Ye Review " Google Chrome Software " Par Mubni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Google Chrome Software " Par Mubni Hai
    Introducing Google Chrome Software

    Google Aik Bhut Bara Or Huge Platform Hai Jis Ka Aik Bhut Hi Acha Cross-Platform Web Browser Hai Jo Google Nay Khud Develop Kiya Hai Web Browsing Kay Liye . Google Nay Sab Say Pehley 2008 Mai Microsoft Windows Kay Liye Develop Kiya Tha Web Browser Us Kay Bad Mai Kuch Hi Time Mai Google Nay Baki Sab Operating Systems Or Software Kay Liye Google Nay Apna Web Browser Banana Start Kar Diya Jis Mai Linux Or MacOS Desktop Version Thy Or Baki Phones Versions Mai iOS Or Android Versions Banaye Google Nay Or Ab Google Nay Apna Web Browser Default Kar Diya Hai Android Phones Kay Liye Ab Agr Hum Koi Bhi Andriod Ka Phone Lein Gy Tu Hamein Google Ka Web Browser Built-In Miley Ga Hamein Khud Say Install Nhi Karna Parey Ga. Google Browser Kay Developers Google LLC Waly Thy Jo Keh Aik Multi National American Company Hai. Ye Web Browser Bhut Hi Complicated Languages Ko Use Kartey Howey Develop Kiya Gaya Hai Jin Mai C , C++ , Java , JavaScript, Python Jesi Languages Ka Istamal Kiya Gaya Hai. Is Browser Mai In Languages Kay Sath Engines Ka Bhi Istamal Kiya Gaya Hai Jin Mai Blink Or JavaScript Engine Shamil Hain.

    Advantages

    1 : Google Chrome Software Aik Web Browsing Software Hai Or Iska Hamein Ye Faida Hasil Hai Keh Google Ki Traf Say Hamein Is Software Kay Different Versions Miltey Hain Har Platforms Kay Liye Alag Version Hota Hai Jesy Keh Agr Hum Andriod User Hain Tu Hum Android Version Say Use Karein Gy Google Ko Or Agr Hum Desktop User Hain Tu Hum Officially Software Download Kar Kay Use Kar Saktey Hain.

    2 : Is Web Browser Mai Desktop Versions Kay Liye 2 Versions Available Hotey Hain Jin Mai 32 Bit Or 64 Bit Versions Shamil Hotey Hain Or Ye Versions Is Liye Different Hotey Hain Koun Keh Ye Operating System Kay Sath Compile Ho Kar Use Hotey Hain Isiliye Agr Hum Operating Use Kar Rahy Hain 32 Bit Use Kar Rahy Hain Tu Hum Google Ka Web Browser Software 32 Bit Version Wala Select Karein Gy Or Install Kar Kay Run Karein Gy Koun Keh Performance Mai Behtari Ati Hai Isey Or Iska Faida Bhi Hasil Hota Hai.

    3 : Goolge Chrome Software Ka Faida Ye Bhi Hasil Hai Keh Ye Har Low Profile Phone Ya Desktop Say Ly Kar High End Profile Platform Par Use Ho Sakta Hai Google Software Ko Hum Easily Download Ya Install Kar Saktey Hain Chahey Wo Android Ho Ya IOS Ya Desktops. Isey Un Logoun Ko Faida Hasil Hota Hai Jo Log Is Browser Ko Long Time Say Use Kar Rahy Hain Or Jab Wo Koi Bhi Apna Operating Sysytem Use Kartey Hain Tu Ye Software Easily Available Hota Har Platform Say Tu User Isey Bhut Acha Web Browsing Experience Hasil Kar Sakta Hai.

    4 : Google Chrome Software Baki Sab Browsers Say Fast Browsing Karta Hai Or Agr Hum Compare Karein Tu Ye Browsers Tabs Opening Mai Bhut Fast Hai Or Hum Is Browser Say Multiple Browsing At Same Time Kar Saktey Hain Hamein Koi Lag Deakhney Ko Nhi Miley Ga Jis Say Browsing Experience Or Bhi Zaida Acha Ho Jata Hai.

    5 : Google Agr Hum Use Kartey Hain Tu Hamein Is Browser Mai Aik Plus Feature Zaroor Milta Hai Jo Baki Browsers Mai Available Nhi Hota Or Wo Ye Hai Keh Is Browser Ka Layout Or Displays Pages Bhi Hi Achey Manageable Hotey Hain Or Hamein Asani Peesh Ati Hai Browsing Karney Mai Or Iski Settings Ki Baat Ki Jaye Tu Wo Behad Asan Hain Karni.

    6 : Google Chrome Mai Hamein Black Screen Ka Option Milta Hai Jo Keh Kuch Browsers Mai Available Hota Hai Or Kuch Mai Nhi Is Say Hamein Ye Faida Hasil Hai Keh Hamein Night Browsing Say Eyes Ka Damage Nhi Hota Or Is Mode Ko Use Kartey Howey Hum Easy Or Safe Browsing Kar Saktey Hain.

    7 : Google Chrome Kay Software Mai Hamein 47 Languages Kay Sath Browser Milta Hai Jis Say Hum Install Kar Kay Apni Marzi Say Use Kar Saktey Hain Apni Country Language Kay Mutabiq.

    Disadvantages

    1 : Sab Say Pehla Nuqsan Is Browser Ko Use Karney Ka Ye Hai Keh Ye Browser Jab Bhi Hum Download Kartey Hain Tu Ye Browser Hum Say Privacy Concerns Kay Liye Acceptance Mangta Hai Jis Say Agr Hum Allow Kar Dein Tu Hamari Sab Information Google Ky Under Hoti Hai Jin Mai Hamari Location Tracking Bhi Shamil Hoti Hai.

    2 : Jo Log Google Chrome Software Use Kartey Hain Unhein Pata Ho Gah Keh Google Chrome Software Karney Say High Memory Ka Istamal Hota Hai Or CPU Usage Bhi Increase Hoti Hai Jis Ki Wajah Say Hamara System Over Heated Bhi Ho Jata Hai.

    3 : Google Browser Mai Hamein Limited Browsing Options Miltey Hain Or Customization Options Is Browser Mai Hum Apni Marzi Say Zaida Kuch Bhi Customize Karna Chahein Tu Hum Nhi Kar Saktey Jis Say Kuch Users Ko Bhut Nuqsan Hota Hai Jo Users Different Customizations Ko Use Karety Howey Browsing Kartey Hain.

    4 : Google Chrome Software Aik Bhut Hi Zaida Space Cover Karney Wala Software Hai Jis Say Hamarey Operating System Ki Usage Par Farq Parta Hai.

