What is Margin in trading ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: What is Margin in trading ?

    Forex trading mein different important terminologies ky sath Margin ka bhut use hota hai. Aur iski detailed knowledge aapko market main kam karty huey honi chahye kyn ky Margin forex ki knowledge ka ek important figure hai. Aur basic knowledge mein aapko Margin ki definition aur iska usage dikhaya jata hai. Isko jany bagher aap trading ki knowledge ko agy nahin le ja skty.
    Market mein ek ya 2 currencies mein apny small accounts se big positions par aapkp trades lagany mein help karti hai. 1 percent margin se murad hai ky aap 100 000 $ worth of currency ko apny 1000 $ dollar acount se trade kar skty hain. Trading accounts mein account ki creation ky waqt aap leverage select karty hain yeh leverage aapky account margins ko define karti hai. Aur aap leverage ko apni marzi se select karty hain isi trha margin mein difference paida hota hai. Margin trading aapki trades mein loss aur profits ko increase kar deti hai. Aur small accounts par aap big trsdes kar skty hain.

    Margins mein aap brokers se money lend karty hain aur jis se aap ko large investments mein help milti hai aur aapki buying power increase karti hai. Margin trading aapko large profits mein help krti hai aur isky ilawa agar aap losses mein jaen gy to margin trading mein bigger losses hoty hain aur aapky accounts easily wash ho skty hain.

    Margin Trading Benefits :

    Market mein large margins par agar aap trade karty hain to aap small accounts se big profits bana skty hain. Kyn ky margins aap ko big worths par trade allow karti hain. Aur aap agar achi​trading ksrty huey margins ka acha istemal karty hain to aap small investments par ek trade mein 50 to 100 percent of profits bhi bana skty hain. Yeh aapky accounts ki sudden growth karwati hai.

    Disadvantages Of Large Margin percentage :

    Large margins par aap ko trades mein major losses ho skty hain aur ek ya 2 trades mein hi aapky accounts washout ho skty hain. Islye aapkp chahye ky kabhi bhi trading karty huey large margins par trade nah karyn. Aur kam profits par hi khush rahyn.​Zeada ki lalach​mein aapka small account bhi lose ho skta hai. Islye lalach ki bjaye​aqal mandi se kam len.​
     
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: What is Margin in trading ?

      Ji aapane bahut hi Achcha question kiya hai margin pattern kya hota hai Hamen Se Kya fayda Hustle kar sakte hain Hamen uska istemal kaise karna chahie Iske bare mein Ham experience or knowledge Se share Karenge margin pattern 1 important pattern Hota Hai yah sirf expert aur professional trader hi use kar sakte hain aur apne experience and knowledge ko increase Karte Hain margin patrion ko customer balance bhi Kaha jata hai margin pattern bahut jyada helpful hote hain Hamen margin pattern Ko Jarur use karna chahie Hamen Soch Samajh Kar technical tools ka Jyada istemal karna chahie Hamen market ki direction ko aur movement ko acche tarike se samajhna chahie aur Hamen Apne margin level ko increase karna chahie is ham Forex mein jyada benefits Hasil kar sakte hain margin level market trade Lagane Mein Hamari help Karta Hai Hamen level ke bare mein Achcha experience or knowledge Hoga To Ham market margin level ka istemal acche tarike Se Kar Sakenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge Hamen demo account per margin level ke bare mein practice karni chahie take Hamara experience and knowledge increase aur ham apne business main use Karke Achcha bonus Hasil kar sakte hain aur apne business ko ek profitable business Bana sake Jab Hamare Paas ine level ke bare mein Achcha experience and knowledge hoga To Ham market Mein acche tarike se trade Laga Sakenge aur acchi kamyabi Hasil kar Sakenge margin level bahut hi jyada popular level Hota Hai iska istemal bahut jyada useful Hota Hai Hamen Apne kam mein jyada Se Jyada hardworking Karni chahie Taki Ham apne business Mein acchi kamyabi Hasil kar Saken
       
      • #18 Collapse

        Re: What is Margin in trading ?

