Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

    Aapane bhai bahut Achcha question poochha hai lekin Uske bare mein aapko yah bata do main Ki Nahin Jaruri To Nahin lekin behtar hai agar aap trading karna chahte aur aap Chahte Hain Ki Main Kahin bhaiya Jaan aur Mujhe Itna profit Ho Gaya automatically Mera account par Jo trade main Lagaya Hua Hai vah close ho jaaye to aap take profit ka option use kar sakte hain Iske alava doston main aapko yah bata Do Ki agar aap Chahte Hain ki mera account mein balance kam hai yah Main Yahan Tak last bardas kar sakta hun to aap vahan per Star Plus Laga sakte hain Ki Main Yahan Tak Mujhe Itna last Hoga Oriya Mein bardasht kar sakta VC Jyada mein bardasht nahi kar sakta yah Iske bad Mera account was ho sakta hai to aap Star Plus wala option use kar sakte Kyunki Aksar aisa hota hai kya kar Banda Bahar Jata Hai To mobile mein internet Nahin Hota Jiske ghar mein DSL Hua ok Sar mobile mein inter annette packages Nahin lete to is Un Logon ke liye jaruri hai ki Agarwal long drive per ja raha ho ya Kisi Kaam par ja raha hun Jis per Jyada time lag Sakta Hai vah Chahta Hun Ki Main Yahan per pahunchkar Apna trade close Karun to iske liye jaruri hai ki Aise log Star Plus aur take profit wala option use kare otherwise agar aap use nahin karna chahti aur aap Chahte ki haftawar mera trade Khula rahe ho aur chalta Rahe to ismein Koi pareshani Ki Baat Nahin aap apna trade Khul Khul Khul Ke Chhod sakte hain doston agar aap Chahte Hain Ki Main stop loss or profit ka option use Karun to aap use kar sakte hain agar aap ghar mein bhi ho aapko ke pass time bhi ho lekin aap Yahi Apne news karna chahte to ismein aap ki battery hai ismein koi nuksan nahin hai aapka aap Kisi bhi Waqas Tech prapt Hua Star Plus Laga Sakte for example Agar aapane trade Lagaya aur aap Chahte Hain Ki yah to mujhe jyada nuksan ya Jyada fayda Dega to aap usko modify karke hi trading ka option change kar sakte hain usmeinstof loss aur take profit Laga sakte hain.

    Faidy:
    Doston Star Plus Ho take profit 211 use karne ka sabse bada fayda yah hai ki aap Agar time aapko Na Mile aap ko pata Na Chale yah aap out of metaphor trader ho to aapko pareshan hone ki koi jarurat Nahin aap take profit your staff last Laga sakte ho jisse aapka yah hota hai ki aap apna target aasani ke sath bagair trader Mein Jaane Ke pura kar sakte ho Agar aapke pass internet ki Sahu Lat Na Ho Ya aap Ghar Se Bahar ho ya office se bahar ho aur aapane take profit Lagaya Hote automatic Re aapka Jab trade vahan per pahunch jata hai aur aapka targeted profit pura ho jata hai to automatically aapka Lagaya vah trade close ho jata hai aur aap pareshani se Ban Jaate Hain Iske alava dusra fayda iska yah hai ki taraf account mein balance kam ho ya aap Kisi hadtal class bardasht kar sakte aur aap chahte ho ki Mera Yahan Tak Las Ho isase Jyada Na Ho To aap aane ke sath Star Plus Laga sakte hain Chahe vah dawdler Mein Star Plus Ho teen Dala mein ho ya 50 dollar mein ho to aap star plastic Aakar hi Apne account ko mahfooz Rakh sakte ho.
    Nuqsanat:
    Doston visheshta plazo take profit Ka Koi nuksan To Nahin lekin aapko main yah Bata Do Ki aapka ya nuksan ho sakta hai ki agar movement aapke profit Meri Aadat hat Jaaye lekin aapane kam Mein stop take profit Lagaya ho to aapko sirf Vahi Milega Jo aapane Lagaya ho aapko Jyada profit Nahin Milega market Chahe 10050 Dala Yashoda ka movement Kare lekin aap ho wahi Milega Jo aapane Lagaya ho to isliye aap ka nuksan ho sakta hai Kyunki agar aap account mein vah trade Khula Chhod Dete Hain To jahan tak moment Karega aapko kitna fayda milega dusra nuksan ya ho sakta hai ki agar aap trade main stop na lagaen to ismein yah hota hai ki aapka account movement Jyada kar sakta hai aapke opposite direction Mein jisse aapka account wash ho sakta hai isliye koshish Karke stop loss Ho stop take profit ka option Sahi istemal karain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

