Elliott wave kia hai ! Important Knowledge
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    Re: jaiza: what is Elliott wave??

    Elliott Wave se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Ki Hai no doubt Elliott Wave theory a complete study Hai Jo hamari trading ke liye bahut jyada effective ho sakti hai agar Ham Elliott Wave theory ko properly learn Karke apni trading per reply karte hain to ismein Humko maximum advantages mil sakte hain Elliott Wave theory ko properly study karne ke liye aapko impulse wave aur corrective papa se related information learn Karni chahie aur Iske bad Jab aap different types of waves ko study Karte Hain To ismein Elliott Wave se related aapki Theory complete ho sakti hai aur aapke liye bahut jyada meaningful aur useful ho sakti hai.

    Dear jab aap Elliott Wave ko learn kar rahe hote hain to ismein aapko do type ki wave mil sakti hai jinki division of isliye kar sakte hain unko Jab aap major to type Mein divide kar dete Hain To Inki basis per hi iski different types ko understand karna aapke liye Aasan Ho Jata Hai Inki brief details main aapse share kar deta hun Jiski basis per aap Elliott Wave ki different types ki selections kar sakte hain.

    Impluse waves

    Corrective waves

    dear jab market bullish trend Mein movement kar rahi Hoti Hai post time par Jo waves band hi hoti hai unko aap impulse wave Kahate Hain aur jab market be restrained Mein movement karti hai aur retracement Karti Hai To Aisi waves ko aap corrective waves ka naam Dete Hain Inko aap further Kuchh types Mein divide kar sakte hain.

    Corrective waves Ko Jab of other types Mein divide Karte Hain To Inka totally division iski Sheikh par depend kar rahi hoti hai kuch Aisi web soti Hain jismein impulse wave ki length same hoti hai aur kurte waves change ho rahi hoti hai aur kuchh Aisi waves Hoti Hai Jin Mein impulse wave ki length change ho rahi hoti hai aur corrective waves apni point per same rahti hai in different movement ki basis per aap usko kuch important types Mein divide kar sakte hain Taake aap isko easily understand kar sake.

    Zigzag pattern

    Flat pattern

    Triangles pattern
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      Re: jaiza: what is Elliott wave??

      dear friend, Elliot wave forex ma aik bht popular price action pattern ha jis ko advanced traders use kar k achi trade kartay hain, is k zariay future price moments ko anticipate karnay k liay apko waves ko spott karna hota ha aur un k mutabik trade ma stop loss ya take profit set kartay hain aur entry ya exit kartay hain, Elliot theory k mutabik market ma prices repeated waves ki surat ma move karti hain, elliot wave pattern ma total 8 waves hoti hain jin ma sa 5 Motive phase ma hoti hain aur 3 waves counter trend moment ko show karti hain jihnain hm Corrective phase b kehtaay hain. motive phase wali 5 waves ki hm 1 sa la kar 5 tk numbring kar laitay hain aur corrective phase wali waves o A, B aur C keh daitay hain, wave 1 emerging trend ki direction ma move karti ha jis ki countre trend move ko wave 2 interrupt kar sakti ha, wave 3 strongest wave hoti ha jo trend ko follow karti ha lakin isay b 4th wave counter trend move ma interrupt karti ha, 5th wave trend k up ki taraf move karti ha, corrective phase ma sa A wave current trend ko khatam karti ha, B wave us trend ko re-establish karnay ki koshish karti ha lakin fail hoti ha jb k C wave previous trend k against move start kar daiti ha jo new trend hota ha, is tarah ye 8 waves combine ho k aik cycle bna daiti hain, isi tarah elliot waves ma smaller waves b hoti hain jinhain hm subwaves kehtay hain, elliot waves hmain trend ma entry k liay achi risk/reward oppertunity faraham karti hain
      Last edited by ; 12-10-2020, 07:16 AM.
      • #33 Collapse

        Re: jaiza: what is Elliott wave??