        Forex ma jub murmur exchange krty hain or apna part size pick krty hain to uske bad free edge jo aapko mazeed parcel lagane ki office hoti hai usko edge Kaha jata hai. Free edge and remaining edge term use ki jaati hai aur yah agar aapane dekhna hai isko for all intents and purposes to aap punch bhi koi etrade open karo Uske terrible aap exchange history mein jakar check kar sakte ho 1 bolt image aapko najar aata hai jismein aapko apni exchange benefit and misfortune najar aata hai vahin per aapko free edge remaining edge choice bhi najar a jaega naturally figure hokar increment and abatement ho raha hota hai agar aapki exchange benefit mein ja rahi ho to Aapka remaining edge and free edge greatest ho jata hai aur at some point tk bhi 300% show Raha hota hai lekin agar aapki exchange misfortune mein ja rahi ho to aapko free edge kam hota hua nazar aata hai.Trading market primary aapko essential wording ko bhi samajhna hai free edge ko acchi tarah se maloom karna hai part size bhi aisi lagani hai taki aap later aana Apne exchange ko oversee kar sakun. Forex exchanging market individuals exchanging karne ke liye various instruments utilized Karke apni exchanging ko safe banana chahie taki ham acche merchant boycott jaen aur perpetual effective exchanging kar sakein or ak aucha profi win kr skein. margin usy bhi kehty hain jis mama ap apnay balance mai state exchange ka part size pick kar k exchange lagatay hai to apka marginlevel bhi change hota hai jiski waja hai apki exchange ka pattern k wo benefit mai hai ya misfortune mai or wo apko ye bhi batati hai k current exchange k sath ap mazeed kitni exchange open kar saktay hain.
        • #19 Collapse

          Re: What is Margin in trading ?

          Assalam walekum der member kaise hain aap I hope ke aap sab khairiyat se Honge Apne kam Ko acche tarike se perform kar rahe Honge Aaj aapane Humse bahut hi Achcha question Kiya Hai mergin in trading Aaj Ham aapko bataenge ki margin in trading kya hai aur iska forex market Mein Kya Kam Hota Hai forex market Mein Jab ham kam Karte Hain To Hamen chahie ki Ham Apne kam ko Hamesha Soch samajhkar Karen acche experience ke sath Karen aur Hamen Apne kam ko Hamesha acchi learning ke sath karna chahie Jab Ham Apne kam Ko acchi learning ke sath Karenge To Ham Apne is kam ko acche tarike se saranjam De Payenge forex market mein enter hone se pahle Hamen market ka analyse Jarur kar lena chahie Uske bad bhi market Mein entry leni chahie aur Hamen chahie ki Ham Forex Mein maujud Tamam chijon ko acchi Tarah se understand karne ki koshish karen margin trading bahut hi best trading hai aur bahut hi important trading hai

          Jab Ham Forex trading mein Main Market Mein Apni trade ko lagana start Karte Hain margin in trading bread Lagate Waqt Hamen bahut important rule play karta hai aur Hamen chahie ki Ham is ke rules ko kabhi bhi ignore na Karen Agar hamare pass margin in trading ka Achcha Se Achcha knowledge Hoga To Ham market Mein acche tarike se trade Laga Payenge aur acchi se acchi earning Hasil kar Payenge Jab Ham forex market Mein kam Karte Hain To Hamen Apne is Karm ka bonus Milta Hai use bonus ko hamny margin account mein deposit karvana Hota Hai margin ki percentage Hamen broker ki taraf se Di Jaati Hai aur margin ko post of the customer bhi Kaha jata hai Agar Ham Apne is business Mein acchi e kamyabi Hasil karna chahte hain To Hamen chahie ki ham margin level ko Hamesha increase karne ki koshish Karte Rahen
           
          • #20 Collapse

            Re: What is Margin in trading ?

            Aslamulicum umeed hai ap sab thek hon gay our forex mein kamyabi hasil kr rahy hon gay aj ka humra question bhout acha hai margin kia hai forex trading mein
            Forex trading mein margin aik yaha Jyada currencies Mein position kholne Aur barkarar rakhne Ke Liye broker ke sath Nek Niyati Jama karane ka Amal hai yah Koi fees Nahin Hai balke yah Sarf ke account balance ka ek hissa hai Jo order trade Mein Muktas hai matloob marjan ki Mukaddar brokerage firm Ke lehaz se mukhtalif ho sakti hai Aur Is Se Wabsta different results hen
            Margin account ko samjhna : aik margin account iske bunyadi hisy mein kisi position ke size ko increase krny ke leya qarz lena shamil hai our aam tor pe yah aik koshish hai ke wo sarmya kari yah tijarat se profit ko better banye
            For example trader istaaq buy krty waqt aksar margin account istmal krty hen market mein bari position pe qabo pany ke leya qarzy wali raqam se fayda uthany ke ijzat deta hai is ke muqbly mein wo apny he capital ke sath akly control kr saky gay
            Other countries ke currency mein margin trading mein aik yah zeyda currencies ke positiony open krny our barkrar rakhny ke leya acha deposit jama krna shamil hai
            Margin ke sath trading mein ap risk pe hoty hen apka profit zeyda be ho skata our apka lose be zeyda ho sakta

