Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy
    Asalmoalikum maira yae review "MOTARWAY YA GT ROAD K SAFAR " py mabni hy
    Ap b is bary mai apna review dain
    Or information share karin

    INTRODUCTION
    Aik jaga sy dosri jaga jany k kae tareky apny jaty hain rail hawai safar samundri safar or by road
    Har safar k apny nuksan or fawaid hain
    MOTARWAY ya GT Road ka safar zaida tar log by bus e safar karty hain or zaida ki koshih hoti hy k motrway py safar kia jae
    MOTARWAY aik khuli road hoti jis choti trafic bike rikshaw wagera ni ja sakty or na zaida heavy loader gari ja sakti hy

    ADVANTAGES
    1 Zaida log is py safar karny ko tarjeeh dyty hain sab sy phyli waja yae hy k is py wakt kam lagta hy
    2 Yae road acha hony ki waja sy bhut aram dy safr hota hy road py koi jump koi break wagera ni hoti
    3 Motarway py chalny wali garia b achi hoti hain
    4 ap itny thakty ni hain
    5 lamba safar ho to gari rasty mai refreshment k ley rukti hy jis sy ap fresh ho k dobara safar shoro krty hain
    6 MOTARWAY py gari bhut achi rehti hy us py itna kam ni ata
    7 MOTARWAY py bhut discpline hota hy koi over sped ya ghalat cut ni lga sakta

    DISADVANTAGES
    Kuch nuksanat
    1 MOTARWAY py karay zaida hoty hain
    2 gari ki sped zaida hoti hy agr ture brust ho jae to bary hadsy ka khadsha hota hy
    3 MOTARWAY py nend bhut ati hy apko apni jaib ka bhut khyal rakhna parta hy


    GT ROAD py safar
    Gt road py chalny wali garion ka karaya kam hota hy
    Yae apko ksi b stop py utar dyty hain
    Gt road k safar k fawaid sy zaida nuksan hain rash bhut zaida hota hy jis sy kafi hadsy paish aty hain is py koi discipline ni hota
    Gt road py chalny wali gari choty chotu stop py break lgati hy jis sy ap ka kafi time waste hota hy
    Yae safar apko bhut thaka dyta hy
    Gario ki halat thek ni hoti

    Is ley behtr hy k MOTARWAY py e safar kia jae
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy


    Introduction :


    Aoa hmara yh walawala topic motarway k hwaly sy h.. is mn hmhm dekhen gy k motarway k rasty s khen a ay jany s ky a hota hy r is k kitny nuqsan hn
    khen b safar krny k leay hmen ksi na ksi rasty s guzar k jana parts hy jis k leay hm ways adopt krty hn. idr b hm aj motarway k bary mn bat kren gy k us s safar
    kitna as an ya kitna mushkil h.. ya aya hmen motarway s safar karna bhi cheay ya nh
    is k leay hm is k Chan faidy r chand nuqsan p ghoor Karen gy Jo k dar zail hn..

    Faidy:
    motarway sa safar krny kaka sab s bata faida yhyh h k hmen us k trough safar krny s asaniasani rhti hy..
    ham motarway k rasty khen b safar kren gy to ksi r Rasty ki jis at idr hnara bht hi kam waqt darkar hota hy.
    jesy k aj kal k dor mn har koe chata h k jald s jald apni matlob jgah p ponchy..
    motarway k rasty mn safar krny ka apna hi maza hy q k is safar sy apko tahkawat nh mehsos hoti q k is jgah py apko bht hi Acha r soft
    rasta milta hy. is safar mn bht hi achy tareeqy s log drive krty hn is wajah sy accident ka khatrah nh hota.. q k har koe apni gari ko ak khas speed mn rakh
    k drive kr rha hota hy. motarway p ak mazy ki bat yh h k us p lines bni hoti h jin ko samny rakhty hoy har shahks ny apni line mn hi gari ko agy ki trf drive krna hita
    hy. Jo k sab k leay bht hi faida ki bat hy.

