Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen
    Dear friend please candlestick me jo bhi body banti hai wick kaise banti Hain inke bare mein Jarur information den
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

    ji members kya hal hai aap kya main karti hun kya aap sab theek honge aur apna Kam bahut acche se kar rahe honge aur is tarah se karna chahie hamen bahut jyada profit hasil hoga aur hamare karm mein bahut jyada battery aaegi isliye indicators hamen body aur colours ko chhora karte hain aur yah indicator bahut hi jyada important hote hain kisi bhi trading karne ke liyeis indicators and apni trading co bahut aasan banane hain aur ham apni trading co aasan banane ke sath sath Ham bahut jyada profit ki Rashi kar sakte hain isliye hamen chahie ki Ham Hindi ki syndicators ko colours aur bati ke liye hath se apni apni trading mein istemal is indicated ke colour samay ya ishara dete Hain ki hamen kis taraf jana hai aur hamare trading kis tarah ka mein fayda degi aur kis tarah mein nuksan legi aur iski party language se bhi hamen pahunchi hai milati hai lekin iske body language aur colours ko janne ke liye jaruri hota hai ki hamare pass bahut jyada knowledge or experience ho aur uski jankari sabhi hota hai ki Ham is indicated ko bahut acche se analyse Karen aur analyse karne ke liye jaruri hota hai ki hamare pass experience Ho experience acid karne ke liye jaruri hai kya
    • #3 Collapse

      Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

      Market ky charts mein dekha jaye to aap ko market mein different sizes, shapes aur colours ki candles dekhny ko milti hai. Yeh aaps mein different hoti hain aur inky nam isi wjha se different hoty hai. Inka difference aap ko pata hona chahye. In ki knowledge market mein basic knowledge ky liye zaruri hai.

      Body :

      Kisi hhi time frame mein market ko dekha jaye to aap ko candles different nazar ati hain jin mein aap different sizes ki candles dekh skty hain. Market mein aap jo shape dekhty hain jo colourful hoti hain jin mein white, black ya phr green or pink rectangles nazar aty jhain Jo ky vertical shapes mein hoty hain in Ko Candle ki body kaha jata hai.

      Wick :

      Market mein body ky sath aap agar dekhty hain to upper or lower portions mein lines hoti hain jin ko upper wick or lower wick kaha jata hai. Is trha upper wick aur lower wick ki lengths bhi different hoti hain. Upper wick long ya short ho skti hai aur kisi candles mein yrh totally absent bhi ho sakti hai. Isi trha lower wick bhi different candles ky aitbar se small, long ya pjr totally absent bhi ho sakti hain.

      Colour :

      Market mein aap 2 colour pairs dekhty hain jin mein Black and white pair aur isky ilawa aap Green aur pink colours bhi select kr skty hain. Market mrin two kinds of candles hoti hain jin mein Bearish aur Bullish candles hoti hain.
      Agar aap black and white colour select karty hain to aap dekh skty hain ky white candles Bullish candles hoti hai aur Bearish candles ka colour Black hota hai. Isi trha Green aur Pink ky pair mein Gresn colour ki candles upward movement mrin banti hain aur Bullish candles hoti hain isky ilawa Bearish candles ka colour Pink hota hai.
      • #4 Collapse

        Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

        my dear friend forex trading main candlestick chart pattern main jo candles hti hain wo market ki movement k bary main humain bataty hain k markt main kiya sort e hal chal rahi hai or aghr hum trading krna chahty hain tu apko market main banny wali candles k bary main samjhna zarori hai jis se hum market ko smjh kar osk according apni trade laga skty hain or apni trading main acha profit lay skty hain.
        candles body:
        forex trading main jo market main candle banti hai wo market ko show karti hai jis main market aghr strong hai tu candle moti ho jati hai jis ko hum candle ki body kahty hain jis se humain pata chal rha hota hai k market jis trend main movement kar rahi hai wo kafi strong hai or es main hum apni tarde lga skty hain
        Click image for larger version

Name:	body kamal.png
Views:	1
Size:	25.9 کلوبائٹ
ID:	12333607
        2: candlestick wick:
        dear forex main jo wick hoti hai wo boda k start main jo lines banti hai osko hum wick kahty hain jis se market apni movement tu kar rahi hoti hai laken oski speed thori hoti hai jis main hum forex main market ko smjh kar os main apni trade kar skty hain or osko follow kar k market ko smjh skty hain
        Click image for larger version