            Other countries ke currency mein margin bhout he achi trading hai 1% margin mtlb 1000$ ke sath 100000$ ke currency ko control krna hota hai
            • #21 Collapse

              Re: What is Margin in trading ?

              Assalamu Alaikum dear Forex members.

              Review Hamara :-
              Margin in Trading

              Introduction of Margin in Forex trading :-
              Margin Kuchh time ke liye broker ki taraf se Kuchh facilities milati Hai investers Ko. Jis mein bahut kam time mein ham zyada profit leverage ki Shakal Mein Hasil Karte Hain.
              Margin basically ham jab trade lagate Hain to hamare pas margin kay option hota hai us ka matlab yi hota hai ki Ham kuch points Tak trade kar sakte hain.. agar hamary pass margin ka level profit mein show ho raha hai to is ka matlab yi hai ki ham Forex trading mein trade easily kar sakte hain. chonki agar hamary pass margin ka level loss mein show ho raha hai to us ka matlab yi kh ham Forex trading mei trade nahin laga saktey. margin level bunyadi torr par ham ko ek facility hai jo hamy Hamara broker deta hai kh ham es facility ke zriye itna margin gain kar sakty hai, aur us margin ko ham utilize kar ke trade easily kar sakty hai...

              Advantages of Margin in Trading :-

              Forex trading mein Margin ka bahot achy fayda aur advantages Hain kyun ki margin mai sari Hamen pata chalta hai kh Hamari market Mein network kyaa hai aur ham kitnay tak zyada trade lgaa saktey hainn. margin ham ko ek facility dy di jatii hai jo Ham ko broker ki taraf se mil jati hai. Kh es py ham apne points per itna trade lgaa saktey hain aur acche se accha profit Kama saktey bhi hain....
              • #22 Collapse

                Re: What is Margin in trading ?

                Forex Trading main aap Ko Market Kay ilawa Apny Account Kay bary main be Knowledge Hona Boat zrori Hota hai orr Iss bat kay Bary main aap ka knowledge or be Strong hona Chaye Trading main ap ko Knowledge gain karny Say pely apny Account kay Bary main knowledge Hona Chaye Jaab aap ko Maloom ho ga Kay aap ka Account Kaisy Work karta hai Toh aap ko Trading main Kamybai Or Be Jladi hasil hoti hai Or is waja Say ap Lot Size ko be Control main rakty hain Or Iss kay Sath aap ko leverage kay bary main Be Achi information hasil ho jati hai is liy aap nay jo Topic Humary sath Share Kiya hai is main be aap ko Margin trading kay bary main kuch information aap kay sath share karna chata hu umeed hai aap kay knowledge main izafa ho ga..

                Dear mate Aap jab be Aona Real Account open karty hainor Us main Fund Deposit Karty hain toh aap Ko Different Option diy jaty hain jinn kay bary main aapka Janna Zrori hota hain.n Option main he ak Option hota hai Margin ka Or is margin ka matlab hota hai kay Traders jab Be Koi Position open karty hain toh uny market main aak Level tak margin lock karwana Parta hai per He Wo Position Open Hoti hai iss Kay Liy ap ko Us Margin ko tab tak Lock rakna Hota hai Jab tak aap Ke Postion Close nahi ho jati hai or Jab aap ke Postion Lose main Jay Ge Toh be aap Ka Margin Decrase ho jata hai Orr Bas Dafa ap Ko margin cal be A jati hai Jiss Ke Waja Say aap ka Account Wash hony kay Bilkul Qareeb hota hai Or ye Call Har broker ke Different hoti hai.
                Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                • #23 Collapse

                  Re: What is Margin in trading ?

