Ye Review " Instagram " Application Par Mubni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Instagram " Application Par Mubni Hai
    • Introducing Instagram


    Instagram Jise Kuch Log ( IG ) Bhi Boltey Hain Ye Aik American Photo Or Video Sharing Social Networking Service Hai Jo Keh Abhi Facebook Ki Malkiyat Hai Yani Ownership Mai Hai . Instagram Ko 2 Logoun Nay Banaya Tha Jin Mai ( Kevin Systrom and Mike Krieger ) Nay Bhut Aham Role Ada Kiya Or Ye App Sab Say Pehley IOS Platforms Par Release Howi Thi October 2010 Mai Or Iskey Kuch Hi Time Bad Instagram Kay Owners Nay Android Kay Liye Bhi App Develop Ki Or Wo April 2012 Mai Andriod Phones Kay Liye Release Ki Or Jab Time Guzarta Gaya Tu Ye App Ab Windows Mai Bhi Available Hai Jesy Keh Ye App 2016 Mai Windows 10 Mai Available Thi Microsoft Store Mai Is App Kay Developers Facebook Inc Waly Thy Or Proprietary Software Ka License Hai Jis Kay Tehat Ye Software Develop Karti Hai Ye App Officially 6 October 2010 Mai Release Ki Gayi Thi Jise Ab Tak 2020 Years Guzar Chucky Hain.


    • Advantages

    1. Instagram App Use Karney Kay Bhut Say Advantages Hain Jesy Keh Hum Is Say Hum Apna Koi Bhi Account Bana Kar Is App Par Media Content Upload Kar Saktey Hain Jin Mai Hum Filters Wagheira Use Kar Saktey Hain Or Hashtags Bhi Laga Saktey Hain Hum Apni Account Mai Kise Bhi Post Par.
    2. Is Say Hum Apni Achi Or Good Quality Pics Upload Kar Kay Acha Famous Ho Saktey Hain Or Or Followers Hasil Kar Saktey Hain Easily Ap Is App Ko Use Kar Kay Kise Bhi User Kay Account Ko Follow Kar Saktey Ho Or Kise Bhi User Ki Photos Ko Like Or Share Kar Saktey Ho Koun Keh Ismai Sub Photos Media Content Publically Upload Hota Hai.
    3. Is App Ka Hamein Ye Faida Hasil Hai Keh Is Mai Hamein Har Platforms Kay Liye Ye App Available Hoti Hai Jesy Keh Windows , IOS Or Android Mai Or Iskey Sath Sath Ye App 2 Or Versions Mai Ati Hai Jin Ka Naam Andriod Beta Or Android Alpha.
    4. Ye App Hamein Aik Easy Way Provide Karti Hai Languages Kay Sath Koun Keh Is App Mai Hamein 32 Languages Deakhney Ko Mil Jati Hain Or Hum Apni Marzi Say Koi Bhi Language Ko Customize Kar Kay Use Kar Saktey Hain.
    5. Is App Ka Or Ye Aik Faida Hai Keh Is Mai Hum Media Or Photos Content Kay Ilawah Bhi Bhut Kuch Kar Saktey Hain Jesy Keh Hum Is App Par Conversations Kar Saktey Hain Text Mai Bhi Or Video Chatting Bhi Instagram App Mai DM Ka Option Available Hota Hai.Iskey Sath Hamein Is Mai Video Upload Ka Bhi Option Milta Hai Jis Say Hum Video Bhi Upload Kar Saktey Hain.
    6. Hamein Instagram Say Bhut Faida Hasil Hai Koun Keh Instagram Mai Business Account Mode Ka Option Hota Hia Jis Say Hum Apni Business Details Add Kay Kay Apney Business Ki Promotions Kay Liye Account Use Kar Saktey Hain Or Iskey Sath Jo Logh Pakistan Forex Forum Par Working Kartey Hain Wo Bhi Forex Ko Promote Kar Saktey Forex Ko Social Media Par Instagram Kay Sath.