Name:	wick kamal.png
Views:	1
Size:	47.5 کلوبائٹ
ID:	12333610
        3:colour candles:
        candles ka rang ap apnimarzi se set khud kar skty hain zayda tar jo buliish candle hoti hai osko red colour rakhty hain or bearish candle green hoti hai or es k ilwa har candle he ap apni marzi se change kar skty hain yah es liye hota hai k hum kis trah se market ko achi traha se smjh skty hain or apni trade kar skty hain
        • #5 Collapse

          Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

          Chart main price kay up ya down hony ka hamain pata chalany kay liye candlesticks ko daikhny hota hay. Candlesticks hamain na sirf price ki movement balkeh trend ki current and coming direction ko predict karny main bhi help daiti hain. Aik candlestick hamain 4 cheezain batati hay, opening price, higher price, closing price aur lower price. Iski mazeed tafseel mandarja zail hay.

          Wicks in candlestick.
          Jab bhi price current period main open hoti hay to woh up ya down movement karti hay, baz dafa ye open ho ker nichy ati hay aur phir uper chali jati hay, yaha tak keh ye uper ja kar again kuch down a jati hai. Candle main price kay up and down hony kay bad jab dono sides say price wapas ati hay to ye barik lines ya lakeer banati hay jisko wick kaha jata hay. Baz dafa ye aik side pe hoti hay aur baz dafa donon sides pe, laikin kabhi kabhi candle ki donon side per wick nai hoti.

          Body of candlestick.
          Price open hony kay bad jab market aik side pe jati hay to ye body banati hay, yani opening say closing tak jo gap hota hay isko candle ki body kehty hain. Baz dafa ye opening price say nichy banti hay baz dafa up side per, aur kabhi kabhar price opening and closing same rehti hay jis waja say candlestick ki body nai banti.

          Colour of candles.
          Candlestick market ki up and down movement ka farq karny kay liye do mukhtalif colours use hoty hain. Chart per by default bullish ya upside movement main ban'ny wali candle white colour banati hay jab keh price opening say down side per ager body banaye to iska colour black hota hay. Ager price opening and closing same ho to iska body ka koi colour nai hota jabkeh sirf price movement ki aik line hoti hay.
          • #6 Collapse

            Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

            Je han forex trading ma market ko candlestick sy show kiya jata hai. Har candlestick market k hesab sy apni shape banati hai. Ye b kaha ja sakta hai k forex trading ma buyer or seller k behaviour sy candlesticks ki shapes banti hai. Ik candle market k bary ma hamy bhot sari information dey rahi hoti hai. Misal k tor par ik candle sy hamy market k opening point, closing point, high point or low point ka pata chal jata hai. Secondly market ma candle k color sy hamy ye pata chalta hai k es session ma buyer market par havi rahyn hain ya sellers. Thirdly market movment ko candlestick ii body k sath show kiya jata hai. Ik candle stick ki body jetni bari ho gi es ka ye matlab hota hai k es session ma market ma buyer zayada strength ma thy ya sellers.

            So forex forex trading ma trader ko agr candle sticks ki achi knowledge ho to market ko achy tareeky sy judge karny ma kamyab ho jata hai. Wo he trader market ko achy sy judge karny ma kamyab hota hai jis k analaysis achy hoty hain. So trader ko demo account ma achy analysis ki zarur practice karni chahe. Traders demo ko fazool chez samajty hain agr wo demo sy market k analysis karna ni sekh sakty to eska matlab ye hai k wo demo ko pori tarha explain ni kar sakty. So trader ko hamesa candle stick ii madad sy market ko analyze karny ki khosis karty rehna chahe. Jo candlestick ko importance ni deta wo forex ma kbi acha trader ni ban pata. So candle ki different shapes ki learning he hamy acha profit deny ma madad gar ho sakti hai.

            Candle stick market ki movemento samajny k lae es lae b perfect hain kiu k ye complex mathematical calculations ko attractive way ma display karny k lae use hoti hain.
            • #7 Collapse

              Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

              Candlestick se related apni bahut hi important question apni post Mein poochha hai isliye related main aapko step-wise indicate kar deta hun aur is related different important information of share kar deta hun.