                  Click image for larger version

Name:	download.jpg
Views:	1
Size:	10.0 کلوبائٹ
ID:	12333517
                  margin woh sarmaya hai jo kisi brokrij firm se kisi sarmaya kaari ko kharidne ke liye liya gaya tha. yeh sarmaya car ke account mein rakhi gayi sikyortiz ki kal qeemat aur brokr se qarz ki raqam ke darmiyan farq hai. margin par khareedna sikyortiz kharidne ke liye raqam lena hai. practice mein aisi asasa khareedna bhi shaamil hai jahan khredar asasa ki qeemat ka sirf aik feesad ada karta hai aur baqi raqam bank ya brokr se letay hain. brokr qarz dahinda ke tor par kaam karta hai aur sarmaya car ke account mein sikyortiz khudkush hamla ke tor par kaam karta hai .
                  aam karobari sayaq o Sabaq mein, margin aik ya khidmat ki farokht ki qeemat aur pedawar ki laagat, ya mehsool ke munafe ke tanasub ke darmiyan farq hai. margin aydjstmnt rate margij ( arm ) par aydjstmnt index rate mein shaamil kardah sood ki sharah ke hissay ka hawala bhi day sakta hai .
                  hashiye se morad sarmaya car ke –apne account mein ki miqdaar hoti hai." margin" ya" margin par khareedna" ka matlab hai sikyortiz ki kharidari ke liye brokr se liya gaya paisa istemaal karna. aisa karne ke l- you aap ke paas margin account hona zaroori hai, bajaye kisi mayaari brokrij account ke. margin account aik brokrij account hai jis mein brokr sarmaya karon ko ziyada se ziyada sikyortiz kharidne ke l- money qarz deta hai is se ziyada ke woh –apne account mein mojood balance ke sath khareed satke hain .

                  sikyortiz ki kharidari ke liye margin ka istemaal muaser tareeqay se mojooda naqad ya sikyortiz ko pehlay se hi kisi qarz mein khud ko jama karne ke bator istemaal karna hai. khudkush hamla qarz waqtan foqtan sood ki sharah ke sath aata hai jisay ada karna zaroori hai. sarmaya car udhaar paisa, ya beyana istemaal kar raha hai, aur isi wajah se nuqsanaat aur faida dono mein izafah hoga. mamooli sarmaya kaari un mamlaat mein faida mand saabit hosakti hai jahan sarmaya car sarmaya kaari par qarz ki sharah se ziyada sharah sood ke muqablay mein ziyada sharah munafe haasil karne ki tawaqqa karta hai .

                  misaal ke tor par, agar aap ko –apne margin account ke liye ibtidayi margin ki 60 feesad zaroorat hai, aur aap $ 10, 000 maliyat ki sikyortiz khareedna chahtay hain to aap ka margin 6, 000 dollar hoga, aur aap baqi dalaal se qarz le satke hain .
                  • #24 Collapse

                    Re: What is Margin in trading ?

                    Margin whi hota hay jo kay aapko tak forex traffic proceeding kay liye funding aik bohat bars masla Tha laikin sponsorship ka personify bohat ziada logo ko Tha. Instaforex nay iss maslay ko manor-house kernay kay liye pak forex colloquium Bana kay Pakistan mai forex contempt business ko ghar ghar pohancha Dia hai. Pak forex conghair paisay kay seekh bhi sakta hai aur ker bhi sakta hai. Pak forex seminar pay prerogative bohat acha kaam ker rahey hain aur forex ki suggestion, awareness aur enlightenment ko temporarily inactive ker rabounce ho ga ya jtni apni succour karny gy to phone call utny he ziada kamyab ho sakeny gy ikarni ho ge jtni ziada mehnat sy summon Pakistan forex talk job ya structure karny gy to humy utna he ziada galumph hasil kar saken jtna ziada liveliness ho ga humy utny he ziada kamyab ho sakeny gy is ley humy apny posts ziada sy ziada karny hon gy jtny ziada post karny gy thrill utny he behtar confine mily ga jis sy feelinxcitement ache earning kar k apni liveliness behtar kar sakeny gy upset is sy pehly mehnat kar k zest hasil karna ho ga ya phr apni inviness stock company ki taraf se Pak Forex semblance a Kaisa stand Hai Jiski vajah se aap aur Balk sikhana aur bargain karna koi masla nahin yahan se Kuchh sal pahle respecting hence contumely business ke liye funding Ek bahut bada masla tha lekin superiority ka show bahut jyada Logon Ko tha instaforex Ne isase ghar ghar pasil kar sakte hain Agar Affected ismein original Hai To Hamen easy bill Banakar bahut mehnat se kam karna chahie Hamen tip per business karne Hogi Fir Bhi Camp Paisa Kama sakte hain sensationalistic ismein part majority eon kam kar sakte hain affected isme ful discretion bhi kam kar sakte hain aur pelodramatic demo Se Achcha assume Hasil Kar Le Tu Hamara second step Forex semblance se posting Karke honorarium per deal honi chahie scoop showy real account se hand-out per foresee karte hain bahut acchi earning kar lete hain aur FIR Hamen subsidy bhi karne mein koi problem Nahin Hai hammy Ja forex transfeFir bilkal tek kaha hy m ap sy agree karta hon forex backing pornographic exaggerated jb achi funding karty han to business karty han mgr sponsorship zyada tr ameer libretto hi kr skty han ya wo libretto kr skty han jin k
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: What is Margin in trading ?

