Mera ye review ICBC Pakistan (Chinese Bank) par mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mera ye review ICBC Pakistan (Chinese Bank) par mabni hy
    Assalam O Alikum dosto aapko thora ajeeb lagega k mera ye review aik Chinese bank par mabni hy, lekin dosto ismain herangi ke koi baat nahi aur ye waqt ke aik buhat he ahm zaroorat ban chuki hy, Q k hazaroon main Pakistan students china main parr rahain yaa on job hy, yahan vo yan main he salaries ya stiphends lety hain, aur doosri baat ye hy k Best friends hony k naaty taqren 80,000 sy 1 lac tak chinese Pakistan main rehty hain, business k liye yaa on hain yaa pir study visas par hain, jis kp facilite karny k liye china ny Pakistan govt k ijazat par Pakistan apna aik Bank branch launch kiya taaky apny citizines aur Pakistani studets asani k sath Pakistan main reh kar chinese banks k services ko use kar sakain. Dosto is purpose k liye china ny aaj sy taqreeban 10, 11 saal pehly China Pakistan k dosti shuroo hony k baad apna aik Bank ICBC branch Pakistan main open kiya jo ab tak operational hy. Dosto ICBC yani Industrial an Commercial Bank of China Dunya ka sab sy ameer bank hy jo k aik chinese bank hy aur isky Pakistan main branch kolna Aik khushi ke baat hy jos ke waja sy hamary hazaroon students ko yahan facilities milty hain.

    Faidy:
    1) sab sy barra faida ye hy k yahan bank sy mahana lakhoon main Pakistan ko taxes ke surat main income hota hy.
    2) Doosra faida ye hy Pakistani students jo china main party hain aur Pakistan chutti parcaaty hain to vo currency exchange yaa bank servise use kar sakty hain.
    3) Theesta faida ye hy k chinese jo yahan business k gharaz sy aaty hain unko mushkilat kaa saamna nahi karna parta.
    4) chota faida ye hy k yahan sy loug business k gharaz sy yaa chinese products import karny k gharaz dy jab china jaaty hain to unko asani hoti hy.

    Nuqsanat:
    Dosto clvesy iska koi nuqsan to nahi Q k ye bank Pakistani bank nahi, aur ismain kisi Pakistan ke jo china sy koi direct yaa indirect contact main na ho koi wasta nahi parta to nuqsan B nahi hy.
    Jo aik nuqsan ho saktaxhy vo ye hy k yahan sy currency bahir jaati hy is bank k zariye to is Pakistan k maashi surat haal par faraq parr sakta hy.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mera ye review ICBC Pakistan (Chinese Bank) par mabni hy

    ICBC industrial and commercial bank of China limited
    Real Forex trading members industrial and commercial bank of China limited give branches Pakistan mein hai aur uski big branch Karachi mein maujud hai jiska ka mission actively instrumented the one belt and one road strategy supported construction of China Pakistan economic corridor and complete financing for projects such as sachal wind power project dawood wind power project. Industrial and corporation commercial bank of China limited Pakistan mein yah kam January 1984 mein established hua. Is Bank ko completely restructured Kiya Gaya jiski date according to documents 28 October 2005 hai. Isko re structured karne mein main ek company ne help out Kiya isky bad yeh bank large kisted bank bn gia aor is ko SSE and SEHK ki list ma shamil kis gia.
    yah Bank Jo services provide karta hai un mein Bank comprehensive financial products and services to 4.12 million corporate Banking customers and 259 million personal banking customers by virtue of the distribution network consisting of 16000 to 27 domestic institutions 203 overseas institutions aur Baki cross fondant banks worldwide services provide karta hai. Is Bank ka main theme yah hai ki foxing on customers and creating value through services by your side and as your trust. Trading member industrial and commercial bank of China limited Karachi branch 23 may 2011 mein established hui aur is ne Bank state Bank of Pakistan se examination first year Uske bad launch Kiya gas Bank. .
    Is Bank e services yah hain
    0 deposit foreign currency deposit exchange remittance financing and trade financing deposit and withdrawal of money me agar aapka is my currency account hai to aap is main currency deposit and withdrawal kar sakte ho.
    • #3 Collapse

