Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern
    Asalam o Alaikum

    Umeed karta hu Tamam Members Kheriat Say Hu gay Main aaj Sab Say ye maloom karna chata Hu kay Forex Market Main aak Cup And Handle Chart Pattern hota hai Hum Is pattern ko kaisy Trade Kar Sakty hain Or Iss Pattern ke Kiya kiya Types Hoti hain Or inn ko hum Market Main akisy Identify kar kay kaisy trade kar sakty hain Kindly Apna Knowledge Or Experience Sab kay sath Share karein or Baqi members kay knowledge say Kuch New Information learn karny ke Koshash karein.Shukriya..

    Click image for larger version

Name:	ch-PATTERN-image-1-continuation.png
Views:	4
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12469578
    Wait For Market come to you!Don't Go after The Market!:1f3c6:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

    Cup & Handle pattern forex market me aik bohat hi acha pattern samja jata hai hai ya pattern jub up trend market me banta hai tu hi ya faida deta hai or is per achi trading ki ja sakti hai.

    Cup & Handle pattern hume buy trend me milta hai market up ja rahi ho tu thora sa market correction karti hai or sath hi round shape with handle ke sath wapis uper ki taraf move kar jati hai agr hum b is pattern per trading karna chahte hai tu hume is pattern ke bare me information hasil karni chahiye.

    agr hum ya pattern milta hai tu hume is per trade karni chahiye lakin money management ke sath apna risk daikh le or profit b daikh le ke kitana profit ho sakta hai.
    • #3 Collapse

      Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

      ji members kya hal hai aapke ummid karte Hain ki aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kah Rahe honge aaj is bare mein baat ho rahi hai vah hai kab aur handle pattern yah donon pattern se bahut jyada acche hote Hain aise to agar dekha jaaye to market mein bahut sare patterns hai aur har patterns ki apni value hoti hai kisi bhi patterns ki value aur importance Kanda chal gane ke liye jaruri hota hai kya mujhko bahut acche se analyse karne aur analyse karne ke bad hi isko apni trading mein istemal Karen kyunki is tarah karne se hi hamen bahut jyada tahsil ho jata hai agar Ham is tarah se nahin karenge to mein fayda aisi nahin hoga jis tarah Baki dusre patterns ki chatting mein bahut jyada hi potent sar value hai aur vah dusre patterns bahut jyada m bola tha karte hain ISI tarah yah wala Patra ji bahut jyada important hai aur iski bhi trading mein bahut jyada hi miyat hai yah mat reading karne mein bahut jyada hai ful sabit hota hai aur yah metre reading mein per data prapt piya jaldi kar deta hai is ke bare mein hamen chahie jyada se jyada information cut Karenaur uske bad ISKCON allies karne ke liye jaruri ho jata hai experience aakar hamare pass experience hoga to Ham apna Kam bahut acche se kar sakenge aur agar hamare pass experience nahin hoga Tum apna Kam acche se nahin kar sakenge isliye hamen chahie ki Ham kisi bhi kam ko karne se pahle experiences chal karle experience karne ke liye jaruri hai ki Ham hardworking ke sath kam Karen aur hardworking ke sath kam karne ke liye hamen prayas ko jyada se jyada time dene ki jarurat hoti hai
      • #4 Collapse

        Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

        اصل پيغام ارسال کردہ از: Mr'Jigsaw پيغام ديکھيے
        Asalam o Alaikum

        Umeed karta hu Tamam Members Kheriat Say Hu gay Main aaj Sab Say ye maloom karna chata Hu kay Forex Market Main aak Cup And Handle Chart Pattern hota hai Hum Is pattern ko kaisy Trade Kar Sakty hain Or Iss Pattern ke Kiya kiya Types Hoti hain Or inn ko hum Market Main akisy Identify kar kay kaisy trade kar sakty hain Kindly Apna Knowledge Or Experience Sab kay sath Share karein or Baqi members kay knowledge say Kuch New Information learn karny ke Koshash karein.Shukriya..

