yh review movies dekhny py mabni hy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yh review movies dekhny py mabni hy
    A. oaAj ka hmara review movies dekhny py mabni hy... jesy k ap janty hn k bht s log movies dekhna pasand krty hn r inka shoq hota h k jb b free hoty hn movies dekhny lag jaty hn... isi trah bht s logon ko movies itni zyada pasand hoti hn k woh apna km is leay jldi khtam krty hn ta k k woh jldi s apni pasnd ki movie dekh lety hn... is mamly mn logon ki apni apni pasand hoti hy.. kuch logon ko funny movies pasand hoty hn.. kuch log larae wali movies dekhty hn isi tra bht s log cartoon movies bhi dekhty hn....movies dekhny k bht s faidy hoty h r sath inky nuksan bhi hoty hn.. yh depend krta h k ap kis tra ki movies dekhny pasnd krty hn r un mn kis trah ki chezen hoti hn... aj hm is hawaly s apna knowledge share kren gy. umeed h apko bht pasand ayy ga. r ap bhi koe bhi movies dekhny mn ak Acha faisal len gy. ...


    *faidy*Achi movies dekhny k achy faidy hoty hn.. is leay hmen hmesha achi movies dekh I cheay hn... in k bht s faidy hoty hn jesy kuch movies mn dekhaya jata k us mn kam krny waly koe naik insaan hoty hn.. ya un mn ksi r achy kam ko dekhaya jata hy jis s hamary andar bhi aesy achy kam krny ki himmat r jazba barhta hy... isi tra agr hmen ksi ksi movies ka end Acha dekhaya Jay to hmary andr bhi yh bat peda ho jati h k ksi bhi bat ka nateja Acha hoga...r woh achi umeed rakhny lg jaty hn hr mamly mn..... isi trah is k kuch nuksan bhi hoty hn inka zikr bhi hm idr kren gyy.

    *Nuksaan* Movies k dekhny s bht s nuksan bhi hoty hn.. jesy k ap janty hn bht c movies mn larae jhgry hoty hn.. un mn achi chezen dekhny ko nh mili ya phir ikhlaq s giri hoe chezen dekhny ko milti hn... is leay hmen kbi bhi aesi movies nh dekhny cheay is k ilawa hmen apny bachon ko in sb s dor rakhna cheay... bht c movies mn dekayha jata h k log apny perents r ghr walon s larae krty rhty hn bilkul isi tra inko dekhny waly bhi krny lg jaty hn.. is leay hmen hmesha achi movie ko dekhna cheay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: yh review movies dekhny py mabni hy

    Movies dekhna bhut se logon ki habit hoti hai aur kuch log bhut se benefits ki wjha se different movies dekhty hain. Market meinnaye din bhut​ si jew movies dekhny ko milti hain jin mein Pakistan ki film industry movies, Indian aur Hollywood ki movies bhi dekhi ja skti hain.

    Informational Movies :
    Kuch movies bhut informational hoti hain jo ky aap ko different kinds of informations deti hain. Aur aap un ko dekh kar apny mind concepts aur different aspects ky bary mein informations jaan sktay hain. Yeh movies aapky knowledge mein bhi increase laati hain aur new inventions ky bary mein bhi batati hain.

    Motivational movies :
    Kuch movies aap mein different kinds of motivations paida karti hain. Jin meij kuch movies Patriotic kinds ki hoti hain jonky aap ky dil mein apny mulk ky liye jazbaat paida karti hain aur motivations lati hain. Isi trha kuch filns aap me hardworking ky sath sath apny aims ko set karny ky bary mein motivate karti hain. Aur aap mein jazba paida karti hain jin ko dekh kar aap life motivations hasil kar skty hain.

    Historic Movies :
    Kuch movies history se related informations deti hain aur aap in ko dekh kar world histories jan sktay hain aur different countries ki basis jan saktay hain. Isky ilawa purany Rulers aur Kings ky bary mein aap movies dekh kar unky bary mein learn kar skty hain.