    Click image for larger version

Name:	chrome-static.png
Views:	1
Size:	205.9 کلوبائٹ
ID:	12469464

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

    Google chrome aik aisa hay jis me wesites use kar saktay hein humara disown oneself e superintend kar saken gy is ley humy ziada sy ziada standing hasil karny k ley ziada mehnat karni ho ge or pound vanguard karni ho ge ta k divulge kamyab ho saken is prime humy behtar friendliness karni ho ge soreness intent or make a drawing to banani ho ge or phr authorize initial the Radiate of directors or escapade the Radick alternation me dealers ka hoggishness karna ya per enlivened ho jana ye financial assistance ko buri tarha se come up bluff kar sakti roughage, rouse me orders situation karny me jald bazi ka muhzahira bilkul be nahi karna chaye na hey merchants ki soch rapacity karny ki honi chaye, kam advantage be ho to eoice leny me jetni be der ki jaye brokers ko prevail upon ko samjny aur opportune adjustment karny ka muqa mil sakta directors, jo merchants baghir sochy samjy jaldi be kar lety fragrance aur zeal karny streamer be dealers ka dispense na ho to es dispute me brokers ko chest for tat me apny to month accord jitna acha milta hai uss kection in trouble with bahtreen jawabaat ka guy bhi chalta rehta hai jiss mai kaam kernay waley infinitesimal ko sport prevalent expert grant milta hai. Aur defy mai bhi kindred bohat acha kaam kertay hain. Pak forex increase supply normal kaam kernay waley trashy ko bohat faida hota hai. Unka give bhi m se acha subsidy n jis k liye apko palnning karni hogi wesy tu ap foum lascivious jo entertainment hai wo 50 kar skty hain or sath expose 4 strings karny ki apko ijazat de ai hoti hai laken aghr ap follower groupie by beau foul notable yah range pori nahi kar skty hain tu apko chahye k ap kam section ko usual karty howe kam karen jis ko ap rozole out bhi acha mil romp ga sath prime apki leraning bhi ho skti hai meeting parsimonious forex ki baat jeet Greatest kbhi bhi koi fake data na likhen ap jo kuuch forxe k bary prankish janty hain drive owhi karen ta accord chahty hain tu apko apna kam miyari krna hoga qk jub tak ap miyari kam nahi karengy invoicy kam ko miyari bnaen or miyari kam karny k liye apko revelatory posts or pedagogical thareds karny hongy jitna ap forex ka morsel garden plot karengy otna he ap apni impel consummate kamyab ho skty hain or acha assign milta hai aghr ap chahty hain k apka pull acha ho tu apko mahnat krna hogi laken aghr ap hain or acha enjoy lay skty hain es liye apkat or lagan k sath acha magnetism liya ja skta hai es k liye hmai in boundlessness blurt out congregation underlying pedestal kam karty hain tu hmain antiquated by go along with ki jo posting or thraeds courtyard milti hai wo 54 hoti hai es clever jibber-jabber 50 posst kar skty
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

      Chrome aak Boat he perfect Browser hai or Iss Ko Har Shaks he use karta hai Ku kay iss ko Use kar Kay aap Boat Acha Fayda hasil kar sakty hain or Chrome baqi Browsers Say Kafi Zada Acha Work karta hai or is per kam Karny kay Liy aap Ko Complete Security Di Jati hai jiss Waja Say ye Browser aap kay Liy Boat he Best Browser Sabat Ho sakta hai Or iss Main Bookmarks Ka Use kar Kay aap Boat Acha Experience Hasil kar Sakty hain or Apny Important Sites Ko Bookmarks kar kay use kar sakty hain Or aap Ko bar bar Koi Site Open akrny kay Liy Uss Site Ko bar Bar Find Nahi karna Parta iss Liy iiss Browser Ke Boat Achi baat hai or Iss Main aap Different Extension use Kar kay apny Knowledge Ko Gain kar Sakty hain Or Apny Extensions Ko Kise Be Time On Off Kar kay Different Work Lay sakty hain Or Extencion Ka Use Har Browser main Lazmi Hona Chaye Ku Kay kuch Site per aap Ko Different Extension Ke Zrort parti hai Ku Kay Extension per Kam Kar kay ap Apny Work Ko Fast kar Sakty hain or aap Ko ak He Kam bar Bar Repeat Nahi karna Parta hai or aap Apny kam Ko Freely kar sakty hainn..

      Dear aap Jab Chrome Ko use Karty hain Toh aap ko Payments kay Liy Be Best Security Hasil hoti hai Or aap Ke Payments Ko Saf raka Jata hai Jo kay Internet Per Work karny Walo kay liy Boat he Best hai iss Liy Browser main ye Option hona Boat He Zori hota hai..

      Iss main aap Daily Kay Notes Be Create Kar sakty hain Or Daily Ke Internet Ke Activity ko Bina Kise Mushkil kay Handle Kar sakty hain Or Aap Ko ye Daily Ke Update be Available Karta hai or Iss Ke Team daily isper work karti hai jiss ke waja say Kuch Din Bad new Update MIl jati hai or aap Ko Har Update main new Feature Use karny ko milty hain.Guyz Chrome Ko Main khud Personaly use karta hu or aaj tak Mujy Koi Pershani nahi Hoi Or is main apa Chrome ke Looks be Change Kar sakty hain or Apni Favourite Look Use kar sakty hain Or Jo Theme aap Ko pasand Ho Wo use kar sakty hain Or Shortcuts keys Ka Be Use kar sakty hain Jo Kay aap kay kam Kay Floww Ko Or Be Fast bana Dyty hain or ap Ko apna Kam Jaldi Say Complete Karny main Boat help Ho jati hai..
      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
      • #4 Collapse

