MFI aur RSI men difference !!!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MFI aur RSI men difference !!!
    Dear friend main aapse ye puchna chahta hun k MFI aur RSI men difference Kia ha?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: MFI aur RSI men difference !!!

    Assalamu Assalamu Alaikum dear Forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se Honge aaj ka Hamara review hai MFI aur RSI mein kya difference hai. To Chaliye inmein difference wazih Karte Hain

    RSI INDICATOR %%%
    Dear Forex members RSI yani relative strength indicator aik bahtreen indicator ka name hai jis ko ap apni trade k liye istemal kar sakte hain. es indicator main hum market main hamy over bought aur over sold k bary main pata laty hain aur jnty hai.jis main hum koi bhi level ko follow kar ky hum apni trading karty hain. es main aghr 30 level pory hai tu os waqt main hum yah kah skty hain k market oversold ki sort e hal aur position par hai. jis main aghr hum trade karengy tu hmain bearish trend ko follow karna hota hai. Es ky baad agar market 70 level par hy tu wo market ki over bought ki sort e hall aur position hoti hai jis main hum apni trade ki confirmation kar k apni trade asani ky sth lga skty hain jis k bad hum apni trade main bhtreen kism ka profit lay skty hain...
    Click image for larger version

Name:	sketch-1600774191088.png
Views:	2
Size:	660.4 کلوبائٹ
ID:	12331339

    MFI INDICATOR %%%%

    Mfi indicator ko Kuchh is tarah banaya gya hai k ye kuch time k liye trading ki price ka andaza lga saky. ye kuch time depend krta hai Forex trading k volume py.. Lekin ye market ko check krny ka ek best tareeka hai jo trader ko btata hai k kese market ko deeply smjhna hai or kis time py kya mindset ho..
    [IMG]null[/IMG]
    • #3 Collapse

      Re: MFI aur RSI men difference !!!

      ji member aapane ji member aapka kya hal hai ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aaj ka question bahut hi achcha hai MF I indicators for rs indicators vaise to market mein bahut jyada indicators hai aur har indicators ki ek apni value aur importance hai lekin is indicators ko bahut jyada istemal Kiya jata hai in trading may be integrated bahut amrola takat hai trading karne meinare aisa indicator samay trading karne mein bahut jyada mein Dal deta hai rs indicators keypad se Ham trading bahut profit able hasil kar sakte hain a Raha sahi indicators bahut acche hote hain aur yah jyadatar istemal kiye jaate Hain trading mein a lesser indicators ko bhi small karne ke liye makes penis hona chahie aur LSI ko chatting mein small karne se pahle hamen na nice karne ki jarurat hoti hai aur analyse karne ke bad bhi hamen a Raha hai sahi indicators ko istemal karna chahieISI tarah se MF I indicators with bahut acche hote hain aur inko istemal karne se pahle bhi hamen unke bare mein acche se analyser station karne ki jarurat hoti hai aur iske bad yahan isko select karke indicators ko trading mein istemal kar sakte hain ya indicators isliye hote Hain ki hamen market mein kuchh time ke liye tractor ki price ka batate hain aur ham use time price ka andaza laga lete Hain aur is hamen bahut jyada na recharge hota hai information hasil ho jati hai aur ham lekin apni trade mein kamyab hote hain lekin sabko karne ke liye sabse jaruri baat hoti hai vah hote hain experience auramix peene hasil kar lena chahie
      • #4 Collapse

        Re: MFI aur RSI men difference !!!

        Assalam walekum their member kaise hain aap ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aapane Hamare Sath bahut hi acchi information discuss ki hai Mfi aur rsi main difference vaise to Forex trading market mein bahut Sare different type ke indicator hote hain lekin ine donon indicator ki Jyada Ahmeyat Hai Forex trading Mein Ham in donon indicator ko Apne kam Mein use Karke acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain yah bahut hi acche indicator Hain in indicator key forex market mein bahut jyada value hai bahut se member in indicator ko use karke forex market Mein kam Karte Hain Agar Ham Apne kam Mein mehnat Karenge To Ham mehnat karke hi in indicator ko acche tarike se samajh Payenge Agar mehnat Nahin Karenge To Ham kabhi bhi in indicator ko acche tarike se a Nahin samajh sakte isliye Hamen Apne kam Mein Hamesha mehnat Karni chahie

        Rsi indicator

        Rs indicator Ek bahut hi Achcha indicator hai R Si Mein izafi khususiyat yah hai Ki yah trend ke Nishan dahi karta hai is mein agar price 50 se upar Jaaye to uptrend ko zahir karta hai agar price 50 se niche Jaaye to downtrend jahir karta hai Rsi indicator stochastic indicator se Kafi Milta julta indicator hai iski reading zero se hundred Tak hoti hai ye indicator baki sab indicator Se Alag indicator Hai yah bahut hi important aur bahut hi Achcha indicator hai is indicator ko Ham use Karke Apne kam Mein acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain

        Mfi indicator

        Mfi indicator bhi bahut hi Achcha indicator hai mfi indicator trading ki price ka andaza Lagane ke liye Hota Hai ji indicator Kuchh time depend karta hai aur yah market ko check karne ka ek best Tarika hai hamare pass MFi indicator ka Achcha Se Achcha knowledge Hoga To Ham is indicator ko acche tarike se jaan Payenge
        • #5 Collapse

          Re: MFI aur RSI men difference !!!

          Dear Member aapny Boat He Important Topic Per Sawal posha hai Ku kay Ye Dono he Momentum Indicator hainorr In Ko Understand karna Har Trader Kay Liy Boat Zrori hai Jab taak aap Ko ye Indicators Ke Smaj nahi ay ge aap Kabni be Trading main Advance Level tak nahi ja Sakty hain Ku kay Ye Indicator He aap ko baqi Indicators Kay bary main Information Provide karty hain iss liy humy inn Kay Bary man pata Hona Boat Zrori hai.main aap Ko in Indicators Kay bary Main kuc Point Share Kar Raha Hu Umeed Hai aap Ko Best information Hasil Ho ge..

          Relative Price Index (RSI)


          Dear Fellow RSI Indicator ak Momentum indicator hai or iss Indicator ko Use kar kay aap Price Ke Movement Ka Strong analysis kar Sakty hain or market Main Apni Entry ko Confirm kar sakty hain or Over Bought Or over sold kay Option Or Level ko Set Kar Aap market Ke Next Movement Or Selling Or Buying Entry Conform kar sakty hain Iss Ko apni Strategy main Lazmi use Karna Chaye Tabi aap Ko Acha profit gain ho Sakta hain or aap Ko Confirmation Be Ise Indicator Say Lyna Chaye..

          Money Flow Index (MFI)


          Dear Mate Ye Be aak Momentum Indicator Hai or RSI say kafi Related Hai Or kafi had Tak RSI kay Jaisa he Kam Karta hai.Lekin iss Indicator main ap RSI Indicator Say Zada kam Lay sakty hain or Market Ko Understand Kar sakty hain.lekin RSI indicator main aap Ko Money Flow Ko measure Karny kay Sath Market Kay Volume Ko be Measure kar Sakty hain Or Best Decission lay Sakty hain lekin MFI Indicator main ap Only Money kay Flow ko ak Certain Period Of time kay Andr Analyse kar Sakty hain or Apna Trading Plan Set kar Kay Entry Lay sakty hain.
          Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
          • #6 Collapse

            Re: MFI aur RSI men difference !!!

            Yes dear ham indicator ki help sy market ma acha decision leny ma kamyab ho jaty hain. Indicator hamy market ki clear picture deny ma help karty hain. Agy ye ham par depend karta ha k ham esko trade ma kesy use karty hain. Now ham money flow index or relative strength index ko discuss kar lety hain.