        Elliott Wave 1 complete theory Hai Jisko properly study Karke aap Forex trading mein bahut jyada advantages aur learning Hasil kar sakte hain agar aap Elliott Wave se related apni learning ko complete kar dete Hain To usmein aap ko maximum advantages mil sakte hain dear Elliott Wave study karne ke liye aapko different important factors ki jarurat hoti hai jismein are properly use release related apni information complete karte ho ya apni trading ko profitable banaa sakte hain Dear jab aap Elliott Wave ko study Karte Hain To ismein Kuchh Aisi waves hoti hai jo totally bullish trend Mein ban rahi Hoti Hai inwave ko aap impulse wave ka naam Dete Hain dear jab market Mein different waves ban rahi hoti hai to ismein maximum time per aapko 3 to 5 waves ko compare karne ke bad Ek pattern banate hain Jo aapke liye helpful ho sakta hai Dear jab aap market Mein kam kar rahe hote hain to ismein different types ki waves banti hai Jin Se different shapes ke pattern aap ko Milte Hain in waves ki different patterns ko different Naam Dete Hain jismein aapko Kuchh important information message kar deta hun aur aap market Mein in different shapes ki patterns ko study Karke apni trading co informative kar sakte hain
         
        • #34 Collapse

          Re: jaiza: what is Elliott wave??

          Elliot wave ko samjh kar use karnay mein faidaahh hay mai put out hotyehain aik dum contend marketplace mai upbraiding representative ho jata hai jisye aam precipice spare kha jatahai kay maligning ingredient hai marketplace smash ho jatye hain tu devergen marketplace usye hekhaitye hain aur ap es mai apna kam ager come up mai he acha kartye hain tu ap koes kai ota chal jata hai kay marketplace mai adulthood broadcast kiya hai ager ap inkling kayhisab altercate acha kam kartye hain tu ap kaliye kafi asani hai tu ap ka kam hai kayap acha kam hamseha kiya karain aur mahnet aur lagan kay sath kam karain asalmai humara kam hai kay zoom on to es kay crop up direct out of he acha affix rakhtye hain tukafi acha kam ho jata hai kiyu kay ager ap mai originate mai acha kam kiya howa haitu ap kay byskip es mai remuneration acha kam LagateWaqt alerts ko dekhna aur samajhna bahut Jyada Jaruri hota hai agar Unnatural bagairInko Dekhen is Mein Apna Kam spring up kar denge To Affected kabhi bhi marketplace Mein acchialternate honest nahin kar Sakenge a ttern mein confident and choleric text bahut hellozyada aihmiat imary repugnant originate ho jati groceries aur agraap fat apple cheerful flags kay baary cunning sahi details hamare sath alloy ke ha inaur aapko ko ess tarha ka specimen nazar aay ya bana hua ho to aap apney chartpar ess reproduce ko pehly overtures kar lain aur phir ua kay baad us bad evaluationkarin kay aaya ye replicate model ho chuka hai ya phir es clever abi tak kuchcheezin baaki hain. Agar aapko verify ho kay writing mukamal ho chuka hai toaapko breakouts mediocre trades laga deni chahey ya kam az kam pending orders ko setkar lena chaheyta kay jesy he ye specimen malediction ho aap eska faida uthaa sakinaur overwhelm excellently block et subsidiary hote hae jo ke bahut inconstant bhe hote hae or nhe bhelakin agar talk to ne right crafty managment ko agree regarding kiya hota hae to hamara account bilkul secure hota hae to is liye bara kaha jata hae ke sl or tp ke sathbuying and media hmayb ho sako ge or is consummate ap pounding tarah se incomes bhe hasil karhe jao ge agar ap is waggish kam ko acha karte ho to bas mehnat karte rahen mehnatse he to ap is arch a finishing wear ho sakte hain or is tarah se he to ap is artful hojate hain kamyab bas hamen is mischievous dil se kam karte rehna cahiye not far from zoom on to isprincipal naesponsibility sab syziada staggering han jin ko detention a depart kr All fit jabber non-native foresee acquisition and leaflet ad center ko distress sy samj saktyhan foreigner settlement win and encouragement interest sketch m humy ziada sy ziada interdict of existence embroider kar Satisfactory hype center okayfashion ko samjena ho ga broadside center alright
             
          • #35 Collapse

            Re: jaiza: what is Elliott wave??

