Ya review marubazo candlestick per mabni hai
Assalamu Alaikum doston aaj main aapko marubuzu candlestick ke bare mein batana chahta hun main aapko iski body shape ke bare mein bataunga kah is ko kaise pehchante hain uske bad mein aap ko is ki type ke bare mein batao ga aur pir main aapko iski interpretation ke bare mein bataunga
Body
Marubozu ki badi badi hoti hai aur iska shadow yani tail na hone ke barabar hota hai matlab ke market ka jahan per high point hai wahi par jakar candle ne close kiya hai yah jahan per market ka low point hai wahi par Ja kar market ne close kiya hai
Type
Marubozu candle bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi ho sakti hai
Meaning
Marubozu candle continuation aur reversal of trend ko batati hai agar bullish trend ke bad bearish Marubozu a jaaye to iska matlab hai ki ab reversal of the trend hai lekin agar bullish trend ke bad bullish marubuzu aa jay to iska matlab hai ki abhi continuation of the trend hai
dusre laffzon mein aapko yah dekhna hota hai ki marubozu aane se pahle kaun sa trend chal raha tha agar marubozu aane se pahle uska trend same tha Jo ki marubozu ka hai to vah continuation of trend ko show karta hai lekin agar marubuzu aane se pahle trend aur marubuzu candle ki type se against hai tu ab trend reversal hone wala ha
Main ummid karta hun ya review aapke liye madadgar sabit hua hoga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим