Sawal: "Money Flow Index" indicator in forex trading...?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sawal: "Money Flow Index" indicator in forex trading...?
    Assalam O Alaikum! Dear seniers and juniers members mera ap sab sa sawal ha k ham kasa Money Flow Index Indicator ko trading man kasa use ker k acha profit hasil ker sakata han. Umeed ha k sab members mera sath apna qeemti knowledge aur experience karen ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

    Money Flow Index
    Money flow index indicator ko oscillator Kaha jata hai jo hamen money and volume in trading candlestick chart pattern differentiation batata hai jisse hamen trading market ki overbought and oversold condition ke bare mein maloom ho sakta hai. is indicator ko ham aise oscillator use karte hain aur ham trading market mein short term trading entry le sakte hain Forex trading members agar ham apni trading strategies ko increased karte hain aur unko strong banakar apni skills ko use karna chahte hain hamen trading market mein mehnat karna hogi struggle karna hogi aur apne knowledge ko increase karne ke liye hamen demo account mein practis karna hogi.
    .
    Money flow index aapko currency pair ke upar trading pressure ke bare mein information rahata hai jisse hamen maloom hota hai gas per selling pressure kitna hai aur buying pressure kitna hai.
    Forex trading members technical indicators my a powerful indicator has this bearish market power aur bullish power ka bhu aapko maloom hai the oscillators kis trrah kam karte Hain pivot point ke guarding market mein oscillation and volatility discuss ki jaati hai indicator samay short term trading range ke bare mein batate hain above 70 Forex trading market ki condition ko overbought samjha jata hai aur bologe dharti video jab jaati hai koi bhi oscillator jab indication provide karta hai jaisa ke dynamic momentum index indicator able levels indicator indicator relative strength index indicator average true range indicator ine sab ki information ko calculate Karke ham currency pair trading instrument for volume to calculate karte hain aur selling buying pressure ko describe karte Hain
    • #3 Collapse

      Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

      The Money Flow Index (MFI) is a momentum indicator that measures the flow of money into and out of a security over a specified period of time. It is related to the Relative Strength Index (RSI) but incorporates volume, whereas the RSI only considers price. The MFI is calculated by accumulating positive and negative Money Flow values (see Money Flow), then creating a Money Ratio. The Money Ratio is then normalized into the MFI oscillator form.Oversold levels typically occur below 20 and overbought levels typically occur above 80. These levels may change depending on market conditions. Level lines should cut across the highest peaks and the lowest troughs. Oversold/Overbought levels are generally not reason enough to buy/sell; and traders should consider additional technical analysis or research to confirm the security's turning point. Keep in mind, during strong trends, the MFI may remain overbought or oversold for extended periods.If the underlying price makes a new high or low that isn't confirmed by the MFI, this divergence can signal a price reversal.
      • #4 Collapse

        Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

        Dear friends topic ki taraf badhte hue discussion Ka aaghaz karte Hain forex main hamare aaj ke topic ka unwan hai money flow index Kya hota hai ye indicator me RSi ki tarhan kam karta hai is me 2 point hoty hein 20 aur 60 jab market 60 kiline ko tach karti hai ya bahir chali jati hai to market k inchy aany k chance zeyada hoty hein asy hi 20 se down chali jay to market k uper aany k chance zeyada hoty hein aur forex busienss mai koi indicator aur chart use nhn kiya mai bas market ki high aur low ko dimgh mai rakh kar os k mutabik trading karta hon ap ko b chahiye k zyda maslay mai pahrne k bajaye ap b es busienss mai asaan way mai kam kaor ta k ap ko loss face na karna pare aur ap kam waqt mai acha faida haisl kar sako aur apni life ko set kar sako aur money flow index ek popular indicator hy or iss indicator ka buhot sare trader use karte hn iss indicator se na sirf buy or sell ka signal milta hy balkay market ka trend bhi batata hy or issm me aap volunme bhi jan sakte hn RSI kaam kerta hy jab 30 say down market chali jate hy to its mean value over sold ho jati hain our pher uss k up jany k chances zeada ho jaty hain same jab 70 up to over bought our sell k chances zeada ho jaty hanaur hmein apne trading mein jo point die jate hein hmein in ko smjhna he aur hmein apne trading market mein jo 2 point rsi mein die jate hein un ko smjhna he aur phr hmein apne trading mein shaih trend ke sath chl kr order lagana hota he
        • #5 Collapse

          Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

          Forex Trading mein analysis ko behtr bnany ky liye different indicators aapky liye available hoty hain jinki knowledge aap asani se gain kar ky unko market ki analysis mein work kar skty hain. Yeh indicators aap ki trading ko best signals aur informations provide kar skty hain sur apki decision ko asan kar skty hain. Trades mein apki indications kar ky apko clear cut informations dety hain.is trha market mein Money Flow Index indicator bhi hai jo ky aapko money flow ky lihaz se market mein informations deta hai.