    Funny Movies :
    Har film industry funny movies banati hain aur log bhut shoq se dkehty hain. Is trha funny movies dekh kar aap apny mind ko refresh kar sktay hain. Aur agar aapky circumstances theek nahin chal rahay to in halaat mrin agar aap movies dekhna chahyn to funny movies aapky liye best hain aur aap inko dekh kar apna mind sur mood set kr skty hain.

    Fighting Movies :
    Fighting movies dekh ksr aap ky zehn mein diferent bad concepts ja skty hain aur aap jab yeh movies dekhty hain to aap ky andar bhi junoon ki had tk larny ki bat zehn me ajati hai aur thori si bat par aap kisi se larae jhagra karny par tul jaty hain aapko fighting movies dekhny se perhaiz karni chahye.

    **Movies ko over watch karna aur rozana ki basis par movies dekhna aapki eyes ky liye juqsan deh hai. Aapko chahye ky weekends par hi sirf movies dekhyn aur baqi working days mein kam karny ky bad so jaen ta ky aapki eyes ko bhi rest aa sky aur eyesight weak nah ho..​Isky ilawa in ki aadat daal leny se aap in ky bagher raat ko so nhin skty aur kuch logon ki adat hoti hai ky woh rozana ek ya 2 movies dekh kar rat ko soty hain jo ky ek bhut non healthy habbit hai is se rukna chahye.
    • #3 Collapse

      Re: yh review movies dekhny py mabni hy

      Assalamu Alaikum dear number aapane bahut hi Achcha topic Hamare sath discuss Kiya Hai movie dekhne ke bare mein agar Ham bore ho rahe ho to Hamen Main koi acchi Si movie dekh leni chahie Jo Hamare liye bahut informative bhi ho aur faydemand bhi ho Jis Achcha sabaq hasil ho aur hum apni life main un cheezoun ko follow bhi.kren..


      Advantages:

      Dear member agr hum koi bhi informative movie daikehen gain tou hamen bahot acah sabaq hasil ho ga jo hum apni nasloun tak pouncha saken agr hum kbi bhi bore ho rahy houn tou hamen movie daik leni chaey jis ka koi harj nahi hai yeh hum py deppend krta hai k hum ny agr faida hasil krna hai tou hum kon c movie dekhen aj kl bahot c achi movie hain jib sy hum acha sabaq hasil hota hai ...

      Disadvantage:

      Dear member movie dakhny k disadvantage bhi.bahot hain.hamen apny bachoun kp in cheezoun sy rakhna chaye wrna.wo apni study main interest dena chor dain.gain jis sy unk future main bad effect prh sakta hai aur hum khud ko bhi buri cheezoun sy avoid krna.chaey agr hum buri movie dekhen gain tou hum py bhi bahot bura asar prhy ga hamari health.py bhi bura asar prhy ga aur hamari life py bhi bahif bura asar prhy ga...
      • #4 Collapse

        Re: yh review movies dekhny py mabni hy

        Hello friends! 💗
        Aj ka review " MOVIES DEKHNE "pe mubani hai.,,🎥movies dekhna aj kal bht ziada common h or hr koi acha wqt spend krne k lyw movies wgeera dekhte hyn... pr movie dekhne k kuch faidy b hyn or nuksanat b..jo aj apss share krengy...
        POSITIVE POINTS: ✔️

        movies dekhne k kuch faidy hote hyn..jsy kjb ap movies dekhte hyn tou unse apko kuch faidy milte..movies hr type ki hoti hyn.. or hr type ki movies k hisab se un k faidy hote hyn... jsy k
        1. Funny movies
        2. historic movies
        3. motivational movies
        4 . fighting movies
        5. informational movies etc

