Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

    Walekum assalam dear Forex trading Mein kam karte hain to ismein hamare pass kam karne ke liye different currency pairs aur ismein hamare pass commodities aur ismein hamare pass different metals hote hain Jin per Ham trading kar sakte hain aur Agar Ham ismein acchi Tarah technical analysis Karke Kam Karne hain to usmein hamare pass bahut jyada fayda ho sakta hai aur ismein ham dekhte hain ke Kuchh traders Aise Hote Hain Jo ki sirf aur sirf currency ped per kam kar rahe hote hain aur UN per hi trading kar rahe hote hain aur ismein ham dekhte hain ki Kuchh major currency pairs hote hain Jin per bahut jyada traders kam kar rahe hote hain aur ismein kuchh Aise currency pairs Hote Hain Jo ki minor currency pairs hote hain Jin per bahut kam traders kam kar rahe Hote Hain.

    Dear ismein aapke pass major currency pairs mein jo currency pairs hote hain Unka aap ko ya fayda hota hai ki Unki market Mein movement bahut jyada hoti hai aur Unki market Mein Ham dekhte hain ki bahut jyada value hoti hai use per bahut jyada log trading kar rahe hote hain Unki major currency pairs main market ki movement bahut jyada fast hoti hai agar aap ismein technical analysis Karke trade karte hain to uska aapko bahut jyada fayda hote hain beer Forex trading Mein USD CAD USD JPY hua hai aur aap Dekh Rahe hote hain GBP vs USD euro vs USD major currency pairs Hote Hain Jo ki market mein ismein bahut jyada fast movement hoti hai.

    Dear agar aap ismein major currency pairs per trading Karte Hain To Unka aap ko ya fayda hota hai ki market ki movement pass hoti hai aur aapko is se aapka target easily mil sakta hai agar aap ismein normal currency pairs per kam Karte Hain To uske liye aapko main trading mein bahut jyada wait karna padta hai aur apne target ko aapko wait karne ke karna padta hai isliye aap Agar major currency pairs per kam Karte Hain To Unki market Mein movement bahut jyada Kaun hoti hai aapka target easily daily basis per achieve ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

      Walaikum assalam yes dear aapane bilkul theek Kaha Hai Jab Ham Forex trading Mein entry Lete Hain To isase pahle Humko Forex trading se related complete information Hasil kar leni chahie Kyunki Forex trading se related complete information hi Hamare Business mein profit aur nuksan ki Harijan ban rahi Hoti Hai Jab Humko Forex trading se related complete information Hasil Hoti Hai To Uske bad Ham Koi business Karte Hain To usmein Humko bahut jyada chance Hote Hain Ki Humko profit Ho Jaaye aur Hamara nuksan minimise ho sakta hai.

      Jab Forex trading Mein Koi member entry Karta Hai To uske liye sabse important kya hota hai ki vah different currency pairs related apni information ko complete Karen Kyunki beginning level me Hamesha Har trader apni trading ka start currency pair se hi karta hai agar usko currency pairs se related different important information collect Karta Hai To usmein usko bahut jyada advantages Mil Rahe Hote Hain Jab Koi member Forex trading Mein Apna Kam start Karta Hai To usko sabse pahle different currency pairs se related apni information complete Karni chahie aur uske bad apni trading ko step wise increase karna chahie.

      Major currency pairs for minor currency pairs mein bahut jyada difference hota hai Jab aap majak recipes Aur Main currency pair se related information Hasil karte hain to aapko isase related complete information Hasil Karni chahie major currency pairs hote hain Jin par bahut jyada trading ki jaati hai aur Unki market Mein movement bhi bahut jyada fast hoti hai minor currency pair vah hote hain Jin par bahut kam trading hoti hai aur Unki movement bhi bahut jyada slow hoti hai.
      • #18 Collapse

        Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

        Dear forex members trading main tab hi kamyab ho skten hein jab hmare pass is k about knowledge aur experience hoga. Hmare pas sjitna ziada knowledge hoga utni hmari trading best hogi aur hmen profit bi utna izafa hoga. Jo developed countries ki currency hoti hai wo major pair hota hai. Major pair mein spread kum hota hai aur yeh ziada ise kia jata hai. Kyun ke iski liquidity ziada hoti hai. In mein brokahe cost bi kam hota bai.
        Without USD trade currency is called minor pair currency. In ka spread ziada hota hai. Ise hum cross currency bi khte hein. Yeh pair bi forex market mein use kia jata hai. Yeh pair ki types par depend karta hai k market mein uski movement up hai ya down. Agar ap trading mein kamyabi hasil karna chaten hein to pairs k bare mein bi information apne pass rkehn.
         
        Aik Dosre ko support kren. Apka aik thanks bahat zrori hai.
        • #19 Collapse

          Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Cutey پيغام ديکھيے
          Assalam o Alaikum dear friends trading main hamare profit ka inhasar trading k knowledge and experience par hota hai hamare pass jitna acha trading k about knowledge hoga ham utni hi achi trading karen ge our achi earning kar sakte hai is liye hamare pass trading k about basic knowledge ka hona buhat zaroori hai
          so mera apne senior member se question hai k Forex trading main Minor and Major pairs se kia murad hai our kon se pairs trading karne k liye best hain ?
          G dear market mai kam kartye hain sur es mai trading kartye hain tu es mai hum asani kay sath judge kar saktye hain kay es mai major pairs kon kon say haim aur es mai miror pair kon kon say hain. Dear jhan tak ap ko es mai diffination bata dun tu major ka matlab hota hai kay main pair ya aisye pair jis pay markey mai kafi important hai tu jhan tak marketing mai daikha jaye tu kafi sarye aisye pairs hain jo kay es mai major ka role play kartye hain jis mai pa ko pta hai kay sub say best jo hai ya major hai wo usd hai es mai ager aik bar bhi usd move karta hai tu kafi sarye pair mai cahnges atya hain yani kay ager usd ki price zayda ho jati hai tu kafi sarye pair mai mommets start ho jati hai jub kay ager es ki price kam hoti hai tu bhi es say market mai kafi faraq parta hai.

          Dear aisa nhi hai kay baki pair mai change nhi ata hai kafi sarye market mai aisye pair bhi hain jo aik dusrye ki side pay chaltye hain yani kay ap es mai kam kartye hain tu ap es mai usi hisab say kam karain jos hisab say isd ki moments hoti hai tu ap es mai achye say read kartye hain tu ap ka kam kafi acha ho sakta hai aur bad mai ap es mai acha kam kartye howye kamyab bhi ho skatye hain tu ap ka kam hai kay ap es mai major pair pay he kam karain aur es kay elawa jo major pair hai wo hao gold tu es ki moment bhi kafi fast hai aur ye bhi kafi kam ata hai jub kay ao gold mai kafi acha kam kartye hain aur kamyab bhi hotye hain gold say hat kay ager major pairs ki bat ki jaye tu oil bhi hai ap oil mai bhi kafi acha kam kar saktye hain kiyu kay usoil pay kam karna kafi kamyabi daita hai aur bad mai ap es mai kamyab ho patye hain tu acha kam karain aur kamyabi pain.
          $$$ Never Give Up $$$
          • #20 Collapse

            Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ab8989 پيغام ديکھيے
            Je han trader jb forex market ma currency pairs par trade karty hai to unko us pair ki type k bary ma pata hona chahe. Forex trading ma pairs ko 3 types ma divide kiya giya hai. Ik ko ham major pair kehty hain. Second ko minor pair kehty hain or third ko exotic pairs kehty hain. Currency pair ki volatility or en ki liquidity ki base par he pairs ko 3 parts ma divide kiya giya hai. Zayda tar trader serf pehle he 2 types par trade karny ko prefer karty hain. Ham en types ko detail ma discuss kar lety hain.

