Yah review "hammer" candlestick per mubniy hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yah review "hammer" candlestick per mubniy hai
    Yah review hammer candlestick per mubni hai
    Assalamu Alaikum doston aaj main aapko hammer candlestick ke bare mein batana chahta hun main aapko iski body shape iski type aur pir iske meaning ke bare mein bataon ga taka jab kabhi aap ko kisi ki pattern ke andar hammer najar aaye to aapko samajh aaye ki is Candle ka kya matlab ha
    Body:

    hammer candlestick ki body Chhoti hoti hai aur iska shehdol yaani iska tail iski body se 2 ya 3 guna jayada lamba hota hai

    Type

    hammer candlestick bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi lekin isase Koi Fark Nahin Padta Kyunki donon ke meaning same hi hain

    meaning:

    hammer candlestick trend reversal ko batata hai agar aapka pahle market mein bearish trend tha aur uske bad aik bullish hammer aata hai to iska matlab hai ki ab market apne downward trend ko khatm karne ki position mein hai aur ab yahan se market mein upward movement yani twzi aaegi
    hammer ka hamesha tabhi fayda hota hai jab is se pahle aapke bearish trend ho yahan per yah aapko batata hai ki Ab market mein apne downward trend ko khatm karke upward jane wali hai aur is ki tail yah sabit karti hai ki market mein sellers abhi mazid sale karna chahte the aur unhone ne market ko pura niche lekar jaane ki Koshish ki lekin yahan per buyers ne apni entry ki aur market ko dobara upar le gay
    Jab bhi aapko candle pattern ke andar hammer candlestick najar aaye to usse pahle aapko a confirmation majeed kar leni chahie aur uske bad hi trade karni chahie foran hammer ko dekhte hi trade nahin karni chahie
    dear group members mein ummid karta hun ki aaj ka hammer candlestick ka review aapke liye bahut madadgar sabit hoga

    Click image for larger version

Name:	IMG_20200925_160925.jpg
Views:	1
Size:	40.7 کلوبائٹ
ID:	12469520

    Click image for larger version

Name:	IMG_20200925_161041.jpg
Views:	1
Size:	55.5 کلوبائٹ
ID:	12469521
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yah review &quot;hammer&quot; candlestick per mubniy hai

    ASLAM O ALAIKUM DEARS ;
    Yeh review Hammmer candlestick par mabni hai ;

    Dears , Ajj ka hamara review hai Hammmer candlestick .
    Introduction ;

    Dears , Ajj ik bar phir aapko hammer candlestick ke bare mein batana chahti hun main aapko iski body shape iski type aur pir iske meaning ke bare mein bataon ga taka jab kabhi aap ko kisi ki pattern ke andar hammer najar aaye to aapko samajh aaye ki is Candle ka kya matlab ha ;

    Body:

    Hammer candlestick ki body Chhoti hoti hai aur iska shehdol yaani iska tail iski body se 2 ya 3 guna jayada lamba hota hai .

    Types ;

    hammer candlestick bullish bhi ho sakti hai aur bearish bhi lekin isase Koi Fark Nahin Padta Kyunki donon ke meaning same hi hain .

    Meaning ;

    Hammer candlestick trend reversal ko batata hai agar aapka pahle market mein bearish trend tha aur uske bad aik bullish hammer aata hai to iska matlab hai ki ab market apne downward trend ko khatm karne ki position mein hai aur ab yahan se market mein upward movement yani twzi aaegi ,
    hammer ka hamesha tabhi fayda hota hai jab is se pahle aapke bearish trend ho yahan per yah aapko batata hai ki Ab market mein apne downward trend ko khatm karke upward jane wali hai aur is ki tail yah sabit karti hai ki market mein sellers abhi mazid sale karna chahte the aur unhone ne market ko pura niche lekar jaane ki Koshish ki lekin yahan per buyers ne apni entry ki aur market ko dobara upar le gay .
    Jab bhi aapko candle pattern ke andar hammer candlestick najar aaye to usse pahle aapko a confirmation majeed kar leni chahie aur uske bad hi trade karni chahie foran hammer ko dekhte hi trade nahin karni chahie .




    اب آن لائن

    Working...
    X