Yh review Urdu Zuban py mabni hy..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Yh review Urdu Zuban py mabni hy..
    Urdu zubaan...

    _Introduction_
    doston umeed hy ap sab khriat sy hun gy r hnmmary reviews apko bht hi pasand aaty hon gy. r inko madad sy apky knowledge mn izafa bhi hoga... aj ka hmara topic bhi bht important hy... r yh h urdu zuban....jesy k ap sab janty hn k urdu zubaan ak aesi zubaan hy Jo bht c zubanon ki madad sy bani hy.. is mn bht sy words aesy bhi hn Jo bht c zubano ki madad sy bany hn... bht hi long time pehly Jab ham ksi Dosry City mn jaty ty ya hm ksi r Country mn jaty ty.. ya phir agr koe Dosry country say koe bhi banda apky country mn ata hy... ya ap sy milta h to us mn sab sy bra masla hi zubaan ka hota hy. nah to apko us ki zubaan k bary mn kuch pta chlta hy r nah hi apki zuban us ki samjh mn hoti hyyy....is bat ko mind mn rakh ky yh socha gea ta k ak aesi zuban bnae Jay Jo har Country k log asani S bol bhi sken r sath sath samjh bhi sken is bat k end py urdu zubaan ka wajood amal mn laya gea... jis mn baki bhi bht sari zubanon ka istamal kea gea.... ta k har koe easily isko smajh sky r likh bhi sky.... is leay yh zuban bnae gae... jesy k apko sab bhi is zubaan ko samjhny ki salaeyh rakhty hn likh bhi skty hn r parh bool bhi salty hn.... q k yh bni hi is leay h k har koe isko samjh sky.. aj k dor mn har country mn hi bht s log aesy hoty hn jin ko yh zuban samjh mn ati h.... r hmari to qomi zuban hi urdu hy....is k ilawa is zuban ki sab sy bra advantage yh h k agr hm business ki wja s ksi dosry County mn jaty hn to udr transactions krty hoy hmen mushkil ka samna nh krna prta q k aj kal har jgay p hi logon ki samj mn yh zuban bht jaldi aa jati h.... is zuban ky bolny ya likhny parhany ky koe nuksan nh h... umeed krti hun k apko hmara yh review zyada pasand ayy ga r apky knowledge mn izafa hoga... thanks...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

    Review Diya Hai English language Urdu language mein Kafi Jyada Fark Hai English language bolane ke liye Hamen Kafi Jyada education ki jarurat hoti hai Hamare Mulk ki bete Ek language Urdu hai jo Hamare Mulk Mein boli Jaati Hai Urdu to Har Insan ko hi Aati Hai aur aap Insan Har Shehar Ki different language Hoti Hai Jaise Pashto Punjabi e Hindi balochi Aisi language hoti hai lekin Agar sabse Jyada use Hone Wali language Urdu language hai English language bolane ke liye Hamen bahut hi jyada educational Karni hoti hai English language Hamare liye ek Achcha procedure Hai yah Hamen other countries may help Karti Hai other countries mein English language sabse Jyada use hoti hai Urdu Zubaan bhi Hamen aani chahie Agar Ham Pashto Hai To uske liye Hamen Urdu zaban ka ana lazmi ha
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

      Assalamu Alaikum dear friend aapane bahut Achcha topic Hamare Sath share Kiya Hai Urdu Hamari National language hai Pakistan mein Urdu language use ki Jaati Hai Urdu language bahut hi Aasan language hai hai Jisko Har Koi easily e speak kar sakta hai.

      Urdu Ek Aisi language hai Jisko Tamam log aasani se understand kar lete hain bacchon ke syllabus Mein Urdu 2 Ka 1 separate subject Rakha jata hai tar ke bacche Urdu language ko aasani se Samaj aur bol sake Urdu bahut aasani se Ham Bole aur samajh sakte hain Hamen Urdu ko acche tarike se bolna chahie
      • #4 Collapse

        Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

        Urdu Pakistan ki national Language hai aur ek pakistani hony ki hesiyat se Har pakistani ko urdu zuban aani chahye aur isko sekhna chahye. Yeh zuban hmain hmari nisabi kitabon mein Class nursery se le kar bary bary subjects aur majors mein as a side subject bhi prhai jati hai. Isky ilawa agar aap urdu zuban mein mazeed taleem hasil karna chahty hain to aap is mein Ba Urdu, Ma Urdu aur Phd Urdu bhi kar skty hain. Urdu zuban ek bhut hi mushkil zuban hai Jisko prhny se iski noiyat ka amdaza hota hai. Lekin aam zuban mein istemal hony wali urdu zeada mushkil nahin hai.​Aur hmary​pury​mulk mrin boly jany ki wjha se har pakistani ko yeh zuban ati hai. Lekin isky bawajud kuxh ilaqon mein jahan taleem aam nahin hai, wahan psr kuch log sirf aur sirf apni local zubanyn bokty hain aur unhain urdu bolna nahin ata.

        Urdu zuban bhut si zubano ka majmua hai jin mein faarsi zuban, arbi zuban, turki zuban waghera ky alfaaz shamil hain. In sab zubano ky milty milty urdu wajood mein ai.​Aur urdu literature bhut hi diverse hai jis mein bhut se shuaraa aur adeeb hazraat ki khidmaat ka andaza nahin lagaya ja skta.​Urdu zaban ki traqi mein bhut se logon ne hisa lia aur aaj yeh zuban pakistan ki qoumi zuban kehlati hai aur isko smjhny aur prhny walon ki tadaad bhut zeada hai. Ajkal Foreigners jo ky Pakistan mein rehty hain aur yahan pr jobs karty hain woh bhi urdu bolty nazar aty hain.​Aur pakistan mein mojud different ambassadors jo ky yahan salon se reh rahy hain woh yahan aa kar urdu zuban sekh lety hain.​Lekin is zuban par completely aboor hasil karna bhut mushkil hai.

        • #5 Collapse

          Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

          Assalamu Alaikum ummid Karti hun ki aap sab khairiyat se Honge dear friend Jaisa ke aap Jante Hain ki aaj ka Hamara topic Urdu Zubaan Par Madani hai dear friends Jaisa ke Ham Jante Hain ki urdu Zubaan Hamari National Zubaan Hai yah Tumhara javanon se Mukt aur Khubsurat juban hai dear friend Urdu Zubaan Hamare Yahan Har Ghar Mein boli Jane ki Madhuri juban hai Hamare Har Ghar Mein Urdu boli Jaati Hai bacchon Ke sath
          Dear friends Urdu Zubaan Dammam javanon ka Muzaffar Arabi Farsi English aur Bahut Si Aisi chij Banai Hai Jinka sim ki translation Urdu mein ki Jaati Hai Ek bahut hi acchi Jawan boli jaane wali Zubaan hai aur Sabse Badi Baji Ki Hamari ko Mein Zubaan Urdu Hai Pakistan mein sabse Jyada boli jaane wali Zubaan Urdu Zubaan hai Urdu Zubaan bahut hi tamiz se apne ko banane ke liye use ki jane wali Hai Is Jahan Mein Kisi Kishan ki koi battamizi nahin Shamil dear friend Ja sake aap Jante Hain ki urdu Zubaan bolane se aapke Apne kirdar ki yah Zubaan ki waja Pata Chalti Hai Kya Aap kis kisam ke Insaan hai Hamare schoolon Mein Urdu Zubaan bacchon ko sikhai Jaati Hai Urdu Zubaan bhulne ke bahut se fayde hain ya basane Sabko samajh mein a Jaati Hai ise samajhne Mein Kisi Ki sankhya Koi Galti Nahin Hoti
          • #6 Collapse

            Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

            Assalam walekum Pyare bhai jaan Urdu Pakistan ki National language hai aur ek Pakistani hone Ki serial Shahar Pakistani ko Urdu Zubaan aani chahie aur isko sikhana chahie ya Subhan Hamen Hamari hisabi kitabon Mein class mein nursery mein padhaai jaati thi vah subject aur modules Mein isase side subject bhi padhaya jata tha aur Iske alava Agar aapko military fancy karna chahte hain to aap Kis Mein Bhi Urdu mein Urdu aur padh sakte hain aur Urdu Zubaan Ek bahut hi Mushkil Zubaan Hai Jisko padhne se iski Nokia 8 ko Dada Lagaya Ja sakta hai lekin Aam Zubaan Mein istemal Hone Wali to Dukh Zubaan Jyada Mushkil nahin hai aur Hamare Bole Jaane Ki vajah Se Har Pakistani Koyal se baat Aati Hai Lekin Iske bavjud Kuchh ilakon Mein Jahan talim Aam Nahin Hai vahan per Kuchh log sirf aur sirf apni local Bani hi bolate hain aur