        [ATTACH=CONFIG]20522[/ATTACH]
        Assalamu Alaikum dear member aapane a cup and handle candlestick pattern bahut Achcha knowledge Hamare Sath share Kiya Hai Main Bhi aapke sath cup and handle candlestick pattern per Apna knowledge share karta hun sabse pahle dear Hamen yah Pata Hona chahie ke candlestick pattern kya Hote Hain aur yah Kaise work Karte Hain to dear main aapko batana Chahta Hun Ki candlestick pattern Hamen technical analysis ke andar Jab Ham market price chat ke andar trade entry or exit point ko find kar rahe hote hain to inhin patterns ko Ham identify Karke A trade entry or exit point ko decide karte hain yani ke Agar Hamen candlestick pattern ki information Na Ho To Ham kabhi bhi market ke andar entry or exit nahin kar sakte Jiski vajah se Hamari trading kabhi bhi Kamyab Nahin ho sakti aur ham Mein Kamyab trader Nahin Ban Sakte isliye Hamen chahie ki Ham Jyada Se Jyada candlestick pattern ko learn Karen Taki jo bhi candlestick pattern market price chart Mein Bane to aapko usse trade entry find karna aati ho.

        Cup and Handle candlestick Pattern :

        Cup and handle pattern mein Main 2 shapes Hoti Hai jismein Pahle shape Mein market u shape mein bahut deeply niche jaati hai aur yah series of Kendall k down closing ki vajah se u-shape mein banti hai aur jab yah u-shaped complete ho jata hai to Uske bad Ek Aur round button Jenny ke you Ki Tarah Ki shape banti hai jismein market Thodi Si niche Aati Hai hai aur FIR Uske bad market upar bullish trend Mein convert Ho Jaati Hai small u shaped bulls ki power ko represent Karti Hai Jab small shape mein main market price neckline Jo donon UK a Bhai Ko attach karne se banti hai usko Breakout karti hai aur confirmation Hoti Hai To trader bye key trade open karta hai.

        Key Points :

        1. Cup and Handle Pattern main main do dafa market downtrend Mein Jaati Hai Hai jismein first step mein hua u shape banati Hai jismein market series off candle mein Main down word move karti hai aur iski Jyada hoti hai lekin iske sath 800000 ka jo down hota hai use Mansi drift hoti hai N Ki Thodi Si market down Aati Hai series candle ki Shakal mein.
        2. Is Baton Mein Main handle ka pattern bulls ki power ko show karta hai jo trader ko signal deta hai ki long uptrend start hone wala hai.
        3. Ji Patra do Tu Hi banata hai hai agar ham ine donon hi ko ek line ke jarie attach karen to is line ko Nick line Kahenge aur jab ab market prices is neckline ko Upar Ki Tarah Breakout Karte Hain To trader ko is pattern ki confirmation Ho Jaati Hai Aur vah bye keytrade active karta hai.

        Trading with Cup and Handle candlestick Pattern :

        Cup and handle pattern mein jo "U" shap k high ko ager ak line sa milaya jae to ye neckline Ki terha work kerta ha , q k jab handle pattern man market ak dafa down jana k bad jab oper atti ga to market price is Neck-line Ko breakout kerti ha to is line sa open candle open hoti ha jo breakout ki confirmation hoti ha aur trader "buy trade active" ker deta ha. Aur "Stop loss" ko trader ko handle ki low per place kerna chaheye aur "Take Profit" ko next resistance level per place kerna chaheye.

        Click image for larger version

Name:	images - 2020-09-28T102734.393.jpeg
Views:	4
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12333597
        • #5 Collapse

          Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

          Cup and Handle Candlestick Pattern ek Bullish Continual Pattern hai jis mein market apna movement upward trend mein continue rkhny ka signal deti hai. Yeh candlestick pattern ek long term trading pattern hai jiski formation mein at least 7 weeks ya phr maximum 65 weeks tk ka time bhi lag skta hai. Yeh long term traders ky liye useful pattern hai. Aur woh is mein acha profit target rkh skty hain. Isme buying goods or currencies mein unko profits milty hain.

          Shape :

          Cup and Handle Candlestick Pattern long time frames mein form hota hai jiski Shape Ek cup ki trha hoti hai. Pehly ek cup ki trha U-shaped pattern banta hai jisky bad ek lesser volume ka handle banta hai jo ky formation mein kam time leta hai.​Is trha cup shape mukamal hony ky bad market Uptrend mein move krna start kr deti hai aur is mein traders buying Mein profits gain karty hain. Yeh market mein ek good Technical analysis ka method ya Pattern hai jo ky formation mrin time leny ky sath sath aapko confirm profits de skta hai.