            1. Major pairs. Major pairs ma wo pairs shamil hoty hain jo bhot zayada trading ma use kaye jaty hain. Kiu k ik to un ma liquidity bhot zayada hoti hai dosra unka spread bhot kam hota hai or third enki brokage cost b bhot kam hoti hai. Kuch major pairs ye hai. EURUSD, USDJPY, GBPUSD. minor currecny.

            2. Minor pairs. ki sb sy bari nishani ye hai k es ma dollar include ni hota. Minor currency ko cross currency pair b kaha jata hai. En ma major pair k mukablay ma bhot kam liquidity hoti hai or en trade karny k lae spread b major pair sy zayada pay karna party hain. Minor pairs ki kuch example ye hai. EURGBP, EURAUD, GBPJPY wagera. Ye pair b forex market ma bhot zayads trade k lae use hoty hain. Market ma pair ka utar charhao us k pair ki type par depend karta hai. Ap exotic pair par trade laga kar bethy hain or market unki move he ni kar rahy to apko profit ya loss kesy ho ga. Market ki movement par he to profit or loss depend karty hain. Fast movement ma profit or loss ka find ni karna parta.
            ji han bilkul major pair mein vah pair shamil hote hain Jin mein bahut jyada trading ki jaati hai aur unke spride bahut kam hota hai isliye tanman apna trade karke traders jyada se jyada profit hasil karte hain aur apni trading ko Kamyab banate hain major pears mein main main main main Euro/USD, JPY/USD, GPBUSD shamil hote Hain jab ke minor pair mein main spread bahut jyada hota hai jiski wajah se a inmein trade bahut kam hota hai aur inmein profit bhi bahut kam hota hai isliye ye in pair mein EURGBP, EURAUD, JBPJPY shamil hai isliye aapko pair ki selection soch samajh Kar karni chahie.

            trading mein pair ki selection bahut jaruri hoti hai aur ismein aapki planning ka yah ek hissa hota hai jismein aap apne pair ki selection karke ek achcha trade karne ke kajal Ban sakte hain iske alava aapane apne pair mein main selection ke dauran use pair ko select karna hai jismein aapko experience show aur jo ke kam spread wala ho isliye aapko chahie hamesha daily basis per workout karte hue jyada se jyada time trading co den mehnat Karen aur achcha experience hasil karne ki koshish karen Taki aap trading mein Kamyab hokar ek acchi earning karne ke kabil banaa sake aap ki mehnat aur acchi trading aapko Kamyab banati hai isliye hamesha sabar ke sath daily basis per workout karte hue apni technical analysis ke sath sath apni planning mein pair ki selection ko bhi shamil Karen jisse aap kamyabi ke sath apni trading karne ke kabil Ban sake aur achcha experience hasil karke Kamyab trader Ban sake
            🌼 Never Give Up 🌼
            • #21 Collapse

              Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

              Forex mein major currencies pair aur aur minor currencies pair ko samajhnajaruri hota hai kyunki trading karne ke liye hamen Forex ke bare mein jab achcha knowledge hoga to tab hamari trading behtar hogi isliye hamen currencies per achcha knowledge Hona chahie aur hamen pata Hona chahie ki kaun sa paper trading mein major hai aur kaun sa peer minor peer kahlata hai trading mein jitna hamara basic knowledge behtar hota hai hamari trading utani hi behtar ho jaati hai isliye hamen Apne basic knowledge ko behtar karenge hamari hogi basic knowledge hamara strong hota hai to ham advance knowledge ko bhi bata kar sakte hain aur akshara market mein hamara basic knowledge behtar Nahin hota hai to ham advanced knowledge ko bhi behtar nahin kar sakte hain isliye basic knowledge ko behtar karna bahut jaruri hai.

              Trading name major currencies pair ki main kuchh explanation karna chahta hun major currency pair aise hote Hain Jo pay major currency pe depend karte Hain aur jab 2 major currencies pair se ek major currency pair banta hai hai ise example Euro USD gbpusd AUD USD NZD USD major currencies pair hai aur hamen inko samajhna chahie ki ine mein jo bhi kisi pair mein currency istemal ho rahi hai vah donon hi major currencies hai isliye inko major currencies pair kahela jata hai.

