Ye Review " Safi Medicine " Par Mubni Hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ye Review " Safi Medicine " Par Mubni Hai
    Safi Medicine


    Safi Aik Unani Medicine Hai Jo Keh Aik Blood Purifier Ka Kam Karti Hai Ye Medicine Hamdard Laboratories ( Waqf ) India Mai Banai Jati Hai Yani Is Ki Production Inida Mai Hoti Hai Or Iskey Sath Ye Pakistan Or Bangladesh Mai Bhi Banai Jati Hai. Agr Safi Medicine Ki Baat Ki Jaye Tu Ye Package Kay Lehaz Say Hamarey Stomach Ko Correct Karti Hai Or Iskey Sath Or Bhi Bhut Si Deegar Problems Mai Help Karti Hai Relieves Deney Mai. Safi Aik Liquid Fluid Type Medicine Hai Jo Keh Syrups Ki Form Mai Ati Hai Or Isey Lena Bhut Easy Hota Hai Ab Baat Kartey Hain Is Medicine Kay Ingredients Kay Barey Mai .
    • Ingredients


    Cassia senna 246.75 mg

    Smilax chinensis 60.00 mg

    Sphaeranthus indicus 60.00 mg

    Nelumbium nuciferum 36.00 mg

    Dalbergia sissoo 36.00 mg

    Fumaria parviflora 24.00 mg

    Azadirachta indica 24.00 mg


    Ye Is Medicine Kay Kuch Khass Chemicals Hain Jin Say Ye Mil Kar Banai Jati Hai Iskey Ilawah Bhi Kuch Or Hain Medicine Mai Istamal Honey Waly Ingredients. Ye Aik Unani Medicine Hai Is Liye Is Mai Ye Is Type Kay Desi Chemicals Istamal Hotey Hain Kuch Log Isey Desi Medicine Bhi Boltey Hain.
    • Advantages


    Is Medicine Kay Bhut Say Fawaid Hain Jesy Keh Is Medicine Ko Koi Bhi Ly Sakta Hai Baghair Kise Doctor Ki Prescription Kay Or Iski Dosage Bhi Bhut Normal Hoti Hai Isey Koi Bhi Normal Person Easily Intake Kar Sakta Hai Ye Medicine Hamarey Liye Is Liye Faidey Mand Hai Koun Keh Is Mai Desi Chemicals Or Ingredients Istamal Howey Hain Takeh Ye Medicine Hamarey Stomach Ko Clean Rakhey Or Digestive System , Constipation Kay Liye Bhi Ye Medicine Istamal Ho Sakti Hai Jis Kay Liye Aksar Log Isapghol Istamal Kartey Hain Ye Medicine Isapghol Say Zaida Acha Work Karti Hai Or Iskey Sath Ye Hamari Skin Problems Ko Bhi Cure Karney Ki Kosish Karti Hai Jesy Keh Face Pimples Ye Hamarey Face Par Jo Pimples Hotey Hain Ye Un Ko Boil Karti Hai Or New Pimple Bananey Say Rokti Hai.Ye Medicine Hamein Easily Hamein Market Ma Available Mil Jati Hai Ye Medicine Har Koi Afford Kar Sakta Hai Koun Keh Ye Sirf Rs .80 Ki Hai Or Kuch Markets Mai Ye Rs 75 KI Bhi Mil Jati Hai.
    • Disadvantages


    Medicine Kay Jahan Fawaid Hotey Hain Wahan Nuqsan Ho Lamz Hotey Hain Jesy Keh Is Medicine Ka Bhi Aik Nuqsan Hai Is Medicine Mai Aik Chemical Istamal Hota Hai Jis Ka Naam ( Arsenic ) Ye Aik Bhut Hi High Level Ka Dangerous Chemical Hai Body Ki Health Kay Liye Or Ye 40 % Is Medicine Mai Paya Jata Hai Jis Ki Wajah Say Logoun Ko Bhut Si Problems Ho Jati Hai Jesy Keh Liver Or Kidneys Problem Or Is Medicine Ka Aik Akhri Nuqsan Ye Bhi Hai Keh Iska Taste Bhut Hi Bura Hota Hai Isey Koi Bhi Easily Nhi Drink Kar Sakta Ye Bhut Hi Fat Liquid Kay Sath Ati Hai.

    Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-28T074610.381.jpg
Views:	1
Size:	10.6 کلوبائٹ
ID:	12469576
    Click image for larger version

Name:	download - 2020-09-28T074601.655.jpg
Views:	1
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12469577

    Say " Alhamdulillah " For Everything ❤️





  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

    Assalamu Alaikum dear member aapane bahut hi informative topic Hamare Sath discuss Kiya Hai Safi medicine ke bare mein yah bahut hi famous medicine hai aur bahut use Hone Wali Hai..
    Advantages:


    Dear member Safi medicine ke a bahut jyada advantage hai dear member bahut se log skin problem ke liye use karte hain skin problem Hamare stomach ki vajah se create hoti hai To bahut jyada log Jin jinki skin pe pimple ka Ishu Hota Jo log Safi medicine use karte hain is ka bahut effective result hai daily use karne se Hamari skin problem Kafi had Tak theek ho sakti hai yah syrup ki Shakal Mein hoti hai jo Ham easily Le sakte hain is ka sabse bada fayda yah hai Kiska Iske Koi side effect Nahin Hai Ham Doctor ki advice Ke bagair Bhi yah medicine use kar sakte hain...


    Disadvantage:


    Dear member safi madicene k disadvantage bhi bahot hain aik tou blood pressure aur suger k patients doctor ki advice k bagair use na kren aur hamen yeh medicine purchase krty waqat expire date zrur chek krni chaye wrna nuksan ho sakta hai aur agr hum likhi gai doses k mutabik nahi lain gain tou hamen nuksan ho sakta hai aur is ka yeh bhi nuksan hai k iska taste kafi ajeeb kisam ka hota hai jo hum easily nahi ly sakty kafi krhwahat feel hoti hai kioun k ismsim ingredients kafi high level k use kiye hoty hain...
    • #3 Collapse

      Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

      Assalamu Alaikum dear member aapane Safi medicine ke bare mein review share Kiya Hai yah Ek bahut hi important topic hai hi Sath hi medicine Ek bahut acchi aur bahut famous medicine hai aur bahut se log isko use karte hain Iske bahut se fayde Hain.

      Faiday :

      Safi medicine Hamdard company ki medicine hai bahut se log isko skin se related problems ke liye use karte hain yah medicine Hamare skin ke Bahut Si problems ko solve karti hai medicine Hamare blood ko saaf karti hai hai aur Hamare skin ke colour ko bahut jyada fair kar deti hai yeah medicine liquid form Mein hoti hai hai aap isko daily routine Mein use kar sakte hain yah of doctor se consult kiye bagair bhi use kar sakte hain.

      Nuksan :

      Har chij ke fayde ke sath sath Uske nuksan bhi Jarur Hote Hain Hamen main jo bhi medicine chahie Ho Hamen doctor se Jarur consult karna chahie Kyunki Kuchh Logon Ko Bahut Si dusri problems bhi hoti hai high blood pressure heart patient and diabetic patient doctor se consult yah bagair yah medicine use nahin kar sakte a Varna Iske fayde ki vajah se nuksan bhi ho sakta hai skin se related jo bhi ISsue Ho pahle doctor se consult karna chahie aur FIR use chij ko use karna chahie thanks.
      • #4 Collapse

        Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

        Assalamu Alaikum Pyare bhai jaan aapane bahut hi acchi formating topic Hamare Sal Iske Kiya Hai Safi medicine ke bare mein yaar bahut hi famous medicine hai aur bahut use Hone Wali Hai

        Advantage

        Pyare bhai jaan Safi medicine aap bahut jyada advancing Hai Pyare memberposts a Logon ke sucking problem ke liye use karte hain skin problem Hamare Satyam match ki vajah se sacred Hoti Hai To bahut jyada log Din Jin per temperley ka issue hota hai jo log Shafi medicine use karte hain uska bahut keep active result hota hai daily use karne se Hamari screen problem Kafi had Tak theek ho sakti hai yah use Surat ki Shakal Mein hoti hai jo ki Ham Kisi Le sakte hain iska sabse bada fayda yah hai ki iska aur koi bhi side effect Nahin Hota Ham doctor ke advance Ke bagair Bhi yah medicine use kar sakte hain