      Assalamu alaikum I hope ke aap khairiyat se Honge ji han Baki Business mein kamyabi Hasil Karne Ki Tarah Forex forum main bhi kamyabi Hasil karne ke liye Iske Kuchh rules Bane hue hain Forex forum Mein Jab tak Ham Iske rules ko acchi Tarah learn nhi ker lete aur inko follow Nahin Karte tab tak Ham ismein Achcha profit hasil nahin kar sakte Forex forum mein kisi bhi trade ko open karne se pahle stop loss and profit set karna bahut jyada important hai Baki buiesness main bhi unke rules hote hain usko or usko follow Kiya Jata Hai Tabhi Ham Achcha profit hasil kar sakte hain bilkul ISI Tarah Forex forum ke bhi rules Hai Inko follow karke ham loss Se Bachkar Achcha profit hasal kar sakte hain ismein stoploss or take profit bahut jyada jaruri hai Inko Agar Ham follow Karte Hain To Ham loss se bacha sakte hain aur acchi profit Hasil kar sakte hain lekin Agar Ham unhen avoid karte hain usko follow Nahin Karte To Hamen bahut jyada loss ho sakta hai Ham Apna account wash karwa sakte hain isliye Hamen bade nuksan se bachne ke liye Rules ko follow karna hoga kisi bhi trade ko open karne se pahle investment karne se pahle Hamen stop loss or take profit set karna chahie achey analysis karne chahie Jyada Se Jyada mehnat se kam karna chahie tha ki Hamen loss Na Ho Aur Hum success Hasil kar THANK S
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

        Re Mere Pyare Bhai aap ka Sawal hai ki Forex ke andar stop-loss aur take profit Lagana Kyon jaruri hai yah kya jaruri hai donon ek hi baat ho jayegi aap thodi der ke liye ek baat so chane ki aap ek Nani dukaan start karte hain yah aap Koi business start karte hain aur aapke pass capital jitne bhi amount hai vah aapko Maloom Hai Misal ke Taur per aap Kyon Le Lo ke 10 lakh hai aur aap uske andar invest karte ho 2 lakh aur usmein se bhi aap ek target banate Ho ki itne time tak Agar Mera yah kam chal gaya to main ISI kam ko continue rakhunga Agar Mera yah kam na Chala to main FIR Koi Aur kam ki taraf Chala Jaunga aur Jo Bhi Koi kam hota hai vah Hamesha thoda sa time Jarur leta hai aur ya nahin Hona chahie ki aap ek hi Waqt Mein yah Chahe ke mera kam jald se jald chal Pade aur mein ismein se kam Aana start kar lo Tu ISI Tarah Se aapki Forex ke andar bhi aapko yah sahulat Di jaati hai ki aap Agar Kisi Jagah per aapko Lage ki mera Meri trade Yahan per Sahi Nahin Lagi to aap vahan se exit hokar dusri Taraf Bhi Ja sakte hain
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

          Assalamu Alaikum Forex trend aaj ka Hamara topic stop loss or take profit Lagana jaruri hai se related Hai Ji han doston jaise ki aap ko pata hai ki Achcha Nali share Karenge aur informative select Karenge tabhi aapko Ham fayda ho sakta hai isliye yah bahut hi Jabardast topic hai aur juniors member ke liye bahut informative Hai Hamen stop loss aur take profit Jarur Lagana chahie isase aapka account safe rahata hai agar aap ke account mein kam balance hai tu bhi aapka Kaun safe rahata hai agar Jyada bhi hai tab bhi agar aap is indicator ko use karte hain to Aapka Kaun vo sirf rahata Hai stop-loss ka matlab yah hai ki aap ek limit Tak lost bardasht Karenge uski Baat aapki today automatically close ho jayegi aur aap nuksan se badh Jaenge aapka Kaun watch Nahin hoga aur aapka account totally Taur per safe rahega aur take profit ka yah matlab hota hai ki aap top car indicator ke sath take profit ka bhi Lagate Hain ki aap ko ek limit tak hi profit Ho Agar loss main aap Lal nahin karna chahte to profit mein bhi Lal Nahin Karni chahie Ek limit Akhiyan bardasht kar sakte hain aur yah aapke account ko saaf rakhne mein bahut jyada Karta Hai Hamen Hamesha is indicated ko Jarur istemal karna chahie new members for your trading ke bare mein jyada information Nahin rakhte aur vah training se related knowledge Hasil karna chahte hain aur experience Hasil karna chahte hain tab tak an indicator ko use karna chahie jab tak vo Ek expert indicator Hua gender Nahin Ban Jaate tabhi vah Kamyab ho sakte hain
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Forex_Princess پيغام ديکھيے
            Assalamu alaikum dear members main umeed krti hun ap sb khariyat sy hun gye mera aj ap sb sy yeh sawl hai ke kya jab hum trade open krty hain to humy stop loss or take profit ka istamal krna zaruri hai kya hum us k bhgair trade open ni kr skty hai ya hmari trade ni lag skti un ke bhagir???kindly apni apni rayee pash kren...:1f614:
            Walekum assalam Tahir Forex member apni bahut important knowledge Hamare Sath share Kiya Hai Main Bhi aapke sath stop-loss aur take profit ki related Apna knowledge share karta hun their forex market ke andar Jab Ham Dekhte Hain To Hamen 90% trader ko failure Hote Hue Najar Aate Hain Agar Ham is form ke upar Inhi Logon Ko follow Karen aur Dekhenge To Hamen Pata lagega ki hi trader Apne trade ke sath stop-loss Koi use Nahin Karte The Jiski vajah se market ki adverse moment ko Bardaasht nahin kar sake aur unko loss Hua isliye Hamen chahie ki Ham Hamesha Har trade ke sath stop-loss ka istemal Karen Taki ham Apne aapko market ke it was moment se pachas sake.