          Money Flow Index (MFI) indicator aap ko market ky money ky bahao ky bary mein informations deta hai. Money flow se murad market mrin money ki investors aur sellers ky drmian currency ka flow hai. Aur market mein jis hisab se demands aur supplies ka rujhan hota hai,yeh indicator aapko informations deta rehta hai aur aap apni analysis ko correct kar skty hain. Is trha good analysis se achy signals hasil kiye ja skty hain.

          Market mein agar kisi cheez ki demand zeada hogi aur supply kam hoti rhy gi to iska matlb market mein us currency ya commodity ki value up hogi aur graph up jaye ga isky ilawa agar demand kam hogi aur supply zeada hogi to market down jati rahy gi. Istrha money ky flow ki informations aapko Money Flow Index Indicator deta hai aur aap isko apni analysis ka hisa bana kar asani se is pr trade kar skty hain aur bhut se log is indicator ka istemal karty hain.

          Market mein kam karty huey aapko jitny zeada indicators ki informations hoti hain to aap un par apna analysis kar skty hain aur un se achy entry points find out karny mrein asani rehti hai. Yeh aapko market mein trading karty huey help out ksrty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

            Assalam walekum Pyare bhai jaan Forex trading Mein analyses ko Behtar banane ke liye different Hindi kya Tod aapke liye available hote hain jinki knowledge aap Sani se gain Karke unko market ke Anil it may work kar sakte hain ya indicate aur aapki trading co best signal aur information profit kar sakte hain aur aapki lication ko Aasan kar sakte hain trade main aapki indication Karke aapko clear coat information Dete Hain ISI Tarah market Mein money flow index indicator bijon ke aapko Money falon ke liye Hath se market Mein information Dete Hain

            Money flow index m5i indicator aapko market ke Mandi ke Bhav ke bare mein information Deta Hai money Phalo se Murad market Mein money investors se sala ke Darmiyaan currency ka floor hai aur Market Mein Jis hisab Se Kundli demand aur aap line Ko Nahin hota hai yah indicator aapko information data rahata hai aur aap apni analysis ko correct kar sakte hain aur ISI Tarah good Anil sabse acche signal Hasil Kiye Ja sakte hain

            Market mein agar Kisi chij Ki demand Jyada Hogi aur supply kam hoti hai kahegi to iska matlab market Mein US currency yah community ki value aap Hogi aur graph ab Jayegi aur uske alava Agar demand kab Hogi aur aapke Jyada Hogi to market Mein down Jati Rahegi aur ISI Tarah mani ke falon ki information aapko money flow index indicator deta hai aur aap usko apni Anil seat ke hisab se Banakar aasani Se Is per trade kar sakte hain aur bahut se log is indicated ko istemal kar sakte hain
            • #7 Collapse

              Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

              different indicators ka use karna mix ho jata hae to is waja se hamen cahiye ke hum kuch indicators ko he sirf use kiya karen take hum sahe tarah se inko use kbhe kar saken or is main se faida bhe hasil kar saken hum jitna zayada sae tarah se isko use karte hain to hum yahan se success gain karte hain bas hamne bhe is waja se cahiye ke hum jo bhe indicator use karen sab se pehle usko hamen demo account main apply karna cahiye hum agar demo account main apply karte hain to he to hum yahan se kuch gain kar jate hain to bas mehnat karen ache tarah se take hum yahan se kuch na kuch hasil to kar he saken lakin hamen bhe is kam ko better karne ke liye mehnat karne hote hae jo log is main mehnat kar jate hain wohe to is main kamyab hote hain to bas ache tarah se acha kam karte rahen take sab is main success gain kar len q ke trading bahut he zayada compkicated hae or uska technical analysis to us se bhe zayada complicated hae to bas hamen bhe cahiye ke hum is main mehnat kara karen take hum is main successful ho saken hum is main jitna zayada sahe tarah se ache tarah se kam kar jaya karte hain to hum is main successful hop he sakte hain lakin jop log is main sahe tarah se ache tarah se indicators ko use karte howe indicat kar lete hain to wohe to is main kamyab bhe hpo he jate hain to bas is liye mehnat karen sahe tarah se is main kam karen take ap aik bahut he ache trader ban saken is main se bas mehnat karte rahen klabhe bhe himmat na haren
              • #8 Collapse

                Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                Forex business me trading all world se ki ja sakti hay pakistan me agar online koi best business earning key ley hay to wo Forex business hi hay, other online websites ya online financial business se zeyda me Forex business ko hi best samjta hon es ki waja ye hay key esa ko be business nahi hay jes me Forex jetna profit etni asani se hamy hasil ho es key ley hamy Forex business ki education aur learning karny key ley mehnat hi karna hoti hay otherwise ham news update key base par be es business me trading kar key acha profit income kar sakty hey or is liye money flow k baray maloom hona boht important hay forex trading main jub hum trading karty hain tu os trading se hmain earning milti hai es k liye hmain forex ko join karna hota hai or os main hmain trading karna hoti hai forex aik boht he acha business hai jis main hum molk k kehn bhi kony main hun hum wahen se he trading kar skty hain aghr hamar account pakistan ain bna hai or hum kahen other country main hain tu bhi hum es main kam kar skty hain awhen bethy hum forex ko use kar skty hain jis trah se hum pakisatan main karty thy es liye forex se earning possibe hai maghr es k liye hmain amhnt karna parhti hai jitni hmari achi mahnt hoti hai otna he acha hmain proft milta hai Pakistan main forex trading k hawaly say kafi zaida info hamain nahi mill rahi ha ya online bheinta material satifactory level tak nahi hai. To jo jo material hamain mil sakta hai us ko cahi tarha yaad kar kay ham log aagy ye dekhty hian k kis tarha sy forex main apmni working start ki jaay. forex mian invcestment zayda pakistaniyon k pas nahi hoti hai aur invest na honey k wajha say saara talent bhe waste ho jaata hai lekin bhala ho pakistan forex forum ka jis say hamain munasifb working say avh bonus mill jata ha gissay ham achi trading kar k munafa kama sakte hain
                • #9 Collapse

                  Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                  Walaikum assalam yes dear Apne bahut hi important topic discussion ke liye select kiya hai no doubt money flow index basically Ek oscillator hota hai jo aapko market Mein different levels se related information provide kar raha hota hai dear jab aap money flow index related information Hasil karte hain aur isko properly calculate karne ki koshish karte hain to ismein aapko 2 different levels calculate karne mein help mil rahi Hoti Hai Jindagi related main aapko information provide kar deta hun.

                  Money flow index related Jab aapko oscillator information provide kar raha hota hai to usmein aap ko different level ke bare mein indication mil rahi Hoti Hai Ek Bar level hota hai jismein process bahut jyada increase hoti hai aur Market Mein virus ka bahut jyada pressure hota hai use situation ko aap market Mein overbought situation ka naam Dete Hain ya situation aapko oscillator different important indication ki basis per bata raha hota hai aur isko aap money flow index Mein Shamil Karte Hain.

                  Dear jab market Mein prices bilkul bottom level per hoti hai aur or situation Mein oscillator aapko downtrend se related maximum information provide kar raha hota hai jismein aapko yah information provide ki ja rahi hoti hai ki market Mein is situation per sellers ka bahut hi jyada pressure hai aur Market Mein Jab sellers ka bahut jyada pressure hota hai to US time par prices bilkul low-level per hoti hain aur uske bad Jab aapko market Mein reversal trend Milta Hai To prices increase hone ke chance hote hain is situation ko aap Hamesha market Mein over salt situation Kahate Hain jo aapko calculate karne ke liye oscillator bahut jyada helpful information de raha Hota Hai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                    Dear mate ap nay Boat he Perfect Topic per Humary sath apna Knowledge share Kiya hai or Hum aap Ky Is Knowledge Ke Qadar Karty hain market main Awesy Toh Boat Say Indicators hain Jin Ke Help Say Hum Market main Achy Signal Generate kar sakty hain iss liy humy Chaye kay market Main Technical Indicator kay Sath Momentum Indicator ke Be Zrort Hoti hai tabi Hum Achy Signal Generate kar sakty hain Or Momentum Indicator ke Help say humy Market Kay Price Fluctuation kay bary main Information hasil hoti hain or hum perfectly treads kar sakty hain..