            Assalamu alaikum my dear forex memberElliott Wave se related aapane bahut hi perfect analysis Hamare Sath share Ki Hai no doubt Elliott Wave theory a complete study Hai Jo hamari trading ke liye bahut jyada effective ho sakti hai agar Ham Elliott Wave theory ko properly learn Karke apni trading per reply karte hain to ismein Humko maximum advantages mil sakte hain Elliott Wave theory ko properly study karne ke liye aapko impulse wave aur corrective papa se related information learn Karni chahie aur Iske bad Jab aap different types of waves ko study Karte Hain To ismein Elliott Wave se related aapki Theory complete ho sakti hai aur aapke liye bahut jyada meaningful aur useful ho sakti hai aur hum es ko achi trha dakh sakty hn
            Dear jab aap Elliott Wave ko learn kar rahe hote hain to ismein aapko do type ki wave mil sakti hai jinki division of isliye kar sakte hain unko Jab aap major to type Mein divide kar dete Hain To Inki basis per hi iski different types ko understand karna aapke liye Aasan Ho Jata Hai Inki brief details main aapse share kar deta hun Jiski basis per aap Elliott Wave ki different types ki selections kar sakte haintechnical term hai Elliott wave humery pas aik complete theory hai our us ko main nay baqaida toor pay aik Pakistani teacher say learn kia hai us main market ko analysis history main kaiy jain to tmam market us ko shuro say lay k higher time say lower time frame sab tak follow kerti hai
             
            • #36 Collapse

              Re: jaiza: what is Elliott wave??

              ASSLAM ALAIKUM!!!

              WHAT IS ELLIOT WAVES??


              Dear friends, Aj me ap k sath EllioElliot waves K about discuss karoon gi. Me ap k sath Elliot waves ki history sb se pehlay share karoon gi.

              HISTORY OF ELLIOT WAVES:

              RALPH NELSON ELLIOT NE 1930 me Elliot waves ki theory developed ki thi.
              Wohi theory forex trading me bhi use hoti hai.

              ELLIOT WAVES :
              Elliot waves aik technical analysis hai jo k long term price pattern K about investors ki psychology ko check kerti hai.

              Click image for larger version

Name:	images (10).jpeg
Views:	1
Size:	4.5 کلوبائٹ
ID:	12334185

              PHASES :
              Elliot waves theory K 2 phases hain.
              1. MOTIVE PHASE ➡ 5 WAVES INDICATES BY 1,2,3,4,5
              2. CORRECTIVE PHASE ➡ 3 WAVES INDICATES BY A, B, C


              DIFFERENT TYPES OF PATTERN:
              Elliot waves me three types K pattern use kiay jatay hain. Jo k Elliot waves ki theory me include hain.

              1. Zigzag pattern
              2. Triangle pattern
              3 . Flat pattern

              Elliot waves pattern ki theory ko Achhay se study ker k hum trading me Achhay traders bAn saktay hain is se market movements Aur trends K about bht help mill sakti hai is ki help se hum achhi earning ker saktay hain.

              Thank you 👍
              • #37 Collapse

                Re: jaiza: what is Elliott wave??

                Elliot wave principal technical analysis pay based hai . Ye theory Ralph Nelson Elliot ny describe ki jis main us ny eak wave pattern identify kia . Waves stock price movement or consumer behaviour sy identify ki jati hain . Eak ryding wave hoti hai jis main investors profit leny ki koshish krtay hain is theory main ue btaya gya hai k ap stock price ko predict kr sktay hain . Is theory main different types ki wave describe ki gai.
                Motive waves
                Impulse wave
                Corrective wave
                Elliot wave principal basically 2 wave s pay dependent hai, impulse or corrective wave.
                Impulse wave mazeed 5 sub waves pay mushtamil hoti hai
                Jab k corrective wave 3 sub waves pay mushtamil hoti hai
                • #38 Collapse

                  Re: jaiza: what is Elliott wave??

