Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?
    Forex market main successful trade kerny ky liay hamain currency co-relation ka pata hona chahiay ky co-founder relation hota Kia hai aur ham isko kis terha sy judge ker sakty hain ky konsa pair kisi other currency pair ky sath co-related hai ky ham dono pairs main cross trade sy avoid ker sakain isliay main yahan per currency co-relation ko discuss kerna chahta hun ky currency co-relation Kia hota hai aur ham isko kis terha measure ya judge ker sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

    Assalamu Alaikum bhare Bajar Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat Se Ho Gaya Pyar a bi reflex market Mein Shajapur train karne ke liye Hamen currency correlation Ka Pata Hona chahie aur relation Hota kya hai aur ham Kis Ko Kis Tarah Se judgement kar sakte hain kaun sa pair Kisi other currency pair ke sath related hai ki Ham donon pair Mein cross trade say about kar Sakenge isliye Hamen Yahan per currency aur relation ke discuss karna hota hai aur ham Chahte Hain ki currency correlation Kiya hota hai aur ham is ko Kis Tarah aur judgement kar sakte hain to Pyare bhai Ja iska fayda hota hai kya graphis ko acche se main karte hain acche se usko dekhte hain to aap Jarur kamyabi hote hain isliye aapko chahie office Court judgement Karen Kyunki currency aur relation bahut hi trading Mein rakhte Hain Use hota hai Jaate Hain
    • #3 Collapse

      Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

      Forex trading ma ap ny dakha ho ga k jb kuch currency pair fall karty hai to other currency pair unko copy karna start kar dety hain. Ese tarha jb kuch currency pair strong hoty hai to baki pair b strong hona start ho jaty hain. Esa kiu hota hai eska bara asan or seda sa jawab hai k ye currency pair correlated hoty hain. Ham ab currency correlation ko mazeed discuss kar lety hain.

      What is currency correlation. Currency pair us correlation ka matlab hai k ye pair movemenr k hesab sy ik dosray ko follow karty hain ya phr ik dosray k agaisnt chalty hain. Ye movement kuch khas time k lae he hoti hai. Forex trading ma currencies par trading pairs ki sorat ma hoti hai. Ik currency jb weak hoti hai to pair ma mohjood other currency strong hona start ho jati hai. Trader k lae ye find karna bhot zaruri hai k currencies pairs ka apas ma kiya relation hain. Agr trading ma trader currency correlation ki term sy familair ni hain to eska matlab ha wo forex trading ma big risk ley rahyn hain jo unk account k lae bhot bari tabahi ki sorat b ban sakta hai.

      Correlation ko ham cofficient sy find kar karty hain jis ki value -1 sy +1 tak hoti hai. Positive correlation ka matlab hai ye pair 100 percent ik jesi he move karty hain. Or negative correlation ka matlab hai k negative ya opposite move karty hain. Agr correlation ki value zero ho to eska matlab hota hai k pairs ki movement ik dosray ki nisbat zero hai. Wo pairs ik dosray par bilkul depend ni karty. Trader ko agr ye pata chal jae to wo apni trade ko es hesab sy adjust kar lety hain or unko profit hasil hony k chances barh jaty hain. Es mae trading ma jany sy pehle trader ko currency corelation ka pata hona chahe tb he wo achi trade open kar sakta hai or loss sy bach sakta hai or ye usk account k lae b less risky hai.
      • #4 Collapse

        Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

        Correlation ka lafzi matlab hota hay keh apas main taluq ya mutabqat rakhna. Forex main correlation ka matlab hay keh pairs ki apas main mutabqat hona. Yani jab kisi pairs ki movement ya price rise ya fall ho to isky sath kuch aur pairs ki movement bhi rise ya fall hona shuru ho jaye.