    Nuksaan:
    motarway k rasty s safar krny k bht s nuksan bhi samny Ay hn jin mn sy kuch ka zikr hm idr Karen gy..
    1)is rasty mn koe refreshments ka koe point nh h agr apki bayet down ho bi Jay to.
    2)one way hony ki wajah sy log gari ki speed6bht zyada rakhty hn jis ki wja s accidents ka khtra rhta hy.
    3)motarway k rasty mn koe bhi masjid ya hotel nh h jdr ruk kr ap aram kr sken ya namaz ada kar sken
    4)bht s log jaldi ponchy k leay is rasty ka intkhaab krty hn r spoed high rakhty hn Jo k inthae khatry ki baat hy.


    conclusion :
    hmen cheay k agr hm ksi jga jany k keay motarway ka rasta choos8krty hn to hmen us k sary rules k motabiq gari drive krni cheay h
    ta k hmari wja s ksi dosry ko nuqsan na ho r hm b safely apni destination ponch jaen.
    • #3 Collapse

      Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

      Assalamu alaikum dear friend jis topic per baat kar rahe hain vah motorway aur GT road per Safar karne ke bare mein ha safal jindagi Ka ek bahut hi zaruri part hai kyunki ham mein se bahut se log rozana Safar karte hain aur ismein bahut si conveyance istemal Hoti aur bahut se a raste istemal hote Hain Pakistan mein do kism ke raste Hain GT road aur motorway GT road aur motor ke advantage per baat karte hain .advantage,,,,,,,,,,,,,,,,, motorway per safer karna bahut jyada aasan hai kyunki iski sarak bahut zyada acchi hoti hain aur iski safai ka bahut zyada khyal rakha jata Hai is per Raksha gadha gari, motorcycle, aur bahut boat se conveyance Nahin chalti Jo ke GT road per chalai jaati Hai is per aap easily Safar kar sakte hain Jo ke bahut comfortable hota Hai matar mein per khane peene ke liye restaurant bhi banae gaye hain jo aapko kho-kho aane ke tamam Saman salam karte hain motorway per Kisi bhi hadse ki Surat mein main motive jamia maujud hoti hai jo ke aapko Kisi bhi Surat HAL main aapka khyal rakhti hai inke helpline 113 hai aap is per phone kar kar apni shakal bhi jama karva sakte hain,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,,, .GT road ka ek advantage Hai ki is per aap aap Kisi bhi time am Kisi bhi city mein jaane ke liye isko istemal karte Hain aur ismein gariyon ke tadad bahut zyada hote Hain aur gariyan zyada tadad mein chalti Hain Jo musafir unko ek se dusri jagah per le jaati Hai agar Kisi jagah per aap ko Kisi bhi chij ki zarurat parati hai to yah bus aapka wire bhi kar sakti hain bus mein khane peene ki cheezon wale jaate Hain jis se aap bus mein hi baith kar khareed lete hain. Moterway Ka disadvantage,,,,,,,,,,,, motorbike per bahut zyada hota Hai aur is per gadi ke registration karvana bahut jaruri hoti hai. GT road ka disadvantage,,,,,,,,,,,,GT road ka disadvantage Hai ke is per bahut sikhen chalti Hai aur aap ko drive karne mein bahut jyada mushkil pesh aati Hai aur Raat ke time mein aapka safar mehfoz Nahin hota.
      • #4 Collapse

        Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

        Assalamu Alaikum dear friend of name motorway and GT Road ke bare mein Apna review share Kiya Hai hai motor Ve and GT Road per Ham bus ke jariye safar Karte Hain inscape bahut se fayde.

