Oscillator and Relitive Strength Index (RSI) wagera sy hum trading ki strategy ko easy banaa sakty han Forex trading pay trading karte hain to aapko Hamesha Apne trading plan ko mazboot banane ke liye indicator ka Sahi use karna chahie jitne acche se aap indicator ka use karte hain Itna hi aapko trading Mein kam karte hue Achcha profit gain karne ka mauka Milta Hai Tu simple strategy ke Sath kam Karen aur Aise indicator ko use karne jo aapko simple tarike Se Achcha fayda dain aur trading karte hue aap apne liye achcha profit banaa sake

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X