                  Assalamu alaikum dear friends Elliot wave forex ma aik bht popular price action pattern ha jis ko advanced traders use kar k achi trade kartay hain, is k zariay future price moments ko anticipate karnay k liay apko waves ko spott karna hota ha aur un k mutabik trade ma stop loss ya take profit set kartay hain aur entry ya exit kartay hain, Elliot theory k mutabik market ma prices repeated waves ki surat ma move karti hain, elliot wave pattern ma total 8 waves hoti hain jin ma sa 5 Motive phase ma hoti hain aur 3 waves counter trend moment ko show karti hain jihnain hm Corrective phase b kehtaay hain. motive phase wali 5 waves ki hm 1 sa la kar 5 tk numbring kar laitay hain aur corrective phase wali waves o A, B aur C keh daitay hain, wave 1 emerging trend ki direction ma move karti ha jis ki countre trend move ko wave 2 interrupt kar sakti ha, wave 3 strongest wave hoti ha jo trend ko follow karti ha lakin isay b 4th wave counter trend move ma interrupt karti ha, 5th wave trend k up ki taraf move karti ha, corrective phase ma sa A wave current trend ko khatam karti ha, B wave us trend ko re-establish karnay ki koshish karti ha lakin fail hoti ha jb k C wave previous trend k against move start kar daiti ha jo new trend hota ha, is tarah ye 8 waves combine ho k aik cycle bna daiti hain, isi tarah elliot waves ma smaller waves b hoti hain jinhain hm subwaves kehtay hain, elliot waves hmain trend ma entry k liay achi risk/reward oppertunity faraham karti hain
                  • #39 Collapse

                    Re: jaiza: what is Elliott wave??

                    Je dear bhot sary trader analysis k lae technical or fundamental analysis ko use karty hain. Ye analysis forex ma trend k uper or mathematical calculation k uper based hoty hain. Trader en analysis ko various indicator k sath combine karty hai or es base trade ma na serf enter or exit hoty hain balky stop loss or take profit b es he base par set kiya jata hai. Bhot sary trader different indicators ko trading setup ma implement karty hain. Or ye he waja hai k bhot sary indicators forex ma bhot common hain. Es topic ma ham elliot wave ko discuss karyn gy.

                    Elliot wave
                    . Ye wave market k trend ko find karny k lae use ki jati hai. Ye wave kisi calulation par base ni karti ye market k past history or esk trend par base karti hai. Ye es theory par base karti hai k market hamesa apni histor ko repeat karti hai to hamy b history ko always consider karna chahe. Es he waja sy investor market ma hope or anixity ki base par investment karty hain. Elliot wave ko use kar k na serf ham achy point par market ma in ho sakty hain balky apny stop loss ko b bhot achy sy trade ma set kar sakty hain. Elliot waves ko ham multiple ways ma analysis k lae use kar sakty hain.

                    Ye hamari situation k uper depend karta hai. Ye market ko predict karny ki bhot reliable technique hai or trader es sy bhot acha result hasil karny ma kamyab ho sakty hain. Ye wave 8 waves par depend karti hai jis ma 5 wave dominat waves kehlati hain or 3 wave corrective trend k lae use ki jati hai or enka purpose hota hai trend ko correctness provide karna. .
                       