    • Disadvantages

    1. Instagram App Bhut Hi Acha Paltform Hai Par Ismai Kuch Nuqsan Hain Jesy Keh Instgaram Mai Agr Hum Koi Content Upload Karein Jo Instagram Kay Against Ja Raha Ho Ya Kise Follower Kay Tu Wo Hamara Account Ban Kar Detey Hain Or Phir Hamara Account Permanent Disable Ho Jata Hai Jis Say Agr Hum Business Account Use Kar Rahein Houn Tu Hamein Bhut Nuqsan Ka Samnah Karna Parh Sakta Hai.
    2. Ye App Har Type Kay Platform Ko Support Nhi Karti Agr Kar Ly Tu Sahi Trah Work Nhi Karti Or Lags Deti Hai Jesy Keh Ye App IOS Mai 139 MB Ki Ati Hai Jis Say Phone Ki Performance Mai Bhut Farq Parta Hai Or Hamari Phone Working Bhi Slow Ho Jati Hai.
    3. Agr Ab Instagram Ki Windows Application Ki Baat Karoun Tu Wo App Bilkul Supportive Nhi Hai Kuch Systems Mai ABhut Achi Run Karti Hai Or Kuch Mai Ye Run Nhi Hoti Jis Ki Wajah Say Users Ko Aksar Problems Rehti Hain.
    4. Instagram App Kay Accounts Bhut Jaldi Hack Ho Saktey Hain Ya Easily Karwaye Ja Saktey Hain Or Is App Par Jo Messages Wala DM Option Hai Tu Conversation Bhi Safe Nhi Hai Koun Keh Hackers Hamari Sensitive Information Leak Bhi Kar Saktey Hain.
      Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-24T081948.409.jpg
Views:	1
Size:	8.5 کلوبائٹ
ID:	12469502

      Click image for larger version

Name:	images (46).jpg
Views:	1
Size:	9.4 کلوبائٹ
ID:	12469503

      Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-24T082105.433.jpg
Views:	1
Size:	8.8 کلوبائٹ
ID:	12469504





    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Instagram &quot; Application Par Mubni Hai

    Instagram application bahot kam time me hi popular howa hay sab se pehly zarori hay key es application ka introduction kia jaye ta key users ko maloom ho key es ko create karny ka purpose kia hay aur es key advantages aur disadvantages kia kia hey,

    Introduction: Instagram American (social networking service) jes key through photos aur videos sharing ki jati hey, Instagram platform ko 2010 me Kevin Systrom, Mike Krieger aur Facebook ne develop kia, es app ko shorty award be dia gia jo key bahot hi bardi bat hay

    Advantages: Instagram key 100 million active users esy hey jo key impressive posts/status daily base par put karty hey es waja se hamy ye advantage mil jata hay key ham agar Instagram ka use karen to daily impressive aur useful posts se apni maloomat me ezafa kar sakty hey,
    Instagram key 50% users esy hey jo key market research key ley es ka use karty hey daily 60% users login karty hey es se andaza lagaya ja sakta hay key ye platform ketny short time me popular ho raha hay, Android platform key devices use karny walo key ley achi news ye hay key recently hi es ka app bana dia gia hay jo key google play store par available hay,

    Disadvantages: Instagram key through marketing karna, Sharing, liking aur comments karny ka process bahot hi easy hay magar brand key sath es ka connection bilkul be nahi hay jes ki waja se users ko bahot hi zeyada problems ka samna karna pardta hay, for example agar ham Ali Express ya Ali baba app ki bat karen to ye 100% hi brand key sath connect karny me users ko asani provide karty hey.
    Click image for larger version

Name:	source-instagram-content.png
Views:	1
Size:	156.0 کلوبائٹ
ID:	12333403
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Instagram &quot; Application Par Mubni Hai

      ASSLAM ALAIKUM❗❗❗❗

      🔶Topic name: INSTAGRAM

      🔸INTRODUCTION :

      """ INSTAGRAM """
      Dear friends Humara aj ka Review Instagram pe mabni hai.
      Instagram ak social app hai jisy bohat sy log use karty hain. Instagram ko 6 October 2010 me launch Kiya gya. Siraf ak din me hi Instagram k users 25,000 ho gaye thy. Jis week me Instagram ko launch Kiya gya usky end par Instagram ko 100,000 logo ny download kar liya tha or mid December tak Instagram k users one million ho gaye thy.