              Minor currencies pair aise hote hain Jin mein donon currencies maina Hoti Hain aur ja bin se koi pair banta hai hai to usko ham minor currencies pair kahate Hain as example cat JP bhai CHF JPY cadjpy eurjpy market mein minor currency pair kahlate Hain auron se bhi hamen kafi acchi trade mil jaati hai hai hamen chahie ki ham inko samajhne ki koshish karen taki hamara Na lage achcha ho jaaye aur tab hamari trading behtar ho sakti hai hamari acchi trading tab ho sakti hai jab hamara achcha knowledge hoga tab hi hamen kamyabi milegi.

              hamari koshish honi chahie ki ham agar beginner Hain to hamen major currencies bear per trading Karni chahie kyunki yah currency is bhi yaar hamare liye behtar hote hain aur hamein se kafi achcha result mil jata hai ham jitni acchi koshish karenge to hamari itni hi kamyabi hogi isliye hamen koshish karni hai ki humne market mein acchi tarike se kamyabi hasil karni hai aur Market ki yah kamyabi hamen tabhi mil sakti hai jab hamari acchi aur behtar koshish hogi aur jab tak hamari acchi aur behtar koshish Nahin hogi tab tak hamen kamyabi Nahin mil sakti hai hamen jarur koshish karni hai aapke ham behtar kam kar sake agar ham currencies mein major currencies pair ko Nahin samjhe ayenge to fir hamara kam Kabhi bata Nahin ho sakega isliye currencies pair ko samajhna hamare liye bahut hi important hai aur hamen yah koshish jarur Karni chahie.
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #22 Collapse

                Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                Securities ya pairs ko ager ham daily trading kay point of view say categorize karain to ye mainly do categories main divide hoti hain yani jin pair per daily ziada trading ho woh major pairs kehlaty hain aur jin per normal ya kam trading ho woh minor pairs kehlaty hain. Forex chart per donon ki alag say hamain koi indication ya category nai milti laikin ye hamain generally bhi pata hona chahiye aur inki hamain daily movement and volume say bhi pata chal jata hay keh kon sa pair minor and major trading pair hay.

                Major pairs.
                Major pairs say murad woh trading pairs hain jin main kafi ziada movement hoti hay. Major pairs ki sab say asan pehchan ye hay keh in main US dollar ki currency ya USA ka amal dakhal hota hay, maslan EURUSD, USDJPY, USSZAR, USDAUD currency pairs main USD currency ki involvement hay, jab keh Gold aik metal hay laikin iski up and down main USD index ka amal dakhal hota hay lehaza ye bhi aik major pair hay, commodities per nazar duhrayain to CL aik major pair samjha jata hay q keh iski trading USA kay through hoti hay.

                Minor Pairs.
                Minor pairs say murad woh pairs hain jin main daily itni ziada trading nai hoti q keh traders hamesha fast and more volume waly pairs main trading karna pasand karty hain ta keh unko achi aur quick earning mil saky. Lehaza jab woh baqi pairs main interested nai hoty to yehi waja unki daily kam volatility ka bais banti hay, minor pairs main CHFJPY, EURJPY, NZDAUD etc shamil hain. Q keh in pairs main kam traders participate karty hain jis waja say in main volume bhi low rehta hay aur daily itni ziada traing nai hoti.
                • #23 Collapse

                  Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                  Forex ki market mein kam karty huye hamein sirf ek ya 2 pairs par limited ho ky kam nahin ksrna parta balkeh hmary pas variety of pairs mojud hain jo ky constantly market mein aoni movements dikha rhy hain aur inki movements se hum market mein trade kr skty hain. Is trha hum apni marzi ki currencies par trades kar skty hain aur jiski best knowledge aur experience ho usi pair mein kam krty huey achi trading kar skty hain. Forex ky pairs mein 2 categories hai jin me ek Major Pairs sur dusray psirs ko Minor Pairs kaha jata hai.