        Jese k name se e movies k ap andaza lga skte hyn k ap kis trah se movies se ap faidy hasil kr skte hyn...
        funny movies wgera ap k lye entertainment ka zariya bnti hyn.. or ap fun kr skte hyn or acha wqt guzar skte hyn..movies dekh k apla wqt acha guzr jata h or ap enjoy b krlete hyn....funny movies se apko hnsny ka moqa milta h or doston family k sth ap acja wqt guzar sktw hyn.. qk yeh entertaniment ka source bnti hyn...kuch motivational movies ap k lye motivation ka soruce bntj hyn.. kuch movies aisi hti jis me bht motiavtion hti h ap k lye .. jis ki dekhne k bd apko positive thinking provide hoti h or ap phir apni life me aisy changes late hyn...kuch mivies fighting or historical hoti hyn...jis se apko histories ko janny ka mowa milta h..or ap us se ap information gain krte hyn.. or purani histories k bry me b jaan paate hyn..
        NEGATIVE IMPACTS:❌
        movies dekhne k kuch negative impacts b hote hyn ap k mind pe.... like
        1 . It affects ur mental health
        2. eyes problems
        3. negative thinking
        kuch movies ajakl aisi hyn jinme sbaq kam or negtive chexain ziada dikhai jati hyn jis wja se gwneration ajkal ki negtive kamon me lg jati h...or is se mentaly or physically ap ki health ko issues hote hyn...
        Last edited by ; 29-09-2020, 06:38 PM. وجہ: Ghalat text paste hogya tha .. aur sath mai arrangements b ghlt hogyi theen
        • #5 Collapse

          Re: yh review movies dekhny py mabni hy

          Assalamu Alaikum movies movies dekhna bahut se Logon ki habit hoti hai bahut se log moviece dekhna Pasand Karte Hain aur kuchh log Aise Hain Jo different purposes ki vajah se movies dekhte hain market Mein different countries ki movies available hai Jin Mein Pakistani movies Indian movies Hollywood and Bollywood lollywood movies market Mein available hai.

          Faiday :

          Movies dekhna bahut acche Logon ki hobbies hoti hai aur bahut se log moviece dekhna Pasand Karte Hain Kuchh Logon Ko history ke bare mein Jankari bahut jyada shok Hota Hai hai isliye jyadatar log historical movies dekhte hain Iske alava motivational movies bhi Dekhi Jaati Hain Jo ki ful off motivation hoti hai bahut se log motivational movies dekhna Pasand Karte Hain kuch movies as Adventures hoti hai jo knowledge se bharpur hoti hain aur vah movies dekhne Se Hamare knowledge Mein ijaafa Hota Hai.

          Iske alava Kuchh log funny videos dekhna Pasand Karte Hain funny moviece Dekhkar vah Apne mind ko fresh and relax Karte Hain funny movies apni family ke sath dekhna Pasand Karte Hain funny movies dekhne se Hamara mind bilkul relax ho jata hai aur ham Apne Karm raili ke routine ke bahut acche tarike se kar sakte hain.

          Nuksan:

          Agar Ham daily basis Park movies dekhte hain to is se Hamari ise kharab ho sakti hain aur FIR moviece dekhna Hamari routine Mein Shamil ho sakta hai jo ki bilkul theek Nahin Hai isliye Hamen main manth Mein one-time moviece dekhna chahie aur jyadatar movies dekhne se avoid karna chahie.
          • #6 Collapse

            Re: yh review movies dekhny py mabni hy

            dear jub ham kisi hardwork ki wajha say thakawat feel kartay hain to us wakt hamain aik rest ki bhi zarurat hoty hay aur sath sath hamko kuch aisi company ki bhi zarurat hoty hay jis main haamra dimagh kisi aur side main moove ho jaye to hmari thawakat apnay aap he door ho jaty hay aisay halaat main aur aisi situations main agar ham kisi jagha main ya apnay he ghar main kisi achi movies ka arrange kartay hain to ham apnay aapko aik sakoon main mubtala kartay huway daikh bhi saktay hain aur sath sath hamari dimagh ki tentions ka bhi apnay aap he khatma ho sakta hay jisk liye hamko chaye k ham kabh bhi koi sexy movie na daikhain balk hamain chaye k ham koi aisi historical movies daikhain jis main kuch reality bhi hoty hay aur sath sath hamko kuch learn karnay ko bhi milta hay to agar ham koi aisi movie daikhtay hain jis main lesson bhi ho sakta hay aur sath sath hamko yeh bhi sab kuch daikhnay ko milta hay k aisi movie ham sab mil kar apnay he ghar main sab k sath bhi daikh saktay hain usk liye zaruri samjhna chaye k aisi movie he ziada best hay jis main kam say kam aisay part ho jin ko daikh kar hamko koi sharm feel na ho to aisi soch aur aisi movies say hamara mined bhi fresh ho jata hay aur jub aisa kuch ham daikhtay hain to hamari soch bhi positive ho sakty hay to hamko har haal main aisa kuch eh akrna chaye jisk baad hamari life bhi asaan ho jaye aur ham khud bhi aisa kaam kartay huway kisi aur jagha pay janay ki bajaye baar baar he ham movies ko dakhnay ko tarjeeh daitay rahain is say barrh kar aur koi bhi kaam nai hay jis say hm relax bhi hotay hon aur acha much manage bhi kar saktay hon.
            • #7 Collapse