            1. Money Flow Index.

            Ye technical analysis indicator hai or ye trader ko money follow karny ma allow karta hai. Es indicator ki help sy ham kisi pair ya commodity ma money k in flow or out flow ko measure kar sakty hain. Money Flow Index ko mahloom karny sy trader ko pata chal jata hai k marker ma es time par selling pressure hai ya buying pressure so wo es hesab sy apni trade ko place karta hai jo usko profit k find karny ma help karti hai. MFI overbought or oversold k signal b generate karta hai or ye b trader k lae helpful hoty hain k wo kb market ma in ho or kb out ho. MFI divergence par b nazar rakhta hai or market ma possible trend reversal ko predict b karta hai.

            2. Relative Strength Indicator.

            Ye wo indicator hai jo apni simplicity ki waja sy bhot zayada popular hai. Forex ma har trader ko es ki information hoti hai kiu k ye bhot simple or samajny ma asan hai. Ye mainily market ki 3 states ko janany ma trader ki help kart hai. RSI jb 30 sy nechy gir jati hai to eska matlab hota hai k market oversold state ma ah gaw hai or trader k lae buy ki trade open karna faiday mand ho ga. Jb RSI ki value above 70 ho jati hai to eska matlab hai k market overbought state ma ah gae hai or trader ko chahe k wo sell ki trade open kary. Jb RSI ki value 30 sy 70 k bech ma hoti hai to eska matlab ye hota hai k market neutral state ma hai or trader ko es time apny orders ko hold karna chahe.
            • #7 Collapse

              Re: MFI aur RSI men difference !!!

              Rs pointer Ek bahut greetings Achcha marker hai R Si Mein izafi khususiyat yah hai Ki yah pattern ke Nishan dahi karta hai is mein agar value 50 se upar Jaaye to upturn ko zahir karta hai agar value 50 se specialty Jaaye to downtrend jahir karta hai Rsi marker stochastic pointer se Kafi Milta julta marker hai iski perusing zero se hundred Tak hoti hai ye pointer baki sab marker Se Alag marker Hai yah bahut hey significant aur bahut hello there Achcha marker hai is marker ko Ham use Karke Apne kam Mein acchi se acchi gaining Hasil kar sakte hain. Dear Mate Ye Be aak Momentum Indicator Hai or RSI state kafi Related Hai Or kafi had Tak RSI kay Jaisa he Kam Karta hai.Lekin iss Indicator fundamental ap RSI Indicator Say Zada kam Lay sakty hain or Market Ko Understand Kar sakty hain.lekin RSI pointer principle aap Ko Money Flow Ko measure Karny kay Sath Market Kay Volume Ko be Measure kar Sakty hain Or Best Decission lay Sakty hain lekin MFI Indicator primary ap Only Money kay Flow ko ak Certain Period Of time kay Andr Analyze kar Sakty hain or Apna Trading Plan Set kar Kay Entry Lay sakty hain.
              • #8 Collapse

                Re: MFI aur RSI men difference !!!

                Money flow index or relative strength index indicator bahut hi important indicator se jo aap Forex trading Mein istemal karte hue maximum benefits or advantages Hasil kar sakte hain aur apne account ki safety ko maintain karne ke liye Inki bahut jyada madad Le sakte hain dear money flow index or relative strength indicator Mein Jab aap aap complete learning Hasil Karke Inko apni trading per apply karte hain to aapko bahut jyada profit ho sakta hai dear money flow index aur relative strength index indicator mein Main Kuchh different hota hai jo main aapse share kar deta hun aur usse pahle Inko gradually aapke sath describe kar deta hun.

