yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????
    Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap sab log Diya Mera aaj ke 3rd ka topic hai hi ke Kaun trading ke kaun si currency pairs hai jo Jyada profitable hai Hamen kin currency pairs trading Karni Achcha profit Hasil Ho Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trading Karen Soch Samajh Ke Karen aur strong and strong signals ko follow Karen tab bhi Hamen trading Karni chahie tabhi Hamesha Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham Karte Hain To ek se Hamen Achcha profit Hasil Hota Hai Hamen chahie Hamen Chhoti Chhoti train currency pairs per Karni chahie takat se Hamen Achcha profit or se lo sake trading karne ke liye hamare pass balance $100 Hona chahie to dear members aap sab ki kya Rai Hai Apne Apne information share Karen.....
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

    asslam o alikam bro is mn trading rne k liye hume sab se phaly knowledge ki hi zahrorat hoti ha is mn hume sab se zada profit gold mn hota ha lekin agr hum without knowledge k is mn kam krein gein tu hume is mn nuqsan hoga kew k gold mn bohat zada movement hoti ha jis ki waja se hamra account be wash ho sakta ha is liye bohat hi important ha k hum is mn sab se phaly knowledge hasil k k kam krein is business mn hume risk nai le na hota ha is mn sahi work krna hota ha ye hamre liye eik bohat acha onlines business ha is mn hum menat kr k hi kameyab ho sakte hein daily analysis ko fallow krein tecnical analysis ur fundamental analysis market mn sab se zada use hote hein in ko fallow kr k hume work krte rehna hota ha kameyab hume tab hi hasil hogi ye business hamre liye eik zabardast onlines business ha is mn hum bohat asani se menat kr k kameyab ho sakte hein
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

      Dear Mate Trading Kay Kam say kam Al Pairs He Acha Profit Dy Dyty Hain iss Kay Liy aap Ko Trading kay Time Ko Lazmi Set karna Chaye Tab he Aap Us Time Main Andaza lga Sakty hain Kay Kiss Time Main Movement Achi Hoti Hai Or Kiss Time Main Market Main Volatility Ke Kami Hoti hai ager aap Ko Ye Andaza ho jay Toh aap Apni Trading mainAcha Profit Gain kar Sakty hain.Trading Karny kay Liy Acha Profit Gain karny Kay Liy aap Ko Chaye Kay Pairs Kay bary main aoni Knowledge Gain karein Or Kin Pairs Per Trading kar Kay Acha Profit Gain kiya Ja Sakta hai or Kiss Waqt Kon See Currency Main Strong Movement Hoti hai Ye Janna Boat Zrori Hai tab He aap Acha Profit Gain KAr sakty hain.Dear Mate Currency Main Aap Ko Chaye Kay Two Different Types ke Currency Ko janny Or Achy Say understand Karein..

      Major Currencies:


      Dear Mate Major Currency Main aap Ko Janna Chaye Kay Boat Zada Movement Hoti hai Or Iss Currency main NewYork Session kay time Per Boat Zada Volatility oti hai iss Waqat aap Trading kar Kay in Pairs Say Acha profit Gain Kar Sakty hain.Major Pairs Main Sirf Woi Pairs Aty hain Jin Kay Sath USD Trade Ho Raha Ho Or USD He Wo Wahid Currency Hai Jo kay Sab Say Zada Trade ke Jati hai Iss Type Kay Pairs Main NewYork Session main Kafi zada Movement Hoti hai or In Ko Trade Kar Kay Acha Profit Gain kiya ja Sakta hai..