            Urdu Zubaan bahut chij bahanon ka han hye Jin mein se forces bahan Turki Zubaan vagaira ke Alfaz Shamil Hai Aur in subs bahanon ke Milte Milte per do vajud mein I aur do lytron bahut hi dawai Sahay jismein bahut se Shayar aur Adeeb Hazrat ki khidmat ke Anda De Nahin Lagaye Ja Sakte aur Zubaan ki tarikh mein bahut se Logon Ne hissa liya aur aaj yah Subah Pakistan the commis Bankar aati hai aur Kis Ko samjhe aur Marne Walon ke padarth bahut hi jyada hai aajkal Parkinson Jo ke Pakistan mein rehte hain aur Yahan per job karte hain vah bhi Urdu Zubaan bolate hain aur Pakistan mein Manju different member se yah cake Salon se Urdu Zubaan bol rahe hain
            • #7 Collapse

              Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

              Asslam o Alaikum umeed hain ap tamam dost khar khariyt say hogay aj main ap dosto k sth urdu zuban pay discusses kro ga k urdu zuban humri kesi hy kesi nii urdu language or English language main buht zyda different hain asy hi urdu k ilwa other dusry country ki language main buht different hain jesa k urdu humri National zuban hain jass ki wording buht asan hain jo buht si language say mill Jr banii gie hain as zuban say ap kesi bhi zuban k bandy ko samja skty hain zyda ni tu thori buht zurar samjh a jaye gie agly bandy ko pakistan main sub say zyda urdu zuban pay focus kya jata hain ku k yha k logo ki English atna zyda strong nii hain na hi kesi ko atna zyda samjh atii hain as wja say ya humri ko I zuban hony k sth sth humry schol college or har ghr main zyda tar bolii jati hain urdu language buht si dusri zuban k sth mill k bani gie hain jo buht asan hain bolny main bilkul dikat ni hotii pakistan main mostly logo ko urdu zuban atii hain jo k pakistan ki national language hony k sth buht hi zyda famous or buht old language hain
              • #8 Collapse

                Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                Assalam o alaikum dear member ap ny bahot acha review paish kiya hai hamary sath urdu zaban k bary .

                Introduction:

                Dear member jehsa k hum sb janty hain k urdu zaban hamari qoomi zaban hai urdu ki mean lashkar hai yeh bahot zyada boli jany wali zaban hai yeh hamary peyre watan Pakistan ki pehchan hai yeh bahot he pure aur sada zaban hai jis hr koi easily understand kr sakta hai...

                Advantages:

                Dear member urdu zaban k bahot sy advantage hain yeh hamary Pakistan ki qoumi zaban hai aur Pakistan ki pehchan.hai agr hum log other countries main jayen tou is zaban k trough hamari pehchan.hoti hai aur is zabn ki waja sy hamen different countries main bahot izat di jati hai yeh bahiot zyada boli jany wali zaban hai yeh bahot asani sy samaj any wali zaban hai especially bachoun ko school main is py bahot zyada tawja di jati hai yeh aik tameez wali zaban.hai hamen apni qoumi zaban ko he trjeeh deni cahye zyada tr syllabus urdu main he hota hai isy uneducated people bhi easily understand kr lety hain yeh bahot jaldi bachy bhi follow kr lety hain..