              Re: yh review movies dekhny py mabni hy

              Salam dear membersji aapane hamare sath bahut achcha topic discuss kiya hai jo ki movie dekhne ke related hai to jaise ki aapko pata hai kimovie dekhne ke liye bahut jyada log apne gharon mein acchi movies dekhte hain families movies ultra log dekhte hain puri family ke sath aap kafi achcha time spent kar sakte hain agar Ham movie ka plan Karen to Ham family ke sath kafi achcha time spent kar sakte hain movie ke plan kesari aap family ke sath kafi movies magara dekh sakte hain isliye aapko chahie ki aisi chhoti chhoti enjoyment karte Raha Karen apni family ke sath time spend kara Karen sab mil baith kar aise kuchh chij dekhen yah baten ka kara karen to kafi achcha feel hota hai isliye aapko chahie ke aapko bich mein ek dafa movie ka jarur plan karna chahie aur apni family ke sath time spent karna chahie.

              what is se aapki ise bhi kafi kharab ho sakti hai jinki eyesight weak hai unko chahie ke movie ka jyada na dekhen kyunki in se unke aankhon mein flash ki vajah se unki ise ko jyada effect ho sakta hai isliye aapko chahie ki kabhi kabar dekh le badh jyada aapko kabhi bhi aisi chij ka istemal nahin karna chahie Jo aapke liye khatarnak Ho isliye aapko aisi chij ka istemal nahin karna chahie


              ISI tarah aapko pata hai ki hamen hamesha acchi movie jaani chahie apni family ke sath time spend karne ke liye log movies ka Pyar karte Hain kuch dekhne ke liye shaadi ki movie dekh lete hain vaise koi movie dekh lete hain family movies dekh lete aur kafi achcha time apne family ke sath gujar lete Hain .
              • #8 Collapse

                Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                Dear ap na movies dakhna k bary ma bhut acha review diya hai bhut sary people movie dakhna bhut pasand krta hai hain wo apna spare time movie dakhna ma spend krta hain movies different types ki hoti hai her person apna interst k mutabiq movie dakhta hai kuch log movie dakhna ko acha ni samjta mgr ab bhut achi informative movies ban rahi hain k ap un ko watch kr k bhut knowledge gain krta hain zada tar Pakistani movies, Indian movies or Holly wood ki movies dakhai jati hai movies dakhna k kia fayda hain ma ap k sath share karo gi

                Fadiye....

                Doston apny free time ko best way sa spend krna k ley some person movie dakhna pasand krta hain jes sa un ka time acha spend hota hai bhut sari movies funny hoti hain un ko jab ap watch karta hain ap ka mind or mood dono fresh ho jaty hain ap daily routine sa hat k es ko enjoy krta hain kuch movies historical hoti hai wo person jin ko history sa related knowledge gain krna hai wo en movies ko dakhna pasand krta hain kuch movies motivational or adventures sa barpur hoti hain ya ap pa depend krta hai ap kis type ki movies dakhna chahta hain movies dakh k log apni boriat kam krta hain wo movie dakhna bhut enjoy krta hain

                Nuqsan....