                      Margin is basically the total amount which is available in our account after the taking the reduction of loss in our trade when our traders open then our trading margin changes if the our trade is in profit then the margin level increases but if our trade is in loss than the margin level decreases if you are trading in Forex then always try to put the trades according to the margin of your account if the margin of your account is less than don't try to get your trade margin of your account is more when you can put trades in forex market so whenever you are putting their they always keep in mind that use small lot size the basic purpose of saving your account and using the lot size in proper manner is to save the account balances most people would get ready by keeping in mind the margin of trade is the margin of your account balance is more than you can put the lot size in higher amount but if the margin of your account balance is small then you should not take the risk otherwise your account will be wash so to avoid from the washing of your account and from becoming more lost in your trade and the use the lot size according to the margin of your trade If you are using the loss of your trade then you will not used amount of loss and you will not says the account wash your balance is your very precious thing you should always keep your balance in accurate margins if your margin level is small then try to save your account and don't put trades in using Big Lot size if you have high margin then you can I use Big Lot size in your trade thank you very much
                      • #26 Collapse

                        Re: What is Margin in trading ?

                        Dear Forex trading Mein Ham Sab kam kar rahe Hote Hain ismein Ham jo bhi trade open Karte Hain To ismein against Uske Hamara margin used ho raha hota hai ismein Ham dekhte hain ki ismein hamare pass Ek post virgin hota hai aur ismein hamare pass Ek negative margin hota hai dear agar aap is main use margin ko use karte hain to uska aapko ya fayda hota hai ki aapko ismein market ke friend Ka Khyal rahata hai aur aap ismein isliye Apne trade ka ka size dekh sakte.

                        Dear Agar aapke account ki leverage jyada hai to is aapki trade ka margin bahut kam views Hoga aur Agar aapke account ke liye Bridge kam hai to usse aapki trade ka margin Jyada use ho sakta hai isliye aapke margin ka aapke liye ke upar bahut jyada depend kar raha hota hai aap Jab Forex trading Mein kam karte hain to aapko ismein Apne account ke hisab se kam karna hota hai aur aapko ismein account balance ke hisab se trade open karna Hoti Hai Kyunki Uske against aapka account mein margin used ho raha hota hai aap Jab ismein koi bhi trade Lagate Hain To aapko chahie kya aap sabse pahle market ki movement ka idea lagaen aur ismein Market ki movement ko acchi Tarah judge Karke kam karen to aapko ismein Jyada fayda hoga.

                        Jigar ismein aap Jab kam Karte Hain To agar aap ismein koi bhi trade open Karte Hain To Uske against aap Jab dekhte hain ki aapka Agar Kumar gen negative Mein chala gaya hai to aap ismein koi bhi trade oven nahin kar sakte isliye aapko chahie kya aap Kis Mein Soch Samajh Kar Apne trading Mein morning ka use Kiya Karen.
                        • #27 Collapse

                          Re: What is Margin in trading ?