              Body :

              Dear jab aap different candlestick ki body ko clearly observed Karte Hain To Kuchh candlestick ki body bahut Chhoti hoti hai aur kuchh candlestick ki body bahut jyada lambi Hoti Hai for example Jab aap Marobuzu candlestick ko observe Karte Hain To usmein aap ko iski bahut long body Najar a Rahi hoti hai aur jab aap doji candlestick ko clearly understand Karte Hain To usmein aap ko iski bahut Chhoti body Najar a Rahi Hoti Hai different candlestick ki body different Hoti Hai Jisko understand karne mein aapko bahut madad milati hai.

              Wick :

              Dear jab aap different candlestick ki study ko complete kar rahe hote hain to ismein aapko Kuchh candlestick ki bahut lambi Shadow Najar a Rahi hoti hai kuch Aisi candlestick Hoti Hai Jinke body se upar bhi aur body Ke Niche bhi Unki Shadow Najar a Rahi hoti hai aur kuchh Aisi candlestick hoti hai jismein unki Koi Shadow Nahin Hoti aur Unki just body hi hoti hai.

              Colure :

              Dear jab aap candlestick ke colours ko avsar karte hain to ismein aapko do types ke colour mil sakte hain dear aap candlestick ke colour scheme code change bhi kar sakte hain aur according to your own requirements of school set kar sakte hain lekin vaise Agar Ham standardized colour scheme ko check karte hain to ismein aapko red colour ki candlestick Hamesha bearish trend mein mein milati hai aur blue colour ki candlestick Hamesha bullish trend mein milati hai.
              • #8 Collapse

                Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                assalamu alaikum ji bhai ummid hai aap khairiyat se honge aapka question bahut hi informative hai jo bhi chijen aapane question mein puchi hai vah Forex trading ki basics hai aur agar aapko basics ka hi nahin pata hoga to aap kabhi bhi achcha profit nahin Kama sakte is hawale se main aapko step-by-step ine chijon ki kuchh detail deta hun

                BODY :

                Forex trading mein kisi bhi candlestick ki body vah hoti hai jo uske shehdol se niche hoti hai aur iski length jyada bhi ho sakti hai aur kam bhi ho sakti hai lekin iski chorai jyada hoti hai kisi bhi candlestick ki body dekh Kar Hi pata chalta hai ki market up main ja rahi hai yah down mein ja rahi hai kyunki candle stick pattern ki body hi aap ko batati hai ki market ka trend bullish chal raha hai yah bearish chal raha hai

                WICK :

                bars aukat aisa bhi hota hai ki aap Forex trading mein dekhte hain ke candle stick pattern ki body se upar kuchh shadows hote Hain Jo upar ki taraf bhi ja Rahe hote hain aur niche ki taraf bhi ja Rahe hote hain UN shadows ko Ham wick bolate Hain aur wick bhi aapko yah batate Hain ki market ka trend ab ki taraf Raha yah down ki taraf Raha

                COLOURS :

                Forex trading main aap colours combinations apni Marzi ka rakh sakte hain colour combinations ki bhi bahut jyada important hai kyunki mukt Le colours aapko batate Hain ki market UP mein ja rahi hai ya down mein ja rahi hai aur isko aap apni Marzi se set kar sakte hain

                normally red colour jo hai vah bearish trend ko dikhane ke liye use Kiya jata hai aur blue colour bullish trend ko dikhane ke liye use Kiya ja sakta hai lekin aap ismein apni marji ki colour combination bhi set kar sakte
                • #9 Collapse