        Nuksan

        Pyare member Safi medicine Ke nuksan Bhi bahut hain to blood pressure aur Sugar ke patient doctor ke advance ke bagair use na Karen aur Hamen yah medicine propose karte waqt expiry date Jarur check karne chahie Varna nuksan ho sakta hai aur Agar Ham likhi Gai dusron Ke mutabik Nahin Lenge To Hamen nuksan ho sakta hai aur iska yah bhi nuksan hai ki is ka test Kafi Ajeeb Kishan ka hota hai jo ki Ham isliye Nahin Le Sakte aur Khatarnak bhi ho sakta hai
        • #5 Collapse

          Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

          Safi aik syrup hay jo k munh saaf karta hay sath mein blood bhi diya bar ke Diya hi nahin hai isliye cake in kahin bahar se logon ko iske bare mein nahin pata hoga lekin agar jis ko pata hai to hua jawab dena ok hamen bhi use information hasil Ho Ham is post per jawab ke intezar mein haijaruri nahin hai ki hamen Jo pata Ho Ham vahi likhe Ham apne naresh ko badhane ke liye kisi se kuchh poochh bhi sakte hain isliye hamen is post ke bare mein yatra ke bare mein jaane ke liye jaruri hai kya mixing kaise karen aur badh hokar forex kestion hai aur maximum members ko yah maloom nahin hai ki legging span kisko kahate Hain aur is related members ko apne information ko increase kar lena chahie yahan per kam karne mein aur acche result hasil karne mein yah baat important hai ki members ko har tarah ki informaur iski vajah yah hai ki yahan per maximum members har tarah ka experience share kar rahe hain aur bahut useful information Baki aur members ke sath share kar rahe hain members ko agar kisi bhi type ki information ke bare mein acchi tarah Se apne experience ko improve karna hai to members ko yahan per online hokar aur Baki members ke work ko acchi tarah Se read kar lena h karne mein help milati hai aur is tarah Se members ko trading se related bahut achcha knowledge bhi milta hai aur yah members per depend karta hai ki vatlab key ap ney jaisey dekha hoga her pair ki bid and ask mie thora sa farq hota hai jaisey key karayn gy to hunaray liaya kamyabi hasaialkarana or achi earaning karana bohata hello zyada mushkil ho jay ga.is liaya humyis my kkshis karany chiaya ka ahum is my mehanat sy akma karayan.foreign exchange kaanadar bohata sy loog asy bi hoty hayan jo loog faux kame karaty hayan humyfaux kamo sy bach kara hello kam karana chiayaara hum faux kami sy foor rah karkam karayan gy to hum zaroor kmayabi hadail kar sakty hayn ir agara hum fauxkame in line with bi mehnat arayn gy to js ka humy hello sub sy bara lose jo va is layahumy is my dakh kar or samj kara hello kam katana chaya jo loog dakh bhal kar kamkaraty hayan who loog zaroor
          • #6 Collapse

            Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

            .. aoa...



            friends umeed h ap sb khriat sy hu gy... ap janty hn k hm apko ksi topic sy related information provide krty hn usi trah aj bhi hm apky sath ak new topic le k aay hn.... aj ka hnara topic safi medicine k bary mn h... jesy k aokoapko malom. hoga k yhyh ak bht hi achi medicine h... yh bht sy jga par available hoti h yh ak aesi medicine h jis ko har koe asani sy use kr skty hn.. agr ap is medicine ko doctors ki permission k bna hi use kr ln gy to is mn bhi koe bat nh h.. bhtbht sy log isko doctors kiki permission k bna hinusehi use krty rhty hn... yh ak aesi medication h joJo apky stomach ko bilkul saaf kr deti h jis sy apka stomach bilkul saaf ho jata hy... r kidney k msly bhi hal ho jaty hn... is k ilawa yh medicine apki skin k leay bhi bht achi h is sy apki skin bht hi saaf ho jati h r pimples khtam ho jaty hn r yh apki skin ko shine deta hy... yh apko ksi bhi market sy asani sy mil skti hy.....