          Confirmation :

          Agar pattern ka volume kam ho ya phir hum dekhyn ky U-shape ki bajaye V-shape pattern ban rha hai to yeh Cup and Handle pattern nahin hoga. Iska Cup shaped structure U shape hota hai. Tab hi is ka effect hota hai aur yeh Long term trading mein aapko Good entry point deta hai. Jesy hi cup shape mukamal ho aur handle ki formation hoti jaye to aap isky bad Bullish pattern dekh skty hain.

          Function :

          Yeh ek Continual pattern hai jo Ky market mein Bullish trend ky doran banta hai aur yeh formation ky Bad Bullish trend ko hi continue rkhny mein help karta hai aur yeh pattern short term trading mein apply nahin ho skta nah hi yeh short term traeibg mein zeada effective hota hai. Ap long trrm trading mein isky zariye market ko analyze kar ky chal sakty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

            Je dear forex ma bhot sary patterns hain jo market k bary ma perfect information dety hain. Agr ham en patterns ko use karna achy sy sekh leyn to ham bhot acha profit hasil kar sakty hain but sb patterns ko zehan ma rakhna bhpt mushkil hota hai or en k lae bhot zayada practice ki zarurat hoti hai.

            Cup with handle chart pattern. Ye pattern bullish continuation pattern k tor par use hota hai. Es pattern ko ghor say dekhyn to cup or handle ki shape nazar ati ha. Trader es pattern ko asy explain karty hain k market bullish trend ma hoti hai or pur ye support par downfall ma chali jati hai or wah par kuch dair side movement ma rehti hai. Es k bad market previous point jaha sy fall ki thi waha tak phr sy ponch jati hai. Ye cup ki shape ban gae hai or ab handle banany k lae market ik bar phr tori down fall karti hai or handle ki shape banati hai. Es k bad market up trend ma wapas chali jati hai. Es ko ham mazeed es tarha explain kar sakty hain k market up trend ma thi phr wo tori retracement k lae nechy aye or phr ik bar phr retracement k bad uptrend ma chali jati hai.

            Setting a stop loss. Trader ko es pattern k sath munasib stop loss set karna chahe es sy trader apny account ko safe bana sakta hai or account ko wash hony sy bacha sakta hai. Cup with handle pattern ma handle k low point ko stop loss k tor par set kiya ja sakta hai. Kiu k jb tak ye handle ki shape kaim rahy gi trader k lae profit hasil karny k chances baki rahyn gy. But agr market cup shape ko tornay ma kamyab ho gae to phr ye pattern valid ni rahy ga or trader ko es ka pehle ay pata hona chahe tb he wo kamayab ho sakta hai. Agr wo serf profit k chakar ma he rahy ga to phr usko loss sy kio ni bacha saky ga. Kiu k usko loss etna ho ga k account he wash ho jae ga.
            • #7 Collapse

              Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

              AOA dear friends , dear forex members jaisa ki aap ko pata hai ki Forex mein jab Ham trading karte Hain to hamen bahut sare indicator aur tools ka istemal karte Hain jo ke hamen acche trading results ko hasil karne ke liye ye bahut zaroori hai is mein se kuch ko chart patterns kaha jata hai kuch ko oscillators kaha jata hai aur ek bahut hi Zyada aihm pattern istemal Kiya jata hai jis ko candlestick pattern kaha jata hai Jo hamari over all trading ko analysis karne ke liye use ho raha hota hai aur is mein yani k candlestick chart pattern main further bahut sare pattern istemal hote Hain trading ko analysis karne ke liye aur acche result aasan karne ke liye in mein se ek hai. (CUP AND HANDLE CHART PATTERN) yeah a continuation pattern hai jo ke proceeding bullish aur bearish trend ke bad banta hai cup aur handle pattren ki tumko Ham Baar chart patren main translate karte Hain to to kab ki Shape ek bowl jesi banti hea jab ke handle Ko download Kay consolidation period ke sath tashbhee Di jaati hai cup and handle chart pattern Forex trading main bahut hi ziada aihmiat rakhta hai jis k liy hmy chart patren ko bhi samajhna ho ga aur sport / resistance Ko Bhi samajhna hoga aur Support market k base hoti ha Jahan se downtrend reversal le k uptrend ko move karti ha,Aur resistance market ki top hoti ha Jahan se market down trend leti ha aur jis point ko market buy trend main cross na kar paye ose resistance kehtay hain ,jab k sell move main market jis point k nechay na jay ose support kehtay hain,in donu points ki har bar mukhtalif wajohat hoti hain es liye ye points badaltay rehty hain aur Candlestick pattern ko follow karke Hum Log Kafi Achha profit bana sakte hain candlestick pattern Mein Hum logo Ne candles Ko Dekhkar trading karna hoti hai isliye candlestick pattern mei CUP AND HANDLE CHART PATTERN candles ko diakh kar trading Karne Wale bahut hi jaldi kamyabi Hasil karte hain isliye Sab logo ko candlestick pattern ko follow karna chahie
              • #8 Collapse

                Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                Dear top bahut hi important market pattern discussion ke liye select kiya hai no doubt Forex trading Mein cup and handle pattern bahut hi important market pattern hota hai jismein market apni movement resistance level se start karti hai aur downtrend mein apni movement ko complete karte hue FIR resistance level ko touch Karti Hai jismein yah u-shaped complete karti hai aur uske bad Ek handle banati Hai Jab market is complete pattern ko complete Karti Hai To isko aap cup and handle pattern Kahate Hain.

                Cup and handle pattern aapke liye bahut jyada useful ho sakta hai Jab aap market Mein is pattern ko understand Karke apni trading per reply karte hain to aapko bahut hi Achcha profit Hasil ho sakta hai dear jab market Mein yah candlestick pattern ban jata hai to usmein aapko market Mein Jab entry Lena Hoti Hai To Iske handle ko Breakout Karne Ka Intezar Karna Hota Hai Jab iska handle Breakout hota hai to Uske bad aap instantly market Mein entry Hasil Karke maximum profit Hasil kar sakte hain.

                Dear jab aap is market pattern Mein entry lete hain to ismein aapko take profit ke liye mat Hamesha Cup ki length ke barabar fix kar leni chahie Kyunki market ki movement further itne point bullish trend mein ho sakti hai jismein aapko reasonable amount of profit mil sakti hai isliye aap to bahut jyada carefully iski calculation karti ho ya market Mein entry Lena hoti hai aur Jis market timeframe Mein Ja candlestick pattern ban raha hota hai use per Apne analysis ki basis per apni further entry point aur exit plane se related information collect Karni chahie.
                • #9 Collapse

                  Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                  Assalamu alaikum Jay bhai ummid hai aap Harriet se honge aapane bahut hi achcha topic choose Kiya hai discussion ke liye agar aap Forex trading main technical analysis ko follow nahin karenge aur technical analysis ko dekhkar trade nahin karenge to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte kyunki technical analysis aapko market ki situation batate Hain ki ab market UP mein jaane wali hai ya down mein jaane wali hai to isiliye agar aapke pass market information hogi to aap easily market ko jaj kar sakte hain aur easily acche se acchi trading karke profit Kama sakte hain isiliye technical analysis ko jyada se jyada samajhne ki koshish karen Taki aap easily trade kar sake aur acche se accha profit Kama sake

                  CUP AND HANDLE CANDLE STICK PATTERN:

                  is ko kab isliye bola jata hai kyunki ismein market ki jo shape banti hai vah kab ki shakal mein banti hai isiliye isko kab and handle candle stick pattern bola jata hai aur jab bhi yah pattern aapke pass aaye to aapko samajh Jana chahie ki jo trend pahle chal Raha hai vahi yahan se continue hoga

                  TYPE OF CUP AND HANDLE CANDLESTICK PATTERN :

                  Cup and handle stick pattern ki basically to type hoti hai
                  * Bullish continuous cup and
                  handle candle stick pattern
                  * Bearish continuation cup and
                  handle candlestick pattern

                  1 BULLISH CONTINUATION CUP AND
                  HANDLE CANDLESTICK PATTERN :

                  is patton ki nishani yah hai ki aapke pass agar market bullish trend mein ja rahi hai aur resistance ke bad market niche aati hai aur niche aane ke bad market FIR dobara upar jaati hai aur vahan upar jaane ke bad ek chhota sa handle banati hai matlab agar thodi si niche aati hai to usko Ham bullish continuation cup and handle candlestick pattern bolenge aur yah is baat ki wajahat hai ki yahan se aapki market ab aur bullish hogi

