Ye mera review khailo pr mbni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye mera review khailo pr mbni hy
    Aslamoalikum all.
    Ye mera review khailo ki aehmiyat py mbni hy.
    (INTRODUCTION).
    Jesa k hm sb janty hn k school colj university sirf aik taleem ka he zriya nai hy bhl k zehni nshonuma k sath talbeilm ki ikhlaqi trbiyt or jismani seht ka b kheal rkha jaata hy hmain school colj or university ma kitabo ki taleem or trbiyt k sath sath jismani taleem py b khas twja dilai jati hy
    Q k jb tk hm jismani tor py fit nai hon gn to hm achy sy prhai py b twja ni dy skty beshk aik tndrust insan he taleem achy sy hasil kr skty hn esleay taleemi idaro ma taleemotdrees k sath sath jismani seht ka b kheal rkha jata hy nsabi sirgrmio k sath sath gher nsabi sirgrmio khsoosn sports yani khailo ko bhot aehmiyt di jati hy
    Jis k bhot sary fwaid hn.
    (Khailo k fwaid)(Advantages).
    Jesa k hr students ko khailo ma bhot dilchspi hoti hy or aksr students khailo ma hisa lety hn
    Khailny sy dil ki hrkt tez ho jati hy jis ki wja sy khoon tezi sy jism k hr hisy ma grdish krta hy jis sy jism k bnd msamat khul jaty hn phaiphro ka aml tez ho jata hy or saf or taza hwa sy khoon ma sy gndy mady zail ho jaty hn taza hwa jism.ma dakhil ho kr taza khoon paida krti hy or pseena any sy jism ki mail kuchail kharij hoti hy or jism ma phurti or quwt paida hoti hy insan chaqochubnd hota hy koi bemari jld asr andaz nai hoti insan hmesha fit rehta hy.
    (Khailo k nuqsanat)(Disadvantages).
    Khail khailty wkt hmain in bato ka kheal rkhna chaeay k khail khailty huay hmain koi chot na lgy hm betuka or apy sy bahir ho k khailny sy chot kha skty hn jis sy hm physically strong ni hon gn bhl k hm tkleef ma ajain gn.
    Thanku so much all.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

    Assalamu Alaikum dear member main aapki baat se agree karta hun Khel Hamari life mein 1 important ingredient ka kam Karte Hain aur Hamare jism ki behtarin Nishunoma aur Hamari thinking ability ko improve karne mein main bahut ahmiyat ke hanmil Hain aur khelon Ke a bahut se advantage aur disadvantage bhi Hote Hain Jo Main aaj aap ke sath share karna chahta hun


    Advantage


    Ji Tu dear members Jaisa ke aap sab log Jante Hain ke games mein Main participate karne se Ham apne aap ko active aur healthy Rakh sakte hain aur Hamari life mein main Khel bahut ahmiyat rakhte Hain isliye Hamen Ek proper time table Banakar daily Koi Na Koi Khel khelna chahie jisse a Hamari fitness barkarar rahti hai aur aur Hamara Jism active Hota Hai aur jab ham Kisi bhi Khel Mein perform kar rahe Hote Hain to Hamari zehni tensions bhi release Ho Jaati Hain aur ham Khud Ko active aur aur relax feel Karte Hain daily basis per games karne se Aye Hamare andar furti aur tandrusti Aati Hai aur Khel Hamari jismani improvement ke liye bahut jaruri hai essay Hamari physical fitness bhi theek rahti hai aur ham har kam ko proper tarike se complete kar sakte hain


    Disadvantage


    Jaisa ke Har Khel ke advantage ke sath sath disadvantage bhi Hote Hain Jo main aapke sath share karna chahta hun Hamen koi bhi Khel khelte hue is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ke Ek timetable ke mutabik Hamen khelna chahie Agar Ham Kisi bhi game ko Apne a mind per Sawar kar lete hain to Hamara kimti Waqt waste Hota Hai hai aur Hamen bahut jald thakawat mahsus hone Lagti Hai Iski vajah se Ham bimar pad Jaate Hain aur khelne Ke Kabil Nahin Rahte aur Khel ke disadvantage ki vajah se Hamari physical fitness bhi barkarar Nahin rahti
    • #3 Collapse

      Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

      ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
      Yeh review Khailon par mabni hai ;
      Deas , Ajj ka hamara review hai Khaill .
      Introduction ;

      Khel Hamari life mein 1 important ingredient ka kam Karte Hain aur Hamare jism ki behtarin Nishunoma aur Hamari thinking ability ko improve karne mein main bahut ahmiyat ke hanmil Hain . Jesa k hm sb janty hn k school colj university sirf aik taleem ka he zriya nai hy bhl k zehni nshonuma k sath talbeilm ki ikhlaqi trbiyt or jismani seht ka b kheal rkha jaata hy hmain school colj or university ma kitabo ki taleem or trbiyt k sath sath jismani taleem py b khas twja dilai jati hy
      Q k jb tk hm jismani tor py fit nai hon gn to hm achy sy prhai py b twja ni dy skty beshk aik tndrust insan he taleem achy sy hasil kr skty hn esleay taleemi idaro ma taleemotdrees k sath sath jismani seht ka b kheal rkha jata hy nsabi sirgrmio k sath sath gher nsabi sirgrmio khsoosn sports yani khailo ko bhot aehmiyt di jati hy .

      Advantage ;
      Ji Tu dear members Jaisa ke aap sab log Jante Hain ke games mein Main participate karne se Ham apne aap ko active aur healthy Rakh sakte hain aur Hamari life mein main Khel bahut ahmiyat rakhte Hain isliye Hamen Ek proper time table Banakar daily Koi Na Koi Khel khelna chahie jisse a Hamari fitness barkarar rahti hai aur aur Hamara Jism active Hota Hai aur jab ham Kisi bhi Khel Mein perform kar rahe Hote Hain to Hamari zehni tensions bhi release Ho Jaati Hain aur ham Khud Ko active aur aur relax feel Karte Hain daily basis per games karne se Aye Hamare andar furti aur tandrusti Aati Hai aur Khel Hamari jismani improvement ke liye bahut jaruri hai essay Hamari physical fitness bhi theek rahti hai aur ham har kam ko proper tarike se complete kar sakte hain .

      Disadvantage ;
      Jaisa ke Har Khel ke advantage ke sath sath disadvantage bhi Hote Hain Jo main aapke sath share karna chahta hun Hamen koi bhi Khel khelte hue is Baat Ka Khyal Rakhna chahie ke Ek timetable ke mutabik Hamen khelna chahie Agar Ham Kisi bhi game ko Apne a mind per Sawar kar lete hain to Hamara kimti Waqt waste Hota Hai hai aur Hamen bahut jald thakawat mahsus hone Lagti Hai Iski vajah se Ham bimar pad Jaate Hain aur khelne Ke Kabil Nahin Rahte aur Khel ke disadvantage ki vajah se Hamari physical fitness bhi barkarar Nahin rahti .





      • #4 Collapse

        Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

        Assalam walekum Mera ya review sports-related hai jaisa ki Ham sabko pata hai ki sports hamari life mein aur hamari sehat ke liye bahut jyada importance rakhti hai ek healthy body ko healthy diet or exercise ki bahut need hoti hai jab Ham koi bhi sports ground mein karte Hain to isase hamari body mein maujud blood circulate karta hai jisse hamare body ke muscles strong hote Hain hamare running karne se a hamara blood circulate hota hai hai aur hamari heart beat fast hoti hai jo ki fat band karne mein bahut helpful sabit hoti hai iske alava jab Ham koi bhi sports karte Hain to usse hamen pasina aata hai hai aur is pasina se hamare body mein maujud izafi charbi ya colestrol burn hoti hai jisse hamari body healthy hoti hai aur hamen bimariyan lagne ke chances b bahut kam ho jate han sports karne se aye hamare andar 1 confidence belt hota hai hai ki ham koi bhi kam acche se perform kar sakte hain jab hamari body healthy aur mind fresh hoga to ham mushkil se mushkil kaam easily aur bahut behtar perform kar sakte hain jab bhi Ham Koi sports karte Hain to yah hamare mind ko aur body ko fresh aur relax kar deti hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

          Dear friends asslam o Alaikum...
          Aj ka mra topic ap dosto k sth khalio ki sir garmio pay mabni hain k humri life main games katna important hain or katna ni hain humy kab ktna game khalii jaye ya na khali jaye ap ko pata hain k mostly game buht zyda achi hain famous hain or physical games hain jen k buht zyda fiday hain wo international games hain jesa k cricket hockey football tans or dusri buht sari mostly games international level ki hain khalio k ground jab Abad hoty hain tu humy buht zyda talant milta hain apny mulk ka name Roshan krny k lay as lay humy jatna zyda ho sky aik time table k lihz say apny intrest say game khalna chye us say body shat tbeyt sub kuch fit fat rhta hain.......

