What is bid price & ask price in forex trading?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    Re: What is bid price & ask price in forex trading..??

    dear member ya trading karne ka ek bahut useful tarika hai is tarah Se bhi members apni chatting ko acchi tarah Se continue karne mein successful ho rahe hote hain aur members ko har tarah si trading karne se related knowledge hona chahie trading karne se related ja members ke pass bahut achcha knowledge hota hai tu is tarah Se mambas maximum successful apni trading ko kar pa Rahe hote Hain bid pric and ask price trading agar ine donon se related kisi bhi member ko achcha experience hasil karna hai to members ko bahut acchi tarah share trading se related technical information per focus karna hoga yahan per maximum log aise Hain ki Jo apne kam ko bahut acchi tarah Se continue kar rahe hain lekin logon ke paas technical trading se related koi bhi information nahin hai aur technical trading se related information na hone ki vajah Se Hi vah log apni trading mein maximum acche results nahin le rahe hain members for maximum time forex ko Dena hoga aur forex per online hokar apne kam ko bahut acchi tarah Se continue karna hoga yah isliye important hai ki is tarah Se members ko achcha experience mein jaega members ko agar trading se related har tarah ka experience hasil karna hai to unke liye yah bahut important hai ki technical trading se related bhi unke pass information honi chahie aur agar yah information members ke pass hogi to unko yah idea mil jaega ki market ki movement ka trend kis taraf hai aur kis tarah Se members ko market mein enter hokar aur apni trade ko open karna hai
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

      AOA dear friends hum aaj k topic pr guftago karty huy is pr kuch roshni dalny ki koshish krain gay Bid price aur ask price ko selling price ya buying price bhee kehty hain. Ye dono terms buy aur sell kay liey use hoti hain. Professionals jo hoty hain wo market main market language use karte hain aur buy aur sell ke jagha par ask proce aur bid price kay words use karte hain aur ASK PRICE wo hoti hai jo aapko currency ko buy karney kay liey deni parti hai. Maslan agar aap ko EURUSD kay pair ke Bid price aur ask price ess tarha mill rahi hai 1.1600/1.1604 to ess main ask price 1.1604 wali hai. Jisko buy bhe kehty hain.
      BID PRICE* price hoti hai jo apko currency sell karne par milte hai. Maslan ooper wali misaal main Eurusd ma bid price 1.1600 hai. Agar aap eur sell karty hain yo aapko 1.1600 dollars milen gy
      Aur ye new traders kay liye bohot he useful information share ke hai. New traders ko aksar bid price aur ask price ka difference pata nai hota ha aur woh kafi arsa confuse rehty hain aur dear forex trading members forex trading ma orders ko 2 names sy pehchana ya discretion di jati hai bid orice investors use krty hain jub ky hamary jesy traders isko sell order kehty hain aor isi name sy yeh traders ma famous bhi hai binary option ma bid price kaha jata hai*aur bid price woh price hote ha jis pr trader apne base currency ko sell kr rha hota ha counter currency sa badle aur youn bhi kah skte hain kah woh base price ko exchange kr rha hota ha counter currency ka badle kuch difference sa jis sa profit and loss ho rha hota ha aur is mein wo actual rates hooty hain jin pay currency buy ya sell hooti hai.jab aap order open karny kay liey window open karty hain to uss time ye price aap ko nazar aati hain.in donon prices kay difference ko spread kehty hain.
         
      • #78 Collapse

        Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

        Dear Fellow ap nay Boat he important Topic per Humary sath apna Knowledge Share Kiya hai iss Main Koi Shaq Nahi hay kay aap Nay In Point kay bary main Jo Information humary sath sahre ke Hai Wo bilkul Correct hai or In Points Kay bary main har traders Ko He Information hona Boat Zrori hai tab he aap Ko Apnay Management Plan or Apny Profit or Loss Kay bary main proper plan Kay bary main Pata Chaly ga Ager aap ko ye Sab maloom Nahi hay toh aap ko ye Sab lazmi janna Chaye Or iss kay abd He trading karna Start karna Chaye..Hum jab be Koi Position Lyty hain toh us Kay liy hum Kuch fee dyna Hoti hai.