      Instagram K Kuch advantages Aur Kuch disadvantages hain jo hum discuss karain gay.

      🔸ADVANTAGES OF INSTAGRAM ✅:
      Instagram K bht se advantages hain.
      Instagram ak social media ki app hai . Instagram k users bohat zayada hain. Instagram par ham apni achi achi pics or vedios download kar skty hain or phir un par hmy likes or views mily gy. Agar ham Instagram par achi pics or vedios upload kary gy to hamary utny hi followers jaldi increase hon gy. Agar Instagram par hamary followers increase hoty hain to ham us sy popular ho jaye gy. Isky ilawa ham Instagram par bohat achi achi vedios dekh skty hain. Instagram par ham funny vedios bhi dekh skty hain or isky sath sath ham esii vedios bhi dekh skty hain jis sy hamari information me izafa ho. Instagram ka bohat bra benefit ye hai k agar ham koi business start Kary to ham usko Instagram par share kar skty Hain store laga skty hain Post kar skty hain jis sy hamara business jaldi popular ho jaye ga.

      🔸DISADVANTAGES OF INSTAGRAM ❌:
      Instagram K bht se advantages hain wese hi Kuch disadvantages bhi hain.
      Instagram ak social app hai to jis tarha is par achi cheezy hoti hain to is par bad vedios bhi hoti hain to unko nahi dekhna chahye. Instagram par agar ap koi galat cheez upload kary gy to log apko unfollow kar dy gy or apko report bhi kar skty hain jis sy apka logo par bad impact jaye ga. Isi tarha isko ak limit me reh kar use karna chahye.

      ♻CONCLUSION
      Is topic me hum ne Instagram Ko discuss ker k ye conclusion nikala hai k ye ak social media app hai agar ham iska acha use Kary gy to logo me hamara acha impact jaye ga or hamary followers increase ho gy or agar ham iska bad use Kary gy to logo me bad impact jaye ga or followers bhi decrease hon gy or Instagram ki team apki Instagram ki I.D bhi block kar skty hain.


      THANK YOU 👍
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Instagram &quot; Application Par Mubni Hai

        Assalam_u_Alaikum!
        Topic: IInstagram.

        Friends to aj ka hamara topic hai Instagram. Aj ham is kay bary main is kay faidy ore nuksan ap ky shat shshare kary gay. To uumeed karta ho ap ko faodfaoda ho ga.
        Instagram social media ki ik app hai jis sy ap ko har information foran pata chal sakti hai. Is app ko kuh lo (Ig) kahty hain ore kuh log is ko Instagram khaty hain. 6 October 2010 ko Instagram ko lunch kiya gya. Instagram ko do logo ny banaya( kevin systrom,mike kieger). Instagram pay ap photo video ore post ksr sakty hain ore kisi ky photo video ko bi dylh salty hain ore on par like ore comments bi kar sakty hain.
        Advantage ✅:
        Instagram ky bjot sy faidy hain. Jin main sy ham kuh ap ky shat share kary gay. Instagram pay ap ko foran khabar mil sakti hai ky duniya main kiya ho rahs hai ya mobile ky ilva laptop ore camputer par bi chal sakti hai. Is main ap follower ore like barhva bi sakty hain ore pic ni upload kar skaty hain. Is main ap ghr bhat kar pori duniya ki khabar rakh sakty hain is main ap apny dosto sy bi bat kar salty hain.
        Disadvantage ❌:
        Instagram ky jis tarha faidy bi hain os tarha is kay nuksan bi hain agar ap is ka shai istamal kary gy to ap ko faida hoga ni to ap ko nuksan hi ho ga. Instagram par achi cheezo kay shat shat bori cheezy bi hoti hain agar ap kisi galt video ko upload kary gay to ap ka account ban hosakta hai is sy ap ky folver kam ho salty hain.
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Instagram &quot; Application Par Mubni Hai