                  2. BEARISH CONTINUATION CUP AND
                  HANDLE CANDLESTICK PATTERN :

                  is pattern ki nishani yah hai ki yah bearish pattern ke ult hota hai aur ismein aapki market niche ki taraf gir Rahi hoti hai aur aapki sports a market upar jati hai aur FIR upar ek hi banane ke bad aapki market FIR niche aati hai aur uske bad FIR thoda sa upar jakar ek handle banati hai isko Ham veeresh continuation cup and handle candlestick pattern bolate hain aur yah is baat ki vajah hat hai ki yahan se aapka bearish trend masjid chalega aur aapki market barrage trend mein hi jayegi
                  • #10 Collapse

                    Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                    Assalamu Alaikum dear aapane kiju Apna knowledge share kiya hai jismein aap cup and handle chart pattern ke bare mein Bata rahe hain yah aapane bahut hi important baat ki hai aur bahut hi acchi baat aap apna experience and knowledge Ke Samne aap hisab se aapane yah post Ki Hai Uska bahut hi jyada fayda hai aur Agar Ham chij Ko chicken hasegawa samajh Lete Hain To Hamen iska bahut hi jyada fayda ho sakta hai aur ham Sabhi kamyabi ata kar sakte hain

                    Agar Ham cup and handle stick ke pattern ke bare mein baat karte hain to main aapko ya FIR karna chahta hun ki aur aapko main yah batana chahungi cup and handle pattern with those shape Hoti Hai jismein Pahle shape main market u-shaped Mein Hoti Hai vah deeply niche jaati hai aur Yahan series aur candle ke down closing ki vajah se u shaped Mein banti hai aur jab yah use v complete Ho Jaati Hai To Uske bad Ek round button jaane ki taraf se upar ki taraf ban jata hai aur yah Thodi Si niche ki taraf se jaati hai aur Iske bad bhi yah Ek market upper bullish trend Mein convert Ho Jaati Hai small u-shaped police ki power ko represent karti hai aur jab small shape Mein Apne market price neckline Jo donon donon ke Darmiyaan Mein attach Ho Jaati Hai Aur ismein free cup and handle ki Shakal Ko Pyar Kar Jati Hai