        Bid Price

        Mate bid Price hum us price ko khty hain Jab Hum Higher Price per Koi pair ya Stock buy karty hain toh uss ke Security kay liy humy kuch Pips lose main trade open karna Hoti hai iss Price Or In Pips Ke Higher Price ko Hum Bid Price bolty hain Ku kay jab Broker Humare Position ko Hold karta hai or Execute karta hai toh us kay liy Broker Ko Kuch fee Lyna Hoti hai or ya Fee sab Brokers Ke Different Hoti hai or ye Fee Humy Lazmi Dyna Hoti hai Humare Position Ko Open karny kay liy..

        Ask Price

        Dear Mate Ask price main Humare Wo price Shameel Hoti hai jab Hum kise be Pairs main Low price Per Koi Pair ya Stock sel karty hain toh be Humy apni Position per Kuch Security fee Dyna hoti hai iss liy humy Ye Position Open karny ke Permission De jati hai or Is tarh Say humInn Dono price kay Difference ko Spread ka name Dyty hain Jo kay Har Broker ke Difference hoti hai.
         
        Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
        • #79 Collapse

          Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading..??

          Dear Forex trading me some Jab kam karte hain to usmein hamare pass market ki do prices ko show Kiya Ja Raha hota hai ismein Ham Tak Hain Ki ismein Ek price hamare pass bid price hoti hai aur dusri per ismein hamare pass ask price Hoti Hai Jisko market Mein Ham Dekh Rahe hote hain aur Jab Bhi Ham Koi chij purchase karte hain ya FIR ismein Ham Jab koi bhi chij Se Karte Hain to ismein hamare pass bed price aur ismein hamare pass ask price car value ko show Kiya Ja Raha Hota Hai.

          Dear bed price usko Kaha jata hai ki Jab aap market Mein Koi Bhi chij dear Ham Jab ismein koi bhi chij purchase karte hain to ismein hamare pass Jo price Hamen Di Jaati Hai vah Hamen bed price hoti hai main kam kar rahe hote hain to ismein hamare pass yah chij Pata Hona chahie dear Ham dekhte hain Agar Ham Kisi bhi money exchanger ke pass Jaate Hain To Ham Agar isko Kahate Hain Ki Humne apni currency ko change karvana Hai To vah Hamen Ek price Dega jisse Ham Kahate Hain Ki Hamen $100 Ke Badle Mein Hamen Pakistani rupees de diya Jaaye To Hamen per Dala ke sabse rate Dega Jo hamari bit price Hogi aur yah price Hamesha actual price se kam hoti hai.

          Dear ask price dealer ki taraf se aapko provide ki Jaati Hai Jab aap koi bhi chij sale karna chahte hain to usse aap yah dekhte hain ki Jab aap dealer se koi bhi chij purchase karte hain to vah aapko 1 price Deta Hai Ki Main is chij per aapko yah price Dunga to aapke pass Ek ask price Ho Jaati Hai Jo ki ask price Jyada hoti hai aur ismein aur bed price kam hoti hai aur Iske Darmiyaan jo bhi difference hota hai usko Ham broker ka Commission yah phre se spread ka naam Dete Hain.
           
          • #80 Collapse

            Re: Bids aur Ask price mein kia farak hota hey?

            dear forex market mein jab Ham kam karte Hain to humko is market mein yah pata hona chahie ki jab Ham kisi bhi broker per trade open karte Hain to hamari trade per Jo profit hota hai vah hamare account mein lot size ke hisab se hota hai forex market mein jab Ham apne account per trade lagate Hain to humko is market mein fayda isliye hota hai jab Ham apne account per trade open karte hue yah risk kam lete hain kyunki is market mein jab Ham bid price yah ask price ko dekhte hain to hamare account for profit hamare lot size ke hisab se hota hai forex market mein Ham apne account per jo bhi trade open karte Hain humko ismein fayda bahut hai jab Ham apne account per Koi trade open karte Hain to esapares latka rangers main spread kam ho agar Ham is market mein main kisi aise pair per trade open karte hain jiska supplied bahut jyada ho to jaise hi Ham apne account per trade open karte hain hamari trade bahut jyada loss mein jaati hai humko apne account per loss mein trade close karne se a bitdefender tab hota hai jab Ham apne account per soch samajh kar lete hain forex market mein humko fayda tab hota hai jab hamesha market mein soch samajh Kar kaam karte hain forex market mein humko kafi jyada fayda bahut hai jab Ham is market mein acchi planning ke sath kam karte hain is market mein Ham achcha kam karte Hain to humko is market mein hard work karna hota hai tab Ham is market mein successful Ho jaate Hain.
             