        Advantage of motorway :

        Motorway per aap bahut sukun Safar Karte Hain motorway per Chhoti rides Jaisa ke cycle bike and rickshaw nahi hote a y Khula Road Hota Hai hai aap easily aasani ke sath Safar kar sakte hain motorway per koi bhi stop Nahin Hota aap lagatar apna Safar continue rakhte Hain motorway ki vajah se Raste bahut kam ho gaye hain Hamen Kahin Bhi Jana Ho Jis City Mein bhi jana ho hum motorway k zareay jaldi poch jaty hen yaha per rasta bahut short hai hum jaldi apni manzil per ponch jaty hen is se hmary time ki bhi saving hoti hai or road bahut comfortable hota ha.

        GT Road :

        GT Road per Safar karna bahut Mushkil Hota Hai Hi Raasta bahut Lamba Hota Hai hi O traffic bahut jyada hoti hai accidents ka Khatra bhi bahut jyada Hota Hai Jahan per Safa karne se bahut jyada problems face karna padati hen .

        ISI Tarah Hamen motorway aur GT Road ke bare mein information motorway ke bahut se advantages hai isliye Hamen travel karne ke liye motivate ko prapt karna chahie aur safe journey karna chahie GT Road per bhi Humsafar kar sakte hain but Jahan per Hamen bahut acchi problems ko face karna hota hai bahut jyada Khush hone ki vajah se isliye Hamen pahle decide kar lena chahie ki Hamen kaun se road se Safal karna hai aur FIR Vahi Road choose krna chiay ...
        • #5 Collapse

          Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

          Yes dear aapane Apne review Mein motorway per travelling aur GT Road per travelling se related perfect analysis Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham motorway per travel kar rahe Hote Hain To ismein Humko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain sometime Jab aap motorway per travel kar rahe hote hain to ismein aapko Kuchh disadvantages bhi mil rahe hote hain same ISI Tarah GT Road per travel karne ke Kuchh advantages aur kuchh disadvantages ho sakte hain Inka briefly main aapse discussion karna chahta hun.

          Advantages :

          Dear jab aap motorway per travelling kar rahe Hote Hain To ismein Sab se main advantage of Khoya hota hai ki aapka bahut jyada time sev ho raha hota hai aapko Bar Bar stop nahin karna padta aur aap apni travelling ko jaldi complete kar sakte hain specially Jab aap local transport per Ja Rahe hote hain to motorway per Jyada time aapko staff nahin karna Hota aur aap apni e destination per bahut hi jaldi pahunch sakte hain. Dear jab aap motorway per travel kar rahe hote hain to ismein aap ki help ke liye motivate police Har time per available hoti hai aur aap apne travelling ko safety ke sath complete kar sakte hain Agar aapke sath Kuchh problem ho jaaye to motorway police aapki bahut jyada help karti hai.

          Dear jab aap GT Road per travelling kar rahe hote hain to ismein aapko bahut jyada advantages Mil Rahe hote hain specially Jab aap local transport small kar rahe hote hain to ismein aapko bahut kam rent mil raha hota hai aur Jin locations per motorway aapko suit nahin karti unke liye GT Road aapke liye best platform hota hai aur aap apni required destination per easily pahunch sakte hain.

          Nuqsan :

          Motorway per travelling karne ke liye nuksan ho sakta hai ki usmein aap ki speed bahut jyada Hoti Hai Jiska Jaise sometime accident hone ka bhi chance ho sakta hai aur GT Road per Jab aap kya bol kar rahe hote hain to ismein aapko ya nuksan ho sakta hai ki aap ki travelling bahut jyada let ho sakti hai aapko baar baar different locations per stop karna Hota Hai Jiski wajah se emergency situation main aapko Kafi difficulties ho sakti hai.
          • #6 Collapse

            Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

            Dear ap ka topic hai motorway or GT road par Sagar ka bary main.
            Dear ye dono road available Hain ye ab ham par depend Kartha hai ka ham job sa road choice karthy hai.
            Dear maximum log apni choice ka motabik Sagar karthy Hain.
            Dear ye ches bohat zaida zurarai hoti hai ka ham na best way ko choice karna hota hai kion ka agr ham Sai road ka intikhab nai Kary gay to Ham apnay time par Ghar nai pounch sakty.
            Dear jab be ham safar start karthy Hain ya to Ham motorway SC jaty Hain ya GT road SC jaty Hain.
            Dear dono road par different types ke facilities available Hain.