                    ISI Tarah Se a cup and handle pattern pattern aapke liye bahut jyada useful ho sakta hai Jab aap market Mein sthanantaran ko understand Karke apni trading per reply kar karte hain to aapko bahut hi Achcha profit Hasil ho sakta hai dear jab market Mein yah candlestick pattern ban jata hai to usmein aapko market Mein Jab infield Lena hoti hai to aap ke andar district ko Breakout Karne Ka Intezar Karna Hota Hai Jab iska handle break out hota hai to Uske bad aap instantly market Mein entry Hasil Karke maximum profit Hasil kar sakte hain ise Tanha Jab aap market pattern Mein entry lete hain to aapko take profit ke liye Hamesha kab ki Les ke barabar vi kar leni chahie Kyunki Mati Ke moment further Itni point bullish trend mein ho sakti hai jismein aapko reasonable amount of profit mil sakta hai isliye aapko bahut jyada carefully iski calculation Karni Hoti Hai Jab market Mein entry late Hamesha Soch Samajh Kar Hi Hamen entry leni chahie aur Hamen jaldbaji ke sath aur uske kam kabhi bhi nahin karna chahie tabhi on Forex Mein kamyabi Aankhen karke bahut acchi earning bhi game Karke apni Jindagi ko bhi Kamyab bana sakte hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                      FOREX TRADING AND CHART PATTERNS
                      forex trading business mein jab hum kaam krty hain to hue in bohat Kuch learn krny ka moqa milta Hai hum yahan candlesticks se banny waly different patterns ko seekhty hain jo KY hmari trading ko kamyab bnane mein bohat important role play krty hain humein in ko seekhna chaheye aur in ko follow krny ki koshish krni chaheye ta ky ache trading ko possible bnaya ja sake market Mein bohat sare patterns banty hain
                      1- W pattern
                      2- flag pattern
                      3- cup and handle pattern
                      4- triangle pattern
                      5- wedge pattern
                      Lekin Yahan hum ne cup and handle pattern ko discuss kren ge
                      CUP AND HANDLE PATTERN
                      cup aur handle aik technical chart pattern hai jo KY cup aur handle ky saath milta julta hai is mein cup ki shape "u" ki tarha hoti hai aur handle neeche ki taraf mura howa hota hai cup aur handle ko as a bullish signal liya jata hai jo KY up trend Mein extended hota hai aur ye is baat ki opportunity hoti hai ky ab market Mein bohat long term trading ki ja sakti hai
                      HOW TO TRADE BY FOLLOW IT
                      agar Hum acha profit cup and handle pattern per hasil krna chahty hain to is ky liye hum simple method istemal kr sakty hain is ky according hum jo price cup ki bottom par hoti hai us ko handle ky start par jo price hoti hai us ky saath compare krty hain us ky baad humein jo number milta Hai us ko hum us price ky saath add krty hain jo KY handle upar ki taraf break krty Howe humein price dyta Hai add krny KY baad ye wo price hoti hai jo humein market Mein exit position ka btati hai aur is par exit kr KY hum acha profit haisl kr sakty hain
                      Dear forex friend chart pattern koi bhi ho humein bs us ko market Mein analyse krna sab se pehle Ana chaheye jab hum analyse krna seekh jaen to us ky baad humein us ki proper information matlab is ki learning us ka experience pata hona chaheye tabhi Hum us ka sahi istemal kr saken ge aur acha faida hasil krny mein Kamyab ho saken ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                        Cup and handle chart pattern Ek technical pattern Hota Hai yah candlestick patterns timeframe ke hisab se movement Karte rehte hain aur Unka time frame bahut hi Chhote size ka time frame Hota Hai is candlestick patterns daily weekly or monthly chart so bante Hain Jo ke different types ke hote hain aur usmein different informations maujud hoti hain in chart ke jariya se Ham market ki cup and handle situation ko acchi Tarah Se samajh sakte hain Forex trading Mein maujud bahut se traders cup and handle chat pattern Ke jariya se market ko acchi Tarah Se analysis kar lete hain aur jab market acchi Tarah Se study kar lete hain to Uske bad hi vah market Mein Apni trading start Karte Hain

                        Forex trading Mein cup and handle chart pattern bullish continuation pattern Hote Hain is pattern ki help se Ham market ki future movement ko acchi Tarah Se study kar sakte hain yah Patron Apne naam ke sath hi Forex trading mein tea cup-shape Ki Tarah ka ek pattern Hota Hai is candlestick pattern ka image tea Cup shape Ki Tarah Hota Hai Jab Ham trading Mein entry karte hain to use vah Kahate Hain Ham cup and handle chart pattern ke jariya se bullish trend ko acchi Tarah Se learn kar sakte hain

                        Cup and handle chart candlestick patterns ki help se Ham bar chart pattern ko acchi Tarah Se translate kar sakte hain cup and handle chart pattern is the bottom pattern is patron ki help se Ham price ke drop Hone Ko acchi Tarah Se samajh sakte hain aur is ki original value ko bhi acchi Tarah Se Dekh Kar andaza Laga sakte hain ki market ki price ki original value kya hai traders ko chahie ke voh market Mein price original value ko acchi Tarah Se understand kar Leta ke vah market ke hisab se hi usmein apni trading start kar sake aur bahut hi acche currency pairs ko use Karke market Mein achha profit Hasil kar sake
                        • #13 Collapse

                          Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                          Walaikum salam cup and handle pattern ek bahut achcha informative technically pattern hai aur agar ham candlestick case pattern ko analyse kar len to tab bhi hamen bahut acchi e-trade mil sakti hai aur hamen market se achcha munafa kamane ke kafi h a chance mil jaate Hain isliye hamen cup and handle pattern ko bhi Apne mind mein rakhte hue kam karna chahie kyunki cup and handle pattern bhi hamari trading mein kafi behtar sabit ho sakta hai aur amir se kafi achcha fayda utha sakte hain isliye cup and handle pattern ko jarur analyse karna chahie kyunki is market mein bahut acchi trade mil sakti hai.