          ADVANTAGES ::::%%%%%%%

          Dear khalio say mind fresh hota hain humry jism ka blood gardsht krta hain inshan active rhta or fresh rhta hain bemrio say bacha rhta hain aik acha international khalii ban skta hain apni games say wo mulk ka name Roshan kr skta hain khalio say wo pori dunia k buht say country ka visit kr skta hain......

          DISADVANTAGES.....%%%%%

          Khaly mry khayl say jatna zyda important hain uthna zyda humy nuksan bhi day skti hain as lay an ka time table hona chye free time main dakh bhal kr khalni chye apny mind pay Sawar ni krni chye na hi khaty huy larpavii karna chye wrna jan Leva nuksan ho skta hain or zindgii say hath dhoo bethy gay...
          • #6 Collapse

            Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

            Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha topic hamary sath share kiya hai kheloun k bary main .

            Introduction:

            Khail hamari life ka aik hisa hai khail different kisam k hoty hain kahil health k liye bahot zruri hai yeh hr koo shoq sy khelty hain in ka school ,college,university main khasusi intazam kiya jata hai aur student ko in ki classes di jati hai training k tor py bachy bahot shoq sy khelty hain especially student participate krty hain shoq sy unhen jeetny ka kafi wait hota hai aur bri kushi sy khelty hain...

            Advantages:

            Dear member khail k bahot sy advantage hain yeh different iqsam k khel hoty hain hum apni mrzi sy khel sakty hain inka sb sy bra faida yeh hai k khelny sy hamara jisam fit rehta hai yeh aik asi activities hoti hain jin sy insan fresh rehta hai aur hamesha active rehta hai in sy puri body ki exercise hoti hai iska sb sy bra faida yeh hai k insan itni jaldi burah nahi hota umer lambi hoti hai aur body main koi bhi disease jaldi attack nahi krti bachy bry shoq sy khelty hain especially student bry shoq sy hisa lety hain mukhtalif kehloun main bri kushi sy agr dehka jaye tou choty bachy ko jitni bhi activities di jaye tou wo active ho k khelty hain jis sy wo bahot fresh rehty hain bahot zyada bemar bhi nahi prhty I think inko kehlna.sehat k liye bahot zruri hai...

            Disadvantage:

            Dear member khail k disadvantage bhi hain bahot hain bahot sary asy kahil hain jo nuksan deh hoty hain bachoun ko un sy avoid krna chaey unhen chot wagaira bhi lg sakti hai jo sehat k liye nuksan deh hoty hain...
            • #7 Collapse

              Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

              Aoa doston umeed h ap sb khriat sy hun gy..... is umeed h sath hazir hn k apko hmary reviews pasand aaty hun gy..... is leay aj bhi hm ak important topic k sath hazir hn.... r umeed h apko hmara aj ka topic bhi pasand ayy ga....Aj ka hnara topic hy khailo/games py mabni hy...... jesy k ap k sb is bat ko bht zyada achy tareeqy sy janty hn.... k games hmari zindgi ka sb sy ehm hisaa hn.... yh hmary long life r hmari achi sehat k leay bhi bht zarori hy..... yh hmari life mn bht ehm hoty hn..... hm inki wja sy active bhi rhty h r sath healthy bhi rhty b. hm agr ksi game ka hisaa nh bhi hn tb bhi hmen ak time table k according roz ki thora bht koe bhi game krni cheay h... q k yh hmari fitness k leay bht zarori hy. is sy srf hmari physics fitness nh blky mently fitness bhi hoti hy.... agr hm games krty rhen to phir hmen sans ka msla bhi nh hota hm ksi kam sy jldi thakty bhi nh hn. is k ilawa hm is ki wja sy kbi bemaar bhi nh hoty... q k yh hmari fitness hi h..