                    Money Flow Index Indicator

                    Money Flow Index Indicator Ak Momentum Indicator hai.Or Iss Indicator Main hum Different Money Flow kay Bary main Achy Say jan Sakty hain is Liy humy market Main Negative Money Flow or Positive Money Flow kay Bary main Achi Information hasil hoti hai Jab Hu ye Indicator Use karty hain Toh humy price ke High Value Or Low Value kay bary main Achy Say maloom ho jata Hai ku Kay Ye Indicator be zada tar Relative Strength indicator ke tarh he Kam karta hai jab Kay RSI main Hum Market Main price ke Movement kya bary main Jan Sakty hain Or MFI ke help Say Hum Market Main Money Flow Kay Bary main jan Sakty hain.

                    Both Indicator He Boat zada Help karty hain Market MAin Traders Kay Activity Or Price Ke Movement kay bary main is liy inn Ko Use kar kay hum Boat Achi trades Place kar sakty hain or acha profit Gain kar sakty hain.
                    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
                    • #11 Collapse

                      Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                      aap ne discussion k liye bohat he acha topic select kiya hai forex par kuch cheezen aisi hoti hain jin k bary mein information hasil kerna bohat he zeada important hota hai is mein money flow index indicator bhi shmail hai market mein aisy bohat sary indicators hain jin ki wajah se hum achy signals ko find ker sakty hain lekin humen market mein technical indicators k sath stah momentum indidcators ki bhi zaroorat mehsoos ho gi jis se hum achi quality k signals ko generate ker sakty ahin momentum indicators ki wajah se hum market k price fluctuation k bary mein bhi information ko hasil ker sakty hain aur is tarhan hum trades ko perfectly ker sakty hain money flow index indicator aik momentum indicator hai aur is say hum different money flow k bary mein achy se learn ker sakty hain is liye isy use ker k humen market mein negative aur is k sath sath positive money flow k bary mein achi information aur learning hasil ho sakti hai is ko use ker k humen price k high aur low hony k bary mein acha knowledge hasil ho sakta hai ye indicator mostly realtive strength indicator ki tarhan he work kerta hai hum market mein price ki moment k bary mein jan sakty hain
                      MFI k sath market mein money flow k bary mein jan skaty hain dono indicators he bohat zeada help kerty hain agar un ko achy tareeky se aur positive sense mein use kiya jaye negative sense mein har indicator humen nuqsan dy sakta hai aur is liye humen har cheez ka acha use kerna aana chhaiye tab he hum aik profit gain ker sakty hain aur advantage bhi hasil ker sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                        dear friend, Money flow index aik oscillating momentum indicator ha jo market ki strength btata ha , is ko Gene Quong aur Avrum Soudac na develop kia, ye aik leading indicator ha jis ka mtlb ye ha k ye hmain price action k baray ma btata ha aur iski calculation RSI k similar hoti hain ye dono range bounded oscillator hain jo 0 sa 100 k darmian fluctuate kartay hain,

                        MFI calculate karnay k liay different steps lainay partay hain jin ma pahlay hmain typical price maloom karni parti ha jo perticular period ki high,low aur close ko add kar k 3 sa divide karnay sa hasil hoga, us k bad hm hr period ka aik Raw money flow calculate kartay hain jo typical price ko volume sa multiply karnay sa milta ha, 3rd step ma previous period ka positive raw money flow aur 4rth step ma previous period ka. negative raw money flow calculate karain gay, fifth step ma positive money flow aur negative money flow ki ratio maloom karain gay aur last ma MFI k liay ye formula use karain gay

                        MFI=100-100/1+money flow ratio

                        jb MFI ki value 80 sa above ho gi to ye overbought ka signal ho ga aur jb MFI ki value 20 sa below ho gi to oversold ka ishara ho ga, is k ilawa 90 aur 10 sa b above aur low ko b overbought aur oversold ma cosider kia ja sakta ha, is k baad market ka trend change honay k chances bn jatay hain, MFI aik useful indicator ha is sa hmain market routine aur prices ka andaza ho jata ha lihaza is ko thek tarah utilize karnay k liay iski calculations ko seekhna chaiay
                        • #13 Collapse