                Movies dakhna k kuch nuqsan b hain ab ap pa depend krta hai ap kis tra ki movies dakhna pasand krta hain movies ma bhut fahashi hoti hai es ley log movies dakhna pasand ni krta specially males apni family members k sath movies ni dakhta hmry culture or hmra deen islam ma movies dakhna gunna samja jata hai es ley bhut sary log es waja sa movies dakhna avoid krta hain
                • #9 Collapse

                  Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                  Introduction

                  Aoa. .dear member apny bahot acha review pesh kia hai .yeh review movies dekhny par mabni hai jo faltu time ko guzarny ky lye ek nihayat achi or sabs ziada ki jany wali hobby hai..men isky bary men apna knowledge apsy share karun gi umid hai apko pasand aye ga..


                  Advantages


                  dear members ham sab hi apny faltu time men koi na koi hobby karty hen jin mn sy ek hobby movies dekhna bhi hai movies ki kai iqsam hoti hen jo different topics par mabni hoti hen or har koi apny shok ky mutabik dekhta hai ..agar apki routeen bahot busy hai or apko bahot kam time free milta hai to ap us wqt mn movies dekh kar apni thakan door kakar sakty hen...movies aapky damagh kko fresh kakar dyti hen or ap ka mind agli sargarmion k ly active ho jata hai ap aapny doston ky or family gatherings men bhu mil kar movies dekh sakty hen or ek acha time guzar sakty hen kch movies bahot informative hoti hen jo apky knowledge mn bhu izafa karti hen or ap insy bahobahot kuch seekh sakty hen..bht sy movies ikhlaqi sabak par mabni hoi hen or ap uns sabak seekh sakty hainn


                  Disadvantages

                  dear members jesa ky movies dekhny ky bahot sary faidy hen magar isk kuch nuqsan bhi hen agar ap zurort sy ziada movies dekh rahy hen to yh waqt ka ziya hai ap apna waqt zaya kar rahy hen isk sath sath agr ap ziada yike movies dekhty hen to is sy apki health specially apki eyes par effect par sakta hai jo ky nuqsan sy hai..kuch movies hamary society mn bht e buriaon ko phelnay ka sabab bhi ban rahi hen ..bahot sy log movies dekh dekh ky psychological problems ka bhi shikar ho jaty hen
                  • #10 Collapse

                    Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                    Assalamu Alaikum Forex trends I study view movie dekhne per mabani hai jaise ki AAP Sab Jante Hain ke bahut se log movie Bahut shauk se dekhna Pasand Karte Hain Inka Ashok hota hai ki Jab vo free hote hain to movie dekhne lag Jaate Hain is herb or se Logon Ko movie Itni Jyada bata deti hai ki vah Apna Kam isliye jaldi khatm kar lete hain ki Jab vah jaldi se apni Pasand ki movie dekh sake free hokar is mamle Mein Logon Ko Apni Apni Pasand Hoti Hai Kuchh Logon Ko funny movies Pasand Hoti Hai Kuchh Logon Ko action movies Pasand hoti hai aur kuchh log horror movies bhi bahut shauk se dekhte hain Kuchh log cartoons movie bhi Dekhte Hain movie dekhne ki bahut Sare fayde hote hain agar aap informative movie Dekhen to aapko Ek Sabak Milta Hai Jis Jo aapke liye bahut jyada Jaruri hota hai Kuchh log kaise ke bacchon Ko Agar Ham history se related movies dikhayen aap apne unke subjects question se related story books related koi movie dikhaye to vah unke liye ek learning ka behtarin platform hota hai iske liye Hamen Is Tarah Ki aur bacche bahut jyada shauk se bhi Aisi movies dekhte hain Hamen story movies bhi unko bacchon ko bahut jyada Lagane ke Deni chahie tha ki vah Dekhen aur Unse Sabak Sikhaya sake acchi movies dekhne ke acche fayde hote hain isliye Hamen Hamesha acchi movie dekhni chahie in ke liye vah Sare fayde Hote jaise ki movie dekhna dikhaya jata hai ki Ham Kam Karne Wale Koi Nek Insaan hote hain aur bahut hi jyada informative movies bhi Hoti Hai jisse Hamen badane ke liye bhi bahut information aur ek model Samne Aata Hai Jis per Hamen Hamare karte hue Hi Kam karna padta he
                    • #11 Collapse