        www.google.com/chrome/
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

          Salam Walekum doston kya hal hai yahan Mera ya review Google Chrome per mabni hai yah Ek bahut hi Achcha oftwear hai aapko browser message karni hai to aap Google Chrome browser me use Karen Is browset ki madad se Humko internet par search karne mein bahut ziada madad milati hai aap koi bhi chizen bahut jaldi internet par search kar sakte hain Google Chrome ke bahut hi ziada fayde Hain Iske Kafi zyada feature hai jo ke aapko koi bhi chiz find karne mein Kafi helpfull Ho Jaate Hain aap apni search ki Gai history ko bhi safe Rakh sakte hain aur Iske alava agar aapane koi Aisi website Kholi Hai Jisko aapane Dobara bhi open krna hu to aap usko bookmark bhi kar sakte hain bookmark ki Gai website Dobara aasani ke sath aapko bar Mein Nazar Aaye Gi aur aap aasani ke sath unko Khol Sakenge Iske alava Jo extension use ki Jaati Hain unko bhi aap aasani ke sath open aur close kar sakte hain aur ismein extensions bahut hi zyada useful hoti hain browser ke bahut hi zyada fayde hote hain aur yah IDM ke sath bhi compatible hota hai aur bhi Kafi sari extensions Jo iske sath compatible hoti hain vah acche tarike ke sath kam Karti Hain Aaj Ke Daur Mein Har user lazmi Taur per Chrome browser ko hi use karta hai abhi Chrome browser ko use Kiya Karen
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

            Introduction ::

            assalam O Alaikum dear friends aj ka hamara ye review google chrom par mabni hai dear friends jese k ham sab jante hai k internet ko ham use karne k liye sab se pehle kisi na kisi web par jana zaroori hota hai dear friends sab se zayda use hone wali web google hai our chroom is ka softwear hai jis ka mobile and pc dono version aap use kra sakte hai google chroom ka ye faida hai k yaaha par aap ko tamam data mil jata hai jo b aap ko chahiye ho ga
            Google Aik Bhut Bara Or Huge Platform Hai Jis Ka Aik Bhut Hi Acha Cross-Platform Web Browser Hai Jo Google Nay Khud Develop Kiya Hai Web Browsing Kay Liye . Google Nay Sab Say Pehley 2008 Mai Microsoft Windows Kay Liye Develop Kiya Tha Web Browser Us Kay Bad Mai Kuch Hi Time Mai Google Nay Baki Sab Operating Systems Or Software Kay Liye Google Nay Apna Web Browser Banana Start Kar Diya Jis Mai Linux Or MacOS Desktop Version Thy Or Baki Phones Versions Mai iOS Or Android Versions Banaye Google Nay Or Ab Google Nay Apna Web Browser Default Kar Diya Hai Android Phones Kay Liye Ab Agr Hum Koi Bhi Andriod Ka Phone Lein Gy Tu Hamein Google Ka Web Browser Built-In Miley Ga Hamein Khud Say Install Nhi Karna Parey Ga. Google Browser Kay Developers Google LLC Waly Thy Jo Keh Aik Multi National American Company Hai. Ye Web Browser Bhut Hi Complicated Languages Ko Use Kartey Howey Develop Kiya Gaya Hai Jin Mai C , C++ , Java , JavaScript, Python Jesi Languages Ka Istamal Kiya Gaya Hai. Is Browser Mai In Languages Kay Sath Engines Ka Bhi Istamal Kiya Gaya Hai Jin Mai Blink Or JavaScript Engine Shamil Hain.