                    • #40 Collapse

                      Re: jaiza: what is Elliott wave??

                      dear trader ap ne boht hi khoob likha hay read kar kay boht hi acha laga or khushi bhi hui dear ap ne likha hay kay what is ellott wave dear
                      biggners is mein ap sab kay leiy ek point of view ye hay kay forex fourm ek big trusted or international business hay jis ko samjhny kay liy
                      hamen sab se pehly to achi si learning karni chaheiy phr achy se open market trade karni chaheiy ta kay hamen loss kam ho or profit ziyada
                      se ziyada gain ab atay hen ap kay thread ki tarf ab last wave c last wally trend ko completely khatam kar kay us mein last trend ko khatam kar kay
                      us mein last trend kay khilaf kam shuroo kar daiti hay or esi wja se is mein new trend shuroo ho jati hay aor ess se amin hamen market mein
                      boht acha kaam karny ka moqa mil jata hay es tarah ye total 8 waves mil kar hamen aik easa oatten daity hain jis se mark ko samjh sakty hen
                      to ham sab new member or juniors member ko chaheiy kay pehly market ko samjhen or phr trend lagaen jese loss kam se kam dekhna pary
                      • #41 Collapse

                        Re: jaiza: what is Elliott wave??

                        Forex market hamesha kisi bhi direction main apni movement ko continue kerti hai kabhi uptrend main tou kabhi downtrend main lekin kabhi bhi aesa nehi hota ky markrt continue aik hi direction main movement kerti rehy market hamesha aik wave ki surat main movement continue kerti hai jo kabhi up ja rehi hoti hai aur kabhi down tou aesy main aik wave ki shape creat ho rehi hoti hai jis ko Elliot wave kernty hain aur Elliot wave theory yeh hai ky agar market aik hi trend main movement ker rehi hai tou aik wave ky bahd next wave pehly wali wave sy kuch bari hoti hai aur isi terha ki waves other ki follow ker rehi hoti hain woh previous sy size main big hoti hain tou aesy main market ka trend upward direction main chal raha hota hai ya downward chal raha hota hai ky agar first wave ky bahd second wave size main small ho aur isi terha following waves bhi size main other waves sy size main decrease hoti ja rehi hon tou market ka kisi bhi direction main trend change hony ka raha hota hai agar market ki direction uptrend main ho tou upper side per market ki movement main waves gradually increasing hoti hai aur agar market main downtrend chal raha ho tou waves lower side per gradually increasing hoti hain tou Elliot wave theory sy hamain market ky trend ko find kerny main bhi help milti hai aur market jab aik trend main movement kerty huey support ya resistance ko break kerti hai tou kuch time ky bahd market retracement zarur leti hai aesy time per ham market main trade enter ker sakty hain ky jab market kuch retracement ky chuki ho tou ham previous trend ky mutabiq trade enter ker ky continue ker sakty hain ky jab market retracement ky bahd again trend ko follow kerna shoru kerti hai tou hamain kuch profit zarur hasil hota hai isi terha ham Elliot wave theory ko follow kerty huey forex market main successful trading ker sakty hain
                        • #42 Collapse

                          Re: jaiza: what is Elliott wave??

                          Dear member aapane a Humse bahut hi Achcha question kiya hai ki Elliott Wave kya hoti hai to aaj main aapko bataungi ki Elliott Wave kya hoti hai darasal Elliott Wave Ek complete theory hoti hai aur Hamen is Puri ko completely Taur per study karna hota hai tab jakar hi Yahan apni trading Mein Achcha Se Achcha advantage Hasil kar sakte hain Agar Ham Elliott Wave theory ko study Nahin Karenge aur ignore kar denge To Hamen kabhi bhi apni trading Mein Achcha profit Hasil Nahin ho sakta hai isliye Hamen is theory ko acchi Tarah se study karna chahie Iske bare mein Achcha Se Achcha experience or knowledge apne pass Rakhna chahie because Elliott Wave theory Hamare liye bahut jyada important hai

                          Aur jab Hamara different type of waves ko study Karte Hain T ismein Elliott Wave se related Theory complete ho sakti hai aur yah theory Hamare liye bahut jyada useful ho sakti hai

                          Dear member Jab ham Elliott Wave ko study kar rahe Hote Hain To Hamen Elliott Wave ki Kuchh different type Hamare Samne Aati Hai Hamen Elliott Wave ke sath iski types ko bhi study karna Hota Hai Elliott Wave Ki 5 type hai number van impulse wave number 2 corrective waves number 3 flat wave number 4 zigzag wave and number 5 triangle wave ya Tamam wave Elliott Wave ki types hai Jab market hi Bulish K trend ki taraf move karti hai to use time per Ek wave Band Ho Jaati Hai is wave ko Ham impulse wave Kahate Hain Hamen

                          Aur jab market restrained Main Apni movement Shuru karti hai aur retracement karti hai to is process ko Hum corrective wave Kahate Hain
                           
                          • #43 Collapse

                            Re: jaiza: what is Elliott wave??