                          Cup and handle ek aisa technically pattern hota hai jo ke kisi bhi resistance area se downtrend mein start hota hai aur jab ham dekhte hain ki downtrend mein market ja rahi hoti hai aur Market FIR se wapas aana start ho jaati hai aur jab market FIR se wapas aana start ho jaati hai to market ki shakal Ujaisi ban jaati hai aur tab ham jay samajhte Hain ki market mein cup and handle handle pattern ban chuka hai aur job cup and handle pattern ban jata hai to tab market mein hamen trading karne ke bahut acche chances mil jaate Hain aur yah Kaisa pattern hai ki jab bhi banta hai hamen bahut acchi aur confirmation ke sath trade de jata hai aur is pattern ke through ham market mein apni trade open kar sakte hain aur Market se Accha munafa le sakte hain.

                          cup and handle pattern candlestick pattern ka bahut hi achcha aur popular patron hai lekin new logon ko iske bare mein bahut hi kam knowledge hai aur bahut se expert log isko istemal karte hain aapane iske bare mein bahut acchi information di hai aur bahut hi wajah hack ke sath iske bare mein bataen hai main samajhta Hun ki spectrum ko agar ham bhi cricket system Amal karen to market mein kamyab Hona hamare liye mushkil Nahin Hoga isliye is pattern ko jitna bhi maintain ho sake acchi tarike se istemal karna chahie kyunki iske istemal se ham market mein kafi achcha fayda le sakte hain
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                            yah chart pattern bahut jabardast hai Ham isko use kar sakte hain aur is se fayda hasal kar sakte hain ya market ke centre mein banta hai jab yah banta hai to uske bad market up trend ki taraf bahut jyada move karti isliye hamen is ko dhundhne padta hai isko dekhna padta hai hai tab jakar hamen yah pattern milta hai yah pattern bohot time ke bad banta hai jab yah banta hai to market mein movement pahunch jata Ho jaati hai aur hamen maloom ho jata hai ki market ka trend upar ja raha hai aur agar humne used car trade karni hai to Ham use per karega cprofit hasil kar sakti hai yeah pattern bahut achcha hai hamesh ke upar mehnat karni chahie pattern bahut jyada hai lekin hamen kuchh pattern ke upar kam karna chahie tha ki ham log confuse Na Ho jaaye is sy hum accha profit Kama sakte hain apne loss ko kam kar sakte hain hamen mehnat karni chahie Ham pattern ko use karke bahut acchi kamyabi answer kar sakte hain lekin pahle hamen uske bare mein knowledge hasil karna hi Express aasan karna hai tab Ham pattern ko use kar sakte hain petrol ko use karne ke liye hamare pass best treader ki tarah knowledge hona chahie har petrol bahut jabardast hota hai lekin jiske bare mein hamari knowledge acchi hoti hai vahi hamen kam aata hai aur ham mujhse ek acchi trade open kar ke achcha khasa Paisa Kama sakte hain pattern bohot sara hain Mt4 mein lekin hamen use karna hona chahie jab Ham use karna Sikh lenge to hamare liye trade karna aasan ho jayegi kyunki pattern se hamen maloom hota hai ki aane wali e candle kis tarah banegi aur market kis tarah move kara gi is business ko karne ke liye hamare pass knowledge aur ilm ka hona lazmi hai lekin sath sath hamare best trader ka experience bhi ho to bahut jabardast ho sakta hai hamari liye is business mai pattern ke liye hamare pass technical analysis karna Lage hona bahut large nahin hai kyunki technical analysis chart ke upar hote hain aur chat ke under candle ke upar bhi study ki jaati hai to isliye agar humne petrol ko sikhana hai to hamare andar technical aise ka be ilm hona chahie tab jakar ham log return ka knowledge hi sakte hain varna bahut mushkil hota hai pattern ko develop karna aksar ko to samajh mein nahin aati aur aksar log galat paltan ko develop kar lete hain aur loss kar samna karte Hain isliye bagair sikhen kabhi bhi pattern ko develop na Karen Varna loss jyada hoga aur aapka account finish bhi ho sakta hai
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Jaiza:Cup And Handle Chart Pattern

                              Cup patren ko samajany k leye Thanks Ajj Cup Candle k bary mai sekny ko bohot mila han humy market mai asy charts melty hai par hum onko jaj nahi kar paty thanks seniors.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X