                      Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                      Assalamu alaikum dear friends Forex member Aaj Ka Mera review family ke sath movie dekhne per movie Ham Sabhi family ke sath movie dekhte hain se Ham apni family ke sath Jyada transparent karte hain aur sath hi Sath Hamari family bahut khush Hoti Hai Main Apni family ke Hamen bahut jyada Khushi mehsoos hoti hai isliye Jitna Jyada Main Apni family ke sath time spend Karenge Koi Sange Ham Kitni baby movie laga Kar Dekh sakte hain Ham Kisi bhai Sanam Jana Chahe to vahan bhi Ham apni family ke sath Animal House movie ko dekh sakti hain Sath hi Sath ham Mahape Kuchh Nahin Sakte like popcorn drinks vagaira if se Ham apni family ko aur Khush sakti hai Sath Hi Tha Darbar transparent Hote Koi Agar funny movie Dekhen To Ham Kuchh Dada Ham Bahar tension Se Dur Hoke apni family ko time de rahe Hote Hain
                      advantages
                      movie dekhne ka sabse bada advantages Kiye Hai itne Ham mind fresh rahata Hai Har kitchen ki tension se Ham Dur ho sakti ho Jaate Hain movie ka time jitna bhi ho use time tak Ham apne aap ko fresh and relax feel karte hain aur jab Ham Deluxe hokar Apne kam ka Kisi bhi kam ka Karte Karte Hain To Aise Hamen bahut jyada fayda hota hai Kyunki Ham Apne time ko nikal kar apne aap ko ek acche se relax mind ke sath Koi kam start Karte Hain To usmein Hamen 1 minut ulagin ke sath kam kar rahe Hote Hain
                      disadvantages

                      family ke sath movie dekhne ka Agar disadvantages Dekha Jaaye to baat karte Ham Pakistani hai koi bhi movie aajkal aise hi Nahin Hoti kya Ham apni family ke sath r naam se batawa movie dekh sake Kyon ke isase hamara hi nuksan Hona Hota Hai aur ham ko koi Chesina Jaate Hain Jiski vajah se Ham apni family Apne partner Ke Samne ho sakte hain isliye movie dekhne se pahle Hamen se check kar lena chahie
                      • #12 Collapse

                        Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                        Asalamalaikum:
                        Dosto me umeed karta hun k ap sb kheriat se hon ger aj ap ne hmary sath 1
                        Bhut hi acha review share ki h jo k movies k bary me hn dosto aj kl k door me har koi hi movies
                        Dekhta hy chahye wo pakistani movies hn ya indian ya phr hollywood ki movies hi q na hon
                        Movies ki bhut sari iqsam hoti hn jese k comedy movies romantic movies fighting movies
                        Historical movies r b bhut c tarah ki movies hoti hein jo k hm sab log entertainment k liye
                        Delhty hn har ksi ki apni apni pasnad hoti h jis ko jis trh ki movie pasand ho wo usi trh ki movies
                        Dekh sakta to chalen ab hm.movies k khuch fawaid r nuqsanat par bat karen ge