            Dear stop loss kabhi bhi Hamen Hamare knowledge ki Kami wale losses ko recover nahin karta hai lekin Agar Ham market ko acchi tarike se analise karte hain aur trading ke related hamare pass Achcha knowledge bhi hai aur Hamari trading skills bhi bahut hi acchi hai to tab bhi Hamen Jab market Koi Na laice Karen aur apni trade active Karen To Apne mind Mein yah Jarur Rakhenge market adverse move kar sakti hai isliye Hamen uske liye Pahle Se Hi apne aap ko repair karna chahie aur apni Har trade ke sath stop-loss ke sath lagaen.

            Dear stop loss ka tab hi jyada fayda hai Jab isko Sahi Jagah per place kiya jaaye Jab Bhi Ham market ke andar different candlestick pattern ko learn Karte Hain To uske andar hi learning bhi bahut jaruri hai ki use pattern cast of loss kahan per place karna chahie aur uska take profit kahan per place karna chahie Kyunki Iske related Agar hamare pass knowledge Nahin Hoga To Ham market se ek handsome gain Hasil nahin kar sakte.Click image for larger version

Name:	images - 2020-11-03T130209.304.png
Views:	2
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12335251
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

              Aaj Ham aapko Forex trading may take profit or stop loss ke important ke bare mein Apne experience or knowledge aapse share Karenge ki Forex trading Mein work karte hue Jab Ham market Mein trade Lagate Hain to take profit aur stop loss Lagana kyo Jaruri Hota Hai market Mein trade Lagate Hue Hamen market Mein acche tarike se trade Lagani chahie market ka analysis karna chahie FIR Hamen market Mein Apni trade Lagani chahie market Mein kam karte hue Hamen Hamesha Soch Samajh Kar kam karna chahie aur Market ki situation ko acche tarike se understand karna chahie

              Jabar market Mein inter hote hain aur apne trade ko open Karte Hain To Hamen market mein active hokar kam karna chahie aur confidence ke sath kam karna chahie market Mein stop loss aur take profit ki limit ko acche tarike se set karna chahie stop loss profit ke limit ko set karna bahut jyada important hota hai agar Ham Aisa Nahin Karenge To Ham market Mein Kamyab Nahin ho sakte isase Hamara account bhi varsh ho jata hai aur Hamen market mein bahut bada loss ho jata hai jisse recover karna bahut jyada Mushkil Hota Hai isliye Hamen stoploss take profit ke limit Jarur set karna chahie is ham market Mein achha profit Hasil kar sakte hain aur apne account ko bhi safe rakhte hain aur account ko wash hone se bhi bacha sakte hain

              Market Mein trade Lagate Hue Hamen active kar trade Lagani chahie Agar Ham careful hokar trade lagaenge aur Market ko acche tarike Se Samjhe Ayenge To Ham market Mein acchi tarike se trade Laga sakte hain aur Market Mein acchi trader Ban sakte hain aur Market Mein acche advantage Hasil kar sakte hain aur Market Mein acchi kamyabi Hasil kar sakte hain
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

                Baat yeh haii k stop loss aur take profit tool hai is ko use krna ya na krnaa yeh hmare mrzii py depend krtaa haii isko wo log use krtai hain jo har waqt market ko delh nhee sktaii aur sahe time anai pyy is trade ko closee nhee kr sktaii wo ziada nuqsan se bchnaii k loyee stop loss use krtaii jbb bhe loss us limit ko phnchhta haii jhan unhOn se stop loss ke limit set ke ve hOtee haii wahann trade apnaii ap he close hO jate haii.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

                  Ji han Forex Mein aamantrit stop loss or profit Lagana browser update problem Lagate Waqt do option option ka click Karoge isase aapko bahut jyada prapt mein aur dusre loss ka Pal aaega
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading me stop loss or take profit lgana zaruri hai kya??

                    Forex trading mein Stop loss, take profit lagana bahut zaroori hai uske bagair ham trading nahin kar sakte isliye ke hamare account mein bahut kam hota hai jis per ham trading Karen agar vah bhi ham nuksan mein jyada kar de to fir hamara account ho jata hai hamen chahie ke har pet per Stop loss, aur take profit jarur lagaen jisse hamara account bhi save rahega aur bahut lambe Tak ham market mein tike rahenge

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X