                Disadvantage:

                Dear member urdu zaban k bahot sy disadvantage bhi hai aj kl bahot zyada English language py focus kiya jata hai bahot sy log start he sy bachoun ko English language seekhaty hain aur bahot sy asy school hain yahan py sara syllabus English main he hai afsos k bahot sy log asy hain jinhen urdu bilkul bhi nahi ati aur bahot sy asy bachy bhi hain jo urdu ko samaj he nahi ati jinhen shuru sy he English language py focus kiya jata hai unhen kisi cheez ka urdu main kuch meaning samaj he nahu aty aur bahot si asi job hain yahan English language ka seekhna bahot zruri hai jis sy bahot sy log urdu ko bhol kr English language py tawaja dena start kr dety hain yeh is ka sb sy bra nuksan hai..
                • #9 Collapse

                  Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                  Assalamu Alaikum remember aapane Hamare Sath bahut acchi knowledge share kiya hai aur ek informative topic discuss Kiya Hai Sab Jante Hain Ki Urdu language Hamari National language hai Humne chahie ki Hamen Urdu boli chahi Pakistan mein Rahane kaisi hai Sehore Ek Pakistani hone kaisi hai se Hamen Urdu language lazmi sikhani chahie Urdu language Hamen Love Me aani chahie Agar Ham Dekha Jaaye to Urdu language Hamen starting se nursery se lekar aur Jyada kam padhna chahie Hamen padhaai Jaati Hai Urdu language aur ismein ham extra taleem bhi Hasil kar sakte hain jaise ke BA Urdu MD Urdu PhD bhi kar sakte hain Urdu mein to Urdu Hamari Adhuri Sevan hai jo Hamen lajmi aani chahie..

                  Hamen chahie Kya Main Apne bacchon Ko Urdu Zubaan lazmi bolna sikhayen Kyunki Agar Ham Pakistani Hai To Hamen Urdu aani chahie Dekha Jaaye to Agar foreign countries ke koi bhi log jo jo Pakistan mein job kar rahe hain UN Sab Ko Bhi Urdu Zubaan aati hai aur vah bolate bhi hai to hamen bhi apni National language ko barkarar Rakhna chahie aur apne bacchon Ko Bhi Apne National language class mein sikhani chahie talk Hamare bacchon ko National language aani chahie...
                  • #10 Collapse

                    Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                    Assalamu Alaikum dear member aapane Hamare Sath bahut Achcha knowledge share kiya hai aur informative topic discuss kiya hai aur language Hamari National languages Zubaan bhi Kahate Hain Urdu language Hamari National language Hai To Hamen chahie ki Ham Apne bacchon Ko Bhi sikhayen Mein aani chahie Kyunki Jab ham yah Savan Hamen school se starting Se Hi Lekar aur Agar Ham Hain education bhi Hasil karte hain to bhi Hamen padhaai Jaati Hai Kyunki yah Hamari National language hai Ham ismein BA bhi kar sakte hain aur MB bhi kar sakte hain PhD bhi Ham Urdu mein kar sakte hain Urdu Zubaan Har EK Bande Ko Aati Hoti Hai Kyunki yah bahut hi Aasan language hai..

                    Dear member Urdu languages Jaise Jagah Dekha Jaaye To Ham out of country foreign countries Ke Jo log idhar Pakistan Mein Aakar job Karte Hain aur jo Pakistan mein Rahi Hai Un Sab Ko Bhi bol nahin aati hai Kyunki bahut hi Aasan language hai jo Har Ek Ko aasani se samajh bhi a Jaati Hai Aur bolane Bhi a Jaati Hai yah bahut easy language...
                    • #11 Collapse

                      Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                      Salam dear membersji aapane hamare sath bahut hi achcha topic discuss kiya hai jo ke Urdu zaban ki related hai to jaise kya aapko pata hai ki Pakistan mein jyadatar Urdu zubaan ka istemal Kiya jata hai kyunki jet bahut hi pyari language hai aur har Koi isko use kar sakta hai kyunki har kisi ko hi Urdu aarti hoti hai aur koi iska istemal kar sakta hai ISI tarah main aapko iske advantages aur koi disadvantages are Jo main aapke sath detail se share karti hun .