        Correlation ziada tar currency pairs main daikhi jatin hay. Q ke currency pairs ki value apas main kam ya ziada hoti hay. Jab keh maximum pairs USD kay sath tading pair banaye huye hain. Laikin lazmi nai keh sirf currency kay ap ya down hony say he inki movement rise ya fall ho, ya ye aik dusry per affect hon. Jaisy keh CL up hony say USDCAD fall jab keh CL fall hony say USDCAD ki movement up hona shuru ho jati hay. Is tarah baqi pairs bhi apas main correlation rakhty hain.

        Cirrency pairs ka apas main correlation jan'ny kay liye hamain inki apas main value aur frequency jan'na must hay. Yani international market main in currency pairs ki apas main latest value kia hay. Kon si currenvy dusri kay muqably main ziada strong ya weak hay. Is tarah hamary liye in pairs per trading karna aur correlation banana asan ho jata hay.

        Correlation positive and negative hota hay. Ager aik pair ki movement say dusra pair bhi same movememt kary to ye positive correlation hay jaisa keh Gold ki movement kay sath silver ki movement positive correlation rakhti hay. Jab keh aik pair ki up movement say dusra pair down movement kary to iska matlab negative correlation hay jaisa keh USD ki up movement say Gold ki movement down ho jati hay.

        Suppose particular day main USD currency AUD say strong hay, jab keh NZD currency USD say bhi strong hay to yahan iska matlab hay keh NZD currency AUD say bhi strong hay yani ham is ko bhi buy kar sakty hain. Isi tarah ham mukhtalif pairs ka aps main correlation banaty hain ta keh ham behter trade kar sakain. Is kay liye hamain analysis bhi karny hoty hain jab keh economic news ko bhi read karna parta hay.
        • #5 Collapse

          Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

          assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap se honge aapane bahut hi achcha question poochha hai kyunki jab of Forex trading mein kam karte Hain to aapke samne mukhtalif currency pairs aate Hain jinke aap friend karte hain aur acche se accha profit kamate hain lekin agar aapko on currency pairs ke relation on currency pairs ke bare mein pata hi nahin hoga to aap kabhi bhi acchi trade nahin kar sakte isliye jyada se jyada market ko time de aur currency pairs ke relations ko aapas mein samjhe aur aur uske bad red Karen Taki aap acche se accha profit Kama sake

          USD PAK:

          agar aap USD aur Pakistani currency per trade karna chahte hain to aapko usd pakper trade karna hogi iske liye jaruri hai kya aapko candlesticks baton ki samajh honi chahie kyunki agar aapko candlesticks pattern ki samajh nahi hogi aap candlestick pattern ko samjhaie bagair trade karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte

          USD JPY

          Agar aap USD aur Japanese currency per trade karna chahte hain to aapko USD jpy per trade karna hoga uske bad hi aap acche se accha profit Kama sakte hain iske liye bhi aapko candlesticks pattern ki samajh honi chahie kyunki agar aapko candlestick pattern ki samajh nahi hogi aur aap market analysis karke trade nahin karenge to aap kabhi bhi Forex trading mein achcha profit nahin Kama sakte
          • #6 Collapse

            Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

            doston forex trading mein kam karte hue different pairs Kya ek dusre ke sath relation ko relation kahlata hai kyunki forex trading mein hamesha ek pair kisi dusre pair ke sath relation mein is tarah move karta hai yah to uske sim direction mein munh karta hai ya uske opposite direction mein karta hai isliye aapko apni trading mein soch samajh Kar kam karna chahie aur pair ki selection ke dauran jyada se jyada mehnat Karne chahie jyada time trading co Dena chahie Taki aap kamyab trade karke ek acchi earning karne ke kabil banaa saken agar aap trading mein jaldbaji karenge to aapko loss ho sakta hai isliye aapko pair ki selection mein soch samajh ke workout karna chahie jyada se jyada mehnat karni chahie Taki aap acchi earning karne ke kabil Ban sake aur achcha experience bhi hasil kar sake ton aapki mehnat aur jyada se jyada time ki investment aapko kamyab banati hai isliye sabar ke sath workout Karen jyada se jyada mehnat Karen Taki aap ek achcha trade karke ek achcha profit hasil karne ke kabil Ban saken.