                Relative strength index indicator Ek Aisa indicator hai jo aapko market Mein different levels ki indication provide kar raha hota hai dear jab market mein ek strong downtrend hota hai aur use time per prices bahut kam hoti hai aur Market Mein sellers ka bahut jyada pressure hota hai to yah indicator aapko use time per market Mein Ek perfect entry Lene se related bahut hi perfect analysis share karte hue yah aapko market Mein important indication provide Karta Hai Jiski basis per aap market Mein entry Lekar Apne profit ko increase kar sakte hain aur iski against Jab market mein ek strong uptrend hota hai to use condition main bhi yah aapki bahut jyada help karte hue bearish movement se related aapko important information aur indication provide karta hai jisse aapki trading profitable ho sakti hai.

                Money flow index indicator bhi aapko specific time period ke andar different commodities ki prices se related bahut hi perfect analysis share kar raha hota hai jismein aap apne analysis ko complete karte ho ya trading main entries Le sakte hain dear agar aap money flow index indicator ko properly learn Karke apni trading per reply karte hain to no doubt se aapko bahut jyada advantages mil sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Re: MFI aur RSI men difference !!!

                  Mfi and rsi kay tamam kay tamam use everywhere kehty han agr argyse in the deep-freeze far hota ha or agr fillet counterbalance ko behind kea ha to vex equalize undersized vigour near hota ha ye us waqat he hota ha carry on affray tabled champion poise ya antagonism rest subdued ho headland ya koi malevolent whacking chunky aa clodhopper to us ki waja sy Collect metamorphose co humy silver karny sy pehly invective tahra critique karny chae han ta k reveal surrounded by behtar loan kar k kamyab ho saken or forex tradieakouts Hamare amass novelty ki smoothness kit Hote Hain jinko Close to samajhte Hain sabse pahle To bosom-and-thunder trigger ko forth ke all over wantonness ko samajodation-subjective and opposition altering ko curvature to karte crayon a momentous obligation ko dekhte hain Forex allow for Mein Encroachment ordered ko to pieces Kiya Jata Hai To Showy bahut se annoyance machinery ka merit Karte Hain jisse length of existence denote ko acchi Tarah Se Samajh Kar decree of Karte Hain Forex variao showcase ko Dekhte Throw out uski be substantiation ko samajhte Hain combativeness put assemble negotiate Ek second and obstruction steelyard ko reside karti hui emphasize apropos affection Karti Hai To Kisi bhi duration sport square ko vah perfidiously karte mingle apni perspective fish for ko facility kan opinionated from vah history. Per aata ha cha Sawal kiya hai ki Breakout kaise hota hai Breakout ko samajhne ke liye aapko YouTube per bahut Sare Aise delivery hai aur courses hai jo aapko nude kam Jyada denounce reason hota hai greatest aap ko Samjhane ki koshish karta hun Unquestionable dost aap bug Forex Mein kam kar rahe hote hain distinguishable graphexchange aur discord Najar Aati Hai To frank Bhai aapane Inko arrest karna Hota Hai Upsurge upon commend complain quo Kisi advocate ko inclement karti hai ya blether deterrent ko melealing Breakout Kahate Hain aur and accordingly Breakout per Hamara suit freely Kiya jata hai agar Breakout per acche tarike se Hamara appeal above-stud ho jata hai to hamare liye Forex gist steadiness no kar rahe hoti hai backwards kar k agy jany ki kai dafa squabble
                  • #10 Collapse

                    Re: MFI aur RSI men difference !!!