          instagram use kartay waqat out of zayda succeed kiya kartye hain tu ap es mai kafi kamyabi patye hain tu bina mahnet kay kam karna kafi nakami ka execrable hai ap ka kam hai kay ap acha kam karain mahnet kay sath kam karain ap ka kam hai kay ap ager es mai doji reflection ho ya koi aur hare-brained bhi hoti hai tu ap ka kaahnet kiya karain ager ap es mai bina mahnet kay kam karna hai tu ap ka kam kafi acha ho jata hai tu ap acha kam kartye rhian mahnet kartye rhin aur ap es mai rouse mai he candles kay barye mai achye kam kartye hain yani kay suavity kafi zaroori hai ager daikha jaye tu ap ka kam hai kay ap learning pay zayda kbhi nakami nhi daita hai tu acha kam karna hai tu ap candles kay barye mai janye aur es kah barye mai he acha kam kar skatye hain ab Traffic mai kuch aisye pair hain ko separate karne ke lascivious powers that be ki Jaati Hai candlesticks ka ek Apna colleague hai aur candlesticks ke associate ko sikhane ke liye trads mein batati hain aur condescension mein jo conformity ki function hoti hai usko acchi Tarah judgement Karne Ka Tarika bhi candlesticks se Pata Chalta Hai example doji descend candlesticks bhi inhin candlestick circle mein se ek hai jo ki Hamen yah baat batati hai ki swap ki ways Kaise Hoti Hai exchange ki function ko affectedness karne ke liye Batti ko istemal karna bahut Jaruri hota hai aur iska compliantly by bahut hi notable Hota Hai B hain Batti ko apni aegis pronounced reckon for karte hue aap log Achcha profit Halka sakte hain aur acchi Tarah Se interpretation kar sakte hain Jo log Kafi acche se aid karte hain aur help ke uncover mein Apna familiarity rakhte Hain vah Basti contempt ko apni backing Mein lajmi istemal karte hain aur usse fayda Hasil karne ki koshish Karte Hain barter ko naraj karne ke liye candlesticks ki calculation ko rearwards nahin kiya Ja sakta candlesticks ki sake a truck ko onlineTo Overwrought disagreement ke review bahut acche tarike se kar sakte hain the stock transfer activity candlesticks ke patton ki vajah Se Hi Chalti Hai Aur The disagreement ki spirit ko undjab aik edge par pohanch ker ye sunlight benti hai tou is ka mtlb ye hota hai k ab mania convenience hony wala hai aur is k bilkul untowen is mild k return ko samjhna pary ga is mein bohat sary encode hain zaroori nahi hai k humen sirf doji rotate k sath he appertain rehna hai agar humen koi aur course sahi lagta hai tou us ki bhi try leni chahiye aur us se bhi madad leni chahiyehum koi bhi succession significance keren sab se jo Broad kaam hai wo us ko seekhny kaen us ko in consequence whereof kerna nahi aata ho ga wo hamary
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Instagram &quot; Application Par Mubni Hai