            • #81 Collapse

              Re: What is bid price &amp; ask price in forex trading?

              Mein Kam Karne Wale member ko chahie ke vah ismein acche se acche broKar ke selection Karen market Mein trade Lagate Hue Hamen broker ki selection karni padati hai agar Ham acche broker ki selection karte hain to vah market Mein Hamar Maini bahut jyada help karta hai Forex Mein broker ki selection karna Har trader ke liye Jaruri Hota Hai ISI Tarah beginner ko chahie ke vah market mein low spread broker ko select Karen Kyunki beginner ke pass Itna experience or knowledge Nahin Hota ke vo High spread broker ko apni trade Mein istemal Karen hi spread broker ko Hamesha professional trader hi istemal Karte Hain ISI Tarah beginner ko kabhi bhi market mein high spread Ko istemal Na Karen Is Tarah Se use loss bhi ho sakta hai

              High spread broker ko Hamesha successful trader hi apni trade Mein istemal Karte Hain Ek beginner ko sabse pahle a apni trade Mein Low spread broker ko istemal karna chahie Kyunki Uske pass Itna knowledge or experience Nahin Hota ke vah start Mein Hi apni trade mein high spread broker ko istemal Karen market Mein maujud low spread broker aur high spread broker mein bahut Fark Hota Hai isiliye carefully in brokers ko market Mein istemal karna chahie Kisi dusre ke Kahane per Hamen broker ki selection Nahin Karni chahie bol ke Khud Hi Soch samajhkar broker ko select karna chahie aur jo broker Hamare liye jyada faydemand ho
              • #82 Collapse

                What is bid and ask price ?

                ASSLAM O ALAIKUM DEAR FRIENDS
                JASA ky hm jany hy ky market ma chart pr pr bid or ask price ko dekhty hy
                ma chahta ho ky ap is pr apni ray dy or is ko explain kry taky ap ki information sy sb ko fida ho
                • #83 Collapse

                  Re: What is bid and ask price ?

                  Forex trading me hum do hi side pe trade open kar sakte hen aik upside k leye buy karna hota hai aur down side k leye hum trade ko sell karte hen. Jo trade hum buy karte hen us k bid ka naam deya jata hai aur jo sell karte hen us ko ask bhi kaha jata hai.
                  BID
                  bid forex trading me kisi tarde ko buy karne ko kehte hen. Ya ye bhi keh len k ye trade k buy karne k dosra naam hai. Bid me hum apni tarde ko ya stock ko lowest side pe khareedne ki koshash karte hen jab k us trade ko us waqat band karte hen jab wo hamen munafa den aur high level pe chali jaye. Jese aik gold 1900$ pe trade kar raha ho aur hum us pe bid laga dete hen to jab wo 1910$ pe jayega to hamen profit melega aur nechay side pe loss hoga.
                  ASK
                  Forex trading me kisi stocks ko sell karne kaa nam hen. Aur jab hum is ko apply karte hen to hum ye ummeed karte hen k stocks apni position se nechay ki taraf jayega aur hum us se profit hasil karengay. Jese aik gold 1900$ pe trade kar raha ho aur hum is jagah pe ask karte hen to agar trade nechay 1890$ ki taraf ayegi to hamen profit hoga nahi to agar 1910$ pe jayega to loss hoga.
                  • #84 Collapse

                    Re: What is bid and ask price ?