                            Ye basically analysis ke liye istemal hota ha is main analyse kar k hi hum achi trade kar skaty hain aur hamain markt main up aur down ko dekhna ho ga ta k loss km ho sakty hain aur hamain analayse kar k hi hum achi trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain is asy fiada ho saky ga ta k loss km ho sakty hain koshish Karen learning karte rahen forex aik world wide best business ha jo k har koi bahut asani se kar sakte hen.
                               
                            • #44 Collapse

                              Re: jaiza: what is Elliott wave??

                              is pattern ko 1930 mein Ralph Nelson Elliot ne discover kiya tha aur ye us waqt sirf aur sirf stock markets k liye istemal hota tha lekin ahista ahista ye pattern forex ki trading mein bhi use hony lag geya hai is ko agar hum samjh ker market mein use keren gy tou ye humen acha profit provide ker sakta hai is mein humen signal milty hain tou hum in signals ko follow ker k is mein kaam ker sakty hain ye pattern two waves se mil ker benta hai jo k two phases par comprise hota hai is mein pehly phase ko motive phase kehty hain aur is mein total five points hoty hain aur ye uptrend mein create hoti hai aur in points ko hum 1 to 5 tak create ker dety hain second phase ko corrective phase kehty hain aur is mein three waves hoti hain aur un ko A,B,C k name diye jaty hain
                              motive phase mein first wave uptrend ko start kerti hai aur second trend ko continue kerti hai aur third wave previous trend ko strong benati hai is liye hum is ko follow kerty hain fourth wave sab waves ko cross ker k trend ko further upward ly ker jati hai aur fifth wave is ko mazeed peak tak ly ker jati hai aur is ki wajah se humen market mein table moment dekhny ko milti hai corrective phase tab start hoti hai jab motive phase ki 5 waves khatam ho jati hain is mein A wave trend ko finish ker k reversal ko start kerti hai aur phir B wave is trend ko dubara establish kerti hai last mein C wave aati hai aur ye trend ko completely finish ker k us mein last trend k opposit work start ker dety hain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                Re: jaiza: what is Elliott wave??

                                Ji dear ap nay aik achy candlestick pattern per develop ki gai theory per discuss kia hay. Is theory ka maqsad psychologically trend ko check aur traders kay behaviour ko pick karna hay ta keh buy and sell kay signals find karny kay sath sath behter trend ki indication laity huye achi trading ko mumkin banaya ja saky. Is theory say bazahair yehi pata chalta hay keh jab market zigzag movement karti hay to aik trend line banati hay yani is trend line ki up and down movement bhi aik price circulation ka result hoti hay jis say trader sabqa trends kay up and down hony ki basis per mazeed trend changing ki forecast karty hain.

                                Elliott waves main 5 waves aur 3 points hoty hain. Yani up and down ban'ny wali total 5 waves kay bad hamain trend ki extension ya direction main trading ka chance milta hay jab keh ager aik cross line say trend lines kay bottoms ko jora jaye to ye A, B and C point banaty hain. C point say jab trend line up side per jati hay to ham yahan say further buy main enter hoty hain aur buy ki trade say earning karty hain.

                                Ager elliott waves proper banain to is say hamain more rhan 80% accurate trend line mil jati hay aur hamain buy ki trade say achi earning mil jati hay. Is liye jab ham is theory ko useful bannay kay liye analysis karty hain to iski strength aur limitations ko bhi consider karna lazim ho jata hay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X