                  Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                  Hi dear friends aap ka kya hal hai ja sake Ham jante Hain ki candle ek washee range of information hamare liye abhi Ham iski body ke bare mein baat karen gey Ham kafi kism ka candle sticks ka bary main janty hain.
                  Ham dozi candle stick ka baray main bat krain ga.
                  3 major types hoty hain
                  Typycal dozi stick.
                  Is main jitna buyers uper la ka gayr is main utna hi sellers nechay la ka aye is main buyers or sellers ka drmean fight hiti hai. Classical dozi stick.
                  Trend is lossing traction bhat hi classic row bnti hai is main seller be ho sakty hain buyers be ho sakty hain.
                  Dragon fly dozi stick.
                  Is ka shadow kafi lamba hota hai is ka matlab ka is main pehlay wala jo trend chal eaha khatam honay wala hai aur Dear jab ap dekh rahy hoty hai k market mai aik new candle open hoti hai aor aus k baad market kabi up jati hai kabi down aati hai aus k baad close waha hi hoti hai jaha se open hoi thi to aus candle ko doji kehty hai ye candle aisi hoti hai k ais ki wicks lambi hoti hai agar ais ki jo body hoti hai wo bahot choti hoti hai agar ap ko ais k bary mai pata ho to ye jab resistance ya support par banti hai to aus jaga se market ne reverse jana hota hai agar ap ne ais mai trade karni ho to ap aus time ais par trade laga sakty hai aor ais se kafi acha profit le sakty hai kun k ye swing point par bhi banati hai aur up trend wali aur down trend wali candles ko aap apni marzi ka colour bhi de sakte hain aur yah option MT4 application mein available hota hai jismein aap pure ka pura chart pattern key colour scheme change kar sakte hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                    Friends in ko samajhne ke liye aapko bahut mehnat Karna hogi aur aapko achi learning ko continue karna hoga agar aap mehnat aur learning se kam karenge to aapko achcha experience hoga aur aap tab hi in ko samajh sakenge aur acchi tarah kam kar sakenge knowledge market mein basic knowledge ky liye zaruri hai.Body :Kisi hhi time frame mein market ko dekha jaye to aap ko candles different nazar ati hain jin mein aap different sizes ki candles dekh skty hain. Market mein aap jo shape dekhty hain jo colourful hoti hain jin mein white, black ya phr green or pink rectangles nazar aty jhain Jo ky vertical shapes mein hoty hain in Ko Candle ki body kaha jata hai.Wick :Market mein body ky sath aap agar dekhty hain to upper or lower portions mein lines hoti hain jin ko upper wick or lower wick kaha jata hai. Is trha upper wick aur lower wick ki lengths bhi different hoti hain. Upper wick long ya short ho skti hai aur kisi candles mein yrh totally absent bhi ho sakti hai. Isi trha lower wick bhi different candles ky aitbar se small, long ya pjr totally absent bhi ho sakti hain.Colour :Market mein aap 2 colour pairs dekhty hain jin mein Black and white pair aur isky ilawa aap Green aur pink colours bhi select kr skty hain. Market mrin two kinds of candles hoti hain jin mein Bearish aur Bullish candles hoti hain.Agar aap black and white colour select karty hain to aap dekh skty hain ky white candles Bullish candles hoti hai aur Bearish candles ka colour Black hota hai. Isi trha Green aur Pink ky pair mein Gresn colour ki candles upward movement mrin banti hain aur Bullish candles hoti hain isky ilawa Bearish candles ka colour Pink hota hai is ko aap YouTube se bhi Sikh sakte hain aap apni learning ko continue karenge to aap hamesha achchi trading kar sakenge aur hamesha aap achcha profit Hasil kar sakenge.
                    • #11 Collapse

                      Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                      Assalamu Alaikum Pyare Bajar Mein ummid karta hun kya Sab khairiyat se Honge aap ka prastav bahut hi informative hai jo ke chijen aapane question Mein puchi Hai vah Forex trading ki bhej per hai aur Agar aapko basic ka hi nahin Pata hoga to aap kabhi bhi achcha profit Nahin Kama sakte hain is Hawale se main aapko Satya bus step kin chijon ke Kuchh detail Bata deta hun

                      Body

                      Forex trading mein kisi Bhi candlestick ki body vah hoti hai jo ki Uske shold se niche hoti hai aur iski land Jyada bhi hoti hai aur kam bhi ho sakti hai lekin iski Churaya hi jyada hoti hai use Kisi bhi Canvas tikki body Dekhkar hi Pata Chalta Hai Ki market UP mein ja rahi hai yah down bheja rahi hai Kyunki candlestick pattern ki body aap baithe hai ki aap market ki friend police chal raha hai yah gana chal raha hai

                      Beach

                      Vah dukhad bhi aisa hota hai ki aap frustrating Mein dekhte hain ke candlestick pattern ki body se upar Kuchh shadi Hote Hain Jo ke upar ki taraf Bhi Ja Rahe hote hain aur niche ki taraf Bhi Ja Rahe hote hain aur Ansh order ki Ham bich bolate karte hain aur bhi kabhi aapko yah batate Hain Ki market ke trend ab ki taraf Ja Rahe Hain Yaadon Ki Taraf ja rahe hain