                      ISI tarah aapko pata hai keUrdu zubaan ek bahut acche se bane Disco har Koi easily understand kar sakta hai ISI tarah aap ko pata hai ki kitni acchi Ham Urdu zubaan lagti hai isase acchi aur koi jawab nahin hoti is tarah aap ko pata hai kya har kisi ko Urdu zuban hoti hoti hai vaise jo jis se belong karta hai jo se belong karta hai vahan ke alag alag languages hoti hai Urdu har kisi ko nhi aati hai Jo Pakistan mein log rahte hain unko Urdu aati hai vah isliye Urdu bol sakte hain isliye Urdu ek bahut hi pyari se bane aur se bolate hue bhi bahut hi pyari lagti hai bahut hi tamiz nahin hai is tarah istemal karte Hain .
                      • #12 Collapse

                        Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                        Assalamu alaikum dear friends Urdu Pakistan ki national Language hai aur ek pakistani hony ki hesiyat se Har pakistani ko urdu zuban aani chahye aur isko sekhna chahye. Yeh zuban hmain hmari nisabi kitabon mein Class nursery se le kar bary bary subjects aur majors mein as a side subject bhi prhai jati hai. Isky ilawa agar aap urdu zuban mein mazeed taleem hasil karna chahty hain to aap is mein Ba Urdu, Ma Urdu aur Phd Urdu bhi kar skty hain. Urdu zuban ek bhut hi mushkil zuban hai Jisko prhny se iski noiyat ka amdaza hota hai. Lekin aam zuban mein istemal hony wali urdu zeada mushkil nahin hai.​Aur hmary​pury​mulk mrin boly jany ki wjha se har pakistani ko yeh zuban ati hai. Lekin isky bawajud kuxh ilaqon mein jahan taleem aam nahin hai, wahan psr kuch log sirf aur sirf apni local zubanyn bokty hain aur unhain urdu bolna nahin ata.

                        Urdu zuban bhut si zubano ka majmua hai jin mein faarsi zuban, arbi zuban, turki zuban waghera ky alfaaz shamil hain. In sab zubano ky milty milty urdu wajood mein ai.​Aur urdu literature bhut hi diverse hai jis mein bhut se shuaraa aur adeeb hazraat ki khidmaat ka andaza nahin lagaya ja skta.​Urdu zaban ki traqi mein bhut se logon ne hisa lia aur aaj yeh zuban pakistan ki qoumi zuban kehlati hai aur isko smjhny aur prhny walon ki tadaad bhut zeada hai. Ajkal Foreigners jo ky Pakistan mein rehty hain aur yahan pr jobs karty hain woh bhi urdu bolty nazar aty hain.​Aur pakistan mein mojud different ambassadors jo ky yahan salon se reh rahy hain woh yahan aa kar urdu zuban sekh lety hain.​Lekin is zuban par completely aboor hasil karna bhut mushkil hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                          INTODUCTIN :

                          insan k jazbaat o ahsasat aur khyalat aik dosry tak pohnancaany ka sabab ka sab sa aham zreya ha . mashart
                           
                          • #14 Collapse

                            Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                            INTRODUCTION :

                            insan k jzbaat ahsast aur khyalat aik dosry tak pohnchaany sab sy ahm zareeya" zubaan"h muashrti muaashi aur tibai aur mazhbi zaroriyat k peesh e nazar ismen tabdeelian ronuma hoti hn isitrah har mushry aur ilaky ki zubaan apny makhsos andaaz main dhlti gyen aur mukhtalif zubaan ka janam howa. pakistan main boli jany wali aksar zubanen agrche aik dosry sy mukhalif hain magr in men mushtrka kadren hain in sab ka taluk zubano k aaryai girooh sy hy .muslim ohd e hakomat main farsi aur arbi ko frog milny say inky kai alfaaz makai zabano ka hissa ban gye hn jisa keh pakistan k khitta e zameen main kai kisam k tehzebi wirsy mily hain jo apny khadokhaal aur mushrti akdaar ky lihaaz sy aik dosry sy mukhtalif hain is leye pakistan main boli jany wali zubaanon main adab main whaan k bolny walon ky mizaaj skaafti passe manzer aur ahsasat ki akaasi hoti hy .isi trah jo hamry lye zubaan h jo international satah py boli jani waaali komi zubaah who h urdu