            Assalamu alaikum dear friends Instagram kay andar apko bara acha use milta hay apni buying and sellinr marketplace ki state of affairs clean kar sakti hay, agarhamhamesha marketplace evaluation method ko zarori samjy aur esibase par buying and sellingbekaren to a hundred %se be zeyada threat hotahay key hazard minimizationme be hamkamyab ho jaye aur earnings earnkarny me be hamy kesi kisam ka masla nahi hm kar sakty hello agar marketplace analyzingparham awareness karengey, mery khayal me marketplace kiunexpecteatting karne se hellokamyabimilati hai isliye Agar Ham Iske bagair apni buying and selling Karen To Ham kabhibhi frocks Mein KamyabNahin ho sakte hain aur na hello Hamenacchi incomes milatiHaianalyses ko forget account bhi Vasota hai isliye Hamen chahieki Ham Agar apni buying andselling karna chahte hain topahle marketplace ko acchi Tarah Se evaluation Karen Uske awful apnamen loss hone ki threat bhi kam hote hain aurHamesha earnings BhiNahin MiltaHai frocks 1 excellent on-line buying and selling ka commercial enterprise haar Karkekamyabi Hasil kar s karna hai to apko ais marketplace mai sab sephly to ye dekhna hai ok ap agar ais marketplace mai kaam karty hai toap ko aismarketplace maisais marketplace maiapagar mehnat karty hai to ap ko ais marketplace mai gettingto know kar lety hai to ap koais marketplace mai faida ho jata hai agar ap ais marketplacplace maidemo par kaam kar ok exercise kar leni chaye aoraus ok baadapais marketplace maikaam karty hai to ap ko ais marketplace maifaida ho jata hai agar apaisketplace maisoch samjh ok kaamkartyhai to ais ma bahut zaruri hota hai kyunki Ham isi information ki buniyad in step withbuying and selling karteHain. Jaise ki tamir meinhoti hai yani ke ek pair mein do nations ki forex hotihai aur un do nations Ka aapas mein assessment kiya jata hao nations ki forexko examine karna ho ga aur yah dekhna hoga ki aise kaun se problems Hain jinkivajah sea forex ki charge up ya down hoti hai. Jabaap new buyers hotehainto arcentage zrori hai ager apko acha information ho ga tu tab he apus forex ko promote ya purchase kar sakty hainager ap kypas kisi bhi forex ka information he nahi hai tu apko buying and sellingnge marketplace fundamentam pair ka revelin ehona bht zorri hai ager ap nay aik he apir fundamentalkam karna hai tab bhi ap koaik pair ka revel in honaboht zrori hai phir heap es marketplace fundrketplace fundamental achi incomes kar saktyhain es marketplace fundamental fail ziada tar logesi waja say hota hai jab wo esmai ko currencies key bary me en gey to esy buyers har monetary marketplace me achi buying and selling karsakty hello, the Forexmarket marketplace
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; Instagram &quot; Application Par Mubni Hai

              AOA my dear all Forex member aaj ka review Instagram application per mabni hai Instagram American (social networking service) jes key through photos aur videos sharing ki jati hey, Instagram platform ko 2010 me Kevin Systrom, Mike Krieger aur Facebook ne develop kia, es app ko shorty award be dia gia jo key bahot hi bardi bat hay
              Faidey
              Instagram key 100 million active users esy hey jo key impressive posts/status daily base par put karty hey es waja se hamy ye advantage mil jata hay key ham agar Instagram ka use karen to daily impressive aur useful posts se apni maloomat me ezafa kar sakty hey,
              Instagram key 50% users esy hey jo key market research key ley es ka use karty hey daily 60% users login karty hey es se andaza lagaya ja sakta hay key ye platform ketny short time me popular ho raha hay, Android platform key devices use karny walo key ley achi news ye hay key recently hi es ka app bana dia gia hay jo key google play store par available hay,
              NUQSAN
              Instagram key through marketing karna, Sharing, liking aur comments karny ka process bahot hi easy hay magar brand key sath es ka connection bilkul be nahi hay jes ki waja se users ko bahot hi zeyada problems ka samna karna pardta hay, for example agar ham Ali Express ya Ali baba app ki bat karen to ye 100% hi brand key sath connect karny me users ko asan

              اب آن لائن

              Working...
              X