                      Main colour

                      Forex trading mein aap colour combination apni Marji ka Rakh sakte hain aur colour combination ki bhi bahut jyada important hai Kyunki market ke colour aapko batate Hain ki aap market UP mein ja rahi hai ya down Mein ja rahi hai aur isko aap apni Marzi se set kar sakte hain

                      Normally red colour jo hai ki vah berisi trend ko dekhne ke liye use Kiya jata hai aur Buri colour bullet train ko dekhne ke liye use Kiya Ja sakta hai lekin aap usmein apni Marzi ke colour combination Prasad kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                        Forex trading Mein maujud Tamam candlestick patterns Ek dusre se bahut jyada different hote hain aur inke colour body aur wick Bhi Ek dusre se change hoty hai isliye market Mein Hamen kam start Karte market in Tamam candlestick patterns ke differences ko acchi Tarah Se understand kar lena chahie Jab Ham Inko acchi Tarah se confirm kar lenge tab Ham market mein kisi Ek candlestick pattern ko use Karke Uske jariye se market ki position ko acchi Tarah Se study kaise karenge aur uske hisab Se Hi market Mein Apni trade open kar Payenge isliye market Mein maujud Tamam kar sakta Karachi Tarah Se focus karna chahie Taki Ham Unki body wick aur colours ko acchi Tarah Se learn kar sake Aachen

                        Market Mein maujud candlestick patterns Kuchh pattern uski real body bahut jyada long hoti hai aur kuch pattern Kiya body bahut hi Chhoti Hoti Hai Jab ke ine mein same Aise Bhi candlestick patterns hote hain jinki real body bilkul bhi Najar nahin aati aur inke colour Ek dusre se change hote hain Kisi Ka white hota hai to Kisi Ka blue Aur Kisi Ka black is Mein different colours ke candlestick pattern maujud Hote Hain aur In candlestick pattern ki wick Kabhi upper wick hoti hai aur Kabhi upper lower iski wick bhi inke colours aur body Ki Tarah change hoti hai

                        Isliye traders ko chahie Ke Jab vah market ko join karen to us Waqt market Mein maujud Tamam candlestick patterns ko acchi Tarah Se learn Karen Aur Is per Jyada Se Jyada focus karta hai kya hua in Tamam candlestick patterns ke colours body aur wick ko acchi Tarah Se identify kar sake aur uske jariya se market ko acchi Tarah Se confirm karke hi apni trade lagaen without inter ke differences ko learn kiye Kisi bhi pattern ko use na Karen Kyunki Is Tarah Se aap kabhi bhi use pattern per acchi Tarah Se apni trade nahin kar Sakenge Na Use ma achi success Hasil kar Sakenge
                        • #13 Collapse

                          Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                          Candlestick pattern ko samajhna itna mushkil Nahin hai candlestick pattern ek bahut hi aasan pattern hai aur is ko samajhna mushkil Nahin hota hai is ko samajhna hamare liye bahut hi aasan hai aur isko ham bahut aasani ke sath apni trading ke liye istemal kar sakte hain aur Market ke friend ko samajh sakte hain.
                          Market chart pay bahut si different candles banti hai jinki body be different hoti hai aur Jin ka colour bhi different ho jata hai ham market mein trading karte hue Apne chat ki setting Jaise chahe kar sakte hain aur ham market mein candles ko koi sabhi colour de sakte hain jiski samajh mein hamen aasani ho ham vaisa hi colour market mein candles ka Rakh sakte hain aur Market ko colour se aur Market mein banne wali candles ki body se market to analyse kar sakte hain.

                          colours of candles:

                          Bahut si trader market chat ki setting kuchh Is Tarah se karte Hain fir market mein Jo bhi hamari bullish trade hote Hain unko green colour dete Hain aur is green colour ki vajah se vah market mein bullish movement ka signal deti hai aur ine se ham bahut hi acchi uptrend ki trading kar sakte hain aur iske alava market mein Jo hamari downtrend ki candles hoti hain unko ham bullish ka naam dete Hain aur unka colour red hota hai aur unke red colour ki vajah se ham market mein downtrend ko samajh sakte hain

                          body of candles:

                          market mein candles ke colour ke alava market mein candles ki body ko bhi analyse Kiya jata hai kyunki market mein jitni bhi movement Hoti hai vah Kisi bhi candle ki body se hamen pata chalta hai ki market mein previous kitni movement ho chuki hai aur Market mein volatility kaisi Pai jaati hai is ko janne ke liye ham market ki body ko dekhte hain aur Market ki body se hi hamen pata chalta hai ki market mein kitni shutterent hai aur Market mein kitni power hai hamen market ki power Ka pata tab hi chalta hai jab ham market ki turant ko dekhte hain.