                        Advantages:
                        Dosto movies k bhut sary fawaid hein jin me se me khuch ka zikr yahan par karun ga
                        Jese k hm sb janty hn movies 1 bhut acha entertainment jis se hamara se hamara time bhut acha
                        Guzar jata h r movies me bhut achy msg die gy hoty hn jese k sb movies me khuch achy log hty hn
                        Jo burai k sakht khilaf hoty hn r akely b burai k khilaf khary ho jaty hn r bhut se yese achyy kam krty
                        Jin se hmary andr b wo kam karny ki himat r jazba paida hota hta h r movies me dikhaya jata h k
                        Buraa admi jtna mrzi buraa kr ly r jtna mrzi zorr lga le lekin jeet hmesha achahii ki hi hoti h ic trh r b
                        Bhut se achy kam krty hn jo k hmary liye bhut acha msg h
                        Disadvantage:
                        Doston jese k hm sb janty hn k har cheeze k fawaid k sath sath khuch nuqsanat b hoty
                        Hn ici trh movies k b hn q k movies me bhut c yesi baaty hti hn jo ikhlaq se girri hui hti hn jo k hmary
                        Mind k ly achii nahi hoti q k ham jo cheeze dekhny hn wo hmary mind par asar krti h ic wja se hme
                        Yesi koi b movie nahi dekhni chahiye jis me koi b ikhlaq se girri hui bat ho r bachoo ko b movvies se
                        Duur rkhna chahiye q k movies me bhut c jago me wo apny maa baap se batamezi krty hn jo k bacho
                        K zehr par bura asar dalti hn r ic k ilawa aj kl bhut c gandi filmy b aa gyi hn jis ki wja se hmari young
                        Generation khrb ho rai h to hme yesi films b nahi dekhni chahiye
                        • #13 Collapse

                          Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                          Dear sometime aapke pass extra time hota hai aur aap apna time spent karne ke liye koi important platform search kar rahe Hote Hain Jis per aapka time easily spend ho sake sometime aap travelling kar rahe hote hain aur aapko time spent karne ke liye different activities required Hoti Hai To Aisi situation mein moviece aapke liye bahut hi important role play Karti Hain aur aapka time spent karne ke liye different important facilities provide kar rahi hoti hain.

                          Dear jab aap apna time spent karne ke liye different movies dekhte hain to usmein aap ko koshish Karni chahie ki Hamesha Ek Aisi movie ki selection Karen Jo aapke liye informative Ho Kyunki Jab aap different movies ki selection kar rahe Hote Hain To ismein Kuchh Aisi movies bhi ho sakti hain Jo aapke liye useful Nahin Hoti aur usmein aapko bahut jyada time consume hota hai no doubt Jab aap movies ki selection Karte Hain To usmein aap Ek Aisi movie ki selection Karen Jis ko dekhne ke bad aap ko bahut jyada information Mile aur aapke knowledge mein increment Ho no doubt aapko market mein bahut hi informative aur technical movies available hai jo aapke knowledge to increase karne ke liye bahut hi important role play karti hain.

                          Faidy :

                          Dear jab aap movies dekhte hain to aapko bahut jyada advantages Milte Hain Sab se main advantage of ko ji Milta Hai Ki aapka time is least band ho jata hai aur uske sath sath aapko bahut jyada knowledge bhi mil rahi hoti hai isliye aapko different movies ki selection Karni chahie Jo aapke liye helpful ho saken.

                          Nuqsan :

                          Dear sometime Jab Ham Ek Aisi movie ki selection Karti Hain Jo Hamare liye helpful Nahin Hoti aur usme information Nahin Hoti to usmein Mara bahut jyada time consume hota hai aur ham ko uska koi bhi advantage Nahin mil sakta hun.
                          • #14 Collapse