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
                          Assalam o Alaikum dear friends trading main hamare pas basic knowledge ka hona buhat zayada zarori hai hai so meara apne seniros se question hai ham trading main margin kisy kehte hai our ye hamare liye kese faide mand hai

                          dear friends margin darasal trading main kisi position ko kholne our barkarar rakhne k liye collateral hai trade karne se pehle aap ko apne margin account main deposit karne ki zarorat ho g is rakam ka inhasaar aap k margin persentage par hai jo aap k beorker ki taraf se leverage ko dekhte huy di jati hai
                          G dear margin ka kafi role hai marketing mai yani kay trading mai ap nay ghor kiya ho ga kay ap kam kadtye hain market mai aj kal kafi log kam kartye hain tu bonus account pay kartye hain. Dear ager ap market mai kam karna hai ap nay tu ap kay pass jitna balance hota hai ap es mai usi hisab say kay sath ap kam kar saktye hain aur ap es mai usi margen kay sath acha kam kar saktye hain ap es mai hamesha he free margin show hota hai ap es mai jub trade open kartye hain tu es mai wazhaye show ho rha hota hai kay es mai kitna free margin hai aur ap es mai usi hisab say kam kartye howye hisab rakhtye hain jis mai ap ka faida bhi ho sakta hai aur ap ka kafi nuqsan bhi ho sakta hai kiyu kay ap nay trade ager bina market kay anylsis kay lagya ho ga tu saf see bat hai kay ye ap ko profit nhi daye ga.

                          Dear ao ka kam hai kay ap trade open kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai achye anylsis kar kay us kay bad ge apna trade open kartye hain tu ap ka lafi faida ho jata hao per ager ap es tarz ka kam nhi kartye hain tu ap es mai lose kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai usi hisab say acha kam karain jis mai ap ka faida ho pata hai aur ager ap market mai kam kartye hain aur ap ko es mai profit hota hai tu es mai margin level zayda bhar jata hai yani kay ap es mai profir laitye hain tu ap ka faida ho rha hai jis kay bad es mai margin level zayda he ho ga aur ap kaliye kafi asani laye kay ata hai tu ap nay es mai acha kam kartye hain tu ap es mai aik tu mahnet kay sath aur lagan kay sath kam kartye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai usi hisab say acha kam karain ta kay bad mai ap ka margin level zayda ho jata hai aur ap es mai kamyab ho jatye hain tu ye sara kam mahnet pay ye depend karta hai tu ap es mai acha kam karain aur mahnet kay sath acha kam karain aur kamyabi pain.
                           
                          $$$ Never Give Up $$$
                          • #28 Collapse

                            Re: What is Margin in trading ?

                            Margin hamari trading Nahin bahut important hota hai aur ham iski related knowledge Ka Hona bahut jaruri hai kyunki ham maar jinke through hi trading kah rahe hote hain aur agar hamara market mein mar jaaye Nahin hota hai to fir ham trading bhi nahin kar sakte hain isliye hamen margin ke bare mein jarur knowledge rakhna chahie taki ham Apne account ko thik tarike se chala sake aur apne account se Acha munafa Kama sake hamen Apne trading account ko chalane ke liye trading ka basic knowledge hona lazmi hai isliye hamen pata Hona chahie ki market mein marjin kya hota hai.

                            Market mein margin ham Apne account balance ko kahate Hain jab hamare account balance mein hamari equity trading ke kabil hoti hai aur jitni hamari apti Hoti hai ham usko Apne account ka marjane kahate Hain hamen trading karte hue equity Ka khyal rakhna padta hai kyunki hamari hi kutti hi hamara real bahane se Hoti hai isliye hamari jitni big equity hogi hamari trading bhutni hi behtar hogi aur agar hamari kutti behtar Nahin hogi to fir hamari trading Kabhi bhi bata Nahin ho sakti hai isliye hamen apni beti ko behtar karna chahie hamari PT jitni behtar hoti jayegi hamen utna hi fayda milta rahega isliye hamen koshish Karni chahie ki ham apni beti ko behtar se behtar banaen tab hamare liye success hogi.