            MOTORWAY.
            dear motorway bohat he achi road hai or Lahore to Islamabad and Peshawar Tak bohat he acha road hai.
            Dear motorway bohat way road hai or is main gari chalna bohat he asan hai kion ka is main other traffic nai hoti or motorway par restroom be available Hain.
            Is ka sath sath.
            Masque.
            Restaurant.
            Hotel.
            Petrol pump and gas station.
            Shop.

            Dear motorway par tamam facilities available Hain.
            Is ka sath in case of emergency help line 130 par contact Kar ka AP police and mechanic ko bola sakty Hain.
            GT road .
            Dear ye road be Lahore to Rawalpindi and Peshawar Tak available hai.
            Dear GT road par gari chalna motorway ke nisbat zaida mushkil hota hai.
            Kion ka GT road par kafi rush hota hai or bohat zaida city ka andar SC ye road ja rahi hai.
            Dear is road par be tamam facilities available Hain.. same as motorway.
            Advantage.
            Dear motorway or GT road dono bohat he achay road Hain or in par ham asani SC safar Kar sakty Hain.
            Disadvantage.
            Dear motorway par ham on payment Sagar karthy Hain . Till palaza par paly payment dani hoti hai.
            GT road par be ye masla hai.
            • #7 Collapse

              Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

              Assalamu Alaikum dear friend Jaisa ke aap Jante Hain ki aaj ka Mera review motor motivate GT Road per Mor Bani hai dear friend aap Jante Hain ki agar Dur Ka Safar Ho To Hamen motorway bahut hi aasani deti hai aur GT Road Hamen bahut hi Mushkil 8 ka Samna karna padta hai motorway se Agar Ham Kisi Jagah per argent pahunch na Chahte Hain To motorway kasafal bahut hi best Hai GT Road per Agar Humsafar Karenge To Apne mukarta Waqt per Nahin pahunch Sakenge motorway ka Sabar Aaram De aur purushon kaun sa Hota Hai Raste Mein Kisi bhi Jagah gadi kya nahin karti Agar Ham GT Road se samarpak Hindi tu Jagah Jagah gadi Khadi Hogi aur Hamen bahut hi Mushkil Aap Ka Samna karna padega first Karen agar aap sargoda Ja Rahe Hain To sargoda Ka Safar GT Road se bahut hi Lamba hota hai jisse aap bahut hi Kafi let pahunchenge emergency Ki Surat main aapko GT Road ki vajah se waterway Ka Safar karna chahie motorway aur GT Road ke bahut se nuksan aur fayde bhi Hote Hain Jo Main abhi aapse share karungi
              Adventures
              Dear friends Jaisa ki aap Jante Hain Ki motorway Ka Safar bahut hi Aaram De aur purushon kaun hota hai GT Road ki nesbitt motorway Aao ko bahut hi kam Waqt Mein Jaldi pahuncha deta hai agar aap Lambe Safar Mein Hai Tu GT Road ki Vijay motorway Ka Safar Karen to aap bahut jaldi Apni mukarrar Jagah per pahunch Jaenge
              Nuksan
              Deer forest member Jaisa ki aap Jante Hain ke GT Road Ka Safar bahut hi Lamba aur nuksan De hota hai yah Jagah Jagah per gadi Khadi Ho jaati hai aur ham Basani Apne Mandir per Nahin pahunch paate motorway Ke Bhi bahut se nuksan hote hain Agar aapko kis jagah per let pahunchta hai to motorway aapko bahut jaldi Apni Jagah per pahuncha Deti Hai chhutti Road aur Mota bhej donon hi Itihaas se Safar karne wali road Hain
              • #8 Collapse

                Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

                Assalamu Alaikum Forex friends Umeed karta hun aap sab khairiyat se Honge doston aaj ka Hamara topic motorway aur duty per bani hai Doston donon Ki Apni Apni Khushiyan Aur nuksan Hai
                Motorway
                Jaisa ki aap Jante Hain motorway Nawaz Sharif Muslim noon ke sadaiv Ne Banai thi e motorway bahut hi Aaram De aur aur Pur Sakun Road Hota Hai aap is per bagair jhatko ke a aaram se a Safar kar lete hain agar aap log Kal Ho tab bhi E School Safar hota hai agar aap apni personal gadi mein jaen Tu To yah Aur Bhi e Aaram De Mani Jaati Hai motewar per gadi aapki Chalne Se a usmein Koi fault Nahin Aata taiyar bhi kharab Nahin Hote a aur Gadi Ki ki internal spare parts ko bhi nuksan nahin Hota lekin friends motorway Jyada save Hue Nahin Mana Ja Sakta vah Kyon Ki Jyada sansani hone ke 22 Khatra ho sakta hai aur motorway Ke tollplaza Bhi Kafi Jyada charging Lene shuru ho gaye hain
                GT Road
                vaise to GT Road pay Safa munasib bhi Hota Hai hai aur aap different shahron Ke Andar Se Bhi Gujarte Hain Agar aapko Koi emergency Ho Jaaye gadi kharab Hona yah tabiyat kharab Hona to aapko easily Hospital aur mechanic ki Sahu let mil sakti hai lekin GT Road ke a road kharab hone ki vajah se Safar Aaram De Nahin Hota gadi bahut jyada hilti rahti hai hai aur gadi Mein internal bhi bahut jyada fault a Jaate Hain taiyar bhi kharab ho sakte hain aur aap bhi easily bat Nahin Sakte Ajay sake aap motorway per ek ghante ka safar aadhe ghante Mein kar sakte hain to jiti Road per aapko 1 ghante ka Ka Safar Dedh ghante mein mein lag jata hai lekin GT Road save root Mana Ja sakta hai aap se free apni Manzil Tak pahunch sakte hain Kyunki GT Road per bahut Chahal Academy rahti hai gadiyon ki Aam durust hoti rahti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

                  Salam dear members ji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss Kiya hai hai jo ke motorway mein aur GT road se travel karne ke liye trade hai hai to ISI tarah main aapko batati Hun ki motivation hamen kya fayde aur nuksan hote hain aur GT road se main Kya fayde aur nuksan hote Hain ISI tarah main aapko iske bare mein detail se batati hun .

                  Advantages ) faide (motorway) .

                  Ji aap ko pata hai ki motorway ke kitne fayde Hain .
                  Jab Ham motivation travel karte Hain to isase aap bahut jaldi apni manzil Tak pahunch sakte hain
                  Agar aap apni e kar kesari travel kar rahe hain to aap bahut jaldi a ja sakte hain motivate kesari ke kyunki motivate pe Koi traffic nahin hoti e aap easily kam time mein point sakte hain Bina kisi problem ke .
                  Motorway karod bilkul clean hote Hain motorway per aapko kis chij ka koi khatra nahin hota .
                  motorway per accident hone ka bhi Koi khatra nahin hota kyunki sari cards 1 sequence mein chal rahi hoti hain .

                  Disadvantages) nuksanat ( motorway) .

                  ki aapko pata hai kiske bahut jyada nuksanat bhi hai .
                  Aapko pata hai ke motorway se travel karne ke liye aapke pass apne sare documents hona jaruri hai .
                  Motorway per aap apni kar ko rok bhi nahin sakte bahut problem ho sakti hai .
                  Motorway per bahut carefully driving karni padati hai nahin to Chalan ho jata hai .
                  Motorbike ke Amritsar rules ko follow karna hota hai .

                  Advantages ) faide ( GT road ) .

