Yh review Urdu Zuban py mabni hy..
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

    AOA my dear all Forex member aaj ka review Urdu zaban per mabni hai Urdu Pakistan ki national Language hai aur ek pakistani hony ki hesiyat se Har pakistani ko urdu zuban aani chahye aur isko sekhna chahye. Yeh zuban hmain hmari nisabi kitabon mein Class nursery se le kar bary bary subjects aur majors mein as a side subject bhi prhai jati hai. Isky ilawa agar aap urdu zuban mein mazeed taleem hasil karna chahty hain to aap is mein Ba Urdu, Ma Urdu aur Phd Urdu bhi kar skty hain. Urdu zuban ek bhut hi mushkil zuban hai Jisko prhny se iski noiyat ka amdaza hota hai. Lekin aam zuban mein istemal hony wali urdu zeada mushkil nahin hai.​Aur hmary​pury​mulk mrin boly jany ki wjha se har pakistani ko yeh zuban ati hai. Lekin isky bawajud kuxh ilaqon mein jahan taleem aam nahin hai, wahan psr kuch log sirf aur sirf apni local zubanyn bokty hain aur unhain urdu bolna nahin ata Urdu zuban bhut si zubano ka majmua hai jin mein faarsi zuban, arbi zuban, turki zuban waghera ky alfaaz shamil hain. In sab zubano ky milty milty urdu wajood mein ai.​Aur urdu literature bhut hi diverse hai jis mein bhut se shuaraa aur adeeb hazraat ki khidmaat ka andaza nahin lagaya ja skta.​Urdu zaban ki traqi mein bhut se logon ne hisa lia aur aaj yeh zuban pakistan ki qoumi zuban kehlati hai aur isko smjhny aur prhny walon ki tadaad bhut zeada hai. Ajkal Foreigners jo ky Pakistan mein rehty hain aur yahan pr jobs karty hain woh bhi urdu bolty nazar aty hain.​Aur pakistan mein mojud different ambassadors jo ky yahan salon se reh rahy hain woh yahan aa kar urdu zuban sekh lety hain.​Lekin is zuban par completely aboor hasil karna bhut mushkil hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

      Assalam alaikum dear members ummed hai k ap sab kheryat sa hongay
      TOPIC:URDU
      INTRODUCTION:
      Urdu ka naam REKHTA hai.Urdu pakistan ki Qomi zaban hai urdu aur hindi takreban milti julti zabanien
      hain lekin kuch alfaz aise hain jo k aik dosray sa differnt hain.
      Urdu TURKISH zaban ka lafz haihai jis ka matlab hai (LASHKAR) Urdu zaban
      wajood mai is trh ay thi k aik dafa aik lashkar ja rha tha jis main bhut si zabanien
      bolnay walay logg majod thay in muthtalif zabano ko milla kar urdu zaban tashkel
      main ay in zabano main sa chand nechy darj hain
      1:Arbi 2:Turkish 3:Farsi 4:Siraiki 5:Pashto
      URDU KI EHMYAT:
      Urdu aik meethi zaban hai aur urdu zban ki shayri bhut mashor hai.urdu muhazib
      logon ki zaban hai jab koi urdu man baat kerta hai tou goya us k monh sa phool
      jhartay hain Urdu k bhut sa azeem shayr guzray hain jin k naam nechay dye gay hain
      1:Mirza Ghalib
      2:Mer takki meer
      3:Hafiz jalandhri
      4:Allama Iqbal
      5:Faiz Ahmed Faiz
      humien b urdu ki ehmyat ka jan_na hoga aur iski tarakki k lye mil kar kaam karna hoga
      • #18 Collapse

        Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

        Asalamalaikum:
        Dosto me umeed karta hun k ap sab kheriat se hon ge r aj ap ne hmary sath
        1 bhut hi acha review share kia h jo k urdu zuban k bary me dosto urdu zuban ko 1 lashkriii
        Zuban kha jta h q k jb mukhtalif jagoo k log alhty hue to uno ne 1 new zuban bnai jis ko hm
        Urdu khty hn urdu zuban bhut hi wasiiii zuban h r pakistan ki kooomi zuban bhi urdu hi hy
        Urdu 1 bhut hi oyariii or meethiii zuban h
        • #19 Collapse

          Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

          Dear jab aap Kisi bhi language se related apni learning complete kar rahe hote hain to ismein aapko language ki importance ko properly understand karna hota hai no doubt koi bhi language Kisi bhi country ke liye bahut hi important platform Hoti Hai Jiski basis per use country ki development ho sakti hai aur iske sath sath different important matters ki solveout ke liye language Ek important role play kar rahi hoti hai.

          Dear jab Ham Pakistan ki National language se related apni discussion Karte Hain To ismein Ham Urdu language ko bahut jyada importance de rahe hote hain no doubt Urdu language all over the world different countries main lock is related apni learning complete karte hain aur Urdu speaking aapko all over the world different parts of the world mil sakte hain job ke properly Urdu speaker hote hain aur Urdu to easily understand Karte Hain.