      Minor Pairs:

      Minor Pairs main Boat Say aisy Pairs Aty hain Jo Kay Strong Currency Pairs Kay Sath Trading Karty hain jaisy Kay EUR JPY or GBP ho gya Aisy Pairs Main Risk Boat High Lyna Parta hai or inn Pairs Main Trading karna Be Boat Profit Able Hona Hai Iss Liy in Pairs Ko Be In Kay Session Wise Manage akrna Chaye or Usi Time trading karna Chaye Tab aap perfect Profit Gain kar Sakty hain Or Acha Profit gain karny Main Aap Ko Achi Information ka Hona Boat Zrori hai iss Kay Liy aap Ko News Or Fundamental Analysi or Technical Analysis Ka Use lazmi Kiya karein.
      Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
      • #4 Collapse

        Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

        Market mein 2 types of pairs hoty hain jo ky market mein movement ki speed ky aitbar se chracterize kiye jaty hain aur ek dusry se mukhtalif hoty hain. In ky apny apny faidy aur nuqsan hain aur different traders apni choice of pairs psr hi kam kar ky un mein trading practice karty hain. Aur apni knowledge ky mutabiq hi pairs ki selection krni chahye aur apny mindset ky sath kam karna behtr hota hai.

        High Volatility Pairs / Fast moving pairs :

        Market mein kuch pairs highly volatile hain jo ky market mein bhut fast movemnet dikhaty hain ajr thory se time mein hi bhut zeada movements show kart hain. Esy pairs fast moving hony ki wjha se aap ko kam time min hi bhut zeada amount de skty hain kyn ky yeh har candle mein jo movement show karty hain woh baqi pairs se zeada hoti hai aur zeada movement se aapko zeada faida ho skta hai.​Fast moving pairs mein agar aap achi trading krna sekhty hain to yeh aapko short time frames mein bhut achy profits de skty hain.
        Eg : Gold, Precious metals, Gbp pairs are fast moving pairs.

        Low Volatility Pairs / Slow moving pairs :

        Slow moving pairs :

        Slow movement pairs ki daily movement slow hoti hai aur yeh aap ko bhut kam pips mein movement show karny ki wjah se kam profit dety hain. Yeh pairs bhut bary lot sizes par hi aapko acha profit de skty hain. In ko move ksrny ky liye bhut time chahye hota hai aur agar aap small lots par kam karen gy to in mrin bhut kam profits bana sktay hain.
        Eg ; AUD/USD, EUR/CHF etc.

        Jaiza :

        Market mein fast moving pairs apko zeada profits de skty hain. Lekin yeh highly risky bhi hoty hain aur in ki movement ko smjhna bhut mushkil hota hai. Agar aap chahty hain ky aap in par kam Karen to aapko in mein kam karny ky liye bhut zeada learnings ki zarurat hoti hai aur yeh bhut zeada practice ky bad apko helo kar skty hain.

        Isky muqable mein slow moving pairs kam movement show karty hain. Yeh low risky hoty hain aur aap ko asani se smjh askty hain kyn ky in ki movement slow hony ki wjha se asani se smjh a skti hai aur in par kam karna asan hota hai. Yeh aapko confirmed profits dikwa skty hain..​

        Agar aap confirmed profits kamana chahty hain to aap slow moving pairs par kam.​Kar ky profits ban skty hain jo ky fast moving pairs se kam hoty hain aur zeada rime consuming hoty hain. Lekin agar aap Fast moving pairs mein achi practice kar ky kam.​Karty hain to aap zeada short time frames mein acha profit bnaen gy aur account ki Fast groeth bhi kar skty hain. Baqi sab aap ki leanings aur mindset par depend karta hai.
        • #5 Collapse

          Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

          Salam dear members ji apny bhut acha topic or bhut hi informative topic humare sath discuss kia hai jo ke pairs or currencies ke related hain hain ke apko pata hai jo members trading main interest rkhte hain unko is ke bare main kafi achaa experience ho ga isi tara main apko is ke bare main detail sy batati hon ke knse pairs or currencies humy profit deti hain .