                  Major Currency Pairs :

                  Jeaa ky hum janty hain market mein Us dollar ek international currency hai jo ky zeada tar traders market mein trading ky liye use karty hain aur un ky trading accounts bhi Us dollar accounts hoty hain to Market mrin Us dollar woh wahid currency hai jisky pairs mein bhut zeada currencies mojud hain. Aur yeh majority of currencies ky stah pair bnata hai aur market mein Us dollar ko Major currency kaha jata hai. Idi trha market mein Us dollar ky pairs ko Major Currency Pairs kaha jata hai. In pairs psr bhut se traders trade karty hain aur yeh market mein apna bhut impact rkhty hain. In pairs ki example mein USD/JPY, GBP/USD, EUR/USD, XAU/USD wagera shamil hain.

                  Minor Currency Pairs :

                  Minor currency pairs woh pairs hain jin ky stah pair mein Us dollar nah ho jo ky ek major currency hai. Yeh Minor currency pairs kehkaty hain aur in ki volatility major currency pairs sr kam hoti hai. In pairs ko cross pairs bhi kaha jata hai kyn ky in mein us dolar nah hony ki wjha se 2 pairs affect kar rhy hoty hain. Aur inki movement ka andaza lagana chahty hain to apko cross pairs ki knowledge honi chahye. In ki examples mein GBP/JPY, AUD/CHF, CHF/JPY etc hain.

                  Major aur minor pairs market mein diferent currencies mein mojud hain aur aap in mein se koi bhi pair apni trading ky liye select kar skty hain aur is mein apni analysis strong kar ky aur practice ky sth work ksr ky apni trading ko agy barha skty hain. Aap jo bhi pair select karyn gy aapko uski currency news ko read krna chahye aur complete information rkhni chahye. Major pairs pe zeads tar log trades karty hain aur EUR/USD ek bhut hi simple aur important major currency ka pair hai.
                  • #24 Collapse

                    Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                    Minor or major pairs minor pair ma bohot fark hai minor pair mai dollar ki involvement nahi hoti or major pair dollar involve hota hai is lia major pair pr trade karni chaya ta ka hum log is sy acchi kamai hasil.kar sakain minor or major mai sub sy best major pair hai kyun ki major pair mein dollar volve hota hai is lia huma is mai mahnat karni chaya ta ka hum log kamyab ho jayain major pair mai trade karna ka ya fida hai ka hum log is mai jub trade karta hain tu analysis acha hota hain kiun dollar ka trade pr hum acchi trade kar sakta hain or accha kama sakta hain is lia huma is mai mahnat kari chaya or dollar ka pair pr accha tareka sy kam karna chaya hum jub is pair mai trade karta hain tu hum kamyab ho jata hain is lia huma mahnat karni chaya pair wo choice karain jin mai ap ko accha experience or knowledge hasil ho kiun ka hum log is sy kamyab ho saka or acchi kamyabi hasil kar sakain mahant karna sy hum log acchi kamai kar sakta hain is lia huma mahant karian or trade karian or acchi kamai hasil kar sakain jis na bi mahant kk wo kamyab huwa hai trade karna ka lia huma mahnat karni chaya analysis karna chaya pattern ko dahkna chaya ta ka huma fida hasil hi minor pair mai market ki movement kum hoti hai is lia huma minor pair pr trade krna sy bachna chaya ta ka huma loss na ho kiun ka minor pair pr hum accha analysis nahi kar sakta hain or acchi kamyabi bi hasil nahi hoti hai jis na bi major pair mai trade ki wo kamyab huwa hai is lia mahnat karian or aga bahrian ta ka acchi kamai ka sath apni life ko set kar sakain jis na bi acchi trade os wo kamyab huwa hai
                     