                          Shadows of candles:

                          market ki body ke alava ham market ke shadows ko bhi dekhte Hain jisko ham market mein candles ki dekh bhi kahate Hain candles ki shehdol se bhi ham market ke analyses kar sakte hain kyunki market ki movement ka andaza hamen market mein banne wali candle ke Shadow se bhi acche tarike se ho sakta hai kyunki market jitna move karti hai to market utani hi candle create Karti hai lekin job market rivers ho jaati hai to fir market ek Shadow banaa jaati hai aur iski vajah se hamen market ki movement ka achcha andaza ho sakta hai aur Market mein friend ko find karne ke liye hamare liye yah kafi acchi maloomat rakhti Hain isliye hamen isko jarur istemal karna chahie kyunki iske istemal mein hamare liye bahut hi acchi kamyabi hai.

                          prediction of candles:

                          market mein jab ham candles ki prediction acche tarike se kar lete hain to fir trading hamare liye aasan ho jati hai isliye bahut se log candlestick pattern ko hi istemal karte hain kyunki candlestick pattern mein ham market ki candle se se bhi acchi manmad le sakte hain aur iske alava market mein candles ke colour se bhi acchi maloomat le sakte hain aur Market ne candles ke Shadow bhi hamare liye kafi madad kar hote hain isliye main samajhta Hun ki hamen jarur market mein candlestick pattern se acchi maloomat Lene ki koshish Karni chahie.
                          Last edited by ; 30-09-2020, 10:32 PM.
                          :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

                          CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
                          • #14 Collapse

                            Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                            App na jo body wick or color ki bat ki hai candle ka bara mai bohot zabar dast hai body wo hai candle ki jo fill hoti hai osa body kaha jata hai candle ki or wick wo hai jo candle shadow chorti hai osa wick kaha jata hai is lia huma in ko samjhna chaya ya hamra bohot kam ata hai ya candle stick pattern banana ka kam ata hai is ko dahk ka hum candle stick ka pattern banata hain ta ka huma samaj ah saka ka market ki ahna wali movement kia ho gi or market kis taraf jaya gi huma is mai mahnat karni chaya or candle ka color ki bat karian to 2 type ka color hota hain candle mai or in ko ap apni marzi sy set kat sakta hain mai na buy ki candle ko green or sale ki candle ko red rakha hai ta ka huma fida ho or hum log aram sy analysis kar sakain or acchi kamai kar sakain jis na candle ka bara mai knowledge hasil kia wo kamyab huwa hai is lia huma is mai mahnat karni chaya or accha kamna chaya ta ka hum log is mai kamyab ho saka or aga bahr sakain jis na mahnat ki wo kamyab huwa hai candle ka knowledge hasil karna ka lia technical analysis ka hona bohot zarori hai hum log technical analysis sy acchi trade open kar sakta hain or technical analysis chart pr kia jata hain is lia huma is mai mahnat karni chaya or candle ka knowledge bi chart sy hasil hota hai is lia technical analysis sy hum log candles ka accha knowledge hasil kar sakta hain or acchi kamai kar sakta hain acchi trade karna ka bad candle ko samjain is main jub candle shadow chorti hai tu bohot sara pattern ban sakta hain jis sy fida othaya ja saka or hum log kamyab ho saka mahant lazmi hai jis na ki wo aga bahra or acchi life guzar sakta hain mahnat lazmi karian
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Candlestick Mein body,wick aur colour ko Bayan Karen

                              Real account hamare liye bahut hi ahmiyat rakhta hai ki kya pata hai real mein Ham jo bhi kam karte hain vah real hi hota hai hamen apne kam ko bhej kar banana chahie follow karna chahie ine chijon ko jo hamare liye mat rehti ho aur kaun hamare liye kitni hai mera pata hai Ham isko chitra Jaan sakte hain MP4 account hai jiska aap per Ham kam karte hain aur change karne ke liye apni shanka your application ka use karte hain kam apne maqsad mein chahie

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X