Ya review tuser top aur bottom candlestick per mubni hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ya review tuser top aur bottom candlestick per mubni hai
    Yah review tuser top or bottom candlestick per mabni hai Assalamu Alaikum doston aaj main aapko tuser top aur bottom candle stick ke bare mein batana chahta hun ki iski body shape kaise hoti hai usko kaise pahchante hain aur signal ka kya matlab hota ha
    tuser bottom candlestick ka matlab hota hai ki Jahan per market close hui hai market vahin se open hui hai aur upward movement hai
    tuser top ka matlab hota hai ki jahan per market close hui hai vahin se market ny open hokar downward trend mein movement ki hai
    Tuser top aur tuser bottom candlestick kyon ke sath sath hoti hain aur innki shape bhi aik jaisi hoti hai aur dekhne mein tuser jaisi lagti hai
    isliye in ko tuser top aur tuser bottom candlestick kahate hain
    tuser bottom ki candlestick mein jahan per market closed hui vahin se agar open hoti hai lekin agar close se niche low ka point aata hai ya is ki tail hai to iska matlab hai ya tuser nahin hai
    Tuser top mein jahan per market bullish trend me close hui hai vahin se agar bearish trend shuru hota hai to usko tuser top kahate hain lekin Agar close ke upar high ka point hai ya shadow show ho rahi hai to usko pir tuser top ni keh sakty
    tuser bottom candle ka matlab hota hai ki market mein selling trend ab khatm ho raha hai aur yahan se buying shuru hony wali hai
    Tuser top show karta hai ki yahan per buyers ab fully exhausted hain aur yahan se ab downward trend start hoga


    Click image for larger version

Name:	IMG_20200922_173819.jpg
Views:	1
Size:	89.2 کلوبائٹ
ID:	12469455

اب آن لائن

Working...
X