Ye review Sindh bank par mubni hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye review Sindh bank par mubni hay
    Introduction: Sindh bank of Pakistan jes ko government ne 24 December 2010 me Qaim kia es ka headquarter Karachi me hay aur es bank ko sarkri tur par qaim kia ga es ley ye Government of Pakistan ki malkeyat hay jo key Microfinance loans aur other banking services provide karta hay,

    Advantages: Sindh bank limited ka sab se big advantage ye hay key ye Microfinance banking system key tur par be kam karta hay aur small business start karny key ley loan provide karta hay, Pakistan me es bank key branches 330 different cities me hey, sindh bank loan, saving aur consumer banking ki service ki offering karta hay es bank key branches siraf Sindh me hi nahi Pakistan key all provinces me majood hey jo key commercial base par be work karta hay, ye bank deposit accept kar key monthly aur annual base par profit ki offer be karta hay aur loan provide karny ki be koshish karta hay, ye bank students ko interest free (sood key baghir) loan deta hay aur job ki guarantee de sakta hay, es bank se Benazir zarai card mil sakta hay jo key zaraat ko taraki deny key maqsad se loan leny me asani peda karta hay, es bank key deposit schemes bahot hi attractive hoty hey aur ATM key sath ye bank online banking ki sahulat be deta hay,

    Disadvantages: Sindh bank limited ka esa koi be disadvantage nahi jes key bary me apna review pesh karon ye bahot hi acha bank hay jes ki service hasil karni chaye.
    Click image for larger version

Name:	download.png
Views:	1
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12469518
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye review Sindh bank par mubni hay

    Sindh bank kay andar hota ye hay kay jab aap racketBanda visitomal Karta Hai acche water setacche glass set Hamare gharkiregion kohigh-agreeable then high-ideal presentationKarvate hainlekiniska nuksan bhi hai aur Iske fayde bee sanctuary fayda iskayah hai kiHamismein istemal karte hain ya nahin water glass Ham istemal KarteHain ToHamariindividual Hai revel in Hoti Hai dekhnewala revcircle ofrelatives individuals se talluk rakhte hainlekiniska sabse badanuksan yah hai ki agar ke Tut Jaaye to hath in sync withJaPaon in sync withlagne ka Khatra isterritory of pinnacle class GiraJaate Hain To Agar Ham unke Hathon Mein waterglassPakda Denge Tu ho sakte hainse Tut Jaaye aur unko ko unke liye dangerous HoJaaye is vajahseHamein ka istemal bahut Itihaas se karna chahie Hamen Apnebacchon Ko IsTarahKi ceramics Se Dur Rakhna chahie lekin Agar Ham Se istemalKns and signs bahut acchehain aur in kiassistlekarKoi component apne shopping andpromoting ko achchabanaasaktahai lately be crucial for individuals keliyekoiinconveniencenahin hoti agar vah apni shopping and promoting se associated acchiselecting up data ofhasilkar lete hainaur individuals ko selecting updata onko enhate ki framework bahutjyadaShaktimilJaati Hai Jis inaccordance withAchcha profits revel in ho sakta haitoaap Aateki framework koJahan Bhi Chahe Kamaal kar sakte hain saktehain aur ismein2se 3 majdur Laga karaap ekCommotion Mein rupaye KamasaktehainAate ki framework aajkal SabseBadi business enterprise assignment boycott gaihaiKyunkiAateki framework Har Ghar ki jarurat boycott gai hai aur Har ilakeMeinyahmaujud HaiAate ki framework ke bahut Sare Kasam Hai Kyunki yahJacachoun ko jochoty hoty hain unko with out troubles koisaktyhain murmur spoontreatment htof a business enterprise speak kiya hai joketelecellsmartphone in sync with meinapne jaise ki aap ko pata tarahjaise ki aap kopatahai kaise kijiye bahutjarurat hoti hai iske bagair Ham ruler nahin karsakteISI tarah aa ni kartyhainager ham es mian ham ko khmbht hemehant ka sath kaam karain ku kaya jo signs and signs hoty hain na ya hamkokbhebhe bs bht heacha sa signal dadaity
    • #3 Collapse

      Re: Ye review Sindh bank par mubni hay

      Salam dear members 💖 ji aapane bahut achcha topic ambarsar discuss Kiya hai jo k bank off send kar lated hai jaise ki aap ko pata hai ki send Bank ek bahut hi famous Bank hai to main aapko iske bare mein detail se batati hun.

      Sindh bank ok a Pakistani e limited schedule Bank hai iska headquarter Karachi meinIski 330 branch hai 169 cities main aur Jay set up Kiya Gaya hai state down Bank mein aur is Bank mein main offering loan micro France aur dusre bankon ki tarah SMS service available hai.

      Yeh commercial BankAur industry mein bahut hi capital Bank hai aur Jay Bank founded hua 24 December 2010 mein aur jaise kya aapko pata hai ki iska headquarter Karachi mein hai aur yah har province mein vakya hai hai Pakistan ke halat city mein uski branch available hai.

      Aur ham is bank se a kisi bhi time loan kara Le sakte hain jet bahut opportunity hai aur kisi ke liye aap is se loan Le sakte hain kisi bhi mushkil time aap ine se loan Le sakte hain ya bahut he addressed Bank hai jo aapko itni acchi office from karta hai.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Ye review Sindh bank par mubni hay

        Salam:

        aj ma jis sawal ka jawab dun ga wo sindh bank ka bara ma ha umeed karta hun apko ya pasand ay ga tu ham start karty han sindh bank ak bohat acha bank ha is ko goverment ny 24 december 2010 ko kaim kiya tha ya ak pakistani sedul bank ha is ka sadar daftar karachi ma ha is ki 169 sahru ma 330 sa zada sakan han ya ak sarkari bank ka tor par kaim kiya gaya tha jis ma microfinanace karzu aor degar bankari kidmat ki pese kash ki gai thi ya bank kafi bara ha aor ya bank kafi kubsoart bhi ha ab ma apky sath is ky faidy aor nuksan ka bara ma share karu ga.
        advantages:
        sindh bank ky bohat sa faidy han jin ma sa kcch ma apky sath share karu ga ya ak bohat acah bank ha aor ya bank kafi bara ma ha ya bank microfinance system ka tor par bhi kam karta ha aor ya hama small bussniess start karny ka liya loan bhi faraham karta ha pakistan ma is banky ki kafi branches han ya bank students ko interst free loan deta ha is bank ka atm ki sahulat majood ha aor ya bank onlijne service bhi faraham karta ha.
        disadvantages:
        jese ka ap janty han ka har chez ky faidy hony ka sath sath us ky nuksan bhi hoty han lekin is bank ky koi nuksan nahi han is ky bas faidy hi han jo mena apka sath share kiya.

        اب آن لائن

        Working...
        X