            Market mein pair ke movement ek dusre ke opposite bhi ho sakti hai aur aur ek dusre ke sath same bhi ho sakti hai isliye aapko chahie ke soch samajh ke kam Karen mehnat Karen aur achcha experience hasil karne ki koshish karen Taki aap acchi earning karne ke kabil Ban sakte aur achcha experience bhi hasil kar sake
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #7 Collapse

              Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

              Salam to all dear forex members dear friends mn umeed krta hon k ap sub log khariat sy hon gy dear members Pakistan forex trading ik online business h ar is business mn successful trading krny k liy hymn is business k. Afry mn basic malomat honi chy.
              Dear members forex trading mn kam krty huy hr ik pair ka kisi na kisi dosry pair k sath co relation hota h dosto trading k duran mn hymn chy k hum in pairs k barry mn co relationships ko smjhn ta k hum achi trading sy acha profits kma Sken.
              Dear friends hr pair ka dosry k sath kisi na kosi toe pr ik dusry k sath co relationships hota h ye pairs ya to ik dosry ki simat mn same chlty hn ya phr in ki direction ik dosry k opposite bhi ho sakti h is liy friends hymn chy k hum forex trading mn use hony waly pairs k co relationships k barry mn knowledge gained kren ta k huymn pairs ki selection mn asani ho ar hum achi trading kr sken
              • #8 Collapse

                Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                Jaise ki Ham Jante Hain Ki Ek currency ka dusri currency ka dusri currency k sath link hota hai yani ke jaise ke gbpusd hai hai agar GBP strong hota hai to USD weak ho jata hai GBP ab a egar up trend Ke Andar move karne lag jata hai aur USD down trend ke andar move karne lag jata hai ais chiz ko ham currencies ka co relation Kahate Hain Jaisa ab dekhte hain ki Jab Australian Dollar uptrend ke andar move karta hai to Gold bhi uptrend ke andar move karta hai aur uske sath silver bhi upTrend ke andar move Karta Hai ISI Tarah Jab Canadian Dollar ke price increased Hoti Hai To oil ki price bhi increase hoti hai aur oil be uptrend ke andar move karne lag jata hai


                Isliye humain chahie ky ham ais ka knowledge rakhen ki kaun si currency is pair ka relation kis currency pairs hai agar Hamen yah knowledge Hoga To Hamen uske andar Ek acchi trade Laga Ke Ek accha profit Hasil kar Sakenge sabse pahle Hamen Forex ka knowledge gain karna chahie basic knowledge aur uske bad Forex trading ke andar work karna chahie Agar ham is my knowledge and experience ka use karte hue kam karte hain money management ke sath work karte hain to ham Jarur success hota hai aur ek acchi kamyabi Hasil Karte Hain .

                Forex Kabhi Na band hone wala business hai Iske andar Ham Jitna mehnat Karenge ham utna hi jyada fal Milega Ham ismein part time work bhi kar sakte ismein full-time kam bhi kar sakte hain is mein agar Ham currency is ka knowledge Hasil karna chahte hain To Ham YouTube se ya knowledge answer kar sakte hain aur iski bahut jyada PDF file Hamen Google se bhi mil sakte hain jinko Agar Ham proper tarike se read Karte Hain To Hamen Ek good knowledge Le sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                  Forex trading members currency correlation positive sakta hai and negative bhi ho sakta hai. Different currencies ka apps mein correlation hota hai jisko ham discuss kar sakte hain aur agar humne correlation ko dekhna ho to ham currency related jab news release Hoti hai to currency pairs ka behaviour judge karna hota hai observation ke sath ham samajh sakte hain ke kaun se currency pair ka correlation kis currency piar ke sath hai hi padhe hai ya negative hai.
                  Forex forum members initially gbpusd and eurusd ka positive strong correlation tha lekin trading member after brexit deal correlation change ho raha hai is tarah se strong positive correlation nahin raha. Lekin Japanese yen ke sath Jo bhi currency trade hoti hai hai agar tu varbase currency hai to Sare currency Japanese yen ke sath positive correlation may hote hain aur yah correlation bahut strong hota hai sare currency pairs easily ek side per move karte hain agar Japanese yen strong ho to ab word mukar jaate Hain agar bhi ho to downworld move karte hain.
                  next