          Dear jab aap Urdu language ko Hindi language se compare karte hain to ismein bhi aapko bahut jyada resemblance mil rahi hoti hai no doubt Jab aap speaking ki basis per ine donon languages ko aapas Mein compare karte hain to usmein aapko maximum words same Milte Hain aur uska style bhi bilkul aapko se Milta Hai Lekin writing mein ya totally different hote hain Urdu language main aapko bahut hi perfect poetry aur is se related literature mil sakta hai.

          Faidy :

          Urdu language Ek bahut hi important platform Hai jismein all Aur Do Pakistan ismein different correspondence aur different medium channel se related ismein aapko best information provide ki ja rahi hoti hai no doubt Pakistan ke different platform par Urdu language ko importance dene ke liye bahut jyada hardworking ki ja rahi Hoti Hai iske sath sath Urdu literature aapko provide Kiya Ja Raha hota hai jo aapke liye bahut jyada helpful ho sakta hai no doubt Jab Ham Kisi bhi Educational Institute Mein Apni learning complete kar rahe Hote Hain To Humko language ki importance a related bhi apni complete information Hasil Karni chahie.
          • #20 Collapse

            Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

            Yah review urdu zuban par mabani hai assalamu alaikum dear friend kisi bhi mulk ke liye uski ek national language hoti hai national language ka matlab ya hota hai ki use mulk ke tamam documents usi zuban ke andar hote hain aur na sirf document usi language mein hote hain balki use language ko prefer kiya jata hai tab ham log us language ko bol sakte hain, samajh sakte hain aur us language ke andar hi tmam communication ki jaati hai

            agar ham pakistan ki baat karen to pakistan ki national language urdu hai iska matlab yah hai ki tamam log pakistan ke andar urdu padh sakte hain, samajh sakte hain aur bol sakte hain urdu zuban bahut se zubano ka majmua hai jismein farsi, hindi, Punjabi, aur aur arbi language ke alfaz shamil hai

            urdu ka lafzi matlab lashkar hai aur isko isiliye urdu kaha jata hai kyunki yah bahut se zubank ka ek majmua hai


            pakistan ki national language urdu hai yani yahan per urdu ko promote kiya jata hai kisi bhi mulk ki tarakki ke liye uski national language bahut jyada important hoti hai kyunki research ke mutabik koi bhi mulk kisi dusri zuban ke andar tarki nahin kar sakta agar unki mode of communication koi dusri language ho
            urdu zuban ke bahut sare fayde hain


            advantages


            urdu language ko pakistan ke tamam log samajh sakte hain padh sakte hain aur bol bhi sakte hain
            urdu language ek bahut decent language hai jismein adab ka bahut jyada khyal rakha jata hai aur iske jaban her aik asani say samj sakta hai yah jaban aasani se samajh mein a jaane wali hai isko sindhi balochi pathan aur tmam dusre log aasani se samajh sakte hain urdu pure subcontinent ke andar boli jaati hai aur samjhaie bhi jaati hai
            urdu zaban ke andar kyon ki dusri zubano ke alfaaz bhi shamil hai isliye isko dusre log bhi jo kisi dusre country se belong karte ho vah bhi samajh sakte hain


            disadvantages

            agar ham urdu zubaan ke disadvantages ki baat karen to is ka koi bhi disadvantage nahin hai sirf hamare mulk ke andar ek badkismati hai ki hamari national language urdu hai lekin tamam documentation aur communication official level ke upar english mein hoti hai hamara education system bhi english mein hai aur yah ek bahut bada flaw hai kisi bhi mulk ki tarkki Kisi dusre language mein nahin ho sakti Agar Ham China ki hi example Nahin to China Jo is Waqt Puri Duniya Ke Upar economically apni Hukumat kaim kar chuka hai uski log English Nahin bol Sakte aur vah apni Chinese language ko hi padh sakte hain samajh sakte hain aur bol sakte hain

            Hamen bhi chahie kya Ham apni National language ko promote Karen aur Urdu Bhulane Ko sharm ka Bais Na Samjhe Bal ke Urdu mein hi communication Karen

            doston mein ummid karta hun ki urdu zaban ke bare mein yah review aapke liye bahut jyada helpful sabit hoga
            • #21 Collapse

              Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

              Dear Forex members aaj ka Hamara topic Urdu Zuban se related Hai jaise ki AAP Sab Jante Hain Urdu Hamari ko me Jawan Hai Aur yah bahut hi Khubsurat respected Jawan Hai Jaise ke AAP Sab Jante Hain ki urdu Zubaan Ek Aisi Jawan Hai Jo bahut hi javanon ki madad se Banai Hai is mein bahut se words aisi hai jo ke bahut hi javanon ki madad se Banai Hai vah hote hi Kafi time pahle Jab Ham Kisi dusre city mein Jaate the ya Ham Kisi Aur country Mein Jaate the ya FIR Koi dusre country Se Koi aata tha Hamare Mulk Mein To aur se Milta Hai Hai To usmein sabse bada masala ya Jawan ka hota hai na to aap ko uski Jawan ke bare mein Kuchh Pata Chalta Hai Aur na hi aapki Zubaan uski samajh mein Aati Hai is Baat Ko mind Mein rakhkar yah Socha gaya tha ki aisi juban Banai Jaaye Jo ke country ko aasani se bol sake aur different countries Mein samjhaie Bhi Ja sake Urdu Zuban ka vajud Amal Mein Laya Gaya jis mein Baki bahut sari javanon ka istemal Kiya gaya tha ki Har Koi easily samajh sake aur likh bhi sake aur bol bhi sake isliye yah sab Banai Gai jisse aap sab Bhi Is Jamane Ko samajhne Ko sikhate rahte hain Urdu jaban Ek bahut hi acchi aur Khoobsurat Jawan hai bahut Akela ki Zuban Hai respective Jawan Hai Aur isko bolna bahut Achcha lagta hai aur bahut se log Urdu Zubaan hi ghar mein bolate Hain Jo ke bahut jyada Pasand ki jaati hai aur bahut hi respected zaban Hai
              • #22 Collapse

                Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                Assalamu Alaikum dear Forex ap ny bahot acha review paish kiya hai hamary sath urdu zaban k bary .

                Introduction:

                Dear member jehsa k hum sb janty hain k urdu zaban hamari qoomi zaban hai urdu ki mean lashkar hai yeh bahot zyada boli jany wali zaban hai yeh hamary peyre watan Pakistan ki pehchan hai yeh bahot he pure aur sada zaban hai jis hr koi easily understand kr sakta hai...

                Advantages:

                Dear member urdu zaban k bahot sy advantage hain yeh hamary Pakistan ki qoumi zaban hai aur Pakistan ki pehchan.hai agr hum log other countries main jayen tou is zaban k trough hamari pehchan.hoti hai aur is zabn ki waja sy hamen different countries main bahot izat di jati hai yeh bahiot zyada boli jany wali zaban hai yeh bahot asani sy samaj any wali zaban hai especially bachoun ko school main is py bahot zyada tawja di jati hai yeh aik tameez wali zaban.hai hamen apni qoumi zaban ko he trjeeh deni cahye zyada tr syllabus urdu main he hota hai isy uneducated people bhi easily understand kr lety hain yeh bahot jaldi bachy bhi follow kr lety hain..

                Disadvantage:

                Dear member urdu zaban k bahot sy disadvantage bhi hai aj kl bahot zyada English language py focus kiya jata hai bahot sy log start he sy bachoun ko English language seekhaty hain aur bahot sy asy school hain yahan py sara syllabus English main he hai afsos k bahot sy log asy hain jinhen urdu bilkul bhi nahi ati aur bahot sy asy bachy bhi hain jo urdu ko samaj he nahi ati jinhen shuru sy he English language py focus kiya jata hai unhen kisi cheez ka urdu main kuch meaning samaj he nahu aty aur bahot si asi job hain yahan English language ka seekhna bahot zruri hai jis sy bahot sy log urdu ko bhol kr English language py tawaja dena start kr dety hain yeh is ka sb sy bra nuksan hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Yh review Urdu Zuban py mabni hy..

                  Assalamu Alaikum doston Jaisa ki aap sabne Dekha ke yah review Hamari ko me Zubaan aur jo per mabny Hai To Main aapko bata do doston ke Pakistan mein Char ya Panch kism ke major languages boli Jaati Hai ismein Sabse Jyada Urdu Hai Pashto Hai Sindhi hai aur balochi hai Iske alava Hindko kohistani balochi yah dusre ki sim ke Zubaan bhi boli Jaati Hai to dosto main aapko bata do ke Urdu Hamari ko me Zubaan hai aur usko offices panguage bhi Kaha Jata Hai Jani ke comedy level per assembly on Mein yah ISI Tarah schoolon Mein Urdu language ka hi istemal hota hai Kyunki yah Hamari ko Madhuban hai aur Sarkari satah per hi Hamari yah Subhan boli aur Padhi Jaati Hai To Samay aapko Majeed yah Bata Do Ki aap Agar Dekhe to Hamari Har level Pahad Har province Mein Apni Apni Zubaan boli Jaati Hai Lekin Urdu Zubaan Ek Aisi Zubaan hai ki iska Sabko Idea Hoga aur sab ise padh Lake Sakenge dosto iska vajah yah hai ki yah Hamari ko me Zubaan hai aur Agar ji ke Waqart Se Lekar abhi tak log is ko bade shauk se padhte aur sochte rahte hain Hamare bacche bacche is ko samajhte Hain iski vajah yah hai ki Hamare film Hamare drama Hamare news Hamare newspaper aur books jitne bhi Hoti Hai Sab Mein Urdu Zubaan ka istemal Kiya Jata Hai Jiski vajah se Ham Sab Ko Bachpan Se Hi iske sath Vasta padta hai aur ham ise sunte padhte likhate aur samajh sakte hain ya bahut hi Pyari Zubaan Hai vah ka bahut mashhur hai aur bahut bada kam Hua Hai Urdu adab per motor University Mein Urdu unke alag alag departments maujood hai aur vahan per aap Urdu mein MA aur PHD courses aap Urdu Zubaan Mein Hi kar sakte ho Urdu Zubaan ke bahut jyada famous aur Naamover Shayar bhi maujud hai.

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X