          Jese ke apko pata har member apny knowledge or experience ke hisaab sy pairs oy trading karta isi tarah aghr main apna review apke sath share iron pair je related to jese ke apko gold or silver bhut hi best hain hain trading ke liye gold py jab bhi trade lgayen wo pkka profit de ke hi jaya hai isi tarah bs gold py trade open krne k liye bhut zroori hai account ka Bara hona is ke ilawa ya bhut or silver bhut best hain trading k liye bs lot size ka khyal rkh k humesha trading karen .

          Isi trah currencies bhi bhut best hai har member ki apni choice ke related wo trade open karte hain hai ko jo best lgy wo hi krte hain usi tarah ya hi kehna chahongi ke humesha soch samjh k hi trade open Karen kbhi bhi lalach or jaldbazi main a k trade open na kren apke liye hi nuksan ho skhta hai .
          • #6 Collapse

            Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Boy پيغام ديکھيے
            Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap sab log Diya Mera aaj ke 3rd ka topic hai hi ke Kaun trading ke kaun si currency pairs hai jo Jyada profitable hai Hamen kin currency pairs trading Karni Achcha profit Hasil Ho Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trading Karen Soch Samajh Ke Karen aur strong and strong signals ko follow Karen tab bhi Hamen trading Karni chahie tabhi Hamesha Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham Karte Hain To ek se Hamen Achcha profit Hasil Hota Hai Hamen chahie Hamen Chhoti Chhoti train currency pairs per Karni chahie takat se Hamen Achcha profit or se lo sake trading karne ke liye hamare pass balance $100 Hona chahie to dear members aap sab ki kya Rai Hai Apne Apne information share Karen.....

            Assalamu Alaikum aapane Hamare Sab bahut Achcha kiya hai aur ek informative topic select Kiya Hai Diya Jaise Sab Jante Hain ke ki Kuchh currency pairs hai jo bahut hi High Voltage ke hote hain Din per Ham Jaise heat set karte hain trading Karte Hain To vah Hamen punsah profit bhi de dete hain aur lost bhi Dete Hain uski Hote Hain jinko Humne bahut Yad aane ke bad Hamen use karna chahie Hamen chahie dear members take this week answer paper trading Karen Hamen Soch samajhkar trading Karni chahie Tak ke kisi ki sankhya loss Na Ho Aur Hamen Achcha profit De Hasil Ho To Hamen Soch Samajh Kar aur whisky ki setting Karni chahie

            Market mein kuch pairs highly volatile hain jo ky market mein bhut fast movemnet dikhaty hain ajr thory se time mein hi bhut zeada movements show kart hain. Esy pairs fast moving hony ki wjha se aap ko kam time min hi bhut zeada amount de skty hain kyn ky yeh har candle mein jo movement show karty hain woh baqi pairs se zeada hoti hai aur zeada movement se aapko zeada faida ho skta hai.​Fast moving pairs mein agar aap achi trading krna sekhty hain to yeh aapko short time frames mein bhut achy profits de skty hain.

            muqable mein slow moving pairs kam movement show karty hain. Yeh low risky hoty hain aur aap ko asani se smjh askty hain kyn ky in ki movement slow hony ki wjha se asani se smjh a skti hai aur in par kam karna asan hota hai. Yeh aapko confirmed profits dikwa skty hain..​
            • #7 Collapse

              Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

              Assalam walekum aapane Hamare Sath bahut Achcha review share Kiya Hai market mein bahut se currency pairs hai hai Jinke Sath Ham apni trading ko best tarike se perform kar sakte hain kuch currency pairs bahut slow vitality ke Hote Hain aur kuchh bahut fast hote hain Hamen currency pairs ki complete information Hasil karne ke bad ine pears per trading Karni chahie iske liye Hamen Jyada knowledge aur information ki jarurat hoti hai knowledge ke bagair Ham in pairs per trading perform nahin kar sakte Varna Hamen loss ho sakta hai Jo slow-moving pairs hote hain vah kam movement show Karte Hain aur jo fast-moving pairs hote hain vah Jyada movement show Karte Hain in pairs per trading Karke Hamen confirm Achcha profit mil sakta hai.
              • #8 Collapse

                Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Decent_Boy پيغام ديکھيے
                Assalamu Alaikum dear member kaise hain aap sab log Diya Mera aaj ke 3rd ka topic hai hi ke Kaun trading ke kaun si currency pairs hai jo Jyada profitable hai Hamen kin currency pairs trading Karni Achcha profit Hasil Ho Hamen chahie ki Ham Jab Bhi trading Karen Soch Samajh Ke Karen aur strong and strong signals ko follow Karen tab bhi Hamen trading Karni chahie tabhi Hamesha Mein Kamyab ho sakte hain Agar Ham Karte Hain To ek se Hamen Achcha profit Hasil Hota Hai Hamen chahie Hamen Chhoti Chhoti train currency pairs per Karni chahie takat se Hamen Achcha profit or se lo sake trading karne ke liye hamare pass balance $100 Hona chahie to dear members aap sab ki kya Rai Hai Apne Apne information share Karen.....
                Walekum assalam dear member aapane a forex market Mein trading ke related bahut Achcha knowledge Hamare Sath share kiya hai aur aapane Badi detail ke sath Apna Sawal banaya hai ki jisse junior trader ko bahut fayda Hasil Hua Hai Kyunki aapane Apne Sawal mein bahut important Baat puchi Hai Ke forex market Ek currency market hai lekin ismein kaun se Aise currency pairs Hain jinki movement jyada hai aur vah Jyada profit Dete Hain To is per Kafi senior members ne apne knowledge share Kiya Hai Main Bhi is important topic per aap sab members ke sath Apna knowledge share karta hun.

                Dear Forex currency market Hai jis mein trader different currency pairs for trading Karte Hain Har currency pair Mein Do different countries ki currencies hai agar Ham use per trading karna chahte hain to iske liye Hamen donon countries ke related Apna knowledge complete karna hoga Jiski liye Hamen Jyada strong trade analysis ki jarurat hoti hai agar Itni mehnat karne ke bad bhi trader ko Achcha return Na Mile To vah Desh hard ho jata hai aur forex market Mein Dobara trading nahin karta lekin Agar usko Aise currency pairs ke related knowledge Ho ki jinki movement Jyada hoti hai ya Kisi has trading session ke andar uski movement Jyada hoti hai to vah use moments ko catch Karke Forex per Ek Achcha profit earned kar sakta hai isliye forex market Mein currency score free groups may divide Kiya Gaya Hai Sabse pahla group Jyada aur high volatile group Hai Jiski movement bahut hi jyada hoti hai aur dusre number per Aise currency pairs Hai jinki movement Darmiyaan Ye Hai Jo Na Jyada move karte hain aur na kam Teesri Kasam ke Aise currency pairs hai ki jo hans event ke sath hi Munh karte hain aur ek Khas trading session ke andar hi Thodi Munh Mein dikhte Hain Aise trading currency pairs per trading Nahin Karni chahie trading ke related currency pairs ki categories yah hai.

                1. Majer Currency Pairs:

                Aisi currency pairs Jin per trading bahut jyada ki Jaati Hai forex market Mein Aise currency pairs ko major currency pairs Kaha jata hai aur in pairs Mein Ek currency USD Hoti Hai Kyunki Aise currency per Jo USD ke sath pair Mein Nahin Hai Unki moment Kabhi Bhi Jyada Nahin ho sakti USD currency Puri World ki Hath currency Hai jismein Puri duniya ki maximum international trade score ke andar Aisa exchange money ke Taur per kam karti hai isliye USD ki movement Jyada fluctuate Karti ye hai aur Jitna Kisi currency pair mein koi ek currency yah donon currency fluctuate Karti Hai To Itni hi Unki forex market Mein movement Jyada hoti hai isliye major currency pairs Mein USD lazmi paya jata Hai Kyon Ke Duniya Mein sabse Jyada Munh karne wali currency USD hi hai kuch important major currency pairs yah hai: eur/usd, Gbp/usd, Aud/usd, usd/jpy aur usd/chf etc. Han.