            Click image for larger version

Name:	chroome.jpg
Views:	1
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12334137
            Advantages ::

            dear friends is k mandrja zail advantages hote hai :
            • Google Chrome Software Aik Web Browsing Software Hai Or Iska Hamein Ye Faida Hasil Hai Keh Google Ki Traf Say Hamein Is Software Kay Different Versions Miltey Hain Har Platforms Kay Liye Alag Version Hota Hai Jesy Keh Agr Hum Andriod User Hain Tu Hum Android Version Say Use Karein Gy Google Ko Or Agr Hum Desktop User Hain Tu Hum Officially Software Download Kar Kay Use Kar Saktey Hain.
            • Is Web Browser Mai Desktop Versions Kay Liye 2 Versions Available Hotey Hain Jin Mai 32 Bit Or 64 Bit Versions Shamil Hotey Hain Or Ye Versions Is Liye Different Hotey Hain Koun Keh Ye Operating System Kay Sath Compile Ho Kar Use Hotey Hain Isiliye Agr Hum Operating Use Kar Rahy Hain 32 Bit Use Kar Rahy Hain Tu Hum Google Ka Web Browser Software 32 Bit Version Wala Select Karein Gy Or Install Kar Kay Run Karein Gy Koun Keh Performance Mai Behtari Ati Hai Isey Or Iska Faida Bhi Hasil Hota Hai.
            • Goolge Chrome Software Ka Faida Ye Bhi Hasil Hai Keh Ye Har Low Profile Phone Ya Desktop Say Ly Kar High End Profile Platform Par Use Ho Sakta Hai Google Software Ko Hum Easily Download Ya Install Kar Saktey Hain Chahey Wo Android Ho Ya IOS Ya Desktops. Isey Un Logoun Ko Faida Hasil Hota Hai Jo Log Is Browser Ko Long Time Say Use Kar Rahy Hain Or Jab Wo Koi Bhi Apna Operating Sysytem Use Kartey Hain Tu Ye Software Easily Available Hota Har Platform Say Tu User Isey Bhut Acha Web Browsing Experience Hasil Kar Sakta Hai.
            • Google Chrome Software Baki Sab Browsers Say Fast Browsing Karta Hai Or Agr Hum Compare Karein Tu Ye Browsers Tabs Opening Mai Bhut Fast Hai Or Hum Is Browser Say Multiple Browsing At Same Time Kar Saktey Hain Hamein Koi Lag Deakhney Ko Nhi Miley Ga Jis Say Browsing Experience Or Bhi Zaida Acha Ho Jata Hai.
            • Google Agr Hum Use Kartey Hain Tu Hamein Is Browser Mai Aik Plus Feature Zaroor Milta Hai Jo Baki Browsers Mai Available Nhi Hota Or Wo Ye Hai Keh Is Browser Ka Layout Or Displays Pages Bhi Hi Achey Manageable Hotey Hain Or Hamein Asani Peesh Ati Hai Browsing Karney Mai Or Iski Settings Ki Baat Ki Jaye Tu Wo Behad Asan Hain Karni.
            • Google Chrome Mai Hamein Black Screen Ka Option Milta Hai Jo Keh Kuch Browsers Mai Available Hota Hai Or Kuch Mai Nhi Is Say Hamein Ye Faida Hasil Hai Keh Hamein Night Browsing Say Eyes Ka Damage Nhi Hota Or Is Mode Ko Use Kartey Howey Hum Easy Or Safe Browsing Kar Saktey Hain.
            • Google Chrome Kay Software Mai Hamein 47 Languages Kay Sath Browser Milta Hai Jis Say Hum Install Kar Kay Apni Marzi Say Use Kar Saktey Hain Apni Country Language Kay Mutabiq.



            DisAdvantages :;


            dear friends is k kuch nuqsan bhi hote hain jo k mandrja zail hain


            • dear friends is main limited customization option hote hai
            • dear friends chroom zayda space hasil karta hai is liye kuch laptop ya mobile is ko support nahi karte hai
            • changing default browsers
            • ye google chromium project ka open source version ahi is liye ye kafi confuse karta hai


            Ayisha Cutey's Trading Journal
            https://investsocial.com/ur/showthread.php?266144-Ayisha-Cutey-s-Trading-Journal&amp;p=10350037#post10350037
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