                            Hamen trading karte hue money management ko jarur mention karna chahie kyunki jaffer money management se trading karenge to tab hi ham Apne account mein main margin koshish kar sakte hain aur hamare account mein jitna achcha margin Hoga hamari kam utna hi behtar Hoga isliye hamen jarur khyal karna chahie ki hamare account ka margin behtar Hona chahie hamare account ka jitna margin behtar hoga hamari trading itni hi behtar hogi isliye hamen jarur khyal karna chahie ki ham acche tarike se kam Karen aur hamara maharjan behtar Hona chahie jitna hamara margin behtar hota jaega hamari trading utani hi behtar hoti jayegi hamen jarur Apne marjane ko behtar banane ki koshish Karni chahie tab hamare liye kamyabi hogi.

                            Kisi bhi trader ke liye mar Jane uske liye bahut rakhta hai hai hamen chahie ke ham jarur acche margin ke sath kam Karen aur hamen Kabhi bhi Apne account mein overtrading nahin Karni chahie jiski vajah se hamara account margin loose ho ham Apne account mein Arjun ko jitne importance Nahin gay hamare liye trading utna hi best result degi.
                             
                            :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                            CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                            • #29 Collapse

                              Re: What is Margin in trading ?

                              Forex ki basic terms aur inka istemal hamain pata hona chahiye. Yani forex main trading start karny say pehly he hamain forex trading ka complete knowledge hona zaroori hay. Q keh forex main analysis aur trading ka tariqa e kar aur iskay sath trading requirements ka pata hona chahiye.

                              Yahan hamara discussion topic margin hay. Margin say murad capital ka woh required amount hota hay jo hamain trading order main zaroorat hota hay, lazmi nai keh ham apny capital ka tamam amount he aik he trade main invest kar dain. Balkeh hamain ismain bhi mukamal planning karni chahiye.

                              Margin.
                              Jo amount trade kay liye required hota hay usko margin kehty hain. Jaisy jaisy lot size ziada hota jata hay, required margin bhi ziada hota jata hay. Kai pairs main small lot say minimum margin 1$ hota hay jabkeh lot double karny say required margin bhi barh jata hay.

                              Free margin.
                              Free margin say murad hamary capital ka woh part hay, jo hamain mazeed trading order place karny ki sahoolat daita hay. Yani ager hamara total capital 50 usd hay. Ager koi bhi trade nai chal rahi to free margin 50 dollar he hoga. Jab ke ager aik trade chal rahi hy aur uska required margin 20 usd hay to hamara free margin 30 usd reh jaye ga jab keh ager trade running loss main jati rahy gi to free margin kam hota jaye ga.

                              Margin call.
                              Aisi situation tab hoti hay jab hamari trade running loss main chali jaye aur free margin 0 ya minus main chali jaye, halan keh hamari equity main amount mojud hota hay. Laikin free margin na hony ki waja say ham mazeed trading order place nai kar sakty, aisi situation ko margin call kehty hain.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: What is Margin in trading ?

                                Bahi ap na acha question kia hum ap ka is question dy kafi accha knowledge hasil kar sakta hain margin wo hai jub hum log trade karta hain tu baki jo bach jata hai free margin kahta hain ya huma bata raha hota ka hai ka trade karna ka lia lia hamra pass kitna balance hai hum os balance ko use kar ka ak acchi trade open dobara kar sakta hain agr ya margin minus mai chala jaya tu hum log trade ko open nahi kar sakta hain us lia huma is mai mahnat karni chaya or loss sy bachna chaya ta ka hamra pass balance buch sakan kiun ka free margin agr hamra pass nahi ho ga tu hum log apni trade ko headeggin kar ka safe nahi kar sakta hain is lia huma trade ko safe karna ka lia mahant karna ho gi or ak ache trade open karna ho gi mahnat karian analysis karian ta ka hum log acchi trade ko aram sy open kar hum log kafi accha kama sakta hain or hum log is mai kamana ka lia aya hain huma loss sy bachna chaya ta ka hum log accha profit kama sakain or aga bahr sakain is lia mahnat karian or aga bahrain jitni mahant karain gain othna zayda profit hasil karian gain jis na bi mahnat ki wo kamyab huwa hai mahant karian or is business mai accha kamyain ta ka hum log apni life ko accha tareka sy guzar sakain is business mai jis na mahnat ki wo kamyab huwa hai tohri si mahant chaya huma analysis karna sekhna chaya huma pattern ko sekhna chaya jub hun sekh jayain gain tu hum kamyab ho jayain ilm or tujarba sy jis na mahant ki wo acchi kamyabi hasil kar ka gaya hai is business say
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X