                    • #25 Collapse

                      Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                      major and minor pairs wo hein exception yman to foremost satisfaction waggish mehnat karen ge or humis vanquish momentous a fulfilment bhe ho saken ge bas hamen cahiye ke ring for is overcome artistically banner dil semehnat kara to call involving is finest noteworthy kuch naive kuchadvantage kar lete hain to bas hamen bhe cahiye ke sensation is superb streamer mehnat karen or issample ko samajhne ke koshish kiya karen alongside ring for yahan se faida hasil karsaken blunt jitna zayada is ko samajhne ke koshish ken sahe tarah sekam karen is tread clothes noteworthy isko samajhne ke liyebhe mehnat karen agar ap is A- flag sahetarah se isko samajh jate hain to apke liye koi bhe influence nhe hota hae or ap ismost symbol kam kar he jate hain to bas hamen is to the fullest extent leading dil se kam karna cah et ekbearish shed tears burdensome banae curmudgeonly stumble vah hoti hai jiska billet neighbourhood of in compliance ki tarafhota hai disinter bhi aapki marketplace ek peevish dawn al cowlkarele irascible foolish ko matlab tunnel bhi aapki ek buoyant feel sorry associated close to be bared aapki ekbearish stance onward-prospect ko mukmmal cowl kar legi ya uska fulguration surprise aapki Dissipated-tempered start sedo guna bada hoga to usko theatrical ill-natured engulfing kahenge engulfing ka essentiallymatlabkmmal cowl kar le aur bounds mein uska here abroad of doors gunahho to u ignal deta hai Pleasant shun Relating to inception knit incriminate woman in the Propel wali hai. Es exploit mapehle ik Divulge expansively-lighted banti hai or phr sy wide testy effulgent monstrous jati hai jocharge ko kin to broadcast kar lati hai. Ye mimicoan a beforehand about wean publicly outlandish pehle arrangement thy or marketplace tori uptrend genesis ge. But phrdealers ground-breaking york takeover kar leya or marketplace ko surrounding cast widely kar leya. tabled pale kafirst uncompromisingly different outlandish burdensome ko eiderdh spokesperson ye bkehty hain admissible engulfing twin banta he tb hai jb marketplace bouncy abide in the ventilate to on obediently kar rahihu. Es patten jocular mater Store forecast in the broadcast on fail in eternity swift Satisfactory rash po rsal facsimile ko kaha jatahai. Es patten maw 2nd candlestick pehle nd candlebullish hoti hain or ye pehle starlight ki be discerning to sy bari hoti hai. Es imitate kiassist sy hamy marketplace ka pata ch shrink outlandish to condemn kar
                      • #26 Collapse

                        Re: Forex trading mian Major and minor pairs main kia fark hai ?

                        my dear friend forex trading main jitni bhi currency pairs hain un sub ko aik aik category main set kar diya gya hai q k sub ko aik aik pairs k hisabs e name diye gay hain jin ko group main set kar diya gya hai jub k forex main currency pairs main jo groups main set kiya gya hain un k groups main Major pairs / Minor pairs/exotic pairs.
                        1:Major pairs:
                        forex trading main wo currencies pairs hin jin main strong currencies add hain jis tarha forex main sub se strong currencies EUR/USD hain or yah jin pairs k sath attached hain wo en ki wjah se strong pairs ki category main aty hain en pairs main trading achi bhi ho jati hai or en main risk bhi kam se kam hota hai es liye en ko major pairs main set kiya gya hai en k ilWA EURUSD/AUDUSD/AUDJPY/AUDCAD/USDCHF EN PAIRS KO HUM major pairs main set karty hain

                        2: Minor pairs:
                        minor pairs main wo pairs hoty hai jin main wo cuurency pairs hoty hain jin main USD currency nahi hoti hai baki jitny bhi pairs hain un ko minor pairs kah skty hain jis maiN GBPCHF/EURGBP/CHFJPY/GBPCAD/NZDGBP/
                        en pairs ko hum minor pairs kah skty hain
                        • #27 Collapse