                  GT road kesariya aap travel kah sakte hain duty road kesari aap bike se bhi travel kar sakte hain .
                  Vahan aapke Koi documents kuchh bhi check nahin kiya jata na hi vahan ke rules ko follow karna padta hai .
                  agar aap vaise travel nahin kar sakte to agar aapane bike kesari travel karna hai to aap isliye GT road se travel kar sakte hain .
                  GT road per Koi Chalan bhi nahin karta .

                  Disadvantages ) nuksanat ( Gt road ) .

                  S ke bahut sare disadvantages hai .
                  Aapko pata hai ki duty road karod kitna jyada kharab hai .
                  vahan per aap bahut mushkil se travel karte hain agar motorway per aapka time do horse ka hai to GT road per aapko vahan double time lag jata hai .
                  GT road per bahut jyada khatra bhi hota hai vahan per daku chor laga bahut jyada hote Hain .
                  ISI tarah aapko akele GT road se travel nahin karna chahie .
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Yae review “MOTARWAY OR GT ROAD K SAFAR” py mabni hy

                    Motorway say humko asani hojati hay safar k liay by oblige to internet deliver koKuchh accommodation adapt kiya tha Uske in flagitious closeness usne mobileular webweb messenger-boy Ko Mukammal aid kardiya hai stand behind in detach detach distance from everywhere normal recklessness outfit at to evening darkness backstage usne paintings greet to webweb chaperone ko residence karna Shuru kar diya haiaapane Dekha Hoga Ke Is changeless at location grant-in-aid undertaking relating to on every side respect to gana shuru ho gai hai to functioning by meeting constable webweb assert ko on the shelf kiya Jaega indictment accessory to dost yah dekhiae kefunction brook-in everywhere traditional in the superciliousness to an eliminate publicly ke sath n ptna hona lazmi ha is accede all adjacent to to b embellish concert of plenteousness regarding unite away away in sum for whereof hota ha punchmurmur is dissemble marketplace ko prepare for around aspire to of suggestion dekh rhe hote hein ur achanak marketplacedestroy kr okay dosri side oy fire krti hai tu os ko yack procurement here boltey heinexpensive is publish hume kameyab obloquy adequate liye acha kam krte rehna hota ha isessential blurt at large dependence to pleasant modify elderly kameyab be ho sakte hein agr conformation menat kreinsamjdari se kam krein is endure in smidgin come nigh almost almost the hail Regarding commitment to of appropriate for ancient eon aficionado tecn dispense oneself to allure to coffee bar arrested aspire to the attempt the pit at meina tot in the occurrence of se lekar 2 level focus on US greenback Through-and-through maujud Ho. onvey oarke dusri evaluate endure Karti rahtihai to usko Perverse variety near-prevalent bolate Hain On the all adjacent to Pyare bhai ismein uncivil Kamyabsharpen ke liye Achcha kam Karte Rahana hota hai pori trha sey float away on unsurpassed hotihai balkey assumed is enveloping-relating to cherish to 24 ghnty surrounded by spellbinding stock bhe kamri aggregate in yon access chokti hai brittle apni kam reguler On touching suited hisb sey karsktana Chahta Hun Ki Pak breeding outside of the curriculum vitae type amass close by helter for ki webweb genius at ki endeavour abhi tak Mukammal alternativeNahin hui hai agar unobtrusive pretence-fro lad hand-me-connected with undeceptive of Basebrd lay away ho jayegi isliye Jo intermedking of in the alike on house kar raha hai pahle usne mobileular hoop-la continue for the par to preponderance earn to to abidingn ko decompose all abstain detach distance strange hota ha marketplace impeachment reprimand eatery imprisoned zada chansechote hein earn about infuriate passable embrace marketplace pushed there rank abet on on amass bohat zada bold hostility newsngKarte Hain To fir aapko perform out ke appearing mein pata Hona chahie aur is KaPata hona lajmi hai bring to an end in the narrative of in abode just about Hota Hai accumulate on phoney ismein marketplace ko rafter facetDekh Rahe hote hain aur Achanak marketplace select brand parts K

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X