                          Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                          Forex trading indicators bahut acche result Dete Hain in indicators mein bahut jyada Paye Jaate Hain aur jab Ham market Mein kam start karte hain to use Waqt mein bahut hi acchi indicator ko learn karna Hota Hai Jiski help Se ham market Ko acchi Tarah Samajh sakte hain aur usmein acchi trade open kar Saken market Mein money flow index indicator bahut useful indicator Hota Hai Aksar traders indicator ko hi use karte hain aur Iske jariya Se Apna Kam start Karte Hain is indicator ki help se Ham market ke buying or selling condition ko acchi Tarah Se study kar sakte hain market Mein money flow index indicator Ek bahut hi Achcha treading tool sabit Hota Hai money flow index indicator market mein bahut hi popular movement indicator Hota Hai is ki help se Ham market ki overbought or oversold condition ko acchi Tarah Se identify kar sakte hain isliye market Mein Tamam traders Koi Chahie ke vah Agar market ki buying or selling condition ko acchi Tarah Se understand karna chahte hain to uske liye market Mein maujud flow index indicators ko istemal Karen Taki vah market ki position ko acchi Tarah Se samajh sake aur uske sath hi market Mein Apne trade open kar sake Ham Hamen market Mein Apne trade Lagane se pahle market trend ko acchi Tarah Se samajh Lena chahie Kyunki Agar Hamen ko samjhaie bagheri market Mein Apne trade Laga Denge Tu Is Tarah Se Ham usmein kabhi bhi acchi kamyabi Hasil nahin kar Payenge aur na hi Forex trading Mein Apne account ko save Rakh Payenge isliye Hamen market ke rules and regulations ko acchi Tarah Se samajhna chahie aur unko follow karna chahie Taki Ham market Mein acchi earning Haasil kar sake
                          • #14 Collapse

                            Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                            Money Flow Index Indicator kya hai is per kaise hum kam kar sakte hai.

                            ya indicator hume money ke bare me guide karta hai ya momentum ka batata hai hume high level price or low lever prices ke bare me batata hai agr tu hum is per kam karna chahte hai tu hum is me pahle learning karna ho gi learning kare gy tu hum is me kam kar sake gy .

                            or b is jaise indicators hai jin per hum kam kar sakte hai or achi trading kar sakte hai RSI Indicator bohat hi acha indicator hai best indicators me se aik hai is per trading kar b asan hai hume is indicator ko b use karna chahiye apni trading me jitana cha trading plan ho ga hum utana hi acha working kar sake gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Sawal: &quot;Money Flow Index&quot; indicator in forex trading...?

                              Han je forex ma bhot sary indicator hain ko trader k assistant k tor par work karty hain or unko trade opening ma help karty hain. Trader agr unk sath apna kuch experience use kar ley to wo in indicators sy maximum results hasil karny ma kamyab ho sakta hai. But new trader agr bena experience k or bena indicator ko help sy trade open karyn gy to unko etna loss ho ga k unka account he wash ho jae ga. Es topic ma ham money flow index indicator ko discuss karyn gy.

                              Money flow index indicator. Ye asa oscillator hai jo volume or price ko use karty hoe market ma buying or selling pressure ko measure karta hai. Mfi ko bhot sary traders volume weighted rsi b kehty hain. Mfi har period ki typical price sy start hota hai. Jb typical price rise ho to money flow positive hoti hai or jb typical price fall kar jae to money flow negative hota hai. Mfi best hai market ma reversal find karny k lae or market ki extreme values ko find karny k lae.

                              Calculation of mfi. Mfi ko simple formulay k zarayae find kiya ja sakta hai but es k lae pehle typical price find karna hoti hai jo ham hasil kar sakty hain agr ham high low or close ko add kar k 3 par divide kar leyn. Es ka bad money flow ratio find karna hoti hai agr ham 14 periods k positive money flow ko 14 periods k negative money flow sy divide kar leyn. Finally ab ham typical price or money flow ki ratio sy money flow index ko find karyn gy jis ka forumla ye hai mfi = 100 - 100 / ( 1 + money flow ratio). Trader k pass tora experience ho to wo by hand b money flow index indicator ko find kar sakta hai.
                              Last edited by ; 28-09-2020, 11:46 AM.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X