Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

    Forex buying and selling ke andar excessive volatility use Waqt Hoti Hai Jab is market ke andar Koi vital information hoti hai ya FIR Jab Koi financial institution ke pastime price ki announcement hoti hai to use Waqt market Ke Andar excessive volatility ki situation Hoti Hai is Waqt Ham is market se bahut hello Achcha earnings Hasil kar sakte hain Hamen chahie kya is market mein jyada time energetic Nahin aur jab Aisi circumstance is market Mein ban rahi ho To Hamen fayda uthana chahie excessive volatility ke andar Ham Ek Bada earnings bhi le sakte hain aur ek Bada loss bhi le sakte hain Agar Hamare Paas bahut jyada samajh Hai is market ki To Hamen Jyada time income hello hota hai Kyunki is Waqt market bahut jyada go deti hai uptrend ke andar ya downtrend ke andar To Agar hamare pass by foreign exchange ka achcha ka understanding Hoga To Ham Achcha earnings Le Sakenge
    Advantages:

    Is market ke andar professional aur expert dealer ka yah man Na Hota Hai ok low volatility Hamare liye bahut hello jyada Behtar hoti hai aur ismein threat bahut kam hota hai agar Ham Ek long-term exchange Lagate Hain Low volatility Main To Hamen aik achcha earnings Hasil kar sakte hain amateur dealer ke liye yah fine hai aur specialist dealer ka yah Manana hai ki Jab market hai excessive volatility ke andar Move kar rahi ho To Hamen use Waqt is market Mein Sabar kar lena chahie Hamen exchange Lagane se keep away from karna chahie Agar Ham change Lagana Chahte Hain To fir hamare bypass Ek Achcha information and ride Hona chahie aur cash administration Ke sath alternate karni chahie
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

      Ji dear ap nay aik bahut he zabardast topic discussion kay liye set kia hay jis say kafi memebers ko seekhny aur apna knowledge share karny ka moqa mila hay.

      TMV yani trend, momentum, volatality and volume Barbar star nay Stocks and Commodities Magzine kay Feb, 2012 kay edition main likha. Isko bahut maqbooliyat hasil hui. Barbar star nay bataya keh kis tarah ham at a time 5 indicators kay combination ko aik he chart main use kar kay behter trade kar sakty hain.
      Isky bataye aur use kiye gaye indicators mandarja zail hain.
      1. Keltner Channel (KC)
      2. Commodity Channel Index (CCI)
      3. Volume Oscillator (VO)
      4. Average Directional Index (ADX)
      5. Simple Moving Average (SMA)

      ADX aur SMA ki base per price line colour change karti hay. Q keh SMA hamain jab average price ka bata rahi hoti hay to mojuda price is average price say up ya down ho to is ka hamain mukhtalif colours say pata chalta hay. Isi tarah TMV kay teht ham trend ki direction ya reversal, price ka momentum, volume aur volatality ko calculate karty hain. Iski manual calculation possible nai hay, isi liye isko helpful samjhny kay sath bahut tuff bhi samjha jata hay. Q keh is main coding ka bahut ziada istemal kia gia hay. Jis waja say har code ko yad rakhna aur calculate karna asan kam nai aur bahut mushkil hay.

      Indicators ka use trade main earning kay liye kia jata hay. Is liye hamain usi indicators ko seekhna chahiye jisky results bahut effective aur useful hon jab keh iski calculation bhi easy ho ta keh hamain ziada time surf na karna pary.
      • #18 Collapse

        Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

        Forex trading Mein kam karte hu Hamen Apne kam ko acche tarike se karne ki koshish Karni chahie uske liye hamare pass experience and knowledge Hona chahie Jab hamare pass Kisi kam ko karne ke liye Achcha experience or knowledge Hoga To Ham vah kam acche tarike Se Kar Sakenge usmein acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Hamen Damo account per practis Karke Apne experience and knowledge to increase karna chahie market ki Upar ya niche ki taraf movement ko volatility Kahate Hain Forex trading ke andar kaam karte hue high volatility use ki Jaati Hai Iske andar fundamental news hoti hai market Mein Hamen Jyada time active Nahin Rahana chahie high volatility ke andar Ham Bada profit bhi le sakte hain aur Bada loss bhi le sakte hain market Jyada time move deti hai kabhi aap uptrend Hoti Hai To Kabhi downtrend hoti hai low quality mein market ki baseline thoda Upar hoti hai aur thoda niche hoti hai market is tarike se movement Karti rahti hai ismein na Hamen Jyada profit hota hai na Jyada loss hota hai Hamen market Mein Chhoti trade lagakar profit Le sakte hain Jab Ham market ko Jyada time Denge To Ham isase Jyada knowledge hasil kar Sakenge aur apne business Mein acche tarike se use Karke Achcha profit Haasil kar Sakenge aur apne business ko profitable business Bana Sakenge low volatility ke andar market ki baseline thoda Upar Hoti Hai Thoda niche hoti hai market Is Tarah movement Karti rahti hai Jab Ham market ke andar inter Hote Hain To Hamen Sabar karna chahie aur jaldbaji Nahin Karni chahie Forex trading mein Hamen Hamesha money management Khayal Rakhna chahie aur trade Lagani chahie aur stop lossJarur Lagana chahie Agar Ham market Mein money management Ka Khyal Nahin Rakhenge gay acchi kamyabi Hasil nahin kar sakte
        • #19 Collapse

          Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

          Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap ummid hai kya aap sab khairiyat se Honge aapane Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai trend Momentum volailty volume key strategy kya hai Forex Mein kam karte hue Hamen Tamam strategies Ko achy tarike se learn kar lena chahie Jo strategy Hamare kam ke liye best Ho Hamen Usi strategy ko choose karna chahie tha ki Hamen Apne is business mein jyada se jyada fayda ho sake aur Hamen chahie ki ham Forex Mein maujud Tamam chijon ka Achcha Se Achcha knowledge apne pass rakhen aur Hamen Forex ke Har EK rules and regulation ko follow karke hi Apne is kam ko karna chahie

          Market ki baseline se upar ya niche ki taraf Hone Wali movement ko volatility Kahate Hain volatily Ek bahut hi acchi strategy hai Ham is strategy ki madad se a market main acche tarike se trade Laga sakte hain Agar Ham is market ke andar Kuchh Hasil karna chahte hain To Hamen chahie kya hum is volality ko acchi Tarah se samajhne ki koshish karen market mein 2 type ki volility hoti hai high volality and low volality Forex indicator ke liye market ke Utar chadhav ko measure karna bahut jyada important hai famous volilty indicator Mein bolinger band aur average true range indicator Shamil Hai Forex trading main high volilty us Waqt hoti hai Jab is market ke andar Koi fundamental news Aati Hai to Usi Waqt Forex trading Meinhigh volilty hoti hai Jab market Ke Andar high volilty situation create hoti hai To Aisi situation Mein Hamen bahut bada profit bhi mil sakta aur bahut bada loss bhi ho sakta hai Agar hamare pass is market ke bare mein jyada knowledge hai tu Hamen ismein Jyada time profit bhi ho sakta hai because is Waqt market bahut jyada mood Deti Hai
          • #20 Collapse

            Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

            Volatility strategy bahut zabardast strategy hai hamen isko samjhana chahie ya market ki movement mai hoti hai up sy down or down se aap usko volatile kaha jata hai hamen is ki study karni chahie ta ki Ham isko use karke ek acchi trade ko open kar sake volatility strategy bohot zabardast strategy hai is strategy ko use karne ke liye hamare pass knowledge hone lazmi hai kyun ki bina learning ke or ilm hasil karna ka Ham is mein kabhi bhi ek acchi trade nahin kar sakte iske liye hamen market ka knowledge chahie hota hai market mein jo movment ho rahi hoti hai uski study karni padati hai tab jakar ham ya stretagy banaa sakte hain