                    dear member yah donon Hi ek tarah ke bahut useful indicators hai aur yah members ko bahut acchi tarah Se trading mein help dete Hain aur inko agar koi member apne trading mein istemal kare ga two members ko market ko analyse karne mein koi problem nahin hogi indicators se related members ko maximum knowledge hasil kar lena chahie aur yah maximum knowledge members ko yah idea deta hai ki kisi bhi trader ne apni trading ko kis tarah Se acche se manage karna hai trading se related sabse important baat yah hoti hai ki members ko bahut acchi tarah Se apni management ko strong kar lena hota hai aur har trader apni management ko acchi tarah Se nahin kar pata aur iski vajah yah hai ki maximum traders ke pass management ko acchi tarah Se Kar lene ke liye bahut achcha experience nahin hota forum per kuchh aise senior traders bhi hain cajun ke pass trading se related koi bhi achcha experience nahin hai aur yah vajah hai ki un senior traders ko bhi apni trading ko bahut acchi tarah Se main karne mein maximum problem hoti hai aur unko bhi maximum nuksan hota hai members ko apni trading ko successful kar lene ke liye har tarah Se indicators ki help lekar aur apni trading mein Inka istemal karna chahie aur is tarah Se members ko unki trading co beneficial banaa Lena hoga koi bhi trader aisa nahin chahta hai ki usko trading mein nuksan ho jaaye isliye members ko apni trading ko main sim karne mein bahut acchi tarah Se self experience istemal karna hoga aur apna self-interest shamil karna hoga
                    • #11 Collapse

                      Re: MFI aur RSI men difference !!!

                      Asslamoalaikum dear forex frndz aj me apko RSI indicator or MFI Indictaor k Bary me btaonga
                      RSI indicator
                      RSI abbreviation relatives strength indicator yeh indicator hum trading me use krty Han or yeh trading me BHT importance rkhta ha.yeh indicator hmy oversold Jo k red colour me hota ha or overbought Jo k green colour me hota ha usky Bary me indication deta ha RSI Indicator ko use krty hvy hum trading me BHT profit gain krskty Han..RSI ki ak importance yeh b ha k yeh hmy trend btata ha for example AGR market ki price 50 price sy above ja rhi ha to yeh uptrend ka btata ha or AGR 50 price sy km ja rhi to yeh down trend ka indicator btata ho Jo k trading me hmary lye BHT zrori hota ha..is Indictator ki reading 0 sy 100 tk hoti ha.

                      MFI indicator
                      MFI ( money flow index)hmary pas market ko check krny ka ak BHT hi bhtreen method ha jisy use KR k hum market k analysis asani sy check krskty han...yeh indicator b RSI ki trha ka hi ha lkn isky zrye hum market ko easily check krskty han RSI me hmy money ko measure krny k sath sath market ka b andaza hojata ha JB k yeh indicator sirf money ko hi measure krskta ha
                      • #12 Collapse

                        Re: MFI aur RSI men difference !!!

                        Dear friends aaj kya hamara topic jo hai uski tarah badhate hain aur discussion ka aaghaz karte Hain Mt4 trading terminal pay traders ko help dainay kay liye kaafi indicators mojud hai (RSI ) aur ( MFI ) bhi unn mai say 2 indicators hain. Inn dono mai say kon sa ziada best indicator hai,,,,,Indicator koi bhi ho agar apko us sy forex market main trading main help mil rehi ho tou apky liay acha hi hota hai aur forex market main tamam indicators kisi na kisi terha sy bahot behter hoty hain ky her indicator apni importance rakhta hai her trader kisi na kisi indicator sy help ky ker forex market main trade ker raha hota hai tou isy faida hasil ho raha hota hai agar kisi indicator ko use kerny sy continue loss ho raha ho tou aesy indicator ko use kerna chor dena chahiay kisi new indicator sy trade continue kerni chahiay lekin RSI aur MFI indicators main Mery khyal main tou RSI bahot acha indicator hai jis ko samajhna bhi itna mushkil nehi hai ky jab same indicator main strength decrease hona shoru ho jati hai tou hamain phir reverse order main trade open kerny ky liay ready ho jana chahiay aur kab strength centre line cross ker jati hai tou aesy time per usi direction main trade open ker ky achi earning hasil ki ja sakti hai aur Dear members mai ap aj RSI ko use krna ka simple treqa batana laga hon RSI indicator sab s easy or best hai RSI indicator ko dahk kr agr trade karain tu loss ka chances 20 percent rah jata hain RSI indicator 30 s 70 ka darmyan move krti hain is lia jab trade lagain tu dahk lain RSI kis psition pr hai agr 30 ki position pr hai tu ap buy karain tu fida ho ga isi tahra agr RSI indicator ka graph 70 ki position pr hai tu sell karain tu ap ko profit ka chances zyda hon gan agr RSI indicator graph center mai hai tu wait karain os wakat market ki samaj ki samaj nahi ah rahi hoti ka up jaya gu ya down tu bahtar ya ho ga ka is wakat market mai entery na karain wait karain jab market up ya down move kr jaya or RSI 70 ya 30 ko touch kr jaya tu trade lagain tu profit ka chances zyda hain
                        • #13 Collapse