            Disadvantage......



            friends is k kuch disadvantage bhi hn.... jesy k apko malom. hona zarori h k is k andr ak aesa chemical hota h jis sy apko kidney ka bht hi serious msla ho skta h... is leay isko use krny sy phly hmen hmesha soch lena cheay... is k ilawa is ka tast itna gandaa hota h k har koe isko asani sy nh pee skta a... umeed h apko hnara review pasand aay ga to apko information mn izzfa bhi hoa hoga... thanks..
             
            • #7 Collapse

              Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

              Asalam o alikum dear member

              Introduction..

              Dear member apny hmary sath bht acha review share Kia ha Safi ka Bary ma yh neam sy bani v hoti ha or yh apko easily asani sy Mil jati ha medical stores sy dear aj ma apko detail sy btaun ga ka Safi ka Kia fayde hain..

              Fayde...

              Safi AK bht e zaida achi dwa ha yh AK serup hota ha jo ka neem sy bana hoa hota ha or Safi ka jb ap istimal krty hain tu Issy apky face ki all problems khtm hjati hain dear agr apky face pr pimples hain tu Safi serup ka istimal sy apky wo problem khtm hjaty hain ya apky face pr koi pigments ha koi keep mohasy ya kuch b ha tu ap jb Safi ka istimal krty hain tu ap ki skin ka all problems khatm hjati hain or apky face pr bht zaida glow ajata ha bht zaida apki skin saf hjati ha or dear agr apky hairs bht zaida jhar rhy hain ya apky hairs ma kafi zaida dandruff ha tu ap jb Safi ka istimal krty hain tu apky hairs jhrna band hjaty hain or sb dandruff b khtam hojata ha. Or apky hairs ma bht zaida chamak ajati ha or dear kuch log Safi serup ka istimal apna motapa Kam krny ka liye istimal krty hain yani ka Jin logun ka motapa bht zaida ha wo is serup ka jb istimal krty hain tu unka khana bht jaldi ha am hojata ha or Motapa b Kam hota nzar Ata ha or kuch log Safi seurup ka istimal apny khoon ko saf krny ka liye istimal krty hain Issy unka khoon saf hojata ha or Sai acha Tarah hojata ha or dsra kuch logun ko Bhook ni lagti ha tu Safi serup ka istimal sy unko Bhook lagna shuru hjati ha or u ka khana b jaldi hazam hojata ha tu overall Safi serup AK bht e zaida fayde mand ha Issy apki takreban hr problems door hjati ha.


              Nuqsannat..

              Agr ap log Safi serup ka istimal mehar munh krty hain tu ussy apko womating hskti ha or acidity hjati ha is liye apko chye ka is serup ka jb b istimal krain kuch kha kr istimal krain or dear is serup ka taste bht zaida karwa hota ha jo ka kuch logun pasnd ni hota ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Ye Review &quot; Safi Medicine &quot; Par Mubni Hai

                Dear forex,members Asalam O Alaikum umeed krti hoon ap khyriat se hon gay aj ap ny bohat acha topic share kiya hai jo k safi surup se related hai jesa k ap sub janty hain k hmain bohat sari skin problem ho jati bai to agar safi ka use krain to wi qadry hadd tak khatam ho jati hai kiun k ye jaari booti se bani hoti hai or ye koi nuqsan nai deti is k kuch faidy hain or kuch nuqsanat hain jo main ap se share kron gi

                Advantages

                Dear members jesa k ap log safi syrup k baray main janty jon gay ye ek bohat acha unani nuskha hai jo k hmari skin problem ko door mrta hai agar hmara blood meetha hai to ye us jo karwa krta hai or hmara chehra nikhar jata hai is k istamal se rang saaf ho jata hai ye hmary medy ki bemari bhi door krta hai kiun k ye qudrati jari booti se bna jota hai or isi tarhan is k kuch nuqsanat bhi hain jo k main ap se share krti hoon

                Disadvantages

                Dear friends jesa k ap janty hain k jesy is k faidy hain wesy hi kuch nuqsanat bhi hain jesy is main ek esa chemical shamil hota hai jis se hmari androoni nazam mharab ho skta hai or is ka taste bhi bohat ganda hita hai jo k piya nai jata

                Dear friends ye tha mera aj ka review umees krti hoon ap ko pasand aye ga ap bhi aone reviews share krain thank you

                اب آن لائن

                Working...
                X