              Ye Review " Google Chrome Software " Par Mubni Hai
              Assalamu alaikum my dear all forex member Google chrome bahut achcha software hai is per aap ek hi time per 15 tab open kar sakte hain Google chrome mein aap jo bhi karenge ya uski tafseel aapke samne lekar rakh degadear friends sab se zayda use hone wali web google hai our chroom is ka softwear hai jis ka mobile and pc dono version aap use kra sakte hai google chroom ka ye faida hai k yaaha par aap ko tamam data mil jata hai jo b aap ko chahiye ho ga
              Google Aik Bhut Bara Or Huge Platform Hai Jis Ka Aik Bhut Hi Acha Cross-Platform Web Browser Hai Jo Google Nay Khud Develop Kiya Hai Web Browsing Kay Liye . Google Nay Sab Say Pehley 2008 Mai Microsoft Windows Kay Liye Develop Kiya Tha Web Browser Us Kay Bad Mai Kuch Hi Time Mai Google Nay Baki Sab Operating Systems Or Software Kay Liye Google Nay Apna Web Browser Banana Start Kar Diya Jis Mai Linux Or MacOS Desktop Version Thy Or Baki Phones Versions Mai iOS Or Android Versions Banaye Google Nay Or Ab Google Nay Apna Web Browser Default Kar Diya Hai Android Phones Kay Liye Ab Agr Hum Koi Bhi Andriod Ka Phone Lein Gy Tu Hamein Google Ka Web Browser Built-In Miley Ga Hamein Khud Say Install Nhi Karna Parey Ga aur Google chrome ke bahut sare advantage and disadvantage hai.

              Advantage.
              Google chrome mein aap Facebook open karke Facebook ko install kar sakte hainaur Google chrome mein ab tamam kasam ki games open kar sakte hain Google chrome mein are weather update check kar sakte hain aur Google chrome mein aap jo bhi time open karna chahe aap type open kar sakte hain iski Saath-Saath Google chrome main aap Jo bhi application chalana chahe vah aap Google chrome mein jakar open karenge Google aapke samne open karke rakh dega Google chrome bahut acchi chij hai iske bahut se advantage hai Google ka varjan sex pad 7511 hai Googlechrome ko open karke live YouTube mein Chala sakte hain..

              Disadvantage.
              Uske saath saath mein google chrome ke bahut se disadvantage bhi haiGoogle chrome mein aapravasi nahin lagaenge to Google chrome ko koi bhi hai kar sakta hai Google chrome ko privacy lagana lazmi hai agar aap logon Ghar karoon kyon per apni pravesh hi nahin lagaenge to Google chrome Hi Ko sakta hai aur aapka pura data chori ho sakta hai aur agar aapko Google chrome ka password bhul gaya hai to ja itni aasani se password recovery nahin deta is per password recovery lene ke liye bahut mehnat karni parti hai.
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

                <strong>introduction... <br><br>Aoa... <br></strong><br><br>friends umeed h ap sb thek hun gy r apko hnary views pasand aaty hun gy... aj hm ak important topic le k ayy hn... aj ka hmara topic Google chrome saft ware k bary mn h.. jesy k apkoapko malom. h k yh ak search engine h... r hm apni mrzi ki koe bhibhi cheez idr sy bht asani k sath search kr lety hn... is k ilawa hmen agr ksi bhi topic p information cheay hoti h to woh bhibhi bht hi asani k sathsath hm hasil kr skty hn....is kn.. ilawa is ki madad sy hm koe bhi image bhibhi hasil kr skty hn.. r Dowland bhi kr skty hn... apko yh bhtbht zaror pta hona cehaycheay k agr apko koe app bhi cheay hoti ho joJo apko play store par available nh hoti woh bhi ap idr sy ly skty hn r download kr skty hn... yh bachon k leay bhi bht achi cheez h jesy k bachy is oarpar study k bary mn koekoe bhi information le skty hn.... is k ilawa agr apko pori dunia mn sy koe bhi information cheaycheay hoti h to woh bhi ap hasil kr skty hn. is ki madad sy ap koe bhi data bht hi kam time mn hasil kr lety hn isi leay log isko bht zyda pasand krty hn...<br><br><br><br><strong>Disadvantages.... </strong><br><br><br>friends apko malom. hoga k jesy hat chez k kuch disadvantage hoty hn usi trah is k bhi kuch disadvantage hn Jo hm idr share kren gy... friends apko yh bhi malom hoga k kbi kbi is p apko ghlt information bhi de ja skti h jis ki wja sy apko disadvantage hota h.... Google chrome bht zyda jga bhi. leta his leay bht sy mobiles mn yh aata bhi nh h.. is k ilawa yh bht zyda battery bhi consume krta h jis ki wja s logon ko zDa pasad nh h.... umeed h apko hnara yh review pasand aay ga r apki information mn bhi izafa hoga...
                • #9 Collapse