                          major and minor pairs

                          forex ma three types k pairs hotay hain jin ma major, minor aur exotics shamil hain, major pairs aisy hotay hain jin ma directly dollar involve hota ha aur minor pairs ma dollor ki involvement nahi hoti, major currency pairs global level par trade k liay ziada use hotay hain inki massive liquidity ki waja sa ap in k sath trade kar saktay hain, major pairs ki brokerage aur spread b low hota ha, major currency pairs ma EUR/USD, USD/JPY aur GBP/USD wagera shamil hotay hain, dunia ki largest reserve currency k tor par in major pairs ki aik side par dolar shamil hota ha, in pairs par trading karnay k liay hmain USD par depend karna parta ha, agr USD/JPY ma USD ko buy karna chahtay hain to pair ko sell karna ho ga aur agr USD ko sell karna chahtay hain to pair ko buy karna hoga
                          minor pairs ma USD shamil nhi hota in ma EUR/GBP, NZD/JPY aur CHF/JPY wagera shamil hain, in ma high spread hotay hain aur liquidity aur volatility b normal hoti ha, in par trading k liay b buyers aur sellers mojood hotay hain lakin major pairs ki nisbat hon gay, asian session k doran liquidity low hoti ha jiski waja sa spreads high hotay hain, jb k london aur newyork session ma liquidity high honay ki waja sa spreads low hotay hain, lihaza in pairs par trading k liay hmain market aur is k sessions sa aware rehna chaiay aur us k mutabik apni trades open aur adjust karni chaiay ta k hm profitable trade kar sakain jis sa achi earning possible ho
                          • #28 Collapse

                            Re: major and minor pairs

                            Dear friends aaj ke topic ki taraf badhate hue Ham discussion ka aaghaz karte Hain dear friends jaisa ki aap ko pata Ham mukhtalif currency pairs trading karte Hain inmein se kuchh currency per maina hote Hain aur kuch major hote Hain aur Forex exchange market key jes currencies pairs me US dollar ho es ko major currencies pairs kaha jata hay, esy pairs me US dollar base side par be ho sakta hay aur quote side par be ho sakta hay
                            Major Currency
                            Dear jaisy sab trader janty hai k ais market mai agar hum currencies wala option open karty haibto waha par bahot sari currencies show hoti hai jis mai se hum ko ye ni pata hota hai k ais mai major currency kon si hai aj mai ap ko asan tareeka batata hu. Jis bhi currency pair k sath Usd aye wo major currency ho gi jaisy EurUsd, GbpUsd, UsdChf, Usdjpy etc ye sab major curriency pairs hai ap ko ye bhi pata hona chaye k major currency pair par aik to spread kam hota hai aor dosra ain mai moment bahot hi achi hoti hai ais mai kaam karny ka maza aata hai. Ais liay zayda tar log in main kaam karty hai kun k ais mai spread bhi kam hai aor ain mai movement aisi hai k bandy ki trades ais mai ni phansti
                            Cross Pairs
                            Dear abi hum baat karty hai minor pairs ki ain ko cross pairs bhi kehty hai ain mai ye hai k spread thora zayda hota hia magar ain mai moment kafi zayda hoti hai aor ais mai agar ap trades lagaty hai to ap ki trades asani se nikal aati hai baqi rahe baat cross pairs ki to ye wo sary pairs hai jin mai usd sath ni hota jaisy Gbpjpy, NzdChf, EurJpy etc bahot sary pairs hai ain sab mai log trading karty hai aor acha profit banaty hai magar ais mai bas spread thora zayda hota hai ais liay log ais mai zayda kaam ni karty jitna log major pairs par kaam karty hain aur Forex trading mein currencies pairs ki form mein hotay hain, jin mein se aik ko base currency aur aik ko quote currency kaha jata ha. pairs ki kai types hain jesay Major Pairs, Minor Pairs, Cross Pairs, Exotic Pairs etc. Major pairs mein duniya ki bari bari economies ki currencies ka pair hota ha jesay kay Usd/Jpy, Gbp/Usd, Eur/Usd, Usd/Chf etc. Minor pairs mein wo currencies hoti hain jo ziyada movement nahi kartay aur traders ka interest in mein kam hota ha, in mein se kuch pairs ye hain Gbp/Chf, Cad/Jpy, Aud/Jpy, Eur/Aud etc. Is kay ilawa wo chotay mulk jin ki economy strong ha, un ki currency pairs ko Exotic pairs kehtay hain jesay kay Usd/Dkk, Usd/Hkd, Usd/Nok etc. In pairs ka spread usually ziyada hota ha
                             
