social media ko chor kar logo ko yahan karobar ki baat karny chayie
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    social media ko chor kar logo ko yahan karobar ki baat karny chayie
    salam all members
    main kafi social media par kam kar chuka ho wahan logo mukhtlaf qisam ki karobar ki baat karte hai lekin karobar main deal to kar laite hai lekin facebook and other social media se kuch nai milta is liay mera yehi mashwara hai logo ko seb social media chor kar idhar forum par hi work karna chayie q k agar seb idhar aa jay achi deal ho jay gi sath main forum walo ki tarf se bonus b mil jay ga agar kuch log forum par forex ki post nai karna chayie apny marzi k section main ja kar kar sakte hai phir b is forum par seb ko faida mile ga
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: social media ko chor kar logo ko yahan karobar ki baat karny chayie

    Ma ap ke bat sa agree karta hu ka logo ko social media ko chor ka forex pa Kam karana chaheya q ka social media pa time waste hota ha is leya ham ko Alana time waste ni karna cahheya balka is ke forex ma use karna chaheya or phr is ka Hama reward be Mila ga.
    • #3 Collapse

      Re: social media ko chor kar logo ko yahan karobar ki baat karny chayie

      Social media jesy topics par discus kar key hamara time zaya hota hay agar ham business ki bat karen to real life me be es ka faida hamy ho sakta hay, life me agar koch hasil karna ho to other persons se fazul topics par discus karny se zeyada achi bat ye hay key karobar start karny se related bat ki jaye ta key hamy idea ho jaye key ajkal kon se business ka trend chal raha hay aur es me investment waghira ki ketni zarorat hoti hay esy business par discus kar key asani se ham life me kamyab ho sakty hey aur agar ham siraf social media jesy topics par hi bat karty rahy hey to social media websites aur applications ko us kar key hamara time to acha guzar sakta hay aur ham es ko enjoy be kar sakty hey magar life me kesi business ka hona be zarori hay jes key base par hamari financial need pori ho saky, sab se best topic wo hota hay jes ki waja se hamara time be zaya na ho aur hamy business start karny se es discussion ki waja se koi acha idea be mil saky, es forum me marketpedia ka jo contest start kia gia hay es ka be main maqsad ye hay key karobar par bat ki jaye ta key karobar start karny se related achi information aur idea hamy mil saky, social media websites se be achi information mil sakti hay magar es ka use zeyada na hi kia jaye to behtar hay.
      • #4 Collapse

        Re: social media ko chor kar logo ko yahan karobar ki baat karny chayie

        Agar Dekha Jaaye to aajkal social media ka bahut zyada trend chal raha hai lekin Agar is ka positive Dekha Jaaye to iska Itna zyada fayda Nahin Hai. Aur sare bacchon ka aur bahut Sare logon ka is mein time waste ho raha hai aajkal ke student sara din Facebook par baithe Rehte Hain. Tik Tok par bi time waste ho raha hai. Jiski vajah se Unka bahut ziada time zaya ho raha hai agar bacche apni Yahi effort Apne Kisi Karobar Mein Lagaen gy to Kisi creative kam Mein Lage to unko future mein bahut ziada fayda ho sakta hai lekin mera Mashwara yahi hai ki parents Apne bacchon Ko kahe ki wh business ki taraf aen aur Tik Tok par Facebook par ziada Dhyan na Den. Bht ziada time waste ho jata hai agar Apne dimakh ko fresh karna hai to thodi der ke liye social media ko istemal kar sakte hain aur koi information news Le sakte hain lekin bahut zyada time waste Karke aap idhar na Baithe. aapko chahie ke Karobar ki taraf aen Apne bacchon Ko Kahe Ke Jo unko pocket money milati Hai wh save Karen aur usko Kisi kam Mein invest Karen. Takeh future Mein iska fayda ho sake. Iske ilawa bahut Sare log Jab aapas Mein bethty Hain To social media ki baten Karte rahte hain, bs yah galat baat hai agar Ham Apne discussion karobaar se Karen Apne discussion Mein Karobar ko Shamil Karen To Ham Koi Na Koi Waqt acha guzar sakte hain. Tik took pay videos Bana kar who is per baat karke Ham apna bahut ziada time zaya kar rahe Hote Hain Hamen chahie keh ham Waqt ki Kadar Karen aur apni conversation Mein Karobar ka zikar Kiya Karen
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: social media ko chor kar logo ko yahan karobar ki baat karny chayie

          Assalamu Alaikum Jaise Jaise Technology badi hai Aise Aise Insan ki life style Mein Bhi changes Aate Hain Technology ke badhane se sabse pahle internet ka istemal Bada Hai aur Jab Se mobile phone ke andar internet ki facility Mili Hai Logon ki life hi change ho gai hai mobile phone mein Internet milane se logon ka internet ka istemal bahut jyada badh gaya hai aur jyadatar log internet ko social media ke liye istemal karte hain social media Mein hamare pass different platforms Hai Chinmaya Youtube Aur Facebook sabse pahle Aate Hain Iske alava Snapchat Tik Tok like Twitter aur bahut Sare platform se Jin ko log istemal Karte Hain yah jitne bhi platform hai ine per aap apna time Jaya kar sakte hain ine per Lagaye Gaye time se aapko Kuchh Bhi Nahin Milta Shivay entertainment ke usse Kahin Jyada beta hai ki aap apna time Pakistan Forex forum ko de aur trading per set Karen Taki aap apni income ko increase kar sake social media per time Lagane se aapki koi income Nahin Hoti Uske aap YouTube ya Kuchh dusri application hai Un per Apna channel banaen aur Unse Anand Karen lekin Unki earning bahut kam hoti hai aur mehnat bahut jyada hoti hai isliye agar aap Forex trading ko time Denge To Kam wakt me Jyada earning kar sakte hain

          اب آن لائن

          Working...
          X