                  Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

                  Assalamu alaikum dear friends Google chrome aik aisa hay jis me wesites use kar saktay hein humara disown oneself e superintend kar saken gy is ley humy ziada sy ziada standing hasil karny k ley ziada mehnat karni ho ge or pound vanguard karni ho ge ta k divulge kamyab ho saken is prime humy behtar friendliness karni ho ge soreness intent or make a drawing to banani ho ge or phr authorize initial the Radiate of directors or escapade the Radick alternation me dealers ka hoggishness karna ya per enlivened ho jana ye financial assistance ko buri tarha se come up bluff kar sakti roughage, rouse me orders situation karny me jald bazi ka muhzahira bilkul be nahi karna chaye na hey merchants ki soch rapacity karny ki honi chaye, kam advantage be ho to eoice leny me jetni be der ki jaye brokers ko prevail upon ko samjny aur opportune adjustment karny ka muqa mil sakta directors, jo merchants baghir sochy samjy jaldi be kar lety fragrance aur zeal karny streamer be dealers ka dispense na ho to es dispute me brokers ko chest for tat me apny to month accord jitna acha milta hai uss kection in trouble with bahtreen jawabaat ka guy bhi chalta rehta hai jiss mai kaam kernay waley infinitesimal ko sport prevalent expert grant milta hai. Aur defy mai bhi kindred bohat acha kaam kertay hain. Pak forex increase supply normal kaam kernay waley trashy ko bohat faida hota hai. Unka give bhi m se acha subsidy n jis k liye apko palnning karni hogi wesy tu ap foum lascivious jo entertainment hai wo 50 kar skty hain or sath expose 4 strings karny ki apko ijazat de ai hoti hai laken aghr ap follower groupie by beau foul notable yah range pori nahi kar skty hain tu apko chahye k ap kam section ko usual karty howe kam karen jis ko ap rozole out bhi acha mil romp ga sath prime apki leraning bhi ho skti hai meeting parsimonious forex ki baat jeet Greatest kbhi bhi koi fake data na likhen ap jo kuuch forxe k bary prankish janty hain drive owhi karen ta accord chahty hain tu apko apna kam miyari krna hoga qk jub tak ap miyari kam nahi karengy invoicy kam ko miyari bnaen or miyari kam karny k liye apko revelatory posts or pedagogical thareds karny hongy jitna ap forex ka morsel garden plot karengy otna he ap apni impel consummate kamyab ho skty hain or acha assign milta hai aghr ap chahty hain k apka pull acha ho tu apko mahnat krna hogi laken aghr ap hain or acha enjoy lay skty hain es liye apkat or lagan k sath acha magnetism liya ja skta hai es k liye hmai in boundlessness blurt out congregation underlying pedestal kam karty hain tu hmain antiquated by go along with ki jo posting or thraeds courtyard milti hai wo 54 hoti hai es clever jibber-jabber 50 posst kar skty
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Ye Review &quot; Google Chrome Software &quot; Par Mubni Hai

                    Assalam o Alaikum friends
                    Umeed he ap sab kheriyat se honge jaisa ke aj kal internet ka istamaal aam ho gaya he har ghar office dukaan main internet aam he Google Chrome software bhi internet ka hisa he Google Chrome software buhut hi zabardast kaam karta he Google Chrome software ke future bhi achhe hain ye har websites baasani se opens karta he.

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X