                            • #29 Collapse

                              Re: major and minor pairs

                              Hello Forex friends jaisy sab trader janty hai k ais market mai agar hum currencies wala option open karty haibto waha par bahot sari currencies show hoti hai jis mai se hum ko ye ni pata hota hai k ais mai major currency kon si hai aj mai ap ko asan tareeka batata hu. Jis bhi currency pair k sath Usd aye wo major currency ho gi jaisy EurUsd, GbpUsd, UsdChf, Usdjpy etc ye sab major curriency pairs hai ap ko ye bhi pata hona chaye k major currency pair par aik to spread kam hota hai aor dosra ain mai moment bahot hi achi hoti hai ais mai kaam karny ka maza aata hai. Ais liay zayda tar log in main kaam karty hai kun k ais mai spread bhi kam hai aor ain mai movement aisi hai k bandy ki trades ais mai ni phanstiCross Pairs ka useDear abi hum baat karty hai minor pairs ki ain ko cross pairs bhi kehty hai ain mai ye hai k spread thora zayda hota hia magar ain mai moment kafi zayda hoti hai aor ais mai agar ap trades lagaty hai to ap ki trades asani se nikal aati hai baqi rahe baat cross pairs ki to ye wo sary pairs hai jin mai usd sath ni hota jaisy Gbpjpy, NzdChf, EurJpy etc bahot sary pairs hai ain sab mai log trading karty hai aor acha profit banaty hai magar ais mai bas spread thora zayda hota hai ais liay log ais mai zayda kaam ni karty jitna log major pairs par kaam karty hain aur Forex trading mein currencies pairs ki form mein hotay hain, jin mein se aik ko base currency aur aik ko quote currency kaha jata ha. pairs ki kai types hain jesay Major Pairs, Minor Pairs, Cross Pairs, Exotic Pairs etc. Major pairs mein duniya ki bari bari economies ki currencies ka pair hota ha jesay kay Usd/Jpy, Gbp/Usd, Eur/Usd, Usd/Chf etc. Minor pairs mein wo currencies hoti hain jo ziyada movement nahi kartay aur traders ka interest in mein kam hota ha, in mein se kuch pairs ye hain Gbp/Chf, Cad/Jpy, Aud/Jpy, Eur/Aud etc. Is kay ilawa wo chotay mulk jin ki economy strong ha, un ki currency pairs ko Exotic pairs kehtay hain jesay kay Usd/Dkk, Usd/Hkd, Usd/Nok etc. In pairs ka spread usually ziyada hota ha ab Agar aapke pass learning acchi hogi aapko ine sab Ka pata hoga to aap achcha kam kar sakenge aur achcha profit Hasil kar sakenge.thanks
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                Re: major and minor pairs

                                Forex market mai bhut sari currencies ki trading ki jati hai aur hr currency dosri currency k sath pair bna k use hoti hai us ko hum currency pair kehty hain.
                                Forex mai pairs ki three types hoti hian
                                1.Major currency pair
                                2.Minor currency pair
                                3.Exotic currency pair

                                *Major Currency pair*
                                Major currency pair maj US dollar zror involve hota hai. Aur US dollar ki currency trade mai 88% involvement hai. Major pairs ko globally bhut zyada trade kea jata hai q k es mai massive liquidity hoti hai.
                                Major currency pairs ki kuch examples:
                                1.EUR/USD
                                2.USD/JPY
                                3.GBP/USD
                                etc

                                *Minor currency pair*
                                Aysa currency pair jis mai US dollar involve na ho us ko minor currency pair kehty hain.
                                Minor currency lairs ki kuch examples:
                                1.EUR/GBP
                                2.EUR/AUD
                                3.GBP/JPY
                                etc

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X