                  aapko trading instruments ke correlation ke bare mein batana chahta hun jaisa ki aapko maloom hai ki white metal silver and yellow metal gold ka aapas mein strong positive correlation hai gold jab upward move karta hai to sath mein silver bhi ab word bullish move karta hai aise hi downward trend mein silver ka trend bhi change ho jata hai.
                  Crude oil and Brent oil ka bi aapas mein strong positive correlation hai donon ek side per move karte Hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                    ji members kya hal hain aapke ummid karti hun ki aap sab theek honge aur apna bahut acche se kam kar rahe honge aaj baat ki gai hai ki currency koriya relation kya hota hai aur ham kis tarah se usko use kar sakte hain ji bilkul aap ka question bahut achcha hai ji main aapko batati Hun ki market mein bahut jyada currencies maujud hoti hai aur currencies per Ham apni trading karte hain aur FIR hamen property ka last hota hai yah Jo currencies hoti hai yah market ki movement ke bare mein bahut acche se pata chal jata hai aur in Cisco Ham use karne ke liye jaruri hota hai kya main ke bare mein bahut jyada information aur experience so aur hamen chahie kya mis currencies per trading karne se pahle is ko bahut acche se analyse karne aur news ke uski news ko bhi bahut acche se jaan nahin uske bad hi hamen is currency pair trading co open karna chahie vaise to kisi bhi kar vaise to kisi bhi chatting ko open karne ke liye hamen pahle US currency aur upar ko acche se analyse kar lena chahie aur uske bad hi hamen use per trading co open karna chahie lekin agar Ham is tarah se nahin karte to hamen nuksan bhi ho jata hai aur bahut fayda bhi ho jata hai isliye ki hamari kuchh aata clerk per bhi hota hai isliye hamen chahie ki Ham bahut acche se currency isko analyse karne aur analyse karne ke bad hi inko use Karen aur use bhi Ham is tarah se Karen ki hamare liye profitable ho aur hamen last Na Ho
                    • #11 Collapse

                      Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                      AOA dear friends aaj Ham baat karen gy currency co-relation Kya bary main Co-relation kafi acha sign hota hai trading k liyeh k agar apko is ek currency k pair k data ka maloom hai ya analysis krliya hai to apko tension ki zarorat nahi hoti usi se hi dosri currrency ka idea hojata hai aur forex trading me har pair change hota hai mera khene ka matlab ye hai ke forex me pair bht hi importent hote hai or is ko agar ap achi tarha read kare ge to kabi bhi ap nakam nai hoga or me abhi is me new hu to muje is ke bare me jitna pata tha mene apko bata diya hai ok bhai aur hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darm yan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf aur waisey tho forex mey kayi pairs aisey hey jin ki move aik doosrey sey exchange hoti hey key aik pair sell mey hoti thab doosri pair is ki opposite chalti hey or kabi kabar news effect ki waja sey movement same ho jati hey aur shayad hum may say kuch logo ko to pata he ho ga is baray may, lakin new logo ko shayed pata na ho, may new comers ko yeh batana chahta ho keh yeh do pairs aisay hain jo baaz auqat aik sath move kartay hain, lakin yeh dono pairs aik dosray k khilaf chaltay hain, yani agar aik oper jata hay to dosra neechay ata hay, yeh in dono pairs k darmyan bohat acha co-relation hay, jab Eur/usd neechay ja raha hota hay to Usd/Chf oper chala jata hay, aur jab Usd/Chf neechay ata hay to Eur/usd oper chala jata hay, lakin aisa sirf normal halaat may hota hay jab koi big news expected na ho aur market normal trend pay
                      • #12 Collapse