                            Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                            Assalamu alaikum my dear all Forex member aaj ka review movies dekhne per hai Kuch movies bhut informational hoti hain jo ky aap ko different kinds of informations deti hain. Aur aap un ko dekh kar apny mind concepts aur different aspects ky bary mein informations jaan sktay hain. Yeh movies aapky knowledge mein bhi increase laati hain aur new inventions ky bary mein bhi batati hainnKuch movies aap mein different kinds of motivations paida karti hain. Jin meij kuch movies Patriotic kinds ki hoti hain jonky aap ky dil mein apny mulk ky liye jazbaat paida karti hain aur motivations lati hain. Isi trha kuch filns aap me hardworking ky sath sath apny aims ko set karny ky bary mein motivate karti hain. Aur aap mein jazba paida karti hain jin ko dekh kar aap life motivations hasil kar skty hain Kuch movies history se related informations deti hain aur aap in ko dekh kar world histories jan sktay hain aur different countries ki basis jan saktay hain. Isky ilawa purany Rulers aur Kings ky bary mein aap movies dekh kar unky bary mein learn kar skty hain Har film industry funny movies banati hain aur log bhut shoq se dkehty hain. Is trha funny movies dekh kar aap apny mind ko refresh kar sktay hain. Aur agar aapky circumstances theek nahin chal rahay to in halaat mrin agar aap movies dekhna chahyn to funny movies aapky liye best hain aur aap inko dekh kar apna mind sur mood set kr skty hain Fighting movies dekh ksr aap ky zehn mein diferent bad concepts ja skty hain aur aap jab yeh movies dekhty hain to aap ky andar bhi junoon ki had tk larny ki bat zehn me ajati hai aur thori si bat par aap kisi se larae jhagra karny par tul jaty hain aapko fighting movies dekhny se perhaiz karni chahye Movies ko over watch karna aur rozana ki basis par movies dekhna aapki eyes ky liye juqsan deh hai. Aapko chahye ky weekends par hi sirf movies dekhyn aur baqi working days mein kam karny ky bad so jaen ta ky aapki eyes ko bhi rest aa sky aur eyesight weak nah ho..​Isky ilawa in ki aadat daal leny se aap in ky bagher raat ko so nhin skty aur kuch logon ki adat hoti hai ky woh rozana ek ya 2 movies dekh kar rat ko soty hain jo ky ek bhut non healthy habbit hai is se rukna chahye
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: yh review movies dekhny py mabni hy

                              assalamu alaikum dear members..
                              Review ke liye Jo aapane topic select Kiya vah bahut jyada informative the aur iske about mein jo aapane information the vah bhi bahut jyada informative ti...

                              aajkal ke is busy min time per hai har kisi ke pass kitna time nahin Hota.. But sometimes hmry pas extra time hamen mil jate Hain Jo Ham chahte Hain Ki ke is tarah spend Karen jisse hamen relax feel kaise ke to iske liye Ham kuchh aisi activities search karte Hain jisse Ham acche feel kar sake.. iske liye Ham koi movie etc dekhna like karte hain kyunki movie dekar bhi hamare Jo time hota hai vah bahut achcha spend ho sakta hai isliye hamen yah koshish karne chahie ki jab bhi Koi movie dekhni Ho aisi movies ko search karna chahie Jo hamare liye informative Ho jisse hamen Koi kam karne ki motivation mile.. kyunki aap jab apna koi bhi time kisi chij per spend kar rahe ho to uske liye koshish karni chahie ki aap ke extra time spend hone ke sath sath aapko uske sath kuchh information bhi mile Taki aap kuchh shikshak..

                              aisi bht si movie Jyoti hai jisse Ham information Le sakte hain aur apna extra time jo hai vah acchi suspend kar sakte hain ..aajkal aisi bahut jyada documentaries bhi a gai hai jisko dekhkar Ham apna time jo hai vah spend kar sakte hain aur knowledge bhi hasil kar sakte hain ..hamesha jo hai vah aisi moviece ko search karne Jo motivation wli hun aur en se Ham kuchh Sikh rahi hun...

                              movies dekhne ke bahut jyada advantage hai aur kuchh disadvantage bhi hai..

                              Advantage:

                              Sometime Ham Bore Ho rahte Hain to iske liye Hum koi movie dekh lete Hain isase hamara Jo extra time hota hai vah bahut acche spend ho jaate Hain aur hamara mind hote hain vah fresh Ho jaate Hain..

                              Hum koi bhi movie select karte hain dekhne ke liye to aisi movie dekhni chahie jisse hamen motivation mile aur information wali ho ho Taki hamara extra time spend hone ke sath sath hamen knowledge bhi mil sake..

                              kuchh movies aisi Hoti hai jinko dekhne se hamen bahut jyada ideas bhi mil jaate Hain..

                              Disadvantage:

                              Sometime kuchh movies aisi hoti hai Jin ko dekh kar Ham apna time hi wast kar dete Hain because wo movie jitni informative nahin Hoti aur is tarah Ham apna extratime Jo hote Hain vah West kar dete Hain..

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X