                    Assalam o Alaikum, g dear bid aur ask aik different price hote he jo keh broker fix kr deta he aur yeh different stock , futures commodities aur currencies ke urgent selling aur buying ke lie hota he aur agr trader kse trading pair ko sell krna chahta he to us ko bid pr order lagana hota he aur agr trader kse trading pair ko buy krne lgta he to trader ko ask pr click kr ke apne order buy ka lgana hota he aur yeh jo ask aur bik ka different hota he es ko spread kehte hien aur yeh broker ka aik commission hota he aur jo hr trader ko pay krna hota he aur es ask aur bid ko sell buy bhe keh skte hien aur agr ask wale price hmesha bid wale price se kuch points zyada hote he aur yeh different hr broker ka apna apna alg alg hota he aur yeh different 1 point se 200 points tk hota he aur trader ke lie lazme hota he keh woh market ke in rules ko smjhe aur trader ask aur bid ko ache trah se smjhe aur in ke ahmet ko smjhe aur in mein kitna trader ko faida ho skta he aur trader ne kb order lagana he aur kb close krna he market mein sel krna he ya buy krna he yeh sb chezein trader ke lie smjhna zarore hein phr trader trading mein ache traeeqe se kam kr skta hen bid or ask price kay darmyan farak ko spread kehty hain spread wo cheez ha jo broker comition kay tor par wasool karta ha jub hum order open kartay hain bid or ask price har broker ki mukhtalif hoti ha kuch broker ki bid or ask price kay darmyan farak zada hota or kuch kay darmyan kam jub hum order open kartay hain buy ka to hamra order bid ki jo price ho gi os par open ho ga jub hum sell ka order open kartay hain jo ask ki price ho gi osi par sell ka order open ho ga acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar sakty hain forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table ban kar be kam kar sakty hain is ma hamara koi boss nahi hain hum is mai agar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik aam business ke nisbat bohat bhat acha business hain.
                    • #85 Collapse

                      Re: What is bid and ask price ?

                      Dear bid aur ask prices ke term foreign currency exchange kay doraan use ke jaati hai. Aur bid aur aks ko ham normal zubaan main buy aur sell bhee kehty hain. Agar aapne kise bhe currency exchange par jaa kar koi bhe transaction ke ho matlab kay agar aap nay rupay kay badly main dollar ya pound khareedy hon ya phir dollar ya pounds kay badly main ruppy liey hon to aapko bid aur ask price say wasta para hoga. Maslan agar aap exchange pay vay to aap kay pass dollars thy to aapne wo dollar exchange waaly ko deny hain to wo aapko kahy ga kay 1 dollar 120 rupy dun ga. To aap usko day dety hain. Es kay baad usi exchange waly kay pass agar aap jaaty hain aur kehty hain kay humko 1 dollar chahey hai to wohi dollar apko 125 rupy main deta ha. Es misaal main Buy Ko Ask aur Sell ko Bid Price kehty hain. Jab aap forex market main koi bhe pair ko buy karen gy ya sell karen gy to un dono ke value kay darmiyaan apko difference hamesha milta hai. Maslan EURUSD ka rate abi 1.1700/1.1703 chal raha hai to apko sell karney main 1.1700 rate miley ga aur buy karney main 1.1703 rate muley ga. Ye jo 3 pips ka difference hota hai usko Spread kehty hain. Aur ye spread jo hamara dealer yani kay hamara broker hota hai uska hota hai aur usko faida hota hai. Ye aik kisam ke uski service provide karney k charges hoty hain. difference bid aor ask main hay us waja sy hota hay to in chezon ko trader learn kia kray aor in small smal things ki trading ko information honay chhy aor trader forex trading main experience sy work krain aor trading market ki information sy work krain aor trading main jb trader aik proper expert trader ki trah sy trading krta hay phr trader ko trading main profitable trading hoty hay aor trader market main hamsha active rahya aor is trah ki chezon ko learn kray aor mind main rkha kray yeh chezin trading ko use krna hotay hain phr trading main achi working hoti hay aor trader profitable trading krta hay.
                       
                      There is always light. If only we're brave enough to see it. If only we're brave enough to be it.
                      • #86 Collapse

                        Re: What is bid and ask price ?

                        forex market mein jab Ham trade lagana chahte Hain to hamare pass 2 price available hoti hai isme agar Ham bit price aur uska price mein difference check karen to yah thoda sa hota hai is market mein Ham jo bhi trade lagate Hain is per hamara target tab milte hai jab Ham is market mein tel lagate Hain to hamari price thodi si kyon hoti hai yahi change hamara supplied hota hai tumko main apna target hasil karne ke liye hoti hai forex market mein Ham jo bhi trade open karte hain vah start mein lo se start ISI vajah se hoti hai ki hamari trade ka difference hota hai agar Ham is market mein bid price ho raha surprise ko samajh lete Hain to humko yah pata chal jata hai kya MS market mein kaise karya ho sakte hain agar hamesha market mein soch samajh Kar kam karte Hain tumko is mein kafi jyada fayda tab ho sakta jab hamesha market mein soch samay kar kam karte hain agar Ham forex market mein roj banakar kam karte hain wapas market mein kafi jyada fayda ho sakta hai forex market mein kamyab hone ke liye humko hard work karna hota hai jo trade forex market mein roj banakar kam karte hain usmein kitne successful Ho jaate Hain Paras market mein kamyab hone ke liye humko market ki movement ke hisab se trade lagani hoti hai agar hamesha market mein bid price aur ask price ko dekhkar trade lagate Hain to hamen kafi jyada fayda ho jata hai market mein humko apna decision lene se pahle soch Lena chahie ki Ham is market mein kitna s lekar kam karenge to Ham kis market mein kamyabi mil jayegi.
                         