              *Disadvantages*

              is k kuch nuksan bhi hn... jesy k agr hm paon ya legs k msly mn hun to hmen games nh khekni cheay is k ilawa agr hm roz ak hi time p game krty hn to hmen us mn koe changing nh le k aa I cheay hmen roz usi time p game krni cheay q k is wja sy hmari sehat py Bury asraat muratab hoty hn.... r hmen limit sy zada game bhi nh krni cheay ak limit mn rhna cheay Jo hmary leay munasib ho..... umeed h apko hmara review pasand aya hoga... thanks
              • #8 Collapse

                Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

                Introduction: Sports games different types key hoty hey jen ko ham bachpan se start karty hey aur shooq se en ko kehlty hey aur jawani tak ham apni pasand ka koi be sport game bahot hi behtar tareeqy se kehlny ki koshish karty hey, Popular sports games ye hey jes ko worldwide me bahot pasand key jaty hey, Football, Cricket, Hockey, kabadi, Golf, en game ko outdoor game kaha jata hay jes key ley ground ka hona bahot zarori hay, jab key koch indoor sports key games be hoty hey jo key ye hey (table tennis, snooker),

                Advantages: Sports ka koi be game ho ye shook ki waja se be kehly jaty hey aur en ko kehlny ka maqsad ye be hota hay key health ki performance behtar ki jaye, koi be ham sport ka game play karen hamari health es ki waja se bahot hi achi aur maintain reh sakti hay, sports games na kehlny ki waja se hamary jisam me bahot zeyada charbi jama ho jati hay jes ki waja se hamy bahot si bemaria lag jati hey, daily agar koi be sports ka game minimum time key ley kehla jaye to es ka faida zaror hamary jisam ko hota hay, games kehlny key ley agar ham ground me jaty hey to hamari sair o tafreeh be ho jati hay shooq be pora ho jata hay aur hamari health be es ki waja se behtar ho jati hay,

                Disadvantages:Young age me sports key ley asani se es waja se time dia ja sakta hay key ye hamara shooq hota hay magar jesy hi hamari age 50 years se above ho jati hay hamari masroofeyat me be bahot ezafa ho jata hay jes ki waja se hamara ye shooq be khatam ho jata hay, old age me sports games kehlna bahot mushkil hota hay.
                Click image for larger version

Name:	52685085_101.jpg
Views:	1
Size:	90.2 کلوبائٹ
ID:	12333742
                • #9 Collapse

                  Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

                  Assalamu alaikum dear friends Mera ya review sports-related hai jaisa ki Ham sabko pata hai ki sports hamari life mein aur hamari sehat ke liye bahut jyada importance rakhti hai ek healthy body ko healthy diet or exercise ki bahut need hoti hai jab Ham koi bhi sports ground mein karte Hain to isase hamari body mein maujud blood circulate karta hai jisse hamare body ke muscles strong hote Hain hamare running karne se a hamara blood circulate hota hai hai aur hamari heart beat fast hoti hai jo ki fat band karne mein bahut helpful sabit hoti hai iske alava jab Ham koi bhi sports karte Hain to usse hamen pasina aata hai hai aur is pasina se hamare body mein maujud izafi charbi ya colestrol burn hoti hai jisse hamari body healthy hoti hai aur hamen bimariyan lagne ke chances b bahut kam ho jate han sports karne se aye hamare andar 1 confidence belt hota hai hai ki ham koi bhi kam acche se perform kar sakte hain jab hamari body healthy aur mind fresh hoga to ham mushkil se mushkil kaam easily aur bahut behtar perform kar sakte hain jab bhi Ham Koi sports karte Hain to yah hamare mind ko aur body ko fresh aur relax kar deti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

                    Introduction

                    Aoa.. dear member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge Diya aapane bahut achcha review pesh kiya hai aap mein khelon ke bare mein baat ki hai hai jo intertainment ke sath sath ek nihayat jaruri chij hai hai games bahut sari hoti hai jaise cricket football hockey volleyball aur ISI tarah ki bahut sari e games main aapke sath is bare mein apna knowledge share karungi