                2. Minor Currency pairs:

                Aise currency pairs jismein World ki major currency mein se koi ek currency lazmi Ho Inko minor currency pairs Kaha Jata Hai in major currencies Mein USD Nahin Shamil hoti Baki sari Badi currencies ke pairs ko minor currency pairs Kaha jata hai aur yah particulate trading session ke andar hi move Karti Hai Lekin major currency Ki Tarah Har trading session mein Munh nahin karti isliye is per trader trading karne se avoid karta hai hai aur koshish karta hai ki major currency pair per hi trade Karen. Eur/jpy, Gbp/jpy aur Eur/chf etc minor currency pairs ki exapmles han.

                3. Exhaustic Currency pairs:

                Aise currency per jismein Ek major currency ko Aisi currency ke sath pair Kiya hota hai Jisko bilkul bhi trade nahin kiya Jata Aise currency pair ko exotic currency pair Kahate Hain.

                Conclusion:


                Dear Agar aapane currency pairs per trading karni hai to koshish Karenge aap sirf major currency pairs per hi trade Karen Baki currency pairs betrayed karne se aapko bahut time waste karna padega aur usmein Market ki movement bhi kam hoti hai aur bahut - our Prophet Hota Hai.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: yeah review Trading k kon se currency pairs hn jo ziada profit dety hain????

                  Assalamu Alaikum doston Jaisa ki aap sabne Dekha ki is mahine 1 question poochha hai ki sabse Jyada profit dene wala currency Pair Kaun Sa Hai To Main aapko Bata Do Ki Aisa to Koi confirm nahin hai ki kaun si currency aapko Jyada profit Dekha aur kaun si Karan Se Pyar aapko kam profit Dega lekin main aapko yah bata do kya Euro USD, USD Canadian Dollar yah United States dollar aur j p y jo hai yah currency Jo iski jyadatar istemal hota hai aur iska surprised bhi kam hai aur iski value jyada hai to yah aapko Jyada profit De sakta hai otherwise main aapko Bata Dun kya kharab Jyada profit Chahte Hain To aap ek baat Yad Rakhe Jo currency pair yah Jo item Jo productive profit bhi Dega to aapko Jyada nuksan bhi dega Kyunki Ek chij ki agar profit Jyada hoti hai to ja re baat hai opposite Mein Jaaye to Usi hi speed se jaati hai aur Nahin nuksan Hota Hai Kitna profit Hota Hai To Agar Ek chij aapko profit Jyada Deta Hai To fir ho aap Ko nuksan Bhi Jyada Deta Hai To is Baat Ka Khayal Rakhe ke Hamesha profit or loss by chance hote hain Forex trading mein aur aapko profit aur Las hone ka chance ki Gol Hota Hai To Main aapko Bata Do Ki Koi Bhi currency Ho lekin depend Karta Hai Aapke Kaun ke equity per aur aapke lot size per aur aapke plan market se per kya aap Kitna profit Le sakte hain Ek Aisi se aur aap Kitna loss kar sakte ho to main aapko bata deti agar aap Jyada profit Chahte Hain To diary baten main aapko gold hi suggest karta hun Kyunki gold key value bahut jyada hai aur hi aapko bahut jyada hi profit De sakta hai lekin is Baat Ko Bhi Nahin Mein rakhen ke ismein lost bhi Usi hisab se hota hai Jinda profit Hota Hai Doston main aapko Bata Do Ki aap Hamesha koshish karne ke lot size Sahi fix Kiya Karen lot size per profit aur last depend karta hai aur aap hi account equity per agar aap Bade lot size ka trade lagaenge to aapko nuksan Bhi Jyada Hoga profit bhi hi jyada Hoga aur Agar kam lot size ka trade lagayengy to profit or nuksan donon kam hoga.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X