                        Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                        Achi information share Ki ha ap ne Co-relation ka lafzi matlab hota hay keh apas main taluq ya mutabqat rakhna. Forex main correlation ka matlab hay keh pairs ki apas main mutabqat hona. Yani jab kisi pairs ki movement ya price rise ya fall ho to isky sath kuch aur pairs ki movement bhi rise ya fall hona shuru ho jaye.Co-relation ziada tar currency pairs main daikhi jatin hay. Q ke currency pairs ki value apas main kam ya ziada hoti hay. Jab keh maximum pairs USD kay sath tading pair banaye huye hain. Laikin lazmi nai keh sirf currency kay ap ya down hony say he inki movement rise ya fall ho, ya ye aik dusry per affect hon. Jaisy keh CL up hony say USDCAD fall jab keh CL fall hony say USDCAD ki movement up hona shuru ho jati hay. Is tarah baqi pairs bhi apas main correlation rakhty hain.Cirrency pairs ka apas main correlation jan'ny kay liye hamain inki apas main value aur frequency jan'na must hay. Yani international market main in currency pairs ki apas main latest value kia hay. Kon si currenvy dusri kay muqably main ziada strong ya weak hay. Is tarah hamary liye in pairs per trading karna aur correlation banana asan ho jata hay Iska khyal rakhna chahie ,Co-relation positive and negative hota hay. Ager aik pair ki movement say dusra pair bhi same movememt kary to ye positive correlation hay jaisa keh Gold ki movement kay sath silver ki movement positive correlation rakhti hay. Jab keh aik pair ki up movement say dusra pair down movement kary to iska matlab negative correlation hay jaisa keh USD ki up movement say Gold ki movement down ho jati hay.Faraz karen particular day main USD currency AUD say strong hay, jab keh NZD currency USD say bhi strong hay to yahan iska matlab hay keh NZD currency AUD say bhi strong hay yani ham is ko bhi buy kar sakty hain. Isi tarah ham mukhtalif pairs ka aps main correlation banaty hain ta keh ham behter trade kar sakain. Is kay liye hamain analysis bhi karny hoty hain jab keh economic news ko bhi read karna parta aur Agar aapke pass acchi learning hoti hai to aap isko zyada acche tarike se samajh Kar kar sakte hain aur aap accha profit hasil kar sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                          Yes dear aapane bahut hi detail post Hamare Sath share Ki Hai loadout Jab Ham Forex trading Mein kam Karte Hain To Kuchh currency pairs Ka aapas Mein positive aur kuchh currency pairs Ka aapas Mein negative correlation hota hai dear correlation se Murad Ja sakta hai ki Jab aap Kisi Ek currency pair per trading kar rahe hain To Kuchh per Uske against movement kar rahe Honge aur kuchh per Uske mutabik move kar rahe Honge. Correlation se related main aapse Kuchh information share kar deta hun.

                          Positive co relation :

                          Dear jab Ek currency pair yah Ek commodity ki movement hone se dusra currency per kya commodity automatically first commodity e se related apni movement complete Karta Hai To usko aap positive correlation Kahate Hain for example agar aap silver aur gold ko properly learn Karte Hain To Agar silver ki prices increase ho rahi Hoti Hai To gold ki prices bhi automatically increase Hoti Hai Isko aap positive correlation Kahate Hain.

                          Negative co relation :

                          Dear jab market Mein Ek currency pair movement kar raha hota hai aur dusra currency per Uske against movement karta hai to ismein aapko negative correlation milati Hai for example Jab aap market mein kisi commodity se related uski study karte hain ya Kisi currency pair se related Koi study karte hain usmein Agar Ek currency pair positive movement kar raha hai to dusra currency pair negative movement kar raha hoga to isko aap negative correlation Kahate Hain.