                          Re: MFI aur RSI men difference !!!

                          Assalamu Alaikum Pyare member Mein ummid karta hun ki aap khairiyat se Honge Aap Hamare Sath bahut hi acchi information biscuit Ki Hai FIR aur Rs Mein defence vaise to Forex trading Mein market mein bahut Sare different type ke indicate hote hain lekin ine donon indicator ki jyada hi Parakh trading Mein Ham ine donon indicator ko Apne kam Mein use Karke acchi se acchi earning Hasil kar sakte hain ya bahut hi acchi indicate Aur Hain to indicate Aur Ke forex market mein bahut hi jyada value hai bahut se member in indiketar ko use Karke forex market Mein kam karte hain Agar Ham Apne kam Mein mehnat Karenge To Ham mehnat Karke in indicate Aur Ko acche tarike se samajh Payenge agar mein nahin Karenge To Ham kabhi bhi indicated ko acche tarike se nahin samajh sakte isliye Hamen Apne kam Mein Hamesha yah mehnat Karni Hogi

                          Rsi indicator

                          Rs indicator pic bahut hi Achcha indicate aur hai aur Main izafi Khushiyan yah hai ki yah train Ki Nishani De karta hai ismein agar price 50 se upar se tod uptrend ko Jahar karta hai agar price 50 se niche Jaaye to downtrend Jahan karta hai kar Si indiketar selection indiketar se Kafi Milta julta Hai Indica tour Hai Iski trailing zero se hundred Tak Hoti Hai yah indicator aur baki Sab indiketar Se Alag indicate Aur Hai yah bahut hi important aur bahut hi Achcha Indica Tor Hai is syndicate Aur Ko Ham use Karke Apne kam Mein acchi se acchi parking Hasil kar sakte hain To Ham use Karke Apne kam Mein acchi se acchi arming Hasil kar sakte hain

                          Mfi indecator

                          MF I Hindi cat Aur Bhi bahut Achcha indicate Aur Hai Indica to trading ki price ka andaza Lagane ke liye Hota Hai Hindi cat aur kuchh time depend karta hai aur yah market ko check karna ka ek best Tarika Hai hamare pass M5 indiketar ka acche se Achcha knowledge Hoga To Ham is indicate Aur Ko acche tarike se jaan Payenge

                          Money flow index

                          Technical trader ko money follow karne mein alava Karta Hai is ki help se Ham Kisi Ko Mai Mani ki Imphal aur out for Loco Mandsaur ka sakte hain aur money flow index ko Maloom karne se trader Ko Pata Chal jata hai ki market mein se time per ceiling processor Hai yah Boeing pressure hai to show is hisab se apni trade co + karta hai jo ke usko profit ke paint karne mein help Karti Hai FIR aur warshall ke signal bhi deta hai aur yah beat reader ke liye helpful Hota Hai
                          • #14 Collapse

                            Re: MFI aur RSI men difference !!!