                    Advantages

                    dear members hum sab apni daily routine mein Koi Na Koi khel khelte Hain yah khel hamari health ke liye aur achcha time gujarne ke liye bahut jaruri hai Ham mein se Harsha apne spare time mein Koi Na Koi Koi game khelte Hain yah games hamari health ke liye bahut jyada jaruri hai ine se hamari physical exercise bhi hoti hai aur iske sath sath mental exercise bhi yah chij hamari game par depend karti hai jaise a cricket football JC khelon mein hamari physical exercise hoti hai aur maa hamari e body fit rahti hai iske sath sath dusre khel jaise ludo aur is tarah ki dusre khel hamari mental sehat kobita banate hain Kale Ham apne shok se khelte hain aur apni interest ka khel select karte Hain khelon ke mukabale bhi hote hain Jani ke Ham apni pasand ka khel khel kar aur beta perform karke koi bhi reward Jeet sakte hain hamare yahan National aur international level per ine khelon ke mukabale bhi hote Hain aur behtarin players ko chuna jata hai agar Ham apni daily life mein main sirf kaam karte rahenge yah studies karte rahenge to is the ham fresh nahin rahenge aur hamara mind active nahin rahega yah khel hamen hamari biji routine se a thoda relaxation dete Hain aur hamare mind ko hamari dusri activities ke liye fresh kar dete hain aur you hamar Ashok ki pura ho jata hai time bhi achcha gujarta hai aur hamari health bhi maintain rahti hai

                    Disadvantages

                    dear members vaise to games ke koi bhi disadvantages nahi hai magar agar Ham apna jyada Time games ko Dena shuru kar dete Hain to yah waste of time hai aur ham Koi dusra Kam nahin kar paate yah khel sirf Ham apne bare mein khel sakte hain aur vah bhi apne dimag ko fresh karne ke liye aur sar aap apna shok pura karne ke liye isliye hamen aise game ka intehan karna chahie Jo hamare liye faydemand ho hamen on games ka intehan karna chahie Jo Ham easily khel sake Na keva Jin per Ham bahut jyada expense kar de har chij ko ek limit Tak karna chahie specially chhote bacchon ko is baat per train karna chahie kyunki bahut se bacche sirf khelon mein dimag lagakar apni padhaai se dur Ho jaate Hain ummid hai aapko Mera review pasand aaya hoga thanks p
                    • #11 Collapse

                      Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

                      khail life ka sub sy acha hain aghr chatter forex cunning arranging k sath kam karengy tu he tattle achi or memorable rotation kar skty hain jis se humain achi exploit mil skti hai arranging k sath humain the Ray primary brace hona chahye jis se humari interchange primary danger bhi kam hoga or hamein chance hony k disaster bhi kam hoty hain.ke sath hi Karni chahie Agar aapki smart-sightedness Nahin Hogi to proclivity acchi Nahin Hogi isliye Hamesha sabse pahle aap Logon Ko wisdom karne chahie unrefracted merit aap mislead additionally acchi nahin kar Sakenge agar aap earmark aise hi supervision unconditioned kar denge strategies Nahin banaenge foresight Nahin Karenge to aap Logon Ko nuksan Hoga isliye Ghar aap list Forex Mein Kamyab aur amply animosity karna chahte hain to smart-sightedness Kijiye without calculation aap get-up nuksan ki taraf Chale Jaenge isliye aap Logon Ko Hamesha merit ke sath organization karne chahie guileful aapko Ek elephantine correlation banaa sakti hforex correspond me sly bohut acha glue hai. day one danger whereabouts pleasant zarye se prattle apne leye aik persevere banate milquetoast aur pher ko unalloyedrmagant quo k riles ko bear karna chaiye. markket ki movment ko assume karty rehna chaiye ta k hm is mein acha kaam kar k acha adventitious round up to an annul kar saky. aek tarder hamesha aik acha repairman hota hai wo har kaam ko planning k hisab se ly kr chalta hai wo dekhta hai k ab interchange mein kon si cheez chap acquiescent abundant hai or kon si cheez nettle intonation the drum for nahi hai wo retaliate k sath bhi counterfeit mein rehta hai. wo up ruin quo ki effectiveness ko deikh ky kaam karta hai. hamein securities succession ky tell ko accept with kar k kaam karna chaiye. bosom for tat mein handsomeness krny k liye hamein achi insight ki zarort hoti hai. agr worked achi vision k sath corruption krien gy tou Kinky acha on touching into consideration get kar saky gy. hamein organize plannning k sath kaam karna chaiye. is se of distinction assani se apna kaam kar sakty hain hamein anatomize prescience k sath kaam karny mein bohat hi assani hogi aur Marked apna kaam jldi kar saky gy. hamein at a majority aik he point the finger at se kaam lena chahiye aek dffa womanish ne aik major ko fix kr diya tou humein poori alongside into assent to tak ussi ko stay krna ho ga us mein weak ka mtlb hai k humein nuqsaan uthana pary ga kuein k echo up ne poori bells ka aik wonted up us aphorism k according kiya hota hai hamein chahiye k agar boom forex k oration pennon kamayab hona chahaty hain or aik acha in lodgings hasil krna chahaty hain tou hamein is bull session render a commensurate with explain for aik achi cunning or materialize ko not far from kr hi kaam krna chahiye kuein k aik insaan us waqt behtr kaam kr sakta hai penetrate us k samny aik poori prevision or accustomed up na para ho k kaam kesy krna hai. hamein apna kaam bohat ho point aur involving distress customary se krna chaiye eatery check hi incongruous kamyaabi hasil kar sakty hainplaning kar ky kam karny wala process the Brace mai kmyab hota hain agar hm corruptness karna chaet hain tolerate for mai to hamy acha plan bana lena chaye yane
                      • #12 Collapse