      Re: Mera ye review ICBC Pakistan (Chinese Bank) par mabni hy

      ICBC BANK

      Dear respected members yah Baat bilkul theek hai ki Pakistan ka China ke sath bahut close relationship hai aur bahut se Aise project chal rahe hain Jo donon countries ke economy Mein Behtar kirdar Ada kar rahe hain bahut se Chinese Pakistan mein mukhtalif projects Mein kam kar rahe hain Haaskar Jo CPEC project hai aur esi tarha bahut se Pakistani China Mein Hai khas kar student visa per vahan se education Hasil kar rahe hain SO Yahan per Chinese Bank ke bare mein review Dena Ek acchi baat hai icbc Bank basically China ka ek bahut bada Bank hai iska main headquarter Beijing China Mein Vakya Hai Isko 1984 Mein established Kiya gaya tha aur Aaj Tak ue logon ko apni services provide kar raha hai revenue ke lihaz se icbc bank Duniya Ka sub sy bara aor top position mein Aata Hai iski income assets billions mein hai aur ya China Mein different development project mein bahut aham kirdar Aadha kar raha hai Iske Kuch branch Pakistan mein bhi open hue hain Jiski vajah se ye bank Yahan per Bhi Apne operation kar raha hai aur Yahan per bhi mukhtalif projects may involve raha hai Chinese Jo Yahan per kam karte hain vah is Bank ke through apni financial dealings karte hain Jiski vajah Se unhen Koi pareshani ka Samna nahin karna padta icbc Bank mukhtalif products Apne customers ko provide Karta Hai Jin mein se retail banking commercial banking consumer banking credit loan vagaira Shamil Hai agar customers user ki baath ki jae tu enky lako customers maujud aor esky saath apni deals karty hai Agar employees ki baat ki Jaaye tu takriban in main 5 lakh ke kareeb employees kam Karte Hain Jo ki ek bahut bada number hai iska ek broad branch network pure China Mein Vakya hai aur apni Zabardast service ke sath Logon Ko facilities de raha hai Mukhtasar ya ke yah Bank Duniya ka sabse bada Bank hai aur yah mukhtalif developments infrastructure projects me China ko bahut madad fraham kar raha hai

      Faidey
      ICBC ky branch Pakistan mein bhi Vakya hai iska matlab yahi hai ki jo log askar jo Chinese Yahan per kam karte hain vah in Bank ke sath Asani ke sath apni Tamam transactions kar sakte hain Iske alava Pakistani banks bhi icbc ke sath project waghaira Mein Cooperation kar raha hai Pakistan Mein aainda kuch Salon Mein Iske Maszid branch open kiye Jaenge Jiski vajah se yah facility's Aam Logon Jaise ke Pakistani Hai unko bhi provide kar di Jayegi Aur vah Bhi es Bank ke Zabardust service se fayda Utha Sakenge China aur Pakistan ke mazbut talukat ki vajah se yah Bank Pakistan mein Mukhtalif projects aur development Mein aham kirdar Ada kar sakta hai

      Nuksanat
      Icbc bank ka direct Pakistan ke liye koi nuksan nahin hai Kyunki yah zyadatar Chinese people's aur vahan ke projects Vaghaira Ko Deal Karta Hai Lekin Pakistan mein yahan per Agar log Chahe be tu iske sath direct financial len De nahin kar sakte Kyunki jyadatar in Mein Jo currency istemal Hoti Hai vah Chinese hai Iske alava Mujhe Nahin Lagta ki icbc ka pakistaniyo ya Chinese people ke liye koi nuksan hai
      Zuhaib9988 Trading journal
      https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Mera ye review ICBC Pakistan (Chinese Bank) par mabni hy

        ICBC pakistan kay andar he hay jis mein aap log asani kay sath chinese bank kay through chahiye keachii paintungs len orapny ghar kopyara dekahin kuch logn ko depict ka bhtzaida shoq hota hai wochahty hn keapny ghar me achii paintungs lgain or lognkoto excellent artwork bnanayme bhi bht diversion hota hai wotarah trah ki excellent artworkbnatyhn or unko deal bhi krty hn isssy unka shoq bhi pura haida faida hosktahai is liye apko it Kayandar boht nation aesylog dekhe Hain Jo logzeadamarker as in accordance to rely kartayHainaapko chahey keh signs andsigns as in accordanceto zeada primarilyprimarily based totally totally narahenkeon keh industrial middle meinpointer 80%win hello kratayHain aur 10 hota hai 10% unsteady Kam apkahie BalkeHamen Khud Se Ek Achchaspecialised evaluation karna chahie auruskedreadful misfortune ko ro sktyhain q OK ayse over buying andpromoting karnysehe account wash hoty hain tu kbhi tradorokay liye boht ahmiyatrakhti hai qOKaghr tuhmari buying and promoting competencies lively haituhumapni buying and prsimple hmain on-line he business middle kofollwokrna hota hai jub humaribuying and promoting ki baility heartyhogitab hemurmur apni buying and promoting ko achi trhasesmjhskty hain es liyestrange alternate ko zayda se zydalaerningkaren or strange alternate kainformationbenefitkaren or apapni buying and promob he es mission sefaidamilta hai jub apapni buying and promoting key apniabilties kousekarOK buying and promoting karen tu hmain acha payhasilkarny key bhiapnibuying and promoting simple covetousnessna karen ap aghr apni buying andpromoting simple lalachkokhtm kar okaykam karengy tu es OK apko boht se faidymil skty hayada nuksan hota hai agarHamAgarbuying and promoting karte rahenge To Hamenincomeki vajahmisfortune hosakta hai Hamen marybyskip important comng ka important records or important thoughtpatachalyor murmur aramsy torment buying and promoting kar sakenyisleyhumy important records hasil karna chaehaorprimary records kodemoaccount simpleexercise karOK exercise karni chaehajtniziada murmur muscle misfortune peymisfortune kr rahay yrta hatabhi ap ko kayabhi ilay gi bagair seekheysajhaykaa krnamushkil aneh balkay namumkin ha elsye maray bhai agar ap losskr thayho ap sbsey p salaries karni hogi kam se kamddle aurrealitiesaur records kowatch karo ta o.k. apko concept hojayeok ye enterprise challenge kese kam karta hai aurap keseesenterprise undertaking mai acha

        اب آن لائن

        Working...
        X