                          Junior member Hamesha apni trading ka start currency pairs Se Karte Hain Jab aap apni trading ka start currency pair Se Karte Hain To usmein aap ko different currency pairs related complete learning kar leni chahie aur Inka correlation aur negative correlation se related apni learning ko complete karte hue apni trading per reply karna chahie Aise aap ki trading bahut jyada profitable ho sakti hai.
                          • #14 Collapse

                            Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                            Currency co relation forex mein un currencies ky darmian mein relation hota hai jo ky dono ek pair ki shakal mein mojud hoti hain aur un mein hum trade karty hain. For example agar hum dekhty hain ky forex mein currency pairs mojud hain jin mrin Eur/Usd, Gbp/usd waghera hain. In mein Eur aur Gbp ka Us dollars ky sath bahmi relation mojud hota hai. Aur hum in ki prices ky ups and downs ki relative movement dekh kar in mein trades karty hain.

                            For example, Eur /Usd pair ki example lety hain. Agar hum dekhty​ hain ky market mein Euro, us dollar ky hisab se zeada strong hota ja rha hai to hum Eur/Usd ky graph mein upwards trend ko dekh skty hain. Is trha Euro ky strong hony se graph continuously upwards jaye ga. Jab ky agar Eur ki value down ho gi to Usd dollar ky strong hony ki wjha se market ka rujhaan nechy ki janib dekha jaye ga. Aur market selling mein jaye gi. Yeh in dono currencies ka co relation kehlata hai.

                            Currency pairs ki values ek dusry ky muqable mein strong ya weak hoti hain aur is pair mein ek ki value strong hony se dusri currency ki value must down hoti hai. In dono currencies ko BASE CURRENCY aur QUOTE CURRENCY kaha jata hai. Base Currency pair mein first currency ko kehty hain aur 2nd currency ko quote currency kehty hai.Currency pairs ky co relation ko smjhna aur market mein apply karna seekhna chahye.

                            Different pairs mein co relation paya jata hai. Forex trading mein bhut se pairs hain aur aap ko jo asani se smjh any wala pair hai us ko select kar len aur currencies ki relative strength ky bary mein information rkhny se aapki trading mein bhut zeada help ho skti hai.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Currency co-relation Kia hota hua aur ham kis terha isko judge ker sakty hain?

                              Agar Ham Forex Market Mein acchi kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen currency ko relation Ka Pata Hona chahie Hamen Iske bare mein information honi chahie ke Kaun Sa currency pair kis currency ke sath co related hai Forex trading Mein kam karte hue Ek currency ka dusri currency pair ke sath relation Hota Hai market Mein Jab trading Hoti Hai To usmein Ek currency ko kharida jata hai aur dusri currency ko becha jata hai trading Hamesha broker ke jariye hoti hai jo currency satrong Hoti Hai vah kharidi jaati hai aur jo currency weak hoti hai vah beechi Jaati Hai currency John ko 3 different types Mein divide Kiya jata hai majors jismein Ek currency American dollar hoti hai aur dusri kharash jismein Koi currency bhi American dollar Nahin Hoti aur Teesri Jyotik is main tarkki Yafta Malik ki currency hoti hain market Mein different currencyn ka lan Den Hota rahata Hai electronic banking market mein kisi currency ki trading Jyada hoti hai aur kisi currency ki trading kam hoti hai hamare pass in currencyn ka experience aur knowledge Hona chahie aur jab hamare pass in currency ke bare mein Achcha experience knowledge Hoga To Ham market Mein in currency ka istemal acche tarike Se Kar Sakenge aur apne business ko acche tarike Se Chala Sakenge Ham demo account per practis Karke in currency on ke bare mein Achcha experience and knowledge Hasil kar sakte hain aur apne business Koi profitable business banaa sakte hain aur apne business acchi kamyabi Hasil kar sakte hain Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada mehnat Karni chahie aur apne kam ko acche tarike se karne ki koshish Karni chahie Jab Ham Apna Kam mehnatse Karenge To Ham apne business Mein Kabhi Bhi nakam Nahin ho sakte

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X