                        • #87 Collapse

                          Re: What is bid and ask price ?

                          Forex trading Mein kam karte hue Hamen apne business ke bare mein experience knowledge Ka Hona bahut hi jyada important Hota Hai jo hamare pass apne business ke bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham apne business bachi kamyabi Haasil kar sakte hain Achcha profit cancel kar sakte hain market Mein kaam karte hue Hamen market ke bare mein acche tarike se analysis karna chahie market ko acchi tarike se samajhna chahie Hamen market Mein bid price aur ask price ke bare mein Achcha knowledge Hona chahie Jab hamare pass Uske bare mein Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se kam kar Sakenge Rachi kamyabi Haasil karenge bid price Sar Aaj price market mein bahut hi jyada important hote hain Hamen Iske study bahut hi careful hokar Karni chahie kabhi bhi ine ignore nahin karna chahie

                          Forex trading Mein kam karte hue Jab Ham market Mein Bheeg price ko apni trade Mein use karte hain To isase Ham Achcha munafa Hasil kar sakte hain aur ismein Market high level per pahunch Jaati Hai Jab Ham market Mein Gold per trading kar rahe Hote Hain To Hamen big price ko apni trade Mein Lagana chahie isase Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain apni trade ko Kamyab banaa sakte hain

                          Ask price Jab stock apni position Ke Niche ki taraf Jata Hai To Ham market se Accha profit Hasil kar sakte hain Hamen Iske bare mein acche tarike se samajhna chahie aur Market Mein Apni trade Mein is use karna chahie Jab hamare pass acchi information hoge To Ham isase Achcha result Hasil kar sakte hain Hamen market ke bare mein Achcha knowledge Ka Hona bahut hi jyada important hota hai jabar market ki acchi tarike se samajh a Rahi Ho To Hamen market Mein Apni trade open Karni chahie
                           
                          • #88 Collapse

                            Re: What is bid and ask price ?

                            Desr member bid aur ask actually buy and sell k 2nd names hen bid se murad buy pe trade krna aur ask se murad sell oe trade krna hy.
                             
                            imranhaider
                            • #89 Collapse

                              Re: What is bid and ask price ?

                              Assalam O Alaikum dear friend aap ne ek buht acha sawal kiya hai Trading market k basic k bare main knowledge hona hamare liye buhat zaroori hai dear friends aj ham baat karen ge BID and ASK price k bare main

                              Bid Price ::

                              dear friends Bid price trading main wo price hoti hai jo k ek buyer market main order lagane k liye security k toor par ada karta hai our ye keemat ek broker teh karta hai k wo kitna commission wasol karta hai

                              Ask price ::

                              dear friends Ask price trading business main wo price hoti hai jo k ek seller market main order lagane k liye security k toor par ada karte hai our ye broker par depends hota hai k wo kia price wasol karta hai

                              Click image for larger version

Name:	bid and Ask.png
Views:	4
Size:	6.4 کلوبائٹ
ID:	12334795



                              Spread ::

                              dear friends spread broker ka total commission hota hai Bid price and Ask price k drmayn jo difference hota hai ham use spread kehte hai our jitni low spread ho g liquidity of given security utni hi zayda hoti hai
                              Ayisha Cutey's Trading Journal
                              https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                Re: What is bid and ask price ?

                                buy price ko ask line kehte hai aur sale price ko bid price kehte hei es mai ap ko order lagaty waqt en k difference se profit ya loss ho ta hai jitna es ko ka farak kam ho ga utna he ap ko profit jaldi ho ga yani k spread kam ho ga tu profit jaldi shuro ho jae ga ye euro usd mai kam hota hai sab currency aur es mai ap pko jald he profit hota hai agar ap kisi high yani major curency mai lagae order tu profitlate hsuro hota hai ye bid ask se he hota hai

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X