            strategy banana Koi mushkil kaam nahin hai lekin acchi strategy banana bahut mushkil hai jab Ham strategy banaya to sabse pahle hamen is ko demo account per check karna chahie ki jo strategy hum ne banai hai wo theek bhi hai ki nahin agar wo theek hai tab hamen is ko real account per test karna chahie jab Ham baat karte hain real account ki to hamen is mein mehnat karni chahie jub hum strategy banate hain to aksar strategy sahi nahin banti aur iski wajah se hamen acchi trading nahi milati hai aur hamen loos ka samna karna padta hai is business ko zarur karen mahant karian and earning ke liye achcha se achcha knowledge hasil Karen hamen best traders ki strategy ko follow karna chahie kyon ki best traders ka experience zyada hota hai aur wo ek acchi strategy banaa sakte hain
            • #21 Collapse

              Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Dashing-Boy پيغام ديکھيے
              Assalamu Alaikum trend Momentum volatility volume se related Mujhe information chahie kindly senior members isky about information share Karen aur Iske trend ko kis tarike se Hamen follow karna hai aur kaise iski indication hoti hai aur ham trend Momentum volatility volume ko kaise apni trading Mein apply karte hue apni trade se fayda Utha sakte hain Iske bare mein information share Karen and market Mein Jab Ham trade Lagate Hain To Hamen trend ko follow karte hue trend Momentum volatility volume se kis tarike se fayda mil sakta hai aur ham Kaise is sy trading kar sakte hain aur apni trading ke bare mein ek Mukammal planing banaa sakte hain aur apni trade se fayda Utha sakte hain

              Kindly seniors members Apna experience share Karen Trend Momentum volatility volume (TMV) ke about.
              G han dear ap nay suna ho ga kay market mai ap nay kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap market mai us kay trend kay hisab say kam kartye hain tu ap ka kam kafi easy ho jata hai aur ap es mai kafi kamyabi kay chance ban jatye hain tu ap ka kam hai kay ap acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai trend ko follow karain. Dear es mai ap mahnet say kam kartye hain tu mahnet aur lagan kay sath koi kam mushkil kam nhi hai tu ap es mai acha kam kartye hain tu ap kamyab hai jub kay market kay trend ka kafi kam hai kiyu kay markey mai acha kam us ka trend hai. Dear trend kay barye mai ap jantye hain us kaliye kafi short forum hai yani kay ap ka kam hai kay ap un pay amal karain jis tarha ap ka kam hai kay kartye hain tu us mai bhi ap ko market kay trend kay barye mai pta chal jata hai.

              Dear jub ap world news aur market news aur es mai honye wali meetings pay kam kartye hain tu bhi ap ka kam kafi acha ho sakta hai aur ap es mai kamyab ho saktye hain tu mahnet kay sath kam karain aur ap ka kam hai kay ap market mai acha kam karna hai tu ap ka kam hai kay ap es mai news pay acha response dain. Dear ap ka kam hai kay ap nay acha kam karna hai tu ap es mai hamesha he news ko read kartye hain aur ap es mai achye anylsis pay kam kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho jata hai aur bad mai ap ka kam asan ho jata hai aur ap news phartye hain tu ap es mai kabhi nakam nhi hotye hain. Dear bina mahnet kay koi kam asan nhi hai ap ka kam hai kay ap nay acha kam karna hai tu us mai ap kafi mahnet kartye hain ap es mai news kay aur anylsis pay acha kam kar skatye hain aur ap es mai kamyavi usi hisab say patye hain tu ap es mai mahnet aur lagan kay sath acha kam karain.
              $$$ Never Give Up $$$
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Sawal; Trend Momentum Volatility Volume (TMV) ki Strategy share karain.

                Aapane bahut achcha Socha kis baat ko hamare sath share Kiya aur hamari knowledge ur skills main improvement ki

                اب آن لائن

                Working...
                X