                            URDU

                            urdu k lafzi maani "lashkr" ky hain jnoobi ashia main jab muslmanoki hakomt kaim hoi to onhon ny mukhtalif ilaakon k logon ko apny lashkar main bhrti karna shuro kar dia in main Arab Iraani Turk Hindustani Panjaabi Sindhii Baloch Ptaahn pashto siraki kashmeri brahwi bangaali wagira shamil hain in sabki zubaanen alag alag theen inky mail joul sy aik nai zubaan paida hoi jo lashkar yeni urdu sy wabsta log bola karty thy iss lye isy urdu ka naam dia gya urdu zubaan k kai naam rhy hain shuro main isky hindwi hindi aur hindostani kha jany laga baad azaan ui reekhta kehlai isky baad urdu e mualla aur aakhir main urdu kay naam sy mosoom hoi naamon ki trah mukhtlif adwaar main iska adbi ahang bhe bdalta rhaa ameer khusroo hindi ya hindwi k azeem shayer kehlye reekhta ky dor main mushfii urdo a mualla k door main mirzaa ghaalib aur zooq aur urdo k dino mainmolana haali allma iqbaal aur faiz ahmad faiz ny urdu zubaan ko kmaalfan k darjy tak pohnchya dehli urdu ka asal ghr thaadehli ky baad jab ui dakn aur gujraat pohnchee o trakki k moky bhe bhr gye dakan k wli dakni ka shumaar urdu kay ibtdai shuara main hota hay .
                            ADVENTAGESS :
                            ap sab janty hain jab ham apni baat dosry tak pohnchaaty hain to hamen zubaan ka istamal karna partah aur urdu hamari komi zubaan hy isky zarye ham apni baat auron ko samjha sakty hain
                            ham dunya k ksi kony main bhe hon ham asaani sy apni shnakht karw asakty ahain ka ham kiss mulk sy taluk rakhty hain
                            jab mukhtalif komeonk loog aik hi zubaan bolty hain to apas main ittafaq aur barkat paida hota h aur bhai chara kaim hota hay
                            urdu zubaan aik dosry ko pehchanny main madad deeti hay
                            apas main rang zaat nasal aur bradry sy baal ter kar deeti hay .

                            DISSADVENTAGES:

                            agr apni zubaan sy ham cnversation na karen to hamen aik dsy ki baat samjhny main bht mushkill paish aati hay
                            mukhtalif zubaano k istamaal sy na itafaqi aur nachaaki paida hoti hay
                            apni komi zubaan ko na bola jaye to rang zaat nasal main imtiaziat ajati hy aur fark paida ho jaty hn.
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                              Introduction: Urdu zaban jo key hamara qumi zaban hay ye hamary ley bahot hi important hay hamy kesi ko apni bat samjany me aur kesi aur ki bat samjny me agar asani ho sakti hay to ye Urdu zaban hi hay Urdu zaban Pakistan me bahot hi zeyada boli jany wali zaban hay Urdu zaban ka tareekhi pas manzar bahot hi purana hay ye 18 s se boli ja rahi hay aur 1947 me Pakistan ban jany key bad es ko Pakistan ki national (qumi) zaban ka darja dia gia,

                              Advantages:Pakistan ka har citizen jo key Bachpan se hi Urdu me bat cheek karta hay school aur collage me be es ko pardhaya jata hay ye zaban hamary ley to bahot hi samjny me aur read karny me asaan hay magar other countries key afraad key ley ye bahot hi mushkil zaban hay, Urdu me million ki tadad me books write ki ja chuki hay es ley hamy es ka advantage ye hota hay key hamy har tarha ki books Urdu zaban me mil jati hay aur ham en ko read kar sakty hey, school me Urdu es ley zeyada pardahi jati hay key ye hamari qumi zaban hay era koi be school nahi jes me students ko Urdu ki taleem na di jati ho, Urdu samjny ki waja se ham easily news papers aur others books read kar sakty hey,

                              Disadvantages:Urdu zaban ka disadvantages sirf ye hay key Pakistan me to es ko samjny aur samjany waly bahot hoty hey magar jab ham other kesi country me jaty hey to es country ki zaban jab tak ham learn nahi kar lety hey Urdu zaban hamy koi faida nahi de sakti hay es ki waja ye hay key Urdu ko samjny waly nahi hoty hey agar hamy apni country ka koi mil jata hay to zeror ham es key sath Urdu me bat kar sakty hey magar other persons se ham Urdu me bat nahi kar sakty hey.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X