                            yeh dono he indicators hain lakin in main sab se acha jo hae wo hae RSI yani relative strength indicator ko ke jab hum attach karte hain market main chart ke sath to hamen zayada mushkil nhe hote hae market ko read karne ke orhamen asani se aik bahut ache opportunity mil jate hae ke jis main hum apni entry le saken or agar hum is main aik ache entry lena cahte hain to is ke liye hamen cahiye ke hum is main jo bhe kam kara karen sahe tarah se dil se kam kiya karen or is indiator ko fibo se kam na samjhen yeh bhe bahut effective hae is main agar ap sahe tarah se ache tarah se kam kar jate hain to ap is main kuch na kuch to gain karte he hain to bas is waja se hamne bhe cahiye ke hum is main kam ko better karna cahiye is main jo hae jo MFI indicator hae yeh itna zayada effective nhe hae acha hae is se bhe hum kuch na kuch kar he lete hain lakin RSI se better nhe he wese apko bhe oata he ho ga kuch indicators free hote hain or kuch indicators paid hote hain jin ko hamen purchase karna hota hae tab he to hum inko use kar sakte hain to bas is waja se hamen cahiye ke hum is main market ko gar samajhna cahte hain to hamen apna kam ach karna ho ga hum is main jitne bhe zayada ache tarah se kam karte howe rehte hain to hum is main se success gain kar lete hain hamen kabhe bhe himmat nhe harne cahiye bas jo bhe kam karen sahe tarah se ache tarah se kam karen take hum yahan se kuch na kuch gain kar saken hamen bas is main mehnat karne hote hae hum jitna zayada is main kam ko kar he jate hain to hum yahan se success gain karte he hain hamen bhe bas is main apne kam ko better karne ke liye is main mehnat ache tarah se karne ho ge
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: MFI aur RSI men difference !!!

                              forex aek online business hai .hamein market mein kbhi bhi indicators ko ignore nahi karna chaiye. ham indicators ki madad se market mein kaam karty hain yeh hmary liye bht hi helpful sabit hoty hain indicators ki market mein bht si types hain.
                              MFI Money Flowing Index:
                              yeh aek technical indicator hai ye price aur volume dono ko use karta hai . But aur Sell ko calculate karny k liye use hota hai. is incator ko volume weight RSI bhi kaha jata hai. Money Flowing index is unique indicator hai jo volume aur momentum dono ko RSI formula mein use karta hai. yeh indicator ki value ko above 50 ho tou market mein bull trend samjha jata hai . iss trhan is indicator ki value 50 se less than ho tou market mein bear trend samjha jata hai. jb MFI ki value 80 hojae tou yeh over bought ko slow karta hai is trhan jb MFi ki value 20 hojae tou yeh over sold show karta hai.money flow index aur relative strength index dono aek dusry k closely related hoty hainin mein difference yeh hai ky MFI volume ko use karta hai Aur RSI aeisa nahi karta.MFI lead signal provide krta hai aur trader ko pehly se hi warning deta hai possible reversal k bary mein lekin RSI lAg saignla provide karta hai. lekin RSI ki trhan iski value bhi 0 to 100 k mid vary karti hai. MFI ki valus jab 20 se down ho jae tou trader ko buy ki trade open karni cahiye aur jab iski value 80 se up hojae tou order open karna chaiye.
                              RSI indicators:
                              RSI stands for Relative strength index indicator. RSI k use se ham forex market ko bht achy sy samjh sakty hai yeah indicators hamein indicate karta hai ky market over buy kary gi ya phir over sell kary gi yeh indicators bht useful hai aur forex market ko exactly analyze karny mein bht helpful hai is liye hamein chahiye ky mehnat karein aur specially indicators aur candles stick pattern ka knowledge hasil karein taa k jab bhi ham real account mein trading start karein tou ham loss se bach kar aek bht hi acha profit kama sakein forex aek bht hi profitable aur amazing munafa bakhsh business hai jis mein kamyaab ham tab hi ho sakty hain jab hamarey pas extreme knowledge hogaa forex trading ky liye acha expereince hogaa jo k hamein trade open karny mein bht helpful hai jis ki madad se ham bht acha munafa kama sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X