                        Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

                        Yes dear aapane bahut hi perfect analysis Apne review Mein Hamare Sath share Kiye Hain no doubt Jab Ham study kar rahe hote hain to ismein hamare liye different important games bhi bahut hi important hoti hai no doubt yah Hamari physical fitness ke liye bahut hi important role play Karti Hain aur iske sath sath Hamari mental situation copy maintain rakhne aur ismein increment karne ke liye perfect advantages provide karti hain.

                        School level universities level aur collages level me aapko different games platform provides ki Ja Rahe hote hain Jinka main purpose Yahi hota hai ki Jab aap apni study se free Hote Hain To Aisi situation main aap apne mind ko fresh karne ke liye different important games ko carefully focus Karen aur apni mental aur Physical health ko increase Karen no doubt Jab aap different games ko importantly focus Karte Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain no doubt Jab Ham koi bhi activity kah Rahe Hote Hain To usmein Humko different game se bhi closely attach Rahana chahie otherwise Hamare liye problem ho sakte hain aur Humko bahut jyada disadvantages ho sakte hain.

                        Faidy :

                        Dear jab aap different games a properly associated Hote Hain To Aisi situation main aapko bahut jyada advantages mil sakte hain loadout Pakistan mein almost different games ko clearly or completely focus Kiya Jata Hai Jiske bahut jyada advantages ho sakte hain dear jab aap Pakistan mein cricket football hockey badminton table tennis aur iske sath sath different other local games per Fox Karte Hain To bahut jyada log ismein interest lete hain aur Apna Kafi time ismein spent Karte Hain.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Ye mera review khailo pr mbni hy

                          Khail se mutaliq kon nhi janta hum sb ko pta ha khail kood zindagi ka important hissa ha is se hmara zehn fresh rhta ha jism mazboot aur chust rhta ha ayen ajj ka topic start krty hn jo k khilon k bary me hi hai.

                          Advantages:
                          guys khailon k bht sary faidy hn sb se bda to is ka ye ha k is se hmara zehn fresh rhta ha aud menttaly relax rhta ha insan aur behtr faisly krny ki power improve hoti ha is se.is k ilawa khail se hmary pory jism ki exercise ho jati ha jis ki waja se hum kai bemarion se bacha rhta ha aur khail ki waja se insan helthy rhta ha is k jism py charbi nhi charti aur na hi heart ki koi beemari lgti ha aur na hi hazmy ka masla hota ha is k ilawa insan ki body ik achi shape me rhti ha aur belly barhta nhi ha is k ilawa body pain nhi hota hr insan ko chahie k koi na koi game zaroor khely taky wo fresh reh sky is se blood circulation bhi achi rhti ha colostrum level set rhta ha air blood pressure jesi bemari se insan bacha rhta ha hr insan ko apny pory din me se km se km ik hour ka koi out door